शनिवार 26 नवंबर 1994 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 126-11-94 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 26-11-94 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Paramātma pālnā aur parivartan śhakti kā pratyakṣha svarūp - sahajyōgī jīvan 3Āj bāpdādā har ēk bachchō̃ K|kē mastak par viśhēṣh śhrēṣhṭh bhāgya key|kī tīn ā lakīrē̃ dēkh rahē haĩ . 4Sarv bachchō̃ kā bhāgya tō sadā sarvaśhrēṣhṭha hai hī lēkin āj viśhēṣh tīn lakīrē̃ chamak rahī haĩ . 5Ēk hai paramātma pālnā K|kē bhāgya key|kī lakīr aur dūsrī hai bēhad K|kē ūñchē tē ūñchē paṛhāī K|kē bhāgya key|kī lakīr .
1THE PRACTICAL FORM OF GODLY SUSTENANCE AND THE POWER OF TRANSFORMATION IS
6Tīsrī hai śhrēṣhṭh mat prāpt hōnē K|kē bhāgya key|kī lakīr . 7Chāhē laukik , chāhē alaukik , har ēk kō is jīvan mē̃ yē tīn prāptiyā̃ hōtī hī haĩ . 8Pālnā bhī miltī , paṛhāī bhī miltī aur mat bhī miltī hai . 9In tīnō̃ dvārā hī her|har ātmā apnā vartamān aur bhaviṣhya banānē kē nimitt bantī haĩ .
2THE EASY YOGI LIFE.
10Āp sabhī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō kiskī pālnā mil rahī hai ? 11Paramātma pālnā K|kē andar her|har second pal rahē hō .
3Today, BapDada is especially seeing the three lines of the special three types of elevated fortune on the forehead of each child.
12Jaisē param ātmā ūñchē tē ūñchē haĩ tō paramātma pālnā bhī kitnī śhrēṣhṭh hai ! 13Aur is paramātma pālnā K|kē pātr kaun banē haĩ aur kitnē banē haĩ ?
4The fortune of each child is constantly most elevated anyway, but the three lines are especially sparkling today.
14Sārē viśhva key|kī ātmāyē̃ bāp kahtī haĩ lēkin pālnā aur paṛhāī K|kē pātr nahī̃ bantī haĩ .
5One is the line of fortune of Godly sustenance, the second is the line of fortune of the most elevated study.
15Aur āp kitnī thōṛī see|sī|C ātmāyē̃ is bhāgya K|kē pātr bantī hō ! 16Sārē kalp mē̃ yahī thōṛā sā samay paramātma pālnā miltī hai . 17Daivī pālnā , mānav pālanā-yē tō anēk janm miltī hai lēkin yē śhrēṣhṭh pālnā ab nahī̃ tō kab nahī̃ . 18Aisē śhrēṣhṭh bhāgya key|kī śhrēṣhṭh lakīr sadā apnē mastak mē̃ chamaktē huē anubhav kartē hō ?
6The third is the line of fortune of attaining the most elevated directions.
19Kōī bhī prāpti sadā karnā chāhtē hō yā kabhī kabhī karnā chāhtē hō ? 20Tō prāpti kā purūṣhārth bhī sadā chāhiyē yā kabhī kabhī chāhiyē ?
7In this life, whether lokik or alokik, everyone has these three attainments in their life: they receive sustenance, teachings and also directions.
21Aur sadā tīvr chāhiyē yā kabhī sādhāraṇ , kabhī tīvr ? 22Practical kyā hai ?
8Through these three, every soul becomes an instrument to create his own present and future.
23Chāhnā aur practical mē̃ antar hō jātā hai nā !
9From whom are you elevated souls receiving sustenance?
24Sōchtē tō bahut hō lēkin smr̥iti mē̃ cum|kam rakhtē hō .
10You are being sustained with Godly sustenance at every second.
25Sōchnā svarūp bannā hai yā smr̥iti svarūp bannā hai ? 26Smr̥iti svarūp bannē vālē hō nā !
11Just as God is the Highest on High, so too, Godly sustenance is just as elevated.
27Tō ēk bāt bhī smr̥iti mē̃ rakhō ki amr̥itvēlē āpkō uṭhānē vālā kaun ? 28Bāp kā pyār uṭhātā hai .
12Who has become worthy of this Godly sustenance and how many have become worthy of it?
29Din kā ārambh kitnā śhrēṣhṭh hai ! 30Aur bāp svayã milan manānē K|kē liyē bulātē haĩ , rūhrihān kartē haĩ , śhaktiyā̃ bhartē haĩ !
13The souls of the whole world say "Father", but they do not become worthy of the sustenance or the study, whereas you few souls have become worthy of this fortune.
31Tō her|har din kā ādi kitnā śhrēṣhṭh hai !
14For how long do you receive Godly sustenance in a cycle?
32Bāp key|kī mōhabbat sē uṭhtē hō ki kabhī kabhī majbūrī sē bhī uṭhtē hō ?
15You receive Godly sustenance for this short time.
33Yathārth tō mōhabbat K|kē gīt āpkō uṭhātē haĩ . 34Amr̥itvēlē sē bāp kitnā snēh sē bulātē haĩ , uṭhātē haĩ - mīṭhē bachchē , pyārē bachchē , āō … .
16Divine sustenance and human sustenance are received during many births, but this elevated sustenance cannot ever be received again if it is not received now.
35Tō jiskā ādi itnā śhrēṣhṭh hai tō madhya aur ant kyā hōgā ? 36Śhrēṣhṭh hōgā nā !
17Do you constantly experience the elevated line of such elevated fortune sparkling on your forehead?
37Bāpdādā dēkh rahē thē ki kitnā pālnā kā bhāgya vartamān samay bachchō̃ kō prāpt hai !
18Or, only sometimes? 19Do you wish to attain something for all time or for only some time?
