मम्मा की मुरली - gyan-sitar-52
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0३ . ९ . ६३
003/09/1963
1Pāñch vikārō̃ sē nivr̥itt hōkar rahnā hī sachchā mahātmā bannā hai
1To remain away from the five vices is to be a truly great soul.
2Om shanti.
2Ab tō hamē̃ darpaṇ milā hai jismē̃ ham dēkh saktē haĩ ki pāp kyā hai puṇya kyā hai .
3We have now received the mirror in which we can see what sin is and what charity is.
3Rūhō̃ kā bāp yah darpaṇ dētē haĩ ki bachchē dēkhō yah ātmā jō puṇya ātmā thī vah pāp ātmā kaisē bantī hai .
4The Father of souls gives us the mirror to be able to see how a pure, charitable soul has become a sinful soul.
4Pāp karātē haĩ yah pāñch vikār unsē chhuṛākar puṇya ātmā banānā yah paramātmā kā hī kām hai .
5These five vices make you commit sin and it is the task of the Supreme Soul alone to liberate you from that and to make you into a pure, charitable soul.
5Tō ātmā hī puṇyātmā , pāpātmā bantī hai .
6So it is the soul that becomes sinful and the soul that becomes charitable.
6Aisē nahī̃ ki ātmā nirlēp hai .
7It isn't that the soul is immune to the effect of its actions.
7Yah tō jō khānē pīnē vālē haĩ unhōnnē apnā rāstā khōlā hai ki śharīr hī sab kuchh kartā hai .
8Those who indulge in sensual pleasures have created their own theory that it is the body that does everything.
8Agar aisā hōtā tō jab ātmā chalī jātī hai phir śharīr kuchh karmabhōg bhōgē . 9Nahī̃ .
9If it were like that, then when the soul left the body, the body should be able to experience something, but it doesn't.
10Ātmā mē̃ hī achchhē burē saṅskār haĩ tō bhōgtī ātmā hai parantu śharīr dvārā .
10The soul contains both good and bad sanskars, and so it is the soul that experiences through the body.
11Isliē ātmā paramātmā ēk nahī̃ kahē̃gē agar ātmā paramātmā ēk kahē̃ tō paramātmā hī puṇyātmā aur pāpātmā hō gayā .
11This is why you would not say that the soul and the Supreme Soul are one. 12If the soul and the Supreme Soul were one, then the Supreme Soul would also become sinful and charitable.
12Parantu paramātmā tō pāp , puṇya sē nyārā hai .
13But the Supreme Soul is beyond sin and charity.
13Ātmā hī puṇyātmā , dharmātmā bantī hai .
14It is the soul that becomes a righteous and charitable soul.
14Kaī samajhtē haĩ jō vēd śhāstra paṛhā huā hai vō dharmātmā hai parantu dharmātmā bannā tō baṛī stage hai .
15Many people think that those who have studied the Vedas and scriptures are righteous souls but, in fact, to become a righteous soul requires a much higher stage.
15Usmē̃ tō pūrā ५ vikārō̃ sē nivr̥itt hō chalnā hai .
16For that you have to be completely free from the five vices.
16Hamārī ātmā kē ūpar jō anēk janmō̃ K|kē pāp key|kī mail hai unkō chhuṛānā hai aur anēk janm kē liē svachchhatā dhāraṇ karnī hai .
17The dirt of the sin of many births that is on the soul has to be removed and the soul has to imbibe cleanliness for many births.
17Yahā̃ kōī ghar chhōṛnē key|kī bāt nahī̃ hai parantu vikarmō̃ sē chhuṭkārā karnā hai .
18Here, there is no question of leaving your home, but you have to be liberated from your sins.
18Anēk janmō̃ K|kē pāpō̃ kō dagdha karnā hai ēk jaṛ nikāl dūsrī jaṛ lagānī hai .
19You have to bum away the sins of many births. 20You have to remove one sapling and plant another.
19Iskē liē rōj apnē āpkō dēkhnā hai ki hamārē mē̃ kaun-kaun sē dāg haĩ jō miṭānē haĩ .
21For this, you have to check yourself and see what stains you have which must be removed.
20५ bhūtō̃ kā dāg nikal jāyē tō khūb sūrat ban jāyē̃ .
22If the stains of the five vices are removed, the soul will become beautiful.
21Vah tō hai śharīr key|kī sundartā . 22Yah pavitratā hai ruh key|kī sundartā .
23There is the beauty of the body but purity is the beauty of the soul.
23Dēkhō̃ dēvtāō̃ key|kī rūh pavitra hai tō śharīr bhī kitnē sundar haĩ .
24The souls of the deities are pure and so look how beautiful their bodies are.
24Tō śharīr aur rūh kō ham sundar banā rahē haĩ .
25So we are now making the soul and the body beautiful.
25Jiskā madār sārī dincharyā par hai .
26The basis for this is the whole day's timetable.
26Achchhē karma kā phāydā bhī १० guṇā hai tō burē karma key|kī sajā bhī १० guṇā hai .
27The benefit of good actions is ten-fold and so the punishment for bad actions is also ten-fold.
27Tō sārē din key|kī dincharyā mē̃ apnē man-vachan-karma kō dēkhnā hai .
28Therefore check your thoughts, words and actions throughout the whole day.
28Apnē ūpar dhyān rakhnā hai ki hamārē mē̃ kōī vikār tō nahī̃ hai ?
29Pay attention to yourself that there are no vices in you.
29Bāp kā pharmān hai ki kōī bhī bāpdādā key|kī avagyā na karō .
30Baba's orders are: Do not disobey any of Baba's orders.
30Avagyā kā bhāgī bannē sē bahut bhārī chōṭ lagtī hai .
31When you are disobedient you experience a great fall.
31Jō bachchē puruṣhārthī haĩ unkō mās mās key|kī regular dincharyā likh mā̃ bāp kē pās bhējnī chāhiē ki ham sārē din mē̃ , २४ ghaṇṭō̃ mē̃ kitnā yād kartē haĩ .
32Those who are good effort-makers will send the Mother and Father regularly every month their chart of how much they stayed in remembrance during each 24 hours.
32Yād kī bhī percentage likh bhējnī chāhiē .
33You should also write the percentage of remembrance and send it to Baba.
33Rātri sōnē K|kē pahlē १० minute unkī yād mē̃ baiṭh sōnā chāhiē tō svapn bhī aisē achchhē āyēṅgē aur nīnd bhī us sthiti mē̃ ginī jāyēgī .
34Before going to sleep at night, you should spend ten minutes in Baba's remembrance so that you have good dreams and your sleep would also be counted in that stage of remembrance.
34Ghaṛī-ghaṛī apnē darpaṇ kō dēkhtē rahnā hai .
35You must look into your mirror again and again.
35Vivēk sē wrong , right kō judge kar chaltē chalō .
36Continue to use your understanding to judge what is right and what is wrong and continue to move forward.
36Vivēk kō mārkar chalnā kōī jīvan nahī̃ .
37To continue with your life after you have killed your conscience is not a worthwhile life.
37Kōī bhī bāt apnē control sē bāhar nahī̃ hōnī chāhiē .
38Nothing should be out of your control.
38Dēkhō apnā marnā , jīnā sab control mē̃ hai tō kōī bhī karma indriya loose nahī̃ hōnī chāhiē .
39Check whether your life and death are in your control and see that none of your physical senses are disobedient.
39Apnē ūpar control rakhnā hī apnā upkār karnā hai .
40To have control over the self is to have mercy for the self.
40Samjhā .
41Do you understand?
42Achcha.