गुरुवार 17 अगस्त 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

017-08-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 17/08/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhē̃ mukh sē kuchh bhī bōlnā nahī̃ hai , sachchē dil sē ēk bāp kō nirantar yād karnā hai , sachchē dil par hī sāhēb rāzī hai ' '

1Essence: Sweet children, you do not have to say anything with your mouth; just constantly remember the one Father with a true heart. 2The Lord is pleased with those who have honest hearts.

Question

2Praśhna  : sabsē achchhā manner ( charitra ) kaun sā hai  ? 3Kis dēvtāī manners kō tumhē̃ dhāraṇ karnā hai  ?

3Question: Which manners are the best? 4Which divine manners do you have to imbibe?

Answer

4Uttar  : sadā harṣhit rahnā bahut achchhā manner hai .

5Answer: The best manners are to remain constantly cheerful. 6Deities remain constantly cheerful; they never laugh loudly. 7To laugh loudly is also a vice. 8You children should remain in the incognito happiness of remembrance.

5Dēvtāyē̃ sadā harṣhit rahtē haĩ , khilkhilākar hanstē nahī̃ .

9The sanskar of familiarity also causes a great deal of damage.

6Āvāj sē hansnā bhī ēk vikār hai . 7Tum bachchō̃ kō yād kī gupta khuśhī rahnī chāhiē .

10In order to be successful in doing service, you have to have an attitude that is free from attraction.

8Familiarity kā saṅskār bhī bahut nuksānkārak hai . 9Service key|kī saphaltā kē liē anāsakt vr̥itti chāhiē .

11There should not be the slightest odour of being trapped by anyone’s name or form.

10Nām-rūp key|kī badbū jarā bhī na hō .

12You have to have a very clean intellect.

11Buddhi bahut svachchha chāhiē . 12Isī dhārṇā sē jab service kartē , dūsrō̃ kō āp samān banātē tō chēhrā harṣhit rahtā hai .

13Your face remains cheerful when you have imbibed these things and you do service and make others similar to yourself.

Song

13Gīt  : na vah hamsē judā hōṅgē …

14Song: Neither will He be separated from us, nor will we experience sorrow.

Murli

14Ōm śhānti .

15Om shanti.

15Bachchē jāntē haĩ sō bhī number-vār puruṣhārth anusār kyōṅki kahā jātā haĩ sachchī dil par sāhēb rāzī .

16You children understand, numberwise, according to your efforts. 17It is said that the Lord is pleased with those who have honest hearts.

16Dil bhī ātmā mē̃ hai nā .

18The heart too is within the soul, is not?

17Tō sachchē sāhēb kō yād karō tō sukh milēgā .

19Therefore, remember the true Lord and you will receive happiness.

18Yād mānā andar mē̃ bāp kō yād karnā hai .

20Remembrance means to remember the Father internally.

19Jap sāhēb kō .

21Chant the name of the Lord.

20Jap kā arth|earth yah nahī̃ ki mukh sē kuchh bōltē rahō .

22To chant does not mean that you have to continue to say something; no.

21Nahī̃ , yād kartē rahō tō bahut sukh milēgā . 22Aurō̃ kō bhī āp samān banānā hai .

23Just continue to have remembrance and you will receive a great deal of happiness.

23Kiskō samjhānā bhī baṛā sahaj hai .

24You also have to make others similar to yourselves.

24Jaisē sachchī pativratā strī sivāē pati K|kē aur kiskō bhī love nahī̃ kartī hai , vaisē hī ātmā kō us pārlaukik bēhad K|kē bāp kō sachchī dil sē yād karnā hai .

25It is very easy to explain to others. 26Just as a truly faithful wife does not love anyone except her husband, in the same way, you souls have to remember the unlimited Father from beyond with honest hearts.

25Jaisē āśhik-māśhūk kā pyār hōtā hai .

27It is just as a lover and beloved love each other.

26Vah nām-rūp par martē haĩ , vikār key|kī kōī bāt nahī̃ rahtī .

28They are attracted to each other’s name and form; it is not a question of vice.

27Āśhik māśhūk kō , māśhuk āśhik kō yād kartē haĩ .

29The lover remembers the beloved and the beloved remembers the lover, that’s all!

28Bas , aur kahā̃ buddhi nahī̃ jātī .

30Their intellects are not drawn anywhere else.

