शनिवार 15 नवंबर 2008 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 115-11-08 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 15-11-2008 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2 sachchī sāph dil sē paramātma snēhī ban her|har prāpti K|kē anubhav key|kī authority banō
1Be loving to God with a true and clean heart and become an authority of the experience of every attainment.
3Āj bāpdādā apnē chārō̃ ōr K|kē apnī sachchī dil sāph dil K|kē snēh sē bhōlānāth bāpdādā kō apnā banānē vālē bachchē snēhī bachchē dēkh rahē haĩ .
2Today, BapDada is seeing all His loving children from everywhere who have made BapDada, the Innocent Lord, belong to them with the love of their true heart and clean heart.
4Aisē dil K|kē snēhī bachchō̃ kō dēkh bāpdādā bhī gīt gātē vāh ! 5Mērē snēhī bachchē vāh !
3Seeing the children who have such love in their hearts, BapDada sings a song: Wah My loving children!
6Yah paramātma snēh sirph is saṅgam par hī anubhav kar saktē haĩ .
4Wah! 5This Godly love can only be experienced at this confluence age.
7Tō aisē snēhī bachchē jō dil sē bāp kō yād kartē haĩ vah sadā hī bāp kī yād mē̃ bāp K|kē diltakhtanaśhīn bantē haĩ .
6The loving children who constantly remember the Father with their heart are always seated on the Father's heart-throne while in His remembrance.
8Bāpdādā aisē snēhī bachchō̃ kō viśhēṣh amr̥itvēlē kōī na kōī viśhēṣh vardān dētē haĩ kyōṅki snēh dēnē vālē dil K|kē snēhī bachchē bāpdādā kō bhī apnē taraph khīñch lētē haĩ kyōṅki dil kā sachchā snēh hai aur jīvan mē̃ agar snēh nahī̃ tō jīvan mauj mē̃ nahī̃ rahtī .
7Especially at amrit vela, BapDada gives such loving children one special blessing or another because the children who are loving with their hearts and who give that love attract BapDada to them because of the true love in their hearts. 8If there isn't love in life, there isn't any pleasure in that life.
9Āp sabhī anubhavī haĩ ki bāp kā niḥsvārth avināśhī snēh har ēk bachchē kō kitnā pyārā hai .
9All of you children are experienced in how much you love the altruistic imperishable love of the Father.
10Tō paramātma snēh is brāhmaṇ jīvan kā foundation hai .
10God's love is the foundation of this Brahmin life.
11Isliē āp sab snēh K|kē pātr aur snēh K|kē anubhavī bachchē haĩ .
11This is why all of you children are those who are worthy of this love and who have experienced this love.
12Gyān hai lēkin gyān kē sāth paramātma snēh bhī āvaśhyak hai kyōṅki jahā̃ snēh hai vahā̃ sab kuchh anubhav karnā sahaj hō jātā hai .
12You have knowledge, but, together with knowledge, God's love is also essential because where there is love it becomes easy to experience everything there.
13Snēh key|kī śhakti bahut hī bāp K|kē najdīk lē ātī hai .
13The power of love brings you very close to the Father.
14Snēh key|kī śhakti sadā aisē anubhav karātī hai jaisē bāp K|kē vardān kā hāth sadā apnē sir par anubhav kartē .
14The power of love always gives you the experience similar to the experience of always having the Father's hand of blessings on your head.
15Snēh bāp kā sadā hī chhatrachhāyā ban jātā hai .
15Love becomes the Father's canopy of constant protection.
16Snēhī sadā apnē kō bāp K|kē sāthī samajhtē haĩ .
16Those who are loving always consider themselves to be the Father's companions.
17Snēhī ātmā sadā ramaṇīk rahtī hai .
17Loving souls are always jovial.
18Sūkhē nahī̃ rahtē ramaṇīk rahtē haĩ .
18They are not dry; they remain very entertaining, jovial.
19Snēhī ātmā sadā niśhchit aur niśhchint rahtē haĩ .
19Loving souls always remain firm and carefree.
20Snēhī sadā apnē kō bāp kō yād karnē mē̃ sahaj yōgī kā anubhav kartē haĩ .
20Loving souls always experience themselves to be easy yogis in remembering the Father.
21Gyān bīj hai lēkin bīj kē sāth snēh pānī hai agar bīj mē̃ pānī nahī̃ miltā tō phal key|kī prāpti kā anubhav nahī̃ hō saktā .
21Knowledge is the seed and, together with the seed, love is water. 22If the seed doesn't receive water the attainment of fruit cannot be experienced.
22Gyān K|kē sāth-sāth yah paramātma snēh sadā sarv prāptiyō̃ kā phal anubhav karātā hai .
23Together with knowledge, this Godly love gives you the constant experience of the fruit of all attainments.
23Snēh mē̃ prāptiyō̃ kā anubhav bahut sahaj hōtā hai .
24With love, you can very easily experience attainments.
24Sirph gyān hai lēkin snēh nahī̃ hai tō phir bhī kyō̃ kyā K|kē questions uṭh saktē haĩ lēkin snēh hai tō sadā snēh K|kē sāgar mē̃ lavlīn rahtē haĩ .
25If there is knowledge but no love, then the questions "Why?" and "What?" can arise, but if there is love, you remain constantly merged in the love of the Ocean of Love.
25Snēhī ātmā kō ēk bāp hī saṅsār hai sadā śhrīmat kā hāth mastak mē̃ anubhav kartē haĩ .
26For loving souls, the one Father is their world. 27They always experience the hand of shrimat on their forehead.
26Avināśhī snēh sārā kalp snēhī banā dētā hai .
28Imperishable love makes you loving throughout the whole cycle.
27Tō har ēk apnē āpkō check karō ki sadā dil K|kē snēh kā anubhavī haĩ vā bīch mē̃ kōī snēh mē̃ leakage tō nahī̃ hai ?
29So, each one of you should check yourself: Am I always experiencing love from the heart? 30Or, there isn't any leakage of love in between, is there?
28Agar kōī bhī ātmā key|kī taraph prabhāvit haĩ chāhē unkī viśhēṣhtā par chāhē viśhēṣh guṇ par prabhāvit hai tō paramātma pyār K|kē andar avināśhī kē badlē leakage hō jātā hai .
31If you are impressed by any souls, either by their specialities or any particular virtue, then, instead of experiencing God's love to be imperishable, there is a leakage. 32Therefore, each one of you should check yourself.
