गुरुवार 15 दिसंबर 2005 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 115-12-05 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 15-12-2005 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2 nayē varṣh mē̃ snēh aur sahyōg key|kī rūprēkhā stage par lāō , har ēk kō guṇ aur śhaktiyō̃ key|kī gift dō
1In the New Year, bring the form of love and co-operation onto the stage. 2Give each one the gift of virtue and powers.
3Āj paramātma bāp apnē chārō̃ ōr K|kē paramātma pyār K|kē adhikārī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
3Today, God, the Father, is seeing His children everywhere who have a right to God's love.
4Yah paramātma pyār viśhva mē̃ kōṭō̃ mē̃ sē kōī kō prāpt hōtā hai .
4Only a handful out of multimillions in the world receive this love from God.
5Yah paramātma pyār niḥsvārth pyār hai kyōṅki ēk paramātmā pitā hī nirākār , nirahaṅkārī hai .
5This Godly love is altruistic love because only God, the Supreme Soul, is incorporeal and egoless.
6Manuṣhya ātmā śharīrdhārī hōnē K|kē kāraṇ kōī na kōī svārtha mē̃ ā hī jātī hai .
6Because human souls are bodily beings, they definitely have one selfish motive or another.
7Paramātma bāp hī apnē bachchō̃ kō aisā niḥsvārth pyār dētē haĩ .
7Only God, the Father, can give His children such altruistic love.
8Paramātma pyār brāhmaṇ jīvan kā viśhēṣh ādhār hai .
8God's love is the special basis of Brahmin life.
9Brāhmaṇ jīvan kā jīvanadān hai .
9It is the donation of life of this Brahmin life.
10Agar brāhmaṇ jīvan mē̃ paramātma pyār kā anubhav cum|kam hai , tō pyār K|kē binā jīvan ramaṇīk nahī̃ , sūkhā jīvan hō jātā hai .
10If the experience of God's love is lacking in Brahmin life, then that life without love is not enjoyable; it becomes a dry life.
11Paramātma pyār hī jīvan mē̃ sadā sāth bhī dētā aur sāthī ban sadā sahyōgī rahtā .
11It is God's love that is constantly with you in life and remains co-operative with you as your companion at all times.
12Jahā̃ pyār hai , sāth hai vahā̃ sab kuchh bahut sahaj aur saral hō jātā hai .
12Where there is love and company, everything becomes very easy and simple.
13Mēhnat kā anubhav nahī̃ hōtā hai .
13There isn't the experience of having to labour.
14Aisā anubhav hai nā !
14You have this experience, do you not?
15Paramātma pyārē kōi bhī vyakti vā sādhanō̃ key|kī ākarṣhaṇ mē̃ nahī̃ ā saktē kyōṅki paramātma ākarṣhaṇ , paramātma pyār aisā anubhav karātā jō sadā pyār K|kē kāraṇ lavlīn rahtē haĩ , jiskō lōgō̃ nē paramātmā mē̃ līn hōnā samajh liyā .
15Those who have God's love cannot be attracted by any person or thing because God's attraction and God's love gives such an experience of love that you always remain merged in love. 16People have understood this to be being merged in God.
16Paramātmā mē̃ līn nahī̃ hōtā lēkin paramātma pyār mē̃ lavlīn hō jātā .
17One doesn't merge in God, but one remains merged in God's love.
17Bāpdādā chārō̃ ārē K|kē bachchō̃ kō dēkhatē̃ haĩ - paramātma pyārē tō sabhī banē haĩ lēkin ēk hai lovely bachchē dusarē haĩ lavlīn bachchē .
18BapDada is seeing the children from everywhere. 19Everyone loves God, but one type are the lovely children and the other type are the children who are merged in love.
18Tō apnē āpsē pūchhō lovely tō sabhī haĩ , lēkin lavlīn kahā̃ tak rahtē haĩ ?
20So, ask yourself: All are lovely, but to what extent do you remain merged in love.
19Lavlīn bachchō̃ key|kī niśhānī hai vah sadā paramātma pharmān mē̃ sahaj chaltē haĩ .
21The sign of children who are merged in love is that they constantly and easily follow God's instructions.
20Pharmān mē̃ bhī rahtē aur dēhbhān sē kurbān bhī rahtē haĩ kyōṅki pyār mē̃ kurbān hōnā muśhkil nahī̃ hai .
22They are obedient in following those instructions and have surrendered their body consciousness because it is not difficult to surrender yourself where there is love.
21Sabsē pahlā pharmān hai - yōgī bhav , pavitra bhav .
23The first instruction is: May you be yogi and may you be holy (pure).
22Bāp kā bachchō̃ sē pyār hōnē K|kē kāraṇ bāp bachchō̃ kō mēhnat kartē dēkh nahī̃ saktē kyōṅki bāp jāntē haĩ 63 janm bahut mēhnat key|kī , abhī yah alaukik janm mēhnat sē mukt hō atīndriya sukh key|kī mauj manānē kā hai .
24Because the Father has love for you children, He cannot bear to see you children labouring, for He knows that you have laboured a lot for 63 births. 25Now, this alokik birth is to become free from labour and to enjoy the pleasure of supersensuous happiness.
23Tō mauj manā rahē hō ki mēhnat karnī paṛtī hai ?
26So, are you celebrating with pleasure or are you having to labour?
24Pyār mē̃ pharmān par chalnā mēhnat nahī̃ lagtī .
