रविवार 25 अक्टूबर 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
025-10-20 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 09-04-86 madhuban
0 25/10/20 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 09/04/86
1Sachchē sēvādhārī key|kī niśhānī
1Signs of a True Server.
2Āj gyān sūrya , gyān chandramā apnē dhartī K|kē tārā maṇḍal mē̃ sabhī sitārō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2Today, the Sun of Knowledge and the Moon of Knowledge are seeing all the stars of the constellation of Earth.
3Sitārē sabhī chamaktē huē apnī chamak vā rōśhnī dē rahē haĩ .
3All the stars are sparkling and emanating their light and sparkle.
4Bhinn-bhinn sitārē haĩ . 5Kōī viśhēṣh gyān sitārē haĩ , kōī sahaj yōgī sitārē haĩ , kōī guṇdān mūrt sitārē haĩ . 6Kōī nirantar sēvādhārī sitārē haĩ . 7Kōī sadā sampann sitārē haĩ .
4There is variety amongst the stars: some are special stars of knowledge, some are easy yogi stars, some are stars who are images of donating virtues, some are stars who are constant servers and some are stars who are constantly complete.
8Sabsē śhrēṣhṭh haĩ her|har second saphaltā K|kē sitārē .
5However, the most elevated of all are the stars who have success at every second.
9Sāth-sāth kōī-kōī sirph ummīdō̃ K|kē sitārē bhī haĩ .
6As well as these, there are some who are still only stars of hope.
10Kahā̃ ummīdō̃ K|kē sitārē aur kahā̃ saphaltā K|kē sitārē ! 11Dōnō̃ mē̃ mahān antar hai .
7On the one hand, there are the stars of hope and, on the other, the stars of success.
12Lēkin haĩ dōnō̃ sitārē aur har ēk bhinn-bhinn sitārō̃ kā viśhva key|kī ātmāō̃ par , prakr̥iti par apnā-apnā prabhāv paṛ rahā hai .
8There is a vast difference between these two and yet the influence of each kind of star falls on the souls of the world and also on matter.
13Saphaltā K|kē sitārē chārō̃ ōr apnā umaṅg-utsāh kā prabhāv ḍāl rahē haĩ .
9The stars of success influence everyone with their zeal and enthusiasm.
14Ummīdō̃ K|kē sitārē svayã bhī kabhī muhabbat , kabhī mēhnat dōnō̃ prabhāv mē̃ rahnē kāraṇ dūsrō̃ mē̃ āgē baṛhnē key|kī ummīd rakh baṛhtē jā rahē haĩ .
10The stars of hope sometimes experience love and sometimes labour. 11So, because they are under both of these influences, they exert them on others, as they move forward.
15Tō har ēk apnē āpsē pūchhō ki maĩ kaun-sā sitārā hū̃ ?
12However, having hopes they still move forward. 13So, each of you can ask yourself: "Which star am I?"
16Sabhī mē̃ gyān , yōg , guṇō̃ key|kī dhārṇā aur sēvā bhāv hai bhī lēkin sab hōtē huē bhī kismē̃ gyān key|kī chamak hai tō kismē̃ viśhēṣh yād kī , yōg kī hai . 17Aur kōī-kōī apnē guṇ-mūrta key|kī chamak sē viśhēṣh ākarṣhit kar rahā hai .
14All the stars have knowledge, yoga, virtues and the feelings of service, but some specifically have the sparkle of knowledge, some the speciality of remembrance and yoga, and some especially attract others by being images of all virtues.
18Chārō̃ hī dhārṇā hōtē huē bhī percentage mē̃ antar hai isliē bhinn-bhinn sitārē chamaktē huē dikhāī dē rahē haĩ .
15Even though all four aspects are being imbibed, there is a difference in the percentage imbibed. 16This is why there is some variety visible in the sparkling stars.
19Yah rūhānī vichitr tārāmaṇḍal hai .
17This is a unique, spiritual constellation.
20Āp rūhānī sitārō̃ kā prabhāv viśhva par paṛtā hai . 21Tō viśhva K|kē sthūl sitārō̃ kā bhī prabhāv viśhva par paṛtā hai .
18Your influence as spiritual stars falls on the world, just as physical stars influence the world.
22Jitnā śhaktiśhālī āp svayã sitārē bantē hō utnā viśhva key|kī ātmāō̃ par prabhāv paṛ rahā hai aur āgē paṛtā hī rahēgā .
