मम्मा की मुरली - gyan-sitar-30

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0७ . १२ . ५९

007/12/1959

1Bāp K|kē golden versions hī ātmā kō sachchā sōnā banātē haĩ

1Only Baba's golden versions make souls into real gold.

Song

2Gīt  : yah kaun āj āyā savērē-savērē … .

2Song: Who has come here in the early morning hours ...

3Om shanti.

3Savērā ēk tō hai had kā , dūsrā hai bēhad K|kē chakra key|kī rāt-din kā savērā .

4One morning is the limited one and the other is the morning and night of the unlimited cycle.

4Ab savērā ārambh hō rahā hai . 5Āgē phir din hōtā jāēgā .

5Morning is now beginning and it will tum into day.

6Jab rāt K|kē ant aur din K|kē ādi kā saṅgam hōtā hai , tab hī paramātmā kā ānā hōtā hai .

6When it is the confluence of the end of the night and the beginning of the day, God has to come.

7Bhakti vālē bhī jō mast hōtē haĩ , ēk bajē uṭhtē haĩ .

7Even those on the path of bhakti are very good in this: they wake up at 1.00 am.

8Vah satōpradhān samay hai .

8That is a satopradhan time.

9Samay kā prabhāv rahtā hai .

9The time has an influence.

10Tō bābā nē samay bhī saṅgam kā pakaṛā hai .

10So Baba has selected the time of the confluence age.

11Ant sē phir ādi karnā uskā kām hai .

11It is His duty to create the beginning at the end.

12Tō ab savērē K|kē time bābā āē haĩ , jinkī ā̃khō̃ mē̃ jādū , bātō̃ mē̃ sōnā hai .

12So now Baba, who has magic in His eyes and gold in His words, has come in the morning.

13Bābā K|kē golden versions haĩ nā . 14Jō direct mahāvākya uchchāraṇ kartē haĩ - - māmēkam .

13Baba's versions are golden, and He speaks them directly to us: Remember Me alone.

15Aur kōī bhī nahī̃ kahē̃gē - - mujhē yād karō .

14No one else would say: Remember Me.

16Manuṣhya kahē̃gē - - unkō yād karō .

15People would say: Remember that One.

17Bābā tō direct sikhātē haĩ - mujhē yād karō .

16Baba teaches us directly: Remember Me.

18Tō unkī bātō̃ mē̃ sōnā hai jō ham bhī golden athavā patthar sē pāras ban jātē haĩ .

17There is gold in His words which change us from stone into diamonds.

19Jaisē arjun kō paramātmā kā sākṣhātkār huā tō kahā - hazārō̃ sūryō̃ sē tēj hai .

18Arjuna had a vision of God and he said that God was brighter than a thousand suns.

20Vah tō ever-gold hai . 21Isliē bābā kā nām hai pārasnāth .

19God is ever-gold and this is why Baba is called the Lord of Divinity.

22Sōmnāth gyān sōmras pilātē haĩ . 23Bākī mīṭhā pānī pilānē key|kī bāt nahī̃ .

20Somnath, the Lord of Nectar, gives us the nectar of knowledge to drink.

24Unsē ātmā mīṭhī vā svachchha nahī̃ banēgī .

21It isn't a question of making you drink sweet water.

25Gaṅgā nahānē key|kī bāt bhī yah gyān kī hai .

22The soul will not become clean or sweet through that, Bathing in the Ganges is also a reference to knowledge.

26Kahtē haĩ - maĩ gyān sāgar hū̃ , mērē sē yah gyān gaṅgāē̃ nikalī haĩ .

23He says: I am the Ocean of Knowledge. 24These Ganges of knowledge have emerged from Me.

27Unhōnnē phir nadiyō̃ par nām rakhē haĩ .

25People have then given these names to the rivers.

28Kahtē haĩ nā - - gyānāmr̥it pilānā . 29Tō unhōnnē phir yah sthūl amr̥it pilānā , gaṅgā nahānā . . anēk bātē̃ nikālī haĩ . 30Samajhtē haĩ - issē pāp nāśh hōṅgē .