27When there is love, it doesn't feel like labour to follow instructions.
25Agar mēhnat karnī paṛtī hai tō pyār key|kī percentage cum|kam hai .
28If you have to labour, it means there is a percentage of love lacking.
26Kahā̃ na kahā̃ pyār mē̃ kuchh na kuchh leakage hai .
29Somewhere or other, there is one type of leakage or another.
27Dō bātō̃ key|kī leakage mahēnat karātī hai - ēk purānē saṅskār kā ākaṣarṇ . 28Saṅsār mē̃ sambandh , padārtha sab ā jātā hai .
30Leakage of two things makes you labour: 1. Attraction to the old world and this includes relationships and also material things.
29Aur dūsrā - purānē saṅskār key|kī ākarṣhaṇ .
312. Attraction to old sanskars.
30Yah purānā saṅsār aur purānē saṅskār apnē taraph ākarṣhit kar dētē haĩ .
32This old world and old sanskars attract you towards themselves.
31Tō paramātma pyār mē̃ percentage hō jātī hai .
33So, there is then a percentage in love of God.
32Check karō - in dōnō̃ leakage sē mukt haĩ ?
34Check yourself: Am I free from these two types of leakage?
33Yād karō āp ātmā K|kē anādi saṅskār aur ādi saṅskār kyā thē aur abhī ant K|kē brāhmaṇ jīvan K|kē saṅskār kyā haĩ ?
35Just remember: What are the eternal and original sanskars of you, the soul, and what are the sanskars of this Brahmin life at the end?
34Anādi bhī haĩ , ādi bhī haĩ aur ant mē̃ bhī śhrēṣhṭh saṅskār haĩ .
36You have elevated sanskars eternally, in the beginning and also now, at the end.
35Yah purānē saṅskār madhya K|kē haĩ , na anādi haĩ , na ādi haĩ , na ant K|kē haĩ .
37Those old sanskars are of the middle period, not eternal, not of the beginning and not of the end.
36Lēkin lakṣhya kyā hai sabhī kā ?
38However, what is the aim of all of you?
37Kisī bhī bachchē sē pūchhō tō ēk hī uttar dētē haĩ lakṣhya hai bāp samān bannē kā .
39Ask any child and you only get the one response: My aim is to become equal to the Father.
38Yahī hai nā !
40It is this, is it not?
39Hai tō hāth uṭhāō .
41If it is, then raise your hand!
40Yahī lakṣhya hai pakkā ?
42Are you sure this is your aim?
41Yā bīch-bīch mē̃ badalī hō jātī hai ?
43Or, does it change in between?
42Tō bāp bachchō̃ sē pūchhtē haĩ ki bāp aur dādā dōnō̃ K|kē samān saṅskār kaun sē haĩ ?
44The Father asks you children: What are the sanskars that are equal in both Bap and Dada?
43Sadā bāp her|har ātmā kē prati udāracitta rahē haĩ .
45The Father has always been generous-hearted towards every child.
44Her|har ātmā kē prati snēh aur sammān svarūp mē̃ sahyōgī rahē haĩ .
46He has always been co-operative with every soul in giving them love and regard.
45Aisē svayã bhī apnē kō her|har ātmā kē prati sahyōgī anubhav kartē hō ?
47So, do you experience yourself to be co- operative with every soul in the same way?
46Sahyōg dē tō sahyōgī banē̃ , nahī̃ . 47Snēh dē tō snēhī banē̃ , nahī̃ .
48Not that you co-operate when they co-operate, or that you give love when they are loving. 49No.
48Jaisē brahmā bāp her|har bachchē kē prati sahyōgī banē̃ , snēhī banē̃ , aisē sarv K|kē sadā snēhī aur sahyōgī .
50Just as Father Brahma was co-operative and loving with every child, in the same way, always be loving and co-operative with everyone.
49Iskō kahā jātā hai samān bannā .
51This is called being equal.
50Agar kōī bhī bachchē kō mēhnat karnī paṛtī hai , saṅskār parivartan karnē mē̃ , uskā kāraṇ kyā hai ?
52If children have to labour in transforming their sanskars, what is the reason for that?
51Brahmā bāp nē apnē ūpar attention rakhā lēkin mēhnat nahī̃ key|kī , saṅskār parivartan mē̃ mēhnat kā kāraṇ hai - lovely banē haĩ lavlīn nahī̃ banē haĩ .
53Father Brahma paid attention to himself, but he didn't labour. 54The reason for labouring in the transformation of sanskars is that although you have become lovely, you do not remain merged in love.
52Bāpdādā tō her|har bachchē kō lovely bachchē samajhtē haĩ , jāntē bhī haĩ , janmapatrī har ēk kā jāntē haĩ . 53Parivār bhī kyā kahē̃gē ?
55BapDada considers every child to be a lovely child; He knows every child to be this. 56He knows every child's horoscope, and yet what does He say?
54Lovely haĩ .
57The child is lovely.
55Bāpdādā her|har bachchē kō ēk hī paṛhāī , ēk hī pālnā , ēk hī vardān sadā dētē haĩ .
58BapDada always gives every child the same study, the same sustenance and the same blessing.
56Chāhē last number bhī jāntē haĩ phir bhī bāpdādā kisī bhī bachchē kā avguṇ , kamzōrī saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ rakhtē .
59Even though BapDada knows that that child is the last number, He doesn't keep any child's defect or weakness even in His thoughts.
