गुरुवार 6 सितंबर 2007 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
> 06-09-07 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
dādī K|kē hāth mē̃ pratyakṣhatā kā pardā khōlnē kā button hai , ismē̃ āp sab sahyōgī banō
Āj bālak sō mālik bachchō̃ K|kē bulāvē par bāpdādā hajūr hājar hō gayē haĩ . Bāpdādā her|har bachchē kō apnē sir kā tāj dēkhtē haĩ . Bāpdādā nē dēkhā āp sabkī pyārī dādī apnē ichchhā kāraṇ , bahut pyār sē nirsaṅkalp samādhi mē̃ vā sādhnā mē̃ rahtē huē sv-icchā sē bāp samān tīvr bēhad key|kī sēvā kā anubhav karnē kē liē , sāthī , sākṣhī aur samān sthiti kā anubhav karnē kē liē bāp kē sāth vatan mē̃ pahuñch gaī . Sāth-sāth yah bhī sabhī nē anubhav kiyā ki ādi sē ant tak niḥsvārth pyār , nirvikalp sādhnā , paristhiti aur stuti dōnō̃ sē nyārī aur sarv key|kī pyārī jīvan kā prabhāv chārō̃ ōr binā mēhnat K|kē , binā kahnē K|kē dēśh vidēśh mē̃ pavitra pyār kā vibration svataḥ sahaj phail gayā . Na bulātē bhī sabkē dil mē̃ pyār kā respond dēnē kā umaṅg-utsāh svataḥ hī pragaṭ hō rahā hai . Yah hai pratyakṣha snēhī sahyōgī , samān sthiti kā prabhāv . Dādī key|kī jīvan kā ēk hī saṅkalp rahā ki ab jaldī sē jaldī bāp key|kī pratyakṣhatā kā āvāj phailāyē̃ . Tō pratyakṣhatā , dādī key|kī pratyakṣhatā dvārā īśhvarīy viśhva vidyālay aur bāpdādā key|kī pratyakṣhatā kā first caipṭar , chhōṭā sā caipṭar ārambh huā hai . Yah kaun hai , yah ādhyātmik vidyālay kyā hai , sabkī dr̥iṣhṭi mē̃ , man mē̃ , dil mē̃ question mark K|kē rūp mē̃ utpanna huā hai . Pahlē kyā hai , kyā hai … yah question hōtā , phir yah hai , yah hai kā uttar sāmnē āyēgā . Dādī kā ēk hī umaṅg thā kōī navīntā karē̃ , sēvā kā viśhāl rūp hō , tō svataḥ hī sahaj hī viśhāl parichay kā jhaṇḍā lahar rahā hai . Ab āp sabkō pyār kā svarūp pratyakṣha rūp mē̃ dikhākar is pratyakṣhatā K|kē jhaṇḍē kō ūñchā laharānā hai . Dādī nē pratyakṣhatā K|kē jhaṇḍē kā , pratyakṣhatā K|kē pardē kā switch on karnē kē liē button hāth mē̃ pakaṛā hai , tō āp sab sāthī hō nā . Bahut pyār hai nā dādī sē , tō jaisē dādī sv-icchā sē ever ready , naṣhṭōmōhā ban gaī . Sabhī sāmnē khaṛē thē , phir bhī nirmōhī mūrt uṛ gaī . Aisē , jaisē dādī nē follow brahmā bāp kiyā . Achānak K|kē part mē̃ pās|pass hō gaī . Yah antim pāṭh kā āp snēhī prēmī ātmāō̃ kō bhī iśhārā dēkar gaī . Ab āp apnē liē sōchō , jō dādī nē pratyakṣhatā kā pardā khōlnē kā button hāth mē̃ uṭhāyā hai , us part mē̃ hamē̃ kaisē sahyōgī bannā hai ! Button khōlnē mē̃ dērī nahī̃ lagēgī lēkin pratyakṣhatā K|kē jhaṇḍē kō ūñchā laharānē vālē pratyakṣhatā kā pardā khōlnē K|kē pahlē viśhēṣh pārṭdhārī sāthī ever ready haĩ ? Ab yah nahī̃ samjhō ki ham centre nivāsī , madhuban nivāsī had K|kē sēvādhārī haĩ , nahī̃ , lēkin viśhva key|kī stage K|kē viśhēṣh pārṭdhārī haĩ . Sārē viśhva key|kī nazar ab dādī key|kī pratyakṣhatā kē sāth āp sabkē taraph hai . Viśhva key|kī nazar jō bhī brahmākumār kumārī kahlātē haĩ , chhōṭā hai , baṛā hai , kisī bhī kārya K|kē arth|earth nimitt hai , chāhē chhōṭē kārya K|kē bhī nimitt hai lēkin ēk ēk kē ūpar , viśhva K|kē ātmāō̃ key|kī nazar āpkē ūpar hai . Samajhtē hō itnī jimmēvārī hamārē ūpar hai , yā baṛō̃ kō dēkhtē haĩ ? Baṛē jānē̃ , ismē̃ saṅgaṭhan key|kī śhakti chāhiē . Yah rūhānī kilā hai . Kilē key|kī ēk ēk īṭ jimmēvār hai . Brahmākumār-brahmākumārī mānnā arthāt is rūhānī kilē key|kī pratyakṣhatā kē nimitt ātmāyē̃ hō , ēk ēk kilē key|kī īṭ jimmēvār hai . Chāhē nīchē key|kī īṭ hō , chāhē bīch kī hō , chāhē ūpar kī hō , lēkin ēk īṭ bhī hiltī hai tō uskā prabhāv paṛtā hai . Tō abhī dādī sē tō pyār hai lēkin dādī kā pyār kissē hai ! Bāpdādā nē dēkhā dādī kō apnē pyār K|kē mūrt kā return bēhad pyār milā lēkin abhī dādī kā pyār kis bāt mē̃ hai ? Dādī kahtī hai kal key|kī bātē̃ chhōṛō , āj bhī nahī̃ , ab … pratyakṣhatā kā jhaṇḍā ūñchā karnē vālē ūñchī sthiti kā apnā sampann svarūp dikhāō . Tō jō bhī abhī baiṭhē haĩ , tō dādī kah rahī thī , āp sabhī sē pūchhnā ki mērē saṅkalp kō yā bābā K|kē saṅkalp kō sab pūrṇ karnē kē liē kuchh bhī parivartan karnā paṛē , sahan karnā paṛē , rahm key|kī bhāvnā rakhnī paṛē , nirmal vāṇī banānī paṛē , śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā key|kī natural nature banānī paṛē , tō dādī nē kahā āp pūchhnā mērī is bāt kō , mērē samān bannē kē liē taiyār haĩ ? Tō āp batāō taiyār haĩ ? Aisē hāth nahī̃ uṭhānā , dil kā hāth uṭhānā . Yah bā̃hō̃ kā hāth kōī baṛī bāt nahī̃ hai lēkin niśhānī phir bhī yahī hāth uṭhānā paṛtā hai . Kuchh bhī hō jāē mujhē badalnā hai . Badalkē bātēmbadalī karānā hai , yah aisā , yah aisā , yah kartē , yah bōltē nahī̃ , vah tō hōgā lēkin mujhē kyā karnā hai ? Dādī K|kē samān tō bannā hai nā , dādī nē itnō̃ kō calākē dikhāyā , kitnē varṣh , ēk dō varṣh nahī̃ , chāhē baṛē chāhē chhōṭē , chāhē karmaṇā vālē , chāhē bhāṣhaṇ vālē , chāhē zone vālē , chāhē dādiyā̃ , dādāō̃ kō bhī . Nirmōhī ban gaī nā , last mē̃ kisī kō yād kiyā ? Kiyā ? Āp sāmnē khaṛē thē , agar kiskō bhī kōī smr̥iti hō tō śhvāṅs pragaṭ hō jātā hai , anubhav kiyā - jaisē śhānti key|kī dēvī rahī , sam bhāvnā , śhrēṣhṭh bhāvnā , pratyakṣha rūp dikhāyā . Aisē sāns kiskā bhī nahī̃ gayā hai jō sārē āspās khaṛē haĩ aur dēkh rahē haĩ jā rahē haĩ , jā rahē haĩ , yah history mē̃ pahlā example hai . Bāpdādā tō dil mē̃ rahā lēkin sākār mē̃ sāmnē sab thē , aisī chhuṭṭī kisnē bhī nahī̃ lī hai .
