मम्मा की मुरली - gyan-sitar-40
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0८ . १० . ६२
008/10/1962
1Bāp sē pūrā hak lēnē kē liē āgyākārī , sapūt banō
1In order to claim all rights from the Father, be obedient and worthy.
2Om shanti.
2Paramātmā kō sājan bhī kahtē haĩ .
3God is also called the Bridegroom.
3Vah sārā hall|hāl baiṭh batātē haĩ ki hē ātmāyē̃ , tum kaisē mērē sē bichhuṛī , phir tum kaisē ākar milī hō , phir milkar kyā prāpti hōgī .
4He tells us how everything happens, how we souls became separated from Him and then how we met Him and what we shall attain through having found Him.
4Tō vah khud apnā parichay dē rahā hai .
5He is introducing Himself to us.
5Aisē nahī̃ ki ab bhaktimārg kī tarah kōī apnī bhāvnā anusār milēgā .
6It isn't that anyone will find Him in the same way as they used to meet Him on the path of bhakti according to their desires.
6Lēkin kahtē haĩ ki mērā jō kuchh hai sab bachchō̃ kō hī dētā hū̃ .
7But He says: Whatever I have, I give all of it to the children.
7Hamārī pahlē yah bhāvnā thōṛēhī thī ki ham paramātmā K|kē hōkar K|kē unkē varsē K|kē hakdār banē̃ .
8Previously, we did not have the desire to belong to God and claim a right to the inheritance from Him.
8Lēkin bhakti-mārg mē̃ tō ham kiskō bhī paramātmā kā rup banākar pūjtē haĩ , tō bhāvnā kā return miltā thā .
9But on the path of bhakti, we worship anyone whom we think has the form of God, so we received a return for that.
9Yah patā nahī̃ thā ki ham aisē vāris ban jāyēṅgē .
10We did not know that we would become His heirs in this way.
10Bhal bhakti-mārg mē̃ kahtē thē ki sab tū hī hai , lēkin yah dimāg mē̃ nahī̃ thā ki maĩ aisā ūñch bhī ban saktā hū̃ , aisī bhī kōī prāpti hōtī hai .
11Although on the path of bhakti we used to say that He was everything, it was not in our head that we could also become so elevated, or that there could be such attainment.
11Ab yathārth dimāg mē̃ āyā hai ki ham aisā kyō̃ na banē̃ .
12Now, we have it accurately in our head, and so we think: Why should we not become like that?
12Tō vah khud kahtā hai ki mērē kō jānkar mērē par dānv lagāō , mērē hō jāō .
13So He Himself says: Know Me and claim a right to Me and belong to Me.
13Jaisē bachchā gōd kā hō jātā hai laukik mē̃ , tō bachchē kā hak lag jātā hai .
14When a child is adopted he then claims a right.
14Lēkin ismē̃ tō bachchā bankar phir bhī puruṣhārth hai .
15Here you have to become a child, but even then you have to make effort.
15Dhārṇā kar lāyak bannā hai .
16You must imbibe in order to become worthy.
16Bachchē bannē kē bād bhī phir bachchā āgyākārī , sapūt , pharmānbardār hō .
17After becoming His child you should be obedient and worthy.
17Us laukik mē̃ tō kaisā bhī bachchā hō - hak lē lēgā .
18In lokik life a child would claim a right no matter what he was like.
18Lēkin yahā̃ tō bachchā bankar bhī phir unkē pharmān par pūrā chalē̃gē tō pūrī-pūrī marks milēgī .
19But here, even after becoming His child, you will only claim full marks if you follow His directions.
19Kahtē haĩ - sab tumhārē liē hai hai .
20He says: Everything is for you.
20Us bāp kō tō kuchh apnī lālsā rahtī hai lēkin yahā̃ tō jō karēgā sō pāyēgā .
21That father has some sort of expectation but here, whoever does anything will receive a return for what they have done.
21Abhī K|kē puruṣhārth sē sab padārtha janma-janmāntar kē liē mil jāyēṅgē .
22Through the effort made now you will receive all material comforts for birth after birth.
22Mr̥ityu hōtē bhī janma-janmāntar hamārā sukh lagātār chaltā rahēgā .
23Even after death in this life, we shall experience happiness for birth after birth.
23Isliē vahā̃ hamārā marnā , marnā nahī̃ hai .
24This is why when we die there we do not really die.
24Yahā̃ tō akālē mr̥iityu hōtī hai .
25Here, there is untimely death.
25Bābā kahtē haĩ – padārtha haĩ tō unkā sukh bhī practical mē̃ chāhiē .
26Baba says: If you have material comforts, you should experience happiness through using them.
26Manuṣhyō̃ kē pās dhan hai tō bhī duḥkh hai .
27Even though human beings have wealth they still experience sorrow.
27Tō phir kah dētē haĩ ki ichchhā hī na hō kyōṅki dēkhtē haĩ ki ichchhā hī kharāb chīj hai .
28So they then say that they should not have any desires because desires are bad.
28Tō phir haṭh sē ichchhāō̃ kō mārnē key|kī kōśhiśh kartē haĩ .
