मम्मा की मुरली - gyan-sitar-33

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0१४ . ९ . ६२

014/09/1962

1Ab vr̥ikṣha kō bīj mē̃ samānā hai , isliē dēh sahit sabsē chhuṭkārā pānē kā puruṣhārth karō

1The tree now has to merge into the Seed, therefore make effort to be liberated from your body and everyone else.

2Ōm śhānti .

2Om shanti.

3Rāt aur din kō bhī samajhnā hai .

3You have to understand the day and night.

4Rāt-din had K|kē bhī haĩ aur dūsrē bēhad K|kē bhī haĩ jiskō brahmā kā din-rāt kahtē haĩ .

4There are the limited night and day and there are also the unlimited night and day which are said to be the day and night of Brahma.

5Tō sārā kalp jaisē ki brahmā kā hō gayā .

5So the entire kalpa is said to be the kalpa of Brahma.

6Yānī sārē kalp mē̃ brahmā kā part hō gayā .

6That is, Brahma has a part in the entire kalpa.

7Zarur rāt bhī brahmā nē gujārī , din bhī gujārā .

7Brahma was definitely there during the night and also the day.

8Ab yah sārā chakra hai . 9Ēk janm key|kī bāt nahī̃ hai .

8This is the entire cycle, not just a question of one birth.

10Abhī itnē ५००० varṣh mē̃ rāt-din pūrā hōtā hai .

9The night and day are completed in five thousand years.

11Tō ēk manuṣhya key|kī itnī baṛī āyu nahī̃ hō saktī hai .

10But it is not possible for one human being to have a life span of so many years.

12Phir vah tō lākhō̃ varṣh kahtē haĩ  !

11And yet people speak of hundreds of thousands of years.

13Parantu ५००० varṣh bhī ēk key|kī āyu hō saktī hai kyā  ?

12How can even one person have a life-span of five thousand years?

14Bāl , yuvā , vr̥iddha - tō १०० varṣh mē̃ hī kyā sē kyā hō jātē haĩ  !

13There are the three stages: childhood, adolescence and old age, and even within a hundred years so much happens.

15Tō samajhnā chāhiē ki yah anēk janm key|kī bāt hai jō bābā baiṭh kahānī sunātē haĩ .

14So you should understand that this is a question of many births which Baba sits and relates to you.

16Bābā jō brahmā kā bhī rachayitā hai .

15Baba is the Creator, even of Brahma.

17Mukhya bachchē kē sāth sabhī bachchō̃ key|kī kahānī ā jātī hai .

16The story of all the children is included in that of the main child.

18Tō hamārā baṛā bābā rāt aur din key|kī kahānī sunā rahē haĩ .

17So our Senior Baba is telling us the story of the day and the night.

19Paramātmā khud ākar is ( brahmā ) tan sē kahānī sunātē haĩ .

18God Himself comes and tells us the story through this one.

20Tō insē hī kahānī śhuru karē̃gē - inkī ātmā kaisē chakra lagātī hai , kaisē rāt pūrī hōkar din śhuru hōtā hai  ?

19So the story will begin with him: how his soul goes through the cycle and how the night comes to an end and the day begins.

21Din K|kē haĩ २१ janm kyōṅki yah janm bhī gintī hōtā hai .

20The day has twenty-one births because even this birth is included in that.

22२० janm vah aur ēk janm yah jō divya aur alaukik hai .

21Those are the twenty births and this is the one birth which is said to be divine and alokik.

23Brahmā kā bhī yah divya aur alaukik janm ginā jāyēgā .

22This is also said to be the divine and alokik birth of Brahma.

24Bād mē̃ ६३ janm kab aur kaisē hōtē haĩ , uskā bhī vistār samjhātē haĩ .

23The details of how you later take sixty-three births are also explained to you.

25Tō ismē̃ sabkī kahānī ā jātī hai .

24Everyone's story is included in that.

26Sabkā patā bāp hī dē saktē haĩ .

25Only Baba can tell you about everyone.

27Ham bāp dvārā jān gayē haĩ ki ab hamārē bhakti K|kē anēk janm pūrē huē .

26Now we know through the Father that our many births of bhakti have been completed.

28Bhakti bhī ham sabnē bahut janm kī hai .

27All of us have done bhakti for many births.

29Tō lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī bhakti key|kī pūñjī bhī bahut baṛī hai .

28Sb the account of bhakti done by Lakshmi and Narayan is very great.

30Yah hai sārī kahānī .

29This is the entire story.

31Satyugī dēvī dēvtā dharm aur rājya dōnō̃ key|kī sthāpanā bāp dvārā abhī hī hōtī hai .

30The establishment of the golden aged deity religion and kingdom take place through the Father at this time.

32Nayī duniyā phir purānī hōtī hai .

31The new world then becomes old.

33Pahlē thā hī dēvtā dharm . 34Jaisē pahlē jaṛ phir pattē ādi nikaltē haĩ .

32At ftrst there was the deity religion, just as first there are the roots and then the leaves emerge.

35Dūsrē dharm pahlē nahī̃ thē .

33The other religions did not exist at first.

36Hindū dharm bhī pahlē nahī̃ thā .

34Even the Hindu religion did not exist in the beginning.

37Pahlē dēvī-dēvtā thē , phir jab girē tab hindū banē .

35At ftrst there were the deities, and when they fell they became Hindus.

38Kahnē mē̃ bhī pahlē satyug ātā hai , aisē nahī̃ ki pahlē dvāpar , kaliyug phir satyug .

36You speak of the golden age first, not of the copper age, then the iron age and then the golden age.

39Sab bātō̃ kā niyam ( law ) banā huā hai .

37There is a law for everything.

40Her|har chīj mē̃ number jarur haĩ .

38Everything is numberwise.

41Rāt-din mē̃ bhī pahlē din kahē̃gē , na ki rāt .

39Even in relation to the day and the night, you first speak of the day, not the night.

42Bhalē chakra chaltā hai parantu usmē̃ bhī number-vār haĩ .

40Even though the cycle spins, everything is numberwise in that too.

43Is chakra K|kē hisāb mē̃ jitnā sukh utnā duḥkh .

41In the story of the cycle there is as much sorrow as there is happiness.

44Manuṣhya in bātō̃ kō na jānnē K|kē kāraṇ kah dētē haĩ - yah sukh kāg viṣhṭā K|kē samān hai .

42Because people do not know these things they say that happiness is like the droppings of a crow.

45Parantu ham jāntē haĩ ādhā kalp hai gyān , ādhā kalp hai bhakti .

43But we know that there is knowledge for half a kalpa and bhakti for half a kalpa.

46Yah vairāgya mārg hai by-plot .

44The path of distaste is a by-plot.

47Dēkhō , dēvtāō̃ K|kē chitrō̃ dvārā bhī siddha hōtā hai ki anādi pavitra pravr̥iti thī .

45Even the images of the deities prove that the pure family is eternal.

48Vahā̃ pavitratā sē hī vr̥iddhi hōtī hai .

46Expansion takes place there through purity.

49Abhī tō hamē̃ dēh sahit dēh K|kē sab sambandhō̃ sē mukt hōnā hai .

47Now we have to be liberated from the body and all bodily relations.

50Abhī kōī vah vr̥iddhi nahī̃ karnī hai . 51Abhī tō isē khatm karnā hai .

48We do not have to have any further expansion We now have to finish that.

52Vahā̃ key|kī rehearsal yahā̃ nahī̃ karnī hai .

49We must not rehearse here for there.

53Aisē nahī̃ sōchē̃ ki dēkhē̃ , dēvtāyē̃ kaisē bachchē paidā kartē thē  ? 54Paramātmā kahtē haĩ – ab tō kōī bhī hālat mē̃ mujhē yād karō , bākī sabkō bhūlnā hai .

50Do not think: We shall see how the deities give birth to children God says: Now you must remember Me under all circumstances and forget everything else.

55Abhī tō ātmā hī pavitra nahī̃ hai tō dēh kaisē pavitra hōgī  ?

51Now even the soul is not pure, so how can the body be pure?

56Tō ab apnī buddhi kō ēk taraph lagānā hai .

52Now you must fix your intellect in one direction.

57Dēh sahit chhuṭkārā pānā hai kyōṅki dēh sahit dēh K|kē sab sambandh sē nikal vāpas jānā hai .