26He says: Give the nectar of the Ganges, and so people have taken this in a literal way to mean drinking nectar and bathing in the Ganges. 27They have come up with many things because they think their sins will be destroyed through that.

31Ab gaṅgā nahānā tō bahut sahaj hai .

28It is very easy to bathe in the Ganges.

32Phir śhāstra , saṅskr̥it ādi paṛhnē key|kī kyā darkār hai  ?

29So what need is there to read the scriptures and Sanskrit etc.?

33Gaṅgā nahānē sē pāp nāśh hō jāē̃ phir tō mukt hō gayē .

30If your sins were destroyed through bathing in the Ganges you would already have been liberated.

34Lēkin ab ham jāntē haĩ ki yah bhī bhakti mārg hai .

31But we now know that that is the path of bhakti.

35Iskā bhī baṛā vr̥ikṣha hai .

32There is also a big tree representing this.

36Vr̥iddhi hōtī rahtī hai .

33It continues to grow.

37Abhī phir jaṛjaṛībhūt avasthā hai .

34It is now in a state of total decay.

38Pahlē bhakti satōpradhān thī .

35At first, bhakti was satopradhan.

39Ab tamōpradhān hai tō chīṇṭī , makōṛē , miṭṭī ādi sabkō pūjtē rahtē haĩ .

36Now it has become tamopradhan and so they even wo:rship the ants and insects.

40Ham kisī bāt kō khaṇḍan nahī̃ kartē .

37We do not defame anything.

41Yah sab drama mē̃ hai aur ab iskā bhī ant hōnā hai .

38All this is fixed in the drama and now all of it has to end.

42Phir ab nayā chakra chalēgā .

39Then a new cycle will begin.

43Ab bābā nē savērā śhuru kiyā hai .

40Baba has now begun the morning.

44Gyān-amr̥it athavā gyān-añjan sab yah hai .

41This is the nectar of knowledge and the ointment of knowledge.

45Jādū kā surmā bhī maśhhūr hai , vah bhī yah hai .

42It is also the magic ointment and this is very well known.

46Baṛā jādūgar tō bābā hai jō manuṣhya kō dēvtā banātē haĩ .

43Baba is the great Magician who changes you from humans into deities.

47Kitnā transfer kar dētē haĩ  ! 48Tō baṛā jādūgar huā nā .

44He transforms you so much so He is a great Magician.

49Tamōpradhān ātmā kō satōpradhān banā dētē haĩ .

45He makes tamopradhan souls satopradhan.

50Saudāgar bhī kaisā hai  ?

46Look what kind of businessman he is.

51Kahtē haĩ – sab dē dō .

47He says: Give everything you have.

52Jaisē satya nārāyaṇ kī kathā hai .

48There is the story of the true Narayan.

53Kahā mērē pās|pass kuchh nahī̃ hai tō kuchh nahī̃ hō gayā .

49He said that He did not have anything, and it happened that he really did not have anything left.

54Yah vahī part chal rahā hai .

50That same part is being enacted at this time.

55Saudā bhī dēkhō kaisā kartē haĩ  !

51Look what kind of a bargain He makes with you.

56Ham apnā tan-man-dhan dētē haĩ tō uskā १०० guṇā jāstī bāp sē miltā hai .

52We give Him our body, mind and wealth and we receive a one hundred-fold return.

57Tō bāp sē saudā karnē mē̃ kitnē phāydē haĩ  !

53There are so many benefits in making a promise to the Father.

58Yah khudā dost hai .

54This is God, your Friend.

59Tvamēv mātāśhcha pitā . . sab sambandh unkē sāth haĩ .

55You are the Mother, You are the Father... 56We have all relationships with Him.

60Vidyā dēnē vālā teacher bhī bantē haĩ .

57He also becomes our Teacher who gives us knowledge.

61Kahtē haĩ - maĩ vah vidyā paṛhātā hū̃ jissē rājāō̃ kā rājā bantē hō .

58He says: I teach you the knowledge through which you become the kings of kings.

62Kahā hai - sabsē uttam mērā yahī rudra-yagya hai .

59He says: The greatest of all sacrificial fires is this sacrificial fire of Mine, of Rudra.

