शुक्रवार 18 जनवरी 2019 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
018-01-19 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' madhuban
0 18/01/19 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 18/01/19
1" mīṭhē bachchē perfect bannā hai tō īmāndārī aur sachchāī sē dēkhō ki mērē mē̃ kyā-kyā khāmī hai , bāp sē rāy lētē un khāmiyō̃ kō nikāltē jāō ' ' 2Ōm śhānti .
1 morning class on the Day of Remembrance of our Beloved Pita Shriji Prajapita Brahma. 2Essence: Sweet children, in order to become perfect, check with trustworthiness and honesty what defects you have in you.
3Abhī tum ātmāō̃ kā pyār vā muhabbat ēk bāp sē hai .
3Take advice from the Father and continue to remove those defects. 4Om shanti.
4Jis ātmā kē liē kahtē haĩ ki inkō āg jalā nahī̃ saktī , pānī ḍubō nahī̃ saktā .
5You souls have love for the one Father, and it is for souls that it is said: Fire cannot burn them, water cannot drown them.
5Aisī ātmā kā ab yōg lagā hai bāp sē .
6Such souls now have yoga with the Father.
6Uskō śhamā bhī kahtē haĩ jis par parvānē jākar jal martē haĩ .
7He is also called the Flame on whom the moths sacrifice themselves.
7Kōī tō phērī pahan nāch kartē haĩ , kōī tō jalkar bali chaṛh jātē haĩ .
8Some simply dance around Him, whereas some burn and sacrifice themselves.
8Bali tō śhamā par sārī sr̥iṣhṭi kō chaṛhnā hai .
9In fact, the whole world has to surrender to the Flame.
9Us bāp śhamā kē sāth tum bachchē bhī madadgār hō .
10You children are together with the Father, the Flame, and are also His helpers.
10Jahā̃-jahā̃ centres haĩ sabhī ākar tum bachchō̃ dvārā śhamā par kurbān jātē haĩ .
11Everyone goes to wherever there is a Centre and surrenders to the Flame through you children.
11Bāp kahtē haĩ jō mujh par kurbān hōtē haĩ , maĩ phir un par 21 bār kurbān hōtā hū̃ .
12The Father says: Those who surrender themselves to Me, I surrender to them 21 times.
12Ab yah tō bachchē jān gayē haĩ ki jhāḍ dhīrē-dhīrē baṛhtā hai .
13Children now know that the tree grows slowly.
13Dīpmālā par dēkhā hai chhōṭē-chhōṭē parvānē kaisē phidā hōtē haĩ .
14It is seen at Deepmala how the little moths surrender themselves.
14Jitnā-jitnā tum bachchē yōg lagāyēṅgē , śhakti dhāraṇ karē̃gē utnā tum bhī śhamā K|kē samān ban jāyēṅgē .
15The more yoga you children have, the more you adopt the powers, the more you will accordingly become like the Flame.
15Abhī tō sabhī key|kī jyōti bujhī huī hai . 16Kōī mē̃ bhī tākat nahī̃ rahī hai .
16Now that the light of everyone is extinguished, there is no strength left in anyone.
17Ātmāyē̃ sabhī jhūṭhī hō gaī haĩ .
17All souls have become false.
18Ājkal nakalī sōnā bhī aisā dikhāī paṛtā hai jaisē real hai lēkin uskī value kuchh bhī nahī̃ .
18Nowadays, even artificial gold appears to be real, but it has no value.
19Aisē ātmāyē̃ bhī jhūṭhī ban gaī haĩ .
19In the same way, souls have become false.
20Sachchē sōnē mē̃ hī khād ḍāltē haĩ .
20Alloy only is mixed into real gold.
21Tō ātmā mē̃ khād paṛ gaī hai is kāraṇ bhārat aur sārī duniyā bahut duḥkhī hai .
21Alloy has become mixed in souls and this is why Bharat and the whole world is very unhappy.
22Ab tumkō yōg agni sē khād kō bhasma kar pavitra bannā hai .
22You now have to burn the alloy in the fire of yoga and become pure.
23Harēk bachchē kō apnē sē pūchhnā hai bāp sē hamē̃ sab kuchh milā hai ?
23Each of you children has to ask yourself: Have I received everything from the Father?
24Kisī chīz key|kī mērē mē̃ kamī tō nahī̃ hai ?
24Is there anything lacking in me?
25Apnē andar dēkhnā hōtā hai . 26Jaisē nārad sē pūchhā nā ki lakṣhmī kō varnē K|kē lāyak apnē kō samajhtē hō ?
25You have to look within yourself, just as Narad was asked whether he considered himself worthy of marrying Lakshmi.
27Bāp bhī pūchhtē haĩ lakṣhmī kō varnē lāyak banē hō ?
26The Father also asks: Have you become worthy of marrying Lakshmi?
28Kyā kyā khāmī hai , jiskō nikālnē liē bahut puruṣhārth karnā hai .
27What defects are there for which you still have to make a lot of effort?
29Kaī tō jarā bhī puruṣhārth nahī̃ kartē . 30Kōī-kōī achchhī tarah puruṣhārth kartē haĩ .
28Some do not make any effort at all, whereas others make effort very well.
31Nayē-nayē bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai batāō tumhārē mē̃ kōī khāmī tō nahī̃ hai !
29It is explained to new children: Tell me if you have any defects in you.
32Kyōṅki tumhē̃ ab perfect bannā hai , bāp ātē hī haĩ perfect banānē .
30Because you now have to become perfect, the Father comes here to make you perfect.
33Tō apnē andar jāñch karō ki ham in lakṣhmī-nārāyaṇ jaisē perfect banē haĩ ?
31So, check yourselves: Have I become perfect like this Lakshmi and Narayan? 32This is your aim and objective.
34Tumhārī aim object hī yah hai . 35Agar kōī khāmiyā̃ haĩ tō bāp kō batānā chāhiē .
33If there are any defects, you have to tell the Father about them: I cannot get rid of these defects.
36Yah-yah khāmiyā̃ hamārē sē nikaltī nahī̃ haĩ , bābā hamē̃ iskā kōī upāya batāō .
34Baba, show me the way to do this. 35Illnesses can only be removed by surgeons.
37Bīmārī surgeon dvārā hī nikal saktī hai . 38Tō īmāndārī sē sachchāī sē dēkhō mērē mē̃ kyā khāmī hai ! 39Jissē samajhtē haĩ yah pad ham nahī̃ pā sakē̃gē .
36So, look inside yourself with trustworthiness and honesty and see what defects you have in you, due to which you can understand that you would not be able to attain this status.
40Bāp tō kahē̃gē hā̃ tum in jaisā hūbahū ban saktē hō .
37The Father would say: Yes, you can become exactly like them.
41Khāmiyā̃ batāyēṅgē tab tō bāp rāy dēgē . 42Khāmiyā̃ bahutō̃ mē̃ haĩ .
38It is only when you speak about your defects that the Father will give you some advice.
43Kōī mē̃ krōdh hai yā lōbh hai yā phāltū chintan hai , tō uskō gyān key|kī dharaṇā hō nahī̃ saktī .
39Many have defects in them. 40Some have anger, some have greed or wasteful thinking and so they are unable to imbibe knowledge.
44Vō phir kiskō dhāraṇ karā bhī nahī̃ saktē .
41They then cannot inspire anyone to imbibe either.
45Bāp rōz-rōz samjhātē haĩ , vāstav mē̃ itnā samjhānē key|kī darkār nahī̃ hai , yah tō dhāraṇ karnē key|kī bāt hai , mantra hai bahut achchhā , jiskā arth|earth bāp samjhātē rahtē haĩ .
42The Father explains every day but, in fact, there is no need to explain so much. 43This is something to be imbibed. 44The mantra is very good and the Father continues to explain the meaning of it.
46Itnē dinō̃ sē samjhātē rahtē haĩ bāt ēk hī hai , bēhad K|kē bāp sē hamkō aisā bannā hai .
45He has been explaining for so many days, that it is only one thing: We have to become like this with the unlimited Father.
475 vikārō̃ kō jītnē key|kī bāt abhī key|kī hī hai .
46The matter of conquering the five vices applies to this time.
