शनिवार 30 अप्रैल 1977 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
>
30-04-77 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
Highest authority key|kī sthiti kā ādhār - combined rūp key|kī smr̥iti hai
Sadā prīti key|kī rīti nibhānē vālē , maryādāō̃ key|kī lakīr mē̃ rahnē vālē , ārṭāphiśal sōnē hiraṇ kē pīchhē sachchē sāthī kō kinārā na kar sāthī sē ēk second bhī dūr na rahnē vālē , sadā smr̥iti key|kī aṅgulī sāthī kē sāth dētē huē chalnē vālē , aisē vartamān aur bhaviṣhya takhtnaśhīn ātmāō̃ prati bābā bōlē :
Apnē combined ( C o m b i n e d ; milā-julā ) rūp key|kī sthiti mē̃ sadā sthit rahtē hō ? Pahlē , ātmā aur śharīr yah combined svarūp hai jō anādi sr̥iṣhṭi chakra mē̃ anādi part bajātē rahtē haĩ . Dūsrā , is purūṣhōttam saṅgamyug par brāhmaṇ ātmāē̃ arthāt bachchō̃ aur bāp kā sadā sāth combined rūp hai . Tīsrā , yādgār rūp mē̃ bhī chaturbhuj rūp dikhāyā hai . Sadaiv combined rūp key|kī knowledge kō dhāraṇ kartē huē chalō tō sadā highest authority apnē kō anubhav karē̃gē .
Pahlē apnē śharīr aur ātmā K|kē combined rūp kō sadā smr̥iti mē̃ rakhō . Śharīr rachnā hai , ātmā rachtā hai . Rachtā aur rachnā kā combined rūp hai . Tō svataḥ hī mālik pan smr̥iti mē̃ rahēgā . Mālik key|kī smr̥iti arthāt highest authority mē̃ rahē̃gē . Chalānē vālē hōṅgē na ki unkē vaśh chalnē vālē . Lēkin chaltē-chaltē jaisē lōgō̃ nē ātmā paramātmā kō milākar ēk kar liyā , vaisē ātmā aur śharīr kō alag-alag kē bajāē milākar ēk mān liyā hai . Arthāt apnī authority key|kī smr̥iti samāpt kar dī . Chaltē - chaltē body-conscious ( B o d y - C o n s c i o u s ; dēh abhimān ) hō gayē tō combined kē bajāē ēk hī mānnē lagē . Lō|low apnē kō bhūlā uskī result kyā hōgī ! Sab kuchh ganvāyā tō bēhōśh key|kī stage mē̃ apnā sab kuchh luṭā diyā .
Aisē hī vartamān saṅgamyug par bāp aur bachchē K|kē combined rūp key|kī smr̥iti bhūl jātē hō tō highest authority kē badlē apnē kō nirbal , śhaktihīn , udās , ulajhī huī ātmā vā vaśhībhūt huī ātmā anubhav kartē hō . Combined rūp key|kī smr̥iti samarthī lātī hai . Kisī bhī prakār K|kē māyā K|kē vighnō̃ kō combined rūp key|kī smr̥iti sē sāmnā karnē key|kī authority āṭōmēṭīkalī anubhav kartē haĩ . Chāhē svayã kamjōr ātmā bhī hō lēkin bāp kē sāth K|kē kāraṇ sarvśhaktivān K|kē saṅg vā smr̥iti sē master sarvśhaktivān anubhav kartē . Tō combined rūp mē̃ smr̥iti mē̃ rahē̃gē tō yādgār svarūp sadā smr̥iti mē̃ rahēgā . Alaṅkārī svarūp māyājīt key|kī niśhānī hai . Alaṅkārī sadā apnē kō śhaktiśhālī anubhav karē̃gē tō tīnō̃ hī prakār K|kē combined rūp kō smr̥iti mē̃ rakhō .
