मम्मा की मुरली - 222

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

> >

Mama murlī madhuban

022 . S a d g u r u S e V a r s a L e n e K i V i d h i

Record ḥ

Tum hī hō mātā pitā tumhī̃ hō tumhī̃ hō bandhu sakhā tumhī̃ hō …

Ōm śhānti . Aisī mahimā kōī manuṣhya key|kī nahī̃ hōtī hai . Gīt mē̃ sunā nā ki tvamēv mātā cha pitā tvamēv arthāt tum māt pitā bandhu sakhā sab tum hō tō yah kōī manuṣhya key|kī mahimā nahī̃ hai . Aisī mahimā kōī bhī manuṣhya kō nahī̃ dī jā saktī bhalē dēvtā hō nā tō dēvtā key|kī bhī aisī mahimā nahī̃ kī jā saktī hai kyōṅki dēvtā bhī samjhō śhrīnārāyaṇ hai tō unkā bachchā tō vah bhī uskī mahimā aisē thōṛī hī tū hī mātā-pitā yā aisē kuchh jaisē har ēk K|kē apnē mā̃-bāp hōtē haĩ vaisē dēvtāō̃ K|kē bhī bachchē vō unkē mā̃-bāp parantu is kisma key|kī mahimā ēk hī paramātmā kī hai . Kōī bhī dēvtā key|kī yā kōī manuṣhya key|kī yah mahimā nahī̃ kī jā saktī hai . Parantu paramātmā key|kī bhī kyō̃ mahimā hai , kisliē mahimā hai vah samajhnā hai . Uskō ham kyō̃ kahtē haĩ tum mātā-pitā ham bālak tērē aisī aisī mahimā kyō̃ dētē haĩ , kabhī tō hamārē jarūr hai ki mātā pitā bandhu sakhā sabkā ā karkē usnē sambandh kā sāth diyā hai tab tō gātē haĩ nā bākī aisē nahī̃ paramātmā key|kī kōī aisī hī mahimā hai khālī . Mahimā kā bhī kōī arth|earth chāhiē nā , binā arth|earth K|kē tō matlab gātē rahē̃ aur bōltē rahē̃ kōī mīniṅg nahī̃ hō tō usmē̃ bhī kōī rahasya tō rahā hī nahī̃ . Tō jō bhī ham paramātmā key|kī mahimā bhī gātē haĩ tō yah bhī hamē̃ mālūm hōnā chāhiē ki uskī mahimā kis ādhār par hai . Kōī manuṣhya key|kī bhī mahimā hōtī hai tō bhī … , bhaī gāndhī hai uskī mahimā hai , bhāī kyō̃ hai usnē aisā achchhā kām kiyā ki hā̃ bhaī British government sē yah bhārat kō svatantr banāyā tō achchhā kām kiyā jantā kē liē bhārat kē liē tō chalō bhāī hā̃ bhāī uskī tabhī aisī mahimā hai , nēharu thā phalānā thā jisnē bhī jō jō kām kiē . Isī tarah sē paramātmā key|kī bhī jō ham mahimā gātē haĩ tō unkā bhī tō hamē̃ gyān hōnā chāhiē ki kyō̃ uskī mahimā kis ādhār par hai , usnē hamārē liē kyā kiyā hai . Jarūr hamārē liē kuchh kiyā hō tab tō ham uskī bhī mahimā gāē tō ham paramātmā key|kī bhī is tarīkē sē jō mahimā gātē haĩ tum mātā tum pitā tum bandhu tum sakhā tum sab tō kyō̃ unkō tum sab kyō̃ kahā hai usnē hamārē tum sab ban K|kē yānī sabhī sambandh kā hamkō kyā usnē phāydā diyā hai tab tō ham uskī mahimā bhī yathārth samajhē nā . Tō abhī dēkhō arth|earth sē apan jāntē haĩ tō yah tō mahimā bhakti mārg mē̃ aisē kartē āē haĩ lēkin apnē pās|pass abhī iskā gyān hai yathārth ki unkī mahimā kyō̃ hai kyōṅki usnē ā karkē abhī is time par yah jō prējēṇṭ time hai jiskō hī kahā jātā hai kalayug duniyā K|kē ant kā samay aur satya key|kī naī duniyā key|kī ādi kā samay jiskō saṅgam