रविवार 1 दिसंबर 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
001-12-24 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 18-01-2003 madhuban
0 01/12/24 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 18/01/2003
1Brāhmaṇ janm key|kī smr̥itiyō̃ dvārā samarth ban sarv kō samarth banāō
1Become powerful by remaining aware of your Brahmin birth and make everyone powerful.
2Āj chārō̃ ōr K|kē sarv snēhī bachchō̃ K|kē snēh K|kē mīṭhē-mīṭhē yād K|kē bhinn-bhinn bōl , snēh K|kē mōtī key|kī mālāyē̃ bāpdādā kē pās amr̥itvēlē sē bhī pahlē pahuñch gaī .
2Today, the variety of sweet words of loving remembrance and the necklaces of pearls of love of all the loving children reached BapDada before amrit vela.
3Bachchō̃ kā snēh bāpdādā kō bhī snēh K|kē sāgar mē̃ samā lētā hai .
3The children’s love makes even BapDada merge in the ocean of love.
4Bāpdādā nē dēkhā har ēk bachchē mē̃ snēh key|kī śhakti aṭūṭ hai .
4BapDada saw that each child has an unbroken power of love.
5Yah snēh key|kī śhakti her|har bachchē kō sahajyōgī banā rahī hai .
5This power of love is making every child an easy yogi.
6Snēh K|kē ādhār par sarv ākarṣhaṇō̃ sē uparām hō āgē sē āgē baṛh rahē haĩ .
6On the basis of love, you are going beyond all attractions and moving forward as much as possible.
7Aisā ēk bachchā bhī nahī̃ dēkhā jiskō bāpdādā dvārā yā viśhēṣh ātmāō̃ dvārā nyārē aur pyārē snēh kā anubhav na hō .
7Baba didn’t see a single child who hasn’t experienced receiving unique and lovely love from BapDada and the special souls.
8Har ēk brāhmaṇ ātmā kā brāhmaṇ jīvan kā ādikāl snēh key|kī śhakti dvārā hī huā hai .
8The beginning of Brahmin life of every Brahmin soul has been with the power of love.
9Brāhmaṇ janm key|kī yah snēh key|kī śhakti vardān ban āgē baṛhā rahī hai .
9This power of love of this Brahmin birth has become a blessing and is making you move forward.
10Tō āj kā din viśhēṣh bāp aur bachchō̃ K|kē snēh kā din hai .
10Therefore, today is a special day of love between the Father and the children.
11Har ēk nē apnē dil mē̃ snēh K|kē mōtiyō̃ key|kī bahut-bahut mālāyē̃ bāpdādā kō pahnāī .
11Each one of you has garlanded BapDada in your heart with many, many necklaces of pearls of love.
12Aur śhaktiyā̃ āj K|kē din merge haĩ lēkin snēh key|kī śhakti emerge hai .
12All other powers are merged on this day, but the power of love has emerged.
13Bāpdādā bhī bachchō̃ K|kē snēh K|kē sāgar mē̃ lavlīn hai .
13BapDada is also lost in the ocean of the children’s love.
14Āj K|kē din kō smr̥iti divas kahtē hō .
14Today is called the day of remembrance (awareness).
15Smr̥iti divas sirph brahmā bāp K|kē smr̥iti kā divas nahī̃ hai lēkin bāpdādā kahtē haĩ āj aur sadā yah yād rahē ki bāpdādā nē brāhmaṇ janm lētē hī ādi sē ab tak kyā-kyā smr̥itiyā̃ dilāī haĩ .
15The day of remembrance is not just the day of remembrance of Father Brahma, but BapDada says: Today, and constantly, remember all the different types of awareness that BapDada has reminded you of from the moment you took Brahmin birth up to now.
16Vah smr̥itiyō̃ key|kī mālā yād karō , bahut baṛī mālā ban jāyēgī .
16Remember the rosary of those forms of awareness and it will become a very long rosary.
17Sabsē pahlī smr̥iti sabkō kyā milī ?
17What was the first awareness that all of you received?
18Pahlā pāṭh yād hai nā !
18You do remember the first lesson, do you not?
19Maĩ kaun !
19Who am I?
20Is smr̥iti nē hī nayā janm diyā , vr̥itti dr̥iṣhṭi smr̥iti parivartan kar dī hai .
20This awareness gave you a new birth and it transformed your attitude, vision and awareness.
21Aisī smr̥itiyā̃ yād ātē hī rūhānī khuśhī key|kī jhalak nayanō̃ mē̃ , mukh mē̃ ā hī jātī hai .