48Jō bhūt duḥkh dētē haĩ unhē̃ nikālnē key|kī yukti bāp batāyēṅgē , parantu pahlē varṇan kiyā jātā hai ki yah bhūt hamē̃ aisē-aisē taṅg kartē haĩ .
47The Father would show you methods to remove the evil spirits that are causing you sorrow, but you first have to tell how these evil spirits have been harassing you.
49Tum jāntē hō tumhārē mē̃ kōī vah bhūt nahī̃ hai , yah vikār hī janma-janmāntar K|kē bhūt haĩ jinhōnnē duḥkhī kiyā hai .
48You know that you do not have those evil spirits, but it is these vices that have caused you sorrow for birth after birth.
50Tō bāp kē pās ant khōlnā chāhiē - mērē mē̃ yah-yah bhūt haĩ , unkō kaisē nikālē̃ !
49So, you have to tell the Father everything: I have this and this evil spirit in me, so how can I remove them?
51Kām rūpī bhūt kē liē tō rōz samjhāyā jātā hai .
50It is explained about the evil spirit of anger to you every day.
52Ôkhē bahut dhōkhā dētī haĩ isliē ātmā kō dēkhnē key|kī practice achchhī rīti ḍālnī chāhiē .
51Your eyes deceive you a lot and this is why you have to instil a very good practice of seeing souls.
53Maĩ ātmā hū̃ , yah bhī ātmā hai .
52I am a soul and that one is also a soul.
54Bhal śharīr hai parantu bīmārī sē chhūṭnē kē liē samjhātē haĩ .
53Though there is the body, all of this is explained for you to become free from illness.
55Tum ātmāyē̃ tō bhāī hō nā .
54You souls are brothers, are you not?
56Tō is śharīr kō nahī̃ dēkhnā hai .
55So, you must not look at this body.
57Ham ātmāyē̃ sab vāpas ghar jānē vālī haĩ .
56All of us souls are going to go back with Him.
58Bāp āyē haĩ lē jānē kē liē , bākī yah dēkhnā hai ham sarvguṇ sampann banē haĩ !
57The Father has come to take us back. 58You have to check: Have I become full of all virtues?
59Kaun sā guṇ cum|kam hai ?
59Which virtue is missing?
60Ātmā kō dēkh batāyā jātā hai is ātmā mē̃ yah khāmī hai .
60On seeing a soul, it can be seen that that soul is missing this.
61Tō phir baiṭhkar current dē̃ ki insē yah bīmārī nikal jāyē .
61So, you then have to sit and give a current so that the illness is removed from that one.
62Chhipānā nahī̃ chāhiē , avguṇ batātē rahē̃gē tō bāp samjhānī dēgē .
62You mustn’t hide anything. 63When you continue to speak about your defects, the Father will continue to explain to you.
63Bāp sē bātē̃ karnī chāhiē , bābā āp aisē hō !
64You have to talk to the Father. 65Baba, You are like this!
64Bābā āp kitnē mīṭhē hō .
66Baba, You are so sweet!
65Tō bāp kī yād sē , bābā key|kī mahimā karnē sē yah bhūt bhāgtē jāyēṅgē aur tumkō khuśhī bhī rahēgī .
67So, by having remembrance of the Father and by your praising Him, these evil spirits will continue to run away and you will also become happy.
66Kisam-kisam K|kē bhūt haĩ .
68There are different types of evil spirits.
67Bāp sanmukh baiṭhē haĩ tō sab kuchh batāō . 68Bābā maĩ samajhtā hū̃ is hālat mē̃ hamkō ghāṭā paṛ jāyēgā . 69Maĩ feel kartā hū̃ .
69The Father is personally sitting in front of you and so you have to tell Him everything. 70Baba, I think that as I am in this condition, there will be a loss for me.
70Bāp kō taras paṛtā hai .
71I feel this. 72The Father has mercy.
71Māyā K|kē bhūtō̃ kō bhagānē vālā ēk bhagvān bāp hī hai .
73There is only the one God, the Father, who can chase away the evil spirits of Maya.
72Us bhūt kō nikālnē kē liē kitnō̃ K|kē dar par jātē haĩ .
74You go to the doors of so many in order to have those evil spirits removed.
73Yah tō ēk hī hai .
75This One is the only one.
74Bhal bachchō̃ kō bhī sikhāyā jātā hai ki 5 vikārō̃ rūpī bhūt nikālnē key|kī yukti sabhī kō batāō .
76You children are taught to show everyone the method with which you can remove the evil spirits of the five vices.
75Tum bachchē jāntē hō ki yah jhāṛ bahut dhīrē-dhīrē vr̥iddhi kō pātā hai .
77You children know that this tree grows very slowly.
76Māyā tō chārō̃ taraph sē aisā ghērāv ḍāltī hai jō ēkdam gum hō jātē haĩ .
78Maya surrounds you from all directions in such a way that you become completely lost.
77Bāp kā hāth chhōṛ dētē haĩ .
79You let go of the Father’s hand.
78Tum harēk kā connection bāp kē sāth hai .
80All of you have a connection with the Father.
79Bachchē tō sab number-vār nimitt haĩ .
81All the children are instruments, numberwise.
80Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō bābā bār-bār samjhātē haĩ bachchē apnē kō ātmā samjhō , yah śharīr mērā nahī̃ , yah bhī khatm hōnā hai .
82Baba explains to you sweetest children again and again: Children, consider yourselves to be souls. 83Even those bodies are not yours, they are going to be destroyed.
81Hamkō bāp kē pās jānā hai .
84We have to go to the Father.
82Aisē gyān key|kī mastī mē̃ rahnē sē tumhārē mē̃ kaśhiśh bahut āyēgī .
85By your having such intoxication of knowledge, there will be a lot of magnetism in you.
83Yah tō jāntē hō yah purānā chōlā chhōṛnā hai , yahā̃ rahnā nahī̃ hai .
86You know that you have to shed those old costumes and that you are not going to remain here.
84Is śharīr sē mamatva nikal jāē .
87Let attachment to those bodies be removed.
85Is śharīr mē̃ sirph service kē liē hī haĩ , inmē̃ mamatva nahī̃ hai .
88You are in those bodies just for the sake of service. 89You have no attachment to them.
86Bas ghar jāyē̃ .
90You simply have to return home.
87Yah saṅgam kā samay bhī puruṣhārth kē liē bahut āvaśhyak hai .
91It is absolutely essential to make effort at this time of the confluence age.
88Abhī hī samajhtē haĩ hamnē 84 kā chakra lagāyā hai , bāp kahat s yād kī yātrā par rahō , jitnā yād kī yātrā par rahē̃gē tō tumhārī prakr̥iti dāsī banēgī .
92It is only now that you understand that you have been around the cycle of 84 births. 93The Father says: Stay on the pilgrimage of remembrance. 94The more you stay on the pilgrimage of remembrance, the more nature will accordingly become your servant.
89Sanyāsī lōg kabhī kisī sē kuchh māṅgtē nahī̃ haĩ .
95Sannyasis never ask anyone for anything. 96They are yogis, are they not?
90Vah yōgī tō hai nā ! 91Niśhchay hai hamkō brahm mē̃ līn hōnā hai .
97They have the faith that they have to merge into the brahm element.
92Unhō̃ kā dharm hī aisā hai , bahut pakkē rahtē haĩ , bas ham jātē haĩ , yah śharīr chhōṛ jāyēṅgē .
98Such is their religion. 99They are very firm in their belief: This is it, I am now going. 100I will shed this body and leave.
93Parantu unhō̃ kā rāstā hī wrong hai , jā nahī̃ saktē .
101However, their path is wrong, they cannot go like that.
94Baṛī mēhnat kartē haĩ .
102They make a lot of effort.
95Bhakti mārg mē̃ dēvtāō̃ sē milnē liē kaī tō apnā jīvghāt tak kar lētē haĩ .
103On the path of devotion, in order to meet the deities, some even commit suicide. 104You cannot say “Suicide of the soul”.
96Ātmaghāt tō nahī̃ kahē̃gē , vah tō hōtā nahī̃ .
105That cannot happen, but yes, there can be suicide of the body.
97Bākī jīvghāt hōtā hai . 98Tō tum bachchē service kā bahut śhauk rakhō .
106You children must have a lot of interest in doing service.
99Service karē̃gē tō bāp bhī yād rahēgā , service tō sab jagah hai , kahā̃ bhī tum jākar samjhāō kuchh bhī karē̃gē nahī̃ .
107If you do service, you will also remember the Father. 108There is service to do in all places, so you can go anywhere and explain to them and no one will confront you.
100Yōg mē̃ hō tō jaisē tum amar hō .
109When you are in yoga, it is as though you are immortal.
101Kabhī dūsrā kōī bhī khyāl nahī̃ āyēgā , parantu vah avasthā majbūt hō .
110You will not have any other thoughts at all, but that stage has to be strong.
102Pahlē tō apnē andar dēkhnā hai hamārē mē̃ kōī khāmī tō nahī̃ hai !
111First, you have to look inside yourself: Do I have any defects in me?
103Khāmī nahī̃ hōgī tō service bhī achchhī kar sakē̃gē .
112If you do not have any defects, you will be able to do good service.
104Father shows son , son shows father .
113Father shows son, son shows Father.
105Bāp nē tumkō lāyak banāyā aur tum bachchō̃ kō phir nayē-nayē kō bāp kā parichay dēnā hai .
114The Father has made you worthy and you children then have to give new ones the Father’s introduction.
106Bachchō̃ kō bāp nē hōśhiyār kar diyā hai .
115The Father has made you children clever.
107Bābā jāntē haĩ bahut achchhē-achchhē bachchē haĩ jō service karkē ātē haĩ .
116Baba knows that there are many very good children who come here having done service.
108Chitrō̃ par kiskō bhī samjhānā bahut sahaj hai , bigar chitrō̃ K|kē samjhānā kaṭhin hai .
117It is very easy to explain to others using the pictures, but difficult to explain without the pictures.
109Rāt-din yahī khyālāt chaltā rahē ki ham inkā jīvan kaisē banāyē̃ , issē hamārā jīvan bhī unnati kō pāyēgā .
118Day and night, just think about how you can make someone’s life worthwhile for, by doing that, there will be progress in your life too.
110Khuśhī hōtī hai , harēk kō umaṅg rahtā hai ham apnē gānv vālō̃ kā uddhār karē̃ . 111Apnē hamjins key|kī sēvā karē̃ .
119There is happiness and each one has the enthusiasm to uplift the people of their own village and to serve their equals.
112Bāp bhī kahtē haĩ charity begins at home .
120The Father also says: Charity begins at home.
113Ēk jagah par baiṭh nahī̃ jānā chāhiē , bhramaṇ karnā chāhiē .
121You mustn’t just sit in one place, you have to tour around.
114Sanyāsī lōg bhī kōī kō gaddī par biṭhākar khud ramaṇ kartē haĩ nā . 115Aisē kartē-kartē vr̥iddhi kō pāyā hai .
122Sannyasis too make one person sit on the gaddi (stay behind) while they themselves tour around.
116Bahut nayē-nayē bhī nikal paṛtē haĩ - jinkī kuchh mahimā hōtī hai , tō kuchh tākat usmē̃ ā jātī hai .
123They have grown by doing this and many new ones have emerged who are praised a little, and so they develop a little strength.
117Purānē pattē bhī chamak paṛtē haĩ .
124Even the old leaves begin to shine.
118Kisī mē̃ kōī aisī ātmā pravēśh kartī hai jō unkī bhī unnati hō jātī hai .
125Some have another soul entering them in such a way that they are also able to progress.
119Bāp baiṭh śhikṣhā dētē haĩ ki bachchē tumkō sadaiv apnī unnati karnī hai .
126The Father sits and gives you teachings: Children, you always have to make progress.
120Lāḍlē bachchē , āgē chal tumhārē mē̃ yōgbal key|kī tākat ā jāyēgī - phir tum kiskō thōṛā hī samjhāyēṅgē tō jhaṭ samajh jāyēṅgē .
127Beloved children, as you progress further, you will have the strength of the power of yoga. 128Then, when you explain even a little to someone, he will quickly understand.
