मम्मा की मुरली - gyan-sitar-47

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0१८ . ७ . ६३

018/07/1963

1Paramātmā key|kī śhakti unkē kartavya par hī gāī jātī hai , unkā kartavya hai patitō̃ kō pāvan banānā

1The power of God is remembered because of His acts. 2His act is to purify the impure.

2Ōm śhānti .

3Om shanti.

3Parampitā paramātmā kō yād tō sab kartē haĩ , parantu ham abhī unkō jānkar K|kē yād kartē haĩ .

4Everyone remembers the Supreme Father, the Supreme Soul but we now remember Him whilst knowing Him.

4Bhakti-mārg mē̃ bhī paramātmā kō itnā tō samajhtē haĩ ki vah jānī-jānanahār , sarvśhaktivān hai .

5On the path of bhakti, they understand that He is Janijananhar, the Almighty Authority.

5Parantu vah kaisē sarvśhaktivān , jānī-jānanahār hai - yah unkē dvārā ab hamnē samjhā hai .

6However, it is now that we have understood from Him how He is Janijananhar.

6Bhakti-mārg mē̃ tō sirph paramātmā kē prati śhraddhā rakhtē āyē haĩ . 7Samajhtē haĩ - «  paramātmā nē uṭhāyā , paramātmā nē biṭhāyā , paramātmā nē khilāyā , paramātmā nē yah sab diyā hai . 8Paramātmā bigar ēk pattā bhī nahī̃ hil saktā hai .

7On the path of bhakti they simply have faith in God: they believe that God made them sit down or stand up or that God fed them, or that God has given them everything, and that without God not even one leaf can move.

9Jō bhī kuchh chaltā hai , vah paramātmā chalā rahē haĩ .

8Whatever happens is happening according to Him.

10" kyā unkā kartavya , unkī viśhāltā , unkī śhakti yahī hai  ?

9But are these His acts, and is this the form of His unlimitedness and His power?

11Parantu yah kōī yathārth gyān nahī̃ hai .

10This is not accurate knowledge.

12Apnē pās|pass tō ab rōśhnī hai .

11We now have enlightenment.

13Yah kōī paramātmā K|kē mahāntā key|kī bātē̃ nahī̃ haĩ .

12This is not a question of God's greatness.

14Agar pattā bhī unkē hukm sē hiltā hai , tō phir cōr-cōrī bhī unkī śhakti sē kartā hai  ?

13If the leaves moved according to His orders, then thieves would be stealing according to His power.

15Paramātmā key|kī śhakti vā mahāntā issē tailuk nahī̃ rakhtī hai .

14God's power or greatness has nothing to do with this.

16Aisē nahī̃ ki jō kuchh chal rahā hai , yah paramātmā key|kī śhakti hai . 17Śhakti mē̃ tō phir kaī burē kām bhī hō rahē haĩ , na hōnē vālī bātē̃ bhī hō rahī haĩ .

15Otherwise, it would be because of His power that bad actions are taking place and that things that should not be happening are also taking place.

18Tō kyō̃ samajhē̃ ki yahī paramātmā key|kī śhakti hai  ?

16So why should you think that this is God's power?

19Paramātmā key|kī sirph yah śhakti nahī̃ hai .

17This is not God's power.

20Yah apnī ātmā key|kī bhī tō śhakti hai nā .

18This is the power of the soul.

21Jō bhī manuṣhya karma kartā hai , tō ātmā kō apnī samajh hai , vah bhī tō chaitanya hai .

19Whatever actions human beings perform, the soul has that understanding because it is living.

22Paramātmā key|kī śhakti paramātmā K|kē kartavya sē gāī jātī hai .

20God's power is remembered because of His acts.

23Kaī samajhtē haĩ - - vr̥ikṣha baṛhtā hai tō yah bhī paramātmā key|kī śhakti hai .

21Many think that when a tree grows that is also God's power.

24Parantu nahī̃ , vah tō her|har chīj kō baṛhnā-ghaṭnā hai .

22No, everything has to increase and decrease.

25Her|har chīj key|kī chaitanyatā apnī hai .

23Each thing has its own living energy.

26Manuṣhya key|kī śhakti bhī tō gāī jātī hai nā .

24The power of human beings is also remembered.

27Kahtē haĩ - gāndhī mē̃ śhakti thī jō itnā baṛā kām kiyā .

25They say that Gandhiji had power so that he was able to carry out such a huge task.

28Bhūkh - haṛtāl ādi dvārā yah sab kiyā , jiskō vah ahiṃsā samajhtē haĩ .

26He did all this by going on hunger strikes and he used to consider this to be non-violence.

29Parantu ahiṃsā yah nahī̃ hai .

27However, non-violence is not this.

30Gāndhī nē bhārat kō svatantr banāyā .

28Gandhiji made Bharat free.

31Kartavya par śhaktivān samjhā gayā nā .

29He was considered to be powerful because of his actions.

32Tō paramātmā key|kī śhakti kyā hai  ?

30So what is God's power?

33Kyā yah sab jō chal rahā hai , isē paramātmā jāntā hai  ?

31Does God know about everything that is happening?

34Phir tō vah sab jāntā rahē aur vah bātē̃ hōtī bhī rahē̃ .

32If so, then He would know everything and yet those bad things would still be happening.

35Khūnī K|kē andar khūn karnē kā saṅkalp hai – phir bākī paramātmā K|kē śhakti key|kī mahāntā kyā rahī  ?

33If a murderer has the thought of murdering someone, then what is the greatness of God's power?

36Sab kuchh paramātmā jāntā hai - sirph is jānnē sē kyā phāydā huā  ?

34They say God knows everything but what is the benefit of Him knowing everything?

37Unkē jāntē huē bhī ulṭā kām hō jātā hai tō bākī paramātmā key|kī mahāntā kyā huī  ?

35If God were to know everything and yet wrong actions continued then what is God's greatness?

38Parantu unkī mahimā kartavya par hai .

36His praise is based on His acts.

39Hamārē sārē karmō key|kī gati kō vah jāntā hai .

37He knows the philosophy of all our actions.

40Aisē nahī̃ , jab ham karma kartē haĩ tab jāntē haĩ , vah tō pahlē sē hī jāntē haĩ .

38It isn't that He only knows this when we perform actions. 39He knows it in advance.

41Parantu paramātmā K|kē kartavya key|kī mahimā tab hai jab ākar hamkō apnē jānnē kā phāydā dētē haĩ .

40However, God's acts are praised when He gives us the benefit of knowing Him.

42Kaisē ham is chakra mē̃ ātē haĩ , unkī knowledge dētē haĩ .

41He gives us the knowledge of how we come into this cycle.

43Vah director-creator hai , sab unkē pās|pass knowledge hai .

42He is the Director and the Creator. 43He has the entire knowledge.

44Parantu unkī mahimā kartavya par hai .

44His praise is based on His acts.

45Paramātmā tō sab jāntā hī hai .

45God knows everything.

46Ham ātmāyē̃ anēk janmō̃ mē̃ ātī haĩ tō ham hī bhūl jātī haĩ .

46We souls take rebirth and so we forget everything.

47Unkē focus mē̃ tō sārā drama hai .

47The entire drama is in His focus.

48Āgē kyā hō chukā hai - vah bhī jāntē haĩ .

48He also knows what happened in the past.

49Parantu ussē kyā phāydā  ?

49But what is the benefit in that?

50Hamkō girī huī stage sē uṭhātē haĩ , patit sē pāvan banātē haĩ - yah unkī śhakti hai .

50He uplifts us when we had fallen. 51He makes us pure from impure. 52This is His power.

51Bākī sirph jāntā hai - patit huē tō bhī unkī śhakti , pāvan huē tō bhī unkī śhakti .

53They simply think that if they become impure it is through His power and that if they become pure, that, too, happens through His power.

52Unkī śhakti mē̃ ham patit bhī hō jātē haĩ tō issē kyā phāydā  ?

54If we became impure through His power then what would be the benefit in that?

53Yah sab bātē̃ ab buddhi mē̃ haĩ .

55All these things are now in the intellect.

54Paramātmā key|kī śhakti unkē kartavya par gāī jātī hai .

56God's power is based on His acts.

55Hamē̃ sārī rōśhnī dētē haĩ ki tum kitnē pāvan thē , phir kaisē patit banē .

57He gives us enlightenment. 58You were so pure, then how did you become impure?

56Phir pāvan bannē kē liē kyā karō – vah bhī samjhātē haĩ .

59He also explains what we should do in order to become pure.

57Vah sukh-dātā hai .

60He is the Bestower of Happiness.

58Aisē nahī̃ ki sirph sukh-duḥkh kō jāntā hai .

61It isn't that He only knows about happiness and sorrow.

59Dātā kā kartavya hai , agar sukh-dātā hai , tō ham sadā sukhī hōnē chāhiē̃ .

62It is the duty of the Bestower to grant happiness if He is the Bestower of Happiness.

60Parantu ham duḥkhī bhī hōtē haĩ , uskā kyā kāraṇ hai  ?

63So what is the reason that we experience sorrow?

61Yah sab bātē̃ ham jāntē haĩ .

64We know about all these things.

62Paramātmā key|kī mahāntā athavā unkī śhrēṣhṭhatā kartavya sē gāī jātī hai .

65God's greatness is praised because of what He does.

63Sr̥iṣhṭi par unkā kartavya sabsē mahān aur manuṣhyō̃ prati huā hai , tab unkā gāyan hai .

66His actions on the earth are the greatest of all and He does them for human beings, and this is why He is praised.

64Bākī sab kuchh paramātmā karātā hai - yah kōī baṛāpan nahī̃ hai .

67It is no greatness to say that God inspires everything.

65Sabmē̃ unkā śhrēṣhṭh kartavya huā hai , usē hī baṛāpan kahē̃gē .

68His greatness is that He has done something for everyone.

66Manuṣhya sr̥iṣhṭi kō sukhī banāyā hai .

69He has made the human world happy.

67Sārī sr̥iṣhṭi , tatva ādi jō bhī rachnā hai unkō satōpradhān banāyā hai , tab hī mahimā hai .

70He has made the entire world, the elements and the total creation, satopradhan. 71This is why He is praised.

68Bākī sirph hamārē saṅkalpō̃ kō read karē tab śhakti samajhē̃ , vah tō १० varṣh K|kē pahlē K|kē saṅkalpō̃ kō bhī jāntā hai , phir kyā huā  ?

72But if He were considered to be an Authority just because He could read our thoughts, then He also would have known what our thoughts were ten years ago.

69Yah kōī mahāntā nahī̃ huī .

73This is not His greatness.

70Tō bāp key|kī mahimā kō bhī samajhnā hai .

74So you have to understand God's praise.

75Achcha.