kā time kahā jātā hai tō usī time par ā karkē usnē ham ātmāō̃ manuṣhya ātmāō̃ kō yah sahārā diyā hai duḥkh K|kē time par isīliē uskā gāyan hai patitō kō pāvan karnē vālā ādi ādi tō usnē ākar K|kē practical mē̃ yah sahārā diyā hai tab kahtē haĩ nā tū sabkā mātā pitā bandhu sakhā sabkā tū ēk sahārā . Tō ēk sahārā tō jarūr kōī sahāyatā kī hai nā kisī bāt mē̃ sahārā diyā hai . Sahārā kismē̃ diyā hai jō ham yah duḥkh aśānti key|kī duniyā mē̃ jō mātā-pitā laukik aur kōī bhī sambandh kō sahārā nahī̃ dē saktā hai vah tō jō jisnē jō karma kiyā hai vah pātā hai usmē̃ mā̃ bhī kyā karēgī pitā bhī kyā karēgā , pati bhī kyā karēgā , patnī bhī kyā karē̃gē , rājā kyā karēgā , prajā kyā karēgī dēkhō kartē haĩ kuchh  ? Kōī kisī kā kyā kar saktē haĩ , vah tō sabkō apnē apnē karma kā khātā bhōgnā hī hai . Isī mē̃ hā̃ bhalē ēk dō kā mā̃-bāp hai bachchē kā , achchhā paṛhāēṅgē likhāēṅgē tō uskō lāik banānē kē liē parantu kōī karma key|kī aisī bāt hō jātī hai tō bāp hōtē bhī kyā karē̃gē , tō vō kahē̃gē nā takdīr , kismat tō yah sabhī bātē̃ phir bhī kismat aur takdīr kē ūpar ātī hai lēkin yahī ēk bāp hai jō hamārī takdīr aur kismat kō badalā|badlā karkē palṭā karkē ūñch bhī banā saktē haĩ aur hamārī ūñch practical mē̃ ā karkē banātē haĩ . Tō usnē jō kām kiyā hai vah kisī nē nahī̃ kiyā hai , manuṣhya ātmā K|kē karnē kā nahī̃ hai isīliē uskī mahimā hai ki aisē time par jabki ham duḥkh aur aśānti mē̃ gir chukē haĩ aur abhī hamārī takdīr phūṭī huī hai ēkdam yānī duḥkh aśānti mē̃ paṛē haĩ jismē̃ kōī bhī hamārā apnā sahārā nahī̃ hai us time par ā karkē tum sahārā bantē hō ki hamārē karma key|kī takdīr jō phūṭī huī hai uskō ā karkē phir jagātē hō arthāt ūñchī takdīr banātē hō . Tō takdīr banānē vālā hō gayā nā , isliē uskī mahimā ki tum hamārē sab kuchh hō . Mātā-pitā yah sabhī rilēśãs jō hai vah sabhī relation abhī tumhārē sē hī , tumhārē sē hī hamkō sabhī rilēśãś kā sahārā pūrā miltā hai isīliē uskā gāyan hai . Tō unkā gāyan bhī kisī kartavya aur hamārē sē relation nibhānē kē ūpar hai bākī aisē hī mupht mē̃ nahī̃ hai ki aisē hī uskī mahimā kartē rahē̃ yā gātē rahē̃ tō kōī arth|earth hai . Arth|earth bhī kaisē haĩ , usnē kabhī hamārā ā karkē aisā kartavya kiyā hai vō baiṭhkar samjhātē haĩ ki aisē time par jaisē abhī āyā huā hū̃ tō yah maĩ ākar K|kē jō kartavya kiyā hai yah uskī yādgār hai phir abhī mērā time āyā huā hai maĩ āyā hū̃ , yah kahā hai ki jab jab aisā time hōtā hai tab tab maĩ ātā hū̃ tō kōī kartavya kā sambandh rahā nā . Tō dēkhō abhī vah sambandh practical mē̃ ham lētē bhī haĩ uskā jāntē bhī haĩ aur phir inhī̃ sabhī bātō̃ K|kē arth|earth kō bhī abhī samajhtē haĩ . Tō bāp baiṭhkar K|kē inhī̃ kā hī arth|earth bāp baiṭhkar K|kē samjhātē haĩ key|kī dēkhō bhakti mārg mē̃ tum yah jō gātē āē