29So they try to kill their desires.
29Lēkin ismē̃ haṭh ādi key|kī bāt hī nahī̃ hai .
30But there is no question of force about this.
30Ab manuṣhyō̃ kē pās sukh rahtā hī nahī̃ hai , tab kahtē haĩ ki saṅsār kāg viṣhṭā K|kē samān hai . 31Yah saṅsār banā hī nahī̃ hai .
31Human beings now do not have any happiness, so they say that happiness is like the droppings of a crow and that this world was never created.
32Lēkin apnē pās|pass knowledge hai ki sampatti hī sukh dēnē vālī hai . 33Lēkin sampatti bhī pavitra hō .
32We have the knowledge that wealth will give us happiness, but for this wealth we should also be pure.
34Pavitra śharīr , pavitra saṅsār hō .
33The body should be pure and the world should be pure.
35Hamārē pās|pass pavitratā kā vah bal chāhiē jissē her|har chīj pavitra hō jāē .
34We need to have such power of purity that everything can be purified.
36Is vikārī duniyā key|kī pavitratā mē̃ kōī bal nahī̃ hai , ismē̃ vikārī khātā mix hai .
35There is no power in the purity of this vicious world; there are accounts of vices mixed in it.
37Pavitra , tō janm aur maraṇ mē̃ bhī pavitra hō .
36If there is purity, there should be purity in birth and death also.
38Pavitratā key|kī degree vah jismē̃ sab pavitra hō .
37There should be such a degree of purity that everything is pure.
39Is purānī duniyā key|kī pavitratā mē̃ kōī sār nahī̃ hai - na iskē martabē mē̃ , na iskē dhan mē̃ . . 40Sab tamōpradhān haĩ .
38There is no strength in the purity of this world, neither in its status nor in its wealth; everything is tamopradhan. '
41Abhī hamkō apnā dēśh , apnā vatan buddhi mē̃ ghūmtā hai .
39We now have our land and our country spinning in our intellect.
42Bhal āṅkhō̃ sē yah duniyā dēkhtē haĩ lēkin insē bahut dūr haĩ .
40Although we see this world with our eyes, we are very far from it.
43Ab āṅkhō̃ mē̃ gati aur sadgati vālī duniyā ghūmtī hai .
41We now have in our eyes the world in which we have liberation and salvation.
44Durgati key|kī duniyā sē kinārā kar buddhi usmē̃ lagā dī hai .
42We have moved away from the world of degradation and settled our intellect in that world.
45Aisē na samjhō ki yah kalpanā hai , āṅkhō̃ sē nahī̃ dēkhtē haĩ .
43Do not think that this is imagination just because we cannot see it with our eyes.
46Lēkin ismē̃ sanśhay nahī̃ hōnā chāhiē .
44There should be no doubt about this.
47Jab hōgā tab tō practical hō hī jāyēgā .
45When it happens it will become real.
48Yah batlānē vālā kōī manuṣhya yā kōī ṭhagnē vālā thōṛēhī hai jismē̃ kuchh nīchē-ūpar hō .
46It is no human being or cheat who is telling us this, so that there would be something wrong.
49Hamārā guru nirākār hai - yah kab bhūlō mat .
47Do not ever forget that our Guru is the Incorporeal One.
50Jab bhūltē haĩ tab chhōṭē-chhōṭē sanśhay ātē haĩ .
48When you forget this, you develop doubts.
51Agar in āṅkhō̃ sē dēkhnē key|kī chīj hō phir tō kōṭō̃ mē̃ kōī kyō̃ hō , sab jān jāyē̃ .
49If it were a question of something that could be seen with these eyes, then why would there only be a handful out of multi-millions? 50In that case everyone would be able to know.
52Yahī guñjāis hai , ismē̃ bhūlō mat .
51This is the only possibility; do not forget this.
53Jō kuchh hōnā hai vah tō hōnā hī hai .
52Whatever has to happen will happen.
54Banānē kā samay ab hai .
53The time for action is now.
55Ab itnā samay nahī̃ hai jō kōī mar jāē phir dūsrē janm mē̃ ākar yah gyān lēvē .
54Now there isn't. enough time for someone to die and then come back and take knowledge.
56Chhōṭā bachchā tō gyān lē nahī̃ saktā .
55Little children cannot take knowledge.
57Isliē hī kahtē haĩ ki yah tumhārā antim janm hai .
56This is why it is said that this is your final birth.
58Aisē bhī nahī̃ ki kōī ab marē tō janm nahī̃ lēgā .
57It isn't that if anyone dies now he will not take another birth again.
59Lēkin paṛhāī kā samay yah hai .
58But this is the time for studying.
60Bāp kahtē haĩ - maĩ vr̥iddha tan mē̃ ātā hū̃ . 61Uskē hī anēk janmō̃ key|kī kahānī sunāī hai .
59I enter an old bpdy. 60I have told you the story of his many births.
62Agar drama K|kē rāz kō samajhē̃ tō sab bātē̃ buddhi mē̃ ā jāē̃ .
61If you were to understand the significance of the drama, all these things would enter your intellect.
62Achcha.