19To the extent that you stars become powerful yourselves, to that extent there will be an influence on the souls of the world and this will continue to happen in the future.
23Jaisē jitnā ghōr andhiyārā hōtā hai tō sitārō̃ key|kī rimjhim jyādā spaṣhṭ dikhāī dētī hai .
20The greater the darkness all around, the more clearly visible the sparkle of the stars would be.
24Aisē aprāpti kā andhkār baṛhtā jā rahā hai aur jitnā baṛhtā jā rahā hai , baṛhtā jāyēgā utnā hī āp rūhānī sitārō̃ kā viśhēṣh prabhāv anubhav kartē jāyēṅgē .
21Therefore, as the darkness of lack of attainment continues to increase, and it will continue to increase, the more they will experience the special influence of you spiritual stars.
25Sabhī kō dhartī K|kē chamaktē huē sitārē jyōti bindu K|kē rūp mē̃ prakāśhmay kāyā phariśhtē K|kē rūp mē̃ dikhāī dēgē .
22Everyone will be able to see you in the form of the sparkling stars of Earth, in your form of points of light, as bodies of light, as angels.
26Jaisē abhī ākāśh K|kē sitārō̃ kē pīchhē vah apnā samay , energy aur dhan lagā rahē haĩ . 27Aisē rūhānī sitārō̃ kō dēkh āśhcharyavat hōtē rahē̃gē .
23Just as they use their time, energy and money researching into the stars of the sky, when they see you spiritual stars, they will be amazed.
28Jaisē abhī ākāśh mē̃ sitārō̃ kō dēkhtē haĩ , aisē is dhartī K|kē mandal mē̃ chārō̃ ōr phariśhtō̃ key|kī jhalak aur jyōrtimay sitārō̃ key|kī jhalak dēkhē̃gē , anubhav karē̃gē - yah kaun haĩ , kahā̃ sē is dhartī par apnā chamatkār dikhānē āyē haĩ .
24Just as they watch the stars in the sky now, in the same way, they will watch the constellation of this Earth, the sparkle of the angels and the beauty of the stars emanating light. 25They will experience this and ask, "Who are they? 26Where have they come from to show their magic?"
29Jaisē sthāpanā K|kē ādi mē̃ anubhav kiyā hai ki chārō̃ ōr brahmā aur kr̥iṣhṇa K|kē sākṣhātkār key|kī lahar phailtī gaī . 30Yah kaun hai ?
27At the beginning of establishment people everywhere had a wave of experiences of visions of Brahma and Krishna: "Who is this?
31Yah kyā dikhāī dētā hai ?
28What am I seeing?"
32Yah samajhnē kē liē bahutō̃ kā attention gayā .
29The attention of many was drawn to try and understand it.
33Aisē ab ant mē̃ chārō̃ ōr yah dōnō̃ rūp « jyōti aur phariśhtā ' ' usmē̃ bāp-dādā aur bachchē sabkī jhalak dikhāī dēgī .
30In the same way, now, at the end, everywhere in the world, through this sparkle of both forms (light and angel), they will have visions of BapDada and the children.
34Aur sabhī kā ēk sē anēkō̃ kā isī taraph svataḥ hī attention jāyēgā .
31From one it will spread to many and the attention of all will be drawn here.
35Abhī yah divya dr̥iśhya āp sabkē sampann bannē tak rahā huā hai .
32This divine scene is waiting for all of you to become complete.
36Phariśhtē pan key|kī sthiti sahaj aur svataḥ anubhav karē̃ tab vah sākṣhāt phariśhtē sākṣhātkār mē̃ dikhāī dēgē .
33When you experience this angelic stage easily and automatically, there will then truly be visions of angels.
37Yah varṣh phariśhtēpan key|kī sthiti kē liē viśhēṣh diyā huā hai .
34This year has especially been given so that you can create the angelic stage.
38Kaī bachchē samajhtē haĩ ki kyā sirph yād kā abhyās karē̃gē vā sēvā bhī karē̃gē vā sēvā sē mukt hō tapasyā mē̃ hī rahē̃gē .
35Some children are thinking, "Will we just need to practise remembrance or will we also do service? 36Or, will we be liberated from doing service and just sit in tapasya?"
39Bāpdādā sēvā kā yathārth arth|earth sunā rahē haĩ :
37BapDada is now telling you the true meaning of service.
40Sēvābhāv arthāt sadā her|har ātmā kē prati śhubh bhāvnā . 41Śhrēṣhṭh kāmnā kā bhāv .
38Feelings of service means to have constantly good wishes for every soul, to have feelings of the most elevated pure desires.
42Sēvā bhāv arthāt her|har ātmā key|kī bhāvnā pramāṇ phal dēnā . 43Bhāvnā had key|kī nahī̃ lēkin śhrēṣhṭh bhāvnā .
39The feelings to serve means to give every soul fruit, according to their own feelings, and not to have any limited feelings but to have the most elevated feelings.
44Āp sēvādhāriyō̃ prati agar kōī rūhānī snēh key|kī bhāvnā rakhtē , śhaktiyō̃ K|kē sahyōg key|kī bhāvnā rakhtē , khuśhī key|kī bhāvnā rakhtē , śhaktiyō̃ K|kē prāpti key|kī bhāvnā rakhtē , umaṅg utsāh key|kī bhāvnā rakhtē , aisē bhinn-bhinn bhāvnā kā phal arthāt sahyōg dvārā anubhūti karānā , tō sēvā bhāv iskō kahā jātā hai .
40If anyone has a feeling of seeking spiritual love from you or a feeling of wanting co-operation or any of the powers or of happiness or zeal and enthusiasm, or a feeling of attaining all powers, then to serve means to give them the fruit of all of those various feelings. 41That is, to inspire them with your co-operation, to experience that.
45Sirph speech karkē ā gayē , yā group samjhākar ā gayē , course pūrā karākē ā gayē , vā centre khōlkar ā gayē , iskō sēvābhāv nahī̃ kahā jātā .
42This is what is meant by true feelings of service. 43Just simply to give a speech or to explain to groups, or to give the course to someone or open a centre doesn’t mean to have feelings of service.
46Sēvā arthāt kisī bhī ātmā kō prāpti kā mēvā anubhav karānā , aisī sēvā mē̃ tapasyā sadā sāth hai .
44To do service means to serve souls in such a way that they experience some attainment. 45When service is done in this way, there is also tapasya within that.
47Tapasyā kā arth|earth sunāyā - dr̥iṛh saṅkalp sē kōī bhī kārya karnā .
46You have heard the significance of tapasya; it is to perform a task with determination.
48Jahā̃ yathārth sēvā bhāv hai vahā̃ tapasyā kā bhāv alag nahī̃ .
47Where there are accurate feelings of service, the feeling of tapasya is not separate from those.
49Tyāg , tapasyā , sēvā in tīnō̃ kā combined rūp sachchī sēvā hai , aur nāmdhārī sēvā kā phal alp-kāl kā hōtā hai .
48Where there is a combined form of renunciation, tapasya and service, that is true service. 49If there is service without renunciation and tapasya, it is service only in name and its fruit is only temporary.
50Vahā̃ hī sēvā key|kī aur vahā̃ hī alpkāl K|kē prabhāv kā phal prāpt huā aur samāpt hō gayā , alpkāl K|kē prabhāv kā phal alpkāl key|kī mahimā hai - bahut achchhā bhāṣhaṇ kiyā , bahut achchhā course karāyā , bahut achchhī sēvā key|kī .
50Service is done, the influence of temporary fruit is reaped and it finishes there. 51The influence of temporary attainment is temporary praise. 52They will say, "It has been a very good lecture; you gave the course very well; you did very good service".
51Tō achchhā-achchhā kahnē kā alp-kāl kā phal milā aur unkō mahimā sunnē kā alpkāl kā phal milā .
53So, by someone speaking of the goodness, temporary fruit was received. 54The one who spoke also received temporary fruit.
52Lēkin anubhūti karānā arthāt bāp sē sambandh juṛvānā , śhaktiśhālī banānā - yah hai sachchī sēvā .
55However, to give an experience means to enable them to forge a relationship with the Father and to make them powerful.
53Sachchī sēvā mē̃ tyāg tapasyā na hō tō yah 50-50 vālī sēvā nahī̃ , lēkin 25 pratiśhat sēvā hai .
56This is true service. 57If there isn’t renunciation and tapasya in true service, it isn’t even 50% service but 25% service.
54Sachchē sēvādhārī key|kī niśhānī hai - tyāg arthāt namratā aur tapasyā arthāt ēk bāp K|kē niśhchay , naśhē mē̃ dr̥iṛhtā .
58The sign of a true server is renunciation, that is, humility and tapasya, that is, determination of having faith and intoxication in the one Father.