hō tō khālī binā arth|earth K|kē gātē hō . Abhī practical mē̃ ātē bhī hō aur practical mē̃ in bātō̃ kō jāntē bhī hō . Tō abhī dēkhō ham jāntē bhī haĩ key|kī bhakti mārg mē̃ bhī prēkṭikal jō ham gātē āē unkā arth|earth kyā thā vah bhī jāntē haĩ aur abhī practical mē̃ phir unkē sambandh mē̃ bhī ātē haĩ tō vah hamārē bāp bhī aur teacher bhī aur satguru bhī aur vahī dharmarāj bhī hai . Vahī jāntē bhī haĩ nā ki jō bhī kuchh hamārē pāp karma hai unkī sajā ādi key|kī bhī authority tō vahī hai nā bhalē hī karan karāvanhār hai jaisē vināśh śhaṅkar dvārā , sthāpanā brahmā dvārā , pālnā viṣhṇu K|kē dvārā yah sabhī hai karan karāvanhār hai isī tarah dharmarāj K|kē dvārā sajāē̃ parantu authority tō vahī hai nā . Tō authority tō uskō hī kahē̃gē ki vahī ēk authority hai jō hamārē sabhī bātō̃ K|kē authority vālā unkō hī kahā jātā hai isīliē kahā jātā hai maĩ vō authority abhī svayã ā karkē tumhārā bāp bhī bantā hū̃ aur teacher abhī dēkhō śhikṣhā dē karkē yē dēkhō abhī śhikṣhak bhī bantā hū̃ . Mainnē college athavā school university kahō yē khōlā hai is knowledge kē liē tō maĩ teacher bhī hō gayā nā is vidyā kō dēnē vālā . Tō śhikṣhak bhī hū̃ aur bāp bhī hū̃ aur sadguru tō hū̃ hī gati sadagati tumhārē kō pūrā māyā sē liberate karkē liberator tō dēkhō maĩ bantā hū̃ nā , tō guru bhī gati sadgati dātā uskō hī kahā jātā hai jō māyā key|kī bondage sē chuḍāvē . Tō māyā key|kī bondage yānī vikārō̃ kā yah jō bandhan chaṛhā hai ussē chhuṛānē vālā ēk hī hai nā unkō hī guru kahtē haĩ . Guru kā arth|earth hī hai gati sadgati karnē vālā . Guru kā aur kōī mīniṅg hī nahī̃ hai . Vaisē tō bahut guru haĩ , doctor bhī ḍôkṭarī kā guru hai , engineer bhī iñjīniyarī kā guru hai kyōṅki iñjīniyarī knowledge dētā hai , bhāī kāhē kā guru , kiskā dēnē vālā hai bhaī … aisē guru kahē̃ tō balki bhārat mē̃ tō hindū nārī kā pati bhī guru hai . Bhaī kahtē haĩ nā , nārī kō kahtē haĩ bhāī tērā pati guru bhī hai , parameśhvar hai , paramātmā hai , sab kuchh hai tumhārā sab kuchh hai . Hindū nārī kē liē tō sab pati guru hī hō gayā guruō̃ key|kī tō aisē kamī nahī̃ hai . Parantu nahī̃ guru nām jiskā hai nā gati sadgati dātā jiskō kahā jātā hai vah ēk hī hai aur guru kahnā arth|earth bhī uskō hī hai , jaisē paramātmā ēk kō hī kahā jā saktā hai kōī manuṣhya kō paramātmā kahnē kā hak nahī̃ hai aur kah bhī nahī̃ saktē haĩ aur nā paramātmā kōī manuṣhya hai , nahī̃ paramātmā tō ēk hī hai nā isī tarah sē guru bhī vahī hai . Kisī kō hak nahī̃ hai gati sadgati kā guru kahlānē kā parantu āj kahlānē vālē bahut haĩ . Bhāī common bhī kaī guru kartē haĩ tō samajhtē haĩ ki bhāī gati sadgati kē liē kartē haĩ . Kāhē kē liē guru kartē haĩ bhāī gati sadgati kē liē nahī̃ tō hamārā mōkṣh kaisē hōgā . Vah samajhtē haĩ khālī nām mātra guru kar dēnē