Tō sunā , abhī kyā karnā hai ? Sunā . Dhyān sē sunā . Pīchhē vālō̃ nē sunā , achchhā jō samajhtē haĩ kuchh bhī hō jāyēgā , kitnā bhī sahan karnā paṛēgā , parivartan hōnā hī hai , vah hāth uṭhāō . Achchhā pakkā hāth hai yā thōṛā aisē aisē hai , andar kā ? Dēkhē̃gē , trial karē̃gē , nahī̃ . Kōśhiśh karē̃gē , gē gē tō nahī̃ hai nā ? Gē gē hai , nahī̃ ? Bahut achchhā . Dādī kō āpkā sandēśh diyā , dādī kahtī hai maĩ khās āūṅgī , rūhrihān karūṅgī , bākī āp sabkā pyār bhāvnā , sab dādī kē āgē aisā spaṣhṭ hai , jaisē sāmnē dikhāī dē rahā hai . Kiskē man key|kī sthiti bhī real kyā hai , vah bhī sabhī kā chakkar lagākē note kiyā hai . Kahtī thī ki maĩ ākar sunāūṅgī . Kitnā bhī kōī chhipāvē nā , vatan mē̃ chhip nahī̃ saktā hai . Vahā̃ kā yantra rūhānī yantra hai . Achchhā .
Chārō̃ ōr K|kē dādī K|kē pyār kā pratyakṣha svarūp dikhānē vālē , jaisē dādī nē follow brahmā bāp sākār jīvan mē̃ phôlōkarakē dikhāyā , aisē bāp aur murabbī bachchē dādī kō follow kar pratyakṣhatā kā pardā pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharānē kēsāthī ātmāō̃ kō , bāpdādā dēkh rahē haĩ , dēśh vidēśh K|kē bachchē samān bannē K|kē umaṅg-utsāh K|kē plan banā rahē haĩ , vah din ab samīp lānā hai , samay ānē par nahī̃ , samay kō āpkō samīp lānā hai . Tō aisē sva-parivartak , dr̥ṛhasaṅkalpadhārī chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō , chāhē dēkh rahē haĩ yā sāmnē haĩ yā nahī̃ haĩ , lēkin bāpdādā aur dādī chārō̃ ōr K|kē gītā pāṭhśhālāō̃ K|kē bachchō̃ kō bhī dēkh rahē haĩ . Tō sabhī bāp K|kē sāthī , dādī K|kē sāthī , brāhmaṇ ātmāō̃ kō bāpdādā aur dādī key|kī taraph sē ēk ēk kō nām aur viśhēṣhtā sampann yādpyār aur namastē .
Dādī āpkē class mē̃ ātī rahtī hai , aisē nahī̃ , nahī̃ ātī hai . Āpnē jō samādhi banāī hai , usmē̃ bhī chakkar lagātī rahtī hai . Lēkin āpsē bahut-bahut rūhrihān karnē chāhtī hai isliē thōṛā samay chāhiē . Bākī dādī K|kē 12 din samāpt hō rahē haĩ , dādī kō sākār vatan mē̃ viśhēṣh nyārā aur pyārā isēnśiyal kārya kē liē nimittamātra part bajānā paṛ rahā hai . Lēkin dādī kā janm , kārya ati nyārā hai , vah phir ākar vistār sunāyēṅgē . Bāpdādā kō bhī drama kā nūndhā huā part bajānā paṛtā hai , bajvānā paṛtā hai . Alaukiktā kyā hai , vah sunāyēṅgē phir . Ṭhīk hai . Sabhī pahlī line ṭhīk hai , dādiyā̃ ṭhīk hai ? Pāṇḍav bhī ṭhīk haĩ ? Sab pāṇḍav ṭhīk haĩ nā . Double follow . Tīn śhabda dādī K|kē sadā yād karnā - nimitt , nirmān aur nirmal vāṇī . Yah tīn śhabda her|har ghaṛī , her|har kārya ārambh karnē K|kē pahlē , kārya bhalē badalē|badlē lēkin yah tīn śhabdō̃ key|kī smr̥iti nahī̃ badalē|badlē , kaisā bhī kaṭhin kārya hō lēkin yah tīn śhabda aisē samajhnā jaisē abhī bāpdādā , dīdī , dādī tīn haĩ nā , tō yah tīn śhabda bhūlnā nahī̃ , her|har kārya śhurū karnē K|kē pahlē yah yād karnā phir kārya śhurū karnā . Tō bahut jaldī dādī K|kē samān , sahaj samān ban jāyēṅgē . Achchhā - abhī kyā karnā hai ?
( sabhī dādiyā̃ bāpdādā sē mil rahī haĩ , pahlē nirmalśhāntā dādī milī phir dūsrī dādiyā̃ ) dādī śāntāmaṇi : gallop achchhā kiyā , jō lakṣhya rakhā , vah practical mē̃ ā rahā hai , iskī mubārak hō .
Manōhar dādī : yagya key|kī ādi sahyōgī ātmā hō . Sahyōgī hū̃ , sahyōgī rahūṅgī , underline kyōṅki dādiyā̃ tō śhrr̥iṅgār haĩ tō āp ēk dādī bhī miss nahī̃ hōnī chāhiē . Hā̃ jī karō , tākat ā jāyēgī , hā̃ jī karkē dēkhnā , karnā hī hai , kōī kitnā bhī rōkē mujhē karnā hī hai . Dādī key|kī sakhī hai nā . Tō dādī nē nā kabhī nahī̃ kiyā , her|har kārya mē̃ hā̃ jī , hā̃ jī , hā̃ jī kiyā . Aisē hī karnā . Ratanmōhinī dādī : āp tō all-rounder haĩ , abhī dādiyō̃ kō , sabhī kō apnā part viśhēṣh saṅgaṭhan kē āgē dikhānā hai . Sabkī nazar pāṇḍav aur dādiyō̃ K|kē taraph natural jātī hai . Haĩ , kar rahī haĩ , kartī rahē̃gī . Achchhā hai .
Pāṇḍav kyā karē̃gē ? Tīnō̃ hī āō . ( nirvair bhāī , ramēśh bhāī , br̥ijmōhan bhāī ) āp tīnō̃ kō abhī kyā karnā hai ? Tīn śhabda viśhēṣh dādī key|kī viśhēṣhtā rahī , chhōṭā baṛā apnā māntā thā , apnēpan key|kī bhāsnā sabsē jyādā dādī nē dī hai , yah dādiyā̃ haĩ lēkin dādī mē̃ yah viśhēṣhtā rahī , tō āp lōgō̃ kā bhī aisā kartavya hō , aisā milan hō jō har ēk anubhav karē yah apnē haĩ , apnāpan mahsūs karē̃ , duty vālē nahī̃ . Apnāpan jitnā lātē haĩ utnā , dādī kō itnā pyār kā respond kyō̃ milā ? Chāhē V|we . I|āī|eye . pī|P . chāhē kōī bhī hō lēkin apnāpan mahsūs kartā thā , hamārī dādī hai abhī bhī dēkhō dādī mā̃ , dādī mā̃ … kōī kahtā nahī̃ hai lēkin jigar sē kahtē haĩ , tō yah hai apnēpan key|kī anubhūti karānē key|kī result . Tō jaisē dādiyō̃ key|kī taraph sabkī nazar hai , aisē viśhēṣh nimitt pāṇḍavō̃ key|kī taraph bhī hai . Tō karnā paṛēgā . Paṛēgā nā . Karnā paṛēgā nā ? Karnā hī hai . Abhī har ēk kī chāhē media vālē chāhē V|we . I|āī|eye . pī|P . chāhē sādhāraṇ jantā , sabnē śradhāñjali ghar baiṭhē bhī dī hai , chāhē āyē nahī̃ haĩ lēkin T . V|we . dvārā sabnē majority nē dēkhā bhī hai aur sahyōgī bhī banē haĩ śrandhājali dēnē mē̃ , tō ab yah īśhvarīy viśhva vidyālay chhipā huā nahī̃ rahēgā , ēk ēk activity taraph khulī nazar hō gaī hai , ulṭē vālē ulṭā dēkhē̃gē , sulṭē vālē sulṭā dēkhē̃gē , lēkin viśhēṣh nazar paṛ gaī . Tō usī anusār āp sabkō milkar sabhī sthānō̃ K|kē vāyumaṇḍal kō powerful banānā hōgā , kyōṅki dādī nē viśhva key|kī nazar mē̃ lāyā hai . Ēk - pahlē jō president bannī thī uskē kāraṇ sabkī nazar mē̃ āyā aur phir dādī K|kē kāraṇ jyādā nazar mē̃ āyā tō sabkī nazar abhī viśhēṣh is vidyālay key|kī taraph hai . Isliē underline . Sunā .
Munnī bahan : ( bābā dādī kā kvôṭēj sūnā-sūnā lagtā hai ) abhī bhī vahā̃ sēvā kā sādhan banākar rakhnā . ( ham kis bāt kā dhyān rakhē̃ ) jaisē dādī kartī thī vaisē muskarātē śhaktiśhālī najar , merciful bhāvnā , santuṣhṭatā key|kī bhāvnā , santuṣhṭatā kā sēv khilātē rahnā . Khālī hāth nahī̃ bhējnā . ( dādī key|kī bahut yād ātī hai ) vah tō āyēgī nā , aisē kaisē hōgā ki bhūl jāē , kuchh din tō jarūr yād āyēgī sākār K|kē hisāb sē , kyōṅki 24 ghaṇṭā sāth rahī hō . Tō yād tō āyēgī . Dādī milnē āyēgī tārīkh nahī̃ fix kiyā hai , āyēgī jarūr !
Dādī jānkī : ( kal vidēśh jā rahī hai ) chhuṭṭī dī hai lēkin short kaṭ , banā huā hai nā . Mōhinī bahan : ( abhī hamē̃ kyā karnā hai ) dādī key|kī bhāsnā dēnā . Dādī kā aisā hī part hai jab chāhēgī ā jāyēgī , āpkō bhāsnā āyēgī . Āp bhī tō vatan key|kī anubhavī hō nā , bhāsnā āyēgī āpkō . Bāpdādā achchhē tē achchhā part bajavāyēgā , sirph yah tīn śhabda her|har karma K|kē pahlē yād karnā . Sēvā karō , all-round sēvā mē̃ busy rahō , yahā̃ bhī busy rahō , chārō̃ ōr key|kī sēvā mē̃ time nahī̃ miltā thā , abhī time dō , achchhī sēvā hōgī , phikar nahī̃ karō , bāp sāth hai .
( jinhōnnē dādī jī kī sēvā kī hai vah sārā group bāpdādā K|kē sāmnē hai ) bahut achchhā - kitnā achchhā group hai . Dēkhō sabhī nē ḍrāmānusār har ēk nē apnā apnā part bajāyā . Aur sabnē achchhā part bajāyā hai lēkin abhī svaparivartan sē vāyumaṇḍal parivartan . Āpmē̃ bāp K|kē lakṣhaṇ dikhāī dē̃ . Jaisē laukik mē̃ bhī kaī bachchō̃ mē̃ bāp K|kē lakṣhaṇ , bāp jaisī śhakla dikhāī dētī hai , tō āp har ēk mē̃ bāp K|kē lakṣhaṇ dikhāī dē̃ . Lakṣhaṇ ānē sē kyā hōgā , lakṣhya spaṣhṭ hō jāyēgā . Ājkal lakṣhya ūñchā rakhtē haĩ lēkin lakṣhaṇ nahī̃ hōtē , āp lakṣhaṇ dvārā lakṣhya kō spaṣhṭ karō kyōṅki sabkī nazar lakṣhaṇ par paṛtī hai . Tō jitnā lakṣaṇadhārī chalan hōgī tō lakṣhya automatically siddha hōgā - yah kaun haĩ , kyā karnē chāhtē haĩ . Chalō kōī key|kī bhī bāt hō jāē , bātē̃ tō hōṅgī , mālā hai nā , number-vār haĩ nā , tō yah nahī̃ bōlō yah kyā kartē haĩ , yah kyō̃ hōtā hai ! Nahī̃ . Mujhē kyā karnā hai , maĩ kyā madad aisī hālat mē̃ kar saktā hū̃ , nahī̃ kar saktē hō tō kinārā karō lēkin usmē̃ bah nahī̃ jāō , vāyumaṇḍal mē̃ . Āp nimitt ātmāyē̃ aisī sthiti mē̃ rahē̃gī tō automatically vāyumaṇḍal ban jāyēgā . Mēhnat nahī̃ lagēgī sirph apnē kō karnā bas , pakkā . Ṭhīk hai nā . Śhakti sēnā cum|kam thōṛēhī hai . Śhaktiyā̃ bhī cum|kam nahī̃ hai . Mujhē vāyumaṇḍal śhrēṣhṭh banānā hai . Kōī bhī halkī see|sī|C bāt hō , repeat nahī̃ karō . Ēk kō varṇan karnā , mānā anēkō̃ K|kē kānō̃ mē̃ jānā . Antarmukhī sadā sukhī . Jaisē dādī nē rūhānī apnāpan diyā , śhārīrik nahī̃ , apnāpan kā yah result hai , ēk uparām , ēk apnāpan . Iśhārā bhī diyā lēkin dil mē̃ nahī̃ , jabān par āyā khatm , dil mē̃ nahī̃ rakhā . Aisē āp nimitt hō , tō nimitt kō dādī kō follow karnā bahut jarūrī hai . Śhakti tō sabhī mē̃ nahī̃ hai nā , number-vār hai nā , sahyōg dō , śhakti dō , rahm karō , ātmik pyār dō kyōṅki sabkī nazar abhī dēśh vidēśh key|kī nimitt ātmāō̃ par hai kyōṅki yah media nē chārō̃ ōr spaṣhṭ kar liyā hai , abhī sabkī nazar hai . Kyā hō rahā hai , kyā hō rahā hai , aur hī jyādā sōchē̃gē . Kyā hai , kaisā hai , isīliē kilē kō majbūt karnā , āp nimitt hō . Chāhē thōṛī āī hō lēkin sunē̃gē tō sabhī . Phir bhī pahuñch gayē | mubārak hai . Ever ready tō hō gaī nā . Dādī kē sāth āp lōgō̃ nē bhī ever ready kā pāṭh tō paṛh liyā nā . Tō ṭhīk hai . Sabhī kō samajhnā chāhiē maĩ nimitt hū̃ , vāyumaṇḍal kō powerful banānē kē liē maĩ nimitt hū̃ , dūsrē nahī̃ , dūsrē tō number-vār haĩ āp tō nimitt hō . Bahut achchhā , ṭhīk hai .
