मम्मा की मुरली - gyan-sitar-41

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0१४ . १० . ६२

014/10/1962

1Sabkō māyā K|kē bandhanō̃ sē mukt karnā - yah paramātmā kā hī nirālā part hai

1It is God's role to liberate everyone from the bondages of Maya.

Song

2Gīt - ākhir vah din āyā āj … .

2Song: That day has come at last. ..

Murli

3Ōm śhānti .

3Om shanti.

4Bēhad K|kē bāp nē ab apnī buddhi kō bēhad mē̃ athavā bēhad key|kī knowledge mē̃ phailā diyā hai kyōṅki apnī buddhi ab bēhad mē̃ sthit hai .

4The unlimited Father has now spread His intellect into the unlimited, that is, into the unlimited knowledge, because His intellect is now stabilised in the unlimited.

5Bhal ham dēkhtē śharīrō̃ key|kī taraph haĩ lēkin is śharīr mē̃ dēkhtē haĩ ātmā kō , jō ātmā phir us bēhad bāp key|kī santān hai .

5Although we see the bodies, we see the soul in the body. 6The soul is the child of that unlimited Father.

6Tō hamārī buddhi mē̃ dhārṇā kyā rahī  ?

7So what is the dharna in our intellect?

7Sunnē vālī , dēkhnē vālī ātmā hai .

8That the one who listens and the one who sees is the souI.

8Iskō kahā jātā hai soul-conscious .

9This is called soul-consciousness.

9Hamārī buddhi mē̃ hai ki ham ātmā in kānō̃ K|kē ādhār sē suntī haĩ aur ātmā jō sunātī hai , vah param-ātmā sē jō sunā hai vahī sunātī hai .

10It is in our intellect that we souls listen with the support of these ears, and the soul relates whatever it has heard from the Supreme Soul.

10Buddhi mē̃ yād hai ki ham param-ātmā key|kī santān haĩ .

11We remember with our intellect that we are the children of God.

11Tō yah ēk hī satsaṅg vā school hai jismē̃ ham sunnē aur sunānē K|kē samay paramātmā kō hī yād kartē haĩ .

12So this is the only satsang or school in which we remember God at the time of listening and speaking.

12Bākī jō bhī haĩ vah śhāstrō̃ kō yā śhāstra sunānē vālō̃ kō yād kartē haĩ .

13But all the rest remember the scriptures and those who relate the scriptures.

13Parantu hamārī buddhi bēhad K|kē bāp mē̃ rahtī hai kyōṅki hamkō sunānē vālā vahī hai .

14But our intellect stays with the unlimited Father because He is the One who speaks to us.

14Phir chāhē kisī dvārā sunē̃ , chāhē vah sunāvē .

15He can speak to us through anyone.

15Hamkō paṛhānē vālā svayã god hai jō knowledgeful hai .

16God Himself, who is Knowledge-full, is teaching us.

16Is knowledge kō paṛhā bhī vahī saktā hai jō is chakra K|kē ādi-madhy-ant kō jāntā hai .

17Only the One who knows the beginning, the middle and the end of this cycle can teach this knowledge.

17Knowledgeful vahī hai aur ham bhī master knowledgeful haĩ .

18He is the Knowledge-full One and we are master knowledge-full.

18Ham unkā sunkar sunātē haĩ .

19We listen to Him and relate what we have heard.

19Vahī jāgtī jyōt hai jō kab bujhtā nahī̃ hai .

20He is the enlightened light which is never extinguished.

20Gati-sadgati-dātā , patit kō pāvan karnē vālā – yah mahimā unkī hai .

21The Bestower of Liberation and Salvation, the Purifier: this praise belongs to Him.

21Bābā K|kē guṇ vā śhiphtē̃ kōī manuṣhya apnē ūpar rakhā nahī̃ saktē .

22Human beings cannot give themselves the virtues or powers of God.

22Yah mahimā ēk kī hai , lēkin yah mahimā manuṣhya apnē par lē āyē haĩ .

23This praise belongs to One, but human beings have taken this as praise of themselves.

23Isliē ab kahtē haĩ ki ham , tum , sab mē̃ paramātmā hai .

24This is why they now say that God is in me and in you.

24Lēkin paramātmā key|kī śhiphatē̃ hī alag haĩ aur manuṣhya key|kī śhiphtē̃ bhī alag haĩ .

25But the praise of God is different from that of human beings.

25Phir manuṣhya K|kē kartavya bhī bhinn-bhinn haĩ , ēk na milē dūsrē sē .

26Human beings also have their own tasks: that of one cannot be the same as that of another.

26Sab dharm-sthāpakō̃ kā bhī part alag-alag hai .

27All the religious founders also have separate roles.

27Sabkī rasm-rivāj alag-alag hai .

28Everyone's systems and customs are different.

28Messengers tō sab kahtē haĩ lēkin sabkā message ēk nahī̃ hō saktā hai .

29All call themselves messengers, but the message that each one brings cannot be the same.

29Jaisē ham ātmāyē̃ part bajānē ātī haĩ , vaisē paramātmā bhī is stage par ēk bār part bajānē ātā hai .

30Just as we souls come down here to play a part, in the same way God also comes down once to play a part.

30God kō mupht mē̃ ūñchē tē ūñchā nahī̃ kahā jātā lēkin usnē act kī hai .

31God is not called the Highest on High for nothing but because He has enacted that part.

31Sarv ātmāō̃ kō vāpas lē jānā , gati-sadgati karnā , naī duniyā kō create karnā – yah unkā special kārya hai .

32He has to take all souls back home, grant them liberation and salvation and create the new world. 33This is His task.

32Jaisē ham ātmāyē̃ yadi ūñchē karma kartī haĩ tō bāp kē pās bhī ūñchī haĩ aur corporeal duniyā mē̃ bhī itnā ūñchā bantē haĩ .

34So if we souls perform elevated actions, then we shall remain very elevated while with the Father, and we shall also be elevated in the corporeal world.

33Jaisē gāndhī key|kī bhī kartavya par mahimā chaltī hai . 34Paramātmā nē bhī jabardast part bajāyā hai jismē̃ sabkā sambandh ā jātā hai .

35Just as Gandhiji is praised because of his work, God has also played a very important role which touches everyone.

35Sabhī ātmāō̃ kō bhējnē vālā aur phir vāpas lē jānē vālā vahī hai .

36He is the One who sends all souls down here and then also takes them back home.

36Māyā K|kē bandhanō̃ sē chhuṛānē vālā liberator - yah kām kōī manuṣhya nahī̃ kar saktā .

37No human being can carry out the task of liberating human beings from the bondages of Maya and taking them back home.

37Ibrāhim , buddha , Christ , gurunānak jī ādi sabkō dharm K|kē bandhan mē̃ jarur ānā hai .

38Abraham, Christ, Buddha, Guru Nanak and so on, all have to come into the bondage of religion.

38Nahī̃ tō , vr̥iddhi kaisē hō  ?

39How else would there be expansion?

39Paramātmā ātā hai hamkō bandhan-mukt karnē .

40God comes to make us free from bondages.

40Tō unkā part nirālā hō gayā .

41So His part is unique.

41Ham jātē haĩ tō phir vāpas bhī ātē haĩ .

42We go back home and then we also come back here.

42Sabkē ānē kā time apnā-apnā hai jissē phir vr̥iddhi hōtī rahtī hai .

43Everyone comes at their own individual time, and this is how expansion takes place.

43Tō kyā vr̥iddhi hī hōtī jāyēgī yā kabhī end bhī hōgī  ?

44So will there continue to be expansion or will there ever be an end to it?

44End karnē vālā tō vahī paramātmā hai jiskā har ēk ātmā kē sāth sambandh hai .

45God, who has a relationship with every soul, is the One who brings about an end.

45Vahī ākar māyā K|kē bandhan sē chhuṛātē haĩ .

46He comes and liberates us from the bondages of Maya.

46Ēk tō hai yah gyān-yōg key|kī tarkīb , dūsrī haĩ sajāyē̃ .

47One method is through knowledge and yoga and the other is through punishment.

47Sajāō̃ sē pūrṇ jīvanmukti kā sukh nahī̃ pāyēṅgē .

48If it is through experiencing punishment you will not experience the complete happiness of jeevanmukti.

48Sabkō māyā sē bandhanmukt tō kartē hī haĩ , phir sabkō varsā vā property bhī dētē haĩ .

49He liberates everyone from the bondages of Maya and He also gives everyone an inheritance and property.

49Sabsē śhrēṣhṭh part vah hai jismē̃ sadā sukh hai .

50The most elevated role is that in which there is constant happiness.

50Jō special chīj bāp sē miltī hai , jō ēk hī tarīkē sē miltī hai .

51The special things you receive in this role can only be attained in one way.

51Bākī aisē nahī̃ ki anēk yōgī , anēk gyānī haĩ .

52But it isn't that there are many yogis and many gyani souls.

52Yōg unkō nahī̃ kahē̃gē jō ṭāṅgē-bā̃hē uṭhākar yōg karē̃ .

53This yoga is not that in which you have to raise your legs and arms.

53Yōg karkē jism kō bīmāriyō̃ sē saphā dētē haĩ .

54Through yoga they cure their bodies.

54Vah tō aur bāt hai .

55That is something else.

55Lēkin ruhānī saphā dēnē vālā ēk hai .

56But there is only One who gives a spiritual cure.