sē hamārā mōkṣh hō jāēgā , rāstā clear hō jāēgā , marē̃gē tō ṭhīk chalē jāēṅgē udhar vah aisē samajhtē haĩ isīliē guru kar lētē haĩ . Parantu nahī̃ , guru khālī nām mātra karnē key|kī tō kōī bāt hī nahī̃ hai nā . Guru tō vahī hai jō hamkō gati sadgati kā mārg practical batlātē haĩ , knowledge dētē haĩ aur jis par phir practical ham capakarakē aur apnī gati sadgati ham kartē haĩ tō unkō hī kahā jāēgā nā gati sadgati dātā . Tō yah chījē̃ samajhnē kī hai isliē paramātmā bhī ēk hai tō guru bhī ēk hai yānī vahī paramātmā hī guru hai aur phir hamārē kō bhī jō sārī knowledge hai uskō dēnē vālā bhī vahī hai , dūsrā kōī yah gyān dē nahī̃ saktā . Jñānadātā jō hai vahī gati sadgati dātā hai , aisē nahī̃ gyān dūsrē dēgē aur gati sadgati vō karē̃gē , nahī̃ gyān bhī vahī dētā hai uskī knowledge bhī vahī samjhāēgā tō gyān dātā bhī vō aur gati sadgati dātā bhī vahī . Tō yah sabhī chījē̃ haĩ jiskō buddhi mē̃ rakhnā hai achchhī tarah sē aur usī kō hī hamnē pāyā hai arthāt hamārā sambandh abhī unkē sāth huā hai kōī common manuṣhya kē sāth nahī̃ hai abhī unkē dvārā ham yē knowledge kō pā karkē apnā prēkṭikal gati sadgati prāpt karnē kā yē yatn rakh rahē haĩ . Tō yah sabhī chījē̃ buddhi mē̃ hōnī chāhiē ki jaisē common guru ham kartē haĩ yā common satsaṅgō̃ mē̃ jātē haĩ bahut tō yah kōī usī tarīkē sē bhī kōmal āśhram hai yā kōī sansthā hai yā yah bhī kōī apnā dharm prachār karnē vālī ēk sansthā nikalī hai jaisē kaī aisē samajhtē haĩ tō yah kōī hamkō apnē dharm kā prachār karnā hai yā kōī yē ēk dharm kōī nayā nikalā hai aisī bhī bāt nahī̃ hai . Yah tō paramātmā apnā ākar K|kē naī duniyā sthāpan karnē kā kām kar rahā hai . Ismē̃ kōī naē dharm jaisē kaī dharm yē ārya samāj dharm , rādhāsvāmī dharm pitā kāśhī dharm bahut anēkānēk nām hai nā vah samajhtē haĩ yah bhī ēk dharm bramhākumārīyō̃ kā ēk dharm nikalā hai . Tō aisā nahī̃ ki brahmākumāriyō̃ kā kōī dharm apnā nikalā hai yā jaisē aur common satsaṅg yā aur bhī kaī bātē̃ nikaltī haĩ yā kaī āśhram khultē haĩ tō yah bhī ēk nayā āśhram khulā hai yā kōī dharm nikalā hai yā kōī aisī bāt nahī̃ , yah tō svayã paramātmā jō hamārē rachtā haĩ aur jisnē hī kahā hai ki maĩ ātā hū̃ jab adharm vināśh karnē kā time hai aur tab ā karkē maĩ apnā sat dharm sthāpan kartā hū̃ tō yah inkā kārya hō gayā nā . Bākī yē kōī common sansthā yā āśhram mat samajhnā . Tō yah bhī chījē̃ buddhi mē̃ hōnī chāhiē kyōṅki kaī bichārē aisē samajh karkē ātē haĩ parantu nahī̃ yah kōī common āśhram nahī̃ hai kyōṅki yah paramātmā kā kartavya hai aur paramātmā kā bahut thōṛā time visit hai . Tō vah hamārē visit par āē huē haĩ yānī bhārat mē̃ padhārē haĩ paramātmā apnā uskā janm sthān bhārat hai . Vah apnā avataraṇ kahtē haĩ nā " yadā yadā hī dharmasya … kahā haĩ nā gītā mē̃ bhī , jab