मम्मा की मुरली - gyan-sitar-02
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0१२ . १२ . ५८
012/12/1958
1Pavitratā kā sambandh karmyōg sē hai , mukti sē śhrēṣhṭh karmyōg hai
1Purity is connected with Karma yoga; Karma yoga is more elevated than liberation.
2Sabhī manuṣhyātmāyē̃ dharm-adharm , sukh-duḥkh , gyān-agyān , right-wrong — yah śhabda tō kahtī haĩ . 3Parantu iskī aslī knowledge kyā hai , issē anjān haĩ .
2All human beings speak of righteousness and irreligiousness, happiness and sorrow, knowledge and ignorance and right and wrong, but they are totally ignorant of what these things really mean.
4Dharm key|kī sthāpanā vā adharm kā vināśh karnē paramātmā kō ānā paṛtā hai .
3The Supreme Soul has to come to establish a religion and to destroy irreligiousness.
5Yah vināśh , sthāpanā kā kartavya ēk paramātmā hī kar saktā hai .
4Only the Supreme Soul can carry out the task of establishment and destruction.
6Jabki yah kām paramātmā hī kartē haĩ tō jarūr dharm-adharm , gyān-agyān kō jānnē vālā bhī vah hōgā .
5Since only the Supreme Soul can carry out thi,s task, He must also know about religion and irreligiousness, knowledge and ignorance.
7Sr̥iṣhṭi K|kē niyam anusār ham jāntē haĩ ki karmō̃ K|kē ādhār par hī sr̥iṣhṭi kā chakra banā huā hai .
6We know that, according to the law of nature, the world cycle is based on karma.
8Ātmā kō karmō̃ mē̃ ānā hai .
7The soul has to perform karma.
9Karma anādi hī hai . 10Isliē paramātmā nē bhī karm-yōg kō siddh kiyā hai .
8Karma is eternal and this is why the Supreme Soul has taught us about karma yoga.
11Unkō jānnā hai .
9We have to know about that.
12Us aslī śhrēṣhṭh karma kō na jānnē K|kē kāraṇ hī viyōg hō gayā hai , girē paṛtē haĩ .
10Because we did not know what those really elevated actions were, we became separated and fell.
13Paramātmā nē ākar K|kē śhrēṣhṭh karma karnā sikhāyā hai .
11The Supreme Soul came and taught us how to perform elevated action.
14Sārī sr̥iṣhṭi par dharm sthāpanā kar adharm vināśh kiyā , vah bhī karma sē nā .
12He established religion throughout the entire world and destroyed irreligiousness. 13He did that by performing action.
15Aur vahī karma sthāpanā kiyē jissē sārī sr̥iṣhṭi pavitr-sukh-śhānatimay banī .
14He established a religion through which the entire world became peaceful, pure and happy.
16Paramātmā nē siddh kiyā karmyōg kō , na ki karma sannyās kō .
15The Supreme Soul explained about karma yoga and not karma sannyas (the renunciation of karma).
17Right aur raṅg karma key|kī knowledge hōnī chāhiē .
16There should be knowledge about karma and whether something is right or wrong.
18Yah jō kahtē haĩ ki mukt hō jānā achchhā hai , phir tō karma key|kī bāt hī nahī̃ hai .
17When people say that it is good to be liberated, there is then no question of karma.
19Bhagvān nē tō karmyōg sikhāyā hai ki is part mē̃ hōtē in karmō̃ K|kē ādhār sē manuṣhyō̃ key|kī aisī sarvōttam avasthā rah saktī hai .
18God taught us karma yoga - that whilst playing this part and on the basis of this karma, human beings can create that elevated stage.
20Sārī manuṣhya sr̥iṣhṭi key|kī hī bāt hai .
19Everything applies to the human world.
21Agar mukti śhrēṣhṭh hōtī tō paramātmā karmyōg kō śhrēṣhṭh kyō̃ rakhtā ?
20If liberation were elevated why would the Supreme Soul give more importance to karma?
22Phir tō kahtē – karm-akarm sē jō nyārī chīz hai vahī prāpt karnī chāhiē .
21If He did, then He would say: You should attain that which is beyond karma and akarma.
23Paramātmā nē tō rājyōg siddh kiyā hai .
22But the Supreme Soul has taught Raja Yoga.
24Paramātmā K|kē sab mahāvākya pravr̥itti kō hī siddh kartē haĩ .
