सोमवार 2 फ़रवरी 2004 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
>
02-02-04 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
pūrvaj aur pūjya K|kē svamān mē̃ rah viśhva key|kī her|har ātmā key|kī pālnā karō , duāyē̃ dō , duāyē̃ lō|low
Āj chārō̃ ōr K|kē sarvaśhrēṣhṭha bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . Har ēk bachchā pūrvaj bhī hai aur pūjya bhī hai . Isliē is kalpavr̥ikṣha K|kē āp sabhī jaṛ haĩ , tanā bhī haĩ . Tanā kā connection sārē vr̥ikṣha K|kē ṭāl ṭāliyō̃ sē , pattō̃ sē svataḥ hī hōtā hai . Tō sabhī apnē kō aisī śhrēṣhṭh ātmā sārē vr̥ikṣha K|kē pūrvaj samajhtē hō ? Jaisē brahmā kō great-great grand father kahā jātā hai , unkē sāthī āp bhī master great grand father hō . Pūrvaj ātmāō̃ kā kitnā svamān hai ! Us naśhē mē̃ rahtē hō ? Sārē viśhva key|kī ātmāō̃ sē chāhē kisī bhī dharm key|kī ātmāyē̃ haĩ lēkin sarv ātmāō̃ K|kē āp tanā K|kē rūp mē̃ ādhārmūrt pūrvaj hō . Isīliē pūrvaj hōnē K|kē kāraṇ pūjya bhī hō . Pūrvaj dvārā her|har ātmā kō sakāśh svataḥ hī miltī rahtī hai . Jhāṛ kō dēkhō , tanā dvārā , jaṛ dvārā last pattē kō bhī sakāśh miltī rahtī hai . Pūrvaj kā kārya kyā hōtā hai ? Pūrvajō̃ kā kārya hai sarv key|kī pālnā karnā . Laukik mē̃ bhī dēkhō pūrvajō̃ dvārā hī chāhē śhārīrik śhakti key|kī pālnā , sthūl bhōjan dvārā vā paṛhāī dvārā śhakti bharnē key|kī pālnā hōtī hai . Tō āp pūrvaj ātmāō̃ key|kī pālnā , bāpadvārā milī huī śhaktiyō̃ sē sarv ātmāō̃ key|kī pālnā karnā hai .
Āj K|kē samay anusār sarv ātmāō̃ kō śhaktiyō̃ dvārā pālnā key|kī āvaśhyaktā hai . Jāntē hō ājkal ātmāō̃ mē̃ aśhānti aur duḥkh key|kī lahar chāī huī hai . Tō āp pūrvaj aur pūjya ātmāō̃ kō apnē vaṅśhāvalī kē ūpar rahm ātā hai ? Jaisē jab kōī viśhēṣh aśhānti kā vāyumaṇḍal hōtā hai tō viśhēṣh rūp sē military yā pulis alert hō jātī hai . Aisē hī ājkal K|kē vātāvaraṇ mē̃ āp pūrvaj bhī viśhēṣh sēvā K|kē arth|earth svayã kō nimitt samajhtē hō ! Sārē viśhva key|kī ātmāō̃ kē nimitt haĩ , yah smr̥iti rahtī hai ? Sārē viśhva key|kī ātmāō̃ kō āj āpkē sakāśh key|kī āvaśhyaktā hai . Aisē bēhad K|kē viśhva key|kī pūrvaj ātmā apnē kō anubhav kartē hō ? Viśhva key|kī sēvā yād ātī hai vā apnē centres key|kī sēvā yād ātī hai ? Āj ātmāyē̃ āp pūrvaj dēv ātmāō̃ kō pukār rahī haĩ . Har ēk apnē-apnē bhinn-bhinn dēviyā̃ vā dēvtāō̃ kō pukār rahē haĩ - āō , kṣhamā karō , kr̥ipā karō . Tō bhaktō̃ kā āvāj sunnē ātā hai ? Ātā hai sunnē yā nahī̃ ? Kōī bhī dharm key|kī ātmāyē̃ haĩ , jab unsē miltē hō tō apnē kō sarv ātmāō̃ K|kē pūrvaj samajhkar miltē hō ? Aisē anubhav hōtā hai ki