21As soon as you remember such an awareness, you have the sparkle of spiritual happiness in your eyes and on your face.
22Āp smr̥itiyā̃ yād kartē aur bhakta mālā simraṇ kartē haĩ .
22You remember the awareness, whereas devotees chant and turn the beads of a rosary.
23Ēk bhī smr̥iti amr̥itvēlē sē karmayōgī bannē samay bhī bār-bār yād rahē tō smr̥iti samarth svarūp banā dētī hai kyōṅki jaisī smr̥iti vaisī hī samarthī svataḥ hī ātī hai isliē āj K|kē din kō smr̥iti din sāth-sāth samarth din kahtē haĩ .
23If you repeatedly remember even one awareness from amrit vela until the time you become a karma yogi, this awareness makes you powerful, because as is your awareness, so you automatically develop that power. 24This is why today is called the day of remembrance and also the day of power.
24Brahmā bāp sāmnē ātē hī , bāp key|kī dr̥iṣhṭi paṛtē hī ātmāō̃ mē̃ samarthī ā jātī hai .
25As soon as Father Brahma comes in front of you and as soon as the Father’s vision falls on you souls, you receive power.
25Sab anubhavī haĩ .
26All of you are experienced.
26Sabhī anubhavī haĩ nā !
27All of you are experienced, are you not?
27Chāhē sākār rūp mē̃ dēkhā , chāhē avyakt rūp key|kī pālnā sē paltē avyakt sthiti kā anubhav kartē hō , second mē̃ dil sē bāpdādā kahā aur samarthī svataḥ hī ā jātī hai isliē ō samarth ātmāyē̃ ab anya ātmāō̃ kō apnī samarthī sē samarth banāō .
28Whether you saw him in the corporeal form or whether you experience him in the avyakt stage while being sustained by the avyakt form, as soon as you say “BapDada” from your heart in a second, you automatically receive power. 29Therefore, o powerful souls, now make other souls powerful with your power.
28Umaṅg hai nā !
30You have this enthusiasm, do you not?
29Hai umaṅg , asamarth kō samarth banānā hai nā !
31You have enthusiasm. 32You have to make powerless souls powerful, do you not?
30Bāpdādā nē dēkhā ki chārō̃ ōr kamjōr ātmāō̃ kō samarth banānē kā umaṅg achchhā hai .
33BapDada has seen that there is very good enthusiasm everywhere for making weak souls powerful.
31Śhiv rātri K|kē programme dhūmdhām sē banā rahē haĩ .
34You are planning programmes for Shiv Ratri with a lot of pomp and splendour.
32Sabkō umaṅg hai nā !
35All of you have enthusiasm, do you not?
33Jiskō umaṅg hai bas is śhivrātri mē̃ kamāl karē̃gē , vah hāth uṭhāō .
36Do you have this enthusiasm? 37Those who have the enthusiasm to perform wonders on this year’s Shiv Ratri, raise your hands!
34Aisī kamāl jō dhamāl khatm hō jāē . 35Jay-jayakār hō jāyē vāh !
38Perform such a wonder that all upheaval ends and there is victory: Wah!
36Vāh samarth ātmāyē̃ vāh !
39Wah powerful souls! 40Wah!
37Sabhī zone nē programme banāyā hai nā !
41All zones have planned programmes.
38Pañjāb nē bhī banāyā hai nā !
42Punjab has also planned them.
39Achchhā hai .
43It is good.
40Bhaṭaktī huī ātmāyē̃ , pyāsī ātmāyē̃ , aśhānt ātmāyē̃ , aisī ātmāō̃ kō añchalī tō dē dō .
44Give at least a drop to the souls who are wandering, to thirsty souls and to peaceless souls.
41Phir bhī āpkē bhāī-bahinē haĩ .
45After all, they are your brothers and sisters.
42Tō apnē bhāīyō̃ kē ūpar , apnī bahinō̃ kē ūpar rahm ātā hai nā !
46You do feel mercy for your brothers and your sisters, do you not?
43Dēkhō , ājkal paramātmā kō āpdā K|kē samay yād kartē lēkin śhaktiyō̃ kō , dēvtāō̃ mē̃ bhī gaṇēśh hai , hanumān hai aur bhī dēvtāō̃ kō jyādā yād kartē haĩ , tō vah kaun haĩ ?
47Nowadays, in these times of calamities, they do remember God, but they remember the Shaktis and deities such as Ganesh, Hanuman and other deities a lot more. 48So, who are they?
44Āp hī hō nā !
49You are those, are you not?
45Āpkō rōz yād kartē haĩ .
50They remember you every day.
46Pukār rahē haĩ - hē kr̥ipālu , dayālu rahm karō , kr̥ipā karō .
51They are calling out: “Merciful one, compassionate one, have mercy! 52Have compassion!
47Jarā see|sī|C ēk sukh śhānti key|kī būnd dē dō .
53Give even a small drop of peace and happiness!”
48Āp dvārā ēk bū̃d K|kē pyāsī haĩ .
54They are thirsty for one drop from you.
49Tō duḥkhiyō̃ kā , pyāsī ātmāō̃ kā āvāj hē śhaktiyā̃ , hē dēv nahī̃ pahuñch rahā hai !
55O Shaktis, O deities, is the sound of unhappy and thirsty souls not reaching you?
50Pahuñch rahā hai nā ?
56It is reaching you, is it not?
51Bāpdādā jab pukār suntē haĩ tō śhaktiyō̃ kō aur dēvō̃ kō yād kartē haĩ .
57When BapDada hears the call, He remembers the Shaktis and the Devs (deities).
52Tō achchhā programme dādī nē banāyā hai , bābā kō pasand hai .
58So, Dadiji has created a good programme. 59Baba likes it.
53Smr̥iti divas tō sadā hī hai lēkin phir bhī āj kā din smr̥iti dvārā sarv samarthiyā̃ viśhēṣh prāpt kī , ab kal sē śhivrātri tak bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō kahtē ki yah viśhēṣh din yahī lakṣhya rakhō ki jyādā sē jyādā ātmāō̃ kō mansā dvārā , vāṇī dvārā vā sambandh-sampark dvārā kisī bhī vidhi sē sandēśh rūpī añchalī jarūr dēnā hai .
60Every day is a day of remembrance but today, you especially received all powers by having remembrance. 61BapDada is now telling all you children everywhere that, from tomorrow until Shiv Ratri, keep the special aim in your hearts of definitely giving the maximum number of souls a drop and the message through your thoughts, words, relationships and connections, in one way or another.
54Apnā ulhanā utār dō .
62End the complaint against you.
55Bachchē sōchtē haĩ abhī vināśh key|kī date tō dikhāī nahī̃ dētī hai , tō kabhī bhī ulhanā pūrā kar lē̃gē lēkin nahī̃ agar abhī sē ulhanā pūrā nahī̃ karē̃gē tō yah bhī ulhanā milēgā ki āpnē pahlē kyō̃ nahī̃ batāyā .
63You children think that the date of destruction is not yet visible and so you can end the complaint against you at any time, but no! 64If you don’t end that complaint now, you will receive a complaint from people asking: “Why didn’t you tell us before?
56Ham bhī kuchh tō banā dētē , phir tō sirph ahō prabhū kahē̃gē isliē unhē̃ bhī kuchh-kuchh tō varsē key|kī añchalī lēnē dō .
65We too would have done something.” 66Now, they will say: “O Prabhu!” 67Therefore, let them take a drop of some of the inheritance.
57Unhō̃ kō bhī kuchh samay dō .
68Give them some time too.
58Ēk būnd sē bhī pyās tō bujhāō , pyāsē kē liē ēk būnd bhī bahut mahatva vālī hōtī hai .
69Quench their thirst with even just one drop. 70For those who are thirsty even one drop has a lot of importance.
59Tō yahī programme hai nā ki kal sē lēkē bāpdādā bhī harī jhaṇḍī nahī̃ , nagāṛā bajā rahē haĩ ki ātmāō̃ kō , hē tr̥ipt ātmāyē̃ sandēśh dō , sandēśh dō .
71So, this is the programme, is it not? 72BapDada is not just showing you the green flag, but beating the drums that, from tomorrow, you contented souls have to give the message to all souls.
60Kam sē kam śhivrātri par bāp K|kē birth day kā mukh tō mīṭhā karē̃ ki hā̃ hamē̃ sandēśh mil gayā .
73At least on Shiv Ratri, let everyone sweeten their mouths that on the Father’s birthday, they too received the message.
61Yah dilkhuśh miṭhāī sabhī kō sunāō , khilāō .
74Relate this Dilkhush sweet to everyone, feed it to them.
62Sādhāraṇ śhivrātri nahī̃ manānā , kuchh kamāl karkē dikhānā .
75Don’t celebrate Shiv Ratri in an ordinary way, but show some wonders.
63Umaṅg hai ?
76Do you have this enthusiasm?
64Pahlī line kō hai ?
77Do those in the first line have it?
65Bahut dhūm machāō .
78Create a lot of splendour.
