शुक्रवार 31 दिसंबर 2010 की अव्यक्त मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

031-12-10 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

031-12-2010 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

1 «  purānē varṣh kō vidāī dēnē kē sāth purānē saṅskārō̃ kō vidāī dē nirvighna rahnē kā dr̥iṛh saṅkalp lō|low aur merciful master dātā ban mansā sēvā dvārā duḥkhī aśhānt ātmāō̃ kō sahārā dō  »

1Together with bidding farewell to the old year, bid farewell to the old sanskars and have the determined thought to remain free from obstacles. 2Be merciful and a master bestower and give support to unhappy and peaceless souls by serving through your mind.

2Āj bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō nayā varṣh aur naī duniyā key|kī mubārak dēnē sūkṣhma vatan sē sthūl vatan mē̃ mubārak dēnē āyē haĩ .

3Today, BapDada has come from the subtle region to the corporeal world to give greetings and congratulations for the New Year and the New World to all the children everywhere.

3Sabhī bachchē bhī snēh aur pyār sē apnē madhuban ghar mē̃ pahuñch gayē haĩ .

4All the children have reached their home of Madhuban with love.

4Duniyā vālē tō sirph new varṣh manātē haĩ jō ēk din kā hōtā hai āp lōg naī duniyā kā saṅgam par sadā manātē rahtē hō .

5People of the world simply celebrate the New Year, which is just for one day, whereas you constantly continue to celebrate the confluence of the new world.

5Āpkē sāmnē naī duniyā nayanō̃ mē̃ sadā samāī huī hai .

6You have the new world constantly merged in your eyes in front of you.

6Yād karō aur pahuñch jāō .

7You now remember it and just reach there.

7Āṅkhō̃ mē̃ samāī huī hai nā  !

8It is merged in your eyes, is it not?

8Anubhav hōtā hai ki abhī-abhī saṅgam par haĩ āj saṅgam par haĩ aur kal apnē rājya mē̃ gayē ki gayē  !

9You experience being at the confluence age; today you are at the confluence age and tomorrow you will enter your kingdom.

9Aisē nayanō̃ mē̃ spaṣhṭ dikhāī dētī hai .

10You are able to see it clearly in your eyes.

10Duniyā vālē tō ēk dō kō ēk din key|kī mubārak dētē haĩ lēkin āpkō bāpdādā nē gift mē̃ golden world dī hai jō kāphī samay chalnē vālī hai .

11People of the world give greetings to one another for one day, whereas BapDada has given you the golden world as a gift, which is going to last a long time.

11Aisī nayanō̃ mē̃ samāī huī hai jō ēk second mē̃ pahuñch saktē hō .

12It is merged in your eyes in such a way that you can arrive there in a second.

12Sabkē sāmnē apnī golden duniyā nayanō̃ mē̃ samāī huī hai .

13The golden world is merged in your eyes in front of all of you.

13Ēk second mē̃ pahuñch saktē hō nā  !

14You can reach there in one second, can you not?

14Āj saṅgam mē̃ haĩ kal rājya adhikārī ban rājya karē̃gē .

15Today you are at the confluence age and tomorrow you will rule the kingdom with a right.

15Abhī samay anusār jāntē hō ki āp pūrvaj K|kē bhakta lōg duḥkhī aur aśhānt hōnē K|kē kāraṇ āp pūrvaj ātmāō̃ kō kitnā pukār rahē haĩ .

16Now, according to the time, you know that the devotees of you ancestors are calling out to you because they are unhappy and peaceless.

16Āvāj sunnē ātā hai kaisē duḥkh aśhānti sē pukār rahē haĩ  ?

17Can you hear the sounds of how they are calling out with sorrow and peacelessness?

17Hamē̃ śhānti dē dō sukh dē dō khuśhī dē dō .

18"Give us peace! 19Give us happiness! 20Give us joy!"

18Āvāj sunnē ātā hai  ?

21Can you hear their sound?

19Dō dō … tō abhī āp ātmāō̃ kō merciful kalyāṇkārī dātā K|kē bachchē rūp mē̃ ātmāō̃ kō mansā sēvā dvārā dēnē kā kārya karnā hai .

22"Give! 23Give!" 24Now, you souls, as children of the merciful and benefactor Bestower, have to serve souls with your mind and carry out the task of giving.

20Bāpdādā kō tō baṛā taras paṛtā hai in duḥkhī aśhānt ātmāō̃ par .

25BapDada feels a lot of mercy for those unhappy and peaceless souls.

21Āpkō bhī taras paṛtā hai nā  !

26You also feel mercy, do you not?

22 ( khā̃sī I|āī|eye ) āj brahmā bāp key|kī khā̃sī ā gaī hai .

27(BapDada coughed). 28Today, Father Brahma's cough has come back.

23Tō āpkō bhī ātmāō̃ kē ūpar taras paṛ rahā hai nā  !

29You also feel mercy for souls, do you not?

24Abhī is varṣh mē̃ kyōṅki āj K|kē din varṣh nayā ā bhī rahā hai aur purānā varṣh jānē vālā bhī hai . 25Tō jānē vālē varṣh mē̃ āpnē kyā plan banāyā hai  ?

30Now, in this coming year - because today the New Year is coming and the old year is going - what plan did you make for the year that has gone?

26Varṣh tō jāyēgā lēkin āp sabnē apnē liē varṣh kē sāth kyā vidāī dēgē  ?

31The year will go, but, together with the year, what did you bid farewell to?

27Jaisē varṣh vidāī lēgā vaisē āp apnī jīvan mē̃ kyā vidāī dēgē  ?

32Just as the year will bid farewell, in the same way, what will you bid farewell to in your life?

28Aur nayā kyā bharē̃gē  ?

33And, with what new thing will you fill it?

29Sadā kē liē vidāī dēgē vā thōṛē samay kē liē  ?

34Will you bid farewell for all time or for a short time?

30Kyōṅki bāpdādā nē iśhārā diyā hai ki ab tak jō purānē saṅskār rahē huē haĩ un saṅskārō̃ kō man mē̃ dēkhkar jānkar samāpt karnā hī hai .

35BapDada has given you the signal that, whatever old sanskars still remain, you have to see and know those sanskars with your mind and definitely finish them.

31Bāpdādā kō yah purānē saṅskār purūṣhārth mē̃ vighna rūp dikhāī dētē haĩ .

36BapDada sees that these old sanskars are obstacles to your efforts.

32Bachchē ēk taraph kahtē haĩ bābā hī mērā saṅsār hai phir purānē saṅskār kahā̃ sē āyē  ?

37On the one hand, children say that Baba is their world and so from where do the old sanskars come?

33Saṅsār hī bāp hai tō yah purānē saṅskār jō purūṣhārth mē̃ vighna ḍāltē haĩ yah khatm hōnā chāhiē nā  !

38Since the Father is your world and the old sanskars create obstacles in your efforts, they should be finished, should they not?