63Rudra kahō , pārasnāth kahō , sōmnāth kahō – ēk bābā K|kē hī sab nām haĩ .

60Whether you call Him Rudra, the Lord of Divinity or the Lord of Nectar, all are names of the one Father.

64Bābā kā kām hai tamōpradhān kā vināśh kar satōpradhān key|kī sthāpanā karnā .

61Baba's task is to destroy that which is tamopradhan and establish that which is satopradhan.

65Sarvśhaktivān kā yahī matlab hai nā .

62This is what Almighty Authority means.

66Bākī vyāpak hai , tab sarvśhaktivān hai - aisē tō nahī̃ kahē̃gē .

63But you cannot say that He is the Almighty Authority who is present in everything.

67Is samay tamōpradhān haĩ , ५ bhūt pravēśh haĩ .

64At present, everyone is tamopradhan and the five evil spirits are in everyone.

68Bābā ākar in ५ bhūtō̃ kā vināśh kar satōpradhān banātē haĩ .

65Baba comes and destroys these five evil spirits and makes you satopradhan.

69Yah bābā key|kī śhakti hai .

66This is Baba's power.

70Bākī murdē kō jindā banānā yā jindē kō mārnā - - yah bābā key|kī śhakti nahī̃ hai .

67But it is not God's power to revive corpses or to kill those who are alive.

71Hā̃ , ham māyā sē marē paṛē thē aur bābā nē ākar surjīt kiyā hai gyān-sañjīvanī-būṭī sē .

68Yes, we were killed by Maya and Baba came and revived us with the life-giving herb of knowledge.

72Tō yah hai bābā kā jādū .

69So this is Baba's magic.

73Āṅkhō̃ mē̃ , bātō̃ mē̃ sōnā hai jissē ātmā kō sōnā banātē haĩ .

70There is magic in His eyes and gold in His words through which the soul becomes real gold.

74Stars bhī kōī chamak vālā , kōī cum|kam chamak vālā hōtā hai .

71Some stars sparkle very brightly and some less so.

75Tō apnē kō chamakdār banānā hai .

72So you have to make yourself sparkle very much.

76Phir śharīr bhī aisā sundar milēgā .

73Then you will receive a body of equal beauty.

77Isliē dēvtāyē̃ baṛē sundar hōtē haĩ .

74This is why the deities are very beautiful.

78Natural beauty rahtī hai , tandarustī bhī rahtī hai .

75They have natural beauty and are also healthy.

79Tō śharīr beautiful rahtē haĩ - - chēhrē par muskarāhaṭ , saral , śhānt yah saṅskār haĩ ātmā mē̃ tō chēhrā bhī aisā rahtā hai .

76They have beautiful bodies. 77They have a smile on their face and the sanskars of being easy-natured and peaceful, and so their faces are likewise.

80Jitnā soul mē̃ power hai utnā nazdīk sambandh mē̃ ātē haĩ .

78The more powerful the soul is, the closer it remains in its relationships.

81Yah hai hamārē puruṣhārth key|kī siddhi .

79This is the positive result of our effort.

82Gyān-yōg bal sē jitnā pure hōṅgē utnā sambandh mē̃ samīp āyēṅgē .

80The purer you become through the power of knowledge and yoga, the closer you will be in your relationships.

83Bākī abhī yahā̃ hī sambandh nahī̃ jōṛnē haĩ .

81But you must not forge any relationships here.

84Yōg tō ēk kē sāth lagānā hai .

82You must have yoga only with the One.

85Puruṣhārth kā sirph yahī time hai .

83This is the only time for making effort.

86Kahtē haĩ - is samay yah antim jīvan mērē havālē karnē sē baṛā phāydā hai .

84He says: By giving your life to Me in this last birth, there will be great benefit.

87Jiskō surrender kahtē haĩ , hands-up .

85This is known as putting your hands up and surrendering yourself.

88Phir jaisē chalāvē .

86Then it is up to Him how He makes you move along.

89Ab kuchh rahā nahī̃ hai .

87Now there is nothing remaining.

90Unkē havālē karnē sē halkē hō jāyēṅgē .

88By surrendering yourself to Him you will remain light.

