मम्मा की मुरली - gyan-sitar-45

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0२९ . १० . ६२

029/10/1962

1Ham direct paramātmā key|kī gōd K|kē bachchē varsē K|kē hakdār haĩ

1We are the directly adopted children of God, those who have a right to His inheritance.

Song

2Gīt  : lē lō duāyē̃ mā̃-bāp key|kī … .

2Song:Take the blessings of the Mother and Father...

Murli

3Ōm śhānti .

3Om shanti.

4Abhī yah tō samjhā hai ki duā , dayā , kr̥ipā , āśhīrvād … yah bhakti-mārg K|kē śhabda haĩ .

4You have understood that blessings, sympathy and mercy are words of the path of bhakti.

5Yah gyān-mārg mē̃ nahī̃ kām ā saktē haĩ kyōṅki yahā̃ sambandh hī nirālā hai .

5They cannot be used on the path of knowledge because here your relationship is unique.

6Bhakti-mārg mē̃ tō guru-śhiṣhya ādi-ādi haĩ . 7Lēkin yahā̃ yah sambandh nahī̃ haĩ .

6On the path of bhakti there are gurus, disciples and others, but such relationships do not exist here.

8Bhal paramātmā kō satguru bhī kahtē haĩ lēkin ham jāntē haĩ ki vah hamārā bāp hai , teacher bhī hai tō guru bhī hai .

7Though God is called the Satguru we know that He is also our Father, Teacher and Guru.

9Hamārē sabhī sambandh ēk sē hī hō gayē haĩ .

8All our relationships are with One.

10Vah teacher , guru , dharmarāj sab hai , parantu hai hamārā bāp .

9He is our Teacher, Guru and Dharamraj, but He is still our Father.

11Isliē kōī bāp sē dayā-kr̥pā nahī̃ māṅgtē haĩ .

10This is why one never asks for mercy or blessings from the Father.

12Bāp par hamārā hak hai , ham apnā hak jamātē haĩ .

11We have a right over our Father, and we claim our right.

13Ham unkē practical gōd K|kē , dharm K|kē bachchē ākar banē haĩ .

12We are those children who have actually been adopted.

14Vah hamkō gōd mē̃ lēnē āyā hai .

13He has come to adopt us.

15Bhalē bhakti-mārg mē̃ bhī kahtē haĩ ki ham tumhārī santān haĩ parantu vah hak nahī̃ jamātē haĩ .

14Although people on the path of bhakti say that they are His children, they do not claim that right.

16Hamnē tō practical mē̃ chaitanya mē̃ unkō apnā bāp banāyā hai .

15We have really made Him our Father.

17Gōd kā bachchā bhī tō hak rakhtā hai .

16Even an adopted child claims a right.

18Maĩ us bāp key|kī milkiyat kā vāris hū̃ . 19Tō yahā̃ kr̥ipā key|kī bāt nahī̃ .

17I am an heir to the property of that Father so, here, there cannot be any question of blessings.

20Parantu hamkō lēnā hī hai , tō unkō dēnā hī hai .

18But we have to receive that property from Him and He has to give it to us.

21Bāp khud baiṭh paṛhātē haĩ , jissē janma-janmāntar kē liē hamārī ājīvikā sadākāl sukh key|kī bantī ātī hai .

19Baba Himself sits and teaches us and through this we create an income of happiness for many births.

22Tō uskō hamnē bāp banāyā hai .

20So we have made Him our Father.

23Aisā apnē pās|pass naśhā hōnā chāhiē ki ēk ham hī bāp K|kē practical mē̃ banē haĩ  !

21We should have the intoxication that we now belong to the Father in real life.

24Phir aisā teacher bhī kiskē pās|pass hōgā  !

22Would anyone have such a Teacher?

25Unkī paṛhāī sē ham manuṣhya sē dēvtā bantē haĩ .

23Through His teachings we change from human beings into deities.

26' dēvtā ' śhabda sun samajhtē haĩ ki dēvtā bhī kyā haĩ  ?

24When you hear the word "deities", do you realise who deities are?

27Lēkin dēvtā mānā sarv prāpti .

25To be a deity means to have all attainments.

28Guru nānak nē bhī unkī hī mahimā kī hai .

26Guru Nanak has also praised that One.

29Unkī aṅgulī ēk taraph dikhātē haĩ ki ēk kō yād karō .

27His fmger is shown pointing to the One: Remember only One.

30Lēkin ab tō bāp āyā hai , direct kahtā hai ki " mujhē yād karō .

28However, Baba has now come and says directly: Remember Me.

31Mērā parichay maĩ hī dētā hū̃ .

29Only I can give you My introduction.

32Mērī bāt maĩ hī jāntā hū̃ .

30Only I know about Myself.

33Tumhārī bātē̃ bhī maĩ hī jāntā hū̃ ki tumhārā kismē̃ kalyāṇ aur kismē̃ akalyāṇ hai .

31I also know about you and what it is that makes you experience benefit and what it is that makes you experience loss.

34 » dharm K|kē pitāē̃ bhī jō ātē haĩ vah bhī apnē bachchō̃ K|kē pitā haĩ .

