मंगलवार 2 नवंबर 2004 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 102-11-04 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 02-11-2004 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2“ sva-upkārī ban apkārī par bhī upkār karō , sarv śhakti , sarv guṇ sampann sammān dātā banō ”

1Become one who uplifts the self and also uplift those who defame you. 2Become full of all powers and all virtues and a bestower of respect.

3Āj snēh K|kē sāgar apnē chārō̃ ōr K|kē snēhī bachchō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ .

3Today, the Ocean of Love is pleased to see His loving children everywhere.

4Chāhē sākār rūp mē̃ sanmukh haĩ , chāhē sthūl rūp mē̃ dūr baiṭhē hai lēkin snēh , sabhī kō bāp kē pās baiṭhē haĩ - yah anubhav karā rahā hai .

4Whether you are personally in front of Baba in the corporeal form, or physically sitting far away, love makes all of you experience being seated close to the Father.

5Her|har bachchē kā snēh bāp kō samīp anubhav karā rahā hai .

5Each child's love enables him to experience the Father being close to him.

6Āp sabhī bachchē bhī bāp K|kē snēh mē̃ sammukh pahũchē hō .

6All of you children too have personally arrived here out of love for the Father.

7Bāpdādā nē dēkhā ki har ēk bachchē K|kē dil mē̃ bāpdādā kā snēh samāyā huā hai .

7BapDada saw that every child has love for BapDada merged in his heart.

8Har ēk K|kē dil mē̃ “ mērā bābā ” isī snēh kā gīt baj rahā hai .

8Each one of you has the love song "My Baba" playing in your heart.

9Snēh hī is dēh aur dēh K|kē sambandh sē nyārā banā rahā hai .

9It is love that is making you detached from the body and the relationships of the body.

10Snēh hī māyājīt banā rahā hai .

10It is love that is making you a conqueror of Maya.

11Jahā̃ dil kā snēh hai vahā̃ māyā dūr sē hī bhāg jātī hai .

11Where there is love in the heart, Maya runs away from a distance.

12Snēh key|kī subject mē̃ sarv bachchē pās|pass haĩ .

12All the children have passed the subject of love.

13Ēk hai snēh , dūsrā hai sarvśhaktivān bāp dvārā sarvśhaktiyō̃ kā khazānā .

13One is love and the other is the treasure of all powers from the Almighty Authority Father, the One with all Powers.

14Tō āj bāpdādā ēk taraph tō snēh kō dēkh rahē haĩ , dūsrē taraph śhakti sēnā key|kī śhaktiyō̃ kō dēkh rahē haĩ . 15Jitnā snēh samāyā huā hai utnā hī sarv śhaktiyā̃ bhī samāī huī hai  ?

14So, today, on the one hand BapDada is seeing the love and, on the other hand, He is seeing the powers of the Shakti Army. 15To the extent that you have love merged in you, all the powers are also merged in you. 16BapDada has given all the children all the powers equally.

16Bāpdādā nē sabhī bachchō kō ēk jaisī sarv śhaktiyā̃ dī hai , master sarvśhaktivān banāyā hai .

17He has made you master almighty authorities, ones with all powers. 18He hasn't made some of you those with all powers and others those with only some powers.

17Kiskō sarvśhaktivān , kiskō śhaktivān nahī̃ banāyā hai hājir kahē , jis bhī śhakti kā āhvān karō , jaisā samay , jaisī paristhiti vaisē śhakti kārya mē̃ lagā sakō .

19All of you say that your self-respect is being a master almighty authority, the one with all powers. 20So, BapDada is asking all the children everywhere: Does each one of you experience all the powers in yourself?

18Aisē adhikārī ātmāyē̃ banē hō  ?

21Do you always have a right to all the powers?

19Kyōṅki bāp nē varsā diyā aur varsē kō āpnē apnā banāyā , apnā banāyā hai nā  !

22All the powers are your inheritance from BapDada. 23So, do you have a right to your inheritance? 24Do you have a right?

20Tō apnē par adhikār hōtā hai .

25Teachers, speak! 26Do you have a right?

21Jis samay jis vidhi sē āvaśhyaktā hō , us samay kārya mē̃ lag jāē .

27Speak after thinking carefully about it. 28Pandavas, do you have a right?

22Mānō samānē K|kē śhakti key|kī āpkō āvaśhyaktā hai aur order kartē hō samānē key|kī śhakti kō , tō āpkā order mān jī hājir hō jātī hai  ?