29Isliē har ēk apnē āpkō check karē ki leakage vālē sadā K|kē snēhī sadā bāp K|kē sāthī sadā bāp K|kē hāth kā vardān māthē par hō yah anubhav nahī̃ kar saktē haĩ isliē gyānī tū ātmā priya haĩ lēkin gyān K|kē sāth-sāth sachchī dil avināśhī bāp kā snēh āvaśhyak hai .
33Those who have a leakage cannot have the experience of being constantly loving, being the Father's constant companion or having the Father's hand of blessings constantly on their head. 34This is why, although knowledgeable souls are loved, together with knowledge, it is essential to have a true heart and imperishable love for the Father.
30Agar gyān kē sāth snēh bāp kē sāth thōṛā bhī cum|kam hai sachchī dil sāph dil kā snēh thōṛā bhī cum|kam hai tō kahā̃-kahā̃ mēhnat karnī paṛtī hai .
35If, together with knowledge, there is even a little less love for the Father, if the love of a true heart and a clean heart is even a little bit less, you sometimes have to labour.
31Purūṣhārth mē̃ yuddha karnī paṛtī hai .
36You then have to battle with your effort.
32Isliē nirantar yād nirantar lav|love mē̃ līn hōnē vālī ātmā sadā hī pahāṛ kō bhī rāī banānē vālī hōtī hai kyōṅki snēh mē̃ prāptiyā̃ spaṣhṭ anubhav hōtī haĩ aur jahā̃ muhabbat hai vahā̃ mēhnat cum|kam agar muhabbat athavā snēh cum|kam tō mēhnat lagtī hai .
37This is why a soul who has constant remembrance and is always merged in love is one who makes a mountain into a mustard seed. 38Because of love, the attainments are experienced very clearly and, where there is love there is less effort. 39If there is less love, then everything feels like hard work.
33Tō bāpdādā āj chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō sachchī dil sē bāp K|kē snēhī mēhnat sē mukt sadā hī snēh K|kē sāgar mē̃ samāyē huē kahā̃ tak haĩ vah check kar rahē thē .
40Today, BapDada was checking to see to what extent all the children from everywhere were loving to the Father with a true heart, free from effort and always merged in the Ocean of Love.
34Gyān bīj hai lēkin bīj kō snēh kā pānī āvaśhyak hai .
41Knowledge is the seed, but it is essential to give the seed the water of love.
35Nahī̃ tō sahaj phal prāptiyō̃ kā phal anubhavō̃ kā phal cum|kam anubhav hōtā .
42Otherwise, the easy fruit - the fruit of attainment and the fruit of experiences - are not experienced so much.
36Tō ājkal bāpdādā her|har bachchē kō her|har prāpti K|kē anubhavī mūrt dēkhnē chāhtē haĩ .
43So, nowadays, BapDada wants to see every child as an image of the experience of all attainments.
37Apnē āpkō check karō her|har śhakti kā her|har prāpti kā her|har guṇ kā anubhav hai ?
44Check yourself: Do I have the experience of every power, every attainment and every virtue?
38Agar anubhav key|kī authority hai tō kōī bhī paristhiti anubhav key|kī authority kē āgē kuchh bhī prabhāv nahī̃ ḍāl saktī .
45If you are an authority of experience, then no situation can influence in any way one who is an authority of experience.
39Sabhī bachchē jāntē haĩ gyān key|kī samajh sē maĩ ātmā hū̃ jāntē bhī haĩ bōltē bhī hai lēkin chaltē phirtē her|har samay ātmā svarūp key|kī anubhūti hai ?
46With the understanding of knowledge, all of you children know "I am a soul". 47You know this and you speak about it, but, while walking and moving along, do you have the experience of the form of a soul at every moment?
40Gyān key|kī her|har pvā̃iṭ anubhav kar rahē haĩ ?
48Are you experiencing every point of knowledge?
41Anubhavī mūrt kabhī bhī kisī bhī paristhiti mē̃ achal aḍōl rahtē haĩ .
49Those who are images of experience remain constantly unshakeable and immovable in all situations.
42Halchal mē̃ nahī̃ ātē kyōṅki authorities tō bahut haĩ lēkin sabsē baṛē mē̃ baṛī authority anubhav hai .
50They do not come into upheaval because they have many authorities, but the greatest authority of all is the authority of experience.
43Agar anubhav key|kī authority hai tō her|har śhakti her|har gyān key|kī point her|har guṇ apnē order mē̃ hōṅgē .
51If you have the authority of experience, then every power, every point of knowledge and every virtue would be under your orders.
44Āhvān karō jis samay jis śhakti kā vō second mē̃ sahyōgī banēgī .
52Whichever power you invoke, that power will co-operate with you in one second.
45Agar anubhav key|kī authority cum|kam hai tō mēhnat karnī paṛtī hai .
53If you lack the authority of experience, you will have to work hard.
46Anubhavī master sarvśhaktivān hai .
54Someone who is experienced is a master almighty authority.
47Tō master order karē aur śhakti samay par kām mē̃ nahī̃ āvē mēhnat karnī paṛē samay lagānā paṛē tō master sarvśhaktivān kaisē huē !
55If a master gives an order and that power doesn't arrive on time, if you have to labour and it takes time, then how can you be a master almighty authority?
48Tō her|har subject gyān key|kī her|har point kā anubhavī hū̃ yād kī śhakti kā kyā ēk second mē̃ mērā bābā mīṭhā bābā yād kiyā aur samā gayē aisā anubhav hai ?
56So, am I experienced in every subject, in every point of knowledge and in the power of remembrance. 57Do I have the experience of becoming lost in the experience of "My Baba, sweet Baba" in one second as soon as I remember Baba?
49Jis samay jō dhārṇā āvaśhyak hai us samay vah dhārṇā kārya mē̃ lagā saktē haĩ ?
58Am I able to use the dharna that is necessary at a particular time?
50Ki kārya samāpt hō jāē phir sōch mē̃ āvē iskō anubhavī authority mūrt nahī̃ kahē̃gē .
59If you think of something after the task is completed, that cannot be called being an image who is an authority of experience.
51Mālik śhaktivān hai tō her|har śhakti her|har guṇ order mē̃ hai ?
60If the master has all powers, then, is every power and every virtue under your orders?
52Tō har ēk apnē āpkō dēkhō ki anubhav key|kī authority K|kē takht par vā seat par sadā rahtē haĩ ?
61So, each one of you has to check yourself: Do I always remain on the throne or the seat of the authority of experience?
53Anubhav key|kī seat par set rahnē vālē arthāt saṅkalp kiyā aur huā mēhnat nahī̃ karnī paṛēgī .
62To remain set on the seat of experience means that as soon as you have a thought it happens and you don't need to make effort.
54Samay nahī̃ lagānā paṛēgā .
63You don't need to take any time over it.
55Her|har śhrīmat sē jīvan natural sahaj sampann hōgā kyōṅki pahlē sunāyā sachchī dil sāph dil par bāpdādā bhī snēhī ātmā par lavlīn ātmā par hājir hō jātē haĩ .
64By following every shrimat, your life will easily and naturally become complete because you were told earlier too that when you have a true heart and a clean heart BapDada also becomes present in front of such loving souls, souls who are merged in love.
56Jō her|har śhrīmat par hājir hōtā hai tō bāp bhī kahtē haĩ maĩ bhī hajūr hājir hū̃ .
65When you are 'present' to follow every shrimat, the Father then says: "I, the Lord, am also always present."
57Āp jī hajūr karō tō hajūr sadā hājir hai .
66When you say, "Yes, my Lord", then the Lord is always present.
58Sahaj yād tō brāhmaṇ jīvan kā natural guṇ hai .
67Easy remembrance is the natural quality of Brahmin life.
59Tō sabhī jō bhī pahlī bār bhī āyē haĩ yā bahutkāl sē bāp K|kē ban gayē haĩ tō her|har śhakti her|har guṇ natural nature banī haĩ ?
68All of those who have either come here for the first time, and those who have belonged to the Father for a long time: has every power and every virtue become your natural nature?
60Jaisē har ēk mē̃ kōī na kōī nature natural hōtī hai .
69Each one has one or another form of nature in a natural way.
61Jō kabhī-kabhī kōī-kōī bachchē kuchh bhī hō jātā hai jō brāhmaṇ jīvan K|kē yōgya nahī̃ hai tō kyā kahtē haĩ ?
70Sometimes, whenever some of you children do something that is not worthy of Brahmin life, what do you say?
62Mērā bhāv nahī̃ thā lēkin nature hai .
71That wasn't my intention, but that is my nature.
63Jaisē vah kamzōr nature natural hō gaī hai aisē her|har śhakti brāhmaṇ ātmā key|kī natural nature hai .
72Just as that weak nature has become natural, in the same way, every power is the natural nature of a Brahmin soul.
64Yah jō kamzōr nature banī hai vah tō dēh - abhimān key|kī niśhānī hai .
73The weak nature that is created is a sign of body consciousness. 74So, do you understand?
65Tō samjhā gyānī tū ātmā kē sāth bāp sē dil kā snēh sab sahaj kar dētā hai .
75Together with being a knowledgeable soul, love for the Father in your heart makes everything easy.
66Snēh bhī brāhmaṇ jīvan mē̃ sahyōg dētā hai aur snēh yād muśhkil nahī̃ karātā bhūlnā muśhkil hōtā hai .
76Love helps in Brahmin life. 77Love doesn't make remembrance difficult, but love makes it difficult to forget.
67Snēhī kō bhūlnā muśhkil hōtā hai yād karnā nature hōtī hai .
78It is difficult to forget someone you love; it becomes your nature to remember that one.
68Tō bāpdādā vartamān samay āp ēk-ēk bachchē kō abhī kis rūp mē̃ dēkhnē chāhtē haĩ ? 69Kyōṅki samay key|kī raphtār achānak K|kē khēl dikhā rahī hai isliē bāpdādā her|har bachchē kō bāp samān dēkhnē chāhtē haĩ .
79At present, in what form does BapDada wish to see each of you children? 80The speed of time is showing the games of 'suddenly' and this is why BapDada wants to see every child as being equal to the Father. 81The Father's image should be visible on the face of every child.
70Her|har bachchē key|kī sūrat mē̃ bāp key|kī mūrt pratyakṣha hō .
82In the eyes of every child, there should be the intoxication of spirituality.
71Her|har bachchē K|kē nayanō̃ mē̃ rūhāniyat kā naśhā hō .
83On every face, there should be the smile of all attainments.
72Her|har chēhrē par sarv prāptiyō̃ key|kī muskarāhaṭ hō her|har chalan mē̃ niśhchay kā naśhā hō .
84In your every activity, there should be the intoxication of faith. 85All of you who have come here have faith in the intellect, do you not?
73Sabhī ānē vālē niśhchaybuddhi haĩ nā !
86Do you have faith in the intellect?
74Niśhchaybuddhi haĩ hāth uṭhāō .
87Then, raise your hands!
75Achchhā .
88Achcha.
76Mubārak hō .
89Congratulations.
77Lēkin niśhchay buddhi key|kī niśhānī kyā gāī jātī hai ?
90What is the sign that is remembered of one who has faith in the intellect?
78Niśhchaybuddhi kē pīchhē kyā kahā jātā hai ?
91What do you say that is connected with faith in the intellect?
79Niśhchaybuddhi kyā ?
92What else with faith in the intellect?
80Vijayī .
93Victorious!
81Niśhchaybuddhi key|kī niśhānī vijayī .
94The sign of one with faith in the intellect is that that one is victorious.
82Tō sadā niśhchaybuddhi key|kī niśhānī kyā huī ?
95So, what is the sign of those who constantly have faith in the intellect?
83Sadā vijayī vā kabhī-kabhī vijayī ?
96Constantly victorious or victorious only sometimes?
84Sadā vijayī hōgā nā !
97They would be constantly victorious, would they not?
85Tō abhī samay pramāṇ niśhchaybuddhi kā pratyakṣha pramāṇ sadā vijayī ātmā kōśhiśh śhabda nahī̃ chāhtā tō hū̃ kōśhiśh tō kartā hū̃ hōnā tō chāhiē uskē mukh sē sadā vijay kā pratyakṣha pramāṇ dikhāī dē .
98So, now according to the time, the practical proof of having faith in the intellect is to be a constantly victorious soul. 99There shouldn't now be the word 'try'. 100"I want that..., I am trying..., It should happen....", but instead, the practical proof of constant victory should be visible on your face.
86Bāpdādā nē dēkhā sabhī bachchē purūṣhārthī tō haĩ lēkin bīch-bīch mē̃ albēlāpan purūṣhārth kō tīvr banānē kē bajāē bīch-bīch mē̃ ḍhīlā kar dētā hai .
101BapDada has seen that all the children are effort-makers, but every now and again carelessness makes your effort slack instead of you making it intense. 102Then you tell BapDada many very sweet things.
87Phir bāpdādā kō bhī bahut mīṭhī-mīṭhī bātē̃ sunātē haĩ .
103What do you say? 104Ask yourselves: What do you say to Baba? 105"It will happen.
88Kyā kahtē ?