34Amr̥itvēlē jab sab rūhrihān kartē haĩ tō bāp nē dēkhā sab apnā pōtāmēl dētē haĩ tō ab tak purānē saṅskār hī purūṣhārth kō ḍhīlā kartē haĩ .

39At amrit vela, when all of you have a heart-to-heart conversation, the Father has seen that all of you give your chart in saying that, even until now, it is your old sanskars that make you slack in your effort.

35Tō āj K|kē din varṣh kō vidāī dētē huē in saṅskārō̃ kō bhī vidāī dē saktē hō  ?

40So, today, when bidding farewell to the year, can you also bid farewell to those sanskars?

36Dē saktē hō  ?

41Can you bid farewell?

37Hāth uṭhāō .

42Raise your hands!

38Dēnā paṛēgā .

43You will have to bid them farewell.

39Hāth uṭhānā tō bahut sahaj hai lēkin man kā hāth uṭhānā hai .

44It is very easy to raise your hands, but raise the hands of your minds.

40Uṭhā rahē haĩ .

45You are raising them.

41Purānē saṅskār kō sadā kē liē … hāth uṭhā rahē hō .

46You are raising your hands to say farewell to old sanskars for all time.

42Phir sē uṭhāō .

47Raise your hands again!

43Achchhā .

48Achcha.

44Bāpdādā kō majority bachchō̃ nē hāth uṭhākar khuśh kar diyā .

49The majority of you children raised your hands and pleased BapDada.

45Bāpdādā kō yahī khuśhī hai ki himmat vālē bachchē haĩ .

50BapDada is pleased that you are children who have courage.

46Jahā̃ himmat hai vahā̃ bāpdādā kā sadā sahyōg hai .

51Where there is courage, BapDada's constant co-operation is there.

47Tō abhī jab hāth uṭhāyā hai tō her|har chhōṭā baṛā bāp K|kē sthān sadā kē liē nirvighna hō gayē nā  !

52Now that you have raised your hands, every small and big place of the Father's has become free from obstacles, have they not?

48Kyōṅki bāpdādā kē pās jō result ātī hai uskā kāraṇ purānē saṅskār hōtē haĩ .

53The reason for the result that BapDada received is the old sanskars.

49Tō āj saṅskār saṅkalp sē samāpt kiyā arthāt nirvighna bhav kā vardān liyā .

54So, today, you have finished the sanskars in thought, that is, you have received the blessing of being free from obstacles.

50Liyā  ?

55Have you received it?

51Vardān liyā  ?

56Did you take the blessing?

52Himmat kā phal tō miltā hai nā  !

57You receive the fruit of courage, do you not?

53Aur bāpdādā kā vardān milā huā hai ki ēk kadam bachchō̃ K|kē himmat kā aur anēk kadam bāp key|kī madad K|kē haĩ hī hai .

58You have received BapDada's blessing that when there is one step of the children's courage, there will definitely be many steps of the Father's help.

54Tō yah saṅkalp āj sē yād rakhnā hamnē purānē saṅskār dē diyē .

59So, from today, remember the thought: that you have handed over your old sanskars.

55Agar mānō āpkē pās|pass vāpas āyē tō kyā karē̃gē  ?

60If they come back to you, what will you do?

56Kyā karē̃gē  ?

61What will you do?

57Vāpas dī|the huī chīj apnē pās|pass nahī̃ rakhī jātī hai kyōṅki dē dī arthāt mērī nahī̃ .

62You cannot keep with you what you have already handed over because, once you have given it, it is no longer yours.

58Tō jab mērī nahī̃ tō apnē pās|pass kaisē rakh saktē  ?

63So, since they are not yours, how can you keep them with you?

59Bāp kō diyā tō bāp kō hī dēgē nā .

64You gave them to the Father. 65Of course you would give them to the Father, would you not?

60Pakkā hai nā dē diyā nā  !

66Is it firm that you have given them?

61Pakkā  ?

67Are you sure?

62Abhī dō-dō hāth uṭhāō .

68Now raise both your hands!

63Pakkā .

69Sure?

64Pīchhē vālē bhī uṭhā rahē haĩ .

70Those sitting at the back are also raising their hands.

65Bāpdādā kō yahī khuśhī hai ki kaliyug mē̃ rahtē bhī jō bāp dvārā prāpti huī hai uskā anubhav ab saṅgam par karē̃gē .

71BapDada is pleased that, while living in the iron age, you experience in the confluence age the attainments you have received from the Father.

66Duniyā kē liē kaliyug hai lēkin āpkē liē saṅgamyug arthāt sarv prāptiyō̃ kā yug hai .

72It is the iron age for the world, whereas it is the confluence age for you, that is, it is the age for all attainments.

67Paramātma prāptiyā̃ sarv śhaktiyā̃ sarv guṇ sarv gyān kā khazānā jō prāpt hai uskā practical anubhav karē̃gē .

73You have the practical experience of having all the Godly attainments, all powers, all virtues and all the treasures of knowledge that you have attained.

68Tō āj K|kē din bāpdādā jinhōnnē bhī hāth uṭhāyā hai un sabhī bachchō̃ kō chāhē yahā̃ sammukh baiṭhē haĩ chāhē dūr baiṭhē dēśh vidēśh mē̃ sun rahē haĩ un sabhī bachchō̃ kō bahut dil sē kyā dē rahē haĩ  ?

74So, today, what is BapDada giving from His heart to all the children who have raised their hands, whether they are personally sitting here or sitting far away in this land or abroad and listening to Baba?

69Mubārak tō dē rahē haĩ lēkin mubārak kē sāth sabhī K|kē mastak kē ūpar hāth rakh rahē haĩ .

75He is giving congratulations, but, together with congratulations, He is placing His hand on the forehead of everyone.

70Āp bhī bāpdādā bhī man hī man mē̃ dance kar rahē haĩ vāh bachchē vāh  !

76You and BapDada are dancing in your mind: Wah children! 77Wah!

71Abhī āp bhī man mē̃ dance kar rahē hō .

78Now, even you are dancing in your mind.

72Bōlō hā̃ jī .

79Say "Ha ji!"

73Abhī dēkhnā teachers .

80Now, teachers, just be careful!

74Jō bhī teachers haĩ vah hāth uṭhāō .

81All the teachers, raise your hands!

75Foreign key|kī teachers bhī haĩ nā  !

82There are teachers from abroad too.

76Bāpdādā kō tō har ēk bachchē kā yah dr̥iṛh saṅkalp sun khuśhī hai ki abhī jō bāpdādā chāhtē haĩ ki bāp samān bachchō̃ nē lakṣhya rakhā hai sampann sampūrṇ bannē kā usmē̃ yah nirvighna rahnē kā dr̥iṛh saṅkalp sampann samay kō bhī samīp lāyēgā .

83Hearing the determined thought of each of you children, BapDada is pleased that the aim that the children keep, the same as that of the Father, of becoming complete and perfect, that the determined thought of remaining free from obstacles will bring the time of completion close.