57Lāḍlā hai , sikīladhā hai , mīṭhā-mīṭhā hai … isī dr̥iṣhṭi aur vr̥itti sē dēkhtē kyōṅki bāpdādā jāntē haĩ isī vr̥itti aur śhrēṣhṭh dr̥iṣhṭi sē kamzōr mahāvīr ban jāyēgā .
60BapDada always sees them with the vision and attitude that they are lovely, long- lost and now-found beloved children, very sweet children, because He knows that it is only through this attitude and elevated vision that weak ones will become mahavirs.
58Aisē hī apnē śhrēṣhṭh vr̥itti aur śhubhbhāvnā , śhubhkāmnā dvārā kisī kā bhī parivartan kar saktē hō .
61In the same way, through your elevated attitude, good wishes and pure feelings, you can transform anyone.
59Jab āpnē challenge kiyā hai ki prakr̥iti kō bhī parivartan karkē dikhāyēṅgē tō kyā ātmāō̃ kā parivartan nahī̃ kar saktē !
62Since you have issued a challenge that you will definitely also transform the elements of nature, are you not able to transform souls?
60Prakr̥itijīt bantē hō tō ātmā , ātmā key|kī śhrēṣhṭh bhāvnā sē , kalyāṇ key|kī kāmnā sē parivartan nahī̃ kar saktē haĩ ?
63You become conquerors of matter, so with the elevated feeling of soul consciousness, and with the desire for receiving benefit, are you not able to transform souls?
61Abhī nayā varṣh śhurū hōnē vālā hai nā - tō nayē varṣh mē̃ sarv bēhad K|kē brāhmaṇ parivār K|kē bīch ēk dō kē prati apnē śhubhbhāvnā , śhrēṣhṭh kāmnā dvārā harēk ēk dō K|kē parivartan karnē mē̃ sahyōgī banō , chāhē kamzōr hai , jāntē hō iskē saṅskār mē̃ yah kamzōrī hai lēkin āp snēh aur sahyōg key|kī śhakti dvārā sahyōgī banō .
64Now, the New Year is about to begin, is it not? 65So, in the New Year, within all of you in the unlimited Brahmin family, with your good wishes and elevated feelings, each one of you has to help one another to transform. 66Even if someone is weak and you know that that one has a particular weakness in his sanskars, just help with your love and power of co-operation.
62Ēk dō kō sahyōg kā hāth milāō .
67Give the hand of co-operation to one another.
63Is sahyōg K|kē hāth milānē kā dr̥iśhya aisā ban jāyēgā jaisē hāth mē̃ hāth snēh kā milānā , sahyōg kā milānā , mālā ban jāyē .
68The scene of hand-shaking with co-operation will become such that it will be as though you are putting your hand in the other one's hand, that you are uniting in co-operation, and a rosary will then be prepared.
64Śhikṣhā nahī̃ dō , snēh bharā sahyōg dō .
69Do not give teachings, but give loving co-operation.
65Nyārā nahī̃ banō , kinārā nahī̃ karō , sahārā banō kyōṅki āpkā yādgār vijaymālā hai .
70Do not become detached, do not step away, but be a support because your memorial is the rosary of victory.
66Har ēk maṇkā , maṇakē K|kē sāthī sahyōgī hai tab mālā kā chitra banā hai .
71Each bead is a co-operative companion of the other beads for this is why the image of the rosary has been created.
67Tō sabhī bāpdādā sē pūchhtē haĩ nayē sāl mē̃ kyā karnā hai ?
72Everyone is asking BapDada what they have to do in the New Year.
68Sandēśh dēnē kā kārya tō bahut kiyā , kar rahē haĩ , kartē rahē̃gē .
73You have carried out many programmes of giving the message; you are doing that and will continue to do that.
69Ab sandēś-vāhakō̃ K|kē sahyōg aur snēh key|kī rūprēkhā stage par lāō .
74Now, bring the love and co-operation of the message-carriers onto the stage. 75Be a great donor.
70Mahādānī banō , apnē guṇō̃ kā sahyōgī banō , banāō .
76Co-operate with your virtues and make others the same.
71Aisē apnē guṇō̃ kā , haĩ tō paramātma guṇ lēkin jō apnē mē̃ banāyā hai , us guṇ key|kī śhakti sē unhō̃ key|kī kamzōrī dūr karō .
77With your virtues - in fact they are God's virtues but you have made them yours - with the power of those virtues, remove their weaknesses.
72Yah kar saktē haĩ ?
78Are you able to do this?
73Kar saktē haĩ yā muśhkil hai ?
79Are you able to do it or is it difficult?
74Teachers batāō , kar saktē haĩ ?
80Teachers, speak! 81Are you able to do this?
75Kar saktē haĩ yā karnā hī hai ?
82Are you able to do it? 83Or, is it that you definitely have to do it?
76Karnā hī hai ?
84You definitely have to do it?
77Kōī kamzōr nahī̃ rahē , kyōṅki kōṭō̃ mē̃ kōī hai nā !
85No one should remain weak (with weaknesses) because you are all the lucky handful out of multimillions, are you not?
78Chāhē last dānā bhī hai , hai tō kōṭō̃ mē̃ kōī .
86Even if it is the last bead, it is of a handful out of multimillions.
79Āpkā title hī hai - master sarvśhaktivān .
87Your title is a master almighty authority.
80Tō sarvśhaktivān kā kartavya kyā hai ?