32All the religious founders are also the fathers of their children.

35Lēkin yah tō unhō̃ kā bhī pitā hai .

33But this One is the Father of even them.

36Christ nē bhī aisē nahī̃ kahā ki maĩ paramātmā hū̃ .

34Not even Christ said: I am the Supreme Soul.

37Sabnē kahā hai - maĩ unkā bachchā hū̃ .

35Everyone said: I am His child.

38Sab authority kā mālik vah hai aur ham unkē direct banē haĩ  !

36He is the Master of all authorities and we belong to Him directly.

39Hamārā dharm bahut ūñchā hai , jiskē liē svayã paramātmā kō hī ānā paṛtā hai .

37Our religion is very elevated and for this God Himself has to come.

40Aur dharm sthāpan karnē mē̃ paramātmā kō ānē key|kī jarurat nahī̃ .

38It is not essential for God to come in order for the other religions to be established.

41Ēk dēvī-dēvtā dharm hī hai jiskō god-goddess kahtē haĩ .

39It is only in the deity religion that people are called gods and goddesses.

42Aur dharm vālō̃ kō god-goddess nahī̃ kahē̃gē .

40Those of other religions are not called gods or goddesses.

43Unhō̃ kā apnā-apnā nām hai – kriściyan , bauddhī , ādi-ādi .

41They have their own name: Christians, Buddhists etc.

44Lēkin paramātmā dvārā jō dharm sthāpan huā un par nām paṛā hai god-goddess kyōṅki sabhī manuṣhyō̃ mē̃ baṛē hō gaē .

42In the religion that was established by God, they are called gods and goddesses because they are the highest of human beings.

45Hamārā dharm sthāpan bhī vah ākar kartā hai jō khud janm-maraṇ mē̃ nahī̃ ātā hai .

43The One who Himself does not come into birth and rebirth establishes our religion.

46Tō pālnā bhī dūsrō̃ sē karātē haĩ .

44Then He inspires the sustenance to be carried out by someone else.

47Unkō pālanhār , vināśh , sthāpan-kartā kahtē haĩ .

45He is called the Sustainer, the Creator and the Destroyer.

48Ab khud upasthit hō kārya kar rahē haĩ .

46He Himself is present now and is carrying out His task.

49Hamkō aisā lāyak banātē haĩ .

47He is making us worthy to that extent.

50Yah jō abhī key|kī pālnā chaltī hai vah kōī paramātmā key|kī nahī̃ hai .

48Your physical sustenance is not given by God.

51Ismē̃ tō karmō̃ anusār kiskō achchhī rōṭī miltī , kiskō nahī̃ bhī miltī hai .

49Some receive enough food and some don't according to their karma.

52Yah kōī paramātmā key|kī pālnā nahī̃ hai .

50That is not sustenance given by God.

53Ham jāntē haĩ ki satyug mē̃ jō hamkō pālnā miltī hai vah paramātmā key|kī hī miltī hai .

51We know that the sustenance we receive in satyug is from God. 52That is the reward of the effort of the present time.

54Abhī K|kē puruṣhārth kā vah phal hai .

53That is the true sustenance from God.

55Sach-sach tō vahī paramātmā key|kī pālnā hai .

54At present there is no sustenance of happiness.

56Abhī sukh key|kī pālnā nahī̃ hai – kabhī duḥkh tō kabhī sukh .

55Sometimes there is happiness and sometimes there is sorrow.

57Ham abhī hī apnā pūrā account bhar lētē haĩ , phir ādhā kalp khātē rahtē haĩ .

56We accumulate now and then eat from our accounts for half a kalpa.

58Ismē̃ dayā , kr̥ipā key|kī kōī bāt nahī̃ .

57There is no question of mercy or blessings in this.

59Kōī ātē haĩ , miltē haĩ tō kahtē haĩ - hamārē prati śhubh bhāvnā rakhnā .

58When some people come and meet us, they say: Have pure wishes for us.

60Ab aisē tō hai hī nahī̃ ki hamārī aśhubh bhāvnā hai .

59But it is not that we have impure wishes for them.

61Ham tō sabkē śhubhchintak haĩ - - kyō̃ na yah bhī apnī jīvan banāyē , ābād karē .

60We have pure thoughts for everyone. 61Why should this one also not create his life and use everything in a worthwhile way?

62Hamārī buddhi mē̃ kiskē liē bhī different bhāvnā nahī̃ hai .

62We do not have any different feelings for anyone in our intellect.

63Yah sirph kahnē key|kī rasm chalī ātī hai jō guru lōgō̃ kē āgē jākar kahtē haĩ .

63They have just created the habit of saying this, and they do so in front of the gurus.

64Phir unhō̃ key|kī alp bhāvnā pūrī bhī hōtī hai , tab yah rasm chalī ātī hai .

64Then their temporary wishes are fulfilled and this is why this system has continued.

65Ab ham tō in bātō̃ mē̃ jātē nahī̃ .

65We do not get involved in these matters.

66Hamkō tō bābā sē sārā hak , sārā varsā lēnā hai jō phir vahā̃ aisī ichchhā nahī̃ rahtī .