29Bhal dhandhādhōrī bhī kartē haĩ parantu dil ēk kē sāth rahtī hai .

31Even though they are engaged in their business etc., their hearts are connected to each other.

30Vah pavitra yād hōtī hai .

32That is pure remembrance.

31Śharīr aur buddhi apavitr nahī̃ rahtī .

33Their bodies and intellects do not become impure.

32Uskā bhī gāyan hai , parantu aisē bahut thōṛē haĩ .

34Such souls are also praised, but there are very few of them.

33Is gyān mē̃ bhī sachchē āśhik bahut thōṛē haĩ .

35Even in this knowledge, there are very few such true lovers.

34Māyā aisī hai jō nāk sē pakaṛ lētī hai .

36Maya is such that she gets hold of you by the nose.

35Dr̥iṣhṭānt diyā huā hai aṅgad kā .

37The example of Angad has been given.

36Rāvaṇ nē kahā - dēkhē̃ , yah hiltā hai vā nahī̃  ?

38Ravan said: See if he can be shaken or not.

37Jō tīkhē-tīkhē mahārathī haĩ unkō hī māyā pachhāṛtī hai .

39Maya tries to make the powerful maharathis fall.

38Jaisē chūhā kāṭtā hai , phū̃k aisī dētā hai jō patā bhī nahī̃ paṛtā hai . 39Aisē māyā bhī baṛī jabardast hai . 40Jō kōī bēkāydē chalan chaltē haĩ tō andar sē hī buddhi kō gupta tālā lagā dētī hai .

40Just as a mouse blows on you and then bites you in such a way that you don’t even feel it, in the same way, Maya is so powerful that if anyone behaves badly and unlawfully, she locks that one’s intellect in an incognito way.

41Ismē̃ samajhnē key|kī baṛī buddhi chāhiē .

41You need a deep intellect to understand these things.

42Bābā kō yād karnē kā baṛā abhyās chāhiē .

42You have to practise remembering Baba a great deal.

43Bāp mē̃ pūrā-pūrā love chāhiē .

43There has to be full love for the Father.

44Tumkō service karnī hai anāsakt hōkar .

44You have to do service without becoming attracted.

45Bhal kōī kitnā achchhā bachchā hai parantu aisē nahī̃ ki unkē nām-rūp mē̃ phans paṛnā hai , issē baṛā nuksān kar dētē haĩ .

45No matter how good some child may be, you mustn’t become trapped in his name or form. 46It would cause a great deal of damage.

46Bāp kahtē haĩ apnē kō aśharīrī ātmā samajhkar mujhē yād karō .

47The Father says: Consider yourselves to be bodiless souls and remember Me.

47Apnē kō svachchha rakhō .

48Keep yourselves very clean and pure.

48Tum śhivbābā K|kē bantē hō , vah tumkō svachchha banātē haĩ .

49You belong to Shiv Baba and He is making you clean and pure.

49Vikārō̃ kō nikāl dēnā hai .

50You have to remove the vices from within you.

50Tumhārā nām hī hai śhiv śhaktiyā̃ . 51Tumkō sarvśhaktimān sē śhakti miltī hai , tō achchhī tarah unsē yōg lagānā paṛē .

51Your very name is Shiv Shaktis; you receive power from the Almighty Authority. 52Therefore, you have to have very good yoga with Him.

52Bāp kahtē haĩ nirantar yād karnā māsī kā ghar nahī̃ hai .

53The Father says: To have constant remembrance is not like going to your aunty’s home!

53Bhōjan kartē samay kitnī kōśhiśh kartē haĩ phir bhī bhūl jātē haĩ .

54So much effort is made to stay in remembrance at the time of eating, yet He is still forgotten.

54Bahut kōśhiśh kartē haĩ - sārā samay bāp kī yād mē̃ khāyē̃ kyōṅki vah hamārā bahut pyārā hai , kyō̃ na ham unkō yād kar khāyē̃ tō sāth mē̃ rahēgā .

55While eating, a great deal of effort is made to remember the Father the whole time. 56As He is our Beloved, why should we not eat in remembrance of Him? 57He would then stay with us.

55Phir bhī ghaṛī-ghaṛī yād bhūl jātī hai .

58However, remembrance is still forgotten again and again.

56Bhakti mārg mē̃ bhī buddhi aur-aur taraph bhaṭaktī rahtī hai . 57Yah tō hai gyān key|kī bāt .

59Even on the path of devotion, the intellect continues to wander in different directions.

58In bātō̃ kō bachchē bhī pūrā nahī̃ samajhtē haĩ .

60These things are aspects of this knowledge.

59Kaī bachchē ajun rēgaṛī pahantē ( chhōṭē bachchē kī tarah ghuṭanō̃ K|kē bal chaltē ) rahtē haĩ .

61Some children are also not able to understand these aspects properly and are still crawling on the floor.

60Agar nirantar yōg lag jāē tō samjhā jāē ki ab karmātīt avasthā ā rahī hai .

62If your yoga were to be constant, it would be understood that your karmateet stage is coming close.

61Parantu yād ṭhahartī nahī̃ hai , baṛī yuddha chaltī hai .

63However, remembrance doesn’t remain, and so a great battle takes place within.

62Bābā dēkhtē haĩ bahutō̃ kā buddhiyōg bhaṭaktā hai , aśharīrī bannē mē̃ mēhnat lagtī hai .

64Baba sees that there are many of you whose intellects wander. 65It takes effort for them to become bodiless.

63Bahut thōṛē haĩ jō sach bōltē haĩ . 64Kahnē mē̃ lajjā ātī hai .

66There are very few who speak the truth; they are too ashamed to speak the truth.

65Māyā baṛī duśhtar hai .

67Maya is very powerful.

66Ēkdam māthā mūṛ lēnē mē̃ dērī nahī̃ kartī hai .

68She doesn’t take long to scalp you.

67Aisē nahī̃ , ham tō bachchē haĩ hī .

69You shouldn’t say: “We are His children anyway.”

68Yuktiyā̃ bhī batlāī jātī haĩ .

70You have also been shown methods.

69Pahlē tō karmātīt avasthā mē̃ jānā hai phir hai number-vār pad .

71Firstly you have to reach your karmateet stage and then a status is received, numberwise.

70Bābā jāntē haĩ - bachchō̃ kō māyā baṛā hairān kartī hai , yād ṭhaharnē nahī̃ dētī hai .

72Baba knows that Maya harasses the children a great deal. 73She doesn’t allow remembrance to remain.

71Bahutō̃ key|kī avasthā dēkhī jātī hai . 72Nām-rūp mē̃ phans paṛtē haĩ .

74It has been observed from the stages of many that they become trapped in someone’s name and form.

73Apnē kō aśharīrī samajhnē kā abhyās karnā hai kyōṅki bahut samay sē apnē kō aśharīrī nahī̃ samjhā hai .

75You have to practise considering yourselves to be bodiless, because for a very long time you have not considered yourselves to be bodiless.

74Satyug mē̃ yah gyān pūrā rahtā hai ki maĩ ātmā hū̃ , mujhē yah purānā śharīr chhōṛ nayā lēnā hai .

76In the golden age, you will have the full knowledge that you are souls and that you have to shed your old costumes and take new ones.

75Sākṣhātkār bhī hō jātā hai .

77You also receive a vision at that time.

76Parōkṣha , chāhē aparōkṣha , samajhtē haĩ - abhī śharīr key|kī āyu pūrī ākar huī hai . 77Jaisē kōī marnē par hōtā hai tō kahtē haĩ hamkō aisā lagtā hai ki ab marũgā , rah nahī̃ sakū̃gā .

78Whether you have a vision (in a practical way) or invisibly (just through feelings), you will understand that the lifespan of that body is about to end. 79When someone is about to die, he says: I feel that I am about to die; I am unable to live any longer.

78Vahā̃ phir samajhtē haĩ ab śharīr baṛā hō gayā hai , iskō ab chhōṛnā hai .

80There, when your body has become old, you will understand that you have to shed it.

79Apnē time par khuśhī sē chhōṛ dētē haĩ .

81They shed their bodies happily when it is their time.

80Ātmā kā gyān pūrā hai . 81Bāp kā gyān bilkul nahī̃ hai . 82Drama mē̃ hai nahī̃ .

82They have full knowledge of souls but they don’t have the slightest knowledge of the Father because that is not in the drama.

83Vahā̃ bāp kō kyō̃ yād karē̃  ?

83Why should you remember the Father there?

84Darkār hī nahī̃ .

84There would be no need.

85Yahā̃ tō duḥkh mē̃ manuṣhya yād kartē haĩ aur tumkō phir apnē kō ātmā samajh bāp sē yōg lagānā hai .

85Here, human beings in sorrow remember Him whereas you have to consider yourselves to be souls and have yoga with the Father.

86Yah śharīr tō purānā hai .

86These bodies are old.

87Issē tō bilkul naphrat ānī chāhiē .

87You should have total dislike for them.

88Bhal kitnā bhī ḵẖūbṣhūrat , suhānā ( sundar ) śharīr hō , lēkin lāmuzīb tō sab kālē haĩ kyōṅki ātmā kālī hai .

88No matter how beautiful someone’s body may be, everyone is ugly because, according to the law, every soul has become ugly.

89Yah buddhi sē samajhnē key|kī bāt hai .

89This is something for your intellects to understand.

90Śharīr kōī sabkē kālē tō nahī̃ hōtē haĩ . 91Yah tō havā pānī par hōtā hai .

90Therefore, the Father explains: Let your intellects’ yoga be connected to the One.

92Jahā̃ ṭhaṇḍa jāstī hōtī hai vahā̃ saphēd manuṣhya hōtē haĩ .

91Just as people have love marriages, so this is also a love marriage for you souls.

93Tō bāp samjhātē haĩ - buddhi kā yōg ēk sē lagānā hai .

92There will then be no love for those bodies.

94Jaisē love-marriage kartē haĩ nā . 95Yah bhī tumhārī ātmā key|kī love-marriage hai .

93If there isn't love for your own body, why should there be love for the bodies of others?

96Phir is dēh kē sāth bhī love nahī̃ rahtā hai .

94Everything in the world functions on the basis of beauty.

97Apnī dēh sē hī love nahī̃ tō phir aurō̃ key|kī dēh sē kyā love rakhnā hai . 98Duniyā mē̃ tō kālē aur gōrē śhakla par bhī chaltā hai .

95Some couples get engaged without seeing each other; then, when they do see each other, they don't like each other and there is quarrelling and fighting: “What would I do with money?

99Kōī-kōī bigar dēkhē sagāī kar lētē haĩ phir jab śhakla dēkhtē haĩ tō kahtē haĩ hamkō aisī kālī nahī̃ chāhiē .

96I want someone beautiful!” 97You understand that you are souls. 98You should have no attachment to your old bodies.

100Phir jhagaṛā hō jātā hai - ham paisē kō kyā karē̃ , hamē̃ tō sundar chāhiē .

99All of those relationships are vicious. 100Your things are different from those of the people of the world outside.

101Ab tum jāntē hō - ham ātmā haĩ . 102Is purānē śharīr sē mōh nahī̃ rakhnā hai .

101You ugly souls have now become engaged to the beautiful Traveller.

103Yah tō vikārī sambandh haĩ nā . 104Duniyāvī bātō̃ sē apnī bāt nyārī hai .

102You understand that every soul in this world has become totally ugly.

105Abhī tumhārī kālī ātmā key|kī sagāī huī hai gōrē musāphir sē .

103Make your souls beautiful by forging a connection with the Beautiful One.

106Jāntē hō is duniyā mē̃ sabkī ātmā kālī hī kālī hai .

104The one Traveller makes you multi-million times beautiful.

107Gōrē sē sambandh jōṛ ātmā kō gōrā banānā hai .

105Very good yoga is needed in order for you ugly souls to be made beautiful.

108Ēk musāphir saikṛō̃-hajārō̃ kō hasīn banātē haĩ . 109Kālī ātmā kō gōrā banānā hai .

106If you remain ugly, you will firstly have to experience punishment and secondly, your status will be destroyed.

110Ismē̃ baṛā achchhā yōg chāhiē .

107Here, you must not get caught by the name or form of anyone.

111Kālā rah jānē sē ēk tō sazā khānī paṛēgī aur pad bhī bhraṣhṭa hō jāyēgā .

108A great deal of disservice takes place when that happens. 109This is why Baba says: Remain cautious.

112Yahā̃ kiskē nām-rūp mē̃ nahī̃ laṭaknā hai .

110You get caught in the web of Maya and yet you don’t understand.

113Baṛī disservice hō paṛtī hai isliē bābā samjhātē haĩ - ḵẖabardār rahō , tum māyā key|kī chakarī mē̃ ā gayē hō , parantu samajhtē nahī̃ .

111That destiny will not leave you. 112You destroy your own status. 113The Father says: With the power of yoga, you have to make your souls pure.

114Bhāvī chhōṛtī nahī̃ .

114This is a furnace (bhatthi).

115Apnā pad bhraṣhṭa kar dētē haĩ .

115Have yoga with the Father.

116Bāp kahtē haĩ - yōg agni sē apnī ātmā kō pavitra banānā hai . 117Yah hai bhaṭṭhī .

116However, if your intellects wander elsewhere your remembrance becomes adulterated.

118Bāp kē sāth yōg lagānā hai . 119Aur taraph buddhi jātī hai tō vyabhichārī ṭhaharā|ṭhahrā .

117Then, neither will you be able to do service nor will you claim a high status.

120Service kar na sakē . 121Pad bhī pā nahī̃ sakē̃gē .

118Alloy can only be removed with the fire of yoga.

122Yōg agni sē hī khād nikal sakēgī .

119If you have yoga, this knowledge will also remain in your intellects.

123Yōg hai tō gyān bhī ṭhaharēgā . 124Bābā rūp bhī hai , basant bhī hai .

120Baba is Rup (the Embodiment of Yoga) and also Basant (the One who showers knowledge).

125Tum bachchē bhī jitnā rūp bantē jāyēṅgē utnā gyān key|kī dhārṇā hōgī .

121The more you children become rup (the embodiment of yoga), the more you will be able to imbibe knowledge.

126Pahlē ātmā kō pavitra banānā hai .

122Firstly, souls have to be made pure.

127Yōg-yōg kahtē haĩ parantu tumhārē mē̃ bhī kaī yōg kā arth|earth nahī̃ samajhtē .

123You continue to speak of yoga, but, even among yourselves, there are many who don’t understand the meaning of yoga.

128Yōg K|kē binā apnē kō athavā bhārat kō pavitra banā nahī̃ sakē̃gē .

124You cannot purify yourselves or Bharat without having yoga.

129Bhal service bhī kartē haĩ , centre khōltē haĩ parantu māyā nāk sē ēkdam pakaṛ lētī hai .

125Even though you do service and open centres, Maya catches hold of you by your nose.

130Ãhakār ā jātā hai - hamnē itnē centre khōlē haĩ . 131Dēh-abhimān ā jātā hai .

126Some become arrogant and say that they have opened this many centres; they become body conscious.

132Bāp tō samjhātē haĩ apnē kō ātmā samajh yōg lagāō bāp sē .

127The Father explains: Consider yourselves to be souls and have yoga with the Father.

133Kōī bhī vikarma na ban jāē .

128No sinful action should take place.

134Agar bābā kō bhūl kōī K|kē nām-rūp mē̃ phanstē hō tō baṛā nuksān hō jātā hai .

129If you forget Baba and then become trapped in someone’s name or form, a great deal of damage is caused.

135Yah baṛī mañzil hai .

130The destination is very high.

136Viśhva kā mālik bannā cum|kam bāt hai kyā  !

131It is not a small thing to become a master of the world!

137Bāp key|kī kitnī mahimā hai  !

132The Father is praised a great deal.

138Kitnē mandir banātē haĩ - unkē nām par  !

133Many temples are built in His name.

139Tum jāntē hō sōmnāth kā mandir kisnē aur kab banāyā .

134You know who built the Somnath Temple and when he built it.

140Mandir bhī number-vār bantē haĩ .

135Temples too are built, numberwise.

141Sōmnāth kē bād phir hai lakṣhmī-nārāyaṇ kā athavā jagadambā kā mandir .

136After the Somnath Temple was built, the Lakshmi and Narayan Temple was built, and then the Jagadamba Temple.

142Manuṣhya thōṛēhī jāntē haĩ ki sōmnāth kā mandir kisnē banāyā  ?

137Human beings don’t know who created the temple to Somnath.

143Vah tō nirākār hai .

138God is the Incorporeal.

144Nirākār K|kē pujārī nirākār śhiv kō hī pūjē̃gē . 145Parantu jāntē nahī̃ .

139Although worshippers of the Incorporeal worship incorporeal Shiva, they don’t understand anything.

146Tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār haĩ .

140You children are also numberwise.

147Rāt-din service kā hī ōnā rahtā hai .

141Day and night, you should be concerned about doing service.

148Ōnā pūrā tab rahē jab dēh-abhimān ṭūṭē . 149Dēhī-abhimānī bannā hai .

142Only when you stop being body conscious and become soul conscious will you have this concern.

150Bāp kē sāth pūrā yōg lagānā hai .

143Have full yoga with the Father.

151Unkā pūrā regard rakhnā māsī kā ghar nahī̃ hai .

144To have total regard for Him is not like going to your aunty’s home!

152Māyā K|kē bhūt yōg tuṛvā dētē haĩ .

145The evil spirit of Maya breaks your yoga.

153Yah tō bāp hī jāntē haĩ .

146Only the Father knows these things.

154Kitnē tō aisē nāzuk haĩ , jō kuchh kahō tō jhaṭ traitor ban bigaṛ paṛtē haĩ .

147There are some who are so sensitive that if they are told anything, they become upset and quickly become traitors.

155Vah phir apnā hī khānā kharāb kar dētē haĩ .

148They then destroy their own fortunes.

156Āśhcharyavat bābā kā banantī , phir bhāgantī hō jātē haĩ . 157Disservice karnē lag jātē haĩ .

149When they come to Baba, they become amazed, they belong to Him and then run away and begin to do disservice.

158Bhāgavat mē̃ bhī maśhhūr hai - amr̥it pītē-pītē traitor ban phir satātē haĩ .

150It is also mentioned in the Bhagawad that whilst drinking nectar, some became traitors and caused harm.

159Bāp kō kitnā khyāl rahtā hai - yah phalānā kachchā hai , kōī bhī samay traitor ban nuksān kar saktā hai .

151The Father has great concern because so-and-so is weak and can become a traitor at any time and cause harm.

160Barōbar dēkhtē haĩ traitor ban nuksān karnē lag paṛtē haĩ phir kitnī ablāō̃ par atyāchār hōtē haĩ .

152It has been seen how some become traitors and create a lot of harm and then innocent ones are beaten a great deal.

161Aur satsaṅgō̃ mē̃ atyāchār hōtē haĩ kyā  ?

153Are there assaults in other spiritual gatherings?

162Yahā̃ pahlī bāt hai viṣh ( vikār ) chhōṛnē key|kī .

154Here, the first aspect is of renouncing poison.

163Viṣh chhōṛtē nahī̃ haĩ .

155Some don’t renounce it at all.

164Kahtē bhī haĩ phalānā svarg padhārā . 165Parantu heaven kyā hai , kuchh jāntē nahī̃ haĩ .

156People say that so-and-so has left for the heavenly abode, but no one knows where heaven is.

166Jaisē bigar arth|earth kōī bōl dē , aisē hī kah dētē haĩ .

157It is as though they just speak without knowing the meaning of what they say.

167Ab kitnī samajh āī hai .

158You have now received so much understanding.

168Bāp jāntē haĩ kaun achchhē-achchhē fool|phūl haĩ .

159The Father knows who the good flowers are.

169Kōī haĩ jinmē̃ nām-rūp mē̃ phansnē key|kī badbū nahī̃ hai .

160There are some who don’t have any odour of being trapped in anyone’s name or form.

170Gyān K|kē bigar aur kōī bāt nahī̃ .

161They have no other interest apart from this knowledge.

171Yōg bhī pūrā chāhiē .

162You also have to have accurate yoga.

172Kōī kālē tō pahlē sē hī haĩ phir aur hī kālē hōtē jātē haĩ .

163Although some are already ugly, they become even more ugly.

173Is laśhkar mē̃ hāthiyō̃ kā bhī laśhkar hai , śhēr śhērniyō̃ kā bhī laśhkar hai , ghōṛē-ghōṛiyō̃ kā bhī hai , bakrē-bakriyō̃ kā bhī hai . 174Sab haĩ .

164Within this army, there is an army of elephants, lions and lionesses and also stallions and mares. 165There is also a flock of sheep; there are all types.

175Chalan sē jhaṭ mālūm paṛ jātā hai - yah tō jaisē riṛh ( bhēṛ ) haĩ . 176Kuchh bhī nahī̃ samajhtē , buddhi mē̃ baiṭhtā hī nahī̃ .

166It is understood from the activity of some that they are goats; they don’t understand anything; nothing sits in their intellects.

177Jaisē bhaiṅs buddhi haĩ .

167Their intellects are like the intellect of a buffalo.

178Bāp kitnā sahaj karkē batlātē haĩ - tum ātmā hō .

168The Father explains in such an easy way that you are souls.

179Tum bēhad K|kē bāp kō yād nahī̃ kar saktē hō  ?

169Are you not able to remember the unlimited Father?

180Hē ātmā , tum aur sab taraph sē buddhiyōg haṭākar mujhē yād karō .

170O souls, remove your intellects’ yoga from everywhere else and remember Me.

181Tum yād nahī̃ kar saktē hō  ?

171Are you not able to remember Me?

182Aur mitr-sambandhiyō̃ ādi kō yād kartē hō , mujhē yād karnē mē̃ kyā musībat hai  ?

172You remember your friends and relatives etc., so what’s so difficult about remembering Me?

183Kahtē haĩ - bābā , māyā buddhiyōg tōṛ dētī hai  !

173Some say: “Baba, Maya breaks my intellect’s yoga”.

184Arē , varsā ganvā baiṭhōgē .

174Then, you will lose your inheritance!

185Tum buddhiyōg pūrā lagāō tō viśhva kā mālik banōgē .

175If your intellects’ yoga is forged completely, you will become the masters of the world.

186Bāp kō thōṛēhī kabhī bhūlnā hōtā hai .

176How can the Father ever be forgotten?

187Dēh-abhimānī bannē sē hī tum bhūltē hō .

177It is only when you become body conscious that you forget Him.

188Tumkō bār-bār kahā jātā hai apnē kō ātmā samjhō , bāp kō nirantar yād karō .

178You are repeatedly told to consider yourselves to be souls and to remember the Father constantly. 179You don’t have to chant.

189Japō nahī̃ , āvāj nahī̃ karō .

180You don’t need to make a sound.

190Tumkō tō vāṇī sē parē jānā hai .

181You have to go beyond sound.

191Rām-rām mukh sē kahā tō dēh-abhimān ā gayā . 192Andar simraṇ karnā hai .

182You come into body consciousness when you say “Rama, Rama” with your mouths.

193Organs kā sirph ādhār lēnā hai .

183Remember the Father internally.

194Maĩ ātmā hū̃ , śhānti mē̃ rahkar bāp kō yād karnā hai .

184You simply have to take the support of your organs and remember that you are souls.

195Bābā hai gyān kā sāgar , knowledgeful .

185Remain in silence and remember the Father.

196Unmē̃ sārī knowledge hai . 197Tumkō bhī sikhlātē haĩ .

186Baba is the Ocean of Knowledge; He is knowledge-full.

198Bāp kō yād karnē sē tum pavitra ban jāyēṅgē , hōlī|holy tāj milēgā aur sr̥iṣhṭi chakra kō jānnē sē ratna jaṛit tāz milēgā . 199Double sirtāj ban jāyēṅgē .

187He has full knowledge and He also teaches you. 188By remembering the Father, you will become pure and will receive a holy crown (halo). 189Then, by knowing the cycle of the world, you will receive a crown studded with jewels.

200Yād sē hī vikarma vināśh hōṅgē .

190You will become those with double crowns.

201Nahī̃ tō dharmarāj K|kē ḍanḍē khānē paṛē̃gē .

191It is by having remembrance that your sins will be absolved.

202Pad bhī bhraṣhṭa hō jāyēgā isliē bāp kō yād karnā hai .

192Otherwise, you will be punished by Dharamraj and your status will be destroyed.

203Phir khuśhī bhī chāhiē gupta .

193Therefore, remember the Father.

204Āvāz sē hansnā nahī̃ hai .

194Your happiness has to be incognito.

205Lakṣhmī-nārāyaṇ kō harṣhit mukh kahā jātā hai .

195You should not laugh loudly. 196Lakshmi and Narayan are called cheerful.

206Harṣhitmukh rahnā aur hansnā alag-alag bāt hai .

197To be cheerful and to laugh are two different things.

207Harṣhitmukh rahnē sē vah gupta khuśhī rahtī hai .

198There is incognito happiness in remaining cheerful.

208Āvāz sē hansnā burī bāt hai .

199It is bad to laugh loudly.

209Harṣhit rahnā sabsē achchhā hai .

200It’s best to remain cheerful.

210Khilkhilā kar hansnā ( āvāj sē hansnā ) bhī ēk vikār hai .

201To laugh loudly is also a form of vice and that vice too should not remain.

211Vah bhī nahī̃ rahnā chāhiē .

202Happiness should be visible on your faces.

212Khuśhī chēhrē par ānī chāhiē . 213Vah āyēgī tab jab āp samān banāyēṅgē .

203That will be visible when you make others similar to yourselves.

214Service aur service .

204Do service and more service.

215Service milī aur yah bhāgā , dūsrī kōī bāt nahī̃ .

205As soon as you are given service to do, you should run; nothing else.

216Tum bachchē service kartē hō , kāṇṭō̃ kō kalī banātē hō .

206You children do service in order to transform thorns into buds.

217Bābā bachchō̃ kō achchhī-achchhī points batātē haĩ .

207Baba continues to give you children very good points.

218Yah niśhchay rakhnā hai ki bābā hī sunātē haĩ .

208You have to have the faith that it is Baba who is saying these things.

219Yah bhī kahtē haĩ mērī mahimā nahī̃ karnā . 220Mahimā sārī śhivbābā kī hai , unkō yād karnē sē hī pūrā vikarmājīt banē̃gē .

209This one also says: Don’t praise me; all the praise belongs to Shiv Baba. 210By remembering Him, you will become complete conquerors of sin.

221Bahut sahaj bāt hai .

211It is a very easy thing.

222Yād karnā hai aur chakra phirānā hai .

212Remember Baba and spin the discus of self-realisation.

223Svadarśhan chakradhārī pūrē ant mē̃ bantē haĩ number-vār .

213It is at the end that you become complete spinners of the discus of self-realisation, numberwise.

224Achchhā  !

214Achcha.

225Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

215To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

226Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

216The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

227Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

217Essence for dharna:

2281 ) bāp kō sāth rakhnē key|kī yukti rachnī hai .

218 1. Create a method to keep the Father with you.

229Bhōjan par yād mē̃ rahnā hai .

219Stay in remembrance at meal times.

230Aśharīrī bannē kā abhyās karnā hai .

220Practise becoming bodiless.

231Apnī purānī dēh sē bhī love nahī̃ rakhnā hai .

221Do not love your old body.

2322 ) bāp kā pūrā regard rakhnā hai .

222 2. Have total regard for the Father. 223Don't be arrogant.

233Ãhakār mē̃ nahī̃ ānā hai . 234Nām-rūp key|kī bīmārī sē sadā dūr rahnā hai .

224Always stay far away from any illness of becoming trapped in someone’s name or form.

235Gyān-yōg mē̃ mast rahnā hai .

225Stay intoxicated with this knowledge and yoga.

Blessing

236Vardān  : sab kuchh bāp havālē kar saṅgamyugī bādśhāhī kā anubhav karnē vālē avināśhī rājtilak adhikārī bhav

226Blessing: May you experience your confluence-aged self-sovereignty by handing over everything to the Father and have a right to an imperishable tilak of the kingdom.

237Ājkal kī bādśhāhī yā tō dhan dān karnē sē miltī hai yā vōṭō̃ sē miltī haĩ lēkin āp bachchō̃ kō svayã bāp nē rājtilak dē diyā .

227 Nowadays, authority is received by donating wealth or from votes, but the Father Himself has given you children tilaks of self-sovereignty.

238Bēparavāh-bādaśāh - yah kitnī achchhī sthiti hai .

228Being a carefree emperor is such a good stage.

239Jab sab kuchh bāp K|kē havālē kar diyā tō parvāh kiskō hōgī  ?

229When you have handed over everything to the Father, who would then be concerned?

240Bāp kō .

230The Father.

241Lēkin aisē nahī̃ ki thōṛā-thōṛā kahī̃ apnī authority kō yā manmat kō chhipākar rakhā hō .

231However, let it not be that you have kept a little of your authority or your own dictates hidden away somewhere.

242Agar śhrīmat par haĩ tō bāp havālē haĩ .

232If you follow shrimat, you have handed everything to the Father.

243Aisē sachchē dil sē sab kuchh bāp havālē karnē vālē double light , avināśhī rājtilak K|kē adhikārī bantē haĩ .

233Such children who hand over everything to the Father with their hearts are double light and they claim a right to an imperishable tilak of sovereignty.

Slogan

244Slōgan  : ēk-ēk vākya mahāvākya hō , kōī bhī bōl vyarth na jāē tab kahē̃gē master satgurū .

234Slogan: Let each version of yours be an elevated version. 235Let no word go to waste and you will then be called a master satguru.

236*** Om Shanti ***