88So, what is the duty of those who are almighty authorities?
81Śhakti key|kī lēn-dēn karnā .
89To give and receive love.
82Bāp dvārā milā huā guṇ āpas mē̃ lēn-dēn karō .
90Give and take between you the virtues that you have received from the Father.
83Yahī sahyōg key|kī gift ēk dō mē̃ dō .
91Give this gift of co-operation to one another.
84Nayē varṣh mē̃ ēk dō kō gift dētē haĩ nā !
92In the New Year, people give one another gifts, do they not?
85Tō is varṣh mē̃ ēk dō mē̃ guṇō̃ key|kī gift dō .
93So, this year, give one another the gift of virtues.
86Agar kalyāṇ key|kī bhāvnā rakhē̃gē tō jaisē bhāṣhaṇ karkē sandēśh dētē hō nā , vāṇī dvārā vaisē apnē kalyāṇ key|kī bhāvnā dvārā , kalyāṇ key|kī vr̥itti dvārā , kalyāṇ K|kē vāyumaṇḍal dvārā yah guṇō̃ key|kī gift dō , śhaktiyō̃ key|kī gift dō .
94Keep benevolent feelings, and then, just as you give a message through lectures and words, in the same way, with your benevolent feelings, benevolent attitude and benevolent atmosphere, give this gift of virtues and gift of powers.
87Kamzōr kō sahyōg dēnā , yah samay par gift dēnā hai , girē huē kō girāō nahī̃ , chaṛhāō , ū̃chā chaṛhāō .
95To give co-operation to weak ones is to give a gift at the right time. 96Do not make those who have fallen fall even further. 97Lift them up, lift them higher.
88Yah aisā hai , yah aisā hai … , nahī̃ .
98Not that, "This one is like this and that one is like that."
89Yah prabhu pyār K|kē pātr hai , kōṭō̃ mē̃ kōī ātmā hai , viśhēṣh ātmā hai , vijayī bannē vālī ātmā hai , yah dr̥iṣhṭi rakhō .
99They are worthy of God's love, they are a handful out of multimillions, they are special souls, they are souls who will be victorious. 100Have this vision.
90Abhī vr̥itti , dr̥iṣhṭi , vāyumaṇḍal change karō .
101Now change your attitude, vision and atmosphere.
91Kuchh navīntā karnī chāhiē nā !
102There should be some newness, should there not?
92Kamzōrī dēkhtē , dēkhō nahī̃ , umaṅg dō , sahyōg dō .
103Whilst seeing the weakness, do not see it. 104Give enthusiasm and co-operation.
93Aisā brāhmaṇ saṅgaṭhan taiyār karō tō bāpdādā vijay key|kī tālī bajāyēgā .
105Prepare such a Brahmin gathering and BapDada will applaud for that victory.
94Āp bhī bār-bār tāliyā̃ bajātē hō nā , bāpdādā mubārak hō , badhāī hō , greetings hō , uskī tāliyā̃ bajāyēgā .
106You also repeatedly clap, do you not? 107BapDada will then applaud with: Congratulations, greetings.
95Āp bhī sāth mē̃ tālī bajāyēṅgē nā .
108You will also applaud with BapDada, will you not?
96Abhī tālī bajāī tō achchhā kiyā lēkin viśhva kē āgē tālī bajē .
109You just clapped and that was good, but there should now be the applause in front of the world.
97Sabkē mukh sē yah āvāj nikalē , hamārē īṣhṭ ā gayē .
110The sound should emerge from everyone's lips: "Our special beloved deity has come!"
98Hamārē pūjya ā gayē .
111"Our worthy-of-worship souls have come!"
99Lakṣhya pakkā hai nā !
112This aim is firm, is it not?
100Pakkā hai lakṣhya , karnā hī hai ?
113Is the aim that you will do it firm?
101Yā dēkhē̃gē , plan banāyēṅgē !
114Or, will you think about it and make plans etc.?
102Karnā hī hai , plan kyā , karnā hī hai .
115You have to do it. 116Put aside the plans. 117You have to do it.
103Abhī sabhī intjār kar rahē̃ haĩ .
118Everyone is now waiting.
104Abhī inhō̃ kā intjār samāpt karē̃ pratyakṣha hānē kā intjām karē̃ , dēkhē prakr̥iti bhī abhī kitnī taṅg hō rahī hai .
119Now end their waiting. 120Now make preparations to be revealed. 121Look, even the elements are so distressed now.
105Tō prakr̥iti kō bhī śhānt banā dō .
122So, calm down the elements.
106Āp pratyakṣha hō jāyēṅgē tō viśhva śhānti svataḥ hō jāyēgī .
123When you are revealed there will automatically be world peace.
107Achchhā .
124Achcha.
108Is bārī bhī nayē-nayē bachchē bahut āyē haĩ .
125This time too, many new children have come.
109Achchhā hai .
126It is good.
110Bāpdādā khuśh hōtē haĩ ki jō bhī kōnē-kōnē mē̃ chhipē huē kalp pahlē vālē bachchē haĩ , vah pahũch rahē haĩ .
127BapDada is pleased that all the children of the previous cycle, who have been hidden away in all corners, are coming here.
111Abhī pīchhē ānē vālē bhī aisā lakṣhya rakhō samay cum|kam hai isliē tīvr purūṣhārth dvārā number āgē lē saktē hō .
128Now, even those who have come late should have the aim that because there is little time left, they can claim a number ahead by making intense effort.