121Yah bhī gyān bāṇ haĩ nā .
129This too is an arrow of knowledge, is it not?
122Bāṇ lagtā hai tō ghāyal kar dētā hai .
130When someone is struck by an arrow, he is wounded.
123Pahlē ghāyal hōtē haĩ phir bābā K|kē bantē haĩ .
131First, he is wounded and then he belongs to Baba.
124Tō ēkānt mē̃ baiṭh yuktiyā̃ nikālnī chāhiē . 125Aisē nahī̃ rāt kō sōyā subah kō uṭhā , nahī̃ .
132So, sit in solitude and find methods. 133Let it not just be that you go to sleep at night and then wake up in the morning and that is it.
126Savērē jaldī uṭhkar bābā kō bahut prēm sē yād karnā chāhiē .
134No; wake up early in the morning and remember Baba with a lot of love.
127Rāt kō bhī yād mē̃ sōnā chāhiē .
135At night, go to sleep in remembrance.
128Bābā kō yād hī nahī̃ karē̃gē tō bāp phir pyār kaisē karē̃gē .
136If you do not remember the Father, how would He love you?
129Kaśhiśh hī nahī̃ hōgī .
137There will not be that pull.
130Bhal bābā jāntē haĩ drama mē̃ sab prakār K|kē number-vār bannē haĩ phir bhī chupkar baiṭh thōṛēhī jāyēṅgē .
138Although Baba knows that within the drama, all are going to be numberwise, He cannot just sit down quietly.
131Puruṣhārth tō karāyēṅgē nā , nahī̃ tō phir bahut pachhtānā paṛēgā .
139He would inspire you to make effort, would He not? 140Otherwise, there will be a lot of repentance.
132Bābā hamkō kitnā samjhātē thē !
141Baba used to explain to us so much!
133Bahut pachhatāyēṅgē nāhēk aisā kiyā ! 134Māyā K|kē vaśh hō gayā !
142You will then regret that you did that unnecessarily; that you became influenced by Maya.
135Bāp kō tō taras paṛtā hai .
143The Father feels mercy.
136Nahī̃ sudhartē haĩ tō unkī kyā gati hōgī , rōyēṅgē , pīṭē̃gē , sajāyē̃ khāyēṅgē isliē bāp bachchō̃ kō bār-bār śhikṣhā dētē haĩ ki bachchē tumhē̃ perfect jarūr bannā hai .
144What will be the condition of that one if he does not reform himself? 145He will cry, beat himself and experience punishment and this is why the Father gives you the teachings again and again: Children, you definitely have to become perfect.
137Bār-bār apnī checking karnī hai .
146You have to check yourself again and again.
138Achchhā !
147Achcha.
139Ati mīṭhē , ati lāḍlē sarv sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā dil va jān sik va prēm sē yādpyār aur good morning .
148To the extremely sweet, beloved long-lost-and-now-found children, love, remembrance and good morning from the bottom of the heart, with lots of love, from the mother, Father, BapDada.
140Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
149The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
141Avyakt mahāvākya ( revise )
150Elevated Avyakt Versions – Avyakt BapDada
142Jaisē science refine hōtī jātī hai aisē apnē āp mē̃ silence key|kī śhakti vā apnī sthiti refine hōtī jā rahī hai ?
151Just as science is becoming refined, in the same way, is your power of silence, that is, your own stage becoming refined?
143Jō refine chīz hōtī hai usmē̃ kyā-kyā viśhēṣhtā hōtī hai ?
152What is the speciality of something that is refined?
144Refine chīz quantity mē̃ bhalē kam hōtī hai , lēkin quality powerful hōtī hai .
153Anything that is refined may be less in quantity, but it is powerful in its quality.
145Jō chīz refine nahī̃ hōgī uskī quantity jyādā , quality kam hōgī .
154Anything that is not refined will be more in quantity, but less in quality.
146Tō yahā̃ bhī jabki refine hōtē jātē haĩ tō cum|kam samay , cum|kam saṅkalp , cum|kam energy mē̃ jō kartavya hōgā vah sauguṇā hōgā aur halkāpan bhī rahēgā .