yah bhī ham pūrvaj key|kī hī ṭāl-ṭāliyā̃ haĩ ! Inhō̃ kō bhī sakāśh dēnē vālē āp pūrvaj hō . Apnē kalpa vr̥ikṣha kā chitra sāmnē lāō , apnē kō dēkhō āpkā sthān kahā̃ hai ! Jaṛ mē̃ bhī āp hō , tanā bhī āp hō . Sāth mē̃ paramdhām mē̃ bhī dēkhō āp pūrvaj ātmāō̃ kā sthān bāp kē sāth samīp kā hai . Jāntē hō nā ! Isī naśhē sē kōī bhī ātmā sē miltē hō tō her|har dharm key|kī ātmā āpkō yah hamārē haĩ , apnē haĩ , us dr̥iṣhṭi sē dēkhtē haĩ . Agar us pūrvaj K|kē naśhē sē , smr̥iti sē , vr̥itti sē , dr̥iṣhṭi sē miltē hō , tō unhō̃ kō bhī apnēpan kā ābhās hōtā hai kyōṅki āp sarv K|kē pūrvaj hō , sabkē hō . Aisī smr̥iti sē sēvā karnē sē her|har ātmā anubhav karēgī ki yah hamārē hī pūrvaj vā īṣhṭ phir sē hamē̃ mil gayē . Phir pūjya bhī dēkhō kitnī baṛī pūjā hai , kōī bhī dharmātmā , mahātmā key|kī aisī āp dēvī-dēvatāō̃ K|kē samān vidhi-pūrvak pūjā nahī̃ hōtī . Pūjya bantē haĩ lēkin tumhārē jaisī vidhi-pūrvak pūjā nahī̃ hōtī . Gāyan bhī dēkhō kitnā vidhi-pūrvak kīrtan kartē haĩ , ārtī kartē haĩ . Aisē pūjya āp pūrvaj hī bantē hō . Tō apnē kō aisē samajhtē hō ? Aisā naśhā hai ? Hai naśhā ? Jō samajhtē haĩ ham pūrvaj ātmāyē̃ haĩ , yah naśhā rahtā hai , yah smr̥iti rahtī hai vah hāth uṭhāō . Rahtī hai ? Achchhā . Rahtī hai vah tō hāth uṭhāyā ? Bahut achchhā . Abhī dūsrā question kaun sā hōtā hai ? Sadā rahtā hai ?
Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō her|har prāpti mē̃ avināśhī dēkhnē chāhtē haĩ . Kabhī-kabhī nahī̃ . Kyō̃ ? Javāb bahut chaturāī sē dētē haĩ , kyā kahtē haĩ ? Rahtē tō haĩ … , achchhā rahtē haĩ . Phir dhīrē sē kahtē haĩ thōṛā kabhī-kabhī hō jātā hai . Dēkhō bāp bhī avināśhī , āp ātmāyē̃ bhī avināśhī hō nā ! Prāptiyā̃ bhī avināśhī , gyān avināśhī dvārā avināśhī gyān hai . Tō dhārṇā bhī kyā hōnī chāhiē ? Avināśhī hōnī chāhiē yā kabhī-kabhī ?
Bāpdādā abhī sabhī bachchō̃ kō samay K|kē circumstance anusār bēhad key|kī sēvā mē̃ sadā busy dēkhnē chāhtē haĩ kyōṅki sēvā mē̃ busy rahnē K|kē kāraṇ anēk prakār key|kī halchal sē bach jātē haĩ . Lēkin jab bhī sēvā kartē hō , plan banātē hō aur plan anusār praikṭi-kal mē̃ bhī ātē hō , saphaltā bhī prāpt kartē hō . Lēkin bāpdādā chāhtē haĩ ki ēk samay par tīnō̃ sēvā ikaṭṭhī hō , sirph vāchā nahī̃ hō , mansā bhī hō , vāchā bhī hō aur karmaṇā arthāt sambandh-sampark mē̃ ātē huē bhī sēvā hō . Sēvā kā bhāv , sēvā key|kī bhāvnā hō . Is samay vāchā K|kē sēvā key|kī percentage jyādā hai , mansā hai lēkin vāchā key|kī percentage jyādā hai . Ēk hī samay par tīnō̃ sēvā sāth-sāth hōnē sē sēvā mē̃ saphaltā aur jyādā hōgī .