23All the elevated versions of the Supreme Soul point towards family life.
25Is rachnā mē̃ vah pravr̥itti kaisī chāhiē jismē̃ pavitratā , sukh aur śhānti hō ?
24What kind of family should there be in this creation and through which there can be purity, happiness and peace?
26' pavitratā ' śhabda hī karmyōg kē sāth tāluk rakhtā hai .
25The word "purity" is connected with karma yoga.
27Aisē nahī̃ ki mukt hō jānē kō pavitratā kahā jātā hai .
26It isn't that liberation means purity.
28Vahā̃ tō na pavitratā hai , na apavitratā hai .
27There, there is neither purity nor impurity.
28The words "karma yoga" and "pure karma" apply to human beings.
29Ātmā I|āī|eye hī hai is karmakṣhētra par part bajānē .
29The soul has come onto this field of action to play a part.
30Karmyōg , pravr̥itti – yē manuṣhya sr̥iṣhṭi key|kī bāt hai .
30Karma yoga and family life refer to the human world.
31Bākī mukt tō sab hōṅgē hī .
31However, everyone will be liberated.
32Paramātmā nē manuṣhyō̃ kō hī samjhāyā hai ki kaisē pavitra , apavitr banē haĩ ?
32God has explained only to human beings how those who were pure became impure.
33Manuṣhya sr̥iṣhṭi K|kē khēl par hī yah śhabda hai .
33These words only apply to the game of the human world.
34Dharm-adharm akṣhar hī part kē sāth haĩ .
34The words "religion" and "irreligiousness" are also connected with a part.
35Samajhtē haĩ – kaisē part mē̃ hōtē pravr̥itti kō pavitra rakhō .
35God explains how you can keep your family life pure.
36Karmō̃ key|kī hī bāt haĩ .
36It is a question of karma.
37Ātmā sadaiv nyārī bhī nahī̃ rah saktī hai .
37The soul cannot always remain detached.
38Manuṣhya kē liē hī puruṣhārth hai – apnī pravr̥itti kō pavitra banānā .
38Only human beings make effort to make their household pure.
39Mukt hō jāē tō phir khēl key|kī bāt hī nahī̃ isliē paramātmā nē bhī karmyōg kō śhrēṣhṭh kiyā hai .
39If they were to be liberated there would be no question of any game, and therefore God has given more importance to karma yoga.
40Śhrēṣhṭh karmō̃ sē prārabdha bhī śhrēṣhṭh bantī hai .
40Through elevated karma you create an elevated reward.
41Śhrēṣhṭh karma is sahaj gyān aur sahaj yōg sē hī bantē hai .
41You can only perform elevated karma on the basis of this easy knowledge and easy yoga.
42Yah hai antim janm .
42This is the last birth.
43Karmbandhan key|kī jō pravr̥itti hai ussē hamkō hisāb-kitāb chuktū karnā hai , badalnā hai .
43We have to settle the karmic accounts that were created with the creation through the bondage of karma. 44There has to be transformation.
44Is janm kē liē hī kahtē haĩ – pavitra banō .
45It is said of this birth: Be pure.
45Phir tō rahōgē bhī practical pavitra jīvan mē̃ .
46Later, you would actually be leading a pure life.
46Duniyā pavitra chalī hai nā .
47The world still continues even while there is purity.
47Unhō K|kē yādgār kāyam hai .
48There are memorials of this created eternally.
48Sab kuchh pravr̥itti chalī huī hai .
49There has been a creation of every stage.
49Nirvikārtā gāī huī hai . 50Nahī̃ tō pavitr-apavitr śhabda dē̃ hī nahī̃ .
50The stage of being viceless is also remembered, otherwise, there would not be the words "pure" and "impure".
51Amar sr̥iṣhṭi kā niyam hī hai vikār mē̃ jānā tō phir apavitratā akṣhar kyō̃ kahā hai ?
51If it were the law of the world to indulge in sin why is the term "impure" used?
52Yah samajhnē key|kī bāt hai .
52This is something to be understood.
53Ab ham vah puruṣhārth kartē haĩ jissē pavitra pravr̥itti banē .
53Now we are making this effort to make our household pure.
54Ab karmātīt avasthā dhāraṇ karnī hai .
54We must now adopt the karmateet stage.
55Vah duniyā hī is duniyā sē nyārī hai .
55That world is completely different from this world.
56Vah nyārī duniyā paramātmā dvārā hī rachī jātī hai .
56That different world is created only by the Supreme Soul.
57Manuṣhya samajhtē haĩ - - jaisē is manuṣhya sr̥iṣhṭi key|kī vr̥iddhi hōtī āī haĩ aisē hī hōtī rahēgī .
57People think that the human world will continue to expand in the same way as it has done.
58Paramātmā kahtē haĩ - - maĩ jō pavitra sr̥iṣhṭi rachtā hū̃ , usmē̃ prārabdha bhī maĩ abhī dētā hū̃ .
58But God says: I create the pure world and I also give to you the reward of it at this time.
59Nirvikārīpanē sē hī sr̥iṣhṭi key|kī vr̥iddhi hōtī hai .
59The world expands through being viceless.
60Vahā̃ vikār key|kī bāt hī nahī̃ rahtī .
60There, there is no question of vice.
61Pavitratā K|kē ādhār sē sr̥iṣhṭi key|kī vr̥iddhi chalī hai .
61The world has expanded because of purity.
62Paramātmā anādi pravr̥itti , anādi karma kō siddh kartē haĩ .
62God explains about the eternal household and the original actions.
63Yah hai hī karmakṣhētra .
63This is the field of action.
64Achchhē aur burē karma kō jānnā hai .
64You have to know about good and bad actions.
65Purānē karmbandhan sē chhūṭnā hai , isliē ham puruṣhārth kar rahē haĩ . 66Phir tō hai hī prārabdha .
65You have to be liberated from the old karmic bondages. 66This is why we are making effort, and then there is just the reward.
67Phir yah praśhna nahī̃ uṭhēgā ki sr̥iṣhṭi key|kī vr̥iddhi kaisē hōgī , sr̥iṣhṭi pavitra kaisē rahēgī ?
67At that time, there will be no question of how the world population can increase or how they can remain pure.
68Vah tō rachayitā hī jāntē haĩ nā .
68Only the Creator knows that.
69Paramātmā nē kahā hai — yah vikram hai .
69God has said: This is sinful action.
70Vikram sē sr̥iṣhṭi key|kī jō vr̥iddhi hōtī hai unkā natījā tō dēkh rahē haĩ .
70You can see the consequences of the world having expanded through sinful action.
71Paramātmā key|kī tarkīb jarūr nyārī hōgī nā .
71The methods of God would definitely be unique.
72Duniyā vālō̃ key|kī buddhi mē̃ yah saṅkalp bhī nahī̃ ā saktā ki aisī bhī duniyā ban saktī hai .
72The intellects of the people of the world cannot even imagine that such a world can be created.
73Bāp samajhtē haĩ — mērī sr̥iṣhṭi hī pavitra hai .
73Baba explains: My world is pure.
74Vahā̃ karma , akarma hōtē haĩ .
74Actions there are pure.
75Tamōguṇī buddhi tō yah mahsūs nahī̃ kar saktī ki pavitra pravr̥itti kaisē chalī hai .
75An impure intellect cannot understand how a pure world can continue.
76Part sē nyārā hōnā , vah kōī stage nahī̃ hai .
76To be separated from your part is not a stage.
77Pravr̥itti key|kī sr̥iṣhṭi hī ūñch gaī huī hai .
77The world of family life is remembered as being elevated.
78Yah samajhnā manuṣhyō̃ kē liē muśhkil hō gayā hai .
78It has become difficult for human beings to understand this.
79Tab tō girtē āē haĩ .
79This is why they have been falling.
80Duḥkh kā hisāb-kitāb duḥkh taraf khīñchtā hai , sukh kā hisāb-kitāb sukh taraf khīñchtā hai .
80The karmic accounts of sorrow pull them towards sorrow, whereas the karmic accounts of happiness pull them towards happiness.
81Yah contrast samajhnā hai .
81You have to understand this contrast.
82Sr̥iṣhṭi K|kē vr̥iddhi key|kī tō ab bāt hī nahī̃ hai .
82Now there is no question of the world expanding any further.
83Ab tō vāpas lauṭnā hai .
83We now have to return home.
84Karmbandhan sē chhūṭnē kē liē pūrī pavitratā dhāraṇ karnī hai .
84In order to be liberated from karmic bondages, you have to imbibe complete purity.
85Achcha .