29Do you always have a right? 30Or only sometimes? 31At a time when you need a particular power, does that power present itself on your order in front of you, the Shakti Army?

23Hō jātī hai tō kāndh hilāō , hāth hilāō . 24Kabhī-kabhī hōtī hai yā sadā hōtī hai  ?

32Does it say, "Yes, my lord, I am present" (Ji hazoor, hazir) at the time you need it?

25Samānē key|kī śhakti hājir hōtī hai lēkin 10 bārī samā liyā aur 11 vē̃ bārī thōḍā nīchē ūpar hōtā hai  ?

33Think about it! 34Look! 35When one who has a right issues an order, the power should say, "Yes my lord, I am present".

26Sadā aur sahaj hājir hō jāē , samay bītnē kē bād nahī̃ āvē , karnē tō yah chāhtē thē lēkin hō gayā , yah aisā nahī̃ hō .

36You should be able to use any power at the time you invoke that power according to the time and the situation. 37Have you become souls who have a right in this way?

27Iskō kahā jātā hai sarv śhaktiyō̃ K|kē adhikārī .

38This is because the Father has given you an inheritance, and you have made that inheritance yours.

28Yah adhikār bāpdādā nē tō sabkō diyā hai , lēkin dēkhnē mē̃ ātā hai ki sadā adhikārī bannē mē̃ number-vār hō jātē haĩ .

39You have made it yours, have you not? 40So, you have a right to anything that belongs to you. 41Whenever there is a need to use a power in a particular way, you should be able to use it.

29Sadā aur sahaj hō , natural hō , nature hō , uskī vidhi hai , jaisē bāp kō hajūr bhī kahā jātā hai , kahtē haĩ hajūr hājir hai .

42For instance, when you have a need for the power to accommodate, does it obey your order and say, "Yes, my lord"? 43Does it? 44At least nod in agreement!

30Hājir hajūr kahtē haĩ .

45You may wave your hand if it does.

31Tō jō bachchā hajūr key|kī her|har śhrīmat par hājir hajūr kar chaltā hai uskē āgē sarv śhaktiyā̃ bhī hajūr hājir kartī hai .

46Does it obey you sometimes or all the time? 47The power to accommodate does present itself, but having accommodated 10 times, at the 11th time there is a little fluctuation.

32Her|har āgyā mē̃ jī hājir , her|har kadam mē̃ jī hājir .

48It should always and easily present itself, not after the time has passed.

33Agar her|har śhrīmat mē̃ jī hājir nahī̃ haĩ tō her|har śhakti bhī her|har samay hājir hak nahī̃ kar saktī hai .

49I wanted to do this, but that happened instead. 50It should not be like that. 51This is known as having a right to all the powers.

34Agar kabhī-kabhī bāp key|kī śhrīmat vā āgyā kā pālan kartē haĩ , tō śhaktiyā̃ bhī āpkā kabhī-kabhī hājir hōnē kā order pālan kartī hai .

52BapDada has given all of you this right, but it has been seen that you become numberwise in becoming one who always has this right. 53Let it be always and easily.

35Us samay adhikārī kē bajāē adhīn ban jātē haĩ . 36Tō bāpdādā nē yah result check key|kī , tō kyā dēkhā  ? 37Number-vār haĩ .

54Let it be natural, let it be your nature. 55The method for this is: The Father is also called Hazoor (Lord), and it is said, "Hazoor hazir" (the Lord is present).

38Sabhī number one nahī̃ hai , number-vār haĩ aur sadā sahaj nahī̃ haĩ . 39Kabhī - kabhī sahaj hō jātē , kabhī thōḍā muśhkil śhakti emerge hōtī hai .

56All the powers are also present in front of the lords, the children who follow every shrimat of the Lord, saying, "Yes my lord, I am present, I accept".

40Bāpdādā har ēk bachchē kō bāp samān dēkhnē chāhtē haĩ .

57They always say, "Ji hazir" (Yes, I am present) to every order. 58They say, "Ji hazir" at every step.

41Number-vār nahī̃ dēkhnē chāhtē haĩ aur āp sabhī kā lakṣhya bhī hai bāp samān bannē kā .

59If you do not say "Ji hazir" in following every shrimat, then every power cannot be present in front of you, the lord, at every moment.