Yugal rūp sē akēlē nahī̃ banō . Jaisē duniyā mē̃ ājkal viśhēṣh sabhī companion ( C o m p a n i o n ; sāthī ) D ra kampanī ( sāth ) chāhtē haĩ . Iskē pīchhē hī apnā samay , tan-man-dhan lagātē haĩ . Tō āpkō bāp jaisā companion aur company sārē kalp mē̃ nahī̃ mil sakēgī . Laukik mē̃ companion dhōkhā bhī dē dētē , duḥkh bhī dētē , mood|mūḍ bhī badaltē , kabhī hansē̃gē , kabhī rūlāyēṅgē . Lēkin alaukik companion tō sadā harṣhit haĩ . Kab mood off ( M o o d O f f ; badaltē ) nahī̃ kartē . Dhōkhē sē bachātē haĩ . Sadā ēk kā hajār gunā dēnē vālā dātā hai , phir bhī companion kō na pahchānnē kāraṇ sadā sāth K|kē bajāy kinārā kar lētē . Nakhrē bahut kartē haĩ . Kabhī man kō mōṛ lētē , kabhī buddhi sē yahā̃ vahā̃ bhaṭaknē lag jātē haĩ . Kabhī saṅkalp sē talāk bhī dē dētē haĩ . Kisī bhī vyakti yā vaibhav K|kē vaśhībhūt hō jānā arthāt prabhāvit hō jānā . Tō itnā samay apnē companion kō saṅkalp sē talāk dēnā huā . Kinārā karnā arthāt talāk dēnā . Dil K|kē siṃhāsan par sachchē sāthī K|kē bajāy alpkāl kē sāth nibhānē vālē , had key|kī prāpti kā lōbh dēkar dhōkhā khilānē vālā arthāt ārṭiphiśal ( A r t i f i c i a l ; banāvṭī ) sōnē kā hiraṇ apnē taraph ākarṣhit kar dētā hai . Tō takhtnaśhīn sachchē sāthī kē bajāē dhōkhēbāj sāthī banā dētē haĩ . Saṅkalp mē̃ ākarṣhit hōnā arthāt talāk dēnā . Vāstav mē̃ bār-bār saṅkalp mē̃ talāk dēnā sadākāl K|kē rājya bhāgya kā talāk lēnā hai .
Kōī-kōī rūstē bhī bahut haĩ . Rūsnē kō ēk manōrañjan samajhtē haĩ . Bār-bār sāthī kō rōb bhī bahut dikhātē haĩ - ham tō aisē chalē̃gē hī . Ham tō yah karē̃gē hī . Āpkō bhī karnā hai . Āpnē vāydā kiyā hai āpkō lēkar hī jānā hai . Sarvśhaktivān hō tō śhakti dō . Madad dēnā āpkā kām hai . Lēkin madad lēnā mērā kām hai - yah yād nahī̃ rakhtē . ēk kadam mērā hazār kadam sāthī kā - yah bhūl jātē haĩ . Jō bātē̃ sāthī nē sunāī haĩ vahī̃ bātē̃ phir sāthī kō hī yād dilātē haĩ . Tō yah rōb huā nā ? Smr̥iti key|kī aṅgulī bār-bār khud chhōṛ dētē haĩ aur phir kahtē āp aṅgulī kyō̃ nahī̃ pakaṛtē hō . Aisē nāz nakharēlī bahut haĩ . Lēkin yād rakhō aisā companion jō nayanō̃ par biṭhākar lē jāē aisā kab milēgā ? Tō companion sē sadā tōṛ nibhāō . Arthāt combined rūp mē̃ rahō .
