मम्मा की मुरली - gyan-sitar-08

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0२३ . १२ . ५८

023/12/1958

1Saṅskārō̃ K|kē ādhār par śharīr key|kī banāvaṭ

1The creation of the body on the basis of sanskars.

2Ōm śhānti .

2Om shanti.

3Paramātmā dvārā ham manuṣhya ātmāō̃ kō aur paramātmā kō jān chukē haĩ .

3Through God, we now know human souls and also God.

4Paramātmā kā parichay mānā rachtā kō jānnā aur manuṣhya kā parichay mānā rachnā kō jānnā .

4To know about God means to know the Creator and to know about human souls means to know the creation.

5Manuṣhya hī mukhya haĩ .

5Human beings are the main ones.

6Sārī creation manuṣhya K|kē pichhāṛī ā jātī hai .

6The entire creation follows human beings.

7Ab ham jāntē haĩ ki manuṣhya hī āsurī aur daivī svabhāv vālā bantā hai .

7We now know that human beings become devilish or divine in their nature.

8Dēvtāē̃ bhī manuṣhya haĩ , asur bhī manuṣhya haĩ .

8Deities are human beings and devils are also human beings.

9Aisē nahī̃ ki asur kōī bhayānak śhakla vālē hōtē haĩ . 10Athavā dēvtāō̃ kō tīn nētra dikhātē haĩ .

9It isn't that devils are beings with fearsome features, or that deities have three eyes.

11Aisē kōī manuṣhya kō jyādā aṅg nahī̃ hōtē haĩ .

10No human being has any extra organs as such.

12Sārī svabhāv key|kī bāt hai .

11It is all a question of their nature.

13Dēvtāō̃ K|kē aur asurō̃ K|kē saṅskār alag-alag haĩ .

12The sanskars of the deities are different from those of devils.

14Asur kahā jātā hai ५ bhūtō̃ kō .

13The five evil spirits are called devils.

15Yah ५ bhūt manuṣhyō̃ mē̃ haĩ tō manuṣhya kō asur kahā jātā hai .

14When human beings have these five evil spirits, they are called devils.

16Issē hī manuṣhya duḥkhī hōtē haĩ .

15It is through these that human beings experience sorrow.

17Abhī in saṅskārō̃ kō badalnā hai jō pūrṇ gyān sē hī badalē̃gē .

16We now have to change these sanskars, and they can only be changed when we have complete knowledge.

18In ५ bhūtō̃ sē chhūṭnē key|kī śhaphā dēnē vālā ēk hī samarth paramātmā hai .

17Only Almighty God can give the cure for liberation from these five evil spirits.

19Paramātmā hī manuṣhya sē dēvtā banātē haĩ .

18Only God changes human beings into deities.

20Ab ham āsurī svabhāv kō palaṭ daivī svabhāv key|kī dhārṇā kar rahē haĩ .

19We are now changing our devilish nature and imbibing a divine nature.

21Pahlē tō āsurī svabhāv K|kē karmbandhan sē pūrā chhūṭnā hai arthāt saṅskār badalnē haĩ .

20Firstly, we have to be totally liberated from the karmic bondages of our devilish nature, that is, we have to change our sanskars.

22Dēvtāō̃ kō sarvguṇ sampann kahā jātā hai .

21Deities are said to be complete with all virtues.

23Unhō̃ K|kē śharīr bhī sundar haĩ kyōṅki śharīr key|kī banāvaṭ bhī saṅskār K|kē ādhār par hōtī hai .

22Even their bodies are beautiful because the way the body is created depends on the sanskars.

24Kōī andhā-lūlā hōtā hai tō kahtē haĩ karmō̃ kā hisāb hai .

23When someone is blind or crippled, it is said that that is his karmic account.

25Tō saṅskārō̃ kā ādhār rahā nā .

24So it is based on his sanskars.

26Ab paramātmā ātmāō̃ kō pavitra banātē haĩ , tō śharīr bhī sundar miltē haĩ .

25God is now purifying souls and so they receive beautiful bodies.

27Ab ātmāē̃ impure haĩ tō śharīr bhī impure haĩ .

26When souls are impure even the bodies they receive are impure.

28Ab ham daivī svabhāv dhāraṇ kar dēvtā bantē haĩ .

27We are now imbibing a divine nature and becoming deities.

29Yah hai saṅgam .

28This is the confluence age.

30Dēvatāē̃ aur asur ab haĩ .

29Deities and devils exist at this time.

31Asurō̃ K|kē jamānē mē̃ dēvtāō̃ key|kī bāt hī nahī̃ hai , dēvtāō̃ K|kē zamānē mē̃ asurō̃ key|kī bāt nahī̃ rahtī hai .

30There is no question of deities existing in the world of devils or vice versa.

32Yah hai saṅgam , jahā̃ ham ēk taraf āsurī svabhāv kō chhōṛ dūsrē taraf śhuddha saṅskār dhāraṇ karnē K|kē prayatna mē̃ haĩ .

31This is the confluence age where we are in the process of letting go of devilish sanskars and imbibing pure sanskars.

33Saṅskār badlānā tō ēk paramātmā samarth kā hī kām hai .

32To change sanskars is the task of the Almighty Supreme Soul alone.

34Saṅskār bhī bahut janmō̃ K|kē kaṛē haĩ .