42Samān bannē kā lakṣhya hai vā number-vār bannē kā lakṣhya hai  ? 43Agar pūchhē̃gē tō sab kahē̃gē samān bannā hai .

60If you follow the Father's shrimat or orders only sometimes, then the powers will also only sometimes fulfil your orders of being present in front of you.

44Tō check karō - ēk sarv śhaktiyā̃ haĩ  ?

61At that time, instead of being one with a right, you become dependent.

45Sarv par underline karō .

62So, BapDada checked this result.

46Sarv guṇ hai  ?

63What did Baba see?

47Bāp samān sthiti hai  ?

64You are numberwise.

48Kabhī svayã key|kī sthiti , kabhī kōī parsthiti vijay tō nahī̃ prāpt kar lētī ' par sthiti agar vijay prāpt kar lētī hai tō uskā kāraṇ jāntē hō nā  ?

65Not all of you are number one, you are numberwise. 66And it is not always easy. 67Sometimes it is easy, and sometimes the powers emerge with a little difficulty. 68BapDada wants to see every child equal to the Father.

49Sthiti kamzōr hai tab paristhiti war|vār kar saktī hai .

69He doesn't want to see you numberwise. 70The aim of all of you is to become equal to the Father.

50Sadā sva sthiti vijayī rahē , uskā sādhan hai – sadā svamān aur sammān kā balance .

71Do you have the aim of becoming equal or of being numberwise? 72If you were to be asked this, all of you would say that you want to become equal.

51Svamāndhārī ātmā svataḥ hī sammān dēnē vālā dātā hai .

73So, check! 741. Do I have all the powers? 75Underline the word "all". 762. Do I have all the virtues?

52Vāstav mē̃ kisī kō bhī sammān dēnā , dēnā nahī̃ hai , sammān dēnā mān lēnā hai .

773. Is my stage equal to the Father's? 784. Does my own stage or an adverse situation sometimes attain victory over me?

53Sammān dēnē vālā sabkē dil mē̃ mānanīy svataḥ hī ban jātā hai .

79If adverse situations attain victory, you know the reason for that, do you not?

54Brahmā bāp kō dēkhā - ādi dēv hōtē huē , drama key|kī first ātmā hōtē huē sadā bachchō̃ kō sammān diyā . 55Apnē sē bhī jyādā bachchō̃ kā mān ātmāō̃ dvārā dilāyā .

80It is when your stage is weak that the adverse situations can attack. 81For the original stage of the self to always be victorious, the method is always to maintain a balance of your self-respect and respect for others.

56Isliē har ēk bachchē K|kē dil mē̃ brahmā bāp mānanīy banē .

82A soul who has self-respect is always a bestower who bestows respect. 83In fact, to give anyone respect is not really giving.

57Tō mān diyā yā mān liyā  ?

84To give respect is to receive respect.

58Sammān dēnā arthāt dūsrē K|kē dil mē̃ dil K|kē snēh kā bīj bōnā .

85One who gives respect automatically becomes worthy of respect in everyone's heart. 86You saw Father Brahma.

59Viśhva kē āgē bhī viśhva kalyāṇkārī ātmā haĩ , yah tab anubhav kartē jab ātmāō̃ kō snēh sē sammān dētē hō .

87Though he was Aadi Dev, though he was the first soul in the drama, he always gave respect to the children. 88He enabled children to receive even more respect from souls than he himself received.

60Tō bāpdādā nē vartamān samay mē̃ āvaśhyaktā dēkhī sammān ēk dō kō dēnē key|kī .

89This is why Father Brahma became worthy of respect in the heart of every child. 90So, did he give respect or did he receive respect?

61Sammān dēnē vālā hī vidhātā ātmā dikhāī dētā hai .

91To give respect means to sow a seed of love from the heart in the hearts of others.

62Sammān dēnē vālē hī bāpdādā key|kī śhrīmat ( śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā ) mānnē vālē āgyākārī bachchē haĩ .

92In front of the world too, you are world- benefactor souls. 93Only when you give souls respect with love do you experience this.

63Sammān dēnā hī īśhvarīy parivār kā dil kā pyār hai .

94So, at the present time, BapDada sees that there is a need to give one another respect.

64Sammān vālā svamān mē̃ sahajahī sthit hō saktā hai .

95Only one who gives respect is seen to be a soul who is a bestower.