Bāpdādā nē samāchār sunā hai ki is group mē̃ bhī bhinn-bhinn varg vālē āyē huē haĩ aur sēvā K|kē plan achchhē banā rahē haĩ . Achchhā kar rahē haĩ , lēkin tīnō̃ sēvā ikaṭṭhī hōnē sē sēvā key|kī speed aur vr̥iddhi kō prāpt hōgī . Sabhī chārō̃ ōr sē bachchē pahuñch gayē haĩ , yah dēkh bāpdādā kō bhī khuśhī hōtī hai . Nayē-nayē bachchē umaṅg-utsāh sē pahuñch jātē haĩ .
Abhī bāpdādā sabhī bachchō̃ kō sadā nirvighna svarūp mē̃ dēkhnē chāhtē haĩ , kyō̃ ? Jab āp nimitt banē huē nirvighna sthiti mē̃ sthit rahō tab viśhva key|kī ātmāō̃ kō sarv samasyāō̃ sē nirvighna banā sakō . Iskē liē viśhēṣh dō bātō̃ par underline karō . Kartē bhī hō lēkin aur underline karō . Ēk tō har ēk ātmā kō apnē ātmik dr̥iṣhṭi sē dēkhō . Ātmā K|kē original saṅskār K|kē svarūp mē̃ dēkhō . Chāhē kaisē bhī saṅskār vālī ātmā hai lēkin āpkī her|har ātmā kē prati śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā , parivartan key|kī śhrēṣhṭh bhāvnā , unkē saṅskār kō thōṛē samay kē liē parivartan kar saktī hai . Ātmik bhāv emerge karō . Jaisē śhurū-śhurū mē̃ dēkhā tō saṅgaṭhan mē̃ rahtē ātmik dr̥iṣhṭi , ātmik vr̥itti , ātmā-ātmā sē mil rahī hai , bāt kar rahī hai , is dr̥iṣhṭi sē foundation kitnā pakkā hō gayā . Abhī sēvā K|kē vistār mē̃ , sēvā K|kē vistār K|kē sambandh mē̃ ātmik bhāv sē chalnā , bōlnā , samparka mē̃ ānā merge hō gayā hai . Khatm nahī̃ huā hai lēkin merge hō gayā hai . Ātmik svamān , ātmā kō sahaj saphaltā dilātā hai kyōṅki āp sabhī kaun ākar ikaṭṭhē huē hō ? Vahī kalp pahlē vālē dēv ātmāyē̃ , brāhmaṇ ātmāyē̃ ikaṭṭhē huē hō . Brāhmaṇ ātmā K|kē rūp mē̃ bhī sabhī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hō , dēv ātmāō̃ K|kē hisāb sē bhī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hō . Usī svarūp sē sambandh-sampark mē̃ āō . Her|har samay check karō - mujh dēv ātmā , brāhmaṇ ātmā kā śhrēṣhṭh kartavya , śhrēṣhṭh sēvā kyā hai ? ` ` duāō̃ dēnā aur duāyē̃ lēnā . ' ' āpkē jaṛ chitra kyā sēvā kartē haĩ ? Kaisī bhī ātmā hō lēkin duāyē̃ lēnē jātē , duāyē̃ lēkar ātē . Aur kōī bhī agar purūṣhārth mē̃ mēhnat samajhtē haĩ tō sabsē sahaj purūṣhārth hai , sārā din dr̥iṣhṭi , vr̥itti , bōl , bhāvnā sabsē duāyē̃ dō , duāyē̃ lō|low . Āpkā title hai , vardān hī hai mahā-dānī , sēvā kartē , kārya mē̃ sambandh-sampark mē̃ ātē sirph yahī kārya karō - duāyē̃ dō aur duāyē̃ lō|low . Yah muśhkil hai kyā ? Ki sahaj hai ? Jō samajhtē haĩ sahaj hai , vah hāth uṭhāō . Kōī āpkā opposition karē tō ? Tō bhī duā dēgē ? Dēgē ? Itnī duāō̃ kā stock hai āpkē pās|pass ? Opposition tō hōgī kyōṅki opposition hī position tak pahuñchātī hai . Dēkhō , sabsē jyādā opposition brahmā bāp key|kī huī . Huī nā ? Aur position kisnē number one pāī ? Brahmā nē pāī nā ! Kuchh bhī hō lēkin mujhē brahmā bāp samān duāyē̃ dēnī haĩ . Kyā brahmā bāp kē āgē vyarth bōlnē , vyarth karnē vālē nahī̃ thē ? Lēkin brahmā bāp nē duāyē̃ dī|the , duāyē̃ lī , samānē key|kī śhakti rakhī . Bachchā hai , badal jāyēgā . Aisē hī āp bhī yahī vr̥itti dr̥iṣhṭi rakhō - yah kalp pahlē vālē hamārē hī parivār K|kē , brāhmaṇ parivār K|kē haĩ . Mujhē badal iskō bhī badalnā hai . Yah badalē|badlē tō maĩ badalū̃ , nahī̃ . Mujhē badalkē badalnā hai , mērī jimmēvārī hai . Tab duā nikalēgī aur duā milēgī .