112Abhī bhī toolate kā board nahī̃ lagā hai , late|lēṭ kā lagā hai .
129The board for "too late" has not yet been put; the board for "late" has been put up.
113Isliē jitnā purūṣhārth karnē chāhō utnā āgē baṛh saktē hō .
130Therefore, you can make as much effort as you want and go ahead.
114Tō pahlē bārī ānē vālē hāth uṭhāō .
131Those who have come for the first time, raise your hands!
115Achchhā .
132Achcha.
116Sabhī nē , jinhōnnē bhī hāth uṭhāyā hai , tīvr purūṣhārth karnā hai nā !
133Out of all of you who raised your hands, you are going to make intense effort, are you not?
117Abhī ḍhīlē purūṣhārth kā samay gayā , chalnē kā gayā , abhī uṛnē kā samay hai .
134The time for making slack effort is gone, the time for walking has now gone, it is now the time to fly.
118Tō double light bankē uṛō .
135So, become double-light and fly.
119Jō bhī bannē chāhō , ban saktē hō .
136You can become whatever you want.
120Ulāhnā nahī̃ dēnā - bābā hamkō pīchhē bulāyā , abhī bhī double light bankē uṛ saktē hō .
137Do not complain: Baba, You called us later. 138Even now, you can become double-light and fly.
121Itnā umaṅg hai ?
139Do you have that much enthusiasm?
122Jinhōnnē hāth uṭhāyā , itnā umaṅg hai ?
140Those who raised their hands: do you have this much enthusiasm?
123Jiskō itnā umaṅg hai , āgē jākar hī dikhānā hai , vah hāth uṭhāō .
141Those of you who have this much enthusiasm to definitely demonstrate this as you make further progress, raise your hands!
124Bāpdādā tō inhē̃ advance mubārak dē rahē haĩ .
142BapDada is giving congratulations in advance.
125Achchhā .
143Achcha.
126Gujarāt key|kī hī sēvā hai , gujarāt vālē hī milan manānē āyē haĩ : gujarāt vālē jō bhī haĩ , chāhē āyē haĩ , chāhē sēvā mē̃ āyē haĩ , vah hāth uṭhāō .
144This time, it is the turn of Gujarat to serve and it is those from Gujarat who have come to meet BapDada. 145All those from Gujarat, whether you have come for a meeting or to serve, raise your hands!
127Bahut haĩ , bahut achchhā .
146There are many. 147Very good.
128Achchhā chance liyā hai .
148You have taken a good chance.
129Gujarāt kō bāpdādā kahtē haĩ , sindhī mē̃ kahāvat hai jō cul par vah dil par .
149BapDada says of those from Gujarat, as is the Sindhi saying: Those who are at the hearth are in the heart.
130Tō sabsē najdīk mē̃ najdīk gujarāt hai .
150So, Gujarat is the closest of all.
131Jō najdīk hōtā hai nā , uskō kahā jātā hai śaḍapanth par hai , bulāō aur pahũch jāyē .
151Those who are close are said to be within calling distance: call out to them and they come.
132Tō aisē ever ready hai nā gujarāt , kabhī bhī bulāyē̃ ā jāō , tō ā jāyēṅgē ?
152So, Gujarat is ever-ready in this way, is it not? 153Call you at any time "come" and you will come, will you not?
133Aisē hai ?
154Is it like that?
134Parivār kō nahī̃ dēkhē̃gē kyā karē̃gē , ā jāyēṅgē ?
155Will you not even stop to think about your family? 156Will you just come?
135Ever ready haĩ .
157You are ever-ready.
136Achchhā hai gujarāt , sākār brahmā K|kē prērṇā sē sthāpan huā hai .
158It is good. 159Gujarat was established through the inspiration of sakar Brahma.
137Gujarāt nē gujarāt kō nimantraṇ nahī̃ diyā , brahmā bāp nē gujarāt kō khōlā hai .
160It was not those from Gujarat who gave an invitation to Gujarat. 161It was Father Brahma who opened a Gujarat centre.
138Tō gujarāt kē ūpar viśhēṣh brahmā bāp key|kī najar paṛī huī hai .
162So, Father Brahma's special vision fell on Gujarat.
139Aur gujarāt nē purūṣhārth bhī kiyā hai , centre achchhē khulē haĩ .
163And Gujarat has made effort and opened a good number of centres.
140Kitnē centre haĩ ?
164How many centres are there.
141300 sēvākēndra , upsēvākēndra haĩ aur 3 hajār gītā pāṭhaśālāyē haĩ .
165300 centres and sub centres and 3000 Gita pathshalas.
142Achchhā sabsē jyādā centre kis zone K|kē haĩ ?
166Which zone has the maximum number of centres?
143 ( bambaī-mahārāṣṭra ) achchhā .
167(Bombay, Maharashtra). 168Achcha.
144Mahārāṣhṭra vālē āyē haĩ ?
169Have those from Maharashtra come?
145 ( āj nahī̃ āyē haĩ ) sabsē jyādā mahārāṣhṭra mē̃ haĩ gujarāt sēvā tō achchhī kar rahē haĩ .
170(They haven't come this time.) 171The maximum number are in Maharashtra. 172Those from Gujarat are doing good service.
146Gujurāt kā vistār tō achchhā hai .
173There is very good growth in Gujarat.
147Abhī kyā karnā hai .
174What are you going to do now?
148Vistār tō hai vistār tō achchhā kiyā hai , abhī gujarāt vālē number one vāris taiyār karē̃ .
175There is expansion; you have brought about good expansion. 176Now, those from Gujarat should prepare number one heirs.
149Kam sē kam jō baṛē sēvākēndra haĩ , jō purānē vāris haĩ , vah tō haĩ hī lēkin nayā kōī vāris nikālō .
177At the very least, the bigger centres. 178Those who are the older heirs are there anyway, but now, make new heirs emerge.
150Chalō ēk-ēk tō nikālō , kyōṅki mālā mē̃ maṇakē vahī banē̃gē jō vāris quality hōṅgē .
179Each centre should make one heir emerge because only those who are heir-quality souls will become beads of the rosary.
151Tō mālā tō taiyār karnā hai nā .
180So, you have to prepare the rosary, do you not?
15216108 key|kī bhī mālā banī huī hai .
181The rosary of 16,108 also has to be prepared.
153Abhī agar bāpdādā bōlē 108 key|kī mālā banāō , tō banā saktē hō ?
182If BapDada were to ask you to prepare a rosary of 108, could you make it?
154Ban saktī hai ?
183Could it be made?
155Dādiyā̃ batāvē̃ , 108 key|kī mālā ban saktī hai ?
184Dadi should say whether the rosary of 108 can be made.
156 ( dādījī nē kahā ban saktī hai .
185(Dadiji said, Yes, it can be created.)
157) taiyār haĩ ?
186Is it ready?
158108 key|kī mālā taiyār hō gaī hai ?
187Has the rosary of 108 been made?
159 ( hā̃ bābā taiyār hai ) achchhā likhkar dikhānā .
188(Yes, Baba, it is ready.) 189OK, write it down and show it to Baba!
160Taiyār hai tō bahut achchhā , mubārak hai .
190If it is ready, that is very good. 191Congratulations!
161Achchhā 16 hajār key|kī , ādhē tak banī hai ?
192OK, is the rosary of 16,000 half ready?
162 ( ādhā tō kyā unsē bhī jyādā banī hai ) achchhā hai nā .
193(Not just half, it is more ready than that.) 194That is good.
163Dēkhō gupta rūp mē̃ banī hai aur āpkī dādī nē dēkh lī hai .
195Look, it has been created in an incognito way and your Dadi has seen it.
164Achchhā hai .
196It is good.
165Abhī āpsē sabhī pūchhē̃gē ki mērā mālā mē̃ nām hai ?
197Now, everyone will ask you: Is my name in the rosary?
166Achchhā hai .
198It is good.
167Aisī śhubhbhāvnā , śubhaummīdē̃ taiyār hī kar lētī haĩ .
199Such good wishes and pure hopes will definitely make it ready.
168Abhī sabhī nē sunā nā , apnē kō check karnā maĩ us mālā mē̃ ever ready hū̃ ?
200Now that you have all heard this, check yourselves: Am I ever-ready for that rosary?
169Achchhā .
201Achcha.
170Aur kyā karnā hai ?
202What else are we going to do?
171CAD group : achchhā hai , yah bhī āvāj phailānē kā sādhan bahut achchhā hai kyōṅki practical sabūt dēkhtē haĩ nā aur binā kharchē K|kē maiḍiṭēśan dvārā ṭhīk hō jānā , tō sabkō bahut achchhā lagtā hai abhā dhīrē-dhīrē iskī vr̥iddhi kartē jāō .
203Coronary Artery Disease (CAD) group: It is good. 204This method to spread the sound is also very good because people see the practical proof, and they become well through meditation without any expense. 205Everyone likes that very much. 206Now, continue to increase this gradually.
172Sunā hai , kar rahē haĩ aur saphaltā bhī mil rahī hai aur bhī miltī rahēgī bākī bāpdādā is kārya kē liē nimitt bannē vālō̃ kō mubārak dē rahē haĩ .
207They have heard about it, you are doing it and you are also receiving success, and will continue to receive it. 208So, BapDada is congratulating those who are instruments for this task.
173Official government tak pahũch rahī hai aur bhī phailātē rahē̃gē tō meditation kā mahatva baṛhtā jāyēgā .
209It is also reaching the Government officially. 210If you continue to spread it further, the importance of meditation will continue to increase.
174Bākī bāpdādā kō yah vidhi pasand hai .
211BapDada likes this method.
175Achchhā .
212Achcha.
176Double vidēśhī : double vidēśhī tō sadā double purūṣhārth kartē hōṅgē nā !
213Double-foreigners:Double-foreigners would always be making double effort, would you not?
177Purānā saṅsār aur purānē saṅskār kā nāmōniśān nahī̃ rahē , yah hai double purūṣhārth .
214For there not to be any name or trace of the old world or old sanskars is the double effort.
178Tō aisā double purūṣhārth chal rahā hai ?
215So, are you making such double effort?
179Chaltā hai ?
216Are you?
180Kandhā tō hilāō .
217At least nod!
181Jiskā attention hai is double purūṣhārth par vah hāth uṭhāō .
218Those who pay attention to this double effort, raise your hands!
182Acchā-phir tō pratyakṣhatā vidēśh sē hōgī .
219Achcha. 220Then revelation will take place abroad.
183Double purūṣhārth karanēvālō̃ key|kī vijay pratyakṣha hō jāyēgī .
221The victory of those who are making double effort will be revealed.