77Bāpdādā kō yah bhī khuśhī hai ki sabhī bachchō̃ nē jō saṅkalp kiyā hai vah sampann karē̃gē aur jō duniyā vālē duḥkhī haĩ aśhānt haĩ uskī mansā sēvā kar unhō̃ kō bhī kuchh na kuchh sahārā dētē rahē̃gē kyōṅki bāpdādā kō bachchō̃ kā pukārnā chillānā sahan nahī̃ hōtā .

84BapDada is also pleased that all of you children will fulfil the thought that you have had, and that you will serve with your mind those who are unhappy and peaceless in the world and that you will give them one support or another because BapDada cannot bear to hear the calling out and crying out in distress of the children.

78Hai tō āpkā bhī parivār nā  !

85They are all part of your family, are they not?

79Tō bahut baṛh rahā hai duḥkh aśhānti tō ab merciful banō .

86Sorrow and peacelessness are increasing a lot, and so, now, become merciful.

80Yah saṅkalp bhī sāth mē̃ karō ki chaltē phirtē amr̥itvēlē ātmāō̃ key|kī mansā sēvā bhī avaśhya karē̃gē yah saṅkalp lē saktē hō  ?

87Also have this thought at the same time: while walking and moving around, and at amrit vela, you will definitely serve souls with your mind. 88Can you have this thought?

81Jaisē yah saṅkalp liyā tō saṅskār kō samāpt karē̃gē sadā kē liē sadā kē liē liyā hai nā  !

89When you had the thought of finishing your sanskars for all time, you had the thought for all the time, did you not?

82Thōṛē samay kē liē tō nahī̃ .

90It is not just for a short time, is it?

83Tō jaisē saṅskār kō samāpt kar bāp samān banē̃gē aisē dātā K|kē bachchē ban master dātā svarūp sē mansā sēvā bhī karnī hai .

91Just as you will finish your sanskars and become equal to the Father, in the same way, become master bestowers, children of the Bestower, and definitely serve them with your mind.

84Iskē liē taiyār hō  ?

92Are you ready for this?

85Mansā sēvā karnē kē liē taiyār hō  ?

93Are you ready to serve through your mind?

86Hāth uṭhāō mansā sēvā bhī karē̃gē  ?

94Raise your hands if you are going to do service through the mind at the same time!

87Sārē din mē̃ jō bhī time milē usmē̃ mansā sēvā jarūr karnā kyōṅki āp bachchō̃ kō hī sukhmay saṅsār lānā hai .

95Throughout the day, whatever time you have, definitely serve through the mind in that period because it is you children who have to bring about the world of happiness.

88Bāp nē āp bachchō̃ kō isī sēvā kē liē right-hand banāyā hai .

96The Father has made you children into right hands for this service.

89Hāth sē diyā jātā hai nā .

97You give with your hands, do you not?

90Tō āp bāp K|kē right hand haĩ .

98So, you are the Father's right hands.

91Tō bāpdādā āp right hand arthāt hāthō̃ dvārā sabhī kō yah sēvā dilānē chāhtā ki kuchh na kuchh dētē rahō .

99So, BapDada wants to give you right hands, through His hands, this service of definitely continuing to give something or other.

92Vah chillā rahē haĩ dō-dō aur āp duḥkhiyō̃ kō sukh dē parēśhān kō kuchh śhakti dē karkē puṇya kā kām karō .

100They are crying out, "Give! 101Give!", and you have to give happiness to those who are unhappy. 102Give some strength to those who are distressed and do some charitable work.

93Abhī āp bachchē jō apnē āpkō jānā bāp kō jānā varsē K|kē adhikārī banē tō dūsrō̃ kō bhī banāō kyōṅki abhī sabhī mukti chāhtē haĩ .

103Now, you children know yourselves, you know the Father, you have claimed a right to your inheritance, and so make others the same because everyone now wants liberation.

94Sabhī kō mukti mē̃ bhēj āp bāp K|kē vardān sē rājya adhikārī banē̃gē isliē bāp yahī her|har bachchē kō saṅkalp dē rahē haĩ nirvighna bhav sēvādhārī bhav .

104You will send everyone into liberation and, with the Father's blessing, you will claim a right to the kingdom. 105This is why the Father is giving every child this thought: May you be free from obstacles! 106May you be a server!

95Jō bachchē bāp K|kē ban gayē haĩ un bachchō̃ kō saṅgamyugī brāhmaṇ jīvan kā majā anubhav hō rahā hai aur hōtā hī rahēgā .

107The children who belong to the Father are experiencing the pleasure of the confluence-aged Brahmin life and will continue to experience it.

96Jō apnē kō chāhē nayē āyē haĩ chāhē purānē bhī haĩ lēkin apnē kō samajhtē haĩ bāp K|kē varsē K|kē adhikārī haĩ atīndriya sukh mē̃ jhūltē rahtē haĩ aur āgē bhī jō saṅkalp kiyā hai saṅskār par vijayī bannē kā saṅkalp liyā hai vah sabhī ātmāyē̃ kōṭō̃ mē̃ kōī banē haĩ yā kōī mē̃ bhī kōī banē haĩ  ?

108Those who consider themselves to have a right to the Father's inheritance - whether they are new or old - who continue to swing in the swing of supersensuous joy and who have had a thought for the future of being victorious over their sanskars, have those souls become the handful out of multimillions? 109Or, have they become the few out of the lucky handful?

97Bachchī nē kahā hai nā janak nē 108 key|kī mālā 16 hajār key|kī mālā kā khās milan karō . 98Tō āp jō samajhtē haĩ ki ham 16 hajār yā 108 is mālā mē̃ ānē hī vālē haĩ vah hāth uṭhāō .

110The daughter Janak said: Look at the rosary of 108 and the rosary of 16,000. Those of you who feel that you will definitely come into the rosary of 16,000 or 108, raise your hands!

99Nayē nayē bhī uṭhā rahē haĩ .

111New ones are also raising their hands.

100Mubārak hō .

112Congratulations.

101Niśhchaybuddhi vijayī hōtē haĩ .

113There are those who are victorious by having faith in the intellect.

102Bāpdādā bhī jāntē haĩ ki jō niśhchaybuddhi haĩ vah āgē jā saktē haĩ jāyēṅgē .

114BapDada also knows that those who have faith in the intellect are able to go ahead and they will.

103Achchhā yahā̃ baiṭhē haĩ nā sāmnē .

115Achcha, you are sitting here in front of Baba.

104Hāth uṭhāō jō pahlī bārī āyē haĩ .

116Those who have come here for the first time, raise your hands.

105Sabhī key|kī taraph sē bāpdādā āp lōgō̃ kō mubārak dē rahē haĩ .

117BapDada is congratulating all of you on behalf of everyone.

106Niśhchay jō kiyā hai nā vah amr̥itvēlē sadā iskō revise kartē rahnā .

118Every day at amrit vela constantly continue to revise the faith that you have.

107Achchhā .

119Achcha.

108Bāpdādā kō bachchō̃ kō dēkh khuśhī hōtī hai ki samay toolate K|kē pahlē apnē varsē K|kē adhikārī ban gayē .

120BapDada is pleased to see you children because you have claimed a right to your inheritance before the "too late" time came.

109Isīliē sarv parivār yahā̃ āyē huē yā apnē-apnē sēnṭarō̃ par rahnē vālē sabhī bachchō̃ key|kī taraph sē bhī bāpdādā āp sabkō mubārak dē rahē haĩ .

121This is why BapDada is congratulating you on behalf of all the family that has come here and those who are staying at their centres.

110Abhī āp kamāl karnā ēk himmat hai bōlē̃  ?

122Now, perform a wonder. 123Do you have this courage? 124Should Baba speak?

111Himmat hai  ?

125Do you have courage?

112Āp lōg pahlē sē hī nirvighna rahnā .

126Remain free from obstacles in advance.

113Niśhchay aur naśhā mē̃ number one jānā .

127Be number one in your faith and intoxication.

114Bāpdādā kō khuśhī hōtī hai ki purānē tō purānē haĩ lēkin nayē thōṛē samay mē̃ kamāl dikhāyēṅgē .

128BapDada is pleased that the old ones are old, but that the new ones will show wonders in a short time.

115Achchhā .

129Achcha.

116Abhī bāpdādā chāhē nayē haĩ chāhē purānē haĩ sabhī kō ēk second kā kārya dētē haĩ .

130Now, whether you are old or new, BapDada is giving all of you the task of a second.

117Sabhī abhī-abhī ēk second mē̃ apnē āpkō aur sabhī saṅkalpō̃ sē dūr kar ēk second mē̃ apnē kō bindū rūp mē̃ sthit kar saktē haĩ .

131Now, are all of you able to remove yourselves from all other thoughts and stabilise yourselves in the form of a point in one second?

118Karē̃gē  ?

132Will you do this?

119Ēk second mē̃ maĩ bindū hū̃ kōī saṅkalp nahī̃ bindū hū̃ .

133In one second: I am a point and no other thoughts. 134I am a point.

120Jisnē second mē̃ apnē kō bindū sthiti mē̃ sthit kiyā vah hāth uṭhāō .

135Those who stabilised themselves in the stage of a point in one second, raise your hands!

121Second mē̃ lagāyā .

136You did this in one second?

122Achchhā .

137Achcha.

123Abhī yah practice 15 din sārē din mē̃ her|har ghaṇṭē mē̃ ēk second mē̃ bindū lagāō yah practice har ēk karnā aur vahā̃ vātāvaraṇ mē̃ rahkar apnē kārya mē̃ rahtē check karnā ki ēk second mē̃ bindū rūp mē̃ saphaltā milī  ?

138Now, practise this for 15 days! 139Throughout the day, put a full stop in one second at every hour. 140Each one of you has to practise this and, while in that atmosphere, while engaged in activity, check whether you were successful in stabilising yourself in the form of a point in a second while living at your own places.

124Kyōṅki yahā̃ tō vāyumaṇḍal bhī hai lēkin apnē-apnē sthān mē̃ rahtē second mē̃ bindū svarūp mē̃ sthit hō saktē haĩ yah abhyās karnā kyōṅki bāpdādā nē batā diyā hai jitnā āgē chaltē jāyēṅgē utnā yah ēk second mē̃ bindū sthiti mē̃ sthit hōnē key|kī āvaśhyaktā paṛēgī .

141Here, you have the help of the atmosphere, but check whether you are able to stabilise in the form of a point in one second. 142Practise this because BapDada has told you that the more you progress, the more you will need this practice of being able to stabilise yourself in the stage of a point in a second.

125Isliē apnē āpkō hī check karnā aur apnē-apnē sthān mē̃ report teacher kō likhkar dēnā .

143Therefore, check yourself and write your report and give it to your teacher.

126Phir teachers dvārā chāhē yahā̃ haĩ yā nahī̃ bhī haĩ sabhī K|kē classes mē̃ yah homework hai iskī result bāpdādā kē pās āyēgī tō dēkh lē̃gē issē patā paṛēgā ki āp 108 yā 16 hajār key|kī mālā uskē adhikārī haĩ second mē̃ rōj key|kī dincharyā mē̃ kitnā saphal huē ussē patā paṛēgā ki āp kis yōgya haĩ .

144Then, through the teachers, whether they are here or not - this is the homework for all the classes - when BapDada receives the result, He will see whether you are worthy to come in the rosary of 108 or 16,000. In your daily timetable, it will be seen how successful you are in stabilising in a second and it will be seen from this which rosary you are worthy of.

127Kyōṅki abhī hāth uṭhvāyēṅgē kaun apnē kō samajhtē haĩ practical dhārṇā mē̃ ki maĩ 108 yā 16 hajār key|kī mālā mē̃ āyēṅgē . 128Āp sirph result likhnā ussē samajh jāyēṅgē kyōṅki dādiyā̃ mānō nām dētī haĩ tō kōī samajhē̃gē ham bhī ā saktē haĩ nā isliē is report sē patā paṛ jāyēgā .

145If BapDada were to ask you to raise your hands now, then whoever feels that, according to your practical dharna, you will come into the rosary of 108 or 16,000, just write your result. 146Then Baba will understand from that because, even if the Dadis were to give the names of some, others would feel: I too can come in that, can I not? 147Therefore, everything will be known through this report.

129Bāpdādā pūchhtē haĩ ki sadā second mē̃ jō rūp anubhav karnē chāhō vah kar saktē hō  ?

148BapDada is asking: Are you constantly able to experience in a second the form that you want?

130Second mē̃  ?

149In a second?

1315 svarūp jō sunāyē thē vah bhī jab chāhō tō second mē̃ vah svarūp ban saktē hō  ?

150The five forms that you were told about, are you able to become that form in a second whenever you want?

132Yah practice karkē apnē āpkā mālūm paṛē ki maĩ jō chāhū̃ us sthiti mē̃ second mē̃ rah saktā hū̃ yā time lagtā hai .

151Practise this and know for yourself whether you are able to remain in the stage that you want in a second or whether it takes time.

133Bākī bāpdādā khuśh hai ki hāth uṭhānē mē̃ majority hāth uṭhātē haĩ .

152BapDada is pleased that, in raising your hands, the majority of you raised your hands.

134Abhī yah hāth uṭhāyā hai lēkin abhyās kartē-kartē yah aisā hō jāyēgā jaisē abhī dvāpar kaliyug K|kē abhyās mē̃ dēh abhimān mē̃ ānā natural hō gayā hai aisē jis svarūp mē̃ bhī sthit hōnē chāhō vah aisā hī easy hō jāē kyōṅki samay aisā ānē vālā hai jismē̃ āpkō is abhyās key|kī āvaśhyaktā paṛēgī .

153You have raised your hands now, but while practising this, it will be like the practice of the copper and iron ages where it has become natural to come into body consciousness. 154In the same way, it should be just as easy for you to stabilise yourself in whichever form you want, because such a time is to come in which you will need this practice.

135Tō yah abhyās har ēk apnē-apnē kārya mē̃ hōtē kartē rahō aur result apnī nimitt teachers kō dētē rahō .

155So each one of you has to continue with this practice while engaged in your work and continue to give your result to your instrument teachers.

136Tō is varṣh key|kī samāpti mē̃ yah practice kartē rahnā .

156So, continue to practise this until the completion of the year.

137Apnē āpēhī karō apnā teacher bhī āp banō lēkin result dikhānē kē liē apnā chart dētē rahē̃gē tō attention jāyēgā .

157Do it by yourself. 158Become your own teacher! 159However, if you continue to give your chart in to show your result, your attention will be drawn.

138Aisā anubhav karō jaisē hāth kō jahā̃ chāhō ṭhaharē ṭhahrā saktē hō nā  !

160You are able to place your hand wherever you want, are you not? 161Experience this in the same way.

139Aisē man kō jis sthiti mē̃ rahānē chāhō us sthiti mē̃ rahē .

162Similarly, you should be able to make your mind stay in the stage that you want.

140Mahāmantra bhī yādgār mē̃ manmanābhav hai .

163The memorial is the great mantra of "Manmanabhav."

141Man key|kī drill ismē̃ saphaltā kitnī hai vah apnā āp hī anubhav karō .

164Experience for yourself how much success you have in performing the drill of the mind.

142Bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki ēk-ēk bachchā abhī saṅgamyug kā sukh saṅgamyug key|kī prāptiyā̃ her|har prāpti K|kē anubhavī banē̃ .

165BapDada wants each child to become experienced in the happiness of the confluence age, the attainments of the confluence age and all other attainments.

143Apnē āpkō check karnā her|har prāpti her|har śhakti her|har gyān K|kē rāz kō yōg key|kī her|har vidhi kō dhārṇā mē̃ bhī her|har dhārṇā mē̃ anubhavī banā hū̃  ?

166Check yourself: Have I become experienced in every attainment, every power, every secret of knowledge, every method of yoga and every type of inculcation?

144Apnī sārī checking kartē rahō aur āgē sē āgē baṛhātē rahō .

167Continue to check yourself in every way and continue to move ahead of all.

145Tō āj bāpdādā checking aur prāpti iskō check karnē kē liē kah rahē haĩ .

168So, today, BapDada is asking you to check your way of checking and your attainment.

146Kōī bhī prāpti mē̃ kam hō gayē tō ḍrāmānusār parīkṣhāyē̃ bhī samay anusār vahī āyēṅgī isliē sab subject mē̃ sampann aur sampūrṇ key|kī checking karō aur change karō .

169If you are lacking in any attainment, then according to the drama and the time, those are the tests you will have and this is why you have to check yourself in order to become complete and perfect in every subject and change yourself.

147Tō āj K|kē din bāpdādā āp sabkē sādhāraṇ svarūp mē̃ bhī āpkē bhaviṣhya kā rūp prāptiyō̃ kā rūp dēkh rahē haĩ .

170Today, in your ordinary form, BapDada is seeing your future form and your form of attainments.

148Achchhā .

171Achcha.

149Sabhī taraph K|kē sikīladhē bāpdādā K|kē diltakhtanaśhīn bāpdādā K|kē pharmānvardār āgyākārī tīvr purūṣhārthī bachchō̃ kō bāpdādā kā bahut-bahut dil kā pyār aur bāpdādā key|kī mubārak hō mubārak hō mubārak hō .

172To all the long-lost and now-found beloved children from everywhere, those who are seated on BapDada's heart-throne, to those who are obedient to BapDada and who follow every instruction of BapDada, to the intense effort-making children, lots and lots of love and remembrance from BapDada's heart. 173Congratulations, congratulations, congratulations.

150Bāpdādā kō bhī bachchō̃ kō dēkh khuśhī hōtī hai vāh vāh vāh  !

174BapDada is also pleased to see the children: Wah! 175Wah! 176Wah!

151Mērē bachchē vāh  !

177Wah! 178My children! 179Wah!

152Sēvā kā turn Indore zone kā hai  : sabhī Indore nivāsī sēvā aur yād mē̃ lagē huē haĩ .

180It is the turn of Indore Zone to serve: All the residents of Indore are engaged in service and remembrance.

153Bāpdādā kō khuśhī hai ki har ēk apnē-apnē purūṣhārth aur prāpti K|kē anubhav sē āgē baṛh rahē haĩ aur baṛhtē rahē̃gē .

181BapDada is pleased that each one is moving forward in experiencing their efforts and attainment and will continue to move forward.

154Himmat achchhī hai isliē jahā̃ himmat hai vahā̃ himmat kā phal aur himmat kā bal dōnō̃ hī prāpt hōtā hai .

182You have good courage and therefore, where there is courage, you receive both the fruit of courage and the power of courage.

155Abhī āgē bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki her|har zone kōī na kōī sēvā yā apnī sthiti nirvighna aur purūṣhārth tīvr karnē vālē bāp K|kē pyārē haĩ aur āgē bhī bāp K|kē pyārē ban baṛhtē rahē̃gē .

183Now, for the future, BapDada wants each zone to move forward in service, to create a stage that is free from obstacles and make intense effort; you are loved by the Father and you will be loved by the Father in the future, too, and will continue to move forward.

156Achchhā hai .

184It is good.

157Indore key|kī yahī viśhēṣhtā hai jō government vahā̃ key|kī government kē pās connection achchhā hai .

185The speciality of Indore is that you have a good connection with the Government.

158Abhī unhō̃ kō government kē nimitt banē huē connection vālē unhō̃ kō sēvā mē̃ sahyōgī banāō .

186Make those who are instruments working for the Government and in connection with you co-operative in service.

159Hai bhī connection achchhā unhō̃ sē sēvā karāō .

187You have a good connection. 188Make them do service.

160Aisē kārya K|kē arth|earth sāthī banāō jō unhō̃ K|kē sahyōg sē lōgō̃ kē ūpar prabhāv paṛē service mē̃ sāthī banāō .

189Make them companions for such tasks through which they will create an impact on people through their co-operation. 190Make them your companions in service.

161Ichchhuk haĩ lēkin thōṛā āgē baṛhāō .

191They have a desire, but now make them move forward.

162Gharū banāō unhō̃ kō .

192Make them belong to you and make them feel at home.

163Ā saktē haĩ . 164Bākī saṅkhyā tō bahut hai .

193They can come, but yes, there is a large number of people.

165Indore sē jō āj pahlī bār āyē hō vah hāth ūñchā karō .

194Those from Indore who have come for the first time, raise your hands!