Sāth-sāth brāhmaṇō̃ key|kī company sabsē śhrēṣhṭh company hai jō drama K|kē bhāgya pramāṇ āp thōṛī see|sī|C ātmāō̃ kō hī prāpt hai . Lēkin company mē̃ bhī dēkhā jātā hai ki yah kampanī lābh dēnē vālī hai vā prāpti karānē vālī hai . Tō brāhmaṇ kampanī sarv prāpti karānē vālī hai . Brāhmaṇō̃ mē̃ full caste ( F u l l C a s t e ) brāhmaṇ aur half caste ( H a l f C a s t e ) brāhmaṇ dōnō̃ hī haĩ . Half caste arthāt kṣhatriya - tō company bhī brāhmaṇō̃ kī chāhiē . Jō sāthī key|kī kampanī vahī̃ kampanī chāhiē . Agar half caste brāhmaṇō̃ key|kī kampanī kar lētē haĩ tō sachchē sāthī sē svataḥ samīp kē bajāē dūr hō jātē haĩ . Brāhmaṇō̃ key|kī kampanī chaṛhtī kalā hōtī hai . Kṣhatriyō̃ key|kī kampanī mē̃ ṭhahartī kalā hō jātī hai . Jō jitnā śhrēṣhṭh hōtā hai uskō kampanī bhī śhrēṣhṭh hōtī hai . Tō brāhmaṇ śhrēṣhṭh , kṣhatriyō̃ kō cum|kam kar dētē haĩ . Jō company sāthī kō mañjūr nahī̃ . Vaphādār sāthī kabhī aisī company nahī̃ karē̃gē . Aisē nahī̃ kahnā ki kyā karē̃ ? Company tō chāhiē lēkin kaun see|sī|C company chāhiē yah bhī sōchnā . Tō sadā companion aur kampanī kō samajhkar sāth nibhāō . Kampainiyanan sē prīti key|kī rīti nibhāō . Aur kampanī mē̃ maryādāē̃ nibhāō . Samjhā ! Iskō hī kahā jātā hai combined rūp key|kī smr̥iti mē̃ highest authority key|kī sthiti mē̃ rahnā . Achchhā .
Sadā prīti key|kī rīti nibhānē vālē , maryādāō̃ key|kī lakīr mē̃ rahnē vālē , ārṭāphiśal sōnē hiraṇ kē pīchhē sachchē sāthī kō kinārā na kar sāthī sē ēk second bhī dūr na rahnē vālē , sadā smr̥iti key|kī aṅgulī sāthī kē sāth dētē huē chalnē vālē , aisē vartamān aur bhaviṣhya takhtnaśhīn ātmāō̃ kō bāp-dādā kā yād-pyār aur namastē .
Dīdī jī sē :
Is bār ḍrāmānusār purānō̃ sē milnē kā part na chāhtē bhī hō gayā hai . Mahūrtta hī mahārathiyō̃ sē huā . Aur jō mahārathī , bāp aur bāp K|kē guhya īśhārō̃ kō jān saktē haĩ vah aur suntē huē bhī nahī̃ jān saktē . Chāhē kitnī bhī public hō lēkin bāp public mē̃ bhī personal mulākāt bhī kartē haĩ . Lēkin guhyatā K|kē rahasya kō samajh nahī̃ sakē̃gē . Jaisē varṣhā ēk hī samay chārō̃ taraph paṛtī hai lēkin agar dhartī yōgya hai tō vah varṣhā paṛnē sē mālāmāl hō jātī hai . Agar dhartī hī yōgya nahī̃ tō varṣhā paṛtē huē bhī mālāmāl nahī̃ hōgī .
Tō mahārathiyō̃ kō bāp sadaiv ādi sē lēkar kis nazar sē dēkhtē ? Bachchē nahī̃ lēkin bhāī haĩ . Baṛē bachchē bhāī K|kē hī samān haĩ . Jaisē bāp dātā haĩ , vaisē mahārathiyō̃ kō bhī bāp , dātā key|kī nazar sē dēkhtē haĩ , na lēnē vālē lēkin bāp samān dēnē vālē haĩ . Jaisē bāp bhāgya vidhātā haĩ tō mahārathiyō̃ kō bhī kaun see|sī|C kampanī achchhī lagtī hai ? Vaisē bhī agar companionship ( C o m p a n i o n s h i p ; sāthīpan ) mē̃ ēk lambā ēk chhōṭā hō tō kyā hōgā ? Cartoon lagēgā nā ? Tō sthiti mē̃ bhī agar companion samān nahī̃ hōtē arthāt master sarvśhaktivān nahī̃ bantē , sāthī sarvśhaktivān aur vah kamjōr tō yah bhī ēk cartoon hō gayā nā ? Lambē aur chhōṭē key|kī jōṛī hō gaī nā . Vaisē laukik duniyā mē̃ bhī agar sāthī dōnō̃ samān nahī̃ hōtē , chāhē śