मंगलवार 30 जून 1964 की साकार मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

> >

30-06-1964 madhuban ābūprātaḥ murlī sākār bābā ōm śhānti madhuban

Hēlō , svadarśhan chakradhārī brāhmaṇ kulabhūṣaṇō̃ kō ham madhuban nivāsiyō̃ key|kī namastē , āj maṅgalavār jūn key|kī tīs tārīkh hai , prātaḥ class mē̃ bāpdādā key|kī murlī suntē haĩ .

Record  :

Bach K|kē . najarō̃ sē mērī kahā̃ jāōgē … … … …

Kitnā mīṭhā gīt hai . Bhalē kōī film vālō̃ nē banāyā hai . … vō tō bichārē apnē nāṭak vagairah had mē̃ banā rahē haĩ . Ab yē mīṭhē bachchē tō bēhad K|kē nāṭak mē̃ part bajāy rahē haĩ . Bēhad K|kē is drama mē̃ ab bēhad kā bāp apnā part sammukh kā bajā rahē haĩ . Tum bachchō̃ K|kē sweet bābā tumkō sweet … najar ātē haĩ . Ātmā in nainō̃ sē jāntī hai  ; kyōṅki ātmā hī tō sab kuchh hai na . Ātmā is śharīr K|kē organs sē ēk - dō kō dēkhtī hai . Abhī ātmāē̃ , jō sammukh baiṭhī haĩ , vō jāntī haĩ , jiskē liē bāp sweet children kahtē haĩ . Yah tō bāp bhī jāntē haĩ ki maĩ bachchō̃ kō bahut sweet banānē āyā huā hū̃ . Māyā nē inkō bahut kaṛavā banāy diyā hai . Kiskō  ? Ātmā kō . Sō bhī bāp ākar samjhātē haĩ - tum kitnē sweet hō aur barōbar tum jab mandirō mē̃ jātē hō tō unkō kitnā sweet kahtē hō , kr̥iṣhṇa kō kitnā sweet samajhtē hō . Yahā̃ dēvtāō̃ kē pās jākar kitnā unkō sweet najar sē dēkhtē hō ki āh  ! Kahā̃ mandir khulē tō ham sweet dēvtā kā darśhan karē̃ . Abhī hai tō vō sweet dēvtā patthar kā banā huā . Jarūr jō darśhan karnē vālē haĩ , vō samajhtē haĩ ki yah sweet hōkar gayā hai . Yah sweet kahā̃ kā bādśhāh hai  ? Sweet svarg K|kē mālik thē . Aisē kahē̃gē nā . Yē ātē haĩ , aisē nahī̃ ki māyā kōī ēkdam buddhū banāy dētī hai  ; parantu yē jāntē haĩ bhārat mē̃ , jabki mandirō̃ mē̃ jātē haĩ , tō jarūr śhiv K|kē mandir mē̃ bhī tō jāēṅgē  ; kyōṅki vō bahut sweet haĩ . Bahut prārthanā kartē haĩ , unsē bahut môgatē haĩ kōī . Jarūr hōkar gayā hai aur bahut sweet hai . Sweetest tē sweet hai . Sweet samajhtē hō  ? Mīṭhē . Ham aisē mīṭhē tē mīṭhē bāp K|kē bachchē haĩ . Bhārat mē̃ āē tō hōṅgē nā . Haĩ sab bhāratvāsī . Jō bhī mandirō̃ mē̃ haĩ , yē sabhī hōkar gaē haĩ , kuchh karkē gaē haĩ . Abhī bachchō̃ kō tō kōī bhī mālūm nahī̃ hai . Bāp baiṭhkar samjhātē haĩ ki kaun-kaun kyā-kyā karkē gaē haĩ . Aisē tō kōī batāy nahī̃ sakē nā . Abhī sweet father kō jānnē vālē tō bachchē hī hōṅgē , aur tō kōī jān nahī̃ saktē haĩ . Tō sweetest jarūr kahē̃gē ki yah jō nirākār parampitā paramātmā hai , yah jarūr sabsē sweet hai , kyōṅki is sārī duniyā mē̃ sirph bhārat in parṭikyular aur duniyā in general hai . Uskō kahā jātā hai khās aur ām . Bhārat mē̃ śiyabābā key|kī mahimā tō bahut hai - dēkhō , ' śhivkāśhī-śhivkāśhī ' kahtē rahtē haĩ . … vahā̃ bahut sanyāsī vagairah jākar rahtē haĩ . Vahā̃ bas yahī ' śhivkāśhī viśhvanāth gaṅgā ' tum vahā̃ jāēṅgē tō dēkhē̃gē bahut bōltē haĩ - ' śhivkāśhī viśhvanāth gaṅgā aur bōltē haĩ bichārē jaisē ḍhēḍharō K|kē māphik . Ṭrā̃-ṭrā̃-ṭrā̃ kartē haĩ . Yah bābā sab chakkar lagākar āē huē haĩ . Yah bābā jāntē haĩ aur vō bābā tō achchhī tarah sē hī jāntē haĩ . Abhī ' śhivkāśhī viśhvanāth gaṅgā , śhiv key|kī baiṭh karkē kitnī mahimā kartē haĩ aur agar kōī is samay mē̃ jabki duniyā patit hai aur kōī kah dē ki ham śivōaham tō bābā kahtē haĩ - kitnē mūrkh bachchē haĩ  ! Yū̃ bāp jāntē haĩ ki hamārē sab sweet children haĩ  ; kyōṅki yē sabhī hamārē ghar K|kē bachchē haĩ aur yah tō ab jarūr hai ki number-vār sabkō apnā-apnā part milā huā hai aur number-vār yē sweet haĩ . Dēkhō , nāṭak hōtā hai tō kōī kō hero-heroine kā part miltā hai , kōī kō achchhā part . … pichhāṛī mē̃ phalānē part vālē bhī hōtē haĩ - sāmān uṭhānē vālā , phalānā karnē vālā , tō unkē ūpar thōṛē hī kiskī najar paṛēgī . Najar kiskē ūpar paṛēgī  ? Jō hero and heroine hōṅgē . Bachchē gātē tō haĩ bahut - ' tum māt-pitā , ham bālak tērē ' . Dēkhō , hero and heroine māt-pitā huē nā . Abhī tum bachchē jāntē hō ki jiskī itnī mahimā ' tum māt-pitā , ham bālak tērē ' unkē sanmukh baiṭhē huē hō . Abhī duniyā K|kē tō sanmukh nahī̃ haĩ nā , kyōṅki yah incognito hai . Bhalā kaisē kiskō mālūm paṛē . Unkā tō nām-niśhān gum kar diyā hai , sirph chitra mātra rah gaē haĩ . Balki kiskō patā nahī̃ paṛtā hai , kyōṅki śhiv K|kē pujārī tō sab hōtē haĩ nā . Bābā kahtē haĩ - isnē bahut hī pūjā kī hai . Inkō bahut hī paṇḍit lōg vagairah bulātē haĩ . Bōltē haĩ - śhiv kā ghaṇṭ bajtā hai , aisē karō . Pīchhē śhiv kā ghaṇṭ sunē̃gē . Aisē band karnē sē āvāj tō hōtā hai . Aisē-aisē wonderful samjhānē vālē , kyōṅki tum sabsē bāp kahtē haĩ ki isnē gurū bahut kiē haĩ . … … . abhī tum jāntē hō nā barōbar bas , in jaisā sweet kōī hō nahī̃ saktā hai . Agar yē sweet na āē tō yah jō kaḍavī duniyā hai rāvaṇ rājya hai , patit duniyā hai . Patit kō tō kōī sweet nahī̃ kahē̃gē nā . Tō yah samajhtē hō ki is samay mē̃ is sr̥iṣhṭi mē̃ sivāy tum bachchō̃ K|kē aur kōī bhī sweet nahī̃ hai . Bhalē dēkhnē mē̃ achchhē haĩ , sūrat tō barōbar sabkī manuṣhya kī hai  ; par sīrat śhaitān kī hai . Abhī aisē thōṛē hī hai kōī apan kō śhaitān samajhtē haĩ . Phir ismē̃ bhī bāp baiṭhkar yah samjhātē haĩ , bhalē apan kō śivōham kahtē haĩ , ham bhagvān haĩ . Arē . Bhagvān itnā sweetest aur tum yahā̃ patit duniyā mē̃ , tum kaisē apan kō kahtē hō ki śivōahma yā ham bhagvān haĩ  ? Bhagvān tō rachtā hai , bhagvān kō hī tō patit-pāvan kahā jātā hai . Bhagvān kō tō sab bhagat yād kartē haĩ . Tō aisē thōṛē hī hō sakēgā ki sabhī bhagat bhagvān ban gaē haĩ . Yah tō hō nahī̃ saktā hai . Tō bāp nē ā karkē inkā nām batāyā hai ki is samay mē̃ iskā nām hai - hiraṇyakaśhyap … rāvaṇ , kaṅs , akāsur bakāsur . Yē bahut nām haĩ . Abhī vō tō is samay mē̃ haĩ nā  ; kyōṅki bhāgavat mē̃ likhā huā hai . Tō bhāgavat kā connection hai gītā sē , bhāgavat kā connection hai mahābhārat sē , bhāgavat kā connection vāstav mē hai rāmāyaṇ sē , parantu unhōnē unkō dūsrī jagah mē ḍāl diyā hai . Vaśiṣṭha kā connection hai rāmāyaṇ mē̃ , kyōṅki is samay mē̃ hī bhārat kā jō mukhya śhāstra hai , jiskō śhrīmat bhagavat gītā kahtē haĩ , bas vō ēk hī gītā hai . Dēkhō , Christ kā Bible ēk , musalmānō̃ kā kurān ēk . Sabkā alag-alag nām hai . Tō inkā bhī tō ēk hōnā chāhiē nā aur vō gāyā bhī jātā hai bas - sarvśhāstramaī śhirōmaṇī śhrīmad ‌ bhagavat gītā . Śhrīmad ‌ bhagavat , phir bhī tō sweetest father hō jātā hai nā . Ū̃chē tē ūñchī śhrīmad ‌ bhagavat gītā aur kōī nē likhā huā hai ki bākī jō vēd , granth , śhāstra vagairah-vagairah haĩ , yē unkē pallē haĩ . Kahā̃ kā likhā huā hai yānī pichhāṛī mē̃ vō unkē children haĩ . Abhī tō bāp nē samjhāyā nā - śhāstrō̃ mē̃ bhī cilḍrēn-mā̃ hai vō . Mā̃ śhrīmad ‌ bhagavat gītā . Mā̃ kā pati kaun hai  ? Mā̃ kā pati bhagvān . Unhōnnē phir bhagvān sē jō bachchā hōtā hai , unkā nām rakh diyā biography mē̃ . Tō kitnī mūñjh hō gaī hai . Aisē nahī̃ hai ki śhrīkr̥iṣhṇa kō kōī sweetest kahē̃gē . Nahī̃ , phir bhī incorporeal jō bābā śhiv hai , unkō hī sweetest kahē̃gē . Tō tum bachchē abhī jānkar us sweetest bābā sē yē sweetest svarg jismē̃ phir yē śhrī kr̥iṣhṇa rādhē yā lakṣhmī nārāyaṇ key|kī dynasty rachī jā rahī hai . Jāntē hō nā barōbar ki sweetest bābā hamkō most beloved sweetest banāy rahē haĩ . Jō jaisā hōgā aisā banāēgā nā . Aisē tō nahī̃ hai nā , kōī lakṣhmī nārāyaṇ baiṭhkar K|kē … yah hūbahū āp samān sweetest baiṭh karkē yah kahtē haĩ - maĩ bhī nirākār hū̃ , tum bhī vāstav mē̃ nirākār hō . Tum tō apnē sāth rahnē vālē hō , isliē dēkhō , śhiv K|kē mandir mē̃ jāē̃gē nā aur jab śivaliṅgō̃ key|kī pūjā bhī hōtī hai tō śhāligrām aur śhiv kā bhī yagya rachtē haĩ . Barōbar dēkhnē mē̃ ātā hai ki unkī pūjā hōtī hai . Bahut baṛē-baṛē brāhmaṇ ātē haĩ , vō rudra yagya rachtē haĩ . Tō rudra yagya mē̃ kyā kartē haĩ  ? Śhiv kā rōj chitra banātē haĩ aur hajārō̃-lākhō̃ , jitnā kōī bōlē , itnā vō śhāligrām banātē haĩ . Phir baiṭh karkē unkī pūjā kartē haĩ . Kaun pūjā kartē haĩ  ? Brāhmaṇ pūjā kartē haĩ . Abhī brāhmaṇ barōbar pūjya bantē haĩ , pīchhē tum pujārī banē̃gī . Phir baiṭhkar śhiv kā baṛā liṅg banāē̃gē aur phir chhōṭā bhī banāē̃gē . Baiṭh karkē pūjā karē̃gē . Tō uskā nām hī rakhā huā hai - rudra yagya . Gyān yagya nahī̃ , vō sirph rudra yagya rachtē haĩ . Baṛī-baṛī first class miṭ ‌ T ātī hai aur unkā baiṭh karkē yah kartē haĩ . Tō yah miṭ ‌ T pūjā huī nā . Miṭ ‌ ṭiyō̃ kā yē chitra banākar uskī pūjā kartē haĩ . Bantē tō sab miṭ ‌ T kā hai nā . Yē mandir vagairah pūjā mē̃ banātē haĩ . Jab akṭūbar ātā hai yā dīpmālā kā samay ātā hai tō yē sabhī baiṭh karkē miṭ ‌ T sē hī , ṭhikkar-bhittar sē chitra banātē haĩ . Yahā̃ bhāratvāsiyō̃ kā nām hī hai ki yah hai guṛiyō̃ kī pūjā karnē vālā idol prastha . Vō idol kiskē bantē haĩ mālūm hai nā . Yē sabhī yādgār kē liē miṭ ‌ T K|kē bantē haĩ . Tō abhī bachchō̃ kō mālūm hai ki jarūr jō hōkar gaē haĩ unkā phir chitra banā karkē pujārī pūjā kartē haĩ . Bhārat pūjya thā . No|know pujārīpaṇā . Satyug aur trētā mē̃ pujārīpaṇā kōī nahī̃ thā ēkdam … satyug-trētā mē̃ ādhā kalp gyān , bilkul hī kōī bhī pūjā kā aṅg bhī nahī̃ thā . Kabhī kiskī pūjā nahī̃ hōvē . Aur phir pujārī gāyā bhī tō bhārat mē̃ jātā hai . Āpē hī pūjya , āpē hī pujārī . Abhī manuṣhya jab kahtē haĩ āpē hī pūjya , āpē hī pujārī , tō bhagvān kō kahtē haĩ aur phir kahtē haĩ - yē sabhī bhagvān haĩ , yahā̃ bhagvān āpē hī pūjya bantē haĩ , yahā̃ bhagvān āpē hī pujārī bantē haĩ . Iskō kahā jātā hai ulṭī gyān key|kī gaṅgā . Sulṭī nahī̃ , ulṭī gyān key|kī gaṅgā . Tō tum most beloved jāntē hō - uf  ! Bas in jaisā bābā jinkō tumnē bulāyā hai – hē patit pāvan hē bhagvan hē merciful pukārtē rahtē haĩ mānā āvāhan kartē haĩ . Tō bhaktimārg mē̃ pujārī lōg ādhā kalp āvāhan kartē hī rahtē haĩ . Satyug mē̃ tō āvāhan nahī̃ karē̃gē  ? Bāp pūchhtē haĩ . Maĩ tumkō satyug kā mālik banā rahā hū̃ . Bahut sweetest tē sweetest banā rahā hū̃ kyōṅki jāntē hō ki god father sabsē sweetest tē sweetest mīṭhē tē mīṭhā hai . Kitnā mīṭhā , kitnā pyārā śhiv bhōlā bhagvān . Dēkhō , śhiv bhōlā bhī ēk kā nām hai nā . Śhaṅkar thōṛē hī ḍālē̃gē . Nahī̃ , śhiv nirākār hai , śhaṅkar ākārī hai , dōnō kō kaisē milāy saktē haĩ  ? Yah tō mūrkhtā huī nā . Tō bāp baiṭhkar kahtē haĩ ki kitnē mūrkh ban gaē haĩ . Māyā nē kitnā bēsamajh banāy diyā hai . Bilkul hī akal chaṭ . Sūrat manuṣhya kī hai  ; parantu sīrat śhaitān key|kī , bandarō̃ kī hai . Bandarō̃ sē bhī badtar , kyōṅki manuṣhya hai nā . Manuṣhya kitnā achchhā thā . Ab manuṣhya bandarō̃ sē bhī badtar ban gayā hai . Sūrat tō manuṣhya kī hai nā , sirph unkē guṇ bandar jaisē ban gaē haĩ . Isliē sab mandir mē̃ dēvtāō̃ K|kē sāmnē jā karkē gātē haĩ - maĩ nirguṇahārē mē̃ kōī guṇ nāhī̃ , āpē taras paraī . Abhī sabkē pās|pass jāē̃gē . Lakṣhmī nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ jāē̃gē , kahā̃ K|kē mandir mē̃ jāēṅgē , pūjā ēk hī kisma key|kī karē̃gē aur sabkō milāy hī dētē haĩ , patā hī nahī̃ kahtē haĩ … acyut-kēśav śhrī rām-nārāyaṇ , kr̥iṣhṇa dāmōdar śrīvāsudēvam harim . Dēkhō , kitnē kō lē ātē haĩ . Abhī rām kahā , nārāyaṇ kahā  ! Abhī samajh paṛtī hai . Bahut pūjā kī hai . … . vyās kō bhī ismē̃ lē āē . Abhī vyās kaun hai bichārē kuchh jāntē hī nahī̃ hai . Nahī̃ tō vāstav mē̃ sachchē-sachchē vyās sukhdēv K|kē bachchē tum hō . Abhī tum jāntē hō ki barōbar sukh dēnē vālā most beloved bāp hamkō baiṭhkar aur yah sahaj rājyōg key|kī knowledge sunātē haĩ . Barōbar us sukh dēnē vālē K|kē ham bachchē haĩ pakkē-pakkē sachchē vyās , brāhmaṇ . Brāhmaṇ vyās hōtē haĩ nā , jō baiṭh karkē practical mē̃ yah sahaj rājyōg sikhlātē haĩ aur jāntē haĩ ki sab bachchē baiṭh karkē abhī manuṣhya sē dēvtā bantē haĩ . Tō dēvtāō̃ kē āgē manuṣhya kahtē haĩ - ham pāp-ātmāē̃ haĩ , nīch haĩ , kapaṭī haĩ . Dēkhō , kitnē kaṛavē haĩ  ! Vō kitnē mīṭhē haĩ . Yē pujārī tō abhī talak pūjā kartē haĩ . Ham khud bahut mandirō̃ mē̃ pūjā kartē haĩ , abhī yah kahtē haĩ aur bābā bhī kahtē haĩ - isnē tō bahut guru kiē haĩ aur isnē hī yē pūrē 84 janma liē haĩ . Tat tvam . Yānī jō sūryavanśhī dynasty hai vō hī sabhī pūjya haĩ . Chandravanśhī tō sūryavanśhī key|kī pūjā kartē haĩ nā  ; kyōṅki vō baṛē tō haĩ . Pūjā nahī̃ kartē haĩ  ; parantu baṛē haĩ nā  ; kyōṅki vō jāntē haĩ ki hamārē sē bhī baṛē kōī tō hōṅgē nā . Baṛē tē baṛē hōtē gaē haĩ nā parantu yah knowledge jō tum bachchō̃ kō mil rahī hai , vō knowledge is bichārē lakṣhmī nārāyaṇ mē̃ , ab kiskō kahtē haĩ ' bichārē lakṣhmī nārāyaṇ '  ? Yē apan kō kah dētē haĩ . Jab ham bichārē lakṣhmī nārāyaṇ bantē haĩ yah knowledge hōtī nahī̃ hai . Ham kiskī bhī sēvā karkē , vahā̃ knowledge dēkar manuṣhya kō dēvtā banāy nahī̃ saktē tō kyā kām K|kē  ? Yahā̃ tum kitnē kām K|kē hō , kitnē sweet bābā K|kē bachchē hō aur yahā̃ tum kisliē āē hō  ? Sō sweet śhrī lakṣhmī aur nārāyaṇ bannē . Sō sweet sirph śhrī lakṣhmī nārāyaṇ tō nahī̃ haĩ nā , unkī dynasty tathā rājāī bhī tō sweet hai nā kyōṅki jaisē śhrī lakṣhmī nārāyaṇ sweet haĩ , taisē unkī prajā . Yathā rānī-rājā tathā prajā . Tō tum abhī jāntē hō ki barōbar ham sweetest father sē sweet bantē haĩ , kyōṅki unkō sweetest kahtē haĩ , śhrī-śhrī , śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh . Phir unsē ham śhrēṣhṭh bantē haĩ . Ham apnē kō śhrī-śhrī nahī̃ kah saktē haĩ . Aisē tum kabhī nahī̃ sunē̃gē - śhrī-śhrī lakṣhmī , śhrī-śhrī nārāyaṇ . Nahī̃ , śhrī ēk daphā kahtē haĩ aur unkō śhrī-śhrī kahā jātā hai . Bachchō̃ kō bahut samajhnē key|kī bāt hai  ; kyōṅki bachchō̃ kō practical mē̃ bannā hai . Jitnē tum aśharīrī banē̃gē , dēhī-abhimānī banē̃gē itnā kahē̃gē ham sweetest bannē kē liē apnē sweetest father kō yād kartē haĩ . Tō sweetest bannē kā bas yahī rāstā hai ki dēhī abhimānī ban karkē father kō yād karnā aur varsē kō yād karnā . Yah tō bachchō̃ kō bākī baiṭh karkē bahut samjhātē haĩ . Bābā kahtē haĩ nā - bahut samjhānē sē kyā hai  ! Manmanābhav madyājībhav . Samjhātē-samjhātē pichhāṛī mē̃ kah dētē haĩ - kitnā tumkō ham samjhāvē̃  ? Kitnā samjhātē rahē̃  ? Tum ēk bāt tō nahī̃ bhūlō nā , jō mukhya hai ki mujhē yād karō tō tum mērē pās|pass ā jāēṅgē aur mērē jaisā sweet ban jāēgē  ; kyōṅki sweet kā jaisē ki ēk pahāṛ hai . Tō bachchō̃ kō aisē kō , jō sweetest banātē haĩ , kitnā yād karnā chāhiē . Gāyā jātā hai - simar , simar - sukh pāō . Kōī simarnī nahī̃ simarnī hai . Simarō - simarō jō hōtē haĩ nā , vō simarnī kē ūpar mālā phirātē haĩ . Bachchē jāntē haĩ ki mālā sē ham kuchh nahī̃ jāntē haĩ . Is duniyā mē̃ aisā kōī manuṣhya nahī̃ hai jiskō yah mālūm hō ki ham yah jō simarnī phērtē haĩ , yah kyō̃ banī hai  ? Kiskī yādgār hai  ? Bas , aisē sabhī rām-rām simartē hai . Abhī ham samajhtē haĩ ki sachmuch vō jō rām , jiskō ham śhivbābā kahtē haĩ , ham unkē bachchē haĩ  ; isliē ham unkō simraṇ kartē haĩ , parantu vō mālā tō abhī simraṇ nahī̃ kartē haĩ . Mālā phērnā tō pujārī kā cihan hai . Nahī̃ , ham tō bābā kō bahut yād kartē haĩ . Arē , is yād mē̃ hī kalah-kalēś sab tan K|kē miṭ jātē haĩ , ham nirōgī ban jātē haĩ , ever healthy ban jātē haĩ . Mīṭhā bāp tō bār-bār kahtē haĩ ki bachchē , apan kō aśharīrī samjhō aur mērē kō yād karō . Maĩ pratigyā kartā hū̃ ki is sr̥iṣhṭi mē̃ tumhārē jaisā mīṭhā aur kōī bhī manuṣhya nahī̃ ban sakē̃gē , kyōṅki tumkō jākar phir manuṣhya bannā hai nā . Tō satyug mē̃ manuṣhya haĩ nā . Yē lakṣhmī nārāyaṇ bhī manuṣhya haĩ nā . Śikal tō manuṣhya kī hai . Dēkhō , śikal-sūrat manuṣhya kī hai aur sīrat kitnī … hai aur manuṣhya key|kī śikal tō manuṣhya kī hai aur sīrat kaisī kharāb hai aur khud jākar kahtē haĩ - ham pāpī haĩ , nīch haĩ , kapaṭī haĩ . Jāō , mandir mē̃ jākar dēkhō … … das bhujāō̃ vālā , bīs bhujāō̃ vālā tō kōī manuṣhya hōtā hī nahī̃ hai . Manuṣhya manuṣhya hai . Na kōī sūṇḍ K|kē nāk vālā gaṇēśh hōtā hai , na kōī pavan sē , na kōī chīḥ kiyā aur nāsikā mē̃ sē nikal āyā . Abhī kōī kē pās jākar samjhāō , tō kahē̃gē - yah tō nônasē̃s hai , yē kyā kahtē haĩ - ā chīḥ karnē sē nāsikā K|kē through bhī dēvtā nikal āyā . Yē bātē̃ jab abhī suntē haĩ , tō bōltē haĩ - kyā hai in śhāstrō̃ mē̃  ! Tabhī bābā samjhātē haĩ - yē jō bhī haĩ , pattē hai . Yē tō sabhī haĩ bhaktimārg key|kī sāmagrī . Satyug mē̃ bhaktimārg key|kī kōī sāmagrī hōgī hī nahī̃ . Bhaktimārg kā cihan bhī nahī̃ hōgā  ; kyōṅki bhakti ādhā kalp chaltī hai . Gyān kē liē aisē nahī̃ kahē̃gē ki ādhā kalp chaltā hai . Nahī̃ , gyān kā tō 21 janm kā varsā milnā hai . Jaisē unsē bhakti kā varmā miltā hai , vō bhakti satōpradhān sē satō rajō tamō hō jātī hai . Abhī yē bhī tō bāp sē varsā miltā hai nā ki satōpradhān satyug mē̃ satōpradhān satō rajō tamō . Phir nīchē utartē ātē haĩ . Tō jaisē gyān kā varsā satōpradhān satō rajō tamō hōtā hai , taisē phir bhakti kā varsā bhī pahlē satōpradhān satō rajō tamō hōtā hai . Yah samajhnē key|kī bāt hai . Usmē̃ bhī pahlē number mē̃ bachchō̃ kō kyā samajhnā hai  ? Ham ātmā haĩ . Ham beloved most bāp … K|kē bachchē haĩ aur ākar sammukh baiṭhē hai . Bāp bhī ā karkē jism mē̃ baiṭhā hai , tō āp bhī jism mē̃ hō . Jism na hōtā tō phir yah murlī kaisē sun saktē  ? Jism bigar vahā̃ mūlvatan mē̃ , nirākārī duniyā mē̃ kōī āvāj hōtā hai kyā  ? Vō tō hai hī silence world . Pīchhē hai movie . Yah brahmā viṣṇū śhaṅkar tum jab vahā̃ jātē hō tab tumhārā āvāj aisē-aisē hōtā hai , aisē-aisē tumhārā chakra chaltā hai , jiskō movie kahā jātā hai aur yah hai talkie . Silence , movie aur talkie yē trilōkī . Vō lōk mūlvatan , vō sukṣmavatan , yah sthūl vatan . Ēk-ēk bāt tum naī suntē hō . Duniyā mē̃ aisē kōī manuṣhya nahī̃ haĩ , jō jāntē hō̃ ki mūlvatan kyā hōtā hai , sukṣmavatan kyā hōtā hai , kyōṅki barōbar tumkō buddhi mē̃ ātā hai ki mūlvatan jahô sē ham ātē haĩ , vō silence hai , vahā̃ ham kuchh bhī bāt nahī̃ kartē haĩ . Tum bachchō̃ kō anubhav hai nā ki barōbar ham ātmāē̃ haĩ , ham mūlvatan K|kē rahvāsī haĩ , nirākār duniyā K|kē rahvāsī haĩ . Ham barōbar braham mahatatva mē̃ rahtē haĩ , isliē hamārā nām brāhmaṇ rakhā huā hai , kyōṅki chitra aṇḍē misal haĩ nā  ; par aṇḍē misal hai thōṛē hī  ; parantu agar ham aisē kahtē haĩ - chhōṭī hai , itnī star hai , tō bhalā itnē star key|kī pūjā kaisē hōvē  ! Hōgī kōī pūjā  ? Kyā fool|phūl chaṛhēgā  ? Nūndh ṭhahar sakēgā  ? Kuchh bhī nahī̃ ṭhahar sakēgā . … nām tō ' śhiv ' ṭhīk hai . Parampitā paramātmā , paramātmā bhī ṭhīk hai  ; parantu aisē kaisē hō saktā hai ki ātmā chhōṭī aur bāp itnā baṛā  ? Kyōṅki ham bhī tō vahā̃ bābā kē sāth mē̃ rahtē haĩ , tō unkō bhī ātmā kahā jātā hai . Param mānā paramdhām mē̃ rahnē vālī ātmā . isliē unkō kahā jātā hai paramātmā aur most beloved . Tum abhī jāntē hō ki hamkō … bābā key|kī śhrīmat par chalnā hai . Maśhhūr tō hai nā - śhrīmat bhagvānuvāch . Bhagvān kyā banāē̃gē  ? Barrister kyā banāēṅgē  ? Surgeon kyā banāē̃gē  ? Vāḍhā kyā banāēṅgē  ? Camār kyā banāēṅgē  ? Abhī hai phir bhagvānuvāch . Bhagvān ā karkē pās|pass yānī samjhātē haĩ . Barōbar jō bhī nirākārī ātmāē̃ haĩ , vō ākar ismē̃ samjhāyā hōgā . Christ key|kī ātmā vō incorporeal duniyā sē I|āī|eye hōgī tō kōī śharīr mē̃ baiṭhkar vāch kiyā hōgā nā . Organs mil gaē nā . Tō yah bhī sirph tum bachchē hī jāntē haĩ - vāh  ! Beloved most bahut mīṭhā-mīṭhā bābā ā karkē hamkō bilkul hī most sweet banātē haĩ . Ātmā sweet ban gaī tō unkō śharīr bhī tō sweet milēgā nā . Jaisē-jaisē ātmā pyōriphāī hōtī jātī hai aur dhārṇā hōtī jātī hai , itnā pad pāē̃gē  ; kyōṅki sāth mē̃ paṛhāī bhī tō hai . Paṛhāī bhī most simple hai . Iskō kahā jātā hai most sahaj mānā simple . Bāp kyā kahtē haĩ , yah tō nutshell mē̃ tum bhī samajhtē hō - bīj aur jhāṛ . Barōbar bīj sē itnā baṛā jhāṛ hōtā hai . Phir bīj bābā ūpar mē̃ hai , jiskō vr̥ikṣhapati kahā jātā hai . Nām paṛ gayā - br̥haspat . Achchhā , vō hai aur barōbar pahlē foundation , phir unmē̃ ṭayūbsa nikaltē haĩ , itnā baṛā hō jātā hai . Hai nā buddhi mē̃ . Yē bātē̃ buddhi mē̃ rakhō . Duniyā mē̃ kōī key|kī buddhi mē̃ yē bātē̃ haĩ nahī̃ . Kitnā hī baṛā vidvān-paṇḍit hō , yah bilkul kōī kām K|kē nahī̃ haĩ aur phir bhī tō bāp kahtē haĩ - yah tō kōī cum|kam paṇḍit nahī̃ thā nā , yah bhī tō bahut hī kathāē̃ kartē thē . Bōltē haĩ - kōī bhī kuchh bhī nahī̃ jāntē haĩ ēkdam . Ab tum bachchē achchhī tarah sē jāntē hō ki barōbar most beloved bābā aur phir bāp ākar kahtē haĩ ki hē mērē lāḍlē bachchē , abhī śharīr mē̃ hai aur sabhī sē bōltē haĩ . Yah bhī suntē haĩ , āp bhī suntē hō . Ab yē jō tumhārē guru-gōsāī haĩ , yē sab haĩ bhaktimārg K|kē guru . Gyān kahā̃ sē āvē  ? Gyān sāgar gyān sūrya pragaṭā agyān andhēr vināśh . Andhēr kahā hī jātā hai jabki gahrī rāt hōtī hai . Tō iskō kahā jātā hai kalahayug kā ant . Manuṣhya tō samajhtē haĩ insē bhī gahrī rāt hōgī 40 baras kē bād . 