106It has to happen.
89Apnē āpsē pūchhō kyā kahtē haĩ ?
107I will reach there on time." 108This is carelessness.
90Hō jāyēgā hōnā hī hai samay par pahuñch jāyēṅgē . 91Tō yah albēlāpan samay par jō vāydā kiyā hai ki bābā ham sāth hai aur sāth chalē̃gē hāth mē̃ hāth dēkē chalē̃gē sivāē samān kē sāth kaisē chalē̃gē ?
109In that case, how can you fulfil in time the promise, "Baba, I am with You and will return with You; I will return home hand in hand with You", and return home with Him without becoming equal? 110BapDada is especially pleased about one thing. 111What is that?
92Ēk bāt mē̃ bāpdādā kō viśhēṣh khuśhī hōtī hai kis bāt key|kī ?
112All the children who are moving along or flying have received good marks in having love for both the Fathers.
93Sabhī bachchē jō bhī chaltē rahtē haĩ vā uṛtē rahtē haĩ dōnō̃ bāp K|kē pyār mē̃ achchhī marks lē rahē haĩ sampūrṇ bannē mē̃ sampann bannē mē̃ alag bāt hai lēkin bāp sē pyār hai pyār key|kī marks achchhī haĩ .
113Becoming complete and perfect is a different matter, but you all have love for the Father. 114You have claimed good marks for love. 115You now have to claim marks in becoming equal. 116The Father's words should be the words of you children.
94Abhī samān bannē mē̃ marks lēnī hai .
117The Father's actions should be the actions of you children.
95Jō bāp K|kē bōl vah bachchō̃ K|kē bōl jō bāp K|kē karma vahī bachchō̃ K|kē karma samān bannē kē liē sirph ēk śhabda sahaj practical mē̃ lāō kahnā sahaj hai vah ēk śhabda hai bāpdādā karāvanhār hai ēk karāvan śhabda ātma abhimānī bannē mē̃ bhī sahaj hai maĩ ātmā bhī in karmēndriyō̃ key|kī karāvanhār hū̃ aur her|har kadam mē̃ her|har kārya mē̃ karāvanhār bāp hai maĩ nimitt hū̃ kyōṅki vighna paṛtā hai dō śhabdō̃ kā ēk maĩ dūsrā mērā karāvanhār śhabda sē maĩ-mērā samāpt hō jātā hai .
118In becoming equal, simply put one expression into practical form easily. 119It is easy to say it. 120That one expression is: "BapDada is Karavanhar (One who inspires others to do)." 121This one word 'Karavan' makes it easy to become soul conscious.
96Maĩ nimitt hū̃ nimitt banānē vālā karā rahā hai maĩpan nahī̃ . 97Tō sunā bāpdādā kyā chāhtā hai ?
122I, the soul, am karavanhar for these physical organs and at every step and in every action, the Father is Karavanhar and I am an instrument.
98Ēk tō sachchī dil sāph dil kā snēh .
123An obstacle arises out of just the two words, 'I' and 'mine'.
99Bhōlānāth bāp sachchī dil par bahut sahaj rājī hō jātē haĩ .
124With this word 'karavanhar', I and mine finish. 125I am an instrument.
100Jab bhōlānāth rājī tō dharmarāj kājī āṅkh bhī nahī̃ uṭhā saktē .
126The One who has made me an instrument is making me do it, and so the consciousness of 'I' finishes.
101Dharmarāj kō bhī bye|by-bye|by karkē chalē jāyēṅgē .
127So, did you hear what BapDada wants? 128One is the love of a true heart and a clean heart.
102Vah bhī āp bāpasamān bachchō̃ kō namastē karēgā jhukēgā .
129The Father, the Innocent Lord, is very easily pleased with someone with a true heart.
103Āp aisē bāp K|kē pyārē hō lēkin sirph check karnā kōī snēh mē̃ leakage nahī̃ hō .
130When the Innocent Lord is pleased, then Dharamraj, the adviser in between, cannot even raise His eyes. 131You will then say "bye bye" to Dharamraj and just pass through.
104Apnē dēhbhān vā dūsrē key|kī kōī bhī viśhēṣhtā key|kī leakage khatm .
132He will say namaste and bow down to you children who are equal to the Father.
105Anubhavīmūrt . 106Achchhā . 107Āj pahlī bārī kaun āyē haĩ vah khaṛē hō jāō .
133You are loved by such a Father, but just simply check that there isn't any leakage in your love.
108Achchhā ādhā class tō pahlē bārī kā hai bahut achchhā baiṭh jāō .
134Now, the leakage of your body consciousness or of the speciality of someone else should finish. 135Become an image that is experienced.
109Phir bhī bāpdādā khuśh hōtē haĩ ki late|lēṭ kā board tō lag gayā hai lēkin toolate kā nahī̃ lagā hai .
136Achcha. 137Those who have come here for the first time, stand up! 138Half the class is those who have come for the first time. 139Very good.
110Isliē āyē pīchhē haĩ lēkin tīvr purūṣhārthī ban āgē jānā hai .
140Sit down! 141Nevertheless, BapDada is pleased that although the board of 'late' has been put up, the board of 'too late' has not yet been put up.
111Agar is saṅgam K|kē samay kō ēk-ēk second saphal karē̃gē tō saphaltā āpkā janm siddha adhikār hai lēkin attention please .
142Therefore, although you have come late, become intense effort-makers and go ahead. 143If you use every second of the confluence age in a worthwhile way then success is your birthright, but attention please!
112Second bhī vyarth na jāyē .
144Not even a second should be wasted.
113Attention kō bhī underline karkē chalnā paṛē .
145You will have to move along by underlining 'attention'.
114Aisē umaṅg hai jō pahlē bārī ānē vālē haĩ vah himmat rakhtē haĩ ki ham āgē jāyēṅgē ?
146Do you have such enthusiasm? 147Do those of you who have come for the first time have the courage that you will go ahead?
115Vah hāth uṭhāō .
148Then raise your hands!
116T . V|we . mē̃ dikhā lō hisāb-kitāb pūchhē̃gē .
149Show it on the TV, then Baba will ask for their account.
117Phir bhī bāpdādā āp sabhī kē ūpar yahī śhubh saṅkalp rakhtē haĩ ki pīchhē ātē bhī āgē jākar dikhāyēṅgē .
150BapDada has this pure thought for all of you that although you have come late, you will show everyone by coming in the front.
118Dikhāyēṅgē nā !
151You will show that, will you not?
119Jitnē sārē uṭhē utnē tālī bajāō .
152All of those who stood up, all of you can applaud. 153Good.
