मम्मा की मुरली - gyan-sitar-35

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0८२ १८ . ९ . ६२

018/09/1962

1Niśhchay K|kē aṭaltā K|kē bal sē naī duniyā kī sthāpanā

1Establishing stability on the basis of the power of unshakable faith.

2Om shanti.

2Phakīrī mē̃ amīrī yād hai nā  ?

3Do you remember your riches even in your days of beggary?

3Tō yah hai phakīrī mē̃ , yād kartē haĩ amīrī kō .

4In the days of beggary, people remember their riches.

4Ham jō pūjya thē vah phir pujārī banē .

5We were worthy of being worshipped and then became worshippers.

5Sabkā yah antim janm hai .

6This is the final birth for everyone.

6Ēk haĩ bhakta jō bhakti-mārg vālē haĩ aur ham phir vah bhakta haĩ jō pujārī sē pūjya ban rahē haĩ .

7There are the bhagats of the path of bhakti and we are the bhagats who are changing from worshippers to worship-worthy.

7Ātmā bhī purānī hō gaī hai tō śharīr bhī purānē haĩ .

8The soul has become old and the body has also become old.

8Ab phir parivartan ā rahā hai .

9Transformation is now taking place.

9Satyug mē̃ mahārājā-mahārānī , prajā ādi sab hōṅgē .

10In satyug there will be emperors, empresses and subjects.

10Ab apnē kō nirṇay karnā hai ki hamē̃ kyā bannā hai  ?

11We now have to decide what we want to become.

11Gupta vēṣh mē̃ rājdhānī ban rahī hai .

12The kingdom is being established in an incognito way.

12Duniyā nahī̃ jāntī hai ki lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī rājdhānī kaisē bantī hai  ?

13The world does not know how the kingdom of Lakshmi and Narayan is created.

13Ēk tō pūrva mē̃ vināśhī dhan dān karnē sē alpkāl key|kī rājāī miltī hai , dūsrā laṛāī sē miltī hai .

14Firstly, you can receive a temporary kingdom by having donated perishable wealth in the previous birth. 15Secondly, you can receive it by fighting for it.

14Lēkin yah phir hai sadākāl kē liē sukh key|kī rājdhānī . 15Ismē̃ na hai vināśhī dhan kā bal , na laṛāī kā bal hai , parantu sahaj rājyōg K|kē bal sē rājdhānī sthāpan hōtī hai .

16However, this is a permanent kingdom of happiness; This is not due to the strength of perishable wealth nor due to the power of fighting, but the kingdom is being established with the power of easy Raja Yoga.

16Tō kitnī ūñch bāt hai  !

17So this is such an elevated aspect.

17Ab yah kārya hō rahā hai .

18This task is now being carried out.

18Yahā̃ kaī ātē haĩ lēkin jō apnē gharānē K|kē haĩ vah tō chaṭak jātē haĩ , bākī tō ātē-jātē rahtē haĩ .

19Many come here, but those who belong to your clan cling here, and all the rest just come and go.

19Ab bhārat par lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē rājdhānī pānē kā samay ākar pahuñchā hai .

20It is now time for Lakshmi and Narayan to claim their kingdom over Bharat.

20Saubhāgyaśhālī key|kī buddhi mē̃ hī yah bāt baiṭhtī hai .

21This aspect only sits in the intellect of those who are very fortunate.

21Kaī tō phir kah dētē haĩ ki yah kalpanā kā saṅsār banā baiṭhē haĩ .

22Some then say: You have created a world just through imagination.

22Parantu ham phir samajhtē haĩ ki yah jō sūrya-chānd mē̃ apnā ghar banānē key|kī sōch rahē haĩ , vah abhī-abhī kalpanā hō jāyēgī .

23We then understand that when people are thinking of creating their homes on the moon and stars this is just their imagination.

23Yah duniyā tō badalnī hai .

24This world has to change.

24Apnē niśhchay K|kē aṭaltā K|kē bal sē hī sthāpanā hō rahī hai .

25Establishment is taking place through the stability of the power of your faith.

25Is bāt kō duniyā nahī̃ jāntī .

26The world does not know this.

26Ham hī sarv samarth bāp dvārā yah jāntē haĩ .

27Only we know this from the Father who is All-Powerful.

27Kyā akālē mr̥iityu , duḥkh-rōg ādi aisī hī manuṣhya key|kī life hōtī hai  ?

28Are the lives of human beings just full of untimely death, sorrow and disease etc?

28Kāl kō jītnē vālā bhī manuṣhya hōtā hai nā .

29There are even human beings who have conquered death.

29Abhī tō akālē mr̥iityu hōtī rahtī hai .

30Now there continues to be untimely death.

30Vahā̃ akālē mr̥iityu nahī̃ hōtī hai , samay par hī sab hōtā hai .