40 kyā , 40000 baras kē bād . Tō andhiyārē mē̃ haĩ nā . Bilkul ghōr andhiyārē mē̃ haĩ . Ēk tō ghōr andhiyārā hai , dūsrā aur samajhtē haĩ ki 40000 varṣh bād ghōr andhiyārā hōgā , parantu yē jāntē nahī̃ hai ' ghōr andhiyārā sirph nām kah dētē haĩ . Bāp kahtē haĩ - yē sabhī vidvān , āchārya , paṇḍit kuchh bhī nahī̃ samajhtē hai aur tum sab kuchh jān jātē hō . Tum kuchh bhī nahī̃ samajhtē thē . Yah bhī kuchh nahī̃ samajhtā thā . Abhī dēkhō , sārī rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jān gayā hai . Jō sanyāsī vagairah kahtē thē - bēant hai , īśhvar tumhārī gat aur mat nyārī . Tum thōṛē hī kahē̃gē gat-mat nyārī . Tum tō baiṭhkar samjhātē hō ki ham īśhvar key|kī gat jāntē haĩ - kaisē sad ‌ gati kartē haĩ aur kaisē śhrīmat sē kartē haĩ ham jāntē haĩ . Tō bachchō̃ kō naśhā rahnā chāhiē nā . Kitnā baṛā bhārī naśhā hai . Iskō hī kahā jātā hai nārāyaṇī naśhā . Nar sē nārāyaṇ bannā , nārī sē śhrī lakṣhmī bannā , kyōṅki aim-object tō ēk hōtī hai nā , das tō nahī̃ hōtī hai . Aim-object - barrister banē̃gē male|mail|mēl yā phimēl  ; parantu number-vār puruṣhārth anusār tō bantē haĩ nā . Tō bāp phir bachchō̃ kō kahtē haĩ - yah gāyan hai , bachchē follow father and mother . Ab jāntē hō ki hamārē mother and father jō na thē vō bahut puruṣhārth karkē barōbar number one and two|to|too place mē̃ jātē haĩ . Iskō place kahē̃gē . Ham bhī aisē follow karē̃ . Jaisē mammā-bābā baiṭh karkē samjhātē haĩ , taisē ham bhī bachchō̃ kō samjhātē rahē̃ . Ham bhī aisā hī sweet banē̃ , jaisē yē sweet haĩ . Ēk yē thōṛē hī haĩ , inkī dynasty hī sweet hai  ; kyōṅki inkō bhī tō jītnā hai nā . Bachchē bāp kē ūpar jīt pahantē haĩ . Tō jīt pahannē sē , vō jō bachchē jīt pahanē̃gē vō baṛē hō jāē̃gē , vō phir second number mē̃ grade mē̃ ā jāaigē . Vō tō nīchē utartē jāēṅgē nā . Ūpar jātē rahē̃gē , nīchē utartē jāēṅgē . Tabhī bāp kahtē haĩ ki bachchē tumkō māt-pitā kē ūpar bhī jīt pahannī hai , jō tum phir varsē mē̃ ā sakō , parantu kaisē āē̃gē varsē mē̃  ? Beloved most banō , bahut-bahut pyārē . Bas , tumhārē mukh sē ratna nikalē̃  ; kyōṅki tum rūp basant hō . Ākhānī tō bahut manuṣhyō̃ nē banāī hai ki rūp bãsat . Vō phir dō bhāī kah diyā . Unmē̃ sē ratna nikaltē thē . Unhōnnē likhā hai - ēk sōtā thā , ēk jāgtā thā . Ēk purānī - akhānī hai . Ratna lē jātē thē , tō kōī mūlya nahī̃ kathan kar saktē thē . Bōltā thā - jitnā hamārē pās|pass hai , jō chāhiē sō lē jāō , itnā-itnā mūlya hai . Tō kōī dūsrī chīj kā tō nahī̃ hōgā nā , yē tō is gyān ratna kā mūlya hai . Javāhar kā nahī̃ , javāhar kā tō mūlya bābā jāntē haĩ , khud hī javāharī thā  ; kyōṅki vaṇaj mē̃ bhī vaṇij sabsē ū̃chā javāharāt kā ginā jātā hai . Tō dēkhō , vō javāharāt huē , iskō bhī ratna kahā jātā hai . Tō yē phir ēk-ēk ratna sē tum bachchō̃ kō jō-jō dhārṇā hōtī hai , tum kahī̃ padampati bantē hō  ! Padam K|kē bhī padam , aṇaginat . Bhalā jinkē pās|pass itnā dhan hai , jō itnā hīrē key|kī baiṭhē lē karkē aur phir unmē̃ yē patthar lagātē haĩ , yē kartē haĩ . Sirph ghar unkā . Dēkhō kitnē yē gyān K|kē ratna  ! Tum jāntē bhī hō barōbar , jitnī dhārṇā karē̃gē itnā ham baṛē-baṛē ū̃chē mahal bhī aur mahal mē̃ sukhī bhī rahē̃gē . Sadaiv ever healthy , ever wealthy ever happy rahē̃gē . Hamkō jaisē ki bāp var dētē haĩ . Var tō milē̃gē achchhī-achchhī , mīṭhī-mīṭhī sajnī kō . Jō mīṭhī-mīṭhī yā mīṭhā-mīṭhā bachchā banē̃gē , bāp unkē ūpar khuśh hōṅgē . Abhī tum jāntē hō ki barōbar bāp kin - puruṣhārthiyō̃ kē ūpar khuśh hōtē haĩ  ; kyōṅki school chal rahā hai nā . School tō abhī bahut chalē̃gē . Tō bhī school mē̃ bachchē baiṭhē rahtē haĩ , kyā bāp nahī̃ samajhtē hai  ? Vō tō hai had kā teacher , yah hai bēhad kā . Inkī buddhi baṛī lambī-chauṛī . Vō tō itnē bachchē haĩ , tō bhī jab yahā̃ baiṭhtē haĩ , murlī chalātē haĩ , jab tum bachchē na hōtē , bākī thōṛē jā karkē … yānī kyō̃ yahā̃ rahtē haĩ  ; kyōṅki yē bichārē kyā karkē karē̃  ? Gyān tō hai nahī̃ . Phir kahā̃ jāvē service kē liē  ? Tō phir sthūl service kē liē yahī̃ rah jātē haĩ . Bābā gyānī tū ātmā kō yahā̃ bilkul rahnē nahī̃ dētē . Kahtē haĩ - jāō-jāō . yahā̃ tō kōī service hai nahī̃ . Jāō tum bhī jāō . Tum gyānī tū ātmā , tumkō thōṛē hī baiṭh karkē kitchen mē̃ , jhāṛ par yā phalānē kām par lagāēgā . Jāō-jāō jā karkē manuṣhya kō jō bilakul hī kaḍavē hō gayē haĩ ēkdam jaisē mahāplēgī jīvaṛē bã gayē haĩ unhē̃ mīṭhē tē mīṭhā aur nirōgī banāō … dūsrī baṛī nām dētē haĩ bīmāriyō̃ kō , baṛī kaṛī bīmārī hōtī hai . Tō bahut rōgī ban gaē haĩ bilkul hī . Inkō kōī bhī patā nahī̃ paṛtā hai . Kahtē haĩ ki barōbar hamārī āyu average abhī government key|kī 35-30 hai . Tō rōgī huā nā . Bhōgiyō̃ key|kī yah ādat aur jō yōgī … kahtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa kā . Śhrīkr̥iṣhṇa kō mahātmā kahtē haĩ , yōgēśhvar kahtē haĩ . Tō barōbar jab un yōgēśhvar kā rājya thā tab manuṣhyō̃ key|kī āyu average savā sau - ḍēṛh sau baras aur abhī is samay mē̃ rōgī ban gaē haĩ , tō average āyu aisī ban gaī hai . Yah bhī tō hisāb karnā chāhiē nā  ; parantu kahnē mātra . Jāntē kuchh bhī nahī̃ ki bhalā kyā vō thā  ? Vō kaun sā jamānā  ? Yah bhārat aisā kab banā  ? Kaisē banā  ? Bilkul kuchh bhī patā hī nahī̃ hai . Bhalā kyō̃ inkī buddhi aisī malīn hō gaī  ? Yah buddhi rūpī bartan jō sōnē kā thā , unmē̃ vikh-jahar bhar gaī . Tō bas yah hālat hō gaī hai . Abhī bābā vō jahar nikāl , usmē̃ gyān amr̥it ḍāltē rahtē haĩ . Jō buddhi patthar kā bartan ban gaī hai , uskō sōnē key|kī banā rahē haĩ . Abhī tum āē hō barōbar beloved most bannē kē liē , sweetest bannē kē liē tō bāp kō follow karnā chāhiē nā . Tumhārī bahut mansā jātī hai , aṅgrējī mē̃ kahtē haĩ thought varḍa and ḍīḍ . Yah kiskē liē kahtē haĩ  ? Yah mahimā sārī inkī hai - thought varḍa and ḍīḍ sarvguṇ sampann , sōlah kalā sampūrṇ . Sanyāsiyō̃ key|kī yah mahimā hōtī hai kyā  ? Nahī̃ , yah inkī hai . Dōnō̃ key|kī alag hai . Banānē vālē key|kī alag , inkī alag . Unkō tō kahā hī jātā hai manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp , most beloved gyān sāgar , śhānti kā sāgar , sukh kā sāgar , pavitratā kā sāgar . Sab sāgar hī sāgar , nām bhī unkā hai gyān sāgar , tō her|har bāt kā sāgar hai nā . Abhī unkī mahimā alag hō gaī . Arē , prējiḍēṇṭ key|kī mahimā alag , prime minister key|kī mahimā alag , aim|M|am ० pī|P ० key|kī mahimā alag yā andhērī nagarī caupaṭ rājā , ṭakē sēr bhājī , ṭakē sēr khājā sabhī bhagvān hī bhagvān . Sarvavyāpī bhagvān . Ēk governor K|kē yahā̃ sē kōī dō baṛē paṇḍit kal āē thē . Bōlē - ham tō bhagvān haĩ . Achchhā bhaī , tum bhagvān hō tō kyā is sr̥iṣhṭi K|kē rachtā hō  ? Kaisē rachnā rachī  ? Bhalā bhagvān hō tō kiskē pās|pass āē hō  ? Bōlē - bhagvān kō bhagvān kē pās ānē mē̃ kyā hōtā hai  ! Tum bhī bhagvān , ham bhī . Aisē bahut haĩ , yah bhī ēk hai - jidhar dēkhtā hū̃ tū hī tū hai , tū hī tū . Vāh-vāh  ! Tū hī tū . Yah dēkhō makkhī hai . Vāh  ! Tū hī tū - makkhī kō bhī aisē kahē̃gē . Yah … anubhav sē bābā batātē haĩ . Dēkhē haĩ , abhī hai aisā . Hā̃ , bhagvān haĩ . Bhalā āē kisliē hō  ? Bas āē haĩ apnī līlā karnē aur dēkhnē . Arē bhāī , tum pavitra rahtē hō  ? Pavitratā  ! Bhagvān tō hamēśhā hī pavitra hai . Vō līlā kartē bhī pavitra hai . Arē , aisī-aisī bātē̃ kahtē haĩ aur khilatē-hãsatē aisē haĩ , jaisē kōī baṛē khuśhī mē̃ ā gayā - vāh-vāh  ! Jidhar dēkhtā hū̃ bhagvān hī bhagvān hai . Samjhā nā . Tō bābā kahtē haĩ , kyā yē mūrkh dēkhō  ! Bas , jō ēk nē aisē kahā nā tō unkē follower ban gaē aur issē unkā nām hō gayā . Abhī unkā vō part sikhlānē kā . Tum samajhē ki barōbar vō ātmā ā karkē yē sabhī sikhlātī hai . Jō bhī tum dēkhē̃ , yē sabhī kōī na kōī sē sīkhē huē hō . Bāp baiṭhkar kahtē haĩ - abhī dēkhō , tumkō beloved most bannā hai jaisē ki tumhārā bāp hai . Jaisē tum banē̃gē , jitnā banē̃gē itnā bāp kā nām bālā karē̃gē aur tumkō dūsrē follow karē̃gē . Agar tum ulṭē-sulṭē chalē̃gē tō bōlē̃gē - yē kyā  ! Inkō ham kaisē follow karē̃gē  ? Inkō tō kōī bhagvān paṛhānē vālā nahī̃ dēkhnē mē̃ ātā hai  ; kyōṅki bhagvān paṛhā karkē ēkdam most beloved banātē haĩ , sweetest tē sweet . Tō dēkhō , gīt bhī kitnā achchhā hai . Arē bhāī , ēk second gīt kō repeat karō  ; kyōṅki kathā pūrī huī . Iskō kathā kahtē haĩ . Knowledge kahtē haĩ nā . Iskō akhānī kahā jātā hai . Tum bachchō̃ kō yah mālūm hō gayā hai ki kahtē haĩ lông-lônga yānī 5000 varṣh pahlē is bhārat mē̃ śhrī lakṣhmī nārāyaṇ kā rājya thā . Abhī aisā kōī bhī manuṣhya nahī̃ hai ismē̃ chāhē kitnā bhī vidvān hō , yē kabhī nahī̃ kah saktē . Abhī kahtē bhī haĩ - 3000 īyarsa before Christ yah bhārat paristān thā yā duniyā paristān thī . Abhī dēkhō kahtē haĩ likhā huā hai . Arē , birlā mandir mē̃ jāō , paṭ ‌ ṭā lagā huā hai . Bābā nē ēk daphā vahā̃ dēkhā huā hai ki barōbar yahā̃ dharmarāj nē 5000 varṣh pahlē paristān sthāpan kiyā . Par sirph paṛhtē haĩ , samajhtē thōṛē hī haĩ . Jaisē kōī janāvarō̃ nē paṛhā . Janāvar paḍhēṅgē , vō kuchh akṣhar jānē̃gē , sirph janāvar bōl nahī̃ saktē haĩ , manuṣhya bōltē haĩ . Bākī arth|earth kōī thōṛē hī samajhtē haĩ . Tō sab allāh K|kē bachchē sō sārē ullū K|kē bachchē ban jātē haĩ . Up side down . Achchhā , gīt sunāō bachchī . Most sweet bannā hai . Tumhārē sē gyān K|kē ratna hī nikalnē chāhiē aur sabkō most sweet banānā hai . Mukh sē kabhī bhī kaṛavāis nahī̃ nikalnī chāhiē . Kōī kaṛavāis nikalī - pakaṛā  ! Tum dēkhō jāntē thē , karāchī mē̃ thē - kōī kō gussā ātā thā . Arē arē arē inmē̃ bhūt ā gayā hai . Chalō - unkō jāy karkē vahā̃ dūr biṭhāō . Kōī inkē sāmnē nahī̃ jāē , nahī̃ tō tumhārē mē̃ bhūt ā jāēṅgā . Biṭhāō inkō . Phir nāk sē pakaṛ karkē . kān sē pakaṛ karkē bāhar mē̃ jāy karkē biṭhātē thē . Patā hai tumkō pākistān mē̃ . itnī-itnī inkē ūpar khabardārī rahtī thī . Bhūt  ! Yē tō dūsrē mē bhī bhūt ā jāēgā isliē inkō hī dūr rakhō arthāt jab kōī bhī krōdh kartē thē , hear no evil . Bas kōī krōdh karē , hā̃ , inmē̃ bhūt hai . . chalē jānā chāhiē yā tō baiṭh karkē muskurānā chāhiē - vāh-vāh  ! Tō usmē̃ majā hī hōtā hai . Pīchhē yahā̃ tō kōī ēkdam asal bhūt hōtē haĩ , kōī K|kē sāmnē khaṛē rahō tō ussē bhī unkō gussā ā jāvē ki bhūt kō rēspāṇḍ kyō̃ nahī̃ dētē  ? Nahī̃ , ham bhūt kō rēspāṇḍ nahī̃ dētē haĩ  ; is samay ham chup rahtē haĩ . Achchhā , gīt sunāō achchhā-achchhā . Tumkō ēkdam sweet bannā hai , kyōṅki bāp jō sweetest hai , ham unkē bachchē banē haĩ . Ham jāntē haĩ ki ham bābā kē pās jā rahē haĩ , bābā hamkō most sweetest banānē āē haĩ . Bas , us bigar kōī sweetest banātē nahī̃ haĩ . Agar vō na āē , tō satyug mē̃ sweetest dēvātāē̃ phir sē kahā̃ sē āē̃  ? Tō dēkhō ātē haĩ nā . Nāṭak hai nā , drama hai . Sabkō apnā-apnā pāvan banāy karkē muktidhām mē̃ bhēj dētē haĩ . Tum bachchē jāntē hō ki sab phir apnā part bajānē āē̃gē . Pahlē ādi sanātan dēvī dēvtā dharm āē̃gē , phir kṣhatriya , phir vaiśhya , phir śhūdra . Phir is bīch mē̃ islāmī āē̃gē , bōddhī āē̃gē , phalānā āē̃gē . Yah aisē hō karkē , 5000 mē̃ yah jhāṛ ab jaṛjaṛībhūt hō gayā hai . Ab phir kalam lagāy rahē hai . Iskō kahā jātā hai sampling . Kiskī sampling  ? Inkī  ? Dēvī-dēvatāē̃ ādi sanātan dharm key|kī sēmpaliṅg . Tō jō jō most beloved sweet banē̃gē , bas samjhō ki vō number one mē̃ jāē̃gē . Aur mēhnat bhī kyā hai  ? Yād karō , simarō . Simar-simar sukh pāō , kalah-kalēś miṭē sab tan K|kē . Bābā , kahā̃ tak miṭē̃gē sab tan K|kē  ? Ham bhalā nirōgī kab banē̃gē , kalēś kab chhūṭē  ? Arē mīṭhē bachchē , tumkō 21 janm kabhī bhī kōī rōg kā jarā nahī̃ hōgā . Tum kabhī rōēṅgē nahī̃ . Tumkō kōī bhī vyādhi nahī̃ lagēgī  ; parantu number-vār kyōṅki maĩ tumkō first class jūtā dētā hū̃ jiskō boot kahā jātā hai . Yē boot kabhī purānā nahī̃ hōgā , agar purānā hōgā tō thōṛā-thōṛā aur jō trētāyug hai , usmē̃ baṛā achchhā rahēgā . Pīchhē dvāpar sē inkō rōg lagēgā . Abhī samajh tō gaē hō nā . Isliē bilkul hī sweet banō . Tumkō parṭikular is bhārat kō sweet banānā hai  ; kyōṅki jab bhārat sweet hai tō dūsrē kōī hōtē hī nahī̃ haĩ . Samjhā nā  ; kyōṅki bāp key|kī bhī tō birthplace bhārat hai nā . Aur kahā̃ jāē̃gē  ? Bhārat mē̃ hī āēṅgē . Samjhā nā . Bāp āēṅgē bhārat mē̃ aur gāyā bhī huā hai ki magadh dēśh mē̃ ātē haĩ , magarmachchh jaisē . Tō barōbar yē sindh hai nā . Magarmachchh vahā̃ hai bhī barōbar . Ēk maṅghā pīr hai , unmē̃ magarmachchh rahtē haĩ . Baṛā tālāb hai , unmē̃ magarmachchh rahtē haĩ . Tō patā nahī̃ , nām hī aisā paṛ gayā hai barōbar magadh dēśh mē̃ . Śhivbābā bhī vahā̃ ātē haĩ . Brahmā bhī yahā̃ sē nikalā huā hai , sarasvatī bhī vahā̃ sē nikalī huī hai . Nām paṛā huā hai unkā tō ātē bhī haĩ . Tō unmē̃ thōṛā-thōṛā kuchh na kuchh likhā hai . Tum barōbar jāntē hō ki bābā kahā̃ āē  ? Bômbē mē̃ āē yā karāñcī mē̃  ; parantu śhurū kiyā jā karkē magadh dēśh mē̃ . Sākṣhātkār vagairah tō bachchō̃ kō mālūm hai , kahī̃ bhī kiyā . Bômbē mē̃ kiyā , kalkattē mē̃ kiyā . Jab bābā key|kī pravēśhtā thī , patā nahī̃ kyā hō gayā . Bābā aisē ā karkē , kiskē sāmnē baiṭhtē thē tō dhyān mē̃ chalē jātē thē . Maĩ vaṇḍar khātā thā , kyā hai yē  ! Itnā dhyān mē̃ jaldī chalē jātē haĩ  ! Tō vō samajhtē thē ki jarūr iskō jādū hai . Yē kōī jādūgar hai yā kōī hipnōṭijma hai . Achchhā , sāt bajē haĩ . Gīt sunāō . … hamārā śhāstra tō dēkhō , yē gīt nikālā hai . Abhī yē bhī tō system paṛ gaī hai . Jarūr kalp pahlē bhī aisē hī huā hōgā , inmē̃ sē jō mukhya mukhya hai jiskā arth|earth , haĩ sab unkē banē huē , unkō phir transfer kartē haĩ . Hā̃ , chalāō . ( record bajā ) . jitnē-jitnē ātē jāē̃gē , yah mahaphil bēhad kī hai . Āyā huā hū̃ bēhad K|kē bachchō̃ key|kī mahaphil mē̃  ; parantu kōṭō mē̃ kōū kōū mē̃ kōū , kōū mē̃ kōū haĩ , jinkō phir manuṣhya sē dēvtā bannā hai . Hūbahū kalp pahlē muāphik vō sēmpaliṅg lagtī jāēgī . Sampling lagtē - lagtē - lagtē vō dēvī dēvtā ādi sanātan dharm key|kī sthāpanā yahā̃ hōnē kī hai . Bas , pīchhē kōī bhī dharm key|kī sthāpanā nahī̃ hōtī hai . Kōī bhī avatār jiskō maisēñjar kahā jātā hai , ātā nahī̃ hai . Bas abhī maisēñjar āyā hai , yah ākar brāhmaṇ dharm , dēvī-dēvtā dharm aur kṣhatriya dharm sthāpan kartā hai . Pīchhē dvāpar sē number one mē̃ maisēñjar ātē haĩ , jō dūsrā dharm sthāpan hōtē haĩ . Inmē̃ kōī bhī dharm dūsrā nahī̃ sthāpan hōtā hai . Bākī ādhā kalp mē̃ ḍhēr K|kē ḍhēr dharm sthāpan hōtē hã . Ēk pichhāṛī dūsrā , dūsrē kē pīchhē tīsrā , tō dēkhō kitnē anēk dharm hō gaē . ( record  : bach