120Achchhā umaṅg hai umaṅg mē̃ hī chaltē rahnā .
154You have enthusiasm and will continue to move along with that enthusiasm.
121Sabhī bachchō̃ key|kī amr̥itvēlē bāpdādā rūhrihān bahut achchhī-achchhī suntē haĩ .
155BapDada hears very good heart-to-heart conversations of all of the children at amrit vela.
122Rōz majority batāyē̃ kyā kahtē haĩ ?
156Should Baba tell you what the majority of you tell Baba every day?
123Majority yahī vāydā kartē haĩ āj sē jō yah kamzōrī hai nā vah āgē nahī̃ āyēgī lakṣhya rakhtē haĩ lēkin lakṣhya kō lakṣhaṇ mē̃ lānā usmē̃ time lagā dētē haĩ .
157The majority of you promise: From today, this weakness that I have will not come again. 158You keep the aim, but you take time in bringing about the qualification of that aim.
124Jhāṭakū nahī̃ hōtē haĩ sōchā aur kiyā ab aisī tīvr raphtār banāō .
159You don't do it instantly in one go, that is, think and do it instantly. 160Now, bring about such a fast speed.
125Sōchnā aur karnā dōnō̃ ēk hō .
161Your thinking and doing should both be the same.
126Sōchā āj aur karnā din lagā dētē haĩ mās bhī lagā dētē haĩ aur us mās K|kē andar achānak kuchh hō jāē tō kyā gati hōgī ?
162You think about it today and you take a day or even a month to put it into practice. 163Then what would be your state if in that month something were to happen suddenly?
127Bāpdādā kō ēk-ēk bachchē sē viśhēṣh pyār hai tō bāpdādā yahī chāhtē ki sab bāp samān ban sāth rahtē haĩ abhī sāth chalē̃ apnē ghar mē̃ sāth chalē̃ aur rājya karnē mē̃ first janm mē̃ sāth āyē̃ .
164BapDada has special love for each and every child. 165So BapDada wants all of you to become equal to the Father and stay with the Father now, then return home with Him and then come together with the father in the first birth to rule the kingdom. 166If you like this, then wave your hands!
128Pasand hai hāth uṭhāō .
167Should Baba book your seat?
129Āpkī seat book kar lē .
168Should Baba do it or will you think about it?
130Kar lē̃ ki sōchē̃gē ? 131Sōchē̃gē yā book kar lē̃ ?
169Are you going to think about it or should Baba book it?
132Jō samajhtē haĩ book hōnā hī hai vah hāth uṭhāō .
170Those who feel that you have to have it booked, raise your hands.
133Book hōnā hī hai vāh !
171It has to be booked. 172Wonderful!
134Yah tō V|we . I|āī|eye . pī|P bhī hāth uṭhā rahē haĩ .
173Even the VIPs are raising their hands. 174It is a wonder!
135Kamāl hai mubārak hai .
175Congratulations. 176Achcha.
136Achchhā jō teachers āī haĩ vah hāth uṭhāō .
177The teachers who have come, raise your hands!
137Teachers sē bāpdādā kyā chāhtē haĩ ?
178What does BapDada want from the teachers?
138Patā hai ?
179Do you know?
139Teachers sē bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki āpkē features sē bāpdādā vā future dikhāī dē .
180What BapDada wants from the teachers is that either BapDada or the future is visible through your features.
140Sādhāraṇ nahī̃ dikhāī dē future dikhāī dē yā bāpdādā dikhāī dē .
181You should not appear to be ordinary; either the future or BapDada should be visible.
141Hō saktā hai ?
182Is this possible?
142Hō saktā hai ?
183Is this possible?
143Achchhā ismē̃ jō bhī āī hō vah ēk mās kē bād madhuban mē̃ bāpdādā kē pās apnē is viśhēṣhtā key|kī result likhnā kyōṅki āp nimitt banī huī hō tō nimitt banē huē kē ūpar jimmēvārī bhī hōtī hai āpkī śhakla kabhī bhī ēk mās mē̃ chintā vālī vā vyarth chintan vālī banī̃ yā ēk mās jō bāpdādā chāhtē haĩ vaisē hī features rahē ?
184Achcha. 185All those who have come here, write your result of this speciality of yours to BapDada in Madhuban after one month, because you are instruments. 186Those who are instruments have a responsibility. 187Did your face ever become one with worry and one with waste thoughts or did your features remain as BapDada wants for one month?
144No problem ṭhīk hai ?
188"No problem", is that right?
145No problem ki thōṛī-thōṛī ā jāyēgī .
189Is it no problem or will there be some problems?
146Ānē nahī̃ dēnā .
190Do not allow them to come.
147Problem kā darvājā band .
191Shut the door to problems.
148Double lock lagānā .
192Put on a double lock.
149Double lock hai - yād aur sēvā .
193The double lock is remembrance and service.
150Mansā sēvā sadā hājir hai aisē nahī̃ chance hī nahī̃ milā baṛī bahan nē mērē kō chance hī nahī̃ diyā mansā kē liē kōī nahī̃ rōktā .
194There is always service of the mind. 195Never say, "I never even received a chance. 196My senior sister never gave me a chance." 197No one can stop you from serving through your mind.
151Rāt kō bhī jāg karkē kar saktī hō mansā sēvā sakāśh dō āhvān karō ātmāō̃ kā bichārē duḥkhī ātmāyē̃ haĩ sahārā dō .
198You can even stay awake at night and do that. 199Give sakaash by serving through your mind. 200Invoke souls; they are unhappy souls, so give them support.
152Tō ēk mās key|kī result sabhī teachers nayī purānī sabhī teachers jō nahī̃ bhī āī haĩ vah bhī ēk mās key|kī result yā likhnā no problem . 153Yā kāraṇ likhnā kitnā din problem I|āī|eye .
201So write your result of one month - all the old and new teachers, and also those who have not come here, all of you write your result of one month: either write "no problem" or, write for how many days and the reason you had problems.
154Bas detail nahī̃ likhnā yah huā yah huā vah nahī̃ likhnā .
202Do not write in detail, "This happened and that happened." 203Do not write that.
155Ṭhīk hai karnā hai hāth uṭhāō jō karē̃gē .
204Is that all right? 205Are you going to do it?
156Achchhā bahut achchhā .
206Those who are going to do it, raise your hands! 207Good.
157Yahā̃ bhī baiṭhē haĩ .
208Very good. 209They are sitting here too.
158Achchhā - madhuban vālē gyān sarōvar pāṇḍav bhavan hospital vālē sab hāth uṭhāō .