Abhī samay jaldī sē parivartan kī ōr jā rahā hai , ati mē̃ jā rahā hai lēkin samay parivartan K|kē pahlē āp viśhva parivartak śhrēṣhṭh ātmāyē̃ sva parivartan dvārā sarv K|kē parivartan K|kē ādhārmūrt banō . Āp bhī viśhva K|kē ādhārmūrt , uddhārmūrt hō . Har ēk ātmā lakṣhya rakhō - mujhē nimitt bannā hai . Sirph tīn bātō̃ kā sva mē̃ saṅkalp mātra bhī na hō , yah parivartan karō . Ēk - parchintan . Dūsrā - pardarśhan . Svadarśhan kē bajāē pardarśhan nahī̃ . Tīsrā - parmat yā parsaṅg , kusaṅg . Śhrēṣhṭh saṅg karō kyōṅki saṅgdōṣh bahut nuk-sān kartā hai . Pahlē bhī bāpdādā nē kahā thā - ēk par-upkārī banō aur yah tīn par kāṭ dō . Par darśhan , par chintan , parmat arthāt kusaṅg , par kā phāltū saṅg . Par-upkārī banō tab hī duāyē̃ milē̃gī aur duāyē̃ dēgē . Kōī kuchh bhī dē lēkin āp duāyē̃ dō . Itnī himmat hai ? Hai himmat ? Tō bāpdādā chārō̃ ōr K|kē sarv centres vālē bachchō̃ kō kahtē haĩ - agar āp sab bachchō̃ nē himmat rakhī , kōī kuchh bhī dē lēkin hamē̃ duāyē̃ dēnī haĩ , tō bāpdādā is varṣh extra āpkō himmat K|kē , umaṅg K|kē kāraṇ madad dēgē . Extra madad dēgē . Lēkin duāyē̃ dēgē tō . Mix nahī̃ karnā . Bāpdādā kē pās tō sārā record ātā hai nā ! Saṅkalp mē̃ bhī duāō̃ kē badlē aur kuchh na hō . Himmat hai ? Hai tō hāth uṭhāō . Karnā paṛēgā . Sirph hāth nahī̃ uṭhānā . Karnā paṛēgā . Karē̃gē ? Madhuban vālē , teachers karē̃gē ? Achchhā , extra marks jamā karē̃gē ? Mubārak hō . Kyō̃ ? Bāpdādā kē pās advance party bār-bār ātī hai . Vah kahtī hai ki hamē̃ tō advance party kā part diyā , vah bajā rahē haĩ lēkin hamārē sāthī advance stage kyō̃ nahī̃ banātē ? Abhī uttar kyā dē̃ ? Kyā uttar dē̃ ? Advance stage aur advance party kā part , jab dōnō̃ milē̃ tab tō samāpti hōgī . Tō vah pūchhtē haĩ tō kyā javāb dē̃ ? Kitnē sāl mē̃ banē̃gī ? Sab manā liyā , silver jubilee , golden jubilee , diamond jubilee sab manā liyā . Abhī ēḍ-vā̃s stage ceremony manāō . Uskī date fix karō . Pāṇḍav batāō , date hōgī uskī ? Pahlī line vālē bōlō . Date fix hōgī ki achānak hōgā ? Kyā hōgā ? Achānak hōgā ki hō jāyēgā ? Bōlō , kuchh bōlō . Sōch rahē haĩ kyā ? Niv z ra sē pūchh rahē haĩ ? Ceremony hōgī yā achānak hōgā ? Āp dādī sē pūchh rahē hō ? Yah dādī kō dēkh rahā hai ki dādī kuchh bōlē . Āp batāō , Ramēśhh kō kahtē haĩ batāō ? ( ākhir tō yah hōnā hī hai ) ākhir bhī kab ? ( āp date batāō , us date tak kar lē̃gē ) achchhā - bāpdādā nē ēk sāl key|kī extra date dī hai . Himmat sē extra madad milēgī . Yah tō kar saktē haĩ nā , yah karkē dikhāō phir bāp date fix karēgā . ( āpkā direction chāhiē tō is 2004 kō aisā manā lē̃gē ) matlab yah hai ki abhī itnī taiyārī nahī̃ hai . Tō advance party kō abhī ēk varṣh tō rahnā paṛēgā nā . Achchhā . Kyōṅki abhī sē lakṣhya rakhē̃gē - karnā hī hai , tō bahutkāl add hō jāyēgā kyōṅki bahutkāl kā bhī hisāb hai nā ! Agar ant mē̃ karē̃gē tō bahutkāl kā hisāb ṭhīk nahī̃ hōgā . Isliē abhī sē attention please . Achchhā - abhī sabhī varg vālē kahē̃gē ki hamkō bhī sunnā hai .