166Indore vālē ūñchā hāth uṭhāō .

195Those from Indore, raise your hands high!

167Bākī achchhā hai har ēk zone apnē-apnē sēvā mē̃ saphaltā pā rahē haĩ aur pātē rahē̃gē .

196It is good. 197Each zone is achieving success in their own service and will continue to do so.

168Bāpdādā her|har bachchē kō dēkh khuśh hai .

198BapDada is pleased to see each child.

169Āgē baṛh rahē haĩ baṛhtē rahē̃gē .

199You are moving forward and will continue to do so.

170Jurist wing  : achchhā hai jurist wing apnā kārya kar bhī rahē haĩ aur āgē bhī karē̃gē .

200Jurist Wing: It is good. 201The Jurist Wing is doing its work and will continue to do it in the future.

171Achchhā hai .

202It is good.

172Pahlē bhī jurist wing kō bāpdādā nē iśhārā diyā thā tō aisē kōī jurist nikālō jō āpas mē̃ group banākē yah siddh karē ki gītā kā bhagvān paramātmā hō saktā hai .

203BapDada gave a signal to the Jurist Wing previously too, to find some jurists who can create a group to prove that it can only be the Supreme Soul who is the God of the Gita.

173Aisē kōī group banāō .

204Create such a group.

174Jaisē dharm vālō̃ kō kahā thā tō thōṛā-thōṛā kōśhiśh tō key|kī aisē jurist wing bhī aisā group banāyē jō siddh karē ki gītā kā bhagvān kaun hai  ?

205The religious group had been asked to do that and so they made a little effort. 206In the same way, the Jurist Wing should also prepare such a group to prove who the God of the Gita is.

175Hō saktā hai nā  !

207This is possible, is it not?

176Hō saktā hai  ?

208Is it possible?

177Kyōṅki ab yah dō bātē̃ duniyā mē̃ prasiddh hōnī chāhiē ēk gītā kā bhagvān aur dūsrā sarvavyāpī nahī̃ hai .

209Now, these two things should be revealed very well to the world: 1) The God of the Gita. 2102) God is not omnipresent.

178Yah dō bātē̃ dhīrē-dhīrē prasiddh hō jāē̃ .

211These two things should become gradually well known.

179Jaisē abhī duniyā mē̃ yah prasiddh hō gaī hai ki vāstav mē̃ brahmākumāriyā̃ man key|kī śhānti man key|kī uljhan meditation sē dūr kar rahī haĩ .

212It is now well known in the world that only the Brahma Kumaris can in fact bring about peace of mind and remove the confusion in the mind through meditation.

180Abhī dhīrē-dhīrē kōī bhī man mē̃ aśhānti vālā samajhtā hai ki brahmākumāriyō̃ kē pās iskā sādhan achchhā hai .

213Now, those who have become peaceless in the mind have gradually begun to understand that the Brahma Kumaris have a good method for this.

181Dhīrē-dhīrē prasiddh hōtā jā rahā hai aisē yah dō bātē̃ authority vālō̃ kē pās prasiddh hō jāē̃ .

214This is gradually becoming well known. 215In the same way, these two things should become well known by those who have authority.

182Ēk dō agar satisfy hō jāē aur aisā bēphikar hōkē kahē ki yah bāt samajhnē kī hai tō dhīrē-dhīrē yah bāt phailtī jāē .

216If one or two people become satisfied in this and very freely say that this is something that has to be understood, then this would gradually continue to spread.

183Bhāṣhaṇ tō abhī kahtē hī haĩ ki brahmākumāriyō̃ kā bhāṣhaṇ point two|to|too point hōtē haĩ .

217People say of the lectures given by the Brahma Kumaris that they are specific and to the point.

184Sunnē ātē haĩ samajhnē lagē haĩ .

218They come to listen to you and have begun to understand too.

185Lēkin mukhya bāt abhī iskā āvāj hōnā chāhiē .

219However, the main thing is that this sound should now spread.

186Yah dō viśhēṣh bātē̃ haĩ .

220These are the two special things.

187Issē yah siddha hō saktā hai ki inkō yah sikhānē vālā kaun  !

221It can be proved from these who is teaching you.

188Tō aisā purūṣhārth karō jō siddha hō jāē ki kōī authority hai jō inhō̃ kō sikhānē vālā hai .

222So, make such effort that it proves that there is some authority who is teaching you.

189Bākī achchhā hai jab sē yah varg banāyē haĩ tab sē har ēk nē apnī sēvā key|kī jimmēvārī achchhī uṭhāī hai .

223However, it is good otherwise. 224From the time that these wings were created, each of them has taken up their responsibility of service very well.

190Har ēk varg apnē-apnē sēvā mē̃ lagē huē haĩ isliē is sēvā kē nimitt banē huē bachchō̃ kō bāpdādā dil sē pyār dē rahā hai sadā āgē baṛhtē chalō .

225Each wing is engaged in serving their own wing. 226This is why BapDada is giving love from His heart to those who are instruments for this service: Constantly continue to move forward.

191Bāp kō pratyakṣha karnē kā nayā-nayā plan banātē rahō .

227Continue to make new plans to reveal the Father.

192Achchhā .

228Achcha.

193Double vidēśhī bhāī bahinē̃  : double vidēśhiyō̃ kō bāpdādā key|kī viśhēṣh yādpyār .

229To the double-foreign brothers and sisters: Special love and remembrance from BapDada to the double- foreigners.

194Bāpdādā nē dēkhā ki gupta hī gupta mē̃ sēvā key|kī vr̥iddhi achchhī kar rahē haĩ isliē bāpdādā samajhtē haĩ ki bāp sē dil kā pyār aur knowledge kā mahatva achchhā har ēk bachchē K|kē andar baṛh rahā hai isliē vidēśhī bachchē vr̥iddhi bhī achchhī kar rahē haĩ aur purūṣhārth mē̃ bhī pahlē sē dinpratidin āgē baṛh rahē haĩ .

230BapDada has seen that you are progressing in an incognito way in service very well. 231This is why BapDada feels that love for the Father and the importance of knowledge is increasing in the heart of each of the children. 232This is why the foreign children are progressing very well. 233In your efforts too, day by day, you are moving forward more than before.

195Isīliē bāpdādā dil kā pyār aur dil mē̃ himmat āgē baṛhā rahē haĩ .

234This is why BapDada is giving you love from His heart and putting courage into your hearts and making you move forward.

196Santuṣhṭ hai bāpdādā .

235BapDada is content.

197Sēvā vr̥iddhi mē̃ kar rahē haĩ āgē bhī kartē rahē̃gē .

236There is progress in service and you will continue to do that in the future too.

198Bāpdādā kō chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ key|kī sēvā mē̃ vr̥iddhi prāpt hō rahī hai .

237BapDada is seeing that there is good expansion in the service that the children are doing everywhere.

199Abhī āgē kyā karnā hai  ?

238What are you going to do now?