184Bāpdādā kō khuśhī hai ki double foreigners sēvā aur purūṣhārth dōnō̃ taraph attention dē āgē baṛh rahē haĩ .
222BapDada is pleased that double foreigners are moving forward while paying attention to both service and effort.
185Baṛh rahē haĩ iskī mubārak hai lēkin āgē is attention mē̃ aur bhī tīvratā lāō .
223Congratulations for moving forward, but in future, let there be even more intensity in this attention.
186Jis bhī centre par jāyē̃ vahā̃ aisā anubhav hō jaisē madhuban kā vāyumaṇḍal .
224Whichever centre you go to, the atmosphere there should be experienced to be like the atmosphere of Madhuban.
187Ab har ēk sthān aisē vāyumaṇḍal kā anubhav karāvē .
225Every place should now give the experience of such an atmosphere.
188Jaisē madhuban mē̃ kōī bhī ātā hai , prabhāvit hōkar hī jātā hai kisī bhī bāt mē̃ , aisē kōī bhī ātmā āvē , kisī na kisī bāt mē̃ aisē prabhāvit hōkē jāyē jō bār-bār ātā hī rahē . 189Āgē baṛhtā rahē .
226Anyone who comes to Madhuban goes back impressed with one thing or another. 227In the same way, souls who come to you should go back impressed with one thing or another so that they continue to come again and again, so that they continue to move forward.
190Bākī attention hai , purūṣhārth bhī hai , lakṣhya bhī hai ab practical aisā prabhāvit hō jō kōī bhī ānē K|kē binā , bannē K|kē binā rah nahī̃ sakē .
228You are paying attention, you are making effort, you have the aim; now, let people be so impressed in a practical way that no one can stay without coming here and without becoming this.
191Achchhā hai , her|har turn mē̃ vidēśhī ātē haĩ , issē bhī madhuban achchhā sundar lagtā hai .
229It is good that there are foreigners in every turn. 230Madhuban looks all the more beautiful because of this.
192International hō jātā hai nā !
231It becomes international!
193Vijayī haĩ aur vijay kā tilak sadā apnē mastak par pratyakṣha dikhāī dē yah aur thōṛā vijay kā tilak spaṣhṭ karō .
232You are victorious and the tilak of victory should always be clearly visible on the centre of your forehead. 233Now let the tilak of victory become a little clearer.
194Jō bhī dēkhē vijay kā chamaktā huā tilak dikhāī dē .
234Anyone who looks at you should see the sparkling tilak of victory.
195Kitnē bār vijayī banē haĩ ?
235How many times have you become victorious?
196Anēk bār banē haĩ , abhī bhī banē haĩ , phir bhī bantē rahē̃gē .
236You have become this many times, you are this now and you will continue to become this.
197Tō dōnō̃ bātō̃ mē̃ vijayībhav kā vardān chalan aur chēhrē sē dikhāī dē .
237So, may the blessing of being victorious in both things be visible on your face and in your activity.
198Niśhchay aur naśhā tō hai hī !
238You have intoxication and faith, anyway.
199Ham nahī̃ vijayī banē̃gē tō kaun banēgā , yah naśhā hai nā !
239You have the intoxication, do you not: If we don't become victorious, who else will?
200Niśhchay bhī hai , naśhā bhī hai .
240You have faith and also intoxication.
201Abhī ēk dō K|kē sahyōgī ban vijay kā jhaṇḍā viśhva kē āgē laharāō .
241Now, co-operate with one another and hoist the flag of victory in front of the world.
202Kyōṅki double vidēśhiyō̃ K|kē saṅskār haĩ jō karnā hai vah pūrā karnā hai , adhūrā nahī̃ .
242The sanskars of the double foreigners are such that whatever you take on, you have to complete it, you don't leave it incomplete.
203Tō ismē̃ bhī sampann bannā hī hai .
243So, in this too, you have to become complete.
204Ṭhīk hai .
244Is this all right?
205Pakkā hai nā !
245Is this firm?
206Kachchā tō nahī̃ nā !
246You are not weak in this, are you?
207Achchhā .
247Achcha.
208Ājkal viśhva mē̃ dō bātē̃ viśhēṣh chaltī haĩ - ēk exercise aur dūsrā bhōjan kē ūpar attention .
248Nowadays, people in the world are doing two things in particular. 249Exercise and attention to their diet.
209Tō āp bhī yah dōnō̃ bātē̃ kartē hō ?
250So, do you also do both these things?
210Āpkī exercise kaun see|sī|C hai ?
251What is your exercise?
211Śhārīrik exercise tō sab kartē haĩ lēkin man key|kī exercise abhī-abhī brāhmaṇ , brāhmaṇ sō phariśhtā aur phariśhtā sō dēvtā .
252Everyone does physical exercise, but the exercise of the mind is: one minute to be a Brahmin, then to be an angel and then to be an angel who is to become a deity.
212Yah mansā drill kā abhyās sadā kartē rahō .
253Continue to constantly perform this drill of the mind.
213Aur śhuddha bhōjan , man kā śhuddha saṅkalp .
254And pure food is the pure thoughts for the mind.
214Agar vyarth saṅkalp , negative saṅkalp chaltā hai tō yah man kā aśhuddh bhōjan hai .
255If you have wasteful or negative thoughts, then that is impure food for the mind.
215Tō man mē̃ sadā śhuddha saṅkalp rahē , dōnō̃ karnā ātā hai nā !
256So, let there always be pure food in your mind. 257You know how to do both, do you not?