66We have to claim the full right and the full inheritance from Baba so that we do not have such desires there.

67Yahā̃ tō ichchhāē̃ lagī rahtī haĩ .

67Here, they constantly have desires.

68Lēkin yah jō bātē̃ sunī haĩ ki ichchhā key|kī avidyā , tō kahtē haĩ ki ichchhāō̃ kō mārō .

68But they have heard that there should be total ignorance of desires and so they try to kill their desires.

69Tō haṭh sē man kō mārtē haĩ .

69So they kill their mind with force.

70Parantu jiskī aprāpti hai , tō jarur ichchhā uṭhtī hai .

70But if they are missing something, then they will definitely desire it.

71Dhan na hō , tō jarur ichchhā hōtī hai .

71If someone does not have any wealth, they have a desire for it.

72Ichchhā ghaṭtī nahī̃ hai .

72Their desires do not diminish.

73Hamārē mē̃ aprāpti kyō̃ hōtī hai  ?

73Why is there a lack of attainment?

74Uskē liē puruṣhārth karnā hai .

74You have to make effort for this.

75Tō yah bhī gyān hai .

75So this is also knowledge.

76Ichchhā duḥkh nahī̃ dētī , lēkin aprāpti duḥkh dētī hai .

76Desires do not give sorrow; it is the lack of attainment which gives sorrow.

77Hamārē pās|pass aprāpti na hō - unkā sādhan chāhiē .

77We need a method to ensure that we do not lack anything.

78Ichchhāō̃ kē liē kahtē haĩ ki man kō mārō . 79Lēkin māyā kō mārnā hai .

78For desires, they say: "Kill your mind" but, in fact, you have to kill Maya.

80Vaisē saṅkalp tō bhagvān mē̃ bhī haĩ jisnē itnā gyān diyā hai . 81Lēkin bhagvān K|kē saṅkalp ūñchē haĩ .

79Even God who has given us so much knowledge has thoughts, but His thoughts are His own.

82Itnī knowledge dēkar itnā ūñchā banāyā hai  !

80He gave so much knowledge and made us so elevated.

83Dēvtāō̃ kō bhī rājdhānī chalānē kē liē man-buddhi hai .

81Deities also have a mind and an intellect in order to run their kingdom.

84Jaṛ thōṛēhī bannā hai .

82You must not become unconscious.

85Ab jap-tap-yōg kē liē yah nahī̃ ki man kō mārō lēkin ham tō chaltē-phirtē unkī yād mē̃ rahtē haĩ arthāt tap kar rahē haĩ .

83It isn't that you have to kill your mind in order to do penance, tapasya, yoga etc. 84We are the Raj Rishis who are doing tapasya for a kingdom.

86Ham hī rājr̥iṣhi hai , rājāī kē liē tap kartē haĩ .

85We receive a kingdom with the power of this tapasya.

87Is tap K|kē bal sē hamkō rājāī miltī hai .

86We have not snatched away the kingdom from anyone.

88Hamnē yah rājāī kissē chhīnkar nahī̃ lī hai . 89Agar chhīn kar lī hō tō pahlē jiskē pās|pass thī unkī bhī mahimā hōnī chāhiē .

87If we had snatched it from someone, then the one to whom it belonged should also be praised.

90Tō iskā matlab rājāī lakṣhmī-nārāyaṇ sē hī śhuru hōtī hai .

88So this means that the kingdom begins with Lakshmi and Narayan.

91Kaliyug mē̃ is yōgbal key|kī tarkīb sē itnī baṛī rājāī lētē haĩ .

89In the iron age we claim such a huge kingdom with the method of knowledge and the power of yoga.

92Phir kahtē haĩ ki yōgbal sē bachchē kaisē paidā hōtē haĩ  ?

90Then people ask: How are children created with the power of yoga?

93Lēkin yōgbal key|kī tākat sē jab rājāī lī hai tō vah tākat vahā̃ bhī chaltī hai .

91But since you have claimed the kingdom with the power of yoga, this strength continues to exist there also.

94Yah saṅsār hai bhōg bal kā aur vah hai yōgbal kā .

92This world is that of those who have experiences through their physical senses, whereas that is the world of those who are yogis.

95Yah double tāj bhī yōgbal sē pāyā hai .

93You have claimed the double crown with the power of yoga.

96Abhī ham brāhmaṇ banē , phir dēvtā bantē haĩ .

94We have now become Brahmins and then we become deities.

97Śhūdra sē dēvtā nahī̃ ban saktē haĩ lēkin pahlē śhūdra sē markar pavitra brāhmaṇ bannā hai .

95We cannot become deities from shudras; and first we have to die as a shudra and become a pure Brahmin.

98Ab harēk apnē sē pūchhē ki maĩ brahmaṇ banā hū̃  ?

96Each one should now ask the self: Have I become a Brahmin?

99Brāhmaṇ bannā cum|kam bāt nahī̃ hai .

97It is not a small thing to become a Brahmin.

100Brahmā key|kī mukh-vanśhāvalī bannā hai .

98You have to become the mouth-born progeny of Brahma.

99Achcha.