jab adharm hōtā hai tab maĩ ātā hū̃ , kahā̃ ātā hai  ? Tō yah bhī samajhnā hai ki unkā ānē kā hai hī bhārat mē̃ kyōṅki vah ātē hī hai bhārat kā ādi sanātanī dharm sthāpan karnē bākī kōī kriściyan dharm yā Buddhism dharm yā islāmī dharm nahī̃ banānē ātē haĩ vah ātā hī hai bhārat kā ādi sanātanī dharm sthāpan karnē jis dharm kō hī kahā hai sat dharm yānī vahī dharm śhrēṣhṭh thā sabsē tō paramātmā śhrēṣhṭh kām karnē āēṅgē nā , vō kriściyan dharm tō Christ sē hōgā nā vah tō Christ K|kē dvārā sthāpan huā hai uskā abhī ēṇḍ hō karkē phir bhī sthāpan hōgā tō Christ ākar K|kē karē̃gē bākī un dharmō̃ kē liē nahī̃ kahā hai . Unhōnnē kahā hai vah jō duniyā mē̃ ēk dharm aur ēk rājya vālā jō dharm thā vah kaun sā thā , yah dēvī-dēvtā dharm tō isīliē bāp kahtē haĩ maĩ ātā hī hū̃ uskē liē . Tō yah abhī unkā kām hai tō yah unkī kōī yē āśhram common nahī̃ hai , nā kōī bahut time jaisē āśhram chaltē rahtē haĩ satsaṅg bahut kāl sē chaltē rahtē haĩ yah kōī bahut kāl chalnē vālī hai nahī̃ . Kahē̃ tō agar ēk hī satsaṅg hai , sat kā saṅg , sat kahā hī jātā hai paramātmā kō bākī tō sab manuṣhya asatya hī haĩ nā phir usmē̃ guru bhī ā gaē , sab ā gaē kyōṅki vah bhī tō janm maraṇ mē̃ ānē vālē haĩ nā , vah guru tō janm maraṇ mē̃ nahī̃ ānē vālā hai nā tō vah satguru , tō satguru kā hī satsaṅg ēk hī bār hōtā hai tō vāstav mē̃ satsaṅg ēk bār hōtā hai bākī satsaṅg hai hī nahī̃ . Vah tō hai hī bākī janm maraṇ mē̃ ānē vālō̃ kā saṅg uskō kahē̃gē asatya saṅg bākī sat kā saṅg tō miltā hī ēk bār hai . Tō agar satsaṅg kahē̃ nā tō ēk hī bār hōtā hai . Abhī bas yahī satsaṅg hai bākī tō kōī satsaṅg hai hī nahī̃ nā . Sat kā saṅg hī abhī miltā hai , sat bāp , sat teacher satguru tō miltā hī abhī hai . Vah kahtē haĩ maĩ ātā hī apnē time par hū̃ maĩ kōī āgē ātā hī thōṛī rahā hū̃ nahī̃ , maĩ āyā hī abhī hū̃ tō tumkō milā kahā̃ sē isīliē kōī satguru milā hī nahī̃ nā tumkō , maĩ hī abhī āyā huā hū̃ aur maĩ miltā hī abhī hū̃ isīliē satsaṅg bhī abhī hōtā hai . Nahī̃ tō itnā samay yah jō bhakti mārg K|kē jō bhī nām satsaṅg dētē āē haĩ vah tō asatya saṅg hai yānī manuṣhya kā thōṛā kuchh nā kuchh śhāstra kā phalānē kā phalānē kā kuchh nā kuchh sahārā kōī rāmāyaṇ sunāēgā kōī gītā sunāēgā kōī vēd sunāēgā chalō kuchh nā kuchh yah kartē āē vah tō sab alp kāl key|kī yē tō bhakti mārg kā hai lēkin sat jō bāp hai jab unkā saṅg miltā hai vah tō bēṛā pār kar dētē haĩ nā vah tō ēkdam pār gati sadgati mē̃ lē hī jātā hai . Bākī manuṣhya jō hai vah kōī gati sadgati mē̃ lē nahī̃ jātē haĩ isīliē unkō satsaṅg nahī̃ kahē̃gē . Tō yah sabhī chījē̃ samajhnē kī hai ki satsaṅg hōtā hī ēk bār hai . Tō abhī yah hai sat kā saṅg . Satguru āyā hai , jab satguru āvē tabhī satsaṅg hōvē , satguru K|kē binā satsaṅg kiskā hōgā hā̃  ? Bākiyō̃ kā tō satsaṅg nahī̃ hai nā . Vah tō kuchh nā kuchh jaisē kōī kuchh paṛhātē haĩ vaisē hī y a h śhāstra granth thōṛā bahut paṛhātē haĩ lēkin unkō kōī sat saṅg , satya kā kōī practical saṅg hō jāē aur ussē prāpt hō jāē vah chīj nahī̃ hai . Tō isīliē sat kā saṅg sat khud hī ā karkē karātā hai jō satguru hai isīliē satguru hī abhī āyā hai aur yē usnē apnā sat kā bhī saṅg dē rahā hai tō unkē hī sat K|kē saṅg kō satsaṅg kahē̃gē . Tō yah sabhī chījō̃ kō bhī samajhnā hai isliē bāp kahtē haĩ yah bahut time nahī̃ chalnē kā hai . Maĩ ātā hū̃ tō bas ēk hī bār usmē̃ sab prāpti karā karkē phir sadā kē liē tumkō sukh rahtā hai , phir tō tumkō baiṭhkar satsaṅg karnā yā yah māthā khōṭī karnē key|kī darkār nahī̃ hai . Mujhē bhī yād karnē ki phir tumhē̃ jarūrat nahī̃ hai kyōṅki mujhē yād karnā hī tab paṛtā hai jab duḥkh aur aśānti mē̃ hō tabhī hē bhagvān kahtē hō . Phir tumkō sadā sukh hōgā tō kahtē haĩ nā sukh mē̃ simaran karnē key|kī darkār hī nahī̃ rahtī hai . Duḥkh mē̃ phir yād kartē hō , sukh mē̃ mujhē jarūrat nahī̃ hai tō isīliē maĩ ātā hū̃ tumkō sadā sukhī banā karkē aur sadā sukh mē̃ rahtē hō . Aisē karma burē kartē hī nahī̃ hō phir jō tumkō kuchh burāī kā daṇḍ pānā paṛē aur jō duḥkhī hō aur phir chillāō tō phir chillānē key|kī bāt rahēgī hī nahī̃ . Tō yah sabhī chījē̃ haĩ jiskō achchhī tarah sē samajh karkē abhī usī chīj kā lābh lēnā hai tō bāp key|kī bhī mahimā kō yathārth samajhnē kā hai nā . Tō aisē bāp key|kī mahimā kō khālī samajhnā nahī̃ hai , bāp sē sambandh rakhnē kā hai aur uskā practical bankarkē sapūt bachchā bankar K|kē practical ēkśãs mē̃ athavā karma mē̃ ānē kā hai athavā apnē karmō̃ kō śhrēṣhṭh banānā hai . Tō abhī banā rahē hō nā achchhī tarah sē , dhyān dētē hō nā apnē par kyōṅki yah khālī aisē aisē sunnē kā nahī̃ hai , practical ānē kā hai nā tō apnā sārā din apnē practical karma kē ūpar attention rakhnā hai ki āj mainnē sārē din mē̃ kyā kiyā , achchhā bitāyā  ? Kōī lōbhvaśh kōī mōhavaśh , kōī kāmavaś , kōī krōdhavaś aisā tō kōī ulṭā kām nahī̃ kiyā  ? Tō sārā din kā apnā rakhnā hai pōtā male|mail|mēl , hisāb kitāb , chart , dincharyā pūrā hisāb apnē pās|pass tabhī hamārī jīvan āgē baṛhtī chalēgī . Achchhā 2 minute silence . Yah tō ham apnē karma kō burē banātē haĩ tō uskī paniśamēṇṭ tō jarūr milēgī nā . Tō apnē par dayā karnē kī hai nā ussē dayā māṅgnē key|kī tō vah tō hai hī dayālu uskō kahtē hī hai . Vah kōī hamārē sē yā aisē hī thōṛī kuchh kartā hai , vah tō ham apnē burē karma banātē haĩ tō unkī sajā pānī hī hai . Tō isīliē unkō kahnā ki tū hamārē par dayā key|kī dr̥iṣhṭi , vō kōī hamārē par dayā thōṛē hī kartē haĩ , unkī tō hai hī dayā parantu yah bhakti mārg mē̃ bēchārē dayā karō kr̥ipā karō , jāēṅgē nā kisī guru sant mahātmā kē pās tō bhī kahē̃gē dayā karō kr̥ipā karō , bas vō hirē huē haĩ nā tō dayā karō , dayā karō key|kī tō bāt hī nahī̃ hai . Vah tō hai hī dayālu , uskō kahnā dayā karō tō kyā adayā kartē haĩ kyā jō dayā karē̃ . Kiskē ūpar akr̥ipā kartā hō tō kahē bhāī mērē par kr̥ipā karō , vah tō hai hī kr̥ipālu nā , uskē liē tō janaralī aur sabkē liē hai hī vah , unkē liē aisā kahnā ki karō tō uskī mānā kisīkē ūpar akr̥ipā kartā hō tabhī tō kahtē hō nā mērē par kr̥ipā karō , nahī̃ vah tō hai hī . Vah kahtē haĩ apnē par kr̥ipā karō . Tū apnā karma achchhā banā tō tērā ussē hī tō yahī kr̥ipā hai nā , tō kr̥ipā bhī kōī aisā nahī̃ āśhīrvād dayā kr̥ipā uskā aisā arth|earth nahī̃ hai . Yah dayā kr̥ipā bhī yahī puruṣhārth hai . Apnē kō bhī puruṣhārth karnā hai aur dūsrā bhī tō puruṣhārth hī karāēgā nā bākī dayā karō , kyā karē̃  ? Vah bhī kahēgā bhaī puruṣhārth karō , achchhē karma banāō bas yahī dayā hai nā aur kyā  ? Bākī kyā aur kōī hāth phirānā kuchh uskī tō bāt hī nahī̃ hai . Puruṣhārth karnā vah apnī dayā hai aur karānē vālā bhī puruṣhārth karāēgā vah uskī dayā hai . Tō yah sabhī arth|earth kō samajhnē kā hai . Achchhā . Jinkō dō āṅkhē̃ haĩ vah hōtē bhī jaisē andhē haĩ ham tō nā hōtē ham sab jāntē haĩ tō unkō khuśhī rahtī hai ki ham sab knowledge kō jāntē haĩ . Bāp kō yād tō buddhi sē karnā hai nā kōī āṅkhō̃ sē tō dēkhnē key|kī bāt nahī̃ hai tō yah sabhī chījē̃ samajhnē kī hai . Tō apnā third I|āī|eye of|off vijaḍam jiskō hai uskō gyān nētra vah sajjā hai . Yah nētra hōtē bhī jō jāntē nahī̃ tō hōtē bhī andhkār mē̃ hai . Tō kahē̃gē hōtē bhī andhē haĩ isīliē sārī duniyā abhī blāiṇḍ hai kyōṅki yah jāntī nahī̃ hai nā aur jō jāntē haĩ vah tō , unkō tō yah third I|āī|eye of|off vijaḍam kē ūpar hī madār hai . Tō gyān nētra tō milā hai nā achchhī tarah sē , uskō pakaṛ K|kē rakhō achchhī tarah sē . Yah tō karma K|kē hisāb sē hai kōī hisāb kitāb sē yah sabhī karma kā āṅkh kē ūpar , kān kē ūpar , nāk kē ūpar , kān kē ūpar ātā hai . Isīliē tō yah karmō̃ K|kē khātē kō bhī achchhā banā rahē haĩ nā phir ham kō sab proof milēgā yānī kabhī kismē̃ kharābī nahī̃ hōgī nā āṅkh mē̃ na kān mē̃ kisī mē̃ nahī̃ sab rūṣṭa puṣṭa , tandurusta . Śharīr bhī achchhā kabhī kōī rōg nahī̃ , kōī taklīph nahī̃ sab kamplīṭ . Tō yah kamplīṭ sab tab hōgā jab pahlē ham ātmā kamplīṭ purified ban jāēṅgē . Achchhā . Achchhā , kaisē haĩ mātājī  ? Mātājī ā gaē haĩ hā̃ , kabhī-kabhī ātē haĩ . Abhī yah bhī ātī hai śhāyad dō-tīn hai tabhī āj ēk dikhāī paṛtī haĩ . Achchhā . Arē kisī chīj kā śhauk hōtā hai nā tō kitnī bhī dūr hō nā tō bhāgē̃gē , aisā hai nā . Kabhī kōī chīj kā lagan hōtā hai , śhauk hōtā hai tō kitnā bhī dūr hō , landan mē̃ dēkhō tō kōī paṛhāī paṛhnī hai tō phir landan bhī chalī jāēṅgē , dūr hai  ? Sīkhnā hai , kuchh pānā hai tō phir tō kōī baṛī bāt nahī̃ hai .