सोमवार 5 दिसंबर 2016 की अव्यक्त मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

> 05-12-16 ōm śhānti “ avyaktabāpadādā ” madhuban

“ sabhī dil K|kē taṣhwīr mē̃ pahlē avyakt milan key|kī yād samāī huī hai ,

Sabhī K|kē mukh mē̃ , dil mē̃ hai mērā bābā , mīṭhā bābā , pyārā bābā ”

Ōm śhānti .

Āj K|kē din brahmā bābā key|kī yād jyādā ātī hai . Yahī din hai jō avyakt rūp mē̃ bāpdādā K|kē milan kā sūkṣhmavatan mē̃ part chalā thā aur sabhī key|kī sūrat mē̃ bāpdādā key|kī mūrt spaṣhṭ pratyakṣha huī thī . Sabhī K|kē mukh sē ēk hī śhabda nikalā hamārā bābā , hamārā bābā hamsē mil rahē haĩ . Vahī din thā jō āp sabhī bachchē avyakt rūp mē̃ mil rahē thē , jaisē abhī āp sab bābā sē mil rahē haĩ , tō yahī din thā pahlā din , jō avyakt rūp mē̃ bāp bachchō̃ sē milā thā . Har ēk K|kē man mē̃ vah din jiskō kahtē haĩ avyakt milan , avyakt rūp kā milan bhī huā aur avyakt rūp mē̃ bābā K|kē nayanō̃ mē̃ avyakt milan kā pahlā divas thā . Sabhī K|kē dil mē̃ avyakt milan kā yah nazārā dēkhā aur sabnē avyakt milan kā divas manāyā . Her|har din key|kī līlā apnī apnī hai . Tō yah avyakt din dil kō bahut pyārā lagā hai . Vyakt dēśh mē̃ hōtē bhī avyakt milan , avyakt divas , avyakt nazārē chārō̃ ōr sabhī K|kē nayanō̃ mē̃ thē . Aisā avyakt milan sabhā mē̃ , avyakt rūp mē̃ bāp aur bachchō̃ kā milan divas manāyā jā rahā thā . Sabhī K|kē mukh sē bābā ō bābā , mīṭhā bābā , sākār mē̃ bhī avyakt rūp kō dēkhā aur yah avyakt divas majority usī snēh mē̃ usī rūp mē̃ manā rahē thē . Sabhī K|kē dil mē̃ yah avyakt milan , sākār rūp kā milan , yah madhur milan dil kō ākarṣhit kar rahā thā . Jō sākār mē̃ miltē thē , unhē̃ abhī vahī milan avyakt milan baṛā madhur anubhav yād dilā rahā thā , mērā bābā , mīṭhā bābā . yād hai nā vah milan  ! Kaun āyē thē , pahlē din  ? Itnī sabhā sē kaun āyē thē milan manānē , hāth uṭhāō .

Dēkhō , vah milan kā din baṛē dil sē manāyā thā . Tō jab manā rahē thē us samay sab wait kar rahē thē tō abhī abhī sākār mē̃ bāpdādā milan manā rahē thē aur abhī abhī avyakt brahmā K|kē rūp mē̃ milan manā rahē haĩ . Sab vah din yād kar rahē thē , vah avyakt bābā kā pahlā din thā , sabhī K|kē nayan milan ḍē|day pahlā din manā rahē thē . Jaisē āj avyakt milan manā rahē haĩ , aisē hī avyakt divas manā rahē thē . Har ēk man mē̃ avyakt milan key|kī khuśhiyā̃ manā rahē thē . Sabhī key|kī dil taṣhwīr K|kē andar automatic vah din yād ā rahā hai . Bachchō̃ kō bābā , bābā kō bachchē kis rūp mē̃ milē hōṅgē  ? Usī din key|kī yād ā rahī hai , jō āgē āgē bachchē baiṭhē thē , vah usī dinō̃ kō yād kar rahē thē ki bāp aur bachchō̃ kā pratyakṣha milan yād hōgā ki kaisē vatan mē̃ yah pahlā din kā milan thā . Vaisē tō kuchh samay kā milan thā aur sabhī key|kī śhaklē̃ aisē thī jaisē yah din hamkō sadā hī yād dilāyēgā , tō sabhī nē yah din milan kā din manāyā . Bas sabkē dil mē̃ mērā bābā , mērā bābā , mērā bābā , nayan chamak rahē haĩ . Āp sab jō yahā̃ baiṭhē hō dō dō nayan āp har ēk K|kē haĩ , kōī kōī hōṅgē jō bichārē dēkh nahī̃ saktē hōṅgē lēkin bāp bhī bachchō̃ kō dēkh rahē thē aur bachchē bhī bābā kō dēkh rahē thē , dōnō̃ K|kē mukh sē mērā bābā , mērā bābā , mērā bābā nikal rahā thā . Āp sōchō , us samay kā milan kyā nahī̃ hōgā . Vah din bhūlnā bhī muśhkil hai . Vah din bhī yād kartē haĩ tō yād ātā hai , vah din yād rahtā hai khās , kyōṅki pahlā din thā jō nirākār sē sākār , sākār sē sūkṣhma brahmā K|kē rūp mē̃ bābā sabhī bachchō̃ sē mil rahē thē . Vah scene tō sabhī kō yād hai nā . Āṅkhō̃ kā pānī , āṅkhē̃ vah din yād dilā rahī thī . Sabkī dil kahtī thī ki yah din jō haĩ yah bahut yād K|kē khās din haĩ . Aur jis samay vah avyakt milan bachchē bāp sē manā rahē thē , tō sōchō sārī sabhā kā kyā hall|hāl hōgā  ! Sabhī us din key|kī yād mē̃ hī chalē gayē . Aisē sab yād mē̃ khōyē huē thē vah din bhī sabhī kō yād hōṅgē , jō madhuban āyē hōṅgē unhō̃ kō tō bahut yād hōgā , vah yād bahut hī gahrī thī . Sabhī K|kē nayan gaṅgā jamunā nadī ban rahē thē . Tō yah din viśhēṣh hai , sabhī nē sōchā patā nahī̃ kaisē ham rahēgē  ! Bābā tō jāntā thā , bābā bōlē , yah pyārā din hai , rōnē kā din nahī̃ hai . Pyār kā svarūp kyā hōtā hai , vah dikhānē K|kē dr̥iśhya dikhā rahā thā . Tō sabhī nē apnē dil kā pyār prakaṭ kiyā . Achchhā .

Sēvā kā turn dillī aur āgrā kā hai ḥ

15 hajār vahā̃ sē āyē haĩ , total 22 hajār haĩ  : achchhā hai , jō abhī āyē haĩ milnē kē liē , vah sab khaṛē rahē̃ , bākī baiṭhē . Achchhā hai , bāpdādā nē yah khās hāth isīliē uṭhvāyā , ki jitnē bhī āyē haĩ inhōnnē milan tō manāyā . Manāyā nā sabhī nē milan  ! Aur milan nē āpkō homework bhī diyā . Kyā hamkō karnā hai āgē , vah bhī sunāyā . Tō dēkhō , bābā kō kitnā bachchō̃ kā śhubh din yād rahtā hai . Bhūltā tō kiskō bhī nahī̃ hai , bhinn-bhinn rūp sē manātē rahtē haĩ lēkin ham aur bābā her|har din key|kī viśhēṣhtā bhūl nahī̃ saktē . Her|har din key|kī viśhēṣhtā yād dilātī hai aur bhinnbhinn samay par jō līlā chalī hai , vah divya līlā kabhī kōī līlā , kabhī kōī līlā sabhī nē dēkhī hōgī .