65Kyō̃  ? 66Jin ātmāō̃ kō sammān dētā hai un ātmāō̃ dvārā jō duāyē̃ dil key|kī miltī hai , vah duāō̃ kā bhaṇḍār svamān sahaj aur svataḥ hī yād dilātā hai .

96Only those who give respect are the obedient children who obey BapDada's shrimat of having good wishes and pure feelings. 97To give respect is to have love in the heart for God's family. 98Those who give respect to others are easily able to stabilise in their stage of self-respect.

67Isliē bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō viśhēṣh underline karā rahē haĩ - sammān dātā banō .

99Why? 100The treasure of blessings that you receive from the hearts of those to whom you give respect, easily and automatically reminds you of self-respect.

68Bāpdādā kē pās jō bhī bachchā jaisā bhī āyā , kamzōr āyā , saṅskār K|kē vaśh āyā , pāpō̃ kā bōjh lēkē āyā , kaṛē saskār lēkar āyā , bāpdādā nē her|har bachchē kō kis najar sē dēkhā  !

101Therefore, BapDada is especially underlining this for all the children everywhere: Become a bestower of respect. 102Any child who came to Baba - whether he was a weak child, someone who was influenced by his sanskars, someone who came with the burden of sins or someone who came with strong sanskars - with which vision did BapDada see every child?

69Mērā sikīladhā lāḍlā bachchā hai , īśhvarīy parivār kā bachchā hai .

103That he is My dearly beloved long- lost and now-found child. 104He is a child of God's family.

70Tō sammān diyā aur āp svamāndhārī ban gayē .

105So, He gave them respect and they became those with self-respect.

71Tō follow father .

106You have to follow the Father.

72Agar sahaj sarvguṇ sampann bannā chāhtē hō tō sammān dātā banō .

107If you want to become full of all virtues easily, then become a bestower of respect.

73Samjhā  ! 74Sahaj hai nā  ?

108Do you understand?

75Sahaj hai yā muśhkil hai  ?

109It is easy, is it not?

76Teachers kyā samajhtī haĩ , sahaj hai  ?

110Is it easy or difficult? 111What do the teachers think?

77Kōī kō dēnā sahaj hai , kōī kō muśhkil hai yā sabhī kō dēnā sahaj hai  ?

112Is it easy? 113Is it easy to give respect to some and difficult to give respect to others?

78Āpkā title hai - sarv upkārī .

114Or, is it easy to give everyone respect?

79Apkār karnē vālē par bhī upkār karnē vālē .

115Your title is: One who uplifts everyone.

80Tō check karō - sarv upkārī dr̥iṣhṭi , vr̥itti , smr̥iti rahtī hai  ?

116You are those who uplift even those who defame you. 117So check!

81Dūsrē par upkār karnā , svayã par hī upkār karnā hai .

118Do I have the vision, attitude and awareness of being one who uplifts everyone?

82Tō kyā karnā hai  ?

119To uplift others is to uplift the self.

83Sammān dēnā hai nā  !

120So what are you going to do?

84Alag - alag bātō̃ mē̃ dhārṇā karnē kē liē jō mēhnat kartē hō , ussē chhūṭ jāyēṅgē kyōki bāpdādā dēkh rahē haĩ , ki samay key|kī gati tīvr hō rahī hai .

121You have to give respect, do you not? 122You will then be liberated from making effort to imbibe things individually. 123This is because BapDada is seeing that the speed of time is moving fast.

85Samay intjār kar rahā hai , tō āp sabhī kō intjām karnā hai .

124Time is waiting. 125So, all of you have to make preparations.

86Samay kā intjār samāpt karnā hai .

126You mustn't make time wait any longer.

87Kyā intjām karnā hai  ?

127What preparations do you have to make?

88Apnē sampūrṇtā aur samāntā key|kī gati tīvr karnī hai .

128Increase the speed of your perfection and equality.

89Kar rahē haĩ nahī̃ , tīvragati kō check karō - tīvragati hai  ?

129Do not say that you are doing it. 130Check how fast your speed is.

90Bākī snēh sē nayē-nayē bachchē bhī pahũchē haĩ , bāpdādā nayē-nayē bachchō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ .

131Is your speed fast? 132New children have also arrived here with love. 133BapDada is pleased to see the new children.

91Jō pahlē bārī āyē haĩ vah hāth uṭhāō .

134Those who have come for the first time, raise your hands!

92Bahut haĩ .

135There are many.

93Bhalē padhārē bāp K|kē ghar mē̃ , apnē ghar mē̃ , mubārak hō .

136Welcome to the Father's home, your home! 137Congratulations!

94Sēvā kā turn – karnāṭak  : karnāṭak vālē uṭhō .

138Achcha. 139Karnataka looked after everything: Those from Karnataka, stand up!

95Sēvā K|kē golden chance key|kī mubārak hō .

140Congratulations for the golden chance of service.

96Dēkhō pahlā number liyā hai tō pahlā number hī rahnā hai nā  !

141Look, you have taken the first number. 142So, you want to remain the first number, do you not?

97Puruṣhārth mē̃ , vijayī bannē mē̃ sabsē pahlā number lēnē vālē .

143You are those who take the number one in your efforts, in being victorious and in everything.

98Dūsrā number nahī̃ lēnā , pahlā number .

144Do not take the second number, take the first number.

99Hai himmat  !

145Do you have this courage?

100Himmat hai  ?

146Do you have courage?

101Tō himmat āpkī aur hajār guṇā madad bāp key|kī .

147With your courage, you will receive a thousandfold help from the Father.

102Achchhā chance liyā hai .

148You have received a very good chance.

103Apnē puṇya kā khātā bahut-bahut jamā kar liyā .

149You have accumulated a lot in your account of charity.

104Achchhā karnāṭak nē mega programme kiyā hai  ?

150Achcha, did you have a mega programme in Karnataka?

105Nahī̃ kiyā hai , kyō̃  ?

151You didn't? 152Why not?

106Kyō̃ nahī̃ kiyā  ?

153Why did you not have a big programme?

107Karnāṭak kō sabmē̃ pahlā number lēnā chāhiē .

154Karnataka should take the first number in everything.

108 ( Bangalore mē̃ karē̃gē ) achchhā , jinhōnnē bhī baḍā programme kiyā hai vah uṭhō .

155(They will have the programme in Bangalore.) 156Achcha. 157Those who have held the mega programmes, stand up!

109Kitnē programme hō gayē haĩ  ?

158How many mega programmes have taken place so far?

110 ( 8 - 10 hō chukē haĩ ) tō bāpdādā baṛē programme key|kī baḍī mubārak dē rahē haĩ .

159(8 to 10 and one more to take place.) 160Achcha. 161So, BapDada is giving huge congratulations for the mega programmes.

111Zone kitnē haĩ  !

162How many zones are there?

112Har ēk zone kō baḍā programme karnā chāhiē kyōki āpkē śhahar mē̃ ulhanā dēnē vālē ulhanā nahī̃ dēgē .

163(15). 164Every zone should hold a big programme, because then those in your cities who make complaints will not then not complain.

113Baḍē programme mē̃ āp advertise bhī baḍī kartē hō nā , chāhē media dvārā , chāhē poster , hōrḍig ādi bhinn-bhinn sādhan apnātē hō tō ulhanā kam hō jāyēgā .

165When you have mega programmes, you have huge advertising, whether it is through the media, posters, hoardings, or various other methods. 166Then the complaints will decrease.

114Bāpdādā kō yah sēvā pasand hai lēkin lēkin hai .

167BapDada likes this service, but. 168There is a but.

115Programme tō baṛē kiyē uskī tō mubārak hai hī lēkin her|har programme sē kam sē kam 108 key|kī mālā tō taiyār hōnī chāhiē .

169You have had big programmes and you have already had congratulations for that, but from every programme there should at least be a rosary of 108 that is prepared.

116Vah kahā̃ huī hai  ?

170That has not happened as yet.

117Kam sē kam 108 , jyādā sē jyādā 16 hajār . 118Lēkin itnī jō energy lagāī , itnā sampatti lagāī , uskī result kam sē kam 1०8 tō taiyār hō̃ .

171At least 108 should be ready, at the most 16,000. You have spent so much energy and money and so, at the least, BapDada wants to see 108 become ready.

119Sabkī address tō āpkē pās|pass rahnī chāhiē .

172You should keep the addresses of all those who came.

120Baṛē programme mē̃ jō bhī lānē vālē haĩ , unhō̃ kē pās unkā parichay tō rahtā hī hai tō unhō̃ kō phir sē samīp lānā chāhiē .

173You have the introduction of those who brought others to the big programmes. 174So, you should bring them close again.

121Aisē nahī̃ ki hamnē kar liyā , lēkin jō bhī kārya kiyā jātā hai uskā phal tō nikalnā chāhiē nā .