( dādī key|kī sēvā karnē vālī bahanō̃ sē ) bahut achchhī sēvā key|kī , ( dādī bahut yād ātī hai ) yād tō āyēgī , bāpdādā K|kē vatan sē jāyēgī tō bāpdādā kō yād nahī̃ āyēgī , āyēgī . Lēkin sēvā hai nā , jag key|kī dādī hai nā sirph madhuban key|kī tō nahī̃ hai nā . Bākī sabhī nē sēvā pyār sē key|kī aur abhī bhī samān bannē key|kī sēvā karnā . Pyār kā return yahī hōtā hai , achchhā . Pāṇḍav bhī sēvā mē̃ rahē . Pāṇḍavō̃ nē bhī sēvā achchhī key|kī . Pyār kā svarūp dikhāyā . Sabhī nē apnē apnē sēvā anusār achchhā sahyōg diyā . Abhī vāyumaṇḍal kō powerful banānē key|kī sēvā mē̃ aisē hī sāthī bannā , jaisē dādī key|kī sēvā mē̃ sāthī rahē kyōṅki sabkī nazar tō hai nā , yah kyā karē̃gē abhī . Dēkhē̃gē kyā kartē haĩ , sabkī nazar tō hai nā . Tō āp aisā karkē dikhānā jō vāh vāh K|kē gīt bajnē lagē . Dādī kā pratyakṣha snēh āpkī chalan sē dikhāī dēgā . Dēgā , kyōṅki pyār thā nā . Pyār mē̃ tō sabhī pās|pass hō gayē haĩ . Pyār kā certificate tō bahut achchhā hai . Achchhā .
Bāpdādā sabhī sē vidāī lēkar vatan mē̃ gayē aur dādī Gulzār vatan sē jab vāpas I|āī|eye tō vatan kā dr̥iśhya sunāyā :
Vaisē dādī key|kī vidāī śhām kō hōnī hai , isliē bābā nē kahā maĩ milkar āyā hū̃ , maĩ bhī dādī bhī milī , dādī nē kahā mujhē bābā bhēj rahā hai lēkin mainnē jō 12 din mē̃ anubhav kiyā vah bahut bahut baṛhiyā , anubhav kiyā hai aur bahut bātē̃ jō vaisē na dēkhnē vālī , jō nahī̃ dēkh saktī thī vah dēkhī hai . Yah sunāyā aur kahā bābā abhī bhēj rahā hai aur mujhē yahī hai , mērā saṅkalp thā ki maĩ janm nahī̃ lū̃ lēkin bābā nē mujhē rahasya samjhāyā hai , isliē maĩ khuśhī sē jā rahī hū̃ . Ham lōgō̃ kō bhī thā ki dādī kō bābā aisē kaisē bhēj rahā hai . Tō dādī nē kahā maĩ bābā K|kē rāz kō samajh gaī hū̃ isliē maĩ khuśhī sē jā rahī hū̃ . Dūsrī bāt - dādī nē kahā phir śhām kō vidāī hōgī vah dēkhkar phir sabkō sunānā . Bākī mērē taraph sē sabhī kō ēk ēk kō kahnā āpkō nām sahit dādī nē yād dī hai . Yād kē sāth pyār tō hōtā hī hai . Vidāī kā sandēśh phir sunāyēṅgē .
Achchhā - ōm śhānti .