Achchhā jō bhī varg vālē āyē haĩ , jinhōnnē bhī meeting kī hai , sabhī uṭhō . Achchhā . Yah teachers bhī āyē haĩ . Sabhī ikaṭṭhē hōkar baiṭhē hō bahut achchhā kiyā . Grām vālē hāth uṭhāō . Yah grām vālē āgē baiṭhē haĩ . Achchhā media vālē hāth uṭhāō . Achchhā - heart vālō̃ nē apnē ūpar title rakhā hai , dil vālē . Tō dilvālā group uṭhō . Achchhā yah dil vālē haĩ . Title achchhā rakhā hai nā ! Achchhā inhōnnē plan bahut achchhā banāyā hai . Bāpdādā kē pās samāchār pahuñchā hai . Bāpdādā samajhtē haĩ ki practical kā anubhav prabhāv jaldī ḍāltā hai isliē jō plan banāyā hai vō bāpdādā kō pasand hai . Achchhā hai is sēvā kō baṛhāō aur is dvārā chārō̃ ōr āvāj phailāō . Himmat achchhī rakhī hai . Saṅgaṭhan banāyā hai , yah bahut achchhā kiyā hai . Yah dil vālē unkō bāpdādā title dētē haĩ ` ` anubhav K|kē authority vālē . ' ' achchhā hai .
Achchhā jō bhī varg āyē haĩ , sabhī uṭhō . ( media wing , business wing , transport wing , rural ḍēvalapamēnṭa wing tathā CAD group key|kī mīṇṭig chal rahī hai ) meetings tō bahut achchhī kī hai lēkin bāpdādā key|kī ēk bāt abhī tak kōī bhī varg vālē nē nahī̃ kī hai . Yād ātā hai kaun see|sī|C ? ( gītā K|kē bhagvān kō siddha karnē key|kī ) yē gītā vālī bāt chhōṛō , vah tō bāpdādā nē kahā bhī hai ki yah bāt bahut śhrēṣhṭh hai parantu yah bahut sambhāl kar karnī hai . Pahlē ēk group aisā taiyār karō jō āpkē sāthī banē̃ . Aur vah mike banē̃ aur āp might banō . Pahlē aisā kōī taiyār karō . Jō bhī varg sēvā kar rahē hō , kar rahē hō uskī mubārak hai . Lēkin har ēk varg sē kaun see|sī|C viśhēṣh ātmāyē̃ jō sēvā mē̃ āgē baṛh sakē̃ vah abhī tak bāpdādā K|kē sāmnē nahī̃ āyī haĩ . Chalō sāmnē nahī̃ āvē̃ , list tō āvē . Abhī tak list bhī nahī̃ āī hai . Unhō̃ kā saṅgaṭhan , har ēk varg K|kē nikalē huē saṅgaṭhan mē̃ āvē̃ . Vah bhī nahī̃ kiyā hai . Pahlē list nikālō abhī tak K|kē varg key|kī sēvā sē hamārī sēvā mē̃ sahyōgī sāthī kaun-kaun banē haĩ ! Tō bāpdādā dēkhē ki āvāj kitnē tak pahuñchā hai . Jaisē dēkhō medical dil vālō̃ nē practical example dikhāyā hai aur practical mē̃ āvāj phail rahā hai , government bhī mān rahī hai . Aisē kōī taiyār karō . Kar rahē hō bahut achchhā , kartē chalō . Result nikālō . Sunā . Jō bhī varg āyē haĩ unhō̃ kō aisā karnā hai . Achchhā .