38Jitnā prāpt hai utnā phāydā uṭhātē hō ?
20You wish to attain it for all time, do you not?
39Svapn mē̃ bhī saṅkalp mātra nahī̃ thā ki itnē bhāgya K|kē pātr banē̃gē !
21So, should the effort for the attainment be all the time or only sometimes?
40Sōchnē sē bāhar thā lēkin milā kitnā sahaj ! 41Bāp K|kē pyār key|kī pālnā kā practical svarūp hī hai sahaj yōgī jīvan .
22Should it be constantly intense or should it sometimes be ordinary and sometimes intense? 23What is the practical situation?
42Jissē pyār hōtā hai uskē liyē muśhkil paristhiti yā muśhkil kōī bhī bāt dēkhī sunī nahī̃ jātī . 43Tō bāp nē bhī muśhkil kō sahaj banāyā hai nā ! 44Sadā sahaj hai .
24There is a difference between what you desire and what happens practically, is there not? 25In fact, you think about something a lot, but you do not maintain your awareness as much as you should.
45Tō sadā hī purūṣhārth key|kī gati tīvr hō . 46Āj bahut achchhā purūṣhārth hai aur kal thōṛī percentage kam hō gaī tō kyā sadā sahaj kahē̃gē ?
26Do you have to become an embodiment of thoughts (sochna swaroop someone who just constantly keeps thinking) or an embodiment of awareness (smruti swaroop)?
47Sadā muśhkil kaun banātē haĩ ? 48Svayã hī banātē hō nā ? 49Kāraṇ kyā ?
27You are those who are going to become embodiments of awareness, are you not?
50Sōchnē key|kī tō ādat hai lēkin smr̥iti svarūp K|kē saṅskār kabhī emerge rakhtē hō , kabhī merge hō jātē haĩ .
28So, keep one thing in your awareness: who wakes you up at amrit vela? 29The Father's love awakens you.
51Kyōṅki smr̥iti svarūp sō samarth svarūp .
30The beginning of the day is so elevated!
52Sōchnā , yah samarthī svarūp nahī̃ hai . 53Smr̥tisamarthī hai .
31And the Father Himself is calling you to celebrate a meeting!
54Vismr̥iti mē̃ kyō̃ ā jātē hō ? 55Ādat sē majbūr hō jātē hō .
32He has a hearttoheart conversation with you and fills you with power.
56Agar majbūt nahī̃ tō majbūr hō jāyēṅgē .
33So the beginning of every day is so elevated.
57Jahā̃ majbūt haĩ vahā̃ majbūrī nahī̃ hai . 58Jab ōrījinal ādat vismr̥iti key|kī nahī̃ hai .
34Do you wake up with the Father's love or do you sometimes even wake up out of compulsion?
59Ādi mē̃ smr̥iti svarūp prālabdh prāpt karnē vālī dēvātmāyē̃ hō , yōg lagānē kā purūṣhārth nahī̃ kartē lēkin smr̥iti svarūp key|kī prālabdh prāpt kartē hō . 60Tō ādi mē̃ bhī smr̥iti svarūp kā pratyakṣha jīvan hai aur anādi ātmā , jab āp paramdhām sē I|āī|eye tō āp viśhēṣh ātmāō̃ K|kē saṅskār svataḥ hī smr̥iti svarūp haĩ . 61Aur ant mē̃ saṅgam par bhī smr̥iti svarūp bantē hō nā ! 62Tō anādi , ādi aur ant - tīnō̃ hī kāl smr̥iti svarūp haĩ .
35In reality, it is the songs of love that awaken you.
63Vismr̥iti tō bīch mē̃ I|āī|eye . 64Tō ādi , anādi svarūp sahaj hōnā chāhiyē yā madhya kā svarūp ?
36From amrit vela, the Father calls you with so much love: Sweet children, lovely children, come!
65Sōchtē hō ki hā̃ , maĩ ātmā hū̃ lēkin smr̥iti svarūp hō chalnā , bōlnā , dēkhnā usmē̃ antar paṛ jātā hai . 66Tō yah smr̥iti mē̃ rakhō ki ham paramātma pālnā key|kī adhikārī ātmāyē̃ haĩ . 67Bāpdādā chart check kartē haĩ tō lakīr kabhī ūñchī , kabhī nīchī hōtī hai , kabhī kōī dāg hōtā hai , kabhī jīvan K|kē kāgaj mē̃ kōī dāg nahī̃ bhī hōtā hai 68Aur kōī samay dāg hī dāg , ēk pīchhē dūsrā , dūsrē kē pīchhē tīsrā dāg hī najar ātē haĩ .
37He awakens you and calls you with so much love.
69Kyō̃ ? 70Ēk tō galtī hō jātī hai lēkin galatī|galtī hōnē kē bād bhī usī galatī|galtī kō sōchtē rahtē hō .
38So imagine what the middle and end would be of someone who has such an elevated beginning!
71Kyō̃ , kyā , kaisē , aisē nahī̃ , vaisē … kaī rūp sē bāt kō chhōṛtē nahī̃ hō . 72Bāt āpkō chhōṛ kar chalī jātī hai lēkin āp bāt kō nahī̃ chhōṛtē hō . 73Jitnā samay sōchnē svarūp bantē hō , yathārth smr̥iti svarūp nahī̃ bantē hō , tō dāg kē ūpar dāg lagtē jātē haĩ . 74Paper kā time kam hōtā hai lēkin vyarth sōchnē kā saṅskār hōnē K|kē kāraṇ paper kā time baṛhā dētē hō .
39It would be elevated, would it not?
75Second pūrā huā aur nirvikalp sthiti ban jāyē - yah saṅskār emerge karō .
40BapDada was seeing to what extent the children have attained the fortune of sustenance of the present time.