33The sanskars of many births are now very strong and bitter.

35Bahut janmō̃ K|kē saṅskār jō force sē chaltē ā rahē haĩ , ab us force kō miṭānā paramātmā kā hī kām hai .

34Such sanskars have been used with great force for many births. 35It is the task of God alone to fmish that force.

36Bahut kahtē haĩ ki puruṣhārth bhī kartē haĩ parantu saṅskār aisē kaṛē haĩ jō miṭtē nahī̃ haĩ .

36Many say that they are making effort, but their sanskars are so strong that they are not able to erase those sanskars.

37Yah sārā saṅskārō̃ kē ūpar anēk janmō̃ kā bōjh hai , unkō ab miṭānā hai .

37There is the burden of many births on your sanskars; You now have to remove that.

38Jitnā ham bābā kō yād karē̃gē utnā vikarmō kā bōjh kam hōgā .

38The more we remember Baba, the more we shall reduce the burden of sinful actions.

39Ab hī sarvguṇ sampann , १६ kalā sampann bannā hai .

39We have to become complete with all virtues, sixteen celestial degrees complete, at this time.

40Kaī pūchhtē haĩ - १६ kalā kaunsī haĩ  ?

40Many ask: What are the sixteen celestial degrees?

41Iskā matlab hai pūrṇ kalāyē̃ . 42Manuṣhya kē liē aur jyādā stage hī nahī̃ hai . 43Jaisē kahā jātā hai १०० % . 44Yahī sampūrṇtā hai . 45Unkē ūpar kōī kalāē̃ nahī̃ haĩ .

41That means one hundred per cent. 42That is perfection. 43There are no degrees higher than that. 44There is no stage higher than that for human beings.

46Bākī kōī १६ guṇ ādi nahī̃ haĩ .

45But there are not sixteen virtues etc.

47Sab kalāō̃ sē sampann rahtē haĩ .

46You remain complete with all virtues.

48Ratna jaṛit tāj aur light kā tāj - dōnō̃ rahtē haĩ .

47You have both crowns: the crown of jewels and the crown of light.

49Inkē ūpar kōī tākat nahī̃ rahtī hai .

48There is no power higher than this power.

50Jismānī aur ruhānī - dōnō̃ tākat rahtī haĩ .

49You have both powers - physical as well as spiritual.

51Tō hamārā puruṣhārth yah hai . 52Sab powers paramātmā dvārā apnē hāth mē̃ lētē haĩ .

50So our effort is to take all the powers from God.

53Abhī ham १६ kalā sampann , sampūrṇ nirvikārī ban rahē haĩ .

51We are now becoming sixteen celestial degrees complete and complete with all virtues.

54Sanyāsiyō̃ kō sampūrṇ nirvikārī nahī̃ kahē̃gē kyōṅki janm phir bhī vikāriyō̃ sē lētē haĩ . 55Tō sampūrṇ nirvikārī nahī̃ ṭhaharē .

52Sarmyasis are not said to be completely viceless because they take birth through vicious ones.

56Dēvatāē̃ janamtē|janmatē bhī nirvikār sē , rahtē bhī nirvikārī aur śharīr bhī karmbandhan-vaśh nahī̃ chhōṛtē .

53Deities are not born through vice nor do they indulge in vice nor do they shed their bodies due to karmic bondages.

57Yah stage paramātmā dvārā miltī hai .

54They attain this stage from God.

58Vahā̃ duḥkh kā nām-niśhān nahī̃ rahtā hai .

55There, there is no mention or trace of sorrow.

59Manuṣhya samajhtē haĩ - dēvtāē̃ bhī laṛtē thē .

56People think that even the deities used to fight.

60Parantu ham jāntē haĩ ki dēvtāō̃ mē̃ laṛnē kā svabhāv hī nahī̃ hai .

57But we know that deities do not have an aggressive nature.

61Unhō̃ kō sarvguṇ sampann kahā jātā hai .

58They are said to be complete with all virtues.

62Us samay kā itnā prabhāv hai .

59That time leaves a great impression.

63Ab phir chakra kō phirnā hai .

60The cycle now has to spin again.

64Sab kalāō̃ mē̃ manuṣhya sampūrṇ ab hō saktā hai .

61Human beings can become complete in all talents at this time.

65Paramātmā is samay ākar sampūrṇ ānand , sampūrṇ sukh dētē haĩ , tab hī sukhdātā , ānand-dātā kahā jātā hai .

62God comes at this time and gives complete bliss and complete happiness. 63This is why He is called the Bestower of Happiness and the Bestower of Bliss.

66Satyug mē̃ jab १६ kalā sampūrṇ haĩ tō us samay mahimā gānē key|kī bhī bāt nahī̃ rahtī hai .

64In satyug, when human beings are sixteen celestial degrees complete, there is no question of singing their praise.

67Jab vah nīchē ātē haĩ tab mahimā gāī jātī hai ki aisē १६ kalā sampūrṇ bhī hōkar gayē haĩ .

65When they come down their praise is sung, of how they were sixteen celestial degrees complete when they existed.

68Us samay gāyē kaun  ? 69Duniyā hī us avasthā mē̃ hai .

66Who would sing their praise when they were sixteen celestial degrees complete, since the whole world is like that at that time?

67Achcha .