56Unkā rāstā bhī ēk hai . 57Bhal kiskī bhāvnā pūrṇ karnē kē liē kōī kā bhī sākṣhātkār karā dētē haĩ .

57There is only one method for that, although in order to give someone the reward of their devotions, He can grant a vision of anyone.

58Lēkin bāp jō hai , jaisā hai - usē original samajhnā hai .

58However, you have to understand accurately what the Father is and who He is.

59Tō yathārth jānnē sē yathārth result pāyēṅgē .

59So by knowing Him accurately, you will achieve an accurate result.

60Ham yōg aur gyān unsē hī sīkh rahē haĩ aur unkō jānnā bhī jarurī hai .

60We learn yoga and knowledge through Him and it is essential to know Him.

61Yah hai sārā rachtā aur rachnā kā gyān jō nutshell mē̃ buddhi mē̃ rahnā chāhiē , jiskō svadarśhan-chakra kahā jātā hai , jō chaltā hī rahē .

61This is the knowledge of the Creator and the creation which should remain in your intellect in a nutshell. 62It is called the swadarshanchakra and we should continue to spin it.

62Yah svadarśhan-chakra chaltā rahēgā tō vikārō̃ K|kē sir kaṭtē rahē̃gē .

63If you continue to spin this discus of self-realisation, the heads of the vices will continue to be cut off.

63Bāt tō itnī hai lēkin vistār bahut hai .

64It is just a small matter but also involves a lot of detail.

64Parantu sār buddhi mē̃ biṭhānē kē liē vistār samjhānā paṛē .

65But in order to make the essence sit in the intellect we have to explain the detail.

65Jab tak yah paṛhāī hai tō paṛhtē rahnā hai .

66For as long as this study continues you have to continue to study.

66Phir yah course pūrā hō jāyēgā . 67Jahā̃ jī , vahā̃ pī|P .

67Then this course will be finished: Whilst you are living you have to continue to drink.

68Bāp ākar time hī aisā lētē haĩ . 69Chhōṭē bachchē kō bhī kahē̃gē - jahā̃ jī , tahā̃ pī|P . 70Kyōṅki is samay baṛē-chhōṭē sab ēk jaisē haĩ .

68Baba comes and takes the time to say this because you even tell little children that they have to continue to drink whilst they are living, and this applies to the young and the old alike.

71Ab tō duniyā key|kī end hai .

69It is now the end of the world.

72Agar kōī key|kī buddhi mē̃ ā jāē ki ab end hai aur ādi kyā hōnē vālī hai - tō kitnā takdīrvān ban jāē  !

70If it entered anyone's intellect that it was now the end and they knew what the beginning was going to be, they would be very fortunate.

73Ab duniyā key|kī iron age hai .

71It is now the iron age of the world.

74Iron age kē bād phir mr̥ityu hōgī .

72After the iron age there will be death.

75Mr̥ityu mānā hī destruction .

73Death means destruction.

76Phir mr̥ityu kē bād nayē hōṅgē .

74Then, after death, you will become new again.

77Ab is duniyā mē̃ akālē mr̥iityu hōtī hai .

75At present there is untimely death in this world.

78Isliē chhōṭā bachchā bhī mar jātā hai .

76This is why even a small child may die.

79Īśhvarīy kānūn hai bāl-yuvā-vr̥iddh hōnā hai . 80Parantu abhī sab dis-order mē̃ chal rahē haĩ .

77It is a Godly law that everyone has to go through childhood, adolescence and old age but now everything is in disarray.

81Tō is school mē̃ yah sab paṛhāiyā̃ haĩ .

78All this is taught in this school.

82Issē hamārē karmō̃ mē̃ bal ātā hai jissē ham karmakṣhētra par double crown bantē haĩ .

79Through this we have power in our actions and we become double-crowned on the field of action.

83Light aur ratna-jaṛit – dōnō̃ power ātī haĩ .

80We have the power of both the crown of light and of the crown of jewels.

84Vah power bāp dē rahē haĩ jō ātmā dhāraṇ kar rahī hai .

81Baba is giving us that power and the soul is imbibing it.

85Phir ātmā ākar śharīr kē sāth sukh pātī hai .

82Then the soul comes and experiences happiness through the body.

86Ab bāp sē will lē rahē haĩ .

83You are now benefiting from the Father's will.

87Jō jitnā spiritual father sē sambandh jōṛē̃gē utnā will-power milēgī .

84You will receive power to the extent that you forge a relationship with the spiritual Father.

88Jab buddhi mē̃ yah bātē̃ hō̃ tab bēhad key|kī khuśhī rahē .

85When these aspects are in your intellect you will experience unlimited happiness.

89Insē ūñchī paṛhāī aur kōī nahī̃ .

86There is no education higher than this.

87Om shanti.

88Achcha.