मम्मा की मुरली - 215
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
> >
Mama murlī madhuban
015 . J a g a d h a m b a P y a a r i - S o n g
Jagadambē pyārī … … … ,
Tumhī ēk thī yōg key|kī garimā , tum sākār gyān key|kī pratimā ,
Tum thī cētan dhīr dhārṇā , daivīy guṇ kī thī phulvārī
Jāō mā̃ jagadambē pyārī ,
Tērī mahimā śhiv hai gātā , tērē guṇō̃ par rījhā vidhātā ,
Tērī mahimā śhiv hai gātā , tērē guṇō̃ par rījhā vidhātā ,
Mā̃ tum śhiv key|kī prēm mūrti , bachchō̃ kō prāṇō̃ sē pyārī ,
Jāō mā̃ jagadambē pyārī ,
Dhanya dhanya mā̃ tērā jīvan , tūnē man bhī kiyā samarpaṇ ,
Jag upkārī tū dadhicī thī , apnī haḍḍī dē dī sārī ,
Jāō mā̃ jāō …
Śhiv samān viṣh dil mē̃ chupāē , service mē̃ sab kuchh thī bhulāē ,
Śhiv samān viṣh dil mē̃ chupāē , service mē̃ sab kuchh thī bhulāē ,
Rōk rahī thī kāl charaṇ kō , sahan śhakti mā̃ dhanya tumhārī ,
Jāō mā̃ jagadambē pyārī …
Sūnā thā āj tērā sighāsan , tērē bin sūnā yah madhuban
Lagtī śhiv bārāt adhūrī , śhakti sēnā sūnī sārī
Jāō , jāō mā̃ jagadambē pyārī ,
Śhiv nē brahmā pad hai banāyā , tūnē khud kō khud hī banāyā ,
Śhiv nē brahmā pad hai banāyā , tūnē khud kō khud hī banāyā ,
Tū puruṣhārth kī thī pratimā , janm kumārī jag mē̃htārī ,
Jāō mā̃ jagadambē pyārī ,
Kabhī nā hōgā phir tērā ānā , is bār huā mā̃ aisā jānā ,
Kabhī nā hōgā phir tērā ānā is bār huā mā̃ aisā jānā
Jō bachchō̃ K|kē bīch sadā thī , āj sadā kō hōgī nyārī ,
Jāō mā̃ jagadambē pyārī ,
Service arth|earth gaī hō mā̃ tum , jismē̃ tum khuśh usmē̃ khuśh ham ,
Hē ādarśh rūpiṇī , lō|low antim alavidā hamārī
Jāō mā̃ jāō , jāō mā̃ jagadambē pyārī
Tumhī̃ ēk thī yōg key|kī garimā , tum sākār gyān key|kī pratimā
Tum thī cētan dhīr dhārṇā daivīyaguṇ kī thī phulvārī
Jāō mā̃ jagadambē pyārī ,
Tērī mahimā śhiv hai gātā tērē guṇō̃ par rijhā vidhātā
Tērī mahimā śhiv hai gātā tērē guṇō̃ par rījhā vidhātā
Mā̃ tum śhiv key|kī prēm mūrti , bachchō̃ kō prāṇō̃ sē pyārī , \
Jāō mā̃ jagadambē pyārī …
Dhanya dhanya mā̃ tērā jīvan , tūnē man bhī kiyā samarpaṇ ,
Jag upkārī tū dadhīchi thī , apnī haḍḍī dē dī sārī ,
Jāō mā̃ jāō … ,
Śhiv samān viṣh dil mē̃ chupāē , service mē̃ sab kuchh bhī bhulāē ,
Śhiv samān viṣh dil mē̃ chupāē , service mē̃ sab kuchh hī bhulāy
Rōk rahī thī kāl charaṇ kō , sahanśhakti mā̃ dhanya tumhārī ,
Jāō mā̃ jagadambē pyārī ,
Sūnā thā āj tērā siṅghāsan , tērē bin sūnā yah madhuban ,
Lagtī śhiv bārāt adhūrī , śhakti sēnā sūnī sārī ,
Jāō , jāō mā̃ jagadambē pyārī ,
Śhiv nē brahmā pad hai banāyā , tūnē khud kō khud hī banāyā ,
Śhiv nē brahmā pad hai banāyā , tūnē khud kō khud hī banāyā
Tū puruṣhārth kī thī pratimā , janm kumārī jag mē̃hatārī ,
Jāō mā̃ jagadambē pyārī …