200Har ēk jaisē purūṣhārth mē̃ sēvā mē̃ āgē baṛh rahē haĩ vaisē abhī yād kī subject mē̃ aur āgē guhya anubhavō̃ kō baṛhātē chalō .

239Just as each one of you is moving forward in your effort and in service, in the same way, move forward in the subject of remembrance and continue to have deeper experiences.

201Karmayōgī kā pāṭh bhī achchhā bajā rahē haĩ usmē̃ bhī yād kī yātrā kō aur baṛhānā hai .

240You are playing the part of karma yogis very well and, in that too, you have to increase the pilgrimage of remembrance even more.

202Yād kī subject mē̃ aur thōṛā powerful anubhav kō baṛhānā yah ēk dō kō umaṅg baṛhākē ismē̃ number one lēnā hai .

241In the subject of remembrance, increase having powerful experiences a little more. 242Encourage one another in this and claim number one.

203Bākī result mē̃ vr̥iddhi mē̃ achchhā hai .

243The result of expansion is good.

204Attention diyā hai ki āspās vālō̃ kō attention khiñchvāyē̃ iskē liē bāpdādā sabhī vidēśh K|kē bachchō̃ kō mubārak dē rahē haĩ .

244Your attention has been drawn to the fact that you have to draw the attention of those near you. 245This is why BapDada is congratulating all the children from abroad for this.

205Double vidēśhī - children retreat  : achchhā sabhī bachchō̃ kō bahut-bahut yād aur pyār .

246Double-foreign children's retreat: Lots and lots of love and remembrance to all the children.

206 ( chhōṭē bachchō̃ nē gīt gāyā ) achchhā umaṅg utsāh mē̃ haĩ .

247(Little children sang a song.) 248You have good zeal and enthusiasm.

207Abhī vahā̃ jākē aur sēvā bhī karnā aur khuśhī aur yōg dōnō̃ kō baṛhānā .

249Now, when you go back, do more service and increase both your happiness and yoga.

208Achchhā hai .

250It is good.

209Youth retreat - achchhā hai youth kā parivartan government bhī dēkhnē chāhtī hai .

251Youth Retreat: It is good that the Government also wants to see transformation of the Youth.

210Tō youth vālē yah group banāō .

252So, those of the Youth, you have to create such a group.

211Chāhē India vālē bhī milāō lēkin yah viśhēṣhtā dikhāō ki saṅsār mē̃ tō duḥkh baṛh rahā hai lēkin hamārē mē̃ śhivbābā dvārā khuśhī baṛh rahī hai .

253You can also mix in those from India, but show this speciality: Although sorrow is increasing in the world, happiness is increasing in us through Shiv Baba.

212Pavitratā baṛh rahī hai .

254Purity is increasing.

213Kuchh bhī hō jāē jō saṅkalp liyā hai ki khud bhī sadāchārī ban duniyā mē̃ sadāchār phailāyēṅgē usī mē̃ khud bhī āgē baṛh rahē haĩ aur dūsrō̃ kō bhī yah apnī jīvan batākē āp samān śhrēṣhṭhāchārī banā rahē haĩ .

255No matter what happens, you are moving forward in the thought that you had to remain righteous and spread righteousness in the world. 256You are also talking to others about your life and making them righteous, the same as yourselves.

214Tō yah dēkh government bhī khuśh hōtī hai ki in kumār nē youth nē apnī jīvan achchhī banāī hai aur āgē baṛhātē bhī jāyēṅgē .

257Seeing this, the Government is pleased to know that you kumar Youth have created a good life for yourself and will continue to do so in the future too.

215Tō abhī dhīrē-dhīrē youth kā bhī prabhāv government tak bhī pahuñch rahā hai .

258So, now, the impact of the Youth is gradually reaching the Government.

216Tō jō duniyā nahī̃ kar sakī vah āp karkē dikhā rahē hō .

259You are demonstrating doing what the world has not been able to do.

217Dikhātē rahnā āvāj phailānā .

260Continue to demonstrate this and spread the sound.

218Achchhā hai .

261It is good.

219Bāpdādā kō bhī youth group bhaviṣhya kitnā ūñchā banā saktī vah dēkh khuśhī hōtī hai .

262BapDada is pleased to see how elevated the Youth Group can make their future.

220Baṛh rahē hō baṛhtē chalō aur baṛhātē chalō .

263You are moving forward. 264Continue to move forward and inspire others to do so too.

221Indore hostel key|kī kumāriyā̃  : Indore key|kī kumāriyō̃ nē bhī progress achchhī kī hai .

265Kumaris of the Indore Hostel: The Kumaris from Indore have progressed well.

222Sēvākēndra mē̃ bhī madadgār bantī haĩ .

266You are also helpers in the centre.

223Bāpdādā kumāriyō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ ki yah kumāriyā̃ khud apnē kō tō bachāyā lēkin aurō̃ kō bhī dinpratidin sāth dē umaṅg hullās mē̃ lātī rahtī haĩ isliē kumāriyā̃ viśhva kē āgē example haĩ .

267BapDada is pleased to see how you kumaris have saved yourselves and how you also give your companionship to others and give them zeal and enthusiasm day by day. 268This is why the kumaris are an example in front of the world.

224Āp samān banātī chalō .

269Continue to make others the same as yourselves.

225Apnē kō sēvā kē nimitt banātī chalō .

270Continue to make yourselves instruments for service.

226Āpkī achchhī pragati dēkh aurō̃ mē̃ bhī umaṅg ātā hai .

271Seeing your good progress, others also have enthusiasm.

227Tō bābā kō achchhā lagtā hai achchhī haĩ achchhī banātē āgē baṛhtī chalō .

272Baba also likes this. 273You are good. 274Continue to make others good and continue to move forward.

228Dādiyō̃ sē  : ( purānē sāl kē sāth sab kamī kamzōriyā̃ bhī parivartan karē̃gē ) abhī dēkhē̃gē ki aṅśh mātra bhī nahī̃ rahē̃ .

275To the Dadis: (Together with the old year, everyone will also transform their weaknesses and shortcomings.) 276Now, we shall see that not even the slightest trace remains.

229Vah har ēk mahsūs karē ki yah tō badal gayē haĩ pūrē .

277Everyone should feel that this one has completely changed.

230Yah dēkhnē chāhtē haĩ sabhī .

278Everyone wants to see this.

231Pardādī sē  : yah muskarātī rahtī hai .

279To Par Dadi: This one is always smiling.

232Bhalē bed par hai lēkin muskarātī achchhā hai .

280Even though you may be in bed, you are smiling very well.

233Aisē hī sabhī sadā muskarātē rahō .

281Everyone should continue to smile in the same way.

234Ṭhīk hai tabiyat .

282Your health is fine.

235Chalānā ā gayā hai .

283You know how to look after yourself.

236Iskō bhī chalānā ā gayā hai .

284This one also knows how to conduct herself.

237Achchhī himmat hai .