216Jitnā samay chāhō utnā samay śuddhasaṅkalpa svarūp ban jāō .
258For as long as you want, become an embodiment of pure thoughts.
217Achchhā .
259Achcha.
218Chārō̃ ōr K|kē paramātma pyār K|kē adhikārī viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā ēk dō K|kē sahyōgī bannē vālē bāp K|kē snēhī aur sahyōgī ātmāō̃ kō , sadā vijayī hai aur vijay kā jhaṇḍā viśhva mē̃ phailānā hai , is lakṣhya kō practical mē̃ lānē vālē vijayī bachchō̃ kō , sadā is purānē saṅsār aur saṅskār K|kē ākarṣhaṇ sē parē rahnē vālē bāp samān bachchō̃ kō dilārām bāp kā dil sē yādpyār aur namastē .
260To all the special souls everywhere who have a right to God's love, to those souls who are loving and co-operative with the Father and who will always be co-operative with one another, to the victorious children who put into a practical form the aim, "We are victorious and we will hoist the flag of victory in the world", to the children who are equal to the Father and who always remain beyond the attraction of this old world and sanskars, love, remembrance and namaste from the heart of the Father, the Comforter of Hearts.
219Dādiyō̃ sē : ( dādījī sē ) achchhī khuśhkhabarī sunāī .
261To the Dadis: (To Dadiji): You have shared very good news.
220 ( mōhinī bahan sē ) achchhā hai mukt hōkar ā gaī .
262(Speaking to Mohiniben): It is good. 263You have come back free.
221Sahaj hō gayā nā !
264It was easy, was it not?
222Sab brāhmaṇō̃ key|kī duāyē̃ bhī thī .
265You also have blessings from all the Brahmins.
223Sūlī sē kāṇṭā karkē ā gaī .
266You came back having changed a crucifix into a thorn.
224Bāpdādā khuśh hai , āpkī mansā śhakti kā pramāṇ achchhā hai .
267BapDada is pleased. 268You have given good proof of the power of your mind.
225 ( dādījī sē ) bahut achchhā part bajā rahī hō .
269To Dadiji: You are playing a very good part.
226Āpkō dēkhkar sabhī kō phariśhtā life yād ātī hai .
270Seeing you, everyone remembers the angelic life.
227Nyārā aur pyārā .
271To be loving and detached.
228Gujarāt key|kī mukhya 13 bahinō̃ sē : achchhē-achchhē mahāvīr haĩ .
272To the 13 main instrument teachers of Gujarat: You are good mahavirs.
229Mahāvīrō̃ kā kām hai vijayī ban vijayī banānā .
273The duty of mahavirs is to be victorious and make others victorious.
230Tō sabhī achchhī sēvā kar rahē haĩ aur āgē bhī sēvā hōtī rahēgī .
274All of you are doing good service and service will continue to take place in the future too.
231Bāpdādā bachchō̃ K|kē umaṅg-utsāh kō dēkh khuśh hōtē haĩ .
275BapDada is pleased to see the zeal and enthusiasm of the children.
232Achchhā gujarāt mē̃ phailā rahē hō .
276You are making the sound spread all over Gujarat very well.
233Aur bhī āgē phailātē rahē̃gē .
277You will continue to spread it even more.
234Bāpdādā kō sabhī bachchē āśhāō̃ K|kē dīpak lag rahē haĩ .
278BapDada is seeing all the children as lamps of hope.
235Achchhā hai .
279It is good.
236Saṅgaṭhan bhī achchhā hai .
280The gathering is good.
237Ēk-ēk key|kī viśhēṣhtā hai .
281Each one of you has a speciality.
238Achchhā .
282OK?
239Khuśh , khuśhī bāṇṭnē vālē .
283Happy. 284The one who distributes happiness.
240 ( saralā dīdī pūchh rahī haĩ , dādī nē mālā mē̃ kiskō rakhā hai ) āp kyā samajhtī hō ?
285(Sarla Didi asked BapDada: Whom has Dadiji kept in the rosary?) 286What do you think?
241Ham tō hōṅgē hī nā , aisē samajhtī hō .
287Do you think, "I will definitely be in that."?
242Thōṛā bahut ēk dō kō sahyōg dē aur jō kuchh bhī rahā huā hai , vah khatm hō jāyēgā .
288Whatever little still remains, help one another and finish it.
243Sab bāp samān bannē vālē hī haĩ .
289All of you are those who will definitely become equal to the Father.
244 ( navīntā kyā karē̃ ) sunāyā nā - ēk ēk centre kam sē kam ēk vāris tō taiyār karē .
290(What newness should we bring?) 291You were told that each centre should prepare at least one mike.
245Tō is varṣh vah lēkar ānā , 21 vāris tō lēkē ānā .
292So, next year, bring them here. 293Come back with at least 21 heirs.
246Yah śhurū karō .
294Begin to do this.
247Pahlā number āō .
295Claim the first number.
248Sabhī hā̃ kar rahē haĩ .
296Everyone is saying "yes".
249Vāris key|kī qualification jāntē haĩ nā .
297You know the qualifications of an heir, do you not?
250Yah sab bābā K|kē hī banāyēṅgē nā , apnā tō banāyēṅgī nahī̃ .
298You will make all of them belong to Baba, will you not? 299You will not make them belong to you, will you?
251Achchhā .
300Achcha.
301* * * O M S H A N T I * * *