66Kam sē kam yah tō samajhē̃ ki śhivrātri kā itnā baṛā mahatva hai .
79At least let them understand how Shiv Ratri has such great importance.
67Hamārē bāp kā janm din hai , sunkē khuśhī tō manāyē̃ .
80“It is the birthday of our Father.” 81Let them hear this and celebrate in happiness.
68Bāpdādā nē dēkhā ki amr̥itvēlē majority kā yād aur īśhvarīy prāptiyō̃ kā naśhā bahut achchhā rahtā hai .
82Achcha. 83BapDada saw that, at amrit vela, the majority of you have very good intoxication of remembrance and Godly attainments.
69Lēkin karma yōgī key|kī stage mē̃ jō amr̥itvēlē kā naśhā hai ussē antar paṛ jātā hai .
84However, there is a difference in the intoxication that you have at amrit vela and when you are in your karma-yogi stage.
70Kāraṇ kyā hai ?
85What is the reason for this?
71Karma kartē , soul conscious aur karma conscious dōnō̃ rahtā hai .
86While performing actions, you remain both soul conscious and karma conscious.
72Iskī vidhi hai karma kartē maĩ ātmā , kaun see|sī|C ātmā , vah tō jāntē hī hō , jō bhinn-bhinn ātmā K|kē svamān milē huē haĩ , aisī ātmā karāvanhār hōkar in karmēndriyō̃ dvārā karma karānē vālī hū̃ , yah karmēndriyā̃ karmchārī haĩ lēkin karmchāriyō̃ sē karma karānē vālī maĩ karāvanhār hū̃ , nyārī hū̃ .
87The method for this is: “While performing actions, I, this soul…” 88Which soul? 89You know that already. 90You have received the different forms of self-respect of you souls. 91Such a soul is one who becomes karavanhar and makes his physical senses act. 92“These physical senses are my workers, but I am karavanhar who works through the workers. 93I am detached.”
73Kyā laukik mē̃ bhī director apnē sāthiyō̃ sē , nimitt sēvā karnē vālō̃ sē sēvā karātē , direction dētē , duty bajātē bhūl jātā hai ki maĩ director hū̃ ?
94In the world too, when a director while performing his duties gives directions to his colleagues or those who are his instruments for speaking the words, does he forget that he is their director?
74Tō apnē kō karāvanhār śhaktiśhālī ātmā hū̃ , yah samajhkar kārya karāō .
95He has the awareness: I, myself, am a powerful karavanhar soul.
75Yah ātmā aur śharīr , vah karanhār hai vah karāvanhār hai , yah smr̥iti merge hō jātī hai .
96The soul and the body - the awareness of one being karanhar and one karavanhar - become merged.
76Āp sabkō , purānē bachchō̃ kō mālūm hai ki brahmā bāp nē śhurū śhurū mē̃ kyā abhyās kiyā ?
97Do all of you old children recall what Father Brahma practised in his early days?
77Ēk diary dēkhī thī nā .
98You saw one of his diaries, did you not?
78Sārī diary mē̃ ēk hī śhabda - maĩ bhī ātmā , Jasōdā bhī ātmā , yah bachchē bhī ātmā haĩ , ātmā hai , ātmā hai … yah foundation sadā kā abhyās kiyā .
99In the whole diary, there were just the words: “I am a soul, Jasoda (lokik wife) is a soul, this child is a soul. 100This one is a soul, that one is a soul.” 101He constantly practised this foundation.
79Tō yah pahlā pāṭh maĩ kaun ? 80Iskā bār-bār abhyās chāhiē .
102Therefore, you constantly need to practise the first lesson: “Who am I?”
81Checking chāhiē , aisē nahī̃ maĩ tō hū̃ hī ātmā .
103You do need to check yourself. 104Don’t think: “I am a soul anyway.”
82Anubhav karē ki maĩ ātmā karāvanhār ban karma karā rahī hū̃ .
105Experience that I, this soul, as karavanhar, am getting the work done.
83Karanhār alag hai , karāvanhār alag hai .
106Karanhar is separate from karavanhar.
84Brahmā bāp kā dūsrā anubhav bhī sunā hai ki yah karmēndriyā̃ , karmchārī haĩ .
107You also heard Father Brahma’s other experience of his physical senses being his workers.
85Tō rōz rāt key|kī kachahrī sunī hai nā !
108You heard about the court that was held every night, did you not?
86Tō mālik ban in karmēndriyō̃ rūpī karmchāriyō̃ sē hāl-chāl pūchhā hai nā !
109So, as their master, he asked his workers, his physical senses, about their welfare.
87Tō jaisē brahmā bāp nē yah abhyās foundation bahut pakkā kiyā , isliē jō bachchē last mē̃ bhī sāth rahē unhōnnē kyā anubhav kiyā ?
110Therefore, Father Brahma practised this foundation very firmly. 111Therefore, what did the children who lived with him in his last days experience?
88Ki bāp kārya kartē bhī śharīr mē̃ hōtē huē bhī aśharīrī sthiti mē̃ chaltē phirtē anubhav hōtā rahā .
112That, even while performing actions and being in his body and walking and moving around, the father was experienced to be bodiless.
89Chāhē karma kā hisāb bhī chuktū karnā paṛā lēkin sākṣhī hō , na svayã karma K|kē hisāb K|kē vaśh rahē , na aurō̃ kō karma K|kē hisāb-kitāb chuktū hōnē kā anubhav karāyā .
113Although he had to settle the accounts of karma, he did that as a detached observer. 114Neither was he influenced by the accounts of his karma, nor did he give others the experience that he was settling his karmic accounts.
90Āpkō mālūm paṛā ki brahmā bāp avyakt hō rahā hai , nahī̃ mālūm paṛā nā !
115Were you aware that Father Brahma was becoming avyakt? 116You weren’t aware, were you?
91Tō itnā nyārā , sākṣhī , aśharīrī arthāt karmātīt stage bahutkāl sē abhyās key|kī tab ant mē̃ bhī vahī svarūp anubhav huā .
117It was because he practised being detached, an observer, bodiless, that is, the karmateet stage, over a long period of time that that form was experienced at the end.
92Yah bahutkāl kā abhyās kām mē̃ ātā hai .
118This practice over a long period of time is very useful.
93Aisē nahī̃ sōchō ki ant mē̃ dēhbhān chhōṛ dēgē , nahī̃ .
119Don’t think that you will renounce the consciousness of your bodies at the end. 120No.
94Bahutkāl kā aśharīrīpan kā , dēh sē nyārā karāvanhār sthiti kā anubhav chāhiē .
121The experience of being bodiless and detached from your body, the karavanhar stage, is needed.
95Antkāl chāhē javān hai , chāhē būṛhā hai , chāhē tandarūst hai , chāhē bīmār hai , kiskā bhī kabhī bhī ā saktā hai isliē bahutkāl sākṣhīpan K|kē abhyās par attention dō .
122The final moments for anyone – young, old, healthy or ill – can come at any time. 123Therefore, pay attention to the practice of being a detached observer over a long period of time.
96Chāhē kitnī bhī prākr̥itik āpdāyē̃ āyēṅgī lēkin yah aśharīrīpan key|kī stage āpkō sahaj nyārā aur bāp kā pyārā banā dēgī isliē bahutkāl śhabda kō bāpdādā underline karā rahē haĩ .
124No matter how many natural calamities come, this bodiless stage will easily make you detached and loved by God. 125Therefore, BapDada is making you underline the term “over a long period of time”.
97Kyā bhī hō , sārē din mē̃ sākṣhīpan key|kī stage kā , karāvanhār key|kī stage kā , aśharīrīpan key|kī stage kā anubhav bār-bār karō , tab ant matē phariśhtā sō dēvtā niśhchit hai .
126No matter what happens, repeatedly experience the stage of a detached observer, the stage of being karavanhar and the bodiless stage. 127Then, in the final moments, you angels are guaranteed to become deities.
98Bāp samān bannā hai tō bāp nirākār aur phariśhtā hai , brahmā bāp samān bannā arthāt phariśhtā stage mē̃ rahnā .
128If you want to become like the Father, then the Father is incorporeal and an angel. 129To become like Father Brahma means to stay in the angelic stage.
99Jaisē phariśhtā rūp sākār rūp mē̃ dēkhā , bāt suntē , bāt kartē , kārōbār kartē anubhav kiyā ki jaisē bāp śharīr mē̃ hōtē nyārē haĩ .
130Just as when you saw the angelic form in the corporeal form, you experienced that the father, while listening, speaking or carrying out his activities in his body, was detached.
100Kārya kō chhōṛkar aśharīrī bannā , yah tō thōṛā samay hō saktā hai lēkin kārya kartē , samay nikāl aśharīrī , powerful stage kā anubhav kartē rahō .
131To put aside your work and become bodiless is possible for a short period of time. 132However, whilst carrying out your activities, you have to make time to continue to experience a powerful bodiless stage.
101Āp sab phariśhtē hō , bāp dvārā is brāhmaṇ jīvan kā ādhār lē sandēśh dēnē kē liē sākār mē̃ kārya kar rahē hō .
133All of you are angels. 134By taking the support of this Brahmin birth from the Father, you are carrying out your tasks in your corporeal forms in order to give the message.
102Phariśhtā arthāt dēh mē̃ rahtē dēh sē nyārā aur yah example brahmā bāp kō dēkhā hai , asambhav nahī̃ hai .
135An angel is detached from the body while in the body. 136You saw this example in Father Brahma. 137It is not impossible.
103Dēkhā anubhav kiyā .
138You saw and experienced it.
104Jō bhī nimitt haĩ , chāhē abhī vistār jyādā hai lēkin jitnī brahmā bāp key|kī naī knowledge , naī jīvan , naī duniyā banānē key|kī jimmēvārī thī , utnī abhī kiskī bhī nahī̃ hai .
139All of you who are now instruments. 140Even though there is a lot of expansion now, none of you has as much responsibility as Father Brahma did for this new knowledge, new life, and for creating a new world.
105Tō sabkā lakṣhya hai brahmā bāp samān bannā arthāt phariśhtā bannā .
141Therefore, everyone’s aim is to become equal to Father Brahma, that is, to become an angel.
106Śhiv bāp samān bannā arthāt nirākār sthiti mē̃ sthit hōnā .
142To become equal to Father Shiva means to stabilise yourself in the incorporeal stage.
107Muśhkil hai kyā ?
143Is this difficult?
108Bāp aur dādā sē pyār hai nā !
144You love Bap and Dada, do you not?
109Tō jissē pyār hai us jaisā bannā , jab saṅkalp bhī hai - bāp samān bannā hī hai , tō kōī muśhkil nahī̃ .
145Therefore, become like the One you love. 146When you have the thought that you have to become equal to the Father, then it is not difficult.
110Sirph bār-bār attention .
147Simply repeatedly pay attention.
111Sādhāraṇ jīvan nahī̃ .
148This is not an ordinary life.
112Sādhāraṇ jīvan jīnē vālē bahut haĩ .
149There are many who are leading ordinary lives.
113Baṛē-baṛē kārya karnē vālē bahut haĩ .
150There are many who are carrying out great tasks.
114Lēkin āp jaisā kārya , āp brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē sivāē aur kōī nahī̃ kar saktā hai .
151However, no one apart from you Brahmin souls, can carry out the tasks that you are doing.
115Tō āj smr̥iti divas par bāpdādā samāntā mē̃ samīp āō , samīp āō , samīp āō kā vardān dē rahē haĩ .
152Therefore, today, on this day of remembrance, BapDada is giving you the blessing: Come close! 153Come close! 154Come close!
116Sabhī had K|kē kinārē , chāhē saṅkalp , chāhē bōl , chāhē karma , sambandh-sampark kōī bhī had kā kinārā , apnē man key|kī naīyā kō in had K|kē kinārō̃ sē mukt kar dō .
155Liberate the boat of your mind from all limited supports, all the limited supports of thoughts, words, actions, relationships and connections.
117Abhī sē jīvan mē̃ rahtē mukt aisē jīvanmukti kā alaukik anubhav bahutkāl sē karō .
156From now, have the alokik experience of being liberated-in-life, as though you have been liberated in life over a long period of time.
118Achchhā .
157Achcha.
119Chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ K|kē patra bahut milē haĩ aur madhuban vālō̃ key|kī krōdhmukt key|kī report , samāchār bhī bāpdādā kē pās pahuñchā hai .
158Baba received many letters from everywhere. 159BapDada also received the news and reports of the Madhuban residents becoming free from anger.
120Bāpdādā himmat par khuśh hai , aur āgē kē liē sadā mukt rahnē kē liē sahanśhakti kā kavach pahanē rakhnā , tō kitnā bhī kōī prayatna karēgā lēkin āp sadā safe rahē̃gē .
160BapDada is pleased with their courage. 161For the future, in order to remain constantly free, constantly wear the armour of the power of tolerance. 162Then, no matter how much someone provokes you, you will remain constantly safe.
121Aisē sarv dr̥iṛh saṅkalpdhārī , sadā smr̥iti svarūp ātmāō̃ kō , sadā sarv samarthiyō̃ kō samay par kārya mē̃ lānē vālē viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā sarv ātmāō̃ K|kē merciful ātmāō̃ kō , sadā bāpdādā samān bannē K|kē saṅkalp kō sākār rūp mē̃ lānē vālē aisē bahut-bahut-bahut pyārē aur nyārē bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
163Achcha. 164To such souls who have determination and are constant embodiments of remembrance, to the special souls who constantly use all their powers at the right time, to those who are merciful to all souls, to those who put the thought of becoming equal to the Father into a corporeal form, to such very, very, very lovely and unique children, BapDada’s love, remembrance and namaste.
122Double foreigners : double foreigners kō double naśhā hai . 123Kyō̃ double naśhā hai ? 124Kyōṅki samajhtē haĩ ki ham bhī jaisē bāp dūrdēśh K|kē haĩ nā , tō ham bhī dūrdēśh sē āyē haĩ .
165To the double foreigners: Double foreigners have double intoxication, because they feel that just as the Father has come from a faraway land, so they too have come from far away.
125Bāpdādā nē double vidēśhī bachchō̃ key|kī ēk viśhēṣhtā dēkhī hai ki dīp sē dīp jagātē huē anēk dēśhō̃ mē̃ bāpdādā K|kē jagē huē dīpakō̃ key|kī dīvālī manā dī hai .
166BapDada has seen one speciality of the double-foreign children, that they ignite a lamp from another lamp and, in this way, they have celebrated the Diwali of the ignited lamps of BapDada in many countries.
126Double vidēśhiyō̃ kō sandēśh dēnē kā śhauk achchhā hai .
167Double foreigners have a great interest in giving the message.
127Her|har group mē̃ bāpdādā nē dēkhā 35-40 dēśhō̃ K|kē hōtē haĩ .
168BapDada has seen that in every group there are children from 35 to 40 countries.
128Mubārak hō .
169Congratulations!
129Sadā svayã bhī uṛtē rahō aur phariśhtē bankarkē uṛtē-uṛtē sandēśh dētē rahō .
170Constantly continue to fly and, as angels, continue to give the message while flying.
130Achchhā hai , āp 35 dēśh vālō̃ kō bāpdādā nahī̃ dēkh rahā hai aur bhī dēśh vālō̃ kō āpkē sāth dēkh rahē haĩ .
171It is good. 172BapDada is not seeing just you of the 35 countries, but He is seeing those of other lands with you as well.
131Tō number one bāp samān bannē vālē hō nā !
173Therefore, you are the number one souls who will become equal to the Father, are you not?
132Number one ki number-vār bannē vālē hō ?
174Are you number one or those who will become numberwise?
133Number one ?
175Are you number one?
134Number-vār nahī̃ ?
176Are you not numberwise?
135Number one bannā arthāt her|har samay win karnē vālē .
177To become number one means to win at every moment.
136Jō win kartē haĩ vah one hōtē haĩ .
178Those who win claim number one.
137Tō aisē hō nā ?
179You are like that, are you not?
138Bahut achchhā .
180Very good.
139Vijayī haĩ aur sadā vijayī rahnē vālē .
181You are victorious and are those who will remain constantly victorious.
140Achchhā aur sabhī kō , jahā̃ jahā̃ jāō vahā̃ yah smr̥iti dilānā ki sabhī double foreigners kō one number bannā hai .
182Achcha. 183Wherever you go, remind everyone that all the double foreigners have to become number one.
141Achchhā - bāpdādā sabhī mātāō̃ kō gaūpāl key|kī pyārī mātāō̃ kō bahut-bahut dil sē yādpyār dē rahē haĩ aur pāṇḍav chāhē youth hō , chāhē pravr̥itti vālē hō , pāṇḍav sadā pāṇḍavpati K|kē sāthī rahē haĩ , aisē sāthī pāṇḍavō̃ kō bhī bāpdādā bahut-bahut yādpyār dē rahē haĩ .
184Achcha. 185BapDada is giving all the mothers, all the lovely mothers of Gaupal, lots and lots of love and remembrance from His heart. 186The Pandavas too, whether youth or householders, have always been companions of the Lord of the Pandavas. 187BapDada is giving lots and lots of love and remembrance to such Pandavas who are companions.
142Dādī jī sē : āj K|kē din kyā yād ātā hai ?
188To Dadiji: What do you remember today?
143Will powers milī nā !
189You received will power, did you not?
144Will powers kā vardān hai .
190You have the blessing of will power.
145Bahut achchhā part bajāyā hai , iskī mubārak hai .
191You have played a very good part and therefore, congratulations!
146Sabhī key|kī duāyē̃ āpkō bahut haĩ .
192You have received many blessings from everyone.
147Āpkō dēkh karkē hī sabhī khuśh hō jātē haĩ , bōlō yā nahī̃ bōlō .
193Everyone becomes happy when they see you, whether you speak or not.
148Āpkō kuchh hōtā hai nā tō sab aisē samajhtē haĩ hamkō hō rahā hai .
194When something happens to you, everyone feels that it has happened to them.
149Itnā pyār hai .
195Everyone has so much love.
150Sabhī kā hai .
196Everyone has such love.
151 ( hamārā bhī sabsē bahut pyār hai ) pyār tō hai bahut sabhī sē .
197You have a lot of love for everyone.
152Yah pyār hī sabhī kō chalā rahā hai .
198It is this love that is making everyone move.
153Dhārṇā kam hō jyādā hō , lēkin pyār chalā rahā hai .
199Whether there is more or less dharna, it is the love that is making them move.
154Bahut achchhā .
200Very good.
155Īśhū dādī sē : isnē bhī hisāb chuktū kar liyā .
201Ishu Dadi: This one has also settled her accounts. 202(Ishu Dadi had fallen and had to rest.)
156Kōī bāt nahī̃ .
203It doesn’t matter.
157Iskā sahaj puruṣhārth , sahaj hisāb chuktū .
204This one’s efforts are easy. 205Her accounts are settled easily.
158Sahaj hī hō gayā , sōtē sōtē .
206It happened very easily while lying down.
159Ārām milā viṣhṇu K|kē muāphik .
207You received comfort like Vishnu.
160Achchhā .
208Achcha.
161Phir bhī sākār sē abhī tak yagya rakṣhak banē haĩ .
209After all, you have been a protector of the yagya from the sakar days until now.
162Tō yagya rakṣhak bannē key|kī duāyē̃ bahut hōtī haĩ .
210There are many blessings for being a protector of the yagya.
163Sabhī dādiyā̃ bāpdādā K|kē bahut-bahut samīp haĩ .
211All of you Dadis are very, very close to BapDada.
164Samīp ratna haĩ aur sabkō dādiyō̃ kā mūlya hai .
212You are the jewels who are close. 213Everyone has a lot of value for the Dadis.
165Saṅgaṭhan bhī achchhā hai .
214The gathering is also good.
166Āp dādiyō̃ K|kē saṅgaṭhan nē itnē varṣh yagya key|kī rakṣhā kī hai aur kartē rahē̃gē .
215The gathering of you Dadis has protected the yagya for so many years and will continue to do so.
167Yah ēktā sabhī saphaltā kā ādhār hai .
216This unity is the basis of all success.
168 ( bābā bīch mē̃ hai ) bāp kō bīch mē̃ rakhā hai , yah attention bahut achchhā diyā hai .
217You have kept the Father in the middle. 218This attention you have kept is very good.
169Achchhā .
219Achcha.
170Sabhī ṭhīk haĩ .
220Are all of you fine?
Blessing
171Vardān : sarv sambandhō̃ sē ēk bāp kō apnā sāthī banānē vālē sahaj puruṣhārthī bhav
221Blessing: May you become an easy effort-maker by having all relationships with the one Father as your Companion.
172Bāp svayã sarv sambandhō̃ sē sāth nibhānē key|kī offer kartē haĩ .
222 The Father Himself is offering to fulfil His responsibility of companionship in all relationships.
173Jaisā samay vaisē sambandh sē bāp kē sāth rahō aur sāthī banāō .
223Stay with the Father in each relationship according to the time and make Him your Companion.
174Jahā̃ sadā sāth bhī hai aur sāthī bhī hai vahā̃ kōī muśhkil hō nahī̃ saktā .
224When you have His constant company and He is your Companion, there cannot be anything difficult.
175Jab kabhī apnē kō akēlā anubhav karō tō us samay bāp K|kē bindū rūp kō yād nahī̃ karō , prāptiyō̃ key|kī list sāmnē lāō , bhinn-bhinn samay K|kē ramaṇīk anubhav key|kī kahāniyā̃ smr̥iti mē̃ lāō , sarv sambandhō̃ K|kē ras kā anubhav karō tō mēhnat samāpt hō jāyēgī aur sahaj puruṣhārthī ban jāyēṅgē .
225When you feel lonely, don’t remember the Father in the form of a Point, but bring the list of your attainments in front of you. 226Bring into your awareness the stories of the different, entertaining experiences of different times and experience the sweetness of all relationships. 227Any hard work will then finish and you will become an easy effort-maker.
Slogan
176Slōgan : bahurūpī ban māyā K|kē bahurūpō̃ kō parakh lō tō master māyāpati ban jāyēṅgē .
228Slogan: Become one with many forms and recognise the many forms of Maya and you will become a master lord of Maya.
229*** Om Shanti ***