55Yathārth sēvā iskō kahā jātā hai .
59This is what is meant by accurate service.
56Bāpdādā nirantar sachchē sēvādhārī bannē kē liē kahtē haĩ .
60BapDada is asking you to become constantly true servers.
57Nām sēvā hō aur svayã bhī disturb hō , dūsrē kō bhī disturb karē - is sēvā sē mukt hōnē kē liē bāpdādā kah rahē haĩ . 58Aisī sēvā na karnā achchhā hai kyōṅki sēvā kā viśhēṣh guṇ « santuṣhṭatā ' ' hai .
61If, in the name of service, you get disturbed or you disturb others, then BapDada asks you to free yourself from that type of service. 62In that case, it would be better not to do that type of service, because the special virtue experienced from doing service is contentment.
59Jahā̃ santuṣhṭatā nahī̃ , chāhē svayã sē chāhē samparka vālō̃ sē , vah sēvā na svayã kō phal key|kī prāpti karāyēgī , na dūsrō̃ kō .
63Where there isn’t contentment, either with yourself or with those with whom you are in contact, then that service will not bring you fruit, nor will it allow others to attain fruit.
60Issē svayã apnē kō pahlē santuṣhṭamaṇī banāē phir sēvā mē̃ āvē , vah achchhā hai .
64Therefore, first simply make yourself a jewel of contentment and then do service.
61Nahī̃ tō sūkṣhma bōjh jarūr hai .
65Otherwise, there will definitely be a subtle burden.
62Vah anēk prakār kā bōjh uṛtī kalā mē̃ vighna rūp ban jātā hai .
66Many varieties of burdens become obstacles to the flying stage.
63Bōjh chaṛhānā nahī̃ hai , bōjh utārnā hai .
67You don’t want to increase your burden but you want to remove it.
64Jab aisā samajhtē hō tō issē ēkāntvāsī bannā achchhā hai kyōṅki ēkānt-vāsī bannē sē sva parivartan kā attention jāyēgā .
68When you have this consciousness, it is better to be in solitude because, by staying in solitude, you will pay attention to self-transformation.
65Tō bāpdādā tapasyā jō kah rahē haĩ - vah sirph din rāt baiṭhē-baiṭhē tapasyā kē liē nahī̃ kah rahē haĩ . 66Tapasyā mē̃ baiṭhnā bhī sēvā hī hai . 67Light house , might house ban śhānti key|kī , śhakti key|kī kiraṇō̃ dvārā vāyumaṇḍal banānā hai .
69The tapasya that BapDada is speaking about is not a question of just sitting in tapasya day and night, though to sit in tapasya is also to do service, but you have to be a lighthouse and might-house and spread rays of peace, rays of power and create such an atmosphere.
68Tapasyā kē sāth mansā sēvā juṛī huī hai . 69Alag nahī̃ hai .
70Along with tapasya, there is service through the mind; it isn’t separate.
70Nahī̃ tō tapasyā kyā karē̃gē !
71Otherwise, what sort of tapasya would you do?
71Śhrēṣhṭh ātmā brāhmaṇ ātmā tō hō gayē . 72Ab tapasyā arthāt svayã sarv śhaktiyō̃ sē sampann ban dr̥iṛh sthiti , dr̥iṛh saṅkalp dvārā viśhva key|kī sēvā karnā .
72You are already elevated souls, Brahmin souls, but tapasya means to be full of all powers and with your determined stage and determined thoughts to serve the world.
73Sirph vāṇī key|kī sēvā , sēvā nahī̃ hai .
73To serve with words alone isn’t service.
74Jaisē sukh-śhānti pavitratā kā āpas mē̃ sambandh hai vaisē tyāg , tapasyā , sēvā kā sambandh hai .
74Just as happiness, peace and purity are related, in the same way, renunciation, tapasya and service are all related to one another.
75Bāpdādā tapasvī rūp arthāt śhaktiśhālī sēvādhārī rūp banānē kē liē kahtē haĩ .
75BapDada is asking you to become the form of tapasya, that is, to become the form of a powerful server.
76Tapasvī rūp key|kī dr̥iṣhṭi bhī sēvā kartī .
76The drishti of someone who is an embodiment of tapasya will also do service.