210Achcha, those from Madhuban, Gyan Sarovar, Pandav Bhavan and the Hospital, all of you raise your hands!
159Achchhā .
211Achcha.
160Tō sabhī result likhē̃gē .
212So, will all of you write your result?
161Sabhī likhnā .
213All of you should write it.
162Madhuban vālō̃ key|kī aplīkēśan pahuñch gaī hai .
214The application made by the Madhuban residents has reached Baba.
163Achchhā - is bārī sēvā mē̃ dō zone haĩ .
215Achcha. 216This time, there are two zones who are instruments for service.
164Rājasthān aur Indore zone key|kī sēvā kā turn hai : dōnō̃ hī zone sēvā tō achchhī kar rahē haĩ lēkin bāpdādā key|kī ēk bāt abhī bhī rahī huī hai .
217It is the turn of Rajasthan and Indore Zone to serve everyone: Both zones are doing service very well, but one thing that BapDada had said is still left to do.
165Vah tō jāntē haĩ nā .
218You do know that, do you not?
166Rājasthān mē̃ kitnē achchhē-achchhē vāris nikalē haĩ .
219How many good heirs have emerged from Rajasthan?
167Rājasthān hai hī rājāō̃ kā sthān isīliē nām hai rājasthān .
220Rajasthan is the place of the kings. 221This is why it is called Rajasthan.
168Tō kitnē bhaviṣhya K|kē rājya adhikārī nikālē haĩ ?
222So how many have you made emerge who have a right to the kingdom in the future?
169Her|har centre abhī tak kitnē rājya adhikārī nikālē haĩ vah apnē pās|pass note kiyā hai ?
223All the centres, have all of you noted down how many you have made emerge to become those who have a right to the kingdom?
170Tō har ēk centre rājya adhikārī bannē vālē viśhēṣh ātmāō̃ key|kī saṅkhyā likhnā .
224So, each centre should write how many you have of those who are going to claim a right to the kingdom.
171Sēvā kar rahē haĩ sēvā K|kē plan bhī sōchtē haĩ lēkin abhī samay K|kē pramāṇ ēk tō apnē-apnē area key|kī ātmāō̃ kā ulhanā pūrā karō .
225You are doing service and thinking of service plans, but now, according to the time, at least finish the complaint of souls in your own areas.
172Jahā̃ centre key|kī area hōtī hai vahā̃ āspās bhī mēhnat karkē sabhī kō sirph sandēśh nahī̃ dō lēkin bāpdādā sē kam sē kam varsā tō dilāō .
226Within the area of the centre and the areas around it, do not make effort and just give them the message, but at least enable them to claim their inheritance from BapDada.
173Aisā ulhanā nahī̃ hō ki bāp āyā hamē̃ varsā dilānē sē vañchit kiyā .
227They should not complain that the Father came and yet they were deprived of their inheritance.
174Tō abhī chārō̃ ōr yah sēvā jaldī sē jaldī pūrī karnī chāhiē .
228So, now, this service should be completed everywhere as soon as possible.
175Nimitt ēk zone hai lēkin bāpdādā sabhī zone kō kah rahē haĩ .
229One zone is the instrument, but BapDada is telling all the zones.
176Kōī area kōī gānv kōī kôlōnī vañchit na rah jāē .
230No area, no village, no colony should be left deprived.
177Sabhī last mē̃ āpkē guṇ gāyē vāh !
231At the end, everyone should sing your praise: Wah!
178Āpnē hamē̃ bāp kā parichay tō diyā yah puṇya kā khātā abhī tīvr gati sē jamā karnā chāhiē .
232You gave us the Father's introduction. 233You should now accumulate in the account of this charity at a fast speed.
179Tō rājasthān kyā karēgā ?
234So what will Rajasthan do?
180Kitnē samay mē̃ apnā ulhanā pūrā karē̃gē ?
235In how much time will you finish this complaint? 236How much time do you need?
181Kitnā samay chāhiē ?
237Will you think about it?
182Sōchē̃gē ?
238Make a plan.
183Plan banānā har ēk kō bāṇṭakē jaldī sē jaldī yah plan banāō .
239Distribute this among yourselves and make this plan as soon as possible.
184Kōī kōī zone kar bhī rahā hai aur saphaltā mil rahī hai .
240Some zones are already doing this and are also successful in that.
185Achchhā hai nimitt teachers bāpdādā teachers kō amr̥itvēlē viśhēṣh dr̥iṣhṭi dētē haĩ kyōṅki teachers bāp key|kī gaddī K|kē adhikārī haĩ .
241It is good. 242BapDada gives special drishti to the instrument teachers at amrit vela because the teachers are those who have a right to the Father's gaddi.
186Lēkin dr̥iṣhṭi kahā̃ tak kārya mē̃ lagātē hō vah har ēk khud jāntē haĩ kyōṅki viśhēṣh rūp sē bāpdādā kā nimitt teachers sē pyār hai .
243However, each one of you knows to what extent you use that drishti because BapDada has special love for the instrument teachers. 244So, take drishti and give drishti.
187Tō dr̥iṣhṭi lō|low aur dr̥iṣhṭi dō .
245Achcha, many companions have also come.
188Achchhā - sāthī bhī bahut āyē haĩ sēvā kā umaṅg bāpdādā nē dēkhā hai hai umaṅg hai lēkin abhī kuchh aisī ātmāyē̃ nikālō jō āpkī service K|kē hand ban jāyē̃ .
246BapDada has seen your enthusiasm for service. 247You have good enthusiasm, but now, let such souls emerge who can become your 'hands' for service.
189Bākī achchhā hai vr̥iddhi bhī hō rahī hai yah jō bhī sabhī uṭhē haĩ vah isī zone K|kē haĩ hāth uṭhāō .
248Otherwise, it is good and it is growing. 249All of those who are standing are from this zone. 250Raise your hands!
190Sāthī bankē āyē hō achchhā .
251You have come as companions. 252Good.
191Indore vālē uṭhō hāth hilāō .
253Those from Indore, stand up and wave your hands!
192Indore service tō kar rahē haĩ lēkin aisē sāthī nikālō jō āpkē madadgār hōkē sadā āpkē sāth sēvā kā part bajātē rahē .
254Indore is doing service, but now make such souls emerge who can become your helpers and always also continue to play a part in service with you.
193Bīch-bīch mē̃ sahyōgī bantē haĩ sēvā mē̃ sāthī bhī bantē haĩ lēkin sadā K|kē sāthī taiyār karō jissē āpkē sāthī bankar jaldī jaldī sabkō sandēśh dē sakē̃ .