91Isliē kahtē haĩ - sārā bōjhā mujhē dē dō tō responsible maĩ hū̃ .

89This is why He says: Give all your burdens to Me and I will be responsible.

92Kahtē haĩ – sab bhūlō , jō kuchh paṛhā hai unkō bhūlō .

90He says: Forget everything. 91Whatever you have studied, forget it all.

93Arjun kō bhī kahā hai nā - yah jō purānē saṅskār bharē haĩ , un sabkō bhūl jō maĩ sunātā hū̃ vah sunō .

92Arjuna was also told: Forget all the old sanskars that are filled in the soul and listen to what I tell you.

94Ab vah sab practical chal rahā hai .

93All of that is now taking place in a practical way.

95Jō paṛhē-likhē haĩ tō buddhi bhaṭaktī hai , mūnjh paṛtē haĩ .

94The intellect of those who are educated wanders and so they become confused.

96Isliē vahī pharmān hō rahā hai . 97Kōī mānē , na mānē .

95This is why you are being given this order, and then it is up to each one whether they accept it or not.

98Vināśh tō sāmnē khaṛā hai .

96Destruction is in front of you.

99Aisī chījē̃ banī haĩ jō pūrā vināśh karē̃gī .

97Such things have been invented as will bring about total destruction.

100Iskē āgē aur kyā banāēṅgē .

98What will they make after that?

101Iskō hī tō mahābhārat mahābhārī laṛāī kahē̃gē nā .

99This is called the great Mahabharat War.

102Āgē tō chhōṭī laṛāiyā̃ lagtī thī̃ .

100Previously, there were only small battles.

103Ab tō pūrā vināśh sāmnē hai .

101Now total destruction is in front of you.

104Mahābhārī mahābhārat laṛāī sāmnē hai .

102The great Mahabharat War is in front of you.

105Tō gītā kā bhagvān bhī zarur hōgā .

103So there must also be the God of the Gita.

106Sab yādav bhī sāmnē khaṛē haĩ marnē-mārnē kē liē , kaurav bhī khaṛē haĩ aur pāṇḍav bhī khaṛē haĩ .

104All the Yadavas are also in front of you, ready to kill or be killed. 105There are also the Kauravs and the Pandavs.

107Tab bābā kahtē haĩ – yah last war|vār hai .

106This is why Baba says: This is the last war.

108Phir tō na laṛāiyā̃ hōṅgī , na yah court ādi chōrī-chakārī hōṅgē . 109Ādhā kalp kē liē laṛāī kā nām-niśhān nahī̃ hōgā .

107Then there will be no more battles. 108Nor will there be any courts or any stealing etc.' There will be no mention or trace of battle for half a kalpa.

110Yah akāsur , bakāsur , sūpnakhā , pūtanā sab is samay haĩ .

109All the 'devils, Akasur, Bakasur, Putna, Supnakha, exist at this time.

111Yah sab karttavyō̃ par nām haĩ .

110All these names are given according to their activity.

112Bākī kōī sir par sīṅg nahī̃ hōtē .

111But they will not have any horns on their head etc.

113Yah sab krōdh K|kē chihna dikhātē haĩ . 114Jaisē soul K|kē saṅskār haĩ .

112This is just to symbolise anger, like the sanskars of the soul.

115Yahā̃ hī kaī auratē̃ puruṣhō̃ kō taṅg kartī haĩ , mār bhī dētī haĩ .

113Even here some women cause trouble to men, and they even beat them.

116Baṛē majē K|kē khēl chaltē haĩ .

114Very entertaining games are played.

117Jō wonders bābā key|kī sthāpanā mē̃ chaltē haĩ , āgē kabhī nahī̃ chalē haĩ .

115The wonders that take place in Baba's task of establishment never happened before.

118Gōpiyō̃ kō bandhan hōnā dikhātē haĩ .

116It is shown that the Gopis had bondages.

119Jab kr̥iṣhṇa paramātmā thā tō unkē pās|pass jānē sē kyō̃ rōktē thē  ?

117If Krishna was God, why were the Gopis stopped from going to him?

120Agar kharāb ādmī thā tō unkō pūjtē kyō̃ haĩ  ?