76Nirvikalp bannā ātā hai nā ?
41So, do you take as much benefit as you have attainments?
77Apnē śhrēṣhṭh bhāgya kō smr̥iti mē̃ lākar sadā harṣitarahō .
42In your dreams too, you never thought that you would be worthy of such fortune.
78Apnē paramātma pālnā kō sadā bār bār smr̥iti mē̃ lāō .
43It was beyond your thoughts, and yet you attained it so easily!
79Sunnā bhī ātā hai , sōchnā bhī ātā hai lēkin phark kyā paṛ jātā hai ?
44The practical form of the Father's sustenance of love is the "easy yogi life".
80Bāpdādā bachchō̃ kā khēl dēkhtē rahtē haĩ . 81Sārē din mē̃ kyā kyā khēl kartē hō - yē rātri kō check kartē hō nā ?
45Whomever you have love for, you cannot bear to see or hear of that one in a difficult situation or going through something difficult.
82Māyā K|kē khilaunē baṛē ākarṣhaṇ vālē haĩ .
46So the Father also made the difficult easy, did He not?
83Tō un khilaunō̃ sē khēlnē lag jātē hō . 84Pahlē tō bahut pyār sē māyā khēl karātī hai aur khēl karātē karātē jab hār khilātī hai tab hōśh mē̃ ātē haĩ . 85Majority mē̃ ēk viśhēṣh śhakti key|kī kamī rah jātī hai . 86Kabhī bahut achchhē chaltē hō , kabhī chaltē hō , kabhī uṛtē hō , āgē baṛhtē hō lēkin phir nīchē kyō̃ ā jātē hō ?
47It is constantly easy.
87Iskā viśhēṣh kāraṇ kyā ? 88Parivartan śhakti key|kī kamzōrī hai .
48So constantly let the speed of your effort be intense.
89Samajhtē bhī hō ki yē yathārth nahī̃ hai lēkinaparivartit hōnē key|kī kamī hō jātī hai . 90Brāhmaṇ jīvan mē̃ parivartan mē̃ ā gayē , ab kōī kahē̃gē ki maĩ brāhmaṇ nahī̃ hū̃ ?
49If today, your effort is very good whereas tomorrow the percentage reduces slightly, would you call that constantly easy?
91Sabhī apnē kō be|B . K|kē . likhtē hō nā !
50Then, who makes it difficult all the time?
92Ham brāhmaṇ haĩ , yah samajhtē hō nā ?
51You yourself make it difficult, do you not?
93Brāhmaṇ jīvan mē̃ jō parīkṣhāyē̃ ātī haĩ usmē̃ parivartan karnē key|kī śhakti āvaśhyak hōtī hai . 94Jab vyarth saṅkalp chaltē haĩ tō samajhtē bhī hō ki yē vyarth haĩ . 95Lēkin vyarth saṅkalpō̃ kā bahāv itnā tēj hōtā hai jō apnē taraph khīñchtā jātā hai . 96Jaisē nadī kā vā sāgar kā bahut force hōtā hai tō kitnā bhī apnē kō rōknē key|kī kōśhiśh kartē haĩ lēkin phir bhī bahtē jātē haĩ .
52So what is the reason?
97Samajhtē bhī hō , sōchtē bhī hō ki yē ṭhīk nahī̃ hai , issē nuksān hai phir bhī bahāv mē̃ bah jātē hō-isakā kāraṇ kyā ? 98Parivartan śhakti key|kī kamī .
53You have the habit of thinking, and you sometimes keep the sanskars of an embodiment of awareness emerged and sometimes merged.
99Pahlā viśhēṣh parivartan hai svarūp kā parivartan .
54So, an embodiment of awareness is an embodiment of power.
100Maĩ śharīr nahī̃ , lēkin ātmā hū̃ , yah svarūp kā parivartan hai . 101Yah ādi parivartan hai .
55An embodiment of thinking is not an embodiment of power; awareness is power.
102Ismē̃ bhī check karō tō jab dēhbhān kā force hōtā hai tō ātma abhimān K|kē svarūp mē̃ ṭik saktē hō yā bah jātē hō ? 103Agar second mē̃ parivartan śhakti kām mē̃ ā jāyē tō samay , saṅkalp kitnē bach jātē haĩ . 104West|waste sē best mē̃ jamā hō jātē haĩ . 105Pahlī parivartan śhakti hai svarūp kā parivartan aur svabhāv kā parivartan .
56So, why do you become forgetful?
106Purānā svabhāvapurūṣārthī jīvan mē̃ dhōkhā dētā hai . 107Samajhtē bhī hō ki yah mērā svabhāv yathārth nahī̃ hai aur yah svabhāv samay prati samay dhōkhā bhī dētā hai-yah bhī samajhtē hō , lēkin phir bhī svabhāv K|kē vaśh hō jātē hō . 108Phir apnē bachāv K|kē liyē kahtē hō ki mērā bhāv nahī̃ thā , mērā svabhāv aisā hai , maĩ chāhtā yā chāhtī nahī̃ hū̃ lēkin mērā svabhāv hai . 109Brāhmaṇ ban gayē tō janm badal gayā , sambandh badal gayā , mā̃ bāp badal gayē , parivār badal gayā lēkin svabhāv nahī̃ badalā|badlā .
57You are compelled by your habits.
110Phir royal śhabda kahtē ki mērī nature hai . 111Tō pahlī kamzōrī svarūp kā parivartan , dūsrā svabhāv kā parivartan , tīsrā saṅkalp kā parivartan . 112Second mē̃ vyarth kō samarth mē̃ parivartan karō . 113Kaī samajhtē haĩ bas ādhā ghaṇṭē kā tūphān thā , ādhā ghaṇṭā , 15 minute chalā , lēkin ādhā ghaṇṭā vā 15 minute key|kī kamzōrī saṅskār banā dētī hai nā ?
58If you are not strong (majboot), you would then be compelled (majboor).
114Jaisē śharīr mē̃ agar kōī bār bārakamazōr hōtā rahē tō sadā K|kē liyēkamazōr ban jātē haĩ .
59When you are strong, there will be no compulsion since your original habit is not that of forgetfulness.
115Tō 15 minute kōī cum|kam nahī̃ haĩ . 116Saṅgamyug kā ēk ēk second varṣhō̃ K|kē samān hai . 117Tō aisē albēlē nahī̃ banō . 118Bhal thōṛā hī chalā lēkin ganvāyā kitnā ?
60You are the deity souls who attain the reward of being embodiments of awareness; you do not make effort to have remembrance but you attain the reward of being embodiments of awareness.
119Jab kadam mē̃ padam kahtē hō tō 15 minute mē̃ kitnē kadam uṭhē̃gē aur kitnē padam ganvāyē ? 120Jamā mē̃ tō hisāb achchhā rakhtē hō ki kadam mē̃ padam jamā hō gayā lēkin ganvānē kā bhī tō hisāb rakhō . 121Tō na chāhtē huē bhī saṅskār khīñchtē haĩ .
61So, you have the practical life of being embodiments of awareness in the beginning and when you, the eternal souls, come down from the supreme abode the sanskars of you special souls are then automatically those of embodiments of awareness.
122Jō bhī bāt bār bār hōtī vō saṅskār rūp mē̃ bhar jātī hai .
62At the end, too, you become embodiments of awareness, do you not?
123Tō saṅkalp parivartan karō . 124Sirph sōchtē nahī̃ rahō - karnā nahī̃ chāhiyē , hō gayā , kyā karū̃ ? 125Nahī̃ , sōchō aur karkē dikhāō ?
63So, eternally, in the beginning and at the end, during all three aspects of time, you are embodiments of awareness.
126Kahtē hō bītī kō bindī lagāō , ēk dō kō gyān dētē hō nā - kōī ākar bāt karē̃gē tō kahē̃gē ṭhīk hai , bindī lagā dō , lēkin svayã bindī lagātē hō ? 127Bindī lagānē liyē kaun see|sī|C śhakti chāhiē ? 128Parivartan śhakti . 129Parivartan śhakti vālā sadā hī nirmal aur nirmāṇ rahtā hai .
64Forgetfulness is the middle; it came in the middle.
130Jaisē pahlē bhī bāpdādā nē sunāyā hai ki mould hōnē vālā hī real gold hai .
65So, should the original and eternal form be easy or should the middle form be easy?
131Real gold key|kī niśhānī hai vō mould hō jāyēgā . 132Tō check karō ki parivartan śhakti samay par kām ātī hai yā samay bīt jānē kē bād sōchtē hī rahtē haĩ ?
66You are thinking about this, "Yes, I am a soul", but there is a difference between that and in conducting yourself, in seeing and speaking as an embodiment of awareness.
133Tō parivartan śhakti kō baṛhānā hai . 134Jismē̃ parivartan śhakti hai vō sabkā pyārā bantā hai .
67Therefore, have the awareness of being the souls who have a right to Godly sustenance.
135Vichārō̃ mē̃ bhī sahaj rahēgā , āgē baṛhtē sēvā mē̃ rahtē hō nā ? 136Sēvā mē̃ bhī vighna rūp kyā hōtā hai ?
68When BapDada checks the chart, sometimes the line is high and sometimes low; sometimes there is a stain and sometimes it is straight.
137Mērā vichār , mērā plan , mērī sēvā itnī achchhī hōtē huē bhī mērā kyō̃ nahī̃ mānā gayā ?
69Sometimes, there is no stain on the paper of your life, but, at other times there is nothing but stains.
138Tō uskō real gold kahē̃gē ? 139Mērāpan ā gayā , mērāpan ānā arthāt alloy mix hōnā .
70One after another, the second and then the third: all you see are stains.
140Jab real gold mē̃ alloy mix hō jātā hai tō vō real rahtā hai ? 141Uskā mūlya rahtā hai ? 142Kitnā phark paṛ jātā hai !
71Why? 72You make a mistake, but then, even after making a mistake, you continue to think about it.
143Tō samay aur vāyumaṇḍal kō parakhkar apnē kō parivartan karnā , iskī āvaśhyaktā hai . 144Mōṭī mōṭī bātō̃ mē̃ parivartan karnā tō sahaj hai lēkin her|har paristhiti mē̃ , her|har sambandh , samparka mē̃ samay aur vāyumaṇḍal kō samajh svayã kō parivartan karnā , yahī number one bannā hai . 145Yē nahī̃ sōchō ki phalānā bhī samajhē nā , yē bhī tō parivartan karē nā , sirph maĩ hī parivartan karū̃ kyā ? 146Jō ōṭē sō arjun , ismē̃ agar āpnē apnē kō parivartan kiyā tō yē parivartan hī vijayī bannē key|kī niśhānī hai .
73"Why?, What?, How?
147Samjhā . 148Achchhā , sab ārām sē pahũch gayē nā ? 149Ārām sē rahē huē hō nā ?
74It should not be like this, it should be like this."
150Bhakti mārg K|kē mēlō̃ mē̃ kitnī mēhnat aur muśhkil hōtī hai !
75You do not leave the situation alone in any way.
151Aur yē mēlā ārām dēnē vālā hai nā ? 152Nīnd tō ārām sē kartē hō nā ?
76The situation leaves you and goes away, but you do not let go of the situation.
153Phir bhī nīchē ( paṭ mē̃ ) sōnē K|kē liyē , baiṭhnē K|kē liyē foam tō milā hai nā . 154Aur nadī K|kē kinārē K|kē mēlē mē̃ tō bhōjan bhī khāō tō miṭṭī bhī khāō .
