मम्मा की मुरली - gyan-sitar-16

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0२२ . ४ . ५९

022/04/1959

1Mukti aur jīvanmukti kā āpas mē̃ sambandh

1The connection between liberation and liberation-in-life.

2Ōm śhānti .

2Om shanti.

3Paramātmā K|kē dvārā sārī rachnā key|kī knowledge arthāt is manuṣhya sr̥iṣhṭi aur nirākārī duniyā K|kē sārē bhēd kō jāntē jā rahē haĩ .

3We have received from God the knowledge of the creation, that is, the significance of the human world and the incorporeal world.

4Kyōṅki nirākārī duniyā kā is sākārī duniyā sē sambandh hai aur sākārī duniyā kā nirākārī duniyā sē sambandh hai .

4The incorporeal world has a connection with the corporeal world and the corporeal world has a connection with the incorporeal world.

5Ātmāyē̃ part bajānē ātī haĩ , phir jātī haĩ .

5Souls come down here to play their part and then they return home.

6Manuṣhya samajhtē haĩ ki " ham bhī kōī puruṣhārth sē kabhī mukti pad kō pā saktē haĩ . 7Aisē bahut mukti kō pāyē huē haĩ .

6People think that they can attain the status of liberation through making effort and that many have attained liberation in this way.

8 » parantu ham jāntē haĩ ki mukti aur jīvanmukti - dōnō̃ kā āpas mē̃ sambandh hai .

7But we know that mukti and jeevanmukti are both connected.

9Jaisē nirākārī duniyā kā sākārī duniyā sē sambandh hai , aisē jab tak paramātmā dvārā jīvanmukt duniyā na banē , tab tak mukt bhī kōī nahī̃ ban saktā .

8Just as the incorporeal world has a connection with the corporeal world, so too, until the world of jeevanmukti has been created by God, no one can be liberated.

10Duniyā nahī̃ jāntī ki mukti alag chīj hai , jīvanmukti alag chīj hai .

9The world does not know that mukti is separate from jeevanmukti.

11Ham jāntē haĩ - - jab duniyā jīvanmukt banē tab bākī sab mukti mē̃ jāvē̃ .

10We know that when the world of jeevanmukti is created, everyone else will go into liberation.

12Tō mukti-jīvanmukti ikṭṭhī hō gaī nā .

11So that means mukti and jeevanmukti both exist at the same time.

13Mukt-jīvanmukt sabkō ikṭṭhā ēk hī time par hōnā hai . 14Ismē̃ her|har chīj ā jātī hai .

12Everyone experiences mukti and jeevanmukti at the same time; everything is induded in this.

15Tab hī ātmā bhī vah mukti-jīvanmukti kā sukh lē saktī hai .

13Only then can the soul experience the happiness of mukti and jeevanmukti.

16Sārī duniyā sē iskā sambandh hai .

14This applies to the whole world.

17Tō yah sab bātē̃ ikṭṭhī haĩ .

15So all these things are connected.

18Aisē nahī̃ , kabhī bhī kōī mukt hō saktē haĩ .

16It isn't that anyone can be liberated at any time.

19Mukti-jīvanmukti ikṭṭhī haĩ .

17Mukti and jeevanmukti both exist at the same time.

20Tō is rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō ham paramātmā dvārā jāntē jā rahē haĩ .

18So we now come to know the beginning, the middle and the end of the creation through God.

21Tō sākārī aur nirākārī duniyā kā bhī āpas mē̃ sambandh hai jissē yah chakra chaltā rahtā hai .

19The corporeal and the incorporeal world have a connection with each other and the cycle spins on the basis of this.

22Duniyā is mukti-jīvanmukti K|kē arth|earth kō na jānnē K|kē kāraṇ samajhtī hai - " kōī bhī puruṣhārth sē mukti kō pā saktē haĩ , phalānē-phalānē nē pāī huī hai .

20Because they do not understand the meaning of mukti and jeevanmukti, the world thinks that anyone can attain mukti, and that such-and-such a person has attained it.

23 » parantu kōī nē bhī pāī nahī̃ hai .

21But no one has attained it.

24Iskā puruṣhārth ēk hī time hōtā hai aur ēk K|kē dvārā hī yah puruṣhārth sīkhtē haĩ .

22The effort for this is made only at this time, and you only learn about this effort through the One.

25Jīvanmukt pad sārī duniyā kā pad hai , ēk manuṣhya kā pad nahī̃ hai .

23The status of jeevanmukti is a status for the whole world, not for just one person.

26Tō jab jīvanmukt duniyā bantī hai tō understood hai bākī sab mukt hō jātē haĩ .

24So when the world of jeevanmukti is created it is understood that all the rest attain liberation.

25Achcha.