118If Krishna was a bad person, why did they worship him?

121Jis kr̥iṣhṇa K|kē dīdār kē liē mīrā nē rāṇā kō taj diyā , vah ( kr̥iṣhṇa ) jab svayã thā tab auratō̃ kō jānē sē rōktē kyō̃ thē  ?

119Meera renounced her King for a vision of Krishna, and so why should other women be stopped from going to him (Krishna) at the time he existed?

122Jarur kuchh gaṛbaṛ hai .

120There must definitely be some confusion.

123Sādhāraṇ tan mē̃ ātē haĩ , tab tuchchh samajh gālī dētē haĩ .

121Because God enters an ordinary body they don't have enough understanding and so they start insulting him.

124Tō isliē bāndh hōtī hai .

122This is why they were in bondage.

125Isliē vakīl lōgō̃ kō apnī vakālat kō bhī purify karnā hai .

123This is why the lawyers have to rectify their systems.

126Aisē kānūn kō pakaṛō , jō inhō̃ kā kuchh prabandh hō .

124Find such laws that arrangements can be made for them.

127Is service sē vakālat bhī pure hō jāyēgī .

125Through this service even the legal system will become pure.

128Samjhāvē̃ tō ēk samajhēgā , lēkin ēk tō kuchh kar nahī̃ saktā .

126If you were to explain, perhaps one would understand, but one alone would not be able to do anything.

129Ēk kā rājya tō hai hī nahī̃ .

127This is not the kingdom of just one person.

130Paramātmā sarvavyāpī hai tō sab paramātmā hō gaē , sab authority hō gaē .

128If God were omnipresent, everyone would be God and so then everyone would be an authority.

131Aisē samay bābā ākar difficult kām kartē haĩ , jō kōī manuṣhya kar nahī̃ saktā .

129At such a time Baba comes and carries out a difficult task which no human being can.

132Manuṣhya kō tō ghar kā hī kuchh jhañjhaṭ hōtā hai tō hairān hō jātē haĩ .

130Human beings are distressed just with their own family problems.

133Yah kitnā bhārī jhañjhaṭ hai  !

131This is such a great complication.

134Yah tō us samarth kā kām hai jō sārī responsibility uṭhātē haĩ .

132It is the task of the Authority to take full responsibility.

135Vah authority sab kām kar rahī hai , yah bhūlnā mat .

133Do not ever forget that that Authority is carrying out everything.

136' kārya ' hī siddh kartā hai yah manuṣhya key|kī tākat nahī̃ .

134The very task proves that this is not something that can be done by a human being.

137Yah bābā bhī kahtē – chaltē-chaltē hamkō pakaṛ liyā .

135This Baba also says: Whilst I was moving along He caught hold of me.

138Brahmā bhī nām bābā nē rakhā hai .

136Baba gave him the name Brahma.

139Vah tan bhī tō marjīvā banā jō brahmā nām paṛ gayā .

137That body has also died a living death and this is why it is given the name Brahma.

140Tō dādā kā kām nahī̃ , ḍāḍē ( grand father ) kā kām hai jō kar rahē haĩ , jō hamkō bhī himmat dē rahē haĩ .

138So it is not the task of the senior brother but the task of the Grandfather that we are carrying out and this is giving us courage.

141Sahanśhīl bannē sē śhakti ātī hai .

139By being tolerant you receive power.

142Sahan karnē kā bhī bābā bal dē rahā hai .

140Baba is also giving you power to be able to tolerate anything.

143Ismē̃ ḍarnā nahī̃ hai .

141There is no need to be afraid of anything.

144Bhal is lōk mē̃ nām badnām hō , lēkin us lōk mē̃ nām bālā hōgā .

142Even though your name may be defamed in this world, your name will be glorified in that world.

145Bākī yah tō laṛē̃gē , kahē̃gē – kām , krōdh bigar kaisē kām chalēgā  ?

143But all these people here will fight and ask how anything could be possible without lust and anger.

146Yah sab sunākar phir bābā kahtē haĩ – manmanābhav .

144After telling you all this, Baba says: Manmanabhav.

145Achcha.