शुक्रवार 10 जनवरी 1969 की साकार मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
Prātaḥ sabhā 10/1/69 ōmśhānti pitāśhrī śhivbābā yād hai ?
Ōmśhānti . Bāp baiṭh samjhātē haĩ gyān aur bhakti kē ūpar . Yah tō bachchē samajh gayē haĩ
Bhakti sē durgati hōtī hai aur satyug mē̃ bhakti hōtī nahī̃ , gyān bhī satyug mē̃ nahī̃
Miltā . Kr̥iṣhṇa na bhakti kartē haĩ , na gyān key|kī murlī bajātē haĩ . Murlī mānā hī gyān
Dēnā . Gāyan hai nā murlī mē̃ jādū . Tō jarūr kōī jādū hōgā nā . Sirph murlī bajānā
Vah tō common hai . Phakīr lōg bhī bajātē rahtē haĩ . Ismē̃ gyān kā jādū hai . Agyān kō
Jādū nahī̃ kahē̃gē . Murlī kō hī jādū kahtē haĩ . Manuṣhya samajhtē haĩ kr̥iṣhṇa murlī bajātā
Thā . Unkī bahut mahimā gātē haĩ . Bāp kahtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa jō dēvtā thā , manuṣhya bhī thā ;
Kyōṅki manuṣhya sē dēvtā , dēvtā sē phir manuṣhya yah hōtā hī rahtā hai . Daivī sr̥iṣhṭi bhī
Hōtī hai , manuṣy-sr̥ṣṭi bhī hōtī hai . Manuṣhya sē dēvtā bantē haĩ gyān sē . Jab satyug hai
Tō vah gyān kā varasā hai . Vahā̃ bhakti hōtī hī nahī̃ . Bhakti hōtī hī hai dvāpar sē , jab
Ki dēvtāē̃ manuṣhya ban jātē haĩ . Manuṣhya kō hamēśhā vikārī kahā jātā hai , dēvtāō̃ kō
Nirvi kārī kahā jātā hai . Dēvtāō̃ key|kī sr̥iṣhṭi kō pavitra duniyā̃ kahā jātā hai . Abhī tum
Manuṣhya sē dēvtā ban rahē hō . Manuṣhya mē̃ gyān nahī̃ hai tō manuṣhya kahā jātā hai . Jab
Manuṣhya mē̃ gyān hai tō unkō dēvtā kahā jātā hai . Gyān kiskō kahā jātā hai ? Ēk tō
Pahchān aur phir sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kā gyān kō gyān kahā jātā hai . Bhakta
Lōg yah nahī̃ jāntē haĩ . Tum ham , yah dādā bhī kahtē haĩ tum ham mē̃ gyān thā nahī̃ .
Gyān sē hōtī hai sadgati , phir bhakti hōtī hai unkō kahā jātā hai durgati . Kyōṅki
Bhakti kō rāt , gyān kō din kahā jātā hai . Yah tō kōī kō bhī buddhi mē̃ baiṭh saktā
Hai ; parantu daivīguṇ dhāraṇ nahī̃ kartē haĩ tō yah dhārṇā bhī hō nahī̃ saktī . Daivīguṇ hō
Tō samajh jāyē gyān key|kī dhārṇā hai . Gyān key|kī dhārṇā hai tō daivī guṇō̃ key|kī bhī dhārṇā
Hōgī . Gyān key|kī dhārṇā nahī̃ tō daivī guṇō̃ key|kī bhī dhārṇā hō na sakē . Gyān key|kī dhārṇā
Vālō̃ key|kī chalan dēvtā misal hōtē haĩ . Cum|kam dhārṇā vālē key|kī chalan mix rahtē haĩ .
Asur tō nahī̃ kahā jāvēgā . Kahē̃gē yah bachchē daivī guṇō̃ vālē haĩ . Dhārṇā nahī̃ tō gōyā
Hamārē bachchē hī nahī̃ . Bachchē bāp kō nahī̃ jāntē tō bāp bhī bachchō̃ kō nahī̃ māntē .
Kitnī kachchī 2 gāliyā̃ dētē haĩ . Manuṣhya hai tō bhagvān kō gālī dētē haĩ , phir vah
Brāhmaṇkul mē̃ ātē haĩ tō gālī dēnā band hō ( jātā ) hai . Tō yah gyān kā vichār
Sāgar manthan karnā chāhiē . Student vichār sāgar manthan kar gyān kō unnati mē̃ …
Haĩ . Tumkō gyān miltā hai us par apnā vichār sāgar manthan karnē sē amr̥it nikalēgā .
Vichār sāgar manthan nahī̃ karē̃gē tō bākī kyā manthan hōgā . Āsurī vichār , unsē kichṛā
Hī nikalēgā . Abhī tum īśhvarīy student . Jāntē hō manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī paṛhāī
Bāp hī pā rahē haĩ . Dēvtā nahī̃ pāvēṅgē . Dēvtāō̃ kō kab ( gyān ) kā sāgar nahī̃ kahā
Jātā . Gyān kā sāgar tō ēk bāp kō hī kahā jātā hai . Daivīguṇ bhī gyān sē . . . . hai .
Yah gyān abhī jō tum bachchō̃ kō miltā hai yah satyug mē̃ hōtā nahī̃ . In dēvtāō̃ mē̃
Daivīguṇ hã mahimā bhī kartē sarv guṇ sampann . . . . . . . . tō abhī tumkō aisā bannā hai . Apan
Sē pūchhnā chāhiē hamārē mē̃ C . . . daivīguṇ hai yā kōī āsurī guṇ hai . Agar āsurī guṇ hai
Tō unkō nikāl dēnā chāhiē . Tab hī dēvtā . . . . . nahī̃ tō cum|kam darjā pā lē̃gē . Abhī tum
Daivīguṇ dhāraṇ kartē hō . Bahut achchhī 2 bātē̃ sunātē hō . Inkō kahā jātā hai purūṣhōttam
Saṅgam yug jab ki tum purūṣhōttam ban rahē hō , tō vātāvaraṇ bhī bahut achchhā hōnā
Chāhiē . Chhī chhī bātē̃ na nikalē , nahī̃ tō kahā jāvēgā kamadarjē K|kē haĩ . Vātāvaraṇ sē jhaṭ
Patā pa jātā hai . Mukh . . . . hī duḥkh dēnē vānē nikaltē haĩ . Tum bachchō̃ kō tō bāp kā
Nām bālā karnā hai nā . Sadaiv mukhā . . . . rahnā chāhiē , nahī̃ tō unmē̃ gyān nahī̃ kahā
Jāvēgā . Mukh sē sadaiv ratna nikalē . Yah ( la 0 nā 0 ) dēkhō ki ( tanē ) harṣhitmukh haĩ . Inhō̃
Key|kī ātmā nē gyān ratna dhāraṇ kī thī . Mukh sē bhī gyān ratna nikālē thē . Ratna hī su . . . .
Thē . Kitnī khuśhī rahtī hai . Gyān ratna jō abhī tum lētē hō vah phir sachchē hīrē javāhar
Ban jātē haĩ . Mālā kōī hīrē javāharō̃ K|kē nahī̃ hai . In ratnō̃ key|kī hī mālā hai . Manuṣhya
Lōg phir vah ratna samajh aṅg . . . . pahan lētē haĩ . In gyān ratnō̃ key|kī mālā is purūṣhōttam
Saṅgam yug par hī patē haĩ . Yah ratna hī tumkō
21 janm mālā-māl banātē haĩ . Inkō kōī lūṭ na sakē . Yahā̃ tum vah hīrē javāhar nahī̃
Pahantē hō . Yahā̃ pahanō̃ tō jhaṭ kōī lūṭ lēvē . Tō apan kō bahut 2 samajhdār banānā hai .
Āsurī guṇō̃ kō nikālnā hai . Āsurī guṇō̃ sē sikal hī aisē hō jātē haĩ . Krōdh mē̃
Lāl lāl tā̃mbē misal sikal hō jātē haĩ . Kām vikār vālē tō kālē ban jātē haĩ .
Jaisē kr̥iṣhṇa kō kālā dikhātē haĩ nā . Vikārō̃ K|kē kāraṇ hī gōrā sē sāṅvarā ban gayā . Tum
Bachchō̃ kō harēk bāt mē̃ vichār sāgar manthan karnā chāhiē . Yah paṛhāī hai hī bahut dhan
Pānē key|kī . Tumnē sunā hōgā queen Victoria kā vajīr jō thā vah pahlē bahut garīb thā .
Dīvā jalākar paṛhtā thā ; parantu vah paṛhāī kōī ratna thōē hī hai . Vah tō akṣhar paṛhtē haĩ .