77Then, for as long as you become the embodiment of those thoughts, you do not become an embodiment of awareness accurately, and the stains begin to accumulate, one after another.
155Mēlē mē̃ apnā bhī programme rakhtē hō tō kitnī miṭṭī hōtī hai ! 156Yahā̃ tō ārām sē achchhā brahmā bhōjan miltā hai .
78The duration of the paper is very short, but, because of having the sanskars of having wasteful thoughts, you increase the duration of the paper.
157Prāptiyō̃ kō sadā sāmnē rakhō tō prāpti K|kē smr̥iti svarūp sē kamazōriyā̃ sahaj samāpt hō jāyēṅgī .
79As soon as that second passes by, your stage should become completely free from any wasteful thoughts. 80Now let this sanskar emerge.
158Amr̥itvēlē sē lēkar kyā kyā prāpt hōtā hai ?
81Do you know how to become free from sinful thoughts?
159Agar kōī pūchhē āpkō amr̥itvēlē kaun uṭhātā hai ? 160Kōī samajhēgā ki paramātmā inhō̃ kō uṭhātā hai ?
82Whilst keeping your elevated fortune in your awareness, remain constantly cheerful.
161Hansē̃gē ki paramātmā āpkē liyē bahut phrībaiṭhā hai kyā ?
83Constantly bring your Godly sustenance into your awareness.
162Paṛhānē K|kē liyē bhī phrīhai , uṭhānē K|kē liyē bhī free hai ?
84You know how to listen, you know how to think, but what is the difference?
163Tō phalak sē kahtē hō nā ki hai hī hamārē liyē .
85BapDada continues to see the games of the children.
164Kōī bujurg mātāō̃ sē pūchhē - āpkā teacher kaun hai tō kyā kahē̃gī ?
86Do you check at night the games that you played throughout the day?
165Paramātmā hamē̃ paṛhātā hai !
87The toys of Maya are very attractive.
166Āśhcharya key|kī bāt hai nā !
88You begin to play with the toys of Maya.
167Paramātmā kō aur kōī student nahī̃ milē ! 168Achchhā ! 169Jaisē madhuban mē̃ khuśh rahtē hō - aisē apnē sthānō̃ kō madhuban banāō .
89At first, Maya plays with you with a lot of love; then after she has defeated you in playing games, you become conscious again.
170Mātāō̃ kō sabsē jyādā khuśhī hai nā ? 171Khuśhī kō sambhālnā ātā hai ?
90The majority of you especially have one weakness in one particular power.
172Mātāō̃ kō vaisē bhī cīzē̃sambhālanē key|kī ādat hōtī hai tō khuśhī kō sadā sambhālkar rakhnā .
91You move along very well; sometimes you walk and sometimes you fly.
173Pāṇḍavō̃ kō jamā karnā ātā hai , kamānā arthāt jamā karnā . 174Tō pāṇḍav jamā karnē mē̃ hōśhiyār haĩ .
92You continue to move forward, but, whilst flying, why do you come down?
175Jēb kharcha rakhnē mē̃ hōśhiyār hōtē haĩ .
93What is the main reason for this?
176Tō sadā check karō - kitnā ganvāyā , kitnā jamā kiyā ?
94It is the lack of the power of transformation.
177Jamā kā khātā sadā baṛhtā rahē . 178Achchhē kamānē vālē key|kī niśhānī yahī hōtī hai ki āj ēk hajār hai tō kal dō hōnā chāhiyē .
95You understand when something is not accurate, but although you do understand it, you lack bringing about the transformation.
179Aisē hōśhiyār hō nā ? 180Dūr baiṭhnē vālē aur hī bāpdādā K|kē ati samīp hai . 181Kyōṅki bāpdādā kē pās aisī T . V|we . hai jō dūr vālē bilkul nayanō̃ mē̃ ā jātē haĩ .
96You have brought about transformation in your Brahmin life, and so would any of you say that you are not a Brahmin? 97What do you all write your name as?
182Achchhā ! 183Sab nāch rahē haĩ .
98You write B.K., do you not?
184Bas , nāchō , gāō aur brahmā bhōjan khāō .
99You consider yourselves to be Brahmins, do you not?
185Double vidēśīḥ double vidēśhī bahut chatur haĩ . 186Sabhī group mē̃ double vidēśhī hōtē hī haĩ .
100The power of transformation is essential for the tests that come in Brahmin life.
187Vaisē vidēśhiyō̃ key|kī season mē̃ bhī bhārat vālē tō hōtē hī haĩ . 188Pahlē tō yahā̃ K|kē ( ābū K|kē ) pāñch sthānō̃ K|kē hōtē haĩ . 189Tō double vidēśhī phrīkhadil haĩ tō bhāratvāsī bhī phrīkhadil banē haĩ .
101When you have wasteful thoughts, you understand that they are wasteful, but, just as there is great force in a river or an ocean, so the flow of wasteful thoughts is so fast that they pull you.
190Double vidēśhī sikīladhē haĩ . 191Viśhēṣh umaṅg uṛtī kalā kā jyādā rahtā hai .
102No matter how much you try to stop them, they still continue to flow.
192Tō jaisē uṛtī kalā kā lakṣhya hai , vaisē hī lakṣhya aur lakṣhaṇ kō samān banātē huē uṛtē chalō aur uṛātē chalō .
103You understand and you also think that it is not right; you understand that it causes a lot of loss, but you still continue to flow with them.
193Uṛnē vālē tō vaisē bhī hō .
104What is the reason for this?
194Plain|plane mē̃ tō uṛkar ātē hō nā .
105A lack of the power of transformation.
195Tō śharīr sē bhī uṛnē vālē hō aur purūṣhārth mē̃ bhī uṛtī kalā .
106The first special transformation is the transformation of your form.
196Lēkin lakṣhya aur lakṣhaṇ kō aur samīpatā mē̃ āgē lāō . 197Hai , lēkin aur samīpatā mē̃ lāō .
107Look at the first transformation of your form: I am not a body, but a soul.
198Issē sadā hī śhrēṣhṭh rahē̃gē . 199Samjhā ! 200Achchhā !
108This is the first transformation of your form.
201Dillīḥ dillī key|kī kalp K|kē ādi sē ab ant tak kyā viśhēṣhtā hai ? 202 ( rājdhānī rahī hai ) tō dēhlī vālē apnē kō sadā rājya adhikārī ātmāyē̃ haĩ aisē śhrēṣhṭh smr̥iti svarūp anubhav kartē hō ? 203Kyōṅki bāpdādā nē abhī bhī svarājya adhikārī banāyā hai .
109Check this: when there is the force of body consciousness, whether you are able to stabilise yourself in soul consciousness or whether you flow away. 110If the power of transformation were to be used in one second, so much of your time and thoughts would be saved.
204Tō svarājya adhikārī sō viśhva rājya adhikārī .
111From being wasted, they would be accumulated in the best way.
205Svarājya adhikārī cum|kam tō viśhva rājya adhikārī bhī cum|kam .
112The first transformational power is that of the form and of your nature.
206Isliyē dillī vālō̃ kō viśhēṣh yē naśhā hai aur sadā rahnā hai ki ham svarājya adhikārī sō viśhva rājya adhikārī haĩ . 207Abhī viśhva sēvādhārī aur svarājyadhārī haĩ . 208Kyōṅki dillī mē̃ jō bhī kārya hōtē haĩ vō viśhva K|kē kōnē kōnē mē̃ pahũch jātē haĩ . 209Tō viśhva sēvādhārī bhī hō aur svarājya adhikārī bhī hō aur viśhva K|kē rājya adhikārī bhī hō .
113The old nature deceives you in your effortmaking life.
210Tō sēvā aur rājya dōnō̃ key|kī smr̥iti svarūp , yē hai dillī key|kī viśhēṣhtā . 211Samjhā ? 212Achchhā .
114You even understand that your nature is not right and that it deceives you from time to time.
213Rājasthānaḥ rājasthān key|kī viśhēṣhtā kyā hai ? 214Rājasthān arthāt tāj takhtadhārī .
115You understand this, but nevertheless, you come under the influence of your nature.
215Rājāō̃ key|kī niśānī-tāj hōtā hai nā . 216Tō rājasthān arthāt sadā sēvā key|kī jimmēvārī K|kē tājdhārī .
116Then, in order to justify yourself, you say, "That was not my intention; my nature is like that; I did not wish it, but my nature is like this."
217Aur sāth sāth bāp K|kē diltakhta naśhīn . 218Ēk sēvā key|kī jimmēvārī kā tāj aur dūsrā light kā .
117Your birth has changed; you became Brahmins and so your birth has changed, has it not?
219Tō double tājdhārī bhī haĩ aur double takhtadhārī bhī . 220Bāp kā diltakhta bhī hai aur akāltakht bhī hai .
118Your relationships changed, your father changed, your mother changed, your family changed, but your nature has not changed.
221Tō dōnō̃ takht K|kē adhikārī .
119What royal words do you then use?
222Double takhtadhārī aur double tājdhārī .
120"My nature is like this.”
223Samjhā . 224Abhī rājasthān vālō̃ kō aur sēvā sthān baṛhānē haĩ .
121So, the first weakness is of the transformation of the form.
225Rājasthān K|kē sēvākēndra key|kī saṅkhyā aur baṛhāō .
122The second is the transformation of your nature.
226Sabhī zone mē̃ sē sēvākēndra key|kī list sabsē kam sē kam kiskī hai ?
123The third is the transformation of thoughts.
227 ( rājasthān key|kī ) āj tō rājasthān hai nā !
124Transform the wasteful into powerful within a second.
228Rājasthān vālē abhī kyā karē̃gē ? 229Sēvākēndra baṛhāyēṅgē ? 230Karkē dikhāō . 231Thōṛī mēhnat lagtī hai nā .
125Many think that it was just a storm of halfanhour, that it did not last long, only halfanhour; it only lasted 15 minutes.
232Lēkin abhī samay sahyōgī ban rahā hai isliyē abhī mēhnat cum|kam lagēgī . 233Achchhā ! 234Banāras , U|you . pī|P . ḥ U|you . pī|P . vālē kyā karē̃gē ?
126However, whether it was halfanhour or 15 minutes, weakness for 15 minutes or halfanhour creates a sanskar.
235Viśhēṣhtā karē̃gē nā . 236Dēhlī aur U|you . pī|P . mē̃ pahlē pahlē brahmā bāp nē sākār mē̃ bahut pyār sē nimantraṇ svīkār kiyā .
127When someome becomes physically weak again and again, he becomes weak for all time.
237Brahmā bāp K|kē sākār mē̃ jānē key|kī dharnī hai .
128So 15 minutes is not a small matter.
238Tō jahā̃ brahmā bāp K|kē pāṅw paṛē haĩ vahā̃ kyā hōgā ?
129Each second of the confluence age is equal to many years.
239Jyādā mē̃ jyādā pāvan hōṅgē nā !
130So, do not become careless in this way.
240Tō U|you . pī|P . vālē sadā apnē śhrēṣhṭh bhāgya kō smr̥iti mē̃ rakh hero part-dhārī ban hero part bajāyēṅgē . 241Jaisē brahmā bāp key|kī viśhēṣhtā hero part rahā , vaisē U|you . pī|P . nivāsī har ēk hero part-dhārī ban viśhēṣh part bajānē kē nimitt haĩ aur rahē̃gē . 242Samjhā ! 243Karnāṭakaḥ kanārṭak mē̃ saṅkhyā achchhī hai , sēvā achchhī hai lēkin viśhēṣh nirvighna sēvādhārī bannā hai .
131"It did not last for long”, but how much did you lose?
244Nirvighna sēvādhārī sō nirvighna viśhva rājya adhikārī bhav . 245Tō karnāṭak nivāsiyō̃ kō viśhēṣh title hai-vighna vināśhak ātmāyē̃ .
132When you speak of multimillions in one step, how many steps could you take in 15 minutes and how many multimillions would you lose?
246Isī kā hī gāyan aur pūjan hai . 247Tō karnāṭak vālē apnā yah viśhēṣh title smr̥iti mē̃ rakh apnē pūjya svarūp kō sadā sāmnē rakhō . 248Har ēk vighna vināśhak haĩ nā ?
133You keep a very good account of your accumulation, thinking that you have accumulated multimillions in every step, so also keep an account of your loss and what you are losing.
249Phalak sē kahō ki vighna vināśhak haĩ aur sadā rahē̃gē .
134However, the sanskars pull you even against your conscious wish.
250Abhī dēkhē̃gē ki kyā samāchār ātē haĩ ?
135Whatever repeatedly happens will take on the form of a sanskar.
251Vighna vināśhak kā samāchār ātā hai ?
136So transform your sanskars!
252Mahārāṣṭraḥ jaisā nām hai mahārāṣhṭra vaisā vistār bhī hai .
137Do not just think about it, "I should not do this, what can I do?”
253Nām hai mahārāṣhṭra tō zone vā saṅkhyā mē̃ bhī mahān mahārāṣhṭra hai .
138Do not say, "What can I do?" 139Think and do it practically.
254Isliyē mahārāṣhṭra kō sadā mahādānī bannā hai .
140You say that you have to put a fullstop to the past.
255Kaun sā dān karē̃gē ? 256Pahlē sabsē baṛā dān haisarvis hands .
141You give this knowledge to one another, do you not?
257Tō mahārāṣhṭra kō sēvā K|kē hands nikālnē mē̃ mahādānī bannā hai . 258Vaisē nikaltē bhī haĩ lēkin aur nikālō .
142When anyone comes and tells you anything that has happened, you say, "It's all right, just put a fullstop!"
259Tō mahārāṣhṭra arthāt mahādānī , mahādānī bannā arthātmahān bannā .
143However, do you put a fullstop? 144In order to put a fullstop, what power do you need?
260Tō thōṛā aur phrīkhadil banō .
145The power of transformation.
261Vaisē result mē̃ dēkhā gayā hai ki training mē̃ jō hands nikaltē haĩ vō jyādā mahārāṣhṭra K|kē hī nikaltē haĩ .
146Those who have the power of transformation are constantly pure and gentle and humble.
262Yē viśhēṣhtā hai . 263Isliyē bāpdādā is viśhēṣhtā key|kī mubārak dē rahē haĩ .
147BapDada also told you earlier that those who are able to mould themselves are real gold.
264Ab is mubārak kō aur baṛhātē jānā phir aur mubārak dēgē . 265Bambaī vālē bhī sadā sēvā mē̃ āgē baṛhtē rahtē haĩ aur baṛhtē rahē̃gē . 266Sēvā K|kē plan viśhēṣh dēhlī aur bāmbē mē̃ jyādā bantē haĩ . 267Aur bāmbē kō viśhēṣh vardān hai ki yagya sahyōgī ātmāō̃ kē nimitt bāmbē hai .
148The sign of real gold is that they are able to mould themselves.
268Āndhrā mē̃ I|āī|eye . Ps sahyōgī haĩ aur bāmbē K|kē vāris sahyōgī haĩ . 269Tō bāmbē key|kī viśhēṣhtā vāris quality K|kē sahyōgī achchhē haĩ .
149So check whether you are able to use the power of transformation at a time of need, or whether you keep thinking about it after the time of need.
270Aisē hai nā ? 271Bhaṇḍārā bharpūr karnē vālē .
150You need to increase the power of transformation.
272Āndhra pradēśaḥ āndhrā vālē sadā svayã kō āgē baṛhānē K|kē umaṅg utsāh mē̃ achchhē haĩ . 273Aur āgē baṛhō tō āndhrā sē viśhēṣh I|āī|eye . Ps ātmāyē̃ nikal saktī haĩ . 274Āndhrā vālō̃ kō viśhēṣh sahyōgī ātmāyē̃ banānē kā vardān hai , tō sahyōgī banāō . 275Regular student nahī̃ banē̃gē sahyōgī banē̃gē .
151Those who have the power of transformation are loved by everyone.
276Tō jō viśhēṣhtā hai uskō aur baṛhātē chalō .
152They will be easy in their thoughts.
277Jitnī sahyōgī ātmāyē̃ nikālnē chāhō utnē nikālō .
153As you move forward, you remain engaged in service, do you not?
278Kyōṅki karnāṭak aur āndhrā dōnō̃ bhāvnā pradhān haĩ .
154What form does an obstacle take even in service?
279Karnāṭak sē bhī snēhī ātmāyē̃ bahut nikal saktī haĩ .
155"My idea, my plan, my service is so good and yet why was my idea not accepted?"
280Abhī unhō̃ kō āgē lāō . 281Haĩ bahut .
156Would such a person be called real gold?
282Tō abhī dēkhē̃gē ki gyān sarōvar mē̃ sahyōgī ātmāyē̃ kitnē nikāltē haĩ ? 283Samjhā ?
157When there is the consciousness of "mine", it means that alloy is mixed with it.
284Kēralāḥ ( 3-4 haĩ ) achchhā hai , āp kēralā vālē lāḍlē hō . 285Jō thōṛē hōtē haĩ vō lāḍlē hōtē haĩ .
158So, when alloy is mixed into real gold, does it remain real any more?
286Viśhēṣh lāḍlī ātmāyē̃ hō .
159Does it have any value?
287Gujarātaḥ gujarāt tō madhuban kā kamrā hai . 288Gujarāt key|kī viśhēṣhtā her|har kārya mē̃ sahyōgī bannē kī hai . 289Āp brahmā bhōjan khātē hō , tō gujarāt key|kī mātāyē̃ jō rōṭī pakātī haĩ vō aur kōī nahī̃ pakā saktā . 290Isīliyē kāmphrē̃samē̃ yā kōī bhī function hōtā hai tō gujarāt key|kī mātāō̃ kō nimantraṇ jyādā miltā hai .
160There is then so much difference.
291Tō gujarāt key|kī viśhēṣhtā hai sahyōg dēnā . 292Sab prakār kā sahyōg dētē haĩ .
161In this too, you need to consider the time and the atmosphere.
293Sēvā sthān aur gītā pāṭhśhālāō̃ key|kī viśhēṣhtā bhī gujarāt mē̃ hai . 294Tō sēvā key|kī vidhi bhī achchhī hai aur vr̥iddhi bhī hai isīliyē vardānī haĩ . 295Tō gujarāt kō janm sē hī vardān hai - baṛhtē rahō , baṛhātē rahō .
162It is easy to bring about transformation in big matters, but you need to understand the time and the atmosphere in every situation, in every relationship and in every connection and then bring about transformation in yourself.
296 āvāj dō aur pahũch jātē haĩ nā .
163This is what it means to become number one.
297Jaisē kamrē sē kisī kō bulā lētē haĩ nā , vaisē āvāj dō tō pahũch jātē haĩ .
164Do not think: This one should also understand. 165This one should also transform himself.
298Achchhē haĩ , halkē bhī haĩ aur umaṅg utsāh vālē bhī haĩ .
166Why should I be the only one to transform myself?
299Sēvā mē̃ athak haĩ . 300Jō bhī muśhkil ḍyūṭīj hōtī haĩ vō gujarāt vālē hī uṭhātē haĩ . 301Sabsē muśhkil duty hōtī hai āvāsaynivās key|kī , vō bhī gujarāt uṭhātā hai nā .
167Those who take the initiative are Arjuna. 168If you transform yourself in this, then this transformation is the sign of being victorious.
302Bhōjan banānē key|kī , rōṭī banānē key|kī gujarāt uṭhātā hai .
169Do you understand? 170Achcha.
303Aur sabkō santuṣhṭ karnē key|kī viśhēṣhtā bhī hai . 304Tō gujarāt salvation ārmāhai .
171Teachers:All the teachers are constantly embodiments of knowledge and embodiments of remembrance.
305Sab salvation dēnē vālē haĩ . 306Gujarāt nē apnī viśhēṣhtā kō samjhā , abhī iskō aur baṛhānā .
172Just as the Father comes as the Teacher, so too, you are instrument teachers the same as the Father.
307Achchhā ! 308Ṭīcarsaḥ sabhī teachers tō sadā hī gyān svarūp , smr̥iti svarūp haĩ hī .
173You are not like the Father, but you are instrument teachers.
309Kyōṅki jaisē bāp śhikṣhak bankar ātē haĩ tō bāp samān nimitt śhikṣhak hō .
174So, the speciality of teachers is that they have the feeling of being an instrument and of being humble.
310Bāp jaisē nahī̃ hō , lēkin nimitt śhikṣhak hō .
175A successful teacher is one who has a pure and clean nature.
311Tō teachers key|kī viśhēṣhtā nimitt bhāv aur nirmān bhāv .
176Now, especially underline having a pure and clean nature.
312Saphal teacher vahī bantī hai jiskā nirmal svabhāv hō .
177No matter what happens, your nature should always remain pure and clean.
313Abhī nirmal svabhāv kē ūpar viśhēṣh underline karō .
178This pure and clean nature is a sign of humility.
314Kuchh bhī hō jāē lēkin apnā svabhāv sadā nirmal rahē .
179So now underline "A pure and clean nature".
315Yahī nirmal svabhāv nirmāntā key|kī niśhānī hai . 316Tō underline karō nirmal svabhāv .
180Completely cool; the praise of coolness is remembered in the form of the goddess of coolness.
317Bilkul śhītal . 318Śhītaltā kā gāyan śhītlā dēvī hai .
181To have a pure and clean nature means to have a cool nature.
319Tō nirmal svabhāv arthāt śhītal svabhāv . 320Bāt jōśh dilānē kī hō lēkin āp nirmal hō tab kahē̃gē saphal teacher .
182The situation may be one that has force, but if you remain pure and cool, you would then be called a successful teacher.
321Tō bāpdādā phir bhī underline karā rahā hai kis par ?
183So, what is BapDada making you underline even now? 184A pure and clean nature.
322Nirmal svabhāv .
185Do you understand?
323Samjhā ?
186Achcha.
324Achchhā ! 325Achchhā , chārō̃ ōr K|kē sarv sadā smr̥iti svarūp ātmāō̃ kō , sadā second mē̃ parivartan śhakti dvārā sva parivartan karnē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā sahaj yōgī anubhav karnē vālē anubhavī ātmāō̃ kō , sadā bāp K|kē samīp aur samān bannē K|kē umaṅg utsāh mē̃ rahnē vālī sarv ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād pyār aur namastē .
187To all the souls in all four directions who are embodiments of awareness, to the elevated souls who, within a second, bring about self transformation through the power of transformation, to the experienced souls who constantly experience yoga to be easy, to the elevated souls who constantly maintain the zeal and enthusiasm of being close to and becoming the same as the Father, to all souls, BapDada's love, remembrance and namaste. 188* * * O MS H A N T I * * *