155So, here, too, since you are becoming refined, the tasks that are carried out in less time with fewer thoughts and less energy, they will be one hundred times more and there will also be lightness.
147Halkēpan key|kī niśhānī hōgī - vah kab nīchē nahī̃ āyēgā , nā chāhtē bhī svataḥ hī ūpar sthit rahēgā .
156The sign of something light is that it will never come down; even against its wish, it will automatically stay up above.
148Yah hai refine qualification .
157This is the qualification of being refined.
149Tō apnē mē̃ yah dōnō̃ viśhēṣhatāyē̃ anubhav hōtī jātī haĩ ?
158So, do you experience both these specialities in yourself?
150Bhārī hōnē kāraṇ mēhnat jyādā karnī hōtī hai .
159Because of being heavy, you have to work hard.
151Halkā hōnē sē mēhnat kam hō jātī hai .
160By being light, you need to make less effort.
152Tō aisē natural parivartan hōtā jātā hai .
161So, natural transformation is taking place in this way.
153Yah dōnō̃ viśhēṣhatāyē̃ sadā attention mē̃ rahē̃ .
162Always pay attention to both these specialities.
154Iskō sāmnē rakhtē huē apnī riphāīnanēs kō check kar saktē hō .
163Keeping these in front of you, you can check how refined you are.
155Refine chīz jāstī bhaṭaktī nahī̃ . 156Speed pakaṛ lētī hai .
164Anything that is refined does not wander around so much; it picks up speed quickly.
157Agar refine nahī̃ hōgī , kichṛā mix hōgā tō speed pakaṛ nahī̃ sakēgī .
165If something is not refined and is mixed with rubbish, it will not be able to pick up speed.
158Nirvighna chal nahī̃ sakē̃gē .
166It will not be able to move along without obstacles.
159Ēk taraph jitnā-jitnā refine hō rahē hō , dūsrē taraph utnā hī chhōṭī-chhōṭī bātē̃ vā bhūlē̃ vā saṅskār jō haĩ unkā fine bhī baṛhtā jā rahā hai .
167On the one hand, you are becoming more and more refined. 168On the other hand, the fine is accordingly increasing for trivial matters, mistakes and sanskars.
160Ēk taraph vah nazārā , dūsrē taraph refine hōnē kā nazārā , dōnō̃ kā force hai .
169There is this scene on one side and the scene of being refined on the other side; there is the force of both.
161Agar refine nahī̃ tō fine samjhō . 162Dōnō̃ sāth-sāth nazārē dikhāī dē rahē haĩ .
170If something is not refined, then understand there will be a fine. 171Both scenes are visible at the same time.
163Vah bhī ati mē̃ jā rahā hai aur yah bhī ati pratyakṣha rūp mē̃ dikhāī dētā jā rahā hai .
172That is going into the extreme and this is also visible as going into a very visible form.
164Gupta ab prakhyāt hō rahā hai .
173Incognito points are now being revealed.
165Tō jab dōnō̃ bātē̃ pratyakṣha hō̃ , usī anusār hī tō number banē̃gē .
174So, the numbers will be created on the basis of both scenes being revealed.
166Mālā hāth sē nahī̃ pirōnī hai .
175The rosary is not going to be created with your hands.
167Chalan sē hī svayã apnā number lē lētē haĩ .
176Each of you yourself will claim your number according to your behaviour.
168Abhī number fix hōnē kā samay ā rahā hai isliē dōnō̃ bātē̃ spaṣhṭ dikhāī dē rahī haĩ aur dōnō̃ kō dēkhtē huē sākṣhī hō harṣhit rahnā hai .
177The time for your number becoming fixed is coming and so both things are clearly visible. 178Therefore, seeing both of these, be a detached observer and remain cheerful.
169Khēl bhī vahī achchhā lagtā hai jismē̃ kōī bāt key|kī ati hōtī hai .
179A game in which there is something extreme is liked much more.
170Vahī scene ati ākarṣhaṇ vālī hōtī hai .
180That scene would be extremely attractive.
171Abhī bhī aisī kasamakasā key|kī scene chal rahī hai .