255Every now and again they become co-operative, they become your companions in service, but now prepare those who can be your companions for all time and quickly give everyone the message.
194Bākī bāpdādā khuśh hai vr̥iddhi bhī kar rahē haĩ lēkin vidhi kō aur thōṛā fast karō .
256BapDada is pleased that there is growth, but now increase the speed of this method.
195Naī naī ātmāyē̃ baṛh bhī rahī hai yah dēkhkar bābā khuśh bhī hōtē haĩ lēkin raphtār abhī aur tēj karō sva purūṣhārth aur sēvā kā purūṣhārth aur tīvr gati mē̃ lāō .
257New souls are now increasing in number, and BapDada is pleased to see this, but now increase the speed. 258Increase the speed of effort of the self and effort for service.
196Bākī ēk-ēk bachchē dōnō̃ hī zone K|kē bāpdādā kō ēk dō sē pyārē haĩ .
259BapDada loves each child from both zones - each one more than the other.
197Abhī ātmāō̃ kō jaisē āpnē bāp K|kē pyār kā anubhav kiyā hai aisē un ātmāō̃ kō bhī bāp K|kē pyār kā thōṛā bahut anubhav tō karāō .
260Just as you have experienced Baba's love, now enable those souls to experience a little of the Father's love.
198Vañchit nahī̃ rah jāē̃ kyōṅki āp ātmāyē̃ viśhva kalyāṇī hō .
261They should not be left deprived, because you souls are world benefactors.
199Tō viśhva abhī kitnā baṛā rahā huā hai .
262So, such a big world is still left.
200Har ēk apnē zone K|kē kalyāṇī tō banō zone mē̃ kōī bhī vañchit nahī̃ rah jāē .
263Each one should at least remain a benefactor for your own zone. 264No one should be left deprived in your zone.
201Aisā plan har ēk zone milkē banāō fast service .
265Now each zone should make a plan together for fast service.
202Sēvā key|kī season banāō .
266Create a season for service.
203Vañchit ātmāō̃ kō thōṛā-bahut bāp K|kē pyār key|kī añchalī tō dilāō .
267Enable those deprived souls to receive even just a drop of the Father's love.
204Rahm ātmā hai nā !
268You are merciful souls, are you not?
205Ātmāō̃ par rahm ātā hai ?
269Do you feel mercy for those souls?
206Ātā hai rahm ?
270Do you feel mercy for them?
207Tō anubhav karāō .
271So give them an experience.
208Jitnē bhī bhāī yā bahinē̃ āī haĩ vah apnā pharja samjhō hamē̃ jitnā bhī hō sakē utnā ātmāō̃ kō jaisē ham tr̥ipt huē haĩ aisē tr̥ipt ātmāyē̃ banāyē̃ .
272All those brothers and sisters who have come here should feel that it is your duty to make those souls satisfied as much as possible, just as you have become satisfied.
209Abhī puṇya ikaṭhṭhā karnē key|kī machinery lagāō .
273Now, set up the machinery to accumulate charity. 274Do you understand?
210Samjhā . 211Kitnē uṭhē haĩ ēk-ēk dō chār kō bhī taiyār karē sandēśh dō vah samāchār likhē̃ ki hamkō phalānē nē bāp K|kē pyār kā rāstā dilāyā .
275Of all those who are standing now, if each one were to prepare two or four and give them a message, they would then write that "so-and-so has shown them the path to experience the Father's love."
212Apnē hī centre par yah sēvā kā samāchār dō .
276Give news of this service happening at your own centre.
213Bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki ulhanā nahī̃ rah jāē .
277BapDada wants there to be no complaints left.
214Bākī tō sabhī ēk dō sē achchhē tē achchhē haĩ achchhē tē achchhē rahē̃gē .
278However, otherwise, each one of you is better than the next and will remain the best of all.
215Bāpdādā kā viśhēṣh is zone kō bhī mubārak hai mubārak hai lēkin abhī gati kō thōṛā tīvr karō .
279BapDada is especially congratulating this zone. 280Congratulations, but now increase the speed a little more.
216Bāpdādā tō lōgō̃ K|kē duḥkh key|kī āhē̃ suntē haĩ nā .
281BapDada hears the sound of people's suffering, does He not?
217Jab ātmāyē̃ bachchō̃ K|kē duḥkh key|kī āhē̃ bāp kō sunāī dētī haĩ tō batāō bāp kō kitnā taras paṛtā hai .
282Just see how much mercy the Father would be feeling when He hears the sound of the children's suffering, the suffering of all souls?
218Āp bhī merciful ātmāyē̃ kalyāṇkārī ātmāyē̃ abhī duḥkhiyō̃ kā āvāj sunō .
283You merciful souls, benevolent souls should also hear the sound of the unhappy souls.
219Hē viśhva kalyāṇī ātmāō̃ kā kalyāṇ karō .
284O world benefactor souls, now benefit souls!
220Achchhā bahut achchhā .
285Achcha. 286Very good.
221Double vidēśhī : achchhā foreign vālē uṭhō .
287Double foreigners: Achcha, those from abroad, stand up!
222Foreign vālē bhī chatur haĩ bahut .
288Those from abroad are very clever.
223Her|har group mē̃ foreign vālō̃ key|kī absent nahī̃ hai .
289In every group, those from abroad are not absent.
224Her|har group mē̃ apnā part bajātē rahtē haĩ aur bāpdādā aur brāhmaṇ parivār āp sabkī himmat kō dēkh khuśh hōtē haĩ .
290You play your part in every group. 291Seeing your courage, BapDada and the Brahmin family are pleased.
225Abhī tō bāpdādā nē double foreigners nām badalkē kaun sā nām rakhā hai ?
292Now, BapDada has changed your name and given you what name? 293Double effort-makers.
226Double purūṣhārthī . 227Tō sabhī kā double arthāt tīvr purūṣhārth hai nā !
294So, all of you are making double effort, that is, intense effort, are you not?
228Jō samajhtē haĩ hamārā tīvr purūṣhārth hai vah hāth uṭhāō .
295Those who think that you are making intense effort, raise your hands!
229Hāth hilāō .
296Wave your hands!
230Achchhā majority haĩ mubārak hō .
297Achcha, it is the majority. 298Congratulations.
231Tīvr purūṣhārth key|kī mubārak hō .
299Congratulations for your intense effort.
232Abhī tīvr purūṣhārthī tō hō lēkin abhī tīvr sēvādhārī yah bhī part bajāō kyōṅki sva purūṣhārth kē sāth sēvā kā purūṣhārth bhī abhī tīvr karnā hai kyōṅki sēvā kā chance abhī hai āgē chalkē sēvā karnē chāhō tō chance nahī̃ milēgā .