Double vidēśhī , 30 dēśhō̃ sē 300 bhāī bahinē̃ āyē haĩ  :

Sabhī najdīk ā gayē . Bābā kō kitnē bachchē yād rahtē haĩ . Her|har bachchā samay-samay par ātē haĩ parantu jō yād ātē haĩ aur pahuñch jātē haĩ unhō̃ kā khēl bhī ajīb hai . Ātē haĩ aur mil karkē apnē dil key|kī bātē̃ dilārām kē āgē rakhtē haĩ aur phir chalē jātē haĩ lēkin vah bātē̃ jigrī dil key|kī bātē haĩ nā  ! Tō sārī sabhā kā vāyumaṇḍal , hall|hāl kā vāyumaṇḍal yād kī dīvārō̃ sē sajē huē nazar ātē haĩ . Sārī dīvārō̃ par ‘ mērā bābā , mīṭhā bābā , pyārā bābā ’ yahī likhā huā hai , bahut achchhī ḍizāin sē likhā huā nazar ā rahā hai . Āpkō nazar āyā  ? Āyā nā  ! Jiskō vah nazar ā rahā hai vah hāth uṭhāō . Tō āp bhī apnē pyār key|kī niśhāniyā̃ , jō dēkhā vah yādgār ban gayā . Yādgār din sadaiv yād nahī̃ karnā paṛtā hai lēkin vah din hī yādgār ban gayē haĩ .

Dādiyō̃ sē  : sabhā dēkhī . ( bābā dēkhā ) bābā dēkhā tō sab kuchh dēkh liyā . Sabhī K|kē dil mē̃ pyār K|kē jhūlē mē̃ jhulā diyā . Sabhī key|kī śaklē dēkhō abhī sabhī jhūl rahē haĩ nā . Sabhī kahā̃ baiṭhē haĩ . Sabhī jhūlē mē̃ baiṭhē haĩ , jhūlē mē̃ . Sabhī bābā bābā dil hī dil mē̃ kah rahē haĩ , nahī̃ tō ghamsān hō jāē . Abhī sabhī key|kī dil mē̃ kyā chal rahā hai . Bābā , bābā , bābā . Achchhā hai nā . Bābā bhī bachchō̃ kā pyār dēkhkar khuśh hōtā hai ki kitnā pyār inhō̃ K|kē dil mē̃ hai aur kitnē dil sē varṇan kartē haĩ . Dēkhō bāpdādā key|kī dil kyā kahtī hai  ! Batāyē̃ , tum nahī̃ sunāō tō bāp batātē haĩ . Har ēk key|kī śhakla bōltī hai . Vaisē tō dūr dūr haĩ , nahī̃ samajh sakē̃ lēkin har ēk dil mē̃ bōltē haĩ , dil key|kī bātē̃ vah bāpdādā kē pās pahlē pahuñchtī haĩ . Sabhī key|kī śhaklē̃ jō hainnā , vah phōṭōgrāphar apnē chhōṭē usmē̃ ( kaimarē mē̃ ) band kar lētā hai . Aur dēkhō , kōī kōī kā face murjhāyā huā hōtā , patā nahī̃ kyā kyā sōchtē haĩ , lēkin bābā kō vah bachchē dēkhnē mē̃ ātē haĩ jō sadā hī harṣhit rahtē haĩ . Bas dil mē̃ sadā hī kōī na kōī taṣhwīr milnē key|kī rahtī hī hai . Jaisē āp lōg rakhtē haĩ nā ki khās yah milan ḍē|day hai . ( ratanmōhinī dādī sē sē ) tabiyat ṭhīk hō rahī hai nā . Jab yah sōchē̃gē nā , bābā hamkō mil rahā hai tō āpkō phīlig āyēgī ki bāp mil rahā hai . Bāp sūkṣhma mē̃ tō dūr hai lēkin sūkṣhma mē̃ bāpdādā key|kī sūrat dil mē̃ samāī huī hai . Dil mē̃ tō har ēk samā saktā hainā . Kuchh bhī hō , āndhī hō , tūphān hō , kyā bhī hō lēkin dil key|kī mulākāt , dil kā hālchāl , dil kā bhōjan sab bahut pyār sē svīkār hōtā hai . Sab khuśh hōtē haĩ . Achchhā .