285You have good courage.

238Rūhānī himmat hai .

286You have spiritual courage.

239 ( manmōhinī one mē̃ studio banānā hai uskā nakśhā ramēśh bhāī nē bāpdādā kō dikhāyā ) achchhā banāyā hai śhurū karō lēkin sambhālnā paṛēgā .

287(A studio is to be opened in Manmohini complex. 288Rameshbhai showed BapDada plans for that.) 289It has been done well. 290You can start it but you will have to look after it well.

240Sabhī sāth haĩ hō jāyēgā .

291All are with you. 292It will happen.

241Achchhā - āj nayā varṣh śhurū hō rahā hai tō sabhī madhuban K|kē jō bhī sthān haĩ chāhē gyān sarōvar chāhē pāṇḍav bhavan chāhē yahā̃ K|kē śhāntivan K|kē jō bhī nivāsī haĩ unhō̃ kō bhī bāpdādā khās yādpyār dē rahē haĩ kyōṅki jō pās|pass rahtē haĩ vah sadā sēvā dvārā apnē kō āgē baṛhā rahē haĩ aur baṛhātē rahnā kyōṅki vāyumaṇḍal yahā̃ kā ānand lēnē kē liē vāyumaṇḍal kā sukh lēnē kē liē bāhar sē ākē anubhav kartē haĩ tō yahā̃ rahnē vālē aisē vāyumaṇḍal mē̃ rahnē vālē kitnē bhāgyavān haĩ .

293Achcha, today the New Year is beginning and so all the places - Madhuban, Gyan Sarovar, Pandav Bhavan, all the residents of Shantivan - BapDada is giving everyone special love and remembrance because those who live near here are making themselves constantly move forward through service. 294You have to continue to do that because people who come from outside to experience the bliss and happiness in the atmosphere here feel that those who are staying in this atmosphere are very fortunate!

242Bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki har ēk bachchā sadā bāp samān sabkō khuśhī dē aur khuśhī lē .

295BapDada wants each child to give everyone happiness and receive happiness, like the Father.

243Yahā̃ K|kē vāyumaṇḍal kā lābh jō dhāraṇ karnē chāhē vah kar saktē haĩ .

296Anyone who wants to can take a lot of benefit from the atmosphere here.

244Tō bāpdādā āj rahnē vālē bhāgyavān bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ aur khuśh hō rahē haĩ ki milē huē bhāgya kō apnē kārya mē̃ lagākar āgē baṛhtē rahē̃gē .

297So, today, BapDada is seeing the fortunate children who are staying here and is pleased with how they are using the fortune that they have received and how they will continue to move forward.

245Bāpdādā kō sabhī bachchō̃ kō chāhē sēvādhārī chāhē samārpit dōnō̃ kō dēkhkar khuśhī hōtī hai ki vāh bachchē vāh  !

298BapDada is pleased to see all the children - those who are servers and those who are surrendered - and so wah children! 299Wah!

246Apnē prāpt huē bhāgya kō sadā sāmnē rakhtē huē atīndriya sukh mē̃ jhūltē rahō aur jhulātē rahō .

300Always keeping the fortune you have received in front of you, continue to swing in supersensuous joy and also inspire others to swing.

247Bāpdādā kō har ēk K|kē bhāgya par nāz hai .

301BapDada is proud of each one's fortune.

248Common bāt nahī̃ hai ḍrāmānusār yah bhāgya prāpt hōnā bhī āpkē jīvan kā ēk bahut bahut baṛē mē̃ baṛī prāpti hai .

302It is not a common thing. 303According to the drama, to receive this fortune in your life is a huge attainment in itself.

249Bāpdādā her|har bachchē kō uṛtī kalā vālā dēkhnē chāhtē haĩ .

304BapDada wants to see each child in his flying stage.

250Uṛ rahē haĩ lēkin aur uṛtī kalā mē̃ āgē baṛhō aur aurō̃ kō sāthiyō̃ kō bhī āgē baṛhāō .

305You are flying, but move ahead even more in the flying stage and also make others, your companions, move forward.

251Sabkō nām sahit viśhēṣh nayē varṣh key|kī bāpdādā mubārak dē rahē haĩ .

306BapDada is giving congratulations for the New Year personally by name to each one.

252Haidarābād K|kē V|we . I|āī|eye . Ps sē  : bāpdādā nē dēkhā ki yah group jō āyā hai bhāgyavān group hai .

307VIPs from Hyderabad: BapDada has seen that this group that has come is a fortunate group.

253Ātē hī uṛtī kalā kā anubhav kar rahē haĩ .

308You experienced the flying stage as soon as you came.

254Dhīrē dhīrē chalnē vālē nahī̃ uṛān uṛnē vālē .

309You are not those who are moving along slowly; you are those who are flying high.

255Bhāgya lēkē hī āyē haĩ .

310You have come with your fortune.

256Bahut achchhā .

311Very good.

257Apnē ghar mē̃ pahuñch gayē haĩ .

312You have reached your home.

258Apnē parivār mē̃ pahuñch gayē haĩ .

313You have reached your family.

259Kalp pahlē vālā bhāgya inhō̃ kō thā apnā kalp pahlē vālā bhāgya āpnē lē liyā .

314You have the fortune of the previous cycle. 315You have now claimed your fortune of the previous cycle.

260Achchhē haĩ .

316It is good.

261Abhī haidarābād kō aisā banāō jō bāpdādā dr̥iṣhṭānt dēvē ki V|we . I|āī|eye . pī|P service agar dēkhnā hō tō haidarābād mē̃ dēkhō .

317Now, make Hyderabad such that BapDada can give the example that if you want to see VIP service, then see it in Hyderabad.

262Achchhā hai .

318Achcha.

263Nayē varṣh 2011 K|kē śhubh āgaman par bāpdādā nē sabhī bachchō̃ kō badhāīyā̃ dī|the 264Sabhī kō nayē varṣh key|kī mubārak hō .

319Greetings to all the children from BapDada for the New Year Congratulations to everyone for the New Year.

265Sārā sāl nirvighna aur khuśhamijāj rahnā .

320Throughout the year, remain free from obstacles and happy.

266Apnī chalan aur chēhrē sē sabkō khuśhī aur muskarāhaṭ sikhānā .

321Through your activity and your face, teach everyone how to remain happy and how to smile.

267Sadā uṛnā aur uṛānā .

322Constantly fly and make others fly.

268Chalnā nahī̃ uṛnā .

323Do not walk, but fly.

269Uṛtī kalā sarv kō priya hai .

324Everyone loves the flying stage.

270Tō uṛtē uṛtē sandēśh dēnā .

325Therefore, give the message while flying.

271Sab āpkō dēkhkarkē khuśhī K|kē jhūlē mē̃ jhūlnē lagē .

326Seeing you, everyone should begin to swing in the swing of happiness.

272Happy happy happy new year .

327Happy, happy, happy New Year.

328* O M S H A N T I *