रविवार 7 जनवरी 2024 की दैनिक मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

07-01-24 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 31-12-97 madhuban

Is nayē varṣh kō mukti varṣh manāō , saphal karō saphaltā lō|low

Āj bāpdādā apnē nav jīvan key|kī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , nav yug rachtā ātmāō̃ kō nayē varṣh key|kī mubārak dē rahē haĩ . Duniyā kē liē nayā varṣh ārambh hō rahā hai , āp bachchō̃ K|kē man mē̃ nav yug yād ā rahā hai . Jaisē nayā varṣh kal ānē vālā hai , aisē nav yug bhī kal ānē vālā hai . Aisē smr̥iti ātī hai ki hamārā nayā yug āyā ki āyā  ? Jaisē āj nayē varṣh kē liē manuṣhya ātmāō̃ K|kē dil mē̃ khuśhī hai , alpkāl kā utsāh hai , aisē āp ātmāō̃ kō nav yug ānē key|kī sadākāl key|kī khuśhī hai . Aisē lagtā hai ki bas āj aur kal key|kī bāt hai . Āj purānā yug hai , kal nayā yug sāmnē khaṛā hai . Ḍrāmānusār āj aur kal key|kī bāt hai , aisē spaṣhṭ smr̥iti anubhav hōtī hai  ? Yā sirph nayā varṣh manānē āyē hō  ? Nayā varṣh nav yug key|kī yād dilātā hai . Yah umaṅg-utsāh dil mē̃ rahtā hai ki kal ham kyā hōṅgē  ? Apnī naī śharīr rūpī dress sāmnē ātī hai  ? Yād hai āpkā nayā śharīr nayē yug mē̃ kaisā sundar thā  ? Kaisā yug thā , kaisē rājya thā , kaisē prakr̥iti dāsī thī , satōpradhān thī  ! Us rājya adhikārī sthiti key|kī smr̥iti spaṣhṭ hai  ? Dikhāī dē rahī hai , vah naī duniyā kitnī sundar hai  ? Ēk second mē̃ apnē rājya adhikār kā anubhav kar saktē hō yā kar rahē hō  ? Bas ēk second mē̃ nav yug mē̃ chalē jāō . Jānā ātā hai  ? Kitnī bār yah rājya adhikār prāpt kiyā hai , yād hai  ? Anubhav karō apnā rājya kitnā pyārā hai  ! Nyārā bhī hai tō pyārā bhī hai . Tō second mē̃ bas hamārā rājya aur hamārā viśhva rājya adhikārī svarūp smr̥iti mē̃ ā jāē . Vē|way lōg nayē varṣh mē̃ ēk dō kō alpkāl key|kī gift dētē haĩ aur bāp gift dētē haĩ nav yug K|kē , viśhva rājya K|kē adhikār key|kī . Yah avināśhī gift is samay bāp dvārā āp sabkē liē aṭal bhāvī ban jātī hai . Jis bhāvī kō kōī ṭāl nahī̃ saktā . Achal hai , akhaṇḍ hai . Tō aisī gift mil gaī hai nā  ? Tō yah gift sambhāl kar rakhnā , kōī ḍākū yah gift lē nahī̃ jāyē . Sabkē pās|pass double lock hai nā  ? Ājkal single lock nahī̃ chaltā , double lock chāhiē . Gāḍrēj kā lock nahī̃ , god kā lock chāhiē . Tō god nē aisā lock diyā hai jō kōī bhī tōṛ nahī̃ saktā . Agar albēlē hō jāyēṅgē tō ḍākū āyēgā . Ḍākū bhī hōśhiyār hōtē haĩ , unhō̃ kō patā paṛ jātā hai ki inkā lock āj ḍhīlā hai , isliē albēlē nahī̃ hōnā .

Tō is nayē varṣh mē̃ sva kē prati aur sēvā kē prati kōī nayā plan banāyā hai  ? Conference karnī hai , dialogue karnā hai , vah tō hai hī . Nayā plan kyā banāyā hai  ? Bāpdādā is nayē varṣh mē̃ , dēśh vā vidēśh mē̃ variety varg key|kī viśhēṣh ātmāō̃ kā ēk guldastā dēkhnē chāhtē haĩ . Vargō̃ key|kī sēvā tō bahut kī hai nā , abhī her|har varg kā aisā ēk-ēk ratna taiyār karō , ēk bhī varg miss nahī̃ hō , kyō̃  ? Abhī jab samay samīp ā rahā hai tō kōī bhī varg vālē ulhanā nahī̃ dē̃ ki hamārā varg rah gayā . Ēk-ēk varg mē̃ viśhēṣh ēk-ēk quality kā hō jō mike kā kām kar sakē , kyōṅki jaisē samay samīp ā rahā hai tō sarv varg vālē , sarv dharm vālē sabkē mukh sē ēk āvāj nikalē ki bāp ā gayā , kyōṅki is saṅgamyug mē̃ hī sabhī dharm sthāpak ātmāō̃ vā sarv varg key|kī ātmāō̃ mē̃ bīj paṛnā hai . Vah itnī power apnē mē̃ lē jāyēṅgē jō phir apnē-apnē samay par varg vā dharm K|kē inventor banē̃gē . Tō sab bīj āpkō taiyār karnē haĩ , jō samay par apnē-apnē department kē nimitt banē̃gē kyōṅki bīj bāp hai aur āp brāhmaṇ ātmāyē̃ tanā hō , sarv ātmāyē̃ bīj aur tanā dvārā hī nikaltē haĩ . Tō aisā guldastā bāp K|kē sāmnē lāō , vidēśh vālē bhī aur dēśh vālē bhī . Ēk-ēk sample lāō , sample sē anya anēkō̃ svataḥ hī bantē haĩ . Lēkin ēk-ēk powerful mike banē̃ , aisē bīj kahō , dharm yā varg kahō vā variety phūlō̃ kā guldastā kahō taiyār hōnā chāhiē . Ēk bhī miss nahī̃ hō tab kahā jāyēgā viśhva kalyāṇkārī vā sarv ātmāō̃ kē nimitt uddhār karnē vālī ātmāyē̃ . Ēk śhākhā bhī cum|kam nahī̃ , sarv śhākhāyē̃ chāhiē . Chāhē āpkē nav yug mē̃ kaī varg nahī̃ hōṅgē lēkin un ātmāō̃ mē̃ bhī dvāpar mē̃ yā kaliyug mē̃ jō inventor nimitt haĩ , unhō̃ kō śhakti āp dvārā hī milnī hai . Jaisē sabhī dharm pitāyē̃ āpkē āgē bāp kā jhaṇḍā , pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharānē mē̃ sahyōgī banē̃gē , vaisē hī sarv varg vālē bhī pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharānē mē̃ sahyōgī banē̃gē , tab kahē̃gē sarv K|kē sahyōg sē sukhmay duniyā key|kī sthāpanā . Sahyōgī ban rahē haĩ lēkin unmē̃ sē ab viśhēṣh ātmā kō sahyōg mē̃ āgē baṛhāō , nimitt banāō . Nimitt banānē kā bīj ḍālō . Samjhā kyā karnā hai  ? Vidēśh mē̃ bhī abhī I|āī|eye . pī|P . yā V|we . I|āī|eye . pī|P . K|kē connection tō sahaj hō gayē haĩ nā . Muśhkil nahī̃ hai nā  ? Muśhkil hai yā sahaj hai  ? Tō āp sabhī jab dūsrē new year mē̃ phir āyēṅgē tō aglē new year key|kī saugāt bāpdādā aisā guldastā dēkhnē chāhtē haĩ . Ēk sāl hai , cum|kam nahī̃ hai . Dēśh vālē bhī karē̃gē , vidēśh vālē bhī karē̃gē  ? ( hā̃ jī ) avaśhya karē̃gē . Kahō huā hī paṛā hai . Sirph nimitt bannā hai . Double vidēśhī bōlō  ? Sab vidēśhī tālī bajāō . Achchhā , dēkhē̃gē pahlē kaun taiyār kartā hai - dēśh yā vidēśh  ? Aur kitnā baṛā guldastā taiyār kartē haĩ  ? Ṭhīk hai nā  ? Chārō̃ ōr sun rahē haĩ . Dēśh vālē bhī sun rahē haĩ , vidēśh vālē bhī sun rahē haĩ . Abhī umaṅg ā rahā hai , unhō̃ K|kē man mē̃ plan ban rahā hai yah karē̃gē , yah karē̃gē . Achchhā , yah tō huā viśhva sēvā .

Sva kē liē kyā karē̃gē  ? Vah bhī tō plan banēṅgā nā  ? Kyōṅki agar sva kalyāṇ kā śhrēṣhṭh plan nahī̃ banāyēṅgē tō viśhva sēvā mē̃ sakāśh nahī̃ mil sakēgī isliē bāpdādā sabkē dilō̃ K|kē umaṅg-utsāh kō jāntē huē yahī kahē̃gē ki har ēk utsav mē̃ bachchō̃ nē chāhē golden jubilee vālē , chāhē diamond jubilee vālē , chāhē silver jubilee vālē , chāhē aur bhī jō jubaliyā̃ hōnī haĩ , sabhī nē dil sē , umaṅg-utsāh sē apnē man mē̃ yah bāp sē vāydā kiyā hai ki ham bāp samān bankar hī dikhāyēṅgē . Sabhī nē yah vāydā kiyā hai nā  ? Double foreigners nē vāydā kiyā hai  ? ( sabhī nē hāth hilāyā ) achchhā , mubārak hō . Vāydā tō bahut mīṭhā , bahut achchhā , bahut pyārā , bahut śhaktiśhālī kiyā hai . Abhī sirph nibhātē rahnā . Vāydā karnē vālē us samay bahut umaṅg-utsāh sē kartē haĩ , himmat bhī bahut achchhī rakhtē haĩ phir kyā hōtā  ? Kabhī māyā chūhē K|kē rūp mē̃ ā jātī , kabhī billī K|kē rūp mē̃ ā jātī , billī kyā kartī hai  ? Myāū̃-myāū̃ kartī hai nā . Tō bachchē kyā kartē haĩ  ? Maĩ maĩ maĩ , tō yah billī key|kī myāū̃-myāū̃ nahī̃ karnā . Chūhā kyā kartā hai  ? Chūhā bēsamajh hōkar jō ātā hai vah khā lētā hai , kāṭ lētā hai . Tō māyā bhī bachchō̃ K|kē khajānō̃ kō kāṭkar khā lētī hai . Kabhī śhēr ā jātā hai , śhēr kyā kartā hai  ? Nirbhay vālō̃ kō bhay paidā kar dētā hai . Sarvśhaktivān bachchō̃ kō dilśhikasta banā dētā hai . Aisē nahī̃ karnā , ānē nahī̃ dēnā , double lock lagākar hī rakhnā . Is varṣh kisī kō bhī ānē nahī̃ dēnā .

Yah varṣh sarv bātō̃ sē mukt varṣh manāō . Mukti varṣh . Jab yah mukti varṣh manāyēṅgē tab muktidhām mē̃ jāyēṅgē . Iskē liē kyā karē̃gē  ? Bahut chhōṭī see|sī|C bāt hai , baṛī bāt nahī̃ hai . Bāpdādā sirph chhōṭā sā slōgan dē rahē haĩ «  saphal karō saphaltā lō|low ' ' . Samjhā  ! Saphal karō , saphaltā lō|low . Kyā saphal karnā hai  ? Jō bhī āpkē pās|pass hai , apnī jō property hai nā - samay , saṅkalp , śhvāṅs vā tan-man-dhan saphal karō , vyarth na ganvāō , na āivēl kē liē sambhālkar rakhō . Saṅkalp kō bhī saphal karō . Ēk-ēk saṅkalp - yah āpkī property hai . Jaisē dhan sthūl property hai , vaisē sūkṣhma property hai samay , śhvāṅs , saṅkalp . Ēk saṅkalp bhī vyarth nahī̃ jāyē , saphal hō . Chāhē mansā sēvā dvārā , chāhē vāchā dvārā , chāhē karma dvārā - check karō , saphal kitnā kiyā  ? Jamā kitnā kiyā  ? Aur bāpdādā is varṣh yah viśhēṣh vardān dē rahē haĩ - saphal karō aur padamguṇā saphaltā kā anubhav karō . Yah pratyakṣha phal sahaj prāpt kar saktē hō , sirph sachchī dil sē . Sachchī dil par bhōlānāth bāp bahut sahaj rāzī hō jātā hai , isliē saphal karō . Gyān dhan , śhaktiyō̃ kā dhan , guṇō̃ kā dhan her|har samay saphal karō . Saphal karnā ātā hai vā kinārē karnā vā sambhālnē bahut ātā hai  ? Kinārē nahī̃ karō , lagāō . Jab kahtē hō ki achānak sab hōnā hai , ever ready bannā hai . Tō jō bhī hai uskō saphal karō . Bāpdādā kō nahī̃ chāhiē , apnē liē jamā karō . Bāpdādā tō dātā hai lēkin saphal karnā arthāt jamā karnā kyōṅki bāpdādā nē samay pramāṇ jamā kā khātā dēkhā , har ēk bachchē K|kē jamā kā khātā bāpdādā kē pās hai . Tō jamā K|kē khātē mē̃ kyā dēkhā  ? Kaī bachchē samajhtē vā kahtē bahut haĩ ki hamārā yah bhī jamā hai , yah bhī jamā hai , bāhar sē jamā kā khātā bahut varṇan kartē haĩ lēkin bāp K|kē jamā K|kē khātē mē̃ jō jitnā kahtē haĩ , samajhtē haĩ ussē bahut cum|kam jamā hai . Kyō̃  ? Vahī pahlā pāṭh «  maĩ aur mērā-pan ' ' . Mainnē kiyā , mērī yah sēvā hai , mērā yah kārya hai . Tō jamā kartē samay , vah samajhtē haĩ ki jamā kar rahē haĩ lēkin vah automatic jamā K|kē khātē sē nikal , vyarth K|kē khātē mē̃ jamā hō jātā hai . Yah automatic sūkṣhma machinery hai . Bābā nē karāyā , bābā key|kī sēvā hai , mērī sēvā nahī̃ hai . Mainnē kiyā , nahī̃ . Varṇan nahī̃ karō , mainnē yah kiyā , maĩ yah kartī hū̃ , maĩ yah kartā hū̃ … yah maĩ-maĩ nahī̃ . Bābā , bābā bōlō tō padamguṇā jamā hōgā . Aur maĩ mērā bōlē̃gē tō transfer hōkar vyarth K|kē khātē mē̃ jamā hō jāyēgā . Yah automatic machinery bahut fast hai , āp lōgō̃ kō patā bhī nahī̃ paṛtā hai . Iskī checking bhī bahut sachchē dil sē , maĩ-pan sē nyārē hōkar karnē vālē kar saktē haĩ . Jab āp ādi ratna ādi mē̃ sthāpanā mē̃ nikalē , sēvā mē̃ nikalē tō kyā bhāv rahtā thā  ? Kyā bōl nikaltā thā  ? Maĩ-pan thā  ? Bābā-bābā kahā tabhī vāris bābā K|kē banē , jō āj sēvā K|kē ādi banē̃ , yah bābā-bābā kahnē kā sabūt hai .

Abhī bāpdādā kē pās vāris quality bahut cum|kam ātī haĩ , kyō̃  ? Bābā aur maĩ-pan mix hai isliē is varṣh mē̃ bāpdādā khulī dil sē vardān dē rahē haĩ - jitnā jamā karnē chāhō utnā kar lō , kar lō , kar lō . Saphal karō saphaltā mūrt banō . Achchhā .

Abhī kaun sā utsav manāyā  ? Silver jubilee . Silver jubilee vālē hāth uṭhāō . Jinhō̃ key|kī ceremony manāī vah hāth uṭhāō . Double ceremony manāī hai . Bhārat key|kī bhī tō vidēśh key|kī bhī . Achchhā hai yah ceremony manānā arthāt apnē āpkō pakkī pratigyā key|kī stamp lagānā . Ceremony manāī , bāpdādā kō bhī dr̥iśhya achchhā lagtā hai . Sāth-sāth jō saṅkalp kartē hō , uskō aisī almighty government key|kī stamp lagāō jō sadā avināśhī , aṭal rahē . Manānā arthāt vāydā nibhānā . Tō aisī pakkī stamp lagāī  ? Yā kachchī stamp lagāī hai  ? Pakkī lagāī  ? Yah silver jubilee vālē kumār , hāth tō achchhā hilā rahē haĩ , pakkī manāī hai  ? Achchhā hai . Yah dr̥iśhya bhūl nahī̃ jānā . Kabhī bhī kuchh bhī kamjōrī āyē tō apnē utsav kā phōṭō sāmnē lānā . Har ēk kā phōṭō nikāltē haĩ nā . Sabkō miltā hai  ? Tō aisē phōṭō nahī̃ nikaltā hai , matlab sē nikaltā hai . Phōṭō isīliē nikaltā hai ki jab aisā kōī samay āvē tō phōṭō sāmnē rakhnā , aisē nahī̃ almārī mē̃ band rakh dō jō samay par bhī yād nahī̃ āvē . Yah sabsē baṛī saugāt hai , yah smr̥iti dilānē key|kī niśhānī hai . Achchhā .

Double foreigners kyā kamāl karē̃gē  ? Double foreigners aisī kamāl karkē dikhāō jō aisī ātmāō̃ kō sandēśh dō jō bhārat kē liē mike banē̃ , kyōṅki bhārat K|kē mike kā bhī prabhāv hai lēkin foreign K|kē mike kā prabhāv double paṛēgā . Tō double foreigners kō aisē mike taiyār karnē haĩ . Karē̃gē  ? Aglē varṣh mike ānā chāhiē . Aisē nahī̃ sirph bhāṣhaṇ karkē chalē jāyē̃ , nahī̃ . Sambandh mē̃ samīp hō̃ . Bhalē gyān , yōg mē̃ niyamit nahī̃ banē̃ lēkin mānē̃ ki sachmuch yah īśhvarīy kārya hai aur jīvan banānī aisī chāhiē lēkin mērē mē̃ himmat cum|kam hai . Usmē̃ bhī kōī harjā nahī̃ , aurō̃ kē nimitt mike bantē-bantē svayã ban hī jāyēgā . Vaisē sīdhā student nahī̃ banē̃gē lēkin sēvā K|kē bal sē dūsrō̃ kē nimitt bantē , uskē prabhāv sē ban jāyēṅgē . Tō sunā double foreigners nē  ? Abhī dēkhē̃gē kaun sā dēśh nimitt bantā hai . Jō bhī dēśh nimitt banē , phir uskō award dēgē .

Sarv nav yug K|kē viśhva adhikārī , nav jīvan dvārā viśhva parivartak ātmāō̃ kō , sadā saphal karnē sē saphaltāmūrt bannē vālī ātmāō̃ kō , sadā apnē kiyē huē vāydō̃ kō sākār svarūp dēnē vālē achal , akhaṇḍ svarūp ātmāō̃ kō , sadā utsav mē̃ rah aurō̃ kō bhī utsav dvārā utsāh dilānē vālī ātmāō̃ kō , bāpdādā kā nayē varṣh aur nayē yug K|kē sthāpanā key|kī mubārak hō , mubārak hō , mubārak hō . Sāth-sāth himmat rakh sarv bachchē āgē baṛhnē vālē himmatē bachchē aur madadē bāp aisē sarv bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

( rātri 12 bajē kē bād bāpdādā nē sabhī bachchō̃ kō punaḥ nayē varṣh key|kī badhāī dī|the )

Sarv viśhva K|kē kōnē-kōnē mē̃ , viśhva K|kē chārō̃ ōr viśhēṣh nav jīvan mē̃ rahnē vālē sabhī kō nayē varṣh K|kē sāth-sāth nav yug key|kī bhī mubārak hō , mubārak hō , mubārak hō . Brāhmaṇ bachchō̃ kē liē tō her|har din , her|har second nayā hai . Tō abhī purānē varṣh key|kī vidāī hai aur nayē varṣh kō badhāī hō . Aisē sadā her|har second jō bhī saṅkalp karō , karma karō her|har karma , saṅkalp badhāī vālē hō . Jō bhī samparka mē̃ āyē vah sadā badhāī hō , badhāī hō , yahī gīt gātē rahē̃ . Is nayē varṣh mē̃ sabhī kō jō bhī milē vā jō bhī sāth mē̃ rahtē haĩ , unhō̃ kō sadā khuśhī key|kī , dilkhuśh miṭhāī khilātē rahnā aur sadā khuśhī mē̃ man sē nāchtē rahnā aur sēvā mē̃ sabhī kō khuśhī kā khajānā bhar-bharkar bāṇṭtē rahnā . Tō aisē nayē jīvan , nayē umaṅg-utsāh key|kī chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō nayē varṣh K|kē sāth-sāth mubārak hō , mubārak hō . Goodnight aur good morning . Achchhā . Ōm śhānti .

Vardān  : dr̥iṛh niśhchay K|kē ādhār par sadā vijayī bannē vālē brahmā bāp K|kē snēhī bhav

Jō dr̥iṛh niśhchay rakhtē haĩ , tō niśhchay kī vijay kabhī ṭal nahī̃ saktī . Chāhē pāñch hī tatva yā ātmāyē̃ kitnā bhī sāmnā karē̃ lēkin vō sāmnā karē̃gē aur āp aṭal niśhchay K|kē ādhār par samānē key|kī śhakti sē us sāmnā kō samā lē̃gē . Kabhī niśhchay mē̃ halchal nahī̃ hō saktī . Aisē achal rahnē vālē vijayī bachchē hī bāp K|kē snēhī haĩ . Snēhī bachchē sadā brahmā bāp key|kī bhujāō̃ mē̃ samāyē rahtē haĩ .

Slōgan  : sarv khajānō̃ key|kī chābī prāpt karnī hai tō paramātma pyār K|kē anubhavī banō .

Avyakti silence dvārā double light phariśhtā sthiti kā anubhav karō

Her|har bāt mē̃ vr̥itti mē̃ , dr̥iṣhṭi mē̃ , karma mē̃ nyārāpan anubhav hō , yah bōl rahā hai lēkin nyārā-nyārā , pyārā-pyārā lagtā hai . Ātmik pyārā . Number one brahmā key|kī ātmā kē sāth āp sabhī kō bhī phariśhtā ban paramādhām mē̃ chalnā hai , tō man key|kī ēkāgratā par attention dō , order sē man kō chalāō .