77Unkā śhānt svarūp chēhrā bhī sēvā kartā , tapasvī mūrt K|kē darśhan mātra sē bhī prāpti key|kī anubhūti hōtī hai isliē ājkal dēkhō jō haṭh sē tapasyā kartē haĩ unkē darśhan kē pīchhē bhī kitnī bhīṛ hō jātī hai .
77The face of someone who is an embodiment of peace will also do service. 78Simply having a glimpse of someone who is an image of tapasya will give the experience of attainment. 79Look how, nowadays, huge crowds gather to have a glimpse of someone who just does limited tapasya.
78Yah āpkī tapasyā K|kē prabhāv kā yādgār ant tak chalā ā rahā hai .
80That is the memorial of the influence of your tapasya which will continue, even now, to the very end.
79Tō samjhā sēvā bhāv kiskō kahā jātā hai .
81Do you understand what is meant by feelings of service?
80Sēvā bhāv arthāt sarv key|kī kamjōriyō̃ kō samānē kā bhāv .
82Feelings of service, means feelings with which you can merge all the weaknesses of others.
81Kamjōriyō̃ kā sāmnā karnē kā bhāv nahī̃ , samānē kā bhāv . 82Svayã sahan kar dūsrē kō śhakti dēnē kā bhāv isliē sahanśhakti kahā jātā hai .
83It doesn’t mean feelings of opposing the weaknesses of others, but to have feelings of merging; for you to have tolerance and a feeling of wanting to give power to others.
83Sahan karnā śhakti bharnā aur śhakti dēnā hai .
84This is why they use the term "the power of tolerance".
84Sahan karnā , marnā nahī̃ hai . 85Kaī sōchtē haĩ ham tō sahan kartē kartē mar jāyēṅgē .
85To tolerate means to fill oneself with power and give power to others. 86To tolerate doesn’t mean to die.
86Kyā hamē̃ marnā hai kyā !
87Some think that by tolerating they will die.
87Lēkin yah marnā nahī̃ hai .
88They say, "Do I have to die?"
88Yah sab K|kē dilō̃ mē̃ snēh sē jīnā hai .
89However, that isn’t dying; it is the way to live in everyone’s heart with love.
89Kaisā bhī virōdhī hō , rāvaṇ sē bhī tēj hō , ēk bār nahī̃ 10 bār sahan karnā paṛē phir bhī sahanśhakti kā phal avināśhī aur madhur hōgā . 90Vah bhī jarūr badal jāyēgā .
90No matter how much opposition there may be - they may be even stronger than Ravan and you may have to tolerate not just once, but ten times - the fruit of tolerance is eternal and sweet, for they will also definitely change.
91Sirph yah bhāvnā nahī̃ rakhō ki mainnē itnā sahan kiyā , tō yah bhī kuchh karē̃ .
91Don’t feel, "I have tolerated so much so they should also do something in return."
92Alpkāl K|kē phal key|kī bhāvnā nahī̃ rakhō .
92Don’t have feelings of temporary fruit; have feelings of mercy.
93Rahm bhāv rakhō - iskō kahā jātā hai « sēvābhāv ' ' .
93This is what is meant by feelings of service.
94Tō is varṣh aisī sachchī sēvā kā sabūt dē sapūt key|kī list mē̃ ānē kā golden chance dē rahē haĩ .
94So, this year, give the proof of doing true service and take a golden chance to come into the list of those who have given the proof of that.
95Is varṣh yah nahī̃ dēkhē̃gē ki mēlā vā function bahut achchhā kiyā . 96Lēkin santuṣhṭamaṇiyā̃ ban santuṣhṭatā key|kī sēvā mē̃ number āgē jānā .
95This year, Baba will not see that you had a good mela (spiritual fair) or a good function, but you have to claim a numberahead in the service of being jewels of contentment and of giving contentment to others.
97 « vighna-vināśhak ' ' title K|kē ceremony mē̃ inām lēnā .
96Claim a prize in the ceremony of winning the title of "destroyer of obstacles".
98Samjhā !
97Do you understand?
99Isī kō hī kahā jātā hai « naṣhṭōmōhā smr̥iti svarūp .
98This is the stage that is described as "being a destroyer of attachment and an embodiment of remembrance."
100' ' tō 18 varṣh key|kī samāpti kā yah viśhēṣh sampann bannē kā adhyāy svarūp mē̃ dikhāō .
99So, now, show the special form of becoming complete, of reaching the conclusion in this 18th year, by being an embodiment of that 18th chapter.
101Iskō hī kahā jātā « bāp samān bannā .
100This is the stage described as ‘being like the Father’.
102' ' achchhā !
101Achcha.
103Sadā chamaktē huē rūhānī sitārō̃ kō sadā santuṣhṭatā key|kī lahar phailānē vālī santuṣhṭ maṇiyō̃ kō , sadā ēk hī samay par tyāg , tapasyā , sēvā kā prabhāv ḍālnē vālē prabhāvśhālī ātmāō̃ kō , sadā sarv ātmāō̃ kō rūhānī bhāvnā kā rūhānī phal dēnē vālē bīj svarūp bāp samān śhrēṣhṭh bachchō̃ kō bāp-dādā kā sampann bannē kā yādpyār aur namastē .
102To the spiritual stars who are constantly sparkling, to the jewels of contentment who spread waves of contentment, to the powerful souls who influence others with their constant renunciation, tapasya and service simultaneously, to those who constantly give all souls spiritual fruit, spiritual feelings, to each elevated child who is a seed like the Father, BapDada’s love, remembrance and namaste for becoming perfect.
104Pañjāb tathā hariyāṇā zone K|kē bhāī-bahanō̃ sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt
103Avyakt BapDada meeting the brothers and sisters from the Punjab and Hariyana Zones:
105Sadā apnē kō achal aḍōl ātmāyē̃ anubhav kartē hō ?
104Do you constantly experience yourselves to be immovable and unshakeable souls?
106Kisī bhī prakār key|kī halchal mē̃ achal rahnā , yahī śhrēṣhṭh brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī niśhānī hai .
105To remain stable in any situation of upheaval is a sign of being an elevated Brahmin soul.
107Duniyā halchal mē̃ hō lēkin āp śhrēṣhṭh ātmāyē̃ halchal mē̃ nahī̃ ā saktī .
106The world is in upheaval, but you elevated souls cannot come into upheaval.
108Kyō̃ ?
107Why?
109Drama key|kī her|har scene kō jāntē hō .
108You know every scene of the drama.
110Knowledgeful ātmāyē̃ , powerful ātmāyē̃ sadā svataḥ hī achal rahtī haĩ .
109Knowledge-full and powerful souls constantly and automatically remain unshakeable.
111Tō kabhī vāyumaṇḍal sē ghabrātē tō nahī̃ haĩ !
110Therefore, the atmosphere never makes you afraid.
112Nirbhay hō ?
111You are fearless.
113Śhaktiyā̃ nirbhay hō ?
112Are the Shaktis fearless?
114Yā thōṛā-thōṛā ḍar lagtā hai ?
113Or, do you have a little fear?
115Kyōṅki yah tō pahlē sē hī sthāpanā K|kē samay sē hī jāntē hō ki bhārat mē̃ civil war hōnī hī hai . 116Yah śhurū K|kē chitrō̃ mē̃ hī āpkā dikhāyā huā hai .
114Because you knew, even before the time of establishment, that civil war was going to take place in Bharat, it has also been shown in your pictures from the beginning.
117Tō jō dikhāyā hai vah hōnā tō hai nā !
115Therefore, whatever is shown will happen, will it not?
118Bhārat kā part hī civil war sē hai isliē nothing new .
116The part of Bharat is of having civil war; this is why it is nothing new.
119Tō nothing new hai yā ghabrā jātē hō ?
117So, is it nothing new, or do you become afraid?
120Kyā huā , kaisē huā , yah huā … samāchār suntē dēkhtē bhī drama key|kī banī huī bhāvī kō śhaktiśhālī ban dēkhtē aur aurō̃ kō bhī śhakti dētē - yahī kām hai nā āp sabkā !
118“What happened?” 119“How did it happen?” 120“This happened…" 121The task of all of you, while listening to and seeing the news, is to be powerful and see the predestined drama and to give power to others.
121Duniyā vālē ghabrātē rahtē aur āp un ātmāō̃ mē̃ śhakti bhartē .
122People of the world are afraid, whereas you fill those souls with power.
122Jō bhī samparka mē̃ āyē , usē śhaktiyō̃ kā dān dētē chalō .
123You have to continue to donate power to whoever comes into contact with you.
123Śhānti kā dān dētē chalō .
124Continue to donate peace to them.
124Abhī samay hai aśhānti K|kē samay śhānti dēnē kā .
125At this time of peacelessness, it is the time to give peace.
125Tō śhānti K|kē messenger hō .
126Therefore, you are messengers of peace.
126Śhānti dūt gāyē huē haĩ nā !
127"Messengers of peace" has been remembered.
127Tō kabhī bhī kahā̃ bhī rahtē hō chaltē hō , sadā apnē kō śhānti K|kē dūt samajhkar chalō .
128Therefore, wherever you live, continue to move around considering yourselves to be messengers of peace.
128Śhānti K|kē dūt haĩ , śhānti kā sandēśh dēnē vālē hai tō svayã bhī śhānt svarūp śhakti-śhālī hōṅgē aur dūsrō̃ kō bhī dētē rahē̃gē .
129You are messengers of peace, those who give the message of peace. 130Therefore, if you yourselves are embodiments of peace and are powerful, you will also continue to give that to others.
129Vah aśhānti dēvē̃ āp śhānti dō .
131They give you peacelessness and you give them peace.
130Vah āg lagāyē̃ āp pānī ḍālō .
132They cause a fire and you throw water on it.
131Yahī kām hai nā .
133This is your task, is it not?
132Iskō kahtē haĩ sachchē sēvādhārī .
134This is called being a true server.
133Tō aisē samay par isī sēvā key|kī āvaśhyaktā hai .
135Therefore, at such a time, there is a need for this type of service.
134Śharīr tō vināśhī hai , lēkin ātmā śhaktiśhālī hōtī hai tō ēk śharīr chhūṭ bhī jātā hai tō dūsrē mē̃ yād kī prālabdh chaltī rahēgī isliē avināśhī prāptī karātē chalō .
136Bodies are perishable but souls are powerful, so even if one you leave your body, the reward of remembrance will continue in the next body. 137So, continue to inspire others to have permanent attainment.
135Tō āp kaun hō ?
138So, who are you?
136Śhānti K|kē dūt .
139Messengers of peace!
137Śhānti K|kē messenger , master śhānti dātā , master śhakti dātā .
140Messengers of peace are master donors of peace and master donors of power.
138Yah smr̥iti sadā rahtī hai nā !
141Are you constantly able to maintain this awareness?
139Sadā apnē kō isī smr̥iti sē āgē baṛhātē chalō . 140Aurō̃ kō bhī āgē baṛhāō yahī sēvā hai !
142Always continue to make yourselves move forward with this awareness and also enable others to move forward.
141Government K|kē kōī bhī niyam hōtē haĩ tō unkō pālan karnā hī paṛtā hai lēkin jab thōṛā bhī samay miltā hai tō mansā sē , vāṇī sē sēvā jarūr kartē rahō .
143This is doing service. 144Whatever government laws there are, you do have to follow them, but you can definitely continue to serve with your mind and words, whenever you get a little time.
142Abhī mansā sēvā key|kī tō bahut āvaśhyaktā hai , lēkin jab svayã mē̃ śhakti bharī huī hōgī tab dūsrō̃ kō dē sakē̃gē .
145There is now a great need to do service through the mind, but only when you have filled yourselves with power will you be able to give it to others.
143Tō sadā śhāntidātā K|kē bachchē śhānti dātā banō .
146Therefore, children of the constant Bestower of Peace, become bestowers of peace.
144Dātā bhī hō tō vidhātā bhī hō . 145Chaltē-phirtē yād rahē - maĩ master śhānti dātā , master śhakti dātā hū̃ - isī smr̥iti sē anēk ātmāō̃ kō vibration dētē rahō .
147You have to be bestowers as well as those who show the way to become a bestower. 148As you move around, remember: I am a master bestower of peace, a master bestower of power. 149With this awareness, continue to give vibrations to all souls.
146Tab vah mahsūs karē̃gē ki inkē samparka mē̃ ānē sē śhānti key|kī anubhūti hō rahī hai .
150Only then will they realise that they can experience peace by coming into contact with you.
147Tō yahī vardān yād rakhnā ki bāp samān master śhānti dātā , śhakti dātā bannā hai .
151Therefore, remember the blessing that you have to become master bestowers of peace and power.
148Sabhī bahādur hō nā !
152You are all brave, are you not?
149Halchal mē̃ bhī vyarth saṅkalp nahī̃ chalē kyōṅki vyarth saṅkalp samarth bannē nahī̃ dēgā .
153Let there not be any waste thoughts even in upheaval, because waste thoughts will not allow you to become powerful.
150Kyā hōgā , yah tō nahī̃ hōgā . . . yah vyarth hai .
154“What will happen?”, “This will not happen, will it?” is waste.
151Jō hōgā uskō śhaktiśhālī hōkar dēkhō aur dūsrō̃ kō śhakti dō .
155Whatever happens, watch it in a powerful stage and give power to others.
152Yah bhī sidescenes ātī haĩ .
156Those “side scenes” will also come.
153Yah bhī ēk by-plot chal rahā hai .
157That is a “byplot” that is taking place.
154Bāī-plāṭ samajhkar dēkhō tō ghabrāyēṅgē nahī̃ .
158Watch it whilst considering it to be a “by plot” and you will not be afraid.
155Achchhā !
159Achcha.
156Vidāī K|kē samay ( amr̥itvēlē )
160At the time of farewell (at amrit vela)
157Yah saṅgamyug ' amr̥itvēlā ' hai .
161This confluence age is amrit vela.
158Pūrā hī saṅgamyug amr̥itvēlā hōnē K|kē kāraṇ is samay key|kī sadā kē liē mahāntā gāī jātī hai .
162Because the whole of the confluence age is amrit vela, the greatness of this time is remembered for all time.
159Tō pūrā hī saṅgamyug arthāt amr̥itvēlā arthāt diamond morning .
163So, the whole of the confluence age, that is, amrit vela means the diamond morning.
160Sadā bāp bachchō̃ kē sāth hai aur bachchē bāp kē sāth haĩ isliē bēhad key|kī diamond morning .
164The Father is always with the children and the children are with the Father and so, an unlimited diamond morning.
161Bāpdādā sadā kahtē hī rahtē haĩ lēkin vyakt svarūp mē̃ vyakt dēśh K|kē hisāb sē āj bhī sabhī bachchō̃ kō sadā sāth rahnē key|kī good morning kahō , golden morning kahō , diamond morning kahō jō bhī kahō vah bāpdādā sabhī bachchō̃ kō dē rahē haĩ .
165BapDada always keeps saying this, but in terms of being in the corporeal form in the physical world, even today, BapDada is giving all of you children, whatever you call it, a “good morning”, a “golden morning” or a “diamond morning.”
162Svayã bhī diamond hō aur morning bhī diamond hai , aur bhī diamond banānē kī hai , isliē sadā sāth rahnē key|kī good morning .
166All of you are diamonds and the morning is also diamond. 167It is to make you even more of a diamond, and so a good morning for always being with the Father.
163Achchhā !
168Achcha.
Blessing
164Vardān : pāñchō̃ tatvō̃ aur pāñchō̃ vikārō̃ kō apnā sēvādhārī banānē vālē māyājīt svarājya adhikārī bhav
169Blessing: Blessing: May you be a conqueror of Maya and a master of the self and make the five elements and the five vices your servers.
165Jaisē satyug mē̃ viśhva mahārājā va viśhva mahārānī key|kī rājāī dress kō pīchhē sē dās-dāsiyā̃ uṭhātē haĩ , aisē saṅgamyug par āp bachchē jab māyājīt svarājya adhikārī ban titles rūpī dress sē sajē sajāyē rahē̃gē tō yē 5 tatva aur 5 vikār āpkī dress kō pīchhē sē uṭhāyēṅgē arthāt adhīn hōkar chalē̃gē , iskē liē dr̥iṛh saṅkalp key|kī belt sē titles key|kī dress kō tight karō , bhinn bhinn dress aur śhrr̥iṅgār K|kē set sē saj-dhaj kar bāp kē sāth rahō tō yah vikār vā tatva parivartan hō sahyōgī sēvādhārī hō jāyēṅgē .
170 In the golden age, the maids hold the trains of the royal costumes of the world emperor and world empress. 171In the same way, at the confluence age, you children must remain decorated with the dress of your titles of Conquerors of Maya and Masters of the self. 172The five elements and the five vices will then hold your dress from behind, that is, they will move along while being subservient to you. 173For this, tighten your dress of titles with the belt of determination, be decorated with the sets of different costumes and ornaments and stay with the Father.
174Those vices and elements will then be transformed and become your co-operative companions.
Slogan
166Slōgan : jin guṇō̃ vā śhaktiyō̃ kā varṇan kartē hō unkē anubhavō̃ mē̃ khō jāō .
175Slogan: Become lost in the experience of the virtues and powers you speak of.
167Anubhav hī sabsē baṛī authority hai .
176Experience is the greatest authority.
177*** Om Shanti ***