175Do not think "We have done our bit", for any task that is carried out has to bear some fruit.

122Tō har ēk baṛē programme karnē vālō kō yah result bāpdādā kō dēnī hai .

176So, everyone who has done a big programme has to give this result to BapDada.

123Chāhē bhinn-bhinn centre par jāyē , kis śhahar kā bhī hō vahā̃ jāē , lēkin result nikalnī chāhiē .

177Whether they are from the different centres or from other cities, there has to be a result.

124Ṭhīk hai nā , hō tō saktā hai nā  !

178Is this OK? 179This can be done, can it not?

125Thōḍā attention dēgē tō nikal āyēgē 1०8 tō kuchh bhī nahī̃ haĩ .

180If you pay a little attention, they will emerge. 181108 is nothing.

126Lēkin result bāpdādā dēkhnē chāhtē haĩ , kam sē kam student tō banē .

182However, BapDada wants to see a result. 183They should at least become students.

127Sahyōg mē̃ āgē āvē , kaun-kaun kitnē nikāltē haĩ , vah bāpdādā is season mē̃ result dēkhnē chāhtē haĩ .

184They should come forward to give co-operation. 185BapDada wants to see the result this season of how many each of you make emerge.

128Ṭhīk hai nā  ?

186Is this OK?

129Pāṇḍav ṭhīk hai  ?

187Pandavas, is this OK?

130Tō dēkhē̃gē number one kaun hai  ?

188So, we will see who is number one.

131Kitnē bhī nikālō , nikālō jarūr .

189No matter how many you make emerge, definitely make them emerge.

132Kyā hai , programme hō jātē haĩ lēkin āgē kā samparka vah thōḍā attention kam hō jātā hai aur nikālnā kōī muśhkil nahī̃ hai .

190What happens is that when the programmes are over, there is less attention on keeping further future contact with them. 191It is not difficult to make them emerge.

133Bākī bāpdādā bachchō̃ key|kī himmat dēkh khuśh haĩ .

192Seeing the courage of the children, BapDada is pleased.

134Samjhā .

193Do you understand?

135Achchhā -

194Achcha.

136Indore hostel tathā sabhā mē̃ upasthit sabhī kumāriyō̃ sē  : bahut kumāriyā̃ āī haĩ , jitnī bhī kumāriyā̃ āī haĩ , unmē̃ sē hands kitnē nikalē̃gē  ?

195Kumaris from the Indore Hostel and all other kumaris in the gathering: Very good. 196Out of all the kumaris that have come, how many hands will emerge?

137Kumāriyā̃ bāpdādā K|kē right hands ban saktī haĩ .

197Kumaris can become BapDada's right hands.

138Golden chance hai . 139Tō kitnī saṅkhyā hai  !

198You have a golden chance.

140Mālūm hai , kitnī kumāriyā̃ haĩ .

199Do you know how many kumaris there are?

141 ( 5 -6 sau ) inhō̃ kā nām note karnā aur yah result dēkhnā ki itnī sārī kumāriyō̃ mē̃ sē right hand kitnī banī̃  !

200Note down their names and see the result of how many have become right hands out of all of these kumaris. 201Raise your hands!

142Hāth uṭhāō , centre par rahnē vālī nahī̃ uṭhāō .

202Those who are living at the centres, do not raise your hands!

143Jō right hand banēgī vah hāth uṭhāō .

203Those who will become right hands, raise your hands!

144Inhō̃ kā video nikālō .

204Record this on the video!

145Kyōki āp lōgō̃ kō mālūm hai ki centre khōlnē K|kē nimantraṇ bahut hai lēkin hands cum|kam haĩ .

205All of you know that there are many invitations to open centres, but there are few hands.

146Tō āpkī tō mā̃gnī hai .

206So, there are requests for you all.

147Isliē kumāriyō̃ kō jaldī sē jaldī sēvā K|kē right hand bannā chāhiē .

207So kumaris should become right hands in service as soon as possible.

148Jō chhōṭī-chhōṭī hai unkī bāt chhōṛō , lēkin jō sēvā kar saktī haĩ unhō̃ kō samay K|kē pramāṇ jaldī taiyār hō jānā chāhiē .

208Put aside the little ones, but those of you who are able to do service should become ready quickly according to the time. 209Your dowry is ready; the centre is your dowry.

149Dahēj āpkā taiyār hai , centre dahēj hai , var tō hai hī aur dahēj bhī taiyār hai .