Sēvā kā turn eastern , nēpāl , tāmilnāḍu kā hai : tīnō̃ kō chance milā hai . Achchhā tīnō̃ key|kī teachers khaṛī hō jāē̃ . Teachers tō bahut haĩ , itnē hī centres hōṅgē nā ! Jab teachers key|kī saṅkhyā itnī hai tō centres key|kī saṅkhyā bhī itnī hī hōgī nā . Achchhā hai , sabsē baṛā vistār kā zone hai āvāj phailānē kā , agar tīnō̃ jagah par āvāj pahuñch jāē , tō kitnī sēvā āṭōmēṭakalī sahaj hō jāyēgī .
Abhī bāpdādā key|kī yahī sabhī bachchō̃ kō śhubh rāy hai vā śhrīmat hai ki aisā group taiyār karō jō yah āvāj phailāyē ki yahī paramātma kārya hai . Aisā group taiyār karō jō nirbhay hōkar , nirasaṅkōc bāp kō pratyakṣha karē , dr̥iṛhtā sē bōlē , authority sē bōlē . Ājkal K|kē jamānē mē̃ sthūl authority bhī kām mē̃ ātī hai . Laukik authority aur paramātma authority dōnō̃ authority vālē āvāj phailā saktē haĩ . Tō aisā group taiyār karō . Chāhē her|har varg apnē-apnē varg sē taiyār karē , chāhē kōī bhī karē lēkin abhī authority sē bōlnē vālē nikālō . Jinkē āvāj kā , anubhav kā , authority kā prabhāv paṛē . Samjhā kyā karnā hai ?
Chāhē chhōṭā group lāō lēkin sabhī K|kē sāmnē tō āyē . Jō bhī varg vālē baiṭhē hō , vō sabhī varg vālē bōlē̃ ki hamārē varg mē̃ aisē kōī taiyār haĩ ? Kōī aisā nikalā hai , vah hāth uṭhāō . Jis varg mē̃ aisā kōī nikalā hai , taiyār hai vah hāth uṭhāō . Hai kōī ? Kōī nahī̃ . Abhī taiyār kar rahē haĩ . Business vālī ( yōginī bahan ) uṭhō . ( dō bhāīyō̃ nē kuchh samāchār sunāyā ) achchhā .
Abhī rūhānī drill yād hai ? Ēk second mē̃ apnē pūrvaj stage mē̃ āē paramdhām nivāsī bāp K|kē sāth-sāth light house ban viśhva kō light dē saktē hō ? Tō ēk second mē̃ sabhī chārō̃ ōr dēśh-vidēśh mē̃ sunnē vālē , dēkhnē vālē light house ban viśhva K|kē chārō̃ ōr sarv ātmāō̃ kō light dō , sakāśh dō , śhaktiyā̃ dō . Achchhā .
Chārō̃ ōr K|kē viśhva K|kē pūrvaj aur pūjya ātmāō̃ kō , sadā dātā ban sarv kō duāyē̃ dēnē vālē mahādānī ātmāō̃ kō , sadā dr̥iṛhtā dvārā svaparivartan sē sarv kā parivartan karnē vālē viśhva parivartak ātmāō̃ kō , sadā light house ban sarv ātmāō̃ kō light dēnē vālē samīp ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur dil key|kī duāō̃ sahit namastē .
Mōhinī bahan sē - chance lēnē vālē chancellor ban jātē haĩ .