300You are intense effort-makers, but now also play the part of being intense servers because, together with effort for the self, you also need to make effort for service intense because the chance to serve is now. 301In the future, even if you want to, you won't get a chance to serve, apart from serving with your mind.
233Sivāē mansā sēvā K|kē . 234Isliē sambandh-sampark key|kī sēvā aur vāṇī key|kī sēvā karnē kā chance abhī hai .
302This is why you have a chance to serve your relations and contacts through service and words at this time.
235Jitnī kar sakō utnī double triple karō .
303Do double or triple service as much as possible.
236Foreign kē sāth bāpdādā bhārat kō bhī kah rahā hai .
304As well as telling those from abroad, BapDada is also telling those from Bharat.
237Har ēk kō apnā svayã kā aur sēvā kā record dēnā hī hai .
305Each one of you has to give your record for the self and also for service.
238Apnē āp hī check karō jitnā hō saktā hai utnā svayã prati vā sēvā kē prati attention hai ?
306Check yourself and see whether you are paying as much attention as you should to yourself and to service.
239Bākī achchhā hai abhī foreign kāphī saṅskārō̃ mē̃ apnē anādi ādi saṅskār kahō usmē̃ ā gayē haĩ .
307It is good that those from abroad have now come into their original and eternal sanskars quite a lot.
240Abhī brāhmaṇ culture K|kē ādatī hō gayē haĩ . 241Saṅskārō̃ K|kē bhī aur sthūl culture K|kē bhī .
308You have now become habituated to Brahmin culture - in your sanskars and also in your physical culture.
242Tō mubārak hai , mubārak hai , mubārak hai .
309Congratulations. 310Congratulations. 311Congratulations.
243Achchhā .
312Achcha.
244Abhī ēk second mē̃ apnē man K|kē buddhi K|kē mālik ban man buddhi kō paramdhām mē̃ ēkāgr kar saktē hō ?
313Now, in one second, can you be the master of your mind and intellect and make your mind and intellect concentrate on Paramdham?
245Abhī ēk minute bāpdādā dēkhnē chāhtē haĩ sabhī ēkāgr hō paramdhām nivāsī ban jāō . 246 ( drill )
314Now, for one minute, BapDada wants to see you all concentrate and become residents of Paramdham. (drill).
247Aisī practice samay par bahut kām mē̃ āyēgī .
315Such practice will be very useful at the right time.
248Abhī nājuk samay najdīk ā rahā hai isliē yah ēkāgratā kā abhyās bahut-bahut-bahut āvaśhyak hai .
316Delicate times are now coming closer and, therefore, the practice of concentration is very, very, very essential.
249Iskō halkā nahī̃ karnā .
317Do not become loose in this.
250Ēk second mē̃ kyā sē kyā hō jāyēgā isliē bāpdādā pahlē sē hī iśhārā dē rahā hai .
318Anything can happen in one second and this is why BapDada is giving you a signal in advance.
251Achchhā .
319Achcha.
252Chārō̃ ōr K|kē tīvr purūṣhārthī ātmāō̃ kō sadā sachchī dil K|kē bāp K|kē snēhī dilārām K|kē bachchō̃ kō sadā svayã aur sēvā mē̃ āgē sē āgē uṛnē vālē uṛtī kalā K|kē bachchō̃ kō sadā amr̥itvēlē sē rāt tak her|har śhrīmat kō jīvan mē̃ lānē vālē bāp samān bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār , dil K|kē vardān svīkār hō sāth sāth bāpdādā key|kī dēśh vidēśh K|kē sabhī bachchō̃ kō dil mē̃ samātē huē namastē .
320To all the intense effort-making souls from everywhere, to the children of the Comforter of Hearts who are loving to the Father with a true heart, to the children who are flying in the flying stage constantly ahead of all, by themselves and in service, to the children who are equal to the Father and who always follow every shrimat from amrit vela till night-time in their life, please accept BapDada's love, remembrance and blessings from the heart. 321Together with that, while merging all the children from this land and abroad in His heart, BapDada's namaste.
253Dādiyō̃ sē : achchhā hai tīnō̃ hī milkē sāthī banākē chaltē chalō .
322Speaking to the Dadis: It is good. 323All three together, making yourselves companions, continue to move along.
254Sāthī tō chāhiē nā .
324A companion is always needed.
255Aisē aisē sāthī tō chāhiē .
325Such companions are needed.
256 ( uncle aunty key|kī yād dī|the ) unhō̃ kō sachchē dil key|kī yād hai sachchī dil sē bāpdādā kā bhī padamguṇā yādpyār .
326(Dadi gave remembrance from Uncle and Auntie to Baba.) 327Their remembrance is that of a true heart. 328Multimillion fold love and remembrance from BapDada with a true heart.
257Achchhē nimitt hai ant tak nimitt banē haĩ , banē rahē̃gē .
329They are good instruments. 330They have been instruments from the start and will remain that.
258Śāntāmaṇi dādī sē : bāpdādā āpkō himmatē bachchē madadē bāp key|kī adhikārī bachchī samajhtē haĩ .
331To Dadi Shantimani: BapDada considers you to be a child who maintains courage and therefore one who has a right to receive help from the Father.
259Achchhī himmat kartī hai , murlī sunātī hai , bāpdādā suntē haĩ .
332You have good courage; you read the murli. 333BapDada hears that.
260Pardādī sē : vāh !
334To Par Dadi: Wah!
261Yah bāpdādā K|kē diltakhta par baiṭhī rahtī hai .
335This one always remains seated on BapDada's heart-throne.
262Sun rahī hai .
336You are hearing.
263Sunnē mē̃ achchhī hai .
337You can hear well.
264Āpkō dēkhkē āpkī sūrat sē bāp dikhāī dētā hai .
338Seeing you, seeing your face, the father is visible.
265Bāp key|kī jō śhaktiyā̃ haĩ , guṇ haĩ vah āpkē jīvan sē dikhāī dētā hai .
339The Father's powers and virtues are visible in your life. 340Do you understand?
266Samjhā .
341Very good.
267Bahut achchhā hai .
342You are an original jewel.
268Ādi ratna haĩ dēkhō dōnō̃ hī ādi ratna haĩ .
343Both are original jewels. 344Your face does service.
269Āpkī sūrat bhī sēvā kartī hai , dōnō̃ key|kī . 270Bahut achchhā .
345Both of you. 346Very good. 347* * * O M S H A N T I * * *