रविवार 29 मार्च 2026 की दैनिक मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

29-03-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 25-10-09 madhuban

Sarv khajānō̃ sē sampann apnē chēhrē vā chalan sē alaukiktā kā sākṣhātkār karāō

Āj sarv khajānō̃ K|kē dātā apnē khajānō̃ K|kē mālik bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . Har ēk bachchā sarv khajānō̃ sē sampann hai kyōṅki bāp nē sarv bachchō̃ kō ēk jaisē ēk hī samay mē̃ sarv khajānē diyē haĩ . Tō bāpdādā apnē bālak sō mālik bachchō̃ sē milnē āyē haĩ . Bachchō̃ nē bulāyā tō bāp bachchō̃ K|kē snēh mē̃ pahuñch gayē haĩ . Khajānē tō bahut haĩ , sabsē pahlā khajānā hai gyān dhan , jis gyān dhan sē mālāmāl hō gayē , mahādānī ban aurō̃ kō bhī bāṇṭtē rahtē hō . Jis gyān K|kē khajānē sē bhinn-bhinn bandhanō̃ mē̃ phansī huī ātmā , un sab bandhanō̃ sē mukt hō gaī . Bandhanyukt sē bandhanmukt hō gayē . Sāth mē̃ yōg arthāt yād kā khajānā , jissē anēk śhaktiyā̃ prāpt kī haĩ . Aisē hī dhārṇā dvārā sarv guṇō̃ key|kī anubhūti arthāt khajānā milā hai . Sāth mē̃ dhārṇā key|kī śhakti sē sarv K|kē snēh key|kī śhakti , sarv K|kē pyārē aur nyārēpan key|kī śhakti kā khajānā prāpt kiyā , sarv K|kē snēh kā khajānā anubhav kiyā . Sāth mē̃ sarv brāhmaṇ sambandh sē apār khuśhī kā khajānā anubhav kiyā . Lēkin sarv khajānō̃ kē sāth jō viśhēṣh khajānā hai vah hai saṅgam K|kē samay kā khajānā . Jis ātmā kō samay K|kē khajānē kā mahatva hai vah sadā anēk prāptiyō̃ K|kē mālik ban jātē haĩ kyōṅki saṅgamyug kā samay bahut chhōṭā hai lēkin samay sē prāptiyā̃ jyādā haĩ . Sabsē jyādā saṅgamyug key|kī śhrēṣhṭh sē śhrēṣhṭh prāpti hai svayã bhagvān bāp rūp mē̃ , śhikṣhak rūp mē̃ , satgurū K|kē rūp mē̃ prāpt hōtā hai . Saṅgamyug mē̃ chhōṭē sē janm mē̃ 21 janm key|kī prāpti , jismē̃ tan , man , dhan , jan sarv prāpti haĩ aur guarantee hai 21 janm full , ādhā nahī̃ , paunā nahī̃ lēkin full 21 janm key|kī guarantee hai . Tō sabsē jyādā jō mahatva hai vah hai saṅgamyug kā ēk-ēk second anēk varṣhō̃ K|kē samān hai . Tō bōlō , sarv khajānō̃ sē sampann tō haĩ  ? Sampann hai nā  ? Isliē bāpdādā sadā samay key|kī smr̥iti dilā rahē haĩ . Kaī bachchē samajhtē haĩ ki ēk dō minute agar aur kuchh sōch liyā , tō 2 minute hī tō haĩ . Lēkin jitnā samay kā mahatva hai us anusār tō 2 minute nahī̃ , 2 mās bhī nahī̃ , dō varṣh K|kē samān haĩ . Itnā mahatva hai saṅgam K|kē samay kā . Sarv śhaktiyō̃ key|kī , sarv guṇō̃ key|kī , paramātma pyār key|kī , brāhmaṇ parivār K|kē pyār key|kī aur kalp pahlē vālē īśhvarīy hak key|kī , yah sarv prāptiyā̃ is chhōṭē sē yug mē̃ haĩ aur kōī bhī yug mē̃ yah sarv prāpti nahī̃ . Rājya bhāgya hōgā , āp sabkā rājya hōgā , sukh śhānti sab hōgā lēkin paramātma milan kā , atīndriya sukh kā , sarv brāhmaṇ parivār K|kē pyār kā , ādi madhya ant key|kī knowledge kā bhāgya ab saṅgam par hī milā hai , her|har kalp miltā rahēgā .