Knowledge paṛhkar pūrā position pā lētē haĩ . Tō paṛhāī kām I|āī|eye nā , na ki paisā ? Paṛhāī hī
Dhan hai . Vah hai had kā dhan . Yah phir hai bēhad kā dhan . Hai dōnō̃ paṛhāī . Abhī tum
Samajhtē hō bāp hamkō paṛhākar viśhva kā mālik banā dētē haĩ . Vah alpkāl kṣhaṇbhaṅgur
Key|kī paṛhāī hai . Ēk janma liyē . Phir dūsrē janm mē̃ nayē sirē paṛhnā pē . Vahā̃ tō dhan K|kē
Liyē paṛhāī kī darkār hī nahī̃ . Vahā̃ tō abhī K|kē purūṣhārth sē akīchār dhan miltā hai .
Dhan avināśhī ban jātā hai . Dēvtāō̃ kē pās bahut dhan thā . Phir jab vāmmārg mē̃ arthā ta
Rāvaṇ rājya mē̃ āyē haĩ tō bhī kitnā dhan thā . Kitnē mandir banāyē huyē haĩ . Phir bād mē̃
Ākar musalmānō̃ nē lūṭā . Kitnē dhanvān thē . Ājkal kī paṛhāī sē rkōi itnā
Dhanvān ban nahī̃ saktē . Abhī tum jāntē hō ham itnī ūñch paṛhāī paṛhtē haĩ jissē yah
Bantē haĩ . Kr̥iṣhṇa tō na gyān kō na bhakti kō jāntē haĩ . Tō is paṛhāī sē dēkhō manuṣhya
Kyā ban jātē haĩ . Garīb sē sāhukār . Abhī bhārat bhī kitnā garīb hai . Sāhukārō̃ kō tō
Phursat hī nahī̃ . Apnā hī ahaṅkār rahtā hai ham phalānā hū̃ . Ismē̃ ahaṅkār ādi miṭ
Jānā chāhiē . Ham ātmā haĩ . Ātmā kē pās tō dhan-daulat , hīrē-javāhar ādi kuchh bhī
Nahī̃ hai . Bāp bhī kahtē haĩ dēh sahit sabhī sambandh chōō . Ātmā śharīr chhōṛtī hai tō
Phir sāhukārī ādi sabhī khatm hō jātē haĩ . Jab nayē sirē paṛhtē haĩ , dhan kamātē haĩ phir
Dhanvān banē yā tō dān-puṇya achchhā kiyā hōgā tō sāhukār K|kē ghar janma lē̃gē . Kahtē haĩ
Nā yah past K|kē karmō̃ kā phal hai . Knowledge kā dān diyā hai vā college , dharmaśhālā ādi
Banāī hai tō uskā phal miltā hai ; parantu alpkāl K|kē liyē . Yah dān-puṇya bhī yahā̃
Kiyā jātā hai . Satyug mē̃ nahī̃ kiyā jātā . Satyug mē̃ achchhē hī karma hōtē haĩ . Kyōṅki
Abhī kā varasā milā huā hai . Vahā̃ kōī kā bhī vikarma nahī̃ banēgā . Kyōṅki rāvaṇ hī
Nahī̃ . Garībō̃ kā bhī nahī̃ banēgā . Yahā̃ tō sāhukārō̃ K|kē bhī vikarma bantē haĩ . Tab tō yah
Bimārī ādi duḥkh hōtē haĩ . Vikār mē̃ jānē sē vikārī karma ban jātē haĩ . Vikār bhī karma
Kartē haĩ tō vah vikarma ban jātā . Vahā̃ vikār mē̃ jātē hī nahī̃ tō vikarma kaisē banēgā .
Sārā madār karmō̃ par hai . Yah māyā rāvaṇ kā avguṇ hai . Jō manuṣhya vikārī ban jātē haĩ .
Bāp ākar paṛhātē haĩ nirvikārī banānē liyē . Bāp nirvikārī banātē haĩ māyā phir vikārī
Banā dētī hai . Rāmavãśī aur rāvaṇ vãnśhī key|kī yuddha chaltī hai . Tum bāp K|kē bachchē hō . Vah
Rāvaṇ K|kē bachchē haĩ . Kitnē achchhē 2 bachchē māyā sē hār khā lētē haĩ . Māyā baṛī prabal hai .