210The Bridegroom is there anyway, and the dowry is also ready. 211So, make preparations.

150Tō taiyārī karō . 151Karēgī nā  !

212You will do this, will you not?

152Hā̃ , baḍī-baṛī tō nikal saktī hai .

213Yes, older ones can emerge.

153Jō samajhtī hai jald sē jaldī nikal saktī hai , vah hāth uṭhāō .

214Those who think that you can come quickly, raise your hands!

154Dēkhō , kitnī kumāriyā̃ hāth uṭhā rahī haĩ .

215Look, so many kumaris are raising their hands.

155Video nikal rahā hai .

216The video is being recorded.

156Achchhā - mubārak hō , inaēḍavās mubārak hō .

217Achcha. 218Congratulations, in advance, congratulations.

157Achchhā .

219Achcha.

158Sabhī taraph sē jō bhī snēhī bachchē bāpdādā kō dil mē̃ yād kar rahē haĩ , vā patra , email dvārā yād bhējī hai , un chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō bāpdādā dūr nahī̃ dēkh rahē haĩ lēkin diltakhta par dēkh rahē haĩ .

220BapDada is not seeing all the loving children from everywhere who have sent their remembrance, e-mails and letters as being far away, but He is seeing them seated on the heart- throne. 221The closest is the heart.

159Sabsē samīp dil hai . 160Tō bāpdādā dil sē yād bhējnē vālō̃ kō aur yād bhējī nahī̃ lēkin yād mē̃ haĩ , un sabkō bhī diltakhtanaśhīn dēkh rahē haĩ .

222So, BapDada is seeing all those who sent their remembrance from the heart, and also those who didn't send their remembrance but are in remembrance, as being seated on the heart-throne.

161Respond dē rahē haĩ .

223Baba is giving a response.

162Dūr baiṭhē bhī number one tīvr puruṣhārthī bhav .

224Whilst sitting far away, may you be number one intense effort-makers.

163Achchhā - abhī sabhī ēk second mē̃ , ēk second ēk minute nahī̃ , ēk second mē̃ “ maĩ phariśtāsō dēvtā hū̃ ” - yah mansā ṛil second mē̃ anubhav karō .

225Achcha. 226Now, all of you, in one second, not even one minute, but one second, experience the drill of the mind, "I am an angel and becoming a deity!"

164Aisī ṛil din mē̃ ēk second mē̃ bār-bār karō .

227Perform this drill of a second again and again throughout the day.

165Jaisē śhārīrik ṛil śharīr kō śhaktiśhālī banātī , vaisē yah man key|kī ṛil man kō śhaktiśhālī banānē vālī hai .

228Just as physical drill makes your body strong, so too, the drill of the mind will make your mind powerful.

166Mai phariśhtā hū̃ , is purānī duniyā , purānī dēh , purānē dēh K|kē saskār sē nyārī phariśhtā ātmā hū̃ .

229I am an angel, I am an angelic soul who is detached from this old world, old body and sanskars of the old body.

167Achchhā -

230Achcha.

168Chārō̃ ōr K|kē ati snēhī , sadā snēh K|kē sāgar mē̃ lavlīn ātmāō̃ kō , sadā sarv śhaktiyō̃ K|kē adhikārī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā bāp samān bannē bālē bāp K|kē pyārē ātmāō̃ kō , sadā svamān mē̃ rahnē vālī her|har ātmā kō sammān dēnē vālī , sarv K|kē mānanīy mānanēvālī ātmāō̃ kō , sadā sarv upkārī ātmāō̃ kō bāpdādā kā dil kā yāvadhār aur dil key|kī duāyē̃ svīkār hō .

231To all the extremely loving children everywhere, to the souls who are always merged in love with the Ocean of Love, to the elevated souls who always have a right to all powers, to the souls who are loved by the Father and who become equal to the Father, to every soul who always stays in self-respect and gives respect to every soul, to the souls who become worthy of respect from everyone, to the souls who always uplift everyone, please accept BapDada's love, remembrance and blessings from the heart.

169Aur sāth-sāth viśhva K|kē mālik ātmāō̃ kō namastē .

232Together with that, namaste to the souls who are the masters of the world.

170Dādijī sē  : sammān dēnē mē̃ number one pās|pass hai .

233To Dadiji: You have passed as number one in giving respect. 234You have passed with number one.

171Achchhā hai , sab dādiyō̃ sē madhuban key|kī raunak hai .

235It is good. 236The beauty of Madhuban is because of all the Dadis.

172 ( sabhā sē ) in sabhī kō dādiyō̃ sē raunak achchhī lagtī hai nā .

237(To the gathering.) 238All of you like the beauty and sparkle of the Dadis.

173Jaisē dādiyō̃ key|kī raunak sē madhuban mē̃ raunak hō jātī hai , aisē āp sabhī dādī nahī̃ , dīdiyā̃ aur dādē tō hō .

239Just as there is sparkle and beauty in Madhuban because of the Dadis, in the same way, all of you are not Dadis, but you are Didis and Dadas.

174Tō sabhī dīdiyā̃ aur sabhī dādāyē̃ , sabhī kō yah sōchnā hai , karnā hai , jahā̃ bhī rahtē hō us sthān mē̃ raunak hō .

240So all the Didis and Dadas have to think about this and do this - wherever you live, let there be the beauty and sparkle there.

175Jaisē dādiyō̃ sē raunak hai , vaisē her|har sthān mē̃ raunak hō kyōki dādī kē pīchhē dīdiyā̃ tō hō nā , cum|kam nahī̃ hō .

241Just as these Dadis are the beauty and sparkle, in the same way, there should be the beauty and sparkle in every place, because behind the Dadis are the Didis.

176Dādē bhī haĩ , dīdiyā̃ bhī hai .

242You are no less. 243There are the Dadas and Didis.

177Tō kisī bhī centre par rūkhāpan nahī̃ hōnā chāhiē , raunak hōnī chāhiē .

244So, at no centre should there be any dryness. 245Let there be beauty and sparkle.

178Āp ēk-ēk viśhva mē̃ raunak karnē vālī ātmāyē̃ hō .

246Each one of you souls is one who brings beauty and sparkle to the world.

179Tō jis bhī sthān par hō vah raunak kā sthān najar āvē .

247So, whichever place you are at, that place should be seen as a place of beauty and sparkle.

180Ṭhīk hai nā  ?

248Is this OK?

181Kyōṅki duniyā mē̃ had key|kī raunak hai aur āp ēk ēk sē bēhad key|kī raunak hai .

249In the world, there is limited beauty and sparkle whereas from each one of you, there is unlimited beauty and sparkle.

182Svay khuśhī , śhānti aur atīndriya sukh key|kī raunak mē̃ hōṅgē tō sthān bhī raunak mē̃ ā jāyēgā kyōṅki sthiti sē sthān mē̃ vāyumaṇḍal phailtā hai .

250If you yourself have the beauty and sparkle of happiness, peace, and supersensuous joy, then the place itself will be filled with beauty and sparkle, because the atmosphere spreads everywhere through your stage.

183Tō sabhī kō check karnā hai - ki jahā̃ ham rahtē haĩ , vahā̃ raunak hai  ? 184Udāsī tō nahī̃ hai  ?

251So, each one of you has to check if there is beauty and sparkle where you live and that there isn't sadness.

185Sab khuśhī mē̃ nāch rahē haĩ  ?

252Is everyone dancing in happiness?

186Aisē hai nā  !

253It is like that, is it not?

187Āp dādiyō̃ kā tō yahī kām hai nā  !

254This is the work of all of you Dadis, is it not?

188Follow dīdiyā̃ aur dādāyē̃ .

255Follow the Didis and Dadas.

189Achchhā .

256Achcha.

190Āj is varṣh K|kē Indian season kā ādi hai .

257Today, it is the beginning of the Indian season.

191Tō āp sabhī ādi mē̃ ā gayē haĩ .

258So, all of you have come here at the beginning.

192Achchhā hai .

259It is good.

193Bāpdādā nē yah hall|hāl āpkē liē hī banāyā hai .

260BapDada has had this hall built for you all.

194Āp nahī̃ hōtē hō nā tō hall|hāl key|kī raunak nahī̃ hōtī hai .

261The hall doesn't have any beauty or sparkle without you.

195 ( bābā ātē haĩ tō raunak hō jātī hai ) bābā āvē aur yah nahī̃ hō̃ tō  !

262What if Baba came and these people were not here?

196 ( dādī kō raunak chāhiē , achchhā hai .

263(Dadi likes the beauty.) 264It is good.

197Ōm śhānti .

265* * * O M S H A N T I * * *