181Even now, such a scene of a tug of war is taking place.
172Dēkhnē mē̃ mazā ātā hai nā ?
182You enjoy seeing it, do you not?
173Vā taras ātā hai ?
183Or, do you feel mercy?
174Ēk taraph kō dēkh khuśh hōtē , dūsrē taraph kō dēkh rahm paṛtā .
184Seeing one side you are happy and seeing the other side you feel mercy.
175Dōnō̃ kā khēl chal rahā hai .
185The game between both sides is taking place.
176Vatan sē tō yah khēl bahut spaṣhṭ dikhāī dētā hai .
186This game is very clearly visible from the subtle region.
177Jitnā jō ūñch hōtā hai unkō spaṣhṭ dikhāī dētā hai .
187The higher someone is, the more clearly he is able to see everything down below.
178Jō nīchē stage par pārṭdhārī haĩ unkō kuchh dikhāī dē saktā , kuchh nahī̃ .
188Those who are actors on a stage are able to see certain things and not see other things.
179Lēkin ūpar sē sākṣhī hō dēkhnē sē sab spaṣhṭ dikhāī dētā hai .
189When you look at everything from up above as a detached observer, everything is clearly visible.
180Tō āj vatan mē̃ vartamān khēl key|kī scene dēkh rahē thē .
190So, today, in the subtle region, Baba was seeing the scene of the present games.
181Achchhā !
191Achcha.
182Vardān : ūpar sē avatarit hō avatār ban sēvā karnē vālē sākṣhātkār mūrt bhav
192Blessing: May you be an image that grants blessings and does service by incarnating as an incarnation from up above.
183Jaisē bāp sēvā kē liē vatan sē nīchē ātē haĩ , aisē ham bhī sēvā kē prati vatan sē āyē haĩ , aisē anubhav kar sēvā karō tō sadā nyārē aur bāp samān viśhva K|kē pyārē ban jāyēṅgē .
193 Just as the Father comes down here from the subtle region to do service, in the same way, you too have come down from the subtle region to do service. 194When you do service with this experience, you will always remain detached and be loved by the world, the same as the Father.
184Ūpar sē nīchē ānā mānā avatār ban avatarit hōkar sēvā karnā .
195To come down here from up above means to do service having come down as an incarnation.
185Sabhī chāhtē haĩ ki avatār āyē̃ aur hamkō sāth lē jāyē̃ .
196Everyone wants an incarnation to come and take them with him.
186Tō sachchē avatār āp hō jō sabkō muktidhām mē̃ sāth lē jāyēṅgē .
197So, you are the true incarnations who will take everyone to the land of liberation.
187Jab avatār samajhkar sēvā karē̃gē tab sākṣhātkār mūrt banē̃gē aur anēkō̃ key|kī ichchhāyē̃ pūrṇ hōṅgī .
198When you serve while considering yourself to be an incarnation you will become an image that grants blessings and the desires of many will be fulfilled.
188Slōgan : āpkō kōī achchhā dē yā burā āp sabkō snēh dō , sahyōg dō , rahm karō .
199Slogan: Whether someone gives you something good or bad, you just have to continue to give everyone love and co-operation and have mercy.
189Brahmā bāp samān bannē kē liē viśhēṣh puruṣhārth
200*** Om Shanti *** Special effort to become equal to Father Brahma.
190Sadā paramātma pyār mē̃ lavlīn rahō tō pyār svarūp , master pyār K|kē sāgar ban jāyēṅgē .
201Constantly remain merged in God’s love and you will become an embodiment of love, a master ocean of love.
191Pyār karnā nahī̃ paṛēgā , pyār kā svarūp ban jāyēṅgē .
202You will not need to make effort to give love, but you will become an embodiment of love.
192Sārā din pyār key|kī laharē̃ svataḥ hī uchhalē̃gī .
203Throughout the day, waves of love will automatically surge up.
193Jitnā-jitnā gyān sūrya key|kī kiraṇē̃ vā prakāśh baṛhtā jāyēgā utnā hī jyādā pyār key|kī laharē̃ uchhalē̃gī .
204The more the rays and light of the sun of knowledge increase, the more waves of love there will surge up.