K|kē najarō̃ sē mērī kahā̃ jāōgē  ? … ) kalī hōtī hai nā . Kāṇṭē sē kalī , kalī sē fool|phūl . … bachchiyō̃ jab pukārtī haĩ , tab dillī mē̃ jātē haĩ , kānpur mē̃ jātē haĩ . Aisē-aisē bāhar jātē haĩ nā . Bhagvān ab yahā̃ jātē haĩ , bômbē mē̃ jātē haĩ rath par savār hō . Bābā kahtē haĩ - kitnā dēkhō hamārā yah rath hai . Nandīgaṇ iskō kahtē haĩ . Tum bachchō̃ kō mālūm hai  ? Vō jō mandir mē̃ bail biṭhātē haĩ , inkē ūpar bail thōṛē hī baiṭhēgā . Bail kē ūpar savārī thōṛē hī hōgī . Jaisē mōhammad hōtē haĩ nā . Unkō ghōṛē kē ūpar paṭkā|paṭakā rakh dētē haĩ . Tō ghōṛē kē ūpar thōṛē hī savār huā hōgā . Mōhammad ā karkē muslim dharm sthāpan kiyā hōgā . Usnē bail banāyā , musalmānō̃ nē ghōṛā banā diyā . Husain kā ghōṛā . Yah husain kā bail . Husain hai nā . Tum bachchō̃ kō kālē sē gōrā banātē haĩ nā . Ēk hai musāphir , bākī tum hō sab kālī sajniyā . Tumkō baiṭh karkē bilkul hī ēkdam ḵẖūbṣhūrat banātē haĩ , ēkdam svarg key|kī pariyō̃ banātē haĩ . Ēk khēl bhī hai . Ēk thā musāphir , dūsrī thī hasīnā . Tō ēk musāphir ā karkē arē , dēkhō tum bachchō̃ kō kitnā hasīn banātē haĩ . Yah musāphir bhārat kō kitnā hasīn banātē haĩ . Hai yē kathā  ; parantu vō lōg tō yē kathā banā dētē haĩ agaṛam-bagaḍam . ( record  : ham pukārē̃gē aur tum chalē āōgē … tumsē milnē mujhkō yahā̃ ānā paṛā dēkhō , kitnī sīdhī bāt hai . Huā yē gyān , phir sē mujhē ānā paṛā . Phir-phir sē mujhē ānā hī paṛēgā . Ab judāī kahā̃  ! Abhī tō ham tum sabkō lē jāēṅgē . Dēkhō , sājan kahtē haĩ tum sajaniyō̃ key|kī jyōti jagākar ham sabkō vāpas lē jāēṅgē . Tum jāntē hō ki barōbar ham isīliē kahtē haĩ - ham bābā kē pās chalē jāyē̃ , yah dēh-abhimān chhōṛ dēhī-abhimānī banē̃ . Majā hai hī , sab dēhī-abhimānī ban aur unkō yād karnā . Bachchō̃ kō bhī kahtē haĩ - mujh ēk kō karō , aur saṅg buddhi kā yōg tōṛ dō . Jarūr puruṣhārth karē̃gē tō yahī̃ karē̃gē nā . Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē huē bas tum mērē kō yād karō . Beloved most children number-vār puruṣhārth anusār vā lāl tō haĩ hī lāyak . Śābāś  ! Kitnā baṛā … murlī nahī̃ paṛhtē haĩ , tape suntē haĩ . Tō tape sunānē vālē sammukh sunāy rahē haĩ aur beloved most inkō banātē haĩ . Attention hai  ; kyōṅki yah most beloved ban jāvē , tō anēk baṛē-baṛē ādamiyō̃ kō beloved most banāēgā . Garīb hōgā tō garīb kō sunāēgā aur thōṛā position achchhā hōgā tō aur ū̃chē kō banāēgā . Ūñchī key|kī sēvā hōgī tō vō āvāj nikalēgā . Garībī kōī nā pūchhē bāt  ! . … ḍānsiṅg garlsa hōtī haĩ nā . Tō vahā̃ jō dance karē aur achchhē śhaukīn kahē̃ - vāh . Vāh  ! Agar vō dance kartī rahē , aur sab chup karkē baiṭhē rahē̃ , tō bichārī kā pair bhī pūrā nahī̃ chalē . Bōlē̃gē - sab śhāyad bhuṭṭū baiṭhē huē haĩ . Tō jab yahā̃ bhuṭadū baiṭhtē haĩ , tō bābā key|kī dance cum|kam chaltī hai . … hājur aur nājur aṅgrējī mē̃ kyā kahtē haĩ  ? Tīn akṣhar kahtē haĩ nā - ōmanīprējēnṭa ōmanīsiyēnṭa ōmanīpōṭēṇṭ . Yē aṅgrējī akṣhar hai . Yānī usmē̃ phir kahtē haĩ - bhagvān kō maĩ hājir-nājir jān . Abhī na hai hājir , na hai nājir . Kitnē sab jhūṭh bōltē haĩ . Abhī jhūṭh kisnē bōlī  ? Sabsē achchhā dillī kā chief justice aur śhrī rādhākr̥ṣṇan , jiskō śhrī-śhrī kahtē haĩ . Ājkal tō śhrī-śhrī sabkō kah dētē haĩ , śhrī lakṣhmī nārāyaṇ yā tō śhrī miss pūsī śhrī kuttē kā nām , billiyō̃ kā nām bhī śhrī-śhrī rakhtē haĩ . Musalmān bhaṅgī mēhtar , jō āyā sabkō śhrī kah dētē haĩ . Dēkhō , kyā wonderful hai  ! Vō bandar hōtē haĩ nā , . śhādī karē̃gē . Sab bandarō̃ key|kī bābā title dētē haĩ śhrī , sabkō śhrī . Āē thē nā . Mister ēṇḍ misēs thī . … . yah śhrī śhrī aur phir bākī jō guru lōg haĩ , unkō phir double śhrī . Bābā key|kī aur bachchō̃ key|kī sārī title yahā̃ kalahayug mē̃ yē asurō̃ kō dē diyā aur āpē hī apan kō likhtē haĩ - śhrī phalānā , śhrī phalānā . Nahī̃ tō kōī bhī apnē kō śhrī nahī̃ kahtē . Arē , jō governor lōg hōtē haĩ nā vāisalar … … … vō nahī̃ likhēgā ham vāisalar hai . Nīchē mē̃ likhē̃gē karjan . Pīchhē khud kā vō likh dēgā nīchē mē̃ māī|my lord phalānā . Tō bāp bhī kahtē haĩ - dēkhō , maĩ tō tum bachchō̃ kā obedient servant hū̃ tumhārī sēvā mē̃ upasthit rahtā hū̃ . Kyā hai bachchī  ? Ham aisē hī kahē̃gē sweetest bāpdādā kā beloved most sweetest children prati number-vār puruṣhārth … . kahnā paṛtā hai , kyā karē̃  ? Nahī̃ tō sabkō aisē hī kah , parantu haĩ school mē̃ number-vār puruṣhārth anusār . Agar teacher bhī hōgā tō bhī kahēgē - number-vār puruṣhārth anusār namastē . Agar nahī̃ kahtē haĩ , tō … yē bhuṭṭū hai  ; kyōṅki sabhī kōī ēk jaisē thōṛē hī hōtē haĩ , jō school mē̃ paṛhtē haĩ . Tō jō cum|kam paṛhtē haĩ vō master kā nām badnām kartē haĩ . Agar school key|kī result cum|kam ā jāē̃ tō gayā master kā nām , parantu nahī̃ , inkī kab cum|kam result cum|kam nahī̃ ātī hai  ; kyōṅki yah tō kalp-kalp jāntē haĩ ki mērī result number one ātī hai aur svarg ban jātā hai . Inkō naśhā hai nā . Achchhā , aisē-aisē mīṭhē-mīṭhē bāpdādā kā sikīladhē bachchō̃ prati yādpyār aur good morning .