मम्मा की मुरली - gyan-sitar-42
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0१५ . १० . ६२
015/10/1962
1Ahiṃsak bannā hai tō pāñch vikārō̃ kō jītō , sva par aur karma par rājya karō
1In order to become non-violent, conquer the five vices. 2Rule the self and your actions.
2Ōm śhānti .
3Om shanti.
3Abhī ham sabkī buddhi paramātmā key|kī taraph hai .
4The intellect of all of us' is now directed towards God.
4Unkō hī dil mē̃ basānā hai .
5We have to make Him sit in our heart.
5Parantu basānē kā arth|earth yah nahī̃ hai ki paramātmā sarvavyāpī hai .
6However, making Him sit in our heart does not mean that He is omnipresent.
6Lēkin paramātmā nē samjhāyā hai ki « jahā̃ māyā ५ vikār haĩ , jahā̃ duḥkh-aśhānti hai - aisē apavitr sthān par maĩ kaisē baiṭhūṅgā ?
7God has explained: How can I sit in an impure place where Maya, the five vices, exists?
7Mērē baiṭhnē kī jagah tō svachchha chāhiē .
8I need a clean, pure place to sit in.
8Maĩ tō apnē ṭhā̃v ( ghar ) vālā hū̃ .
9I have My own home.
9 » gurunānak nē bhī mahimā kī hai ki tērā ūñchā ṭhā̃v hai .
10Guru Nanak has also sung the praise: Your place of residence is the highest.
10Aisē nahī̃ ki maĩ sarvavyāpī hū̃ , mērā kōī nīchē ṭhā̃v hai .
11It is not that I am omnipresent or that My place of residence is somewhere quite low.
11Lēkin mērā nām hī śhiv hai , maĩ apnē nām , ṭhā̃v aur kartavya vālā hū̃ .
12My name is Shiva. 13I have My own name, home and task.
12Agar paramātmā key|kī baiṭhak sabkē pās|pass hō , tō unkā rup hī badal jāē .
14If God were to sit in everyone His form would change.
13Isliē paramātmā kō fertile rup samajh liyā hai . 14Jaisē yah ākāśh hai . 15Andar bāhar fertile ākāśh hai .
15This is why it is understood that the form of God can change just as the ether, internally and externally, changes its shape.
16Lēkin paramātmā kōī aisī chīj thōṛēhī hai .
16But God is not like that.
17Kaī kahtē haĩ ki paramātmā akhaṇḍ jyōti tatva hai .
17Many say that God is a constant element of light.
18Lēkin paramātmā kōī yah tatva nahī̃ hai .
18But God is not an element.
19Paramātmā tō jyōti-svarup ākār vālā hai , usmē̃ hī chaitanyatā hai .
19God has a form of light - God has the form of light and He is living.
20Bākī fertile light mē̃ kōī chaitanyatā nahī̃ hai . 21Jaisē yah ākāśh tatva jaṛ hai nā .
20There is no living consciousness in the physical light, just as the element of ether is non-living.
22Ismē̃ ham jab ātmāyē̃ śharīr kē sāth haĩ , tab yahā̃ rah saktī haĩ . 23Parantu ātmā jab śharīr bigar hai , tō unkō rahnē kā sthān bhī aisā chāhiē , jō huā chhaṭhā tatva .
21We souls can stay within this element of ether when we have a body but when the soul is without a body it needs a residence accordingly, and that is the sixth element.
24Tō rahnē kā sthān aur rahnē vālā alag-alag haĩ .
22So the resident and the place of residence are separate from each other.
25Ham aur yah ākāśh ēk hī thōṛēhī kahē̃gē .
23You cannot say that you and the ether are the same.
26Bhagvān kahtē haĩ ki mērā bhī rup hai .
24God says: I have a form too.
27Jaisē ham ab bōltē haĩ tō us bōlnē kā bhī rup hai .
25I am speaking now. 26Whoever speaks has a form.
28Jaisē taraṅgē bantī haĩ , tō unkō phir aujārō̃ K|kē jariyē catch kartē haĩ . 29Vaisē tō āvāj bahut hō rahē haĩ lēkin kiskē particular āvāj kō pakaṛtē haĩ .
27Vibrations are created and they are monitored with certain equipment and, in the same way, there are many different sounds and people try to catch hold of them.
30Sūkṣhma instrument hōtā hai jō uskō pakaṛtā hai .
28The instruments to catch hold or'them are very subtle.
31Tō paramātmā kō bhī divya-dr̥iṣhṭi vā divya-nētr sē dēkh saktē haĩ .
29So you can also see God with divine vision, divine sight.
32Paramātmā nē tīn rupō̃ ( brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar ) dvārā sthāpanā , vināśh aur pālnā karāī hai .
30God has carried out the tasks of establishment, destruction and sustenance through the three forms of Brahma, Vishnu and Shankar.
33Bākī yah kōī ३ sir nahī̃ haĩ .
31But He does not have three heads.
34Trimūrti bhī nirākār paramātmā kō kahā jātā hai .
32Incorporeal God is also called Trimurti.
35Lēkin nirākār kō ३ sir kaisē dēgē ?
33But how can you show the incorporeal with three heads?
36Isliē brahmā kō ३ sir dē diyē haĩ .
34This is why Brahrna has been shown with three heads.
37Dēvtāyē̃ bhī dō āṅkh , dō bhujā vālē hōtē haĩ .
35Deities also have two eyes and two arms.
38Aur kōī change ādi nahī̃ hōtī hai .
36There isn't any other change.
39Bākī kōī lūlē-laṅgṛē hōtē haĩ , vah tō hai karmō̃ key|kī bāt .
37But if someone is handicapped or crippled, that is their karma.
40Bhagvān nē bhī ahiṃsā key|kī yukti sikhlāī hai .
38God has taught us a method of non-violence.
41Ahiṃsā mānā ५ vikārō̃ kō jītnā hai .
39Non-violence means to conquer the five vices.
42Ham vikārō̃ K|kē vaśh haĩ tō jaisē hamārī rōj hiṅsā hō rahī hai .
40When we are under the influence of the vices, it is as though we are being violent every day.
43Pāp hōnē sē ātmā K|kē ghātak bantē haĩ .
41When we commit sin, we are committing suicide of the soul.
44Iskō hī jīv-hĩsā kahē̃gē .
42This is called violence towards the self.
45Isliē paramātmā nē kahā ki yah śhatru tumhārī hiṅsā kar rahē haĩ , inhō̃ kō jītō tō ahiṃsak banōgē .
43This is why God said: These enemies are making you violent. 44Conquer them and you will become non-violent.
46Phir sva kā rājya milēgā .
45Then you will receive self-sovereignty.
47Self kē ūpar , karma kē ūpar apnā rājya chāhiē .
46You need sovereignty over the self and over your karma.
48Tō bāp kahtē haĩ - maĩ aisā college khōltā hū̃ jismē̃ yah lakṣhmī - nārāyaṇ , sūryavanśhī-chandravanśhī rājdhānī taiyār hō rahī hai .
47So Baba says: I open such a college where the sun dynasty and moon dynasty kingdoms of Lakshrni and Narayan are being established.
49Lakṣhmī-nārāyaṇ bhī apnī rājdhānī sahit ūñchā pad prāpt karnē yahā̃ paṛh rahē haĩ .
48Lakshmi and Narayan are also studying here, together with their subjects, in order to claim an elevated status.
50Is rīti Christ ādi bhī yahā̃ hī apnā part bajā rahē haĩ .
49In this way, Christ and others are also playing their part here.
51Ham tō sab dharm vālō̃ sē miltē haĩ .
50We meet with those of all religions.
52Unhō̃ K|kē contact mē̃ ātē haĩ .
51We come into contact with them.
53Hamārā dhandhā hī yah hai .
52This is our business.
54Yah dhandhā sabsē śhrēṣhṭh hai .
53This is the most elevated business of all.
55Issē karma śhrēṣhṭh bantē haĩ .
54Our karma becomes elevated through this.
56Karma jō hamārā sāmnā kartē haĩ , kyō̃ na un par jīt pāyē̃ .
55Our karma also confronts us so why should we not conquer it?
57Karma sē svatantr hōnā yā jīt pānā ēk hī bāt hai .
56To become free from karma or to conquer karma is the same thing.
58Tō ab mukhya chīj yah hai .
57So this is now the main thing.
59Paramātmā ātē haĩ purānī sē naī duniyā banānē .
58God comes to make the old world new.
60Bhagvān K|kē kartavya karnē-karānē mē̃ naī-navāī hai .
59There is newness in God's tasks.
61Knowledgeful gyān kā sāgar vah hai .
60He is the Knowledge-full One, the Ocean of Knowledge.
62Bhagvān nē hī ākar gītā sunāī hai .
61God came and related the Gita.
63Agar pahlē sē hī vah kām hō rahā hōtā tō bhagvān kō ānē key|kī kyā jarurat hai ?
62If that had been happening since the beginning, what need would there be for God to come?
64Jarur kuchh ulṭē kām hō rahē haĩ , tab kahā hai ki " in sādhuō̃ ādi kā bhī uddhār karnē maĩ ātā hū̃ , mērā janm divya alaukik hai .
63There must definitely be some wrong acts taking place and this is why He says that He comes to uplift the sages and saints. 64My birth is divine and alokik.
65Maĩ kyā hū̃ , kr̥iṣhṇa kyā hai ?
65"Who am I? 66Who is Krishna?"
66Gītā mē̃ god kē badlē kr̥iṣhṇa kā nām hōnē K|kē kāraṇ gītā bhī had mē̃ ā gaī hai .
67Because of having used the name of Krishna instead of the name of God, the Gita has become limited.
67" Bible mē̃ Christ K|kē versions haĩ .
68In the Bible they have mentioned the versions of Christ.
68Vah god nahī̃ thā lēkin son|san of|off god thā .
69He was not God. 70However, he was the son of God.
69Parantu gītā mē̃ tō paramātmā K|kē versions haĩ .
71But the Gita contains the versions of God.
70Kurān ādi mē̃ bhī god K|kē versions nahī̃ haĩ .
72There are no words of God in the Koran.
71Bhagvān K|kē jō versions haĩ vah tō sab dharm vālō̃ kō mānnē chāhiē̃ .
73Those of all religions should believe the words of God.
72God hai hī ēk parantu yah jāntē nahī̃ haĩ .
74There is only one God but they do not know this.
73Bāp kahtē haĩ – « manuṣhyō̃ nē sab ulṭ-pulṭ kar diyā hai .
75Baba says: Human beings have turned everything upside down.
74Saṅsār kō hī jhūṭhā banā diyā hai .
76They have made the entire world false.
75" gītā-pāṭhī bhal gītā ādi sunātē haĩ , phal ādi rakhtē haĩ aur pitrō̃ kō pānī dētē haĩ lēkin bhagvān nē jō original sunāyā thā vah tō unkē dvārā hī ab sun rahē haĩ .
77Those scholars of the Gita recite the Gita, they offer fruit etc. and offer water to the departed spirits, but whatever was originally related by God can only be heard through Him at this time.
76Bāp kahtē haĩ ki « ab svarg ānē vālā hai . 77Isliē chalnē key|kī taiyārī karō .
78Saba says: Heaven is now about to come therefore !Make preparations to go there.
78 » ab dhandhē-dhōrī , dēśh ādi sab naṣhṭ hōnē vālē haĩ , tab bāp bachchō̃ kō kahtē haĩ ki « ab bahut kharāb hālatē̃ ānī haĩ , bēhtar hai ki jitnī pūñjī hai saphal kar lō .
79Now your job and business etc., are all going to be destroyed. 80This is why Baba says to the children: Situations are going to worsen. 81It is better that you make good use of whatever treasures you have before then.
79 » aisē nahī̃ ki itnā kamāvē̃ jō hamārī vaṅśhāvalī bhī khātī rahē .
82You should not think of earning so much that your whole clan can be fed from that.
80Bāp kahtē haĩ – « ab yah sab kuchh chalnā nahī̃ hai .
83Baba says: None of this will go with you.
81Phir bhī bhārat hī kuchh safe rahēgā .
84Only Bharat will remain safe then.
82 » kōī phir kahtē haĩ ki bāhar mē̃ itnē mandir ādi bhī nahī̃ haĩ aur rahtē bhī ārām sē haĩ , aur bhārat mē̃ jitnī yah sab bātē̃ haĩ utnā hī bhārat duḥkhī huā hai .
85Some say: There aren't even that many temples outside Bharat and yet the people there are so comfortable whereas Bharat is experiencing so much sorrow as there are all of these things.
83Lēkin yah bhī tō samajhnē key|kī bāt hai ki vah sab āyē hī pīchhē haĩ . 84Tō usī hisāb sē hī sukh-duḥkh dēkhē̃gē nā .
86But it is also to be understood that all those people came later, so they will experience happiness and sorrow accordingly.
85Gyān sē phir bhī safety hai .
87Even then, there is safety through knowledge.
86Tō pahlē sē hī taiyār hō jānā chāhiē .
88So you should prepare yourself before that.
87Yah hai bāp key|kī bhaviṣhyavāṇī .
89This is Baba's forecast.
88Aisā kōī manuṣhya authority sē nahī̃ bōl saktā .
90No human being can speak with such authority.
89Lēkin jō jānī-jānanahār hai vah batlā rahē haĩ .
91But the One who is Janijananhar is telling you all this..
90Samajhtē haĩ - - dādā nē yah sansthā rachī hai . 91Parantu dādā sē bhī kaun karā rahē haĩ - - yah bhī tō samajhnē key|kī bāt hai .
92People think that Dada has created this institution, but who is inspiring it all to happen through Dada? 93This is also something to be understood.
92Sabkā part apnā chal rahā hai .
94Each one is enacting his own part.
93Sab part ēk jaisā nahī̃ bajā saktē .
95Not everyone can play the same part.
94Achchhā .
96Achcha.