53You have to be liberated from the body and all bodily relations. and return home.

58Bākī vahā̃ kaisē vr̥iddhi hōgī  ? 59Vah bāt vahā̃ kī hai .

54The question of how expansion takes place is something that applies there.

60Abhī tō vr̥ikṣha kō vāpas bīj mē̃ jānā hai .

55Now the tree has to merge into the Seed.

61Phir jab bīj bōyēṅgē tab key|kī bāt hai .

56Then when you plant the seed again, that is a different matter.

62Abhī tō karvaṭ kō badalnā hai .

57Now you have to change sides.

63Ab yah rōśhnī paramātmā dvārā miltī hai .

58You are now receiving this enlightenment through God.

64Abhī svadharm kā patā lagā hai .

59You now know about your original religion.

65Abhī ham svadharm mē̃ rahkar bāp sē apnā varsā lētē haĩ .

60We now stabilise ourselves in our religion and claim an inheritance from the Father.

66Vahā̃ hai hī ēk dēvī-dēvatāō̃ kā dharm .

61There, there is just the one religion of the deities.

67Vahā̃ kōī daitya ādi hōtē nahī̃ .

62There are no demons there.

68Āsurī sampradāy hī nahī̃ hai .

63There is no devilish community there.

69Vahā̃ dēvtāō̃ kō knowledge hī nahī̃ hai ki apavitratā kyā hōtī hai  ?

64There, the deities do not have any knowledge of what impurity is.

70Is samay key|kī tamōpradhān buddhi vālē in bātō̃ kō nahī̃ samajh saktē haĩ .

65Those who have a tamopradhan intellect at present, .are not able to understand these things.

71Isliē kahtē haĩ ki kyā sabhī pavitra banē̃gē  ?

66This is why they ask: Will everyone become pure?

72Parantu yah paramātmā kā kām hai , vahī jāntē haĩ .

67However, this is the task of God and only He knows everything.

73Manuṣhya na jānnē K|kē kāraṇ kah dētē haĩ ki jahā̃ sārī duniyā vahā̃ ham .

68Because they do not know anything, people say that I am where the entire world is.

74Vah tō samajhtē ki paramātmā kā janm hai hī nahī̃ , vah tō sarvavyāpī hai .

69They think that God never takes birth and that He is omnipresent.

75Agar sarvavyāpī kahtē haĩ tō avataraṇ kahnā bhī niṣhēdh hō jātā hai .

70If you call Him omnipresent, it is senseless to say that He incarnates.

76Kahtē haĩ – kaṇ-kaṇ mē̃ hai .

71People say that He is in every particle.

77Tō phir utarā kaisē  ?

72If so, how did He descend?

78Phir tō na utarnē vālā rahā , na utarnē kī jagah hī hai .

73He would be One who never descends, and there would be no place for Him to come down to.

79Abhī tō sab avatār ban gayē haĩ .

74Now, everyone has become an incarnation.

80Pahlē sē hī sab avatār baiṭhē haĩ , tō phir aur avatār kiskā hōgā  ?

75All the incarnations are here already, so who else would you call an incarnation?

81Tum jāntē hō ki ham sab ātmāyē̃ haĩ .

76You know that all of us are souls.

82Ātmā hai hī sat-cit .

77The soul is the truth and the living being.

83Śharīr sē ātmā hī nikaltī hai , akēlā man-buddhi nahī̃ nikaltā .

78It is the soul that leaves the body. 79It is not just the mind and intellect that come out.

84Yahī tō ātmā key|kī chaitanyatā hai .

80This is the living energy of the soul.

85Har ēk ātmā K|kē saṅskār alag-alag haĩ .

81The sanskars of each soul are separate.

86Aisē nahī̃ ki vah kōī jaṛ hō jātī hai .

82Do not think that it becomes non-living.

87Jaisē ākāśh tatva hai , aisē kōī ātmā bhī ēk tatva hai - nahī̃ , vah chīj hī alag hai .

83It isn't that just as there is the element of sky, the soul is an element. 84No. 85It is completely separate.

88Yah hai paramātmā key|kī knowledge jō abhī ham jāntē jātē haĩ .

86This is the knowledge of God which we now have.

89Achchhā .

87Achcha.