Bābā nām nahī̃ sunātē haĩ phir bhī ummīd rakhtē haĩ . Adham tē adham kā bhī uddhār karnā
Hōtā hai nā . Bāp kō tō sārē viśhva kā uddhār karnā hōtā hai . Bahut girtē haĩ . Ēkdam
Chaṭ khātē mē̃ . Achchhē 2 centres K|kē head hōkar rahtē huyē bhī adham tē adham ban jātē haĩ . Aisē
Kā bhī bāp uddhār kartē haĩ . Adham tō sabhī haĩ rāvaṇ K|kē rājya mē̃ ; parantu bāp bachātē haĩ
Phir girtē haĩ tō bahut adham tē adham ban jātē haĩ . Unkā phir itnā chaṛhnā nahī̃ hōtā .
Vah adhampanā andar khātā rahēgā . Jaisē tum kahtē hō ant kāl jō . . . . . . unkī buddhi mē̃
Vah adhampanā hī yād ātā rahēgā . Tō bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ kalp 2 tumhī̃ suntē
Hō , sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai jānvar jānē̃gē kyā ! Manuṣhya hī suntē aur samajhtē haĩ .
Jānvar tō nahī̃ kahē̃gē . Tō manuṣhya manuṣhya hī haĩ . In ( la 0 nā 0 ) kō bhī nām , kān ādi
Sabhī hai . Manuṣhya hai nā ; parantu daivīguṇ hai isliyē inkō dēvtā kahā jātā hai . Yah aisā
Sudhar dēvtā kaisē bantē haĩ phir kaisē girtē haĩ yah chakra kā tumkō pa gayā hai . Jō
Vichār sāgar manthan kartē rahē̃gē unkō dhārṇā bhī achchhī . . . . . .
Vicār-sāgar-manthan hī nahī̃ kartē tō buddhū ban patē . Murlī chalānē vālē kā vichār
Sāgar manthan chaltā rahēgā , is topic par yah yah samjhānā hai . Āṭōmēṭakali vichār
Sāgar manthan chaltā hai . Phalānē ānē vālē haĩ . Gyān tō nahī̃ hai , unhō̃ kō bhī hulās sē
Samajhāvēṅgē . Hō saktā hai kōī kuchh samajh jāyē . Unkē bhāgya . . . . hai . Rkōi jhaṭ niśhchay
Karē̃gē tō rkōi nahī̃ karē̃gē . Ummīnd rakhī jātī hai abhī nahī̃ samajhē̃gē ; parantu āgē chal
Jarūr samajhē̃gē . Ummīd rakhnī chāhiē nā . Ummīd rakhnā mānā hī service kā śhauk hai .
Thaknā nahī̃ hai . Bhal rkōi chaṛhkar phir adham banā hai , ātā hai tō jarūr unkō vijiṭ
Room mē̃ biṭhāvēṅgē vā kahē̃gē chalē jāō ? Jarūr pūchhē̃gē itnē din nahī̃ āyē ? Kahē̃gē māyā sē
Harāyē liyā thā . Aisē ḍhēr ātē haĩ . Samajhtē haĩ gyān bahut achchhā thā ; parantu māyā nē harāyē
Liyā . Smr̥iti tō rahtī hai nā . Bhakti mē̃ tō harānē aur jīt pānē key|kī tō bāt hī nahī̃ .
Yah knowledge dhāraṇ karnī hai . Inkā nām kuchh rakh nahī̃ saktē haĩ ; parantu dharm hai isliyē
Gītā pustak rachā huā hai . Ēk gītā hī gyān kā pustak hai ; parantu vah bhī jhūṭhī hōnē
Kāraṇ bhakti K|kē line mē̃ ā gayā . Vāstav mē̃ gītā śhāstra key|kī bhī darkār nahī̃ . Jhūṭhī
Gītā kyā kām key|kī . Hā̃ , rkōi saṅskr̥it mē̃ gītā kaṇṭh kar lētē haĩ tō phir bhaktalōg
Sunkar khuśh hōtē haĩ . Kuchh paisē bhī dē dētē haĩ . Gītā hai number one . Gītā vāstav mē̃
Brāhmaṇ hī paṛhtē haĩ . Tum brāhmaṇ hō nā . Tumhārā gītā par hak hai . Sīkhtē bhī brāhmaṇ
Haĩ . Jabatak brāhmaṇ na banē haĩ tab tak dēvtā ban na . . . . . kriśyacan , pārsī , musalmānō̃
Ādi mē̃ B|ba rāhmaṇ thōē hī hōtē haĩ . Brāhmaṇ brahmā K|kē bachchē paṛhtē haĩ . Yah sabhī tum abhī
Samajhtē hō . Tum jāntē hō alpha kō yād karnā hai . Alpha kō yād karnē sē hī bē
Bādśhāhī miltī hai . Jab bhī kōī tumkō milē bōlō , alpha allā bāp kō yād karō .
Alpha kō hī ūñch kahā jātā hai . Aṅgulī sē alpha kā iśhārā kartē haĩ . Sīdhā hī sīdhā
Alpha hai . Alpha kō ēk bhī kahā jātā . Ēk hī bhagvān hai . Bākī tō sabhī haĩ bachchē .
Bāp tō sadaiv alpha hī rahtē haĩ . Bē nahī̃ bantē . Bē aisē mutā hai nā . Tō nīchē bādśhāhī
Mē̃ nahī̃ ātē haĩ . Gyān bhī dētē haĩ , apnā bachchā bhī banātē haĩ . Tum bachchō̃ kō kitnā khuśhī
Mē̃ rahnā chāhiē . Bābā hamārī kitnī sēvā kartē haĩ . Hamkō viśhva kā mālik banātē haĩ .
Phir khud us pavitra naī duniyā̃ mē̃ ātē hī nahī̃ . Pāvan duniyā̃ mē̃ unkō kōī bulātē
Hī nahī̃ . Patit hī bulātē haĩ . Pāvan duniyā̃ mē̃ ākar kyā karē̃gē . Iskā nām hī hai
Patit-pāvan . Tō purānī duniyā̃ kō naī banānē key|kī unkī duty hai . Bāp kā nām hai
Śhiv aur śālīgrām bachchō̃ kō kahā jātā hai . Unkī bhī pūjā hōtī hai ; parantu pūjā karnē
Vālō̃ kō kuchh bhī patā nahī̃ hai . Bas ēk rasam rivāj hai . Pūjā hōnī chāhiē . Dēviyō̃ key|kī
Tō bahut phasrṭa class hīrē mōtiyō̃ K|kē mahal ādi banātē haĩ . Pūjā kartē haĩ . Vah tō liṅg
Miṭṭī kā banāyā aur tōṛā . Vah banānē mē̃ kōī mēhnat nahī̃ lagtī hai . Dēviyō̃ kō
Sajānē mē̃ bahut mēhnat lagtī hai . Unkī pūjā mē̃ bhī mēhnat nahī̃ . Mupht mē̃ miltā hai .
Patthar pānī mē̃ ghis 2 kar gōl ban jātē haĩ . Pūrā aṇḍā banā dētē haĩ . Kahtē bhī haĩ nā
Aṇḍē misal ātmā hai jō B|ba rahmatatva mē̃ rahtī hai . Isliyē unkō kahtē haĩ brahmāṇḍ .
Aṇḍō̃ key|kī rahnē jagah . Tum brahmāṇḍ K|kē bhī mālik bantē hō viśhva K|kē , bhī mālik bantē
Hō . Tō pahlē-pahlē samjhānī dēnī hai bāp key|kī . Śhiv kō bābā kah sabhī yād kartē haĩ . Dūsrā
Brahmā kō bhī bābā kahtē haĩ . Prajāpitā hai tō sārī prajā huī nā . Great-great grēnḍa father hai .
Yah sārā gyān tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ abhī hai . Prajāpitā brahmā kahtē tō bahut haĩ ; parantu
Yathārth rīti jāntē nahī̃ . Brahmā kiskā bachchā hai . Tum kahē̃gē parampitā paramātmā śhiv nē
Inkō adopt kiyā hai . Yah tō śharīrdhārī hai nā . Īśhvar K|kē aulād sabhī ātmāē̃ haĩ .
Phir śharīr miltā hai tō pa rajāpitā brahmā ēḍôpśan kahtē haĩ . Vah adoption nahī̃ hai .
Ātmāō̃ kō parampitā paramātmā nē adopt kiyā . Nahī̃ . Tumkō adopt kiyā hai . Tum hō
Brahmākumār-kumāriyā̃ . Śhivbābā adopt nahī̃ kartē haĩ . Sabhī ātmāē̃ anādi avināśhī
Haĩ . Sabhī ātmāō̃ kō apnā-apnā śharīr , part milā huā hai , jō bajānā hī hai . Yah anādi
Paramparā sē chalā ātā hai . Unkī ādi , ant nahī̃ kahā jātā . Achchhā , mīṭhē-mīṭhē rūhānī
Bachchō̃ kō rūhānī bāp dādā kā yādpyār good morning aur namastē .