Śāntāmaṇī dādī sē - ( tabiyat ṭhīk nahī̃ hai ) hisāb chuktū hō rahā hai . ( grahachārī hai ) āp jaisē ratna kō grahachārī nahī̃ hō saktī . Śhurū sē vardānō̃ sē palī hō , isliē āgē baṛhtī rahē̃gī . Baṛh rahī hō . Kōī bāt nahī̃ hai . Cum|kam nahī̃ hōṅgī , āgē jāyēṅgī . ( dādī ratan-mōhinī , manōhar dādī , mōhinī bahan , Īśhū dādī , Munnī bahan sab bāpdādā K|kē sāmnē haĩ ) dēkhō āp sabhī viśhēṣh sahyōgī ātmāyē̃ hō , bāpdādā jab dōnō̃ kō ( dādī jī , dādī jānkī jī kō ) yād bhējtē haĩ tō āp sabhī sāth mē̃ jarūr hōtē haĩ kyōṅki sahyōgī hō nā ! Haĩ nā sahyōgī ? Āpkā part inhō̃ sē jyādā sēvā kā hai . Śhurū sē lēkē bēhad key|kī sēvā kē nimitt āp lōg banē hō . Isliē āp sabhī K|kē mahatva sē inhō̃ kā bhī mahatva hai . Sadā apnē kō bāp K|kē samīp ratna samjhō . Samajhtē bhī hō lēkin aur ati samīp haĩ , sadā samīp rahē̃gē , yah guarantee hai . Hai nā guarantee ? Achchhā hai , part achchhā bajā rahī hō . Chāhē nām viśhēṣh ātmāō̃ kā ātā hai lēkin āp sab usmē̃ samāyē huē haĩ . Alag kuchh nahī̃ kar saktē haĩ . Āpsē yagya key|kī śhōbhā hai . Isliē apnē kō bahut baṛē jimmēvār samjhō . Jimmēvārī hai . Bāpdādā jimmēvār ātmāō̃ K|kē rūp mē̃ dēkhtē haĩ . Ṭhīk hai nā ! Sab viśhēṣh haĩ , viśhēṣhatāyē̃ bhī haĩ . Un viśēṣ-tāō̃ sē sabkō chalāō aur āgē baṛhāō . Achchhā .
Dādī jī , dādī jānkī jī sē : achchhā hai , dōnō̃ dādiyā̃ bahut achchhī pālnā kar rahē hō . Achchhī pālnā hō rahī hai nā ! Bahut achchhā . Sēvā kē nimitt banī huī hai nā ! Tō āp sabkō bhī dādiyō̃ kō dēkhkē khuśhī hōtī hai . Khuśhī hōtī hai nā ! Jimmēvārī kā sukh bhī tō miltā hai nā ! Sabkī duāyē̃ kitnī miltī haĩ . Sabhī kō khuśhī hōtī hai , ( dōnō̃ dādiyā̃ bāpdādā kō galē lagī ) jaisē yah dēkhkar khuśhī hōtī hai vaisē inhō̃ jaisē bankē kitnī khuśhī hōgī kyōṅki bāpdādā nē nimitt banāyā hai tō kōī viśhēṣhtā hai tab nimitt banāyā hai . Aur vahī viśhēṣhatāyē̃ āp har ēk mē̃ ā jāē̃ tō kyā hō jāyēgā ? Apnā rājya ā jāyēgā . Jō bāpdādā date kahtē haĩ nā , vah ā jāyēgī . Abhī yād hai nā date fix karnī hai . Har ēk samajhē mujhē karnī hai . Tō sabhī nimitt ban jāyēṅgē tō viśhva kā navnirmāṇ hō hī jāyēgā . Nimitt bhāv , yah guṇō̃ key|kī khān hai . Sirph her|har samay nimitt bhāv ā jāē tō aur sabhī guṇ sahaj ā saktē haĩ kyōṅki nimitt bhāv mē̃ maĩ pan nahī̃ hai aur maĩ pan hī halchal mē̃ lātā hai . Nimitt bannē sē mērā pan bhī khatm , tērā , tērā hō jātā hai . Sahajyōgī ban jātē haĩ . Tō sabhī kā dādiyō̃ sē pyār hai , bāpdādā sē pyār hai , tō pyār kā return hai - viśhēṣhatāō̃ kō samān banānā . Tō aisē lakṣhya rakhō . Viśhēṣhatāō̃ kō samān banānā hai . Kisī mē̃ bhī kōī viśhēṣhtā dēkhō , viśhēṣhtā kō bhalē follow karō . Ātmā kō follow karnē mē̃ dōnō̃ dikhāī dēgē . Viśhēṣhtā kō dēkhō aur usmē̃ samān banō . Achchhā .