31There is no untimely death there. 32Everything happens at the right time.

31Kyā manuṣhya key|kī life aisī hōtī hai  ?

33Are the lives of human beings like that?

32Lōg tō kahtē haĩ - aisā hōtā hī āyā hai .

34People say that it has always been like this.

33Lēkin unhōnnē dēkhā hī yahī hai .

35However, this is what they have seen.

34Parantu hamkō tō bābā nē dikhlāyā hai ki duḥkh-aśhānti kā vahā̃ nām-niśhān nahī̃ hai .

36But Baba has shown us that there is no mention or trace of sorrow or peacelessness.

35Ab tō ātmāō̃ kā khēl hī bigaṛ gayā hai .

37Now the play of souls has been ruined.

36Yah bāp , teacher , pati ādi tō sab sambandh chaltē āyē haĩ .

38There have been all the relationships of the father, teacher, husband and so on.

37Abhī phir bēhad kā bāp kahtē haĩ ki sab sambandh mērē sē jōṛō .

39The unlimited Father now says: Forge all relationships with Me.

38Naī duniyā key|kī rachnā ab phir sē bhagvān rach rahē haĩ .

40God is creating the creation of the new world once again.

39Manuṣhya tō kahtē haĩ – yah sr̥iṣhṭi anādi hai , sab duḥkh ādi bhī anādi haĩ . 40Lēkin bhagvān nē naī duniyā bhī kaisē rachī  ?

41People say: This world is eternal, and even all the sorrow etc. is eternal, but they don't understand how God created the new world.

41Vah bhī samjhātē haĩ . 42Vah tō kahtē haĩ – pahlē-pahlē miṭṭī kā putlā thā , phir aisē huā , phir sr̥iṣhṭi banī .

42They think that at first there was just a clay puppet, and then such-and-such happened, and then the world was created.

43Lēkin ab bāp samjhātē haĩ ki naī duniyā kaisē tumhārē dvārā banātē haĩ .

43But now Baba explains, how He creates the new world through us.

44Bāp kahtē haĩ ki " yah karmakṣhētra tumhārā hai .

44Baba says: This is your field of action.

45Tumhārī hī khētī hai . 46Bhal lagvānē vālā maĩ hū̃ , parantu tum apnā karō , maĩ apnā karū̃ .

45It is your field, even though I am the One who inspires you to sow. 46However, you have to perform your own role and I shall perform Mine.

47" abhī tō had kā sab samēṭnā hai .

47Now you have to merge everything that is limited.

48Aisē nahī̃ ki chhōṛō , parantu buddhiyōg nikālō .

48It isn't that you have to leave anything, but you must break the yoga of the intellect from it.

49Ab tō buddhi mē̃ aisē hī sōchnā hai ki yah purānī duniyā hai , ūpar jānā hai aur phir vāpas naī duniyā mē̃ ānā hai .

49Now you have to think with the intellect that this is an old world. 50You have to go up above and then return to the new world.

50Ab vah purānā nātā na hō .

51There should not now be any old relationships.

51Ab apnē ṭhikānē kō yād karnā hai jō apnā nivās-sthān thā .

52You must now remember your destination which was your place of residence.

52Ab vahā̃ jākar viśhrām pānā hai .

53Now you must go and rest there.

53Mūlvatan sē chakra lagāē phir ākar svarg K|kē mālik banē̃gē .

54You have to return from the incorporeal world and then you will come and become the masters of heaven.

54Ab bannā yahā̃ hai , satyug mē̃ tō hōkar rahē̃gē .

55You have to become this here. 56In satyug you will be that in practical form.

55Life kā majā kuchh aur hai .

57Pleasure in life is something else.

56Manuṣhya kahtē - īśhvar kā bhāṇā ( marjī kō ) mīṭhā kar bhōgnā hai . 57Lēkin yah aur bāt hai .

58People say: You have to accept whatever is God's wish as the sweetest thing there is, but this is something else.

58Jō īśhvar kā bhānā thā vah tō ab ban rahā hai .

59Those who belonged to God are now doing so once again.

59Ab uskō pānā hai .

60You have to attain Him.

60Bākī tō dil khuśh kar rahē haĩ .

61But all the rest are just pleasing their hearts.

61Yah īśhvar nē nahī̃ diyā hai , yah apnē karmabhōg haĩ .

62God has not given anything, but there is the suffering of your own karma.

62Īśhvar duḥkh thōṛēhī dētā hai .

63God would not give any sorrow.

63Ab ussē nikal aur jō īśhvar dvārā mil rahā hai uskō achchhī tarah lēnā hai .

64You must now remove yourself from that and duly claim whatever you are receiving from God.

64Achchhā .

65Achcha.

65Goodmorning .