Bāpdādā her|har bachchē K|kē chēhrē sē dēkhtē haĩ ki khajānē jamā kitnē haĩ  ? Khajānē tō milē lēkin har ēk nē kitnā jamā kā khātā baṛhāyā hai , vah har ēk K|kē chēhrē sē , chalan sē dikhāī dētā hai aur āp sab bhī apnē āpkō jāntē hō ki mainnē kitnā jamā kiyā hai  ! Abhī bāpdādā K|kē dil key|kī yahī āśh hai ki khajānē milē tō haĩ lēkin ab samay sirph varṇan karnē kā nahī̃ hai lēkin āpkā chēhrā aur chalan pratyakṣha anubhav karāyē ki yah ātmāyē̃ kōī viśhēṣh haĩ , nyārē haĩ aur paramātma pyārē haĩ kyōṅki āgē chalkar samay parivartan hōnē sē āpkī sēvā sirph varṇan karnē sē nahī̃ , samay nājuk hōnē sē itnā samay kōī nikāl nahī̃ sakēgā lēkin āpkē khajānē sampann chēhrē sē , chalan sē āpkī alaukiktā kā dūr sē hī sākṣhātkār hōgā . Tō aisā puruṣhārth abhī apnā pratyakṣha karō . Jaisē brahmā bāp kō dēkhā , chāhē saṅgaṭhan K|kē bīch mē̃ bhī rahā tō bhī dūr sē vah personality , chamak anubhav huī . Aisē abhī double vidēśhī viśhēṣh double puruṣhārth karō . Bāpdādā double puruṣhārthī kahtē haĩ tō bāpdādā nimitt āj double vidēśhī bachchō̃ kō dēkh khuśh hai . Vr̥iddhi kā puruṣhārth achchhā kar rahē haĩ , nimitt banī huī ātmāō̃ sē pālnā bhī sabhī kō bahut achchhī mil rahī hai aur bāpdādā kō ēk bāt sabhī key|kī bahut achchhī lagtī hai ki sarv ātmāyē̃ her|har varṣh apnā saṅgaṭhan kā milan madhuban mē̃ viśhēṣh kartē haĩ kyōṅki madhuban kā vāyumaṇḍal refreshment mē̃ bahut sahyōg dētā hai aur ēk hī jimmēvārī hai - sva-parivartan , mansā sēvā , ēk dō K|kē anubhavō̃ kā bhī achchhā chance miltā hai . Tō bāpdādā is bāt par mubārak dētē haĩ .

Abhī kuchh kamāl apnē-apnē sthān par jākar karnā , kuchh nyārāpan jō bāp kō pyārā hai vah practical mē̃ anubhav karānā jissē madhuban key|kī refreshment kā sahyōg vahā̃ bhī anubhav kartē rahē̃gē . Tō āj viśhēṣh double puruṣhārthī group kā milan hai aur dēkhō āp sabhī sē India vālē bachchō̃ kā itnā pyār hai jō pahlā chance āpkō hī dētē haĩ . Tō pahlē chance key|kī result pahlā number lēnā hai . Achchhā lagtā hai , bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā hai ki double vidēśhī yā double puruṣhārthī bachchō̃ nē bāp kā ēk viśhēṣh title pratyakṣha kiyā hai . Jō vidēśh mē̃ majority taraph K|kē bāp K|kē bachchō̃ kō nikāl unkī bhī takdīr key|kī taṣhwīr banā dī hai , isīliē lagan sē jō chārō̃ ōr mēhnat kar rahē haĩ , ussē bāp kā viśhva kalyāṇkārī kartavya prasiddh kiyā hai isīliē bāpdādā her|har bachchē kō vāh  ! Bachchā vāh  ! Key|kī mubārak dētē haĩ . Abhī bhī jaisē bhārat mē̃ kōnē-kōnē mē̃ sandēśh dēnē key|kī sēvā chaltī rahtī hai aisē vahā̃ bhī umaṅg-utsāh hai ki rahē huē dēśh mē̃ sandēśh dē dē̃ kyōṅki samay par kōī bharōsā nahī̃ . Bāpdādā nē pahlē sē hī kahā hai ki achānak kyā bhī hō saktā hai isliē sandēśh dēnē kā vā apnē progress kā abhī-abhī , kabhī-kabhī nahī̃ , bāpdādā nē kahā hī hai ki vāstav mē̃ brāhmaṇō̃ key|kī dictionary mē̃ kabhī-kabhī śhabda śhōbhtā nahī̃ hai , abhī-abhī , saṅkalp kiyā karnā hī hai . Dēkhē̃gē , karē̃gē , yah gē-gē kā śhabda hī nahī̃ hai isliē āpkī mama nē bhī yahī lakṣhya rakhā aur sabkō yād dilāyā ki «  ab nahī̃ tō kab nahī̃ ' ' .

Tō double puruṣhārthī bachchē abhī-abhī karnē vālē haĩ yā kabhī-kabhī  ? Jō samajhtē haĩ ki abhī-abhī karkē dikhānē vālē haĩ , vah hāth uṭhāō . Karnā hī hai . Karnā hī hai . Karē̃gē nahī̃ , karnā hī hai . Yād rakhnā , apnē āp-hī apnā chart rakhnā aur bāp-dādā nē pahlē hī sunāyā hai ki her|har rātri kō bāpdādā kō apnē sārē din kā chart sunānē kē bād apnā dimāg khālī karkē sōnē sē āpkō nīnd bhī achchhī āyēgī aur sāth mē̃ rōz kā hālchāl dēnē sē dūsrē din yād rahtā hai ki bābā kō hamnē apnā kahā hai , tō vah smr̥iti sahyōg dētī hai . Phir dharmarājpurī mē̃ jānā nahī̃ paṛēgā . Dē diyā nā aur parivartan kar liyā tō dharmarājpurī sē bach jāyēṅgē . Abhī dūsrē varṣh , dēkhā tō kisnē nahī̃ hai lēkin abhī lakṣhya rakhō , varṣh kō chhōṛō , kam sē kam jitnē thōṛē samay mē̃ bāp key|kī jō āśh hai ki chēhrā dikhāī dē , chalan dikhāī dē , vah jaldī sē jaldī practical mē̃ karkē dikhāō . Himmat hai , tō hāth uṭhāō . Himmat hai  ? Himmat hai  ? Achchhā mubārak hō . Bāpdādā tō her|har bachchē mē̃ niśhchay aur himmat kā umaṅg-utsāh abhī-abhī dēkh rahā hai . Lēkin jātē-jātē plain|plane mē̃ thōṛā cum|kam nahī̃ karnā . Baṛhātē rahnā . Bāpdādā nē jō dr̥iṛh saṅkalp key|kī chābī dī hai uskō sadā hī kāyam rakhnā . Karnā hī hai , abhī-abhī , gē gē nahī̃ . Vah samay abhī gayā . Hō jāyēgā nahī̃ , hōnā hī hai . Bāpdādā nē double puruṣhārthī kā title jō diyā hai , uskō sadā yād rakhnā .

Bākī bāpdādā nē result sunī , bāpdādā nē jō sēvā kā plan diyā , usmē̃ bhārat nē bhī cum|kam nahī̃ kiyā aur vidēśh nē bhī cum|kam nahī̃ kiyā . Is vardān kō majority sthānō̃ mē̃ umaṅg-utsāh sē kiyā hai aur result bhī alag-alag sthān kī ā rahī hai . Tō bāpdādā chāhē bhārat K|kē bachchō̃ kō , chāhē vidēśh K|kē bachchō̃ kō padam-padam guṇā practical lānē key|kī mubārak dē rahē haĩ .

Abhī is varṣh mē̃ viśhēṣh kaun see|sī|C bāt practical mē̃ karnī hai , vah sunā diyā ki abhī āpkō jō bhī dēkhē uskō āpkē chēhrē mē̃ chamak dikhāī dē . Pratyakṣhatā kē nimitt bannā hai , bāp kō pratyakṣha karnā hai tō kyā karnā hai  ? Sadā muskarātā huā chēhrā , kōī chintan mē̃ , kōī uljhan mē̃ nahī̃ . Bāpdādā nē sunāyā thā ki abhī dō śhabda yād karō - māyā kō iśhārā karō get out aur apnē kō guest house mē̃ anubhav karō . Yah duniyā āpkī nahī̃ hai , guest house hai , ab tō ghar jānā hī hai . Ghar K|kē nazārē man mē̃ buddhi mē̃ dikhāī dē̃ . Tō automatically ghar āyā ki āyā . Āpkā ēk gīt hai - ab ghar chalnā hai . Tō yah lahar her|har sthān par hō , chāhē bhārat , chāhē vidēśh , ab yah anubhav pratyakṣha karkē dikhāō . Bēhad kā vairāgya , guest house mē̃ dil nahī̃ lagtī , jānā hai , jānā hai , yād rahtā hai . Tō yah bēhad kā vairāgya kōī bhī prakār K|kē man K|kē saṅkalpō̃ kō , āpas mē̃ saṅgaṭhan K|kē māyā K|kē vighnō̃ kō ēkdam samāpt kar dēgā . Yah māyā K|kē tūphān āpkē liē tōhphā ban jāyēṅgē . Yah jō chhōṭē-mōṭē paper ātē haĩ yah paper nahī̃ lagē̃gē lēkin ēk anubhav baṛhānē key|kī lift lagē̃gē . Gift aur lift . Samjhā . Abhī lakṣhya rakhō bēhad K|kē vairāgī aur himmat umaṅg-utsāh K|kē paṅkhō̃ sē uṛtē rahō aur uṛātē rahō . Abhī uṛnē kā samay hai . Apnē paṅkh sadā check karō kamjōr tō nahī̃ hō rahē haĩ  !

Bāpdādā double vidēśhiyō̃ kā vistār dēkh khuśh hai , abhī kyā dēkhnē chāhtē haĩ  ? Her|har bachchā bāp samān sampann aur sampūrṇ , sarv khajānō̃ sē sampann aur her|har śhrīmat jō miltī rahī hai usmē̃ sampūrṇ . Pasand hai  ? Pasand hai tō tālī bajāō . Achchhā . Yah tālī her|har din yād karnā , apnē āp hī man mē̃ bajānā , bāhar sē nahī̃ man mē̃ bajānā . Yah homework hai . Achchhā .

90 dēśhō̃ sē 2300 bhāī bahinē̃ āyē huē haĩ  : ( pāñchō̃ khaṇḍō̃ K|kē bhāī bahinō̃ kō alag-alag group mē̃ khaṛā kiyā )

1 - America , Canada aur caribbean K|kē bhāī bahinē̃ , 2 - Australia , ēśhiyā , nyūjīlaiṇḍa , Fiji , 3 - Europe , U|you . K|kē . , middle east 4 - aphrīkā , south aphrīkā , Mauritius , 5 - Russia , see|sī|C . I|āī|eye . S . , Baltic kanṭrīz

Sabhī nē āgē baṛhnē kā saṅkalp bhī kiyā hai aur āpas mē̃ rūhrihān bhī kī hai . Bāpdādā kē pās samāchār ātā rahtā hai . Abhī ever ready group banāō . Jō dēśh jitnē bhī āyē haĩ , un dēśhō̃ mē̃ bāpdādā prize dēgē , kyā prize dēgē vah tō dēkhē̃gē us samay . Lēkin bāpdādā double puruṣhārthī bachchō̃ K|kē her|har area K|kē group kō yahī kahtē haĩ ki kōī bhī group jō number one jāyēgā uskō prize dēgē . Ēk dēśh K|kē ēk-ēk śhahar mē̃ jitnē bhī centre haĩ , mānō America hai , America K|kē connection mē̃ jō bhī dēśh haĩ , vah sabhī dēśh āpas mē̃ rāy kar programme banāyē̃ ki yahā̃ sabhī nirvighna rahē̃gē , ever ready rahē̃gē , māyājīt rahē̃gē , snēhī aur sēvā mē̃ sahyōgī rahē̃gē . Jō number one hōgā uskō bāpdādā prize dēgā . Chalō , ēk nahī̃ tō tīn kō dēgē . Ēk dō tīn . Tīn number . Vaisē tō ēk kō diyā jātā hai lēkin double puruṣhārthī haĩ nā tō tīn kō chance dēgē . Pasand hai  ? Hā̃ hāth hilāō . Pasand hai  ? Kitnā time chāhiē  ? Yah teacher sunāvē̃ , kitnā time chāhiē prize lēnē mē̃  ? Batāō . ( sabhī nē kahā February tak ) sabhī dēśhō̃ key|kī teachers hāth uṭhāō . Ṭhīk hai  ? Taiyār hōṅgē nā  ! Phir bāpdādā prize dēgē . Bahut achchhā . Iskī tālī tō bajāō . Achchhā . Bhārat kā bhī turn āyēgā . Abhī tō āp lōgō̃ kā turn hai . Bāpdādā bhī khuśh hōtē haĩ vāh tīvr puruṣhārthī bachchē vāh  ! Achchhā .

Chārō̃ ōr K|kē tīvr puruṣhārthī himmat aur umaṅg-utsāh sē uṛnē vālē , chalnē vālē nahī̃ , uṛnē vālē , chārō̃ ōr K|kē bāp samān sampann aur sampūrṇ bannē vālē bāpdādā K|kē diltakhtanaśhīn , sadā bāp K|kē combined rūp kā anubhav aur sahyōg lēnē vālē har ēk bāp K|kē sikīladhē , snēhī bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

Dādiyō̃ sē  : bāp kē sāth āp sabkā bhī sahyōg rahā hai nā . Bachchē aur bāp dōnō̃ K|kē sahyōg sē yagya chalā hai , chaltā rahēgā . Nimitt tō āp bhī hō nā . Sākār mē̃ ēk nē kahā dūsrē nē kiyā . Ēk dō K|kē sahyōgī ban uṛ rahē hō . Bābā uṛtē huē dēkh khuśh hōtē haĩ . ( dādī jānkī nē kahā kamāl hai , Gulzār dādī key|kī ) vah tō sāth mē̃ hai hī . Bāpdādā key|kī yahī śhubh ichchhā hai ki āp sabhī jō nimitt haĩ vah sadā ēk dikhāī paṛē̃ . Bhinn-bhinn nahī̃ , ēk dikhāī dē̃ . Ēk nē kahā dūsrē nē rāy dī|the aur ēk hō gayē . Tabhī tō yagya chal rahā hai . Āp sabkī ēktā sē hī chal rahā hai , chāhē bāhar sē dikhāī nahī̃ dē lēkin saṅkalp mē̃ , vichārō̃ mē̃ ēk rah karkē aur āgē baṛhānā hai kyōṅki abhī āp sabkē ūpar nazar hai . Achchhā .

Vardān  : apnī śhrēṣhṭh vr̥itti dvārā śhuddha vāyumaṇḍal banānē vālē sadā śhaktiśhālī ātmā bhav

Jō sadā apnī śhrēṣhṭh vr̥itti mē̃ sthit rahtē haĩ vē|way kisī bhī vāyumaṇḍal , vibration mē̃ ḍagmag nahī̃ hō saktē . Vr̥itti sē hī vāyumaṇḍal bantā hai , yadi āpkī vr̥itti śhrēṣhṭh hai tō vāyumaṇḍal śhuddha ban jāyēgā . Kaī varṇan kartē haĩ ki kyā karē̃ vāyumaṇḍal hī aisā hai , vāyumaṇḍal K|kē kāraṇ mērī vr̥itti chañchal huī - tō us samay śhaktiśhālī ātmā kē bajāē kamjōr ātmā ban jātē haĩ , lēkin vrat ( pratigyā ) key|kī smr̥iti sē vr̥itti kō śhrēṣhṭh banā dō tō śhaktiśhālī ban jāyēṅgē .

Slōgan  : guṇmūrt bankar sarv kō guṇmūrt banānā hī mahādānī bannā hai .

Yē avyakt iśhārē - «  niśhchay K|kē foundation kō majbūt kar sadā nirbhay aur niśhchint rahō "

Āpas mē̃ ēk dō kē prati sachchā snēh hō , tō snēhī ātmā kē prati kabhī anumān paidā nahī̃ hōgā . Unkē snēh K|kē bōl , sādhāraṇ hōtē bhī feel nahī̃ hōgē . Unkā halkā bōl bhī aisē lagēgā ki isnē avaśhya kōī matlab sē kahā hōgā . Bēmatalab , vyarth nahī̃ lagēgā . Jahā̃ snēh hōtā hai , vahā̃ faith jarūr hōtā hai . Tō brāhmaṇ parivār mē̃ ēk dō kē prati snēh vā faith rakh , sampūrṇ niśhchaybuddhi banō tab brahmā bāp key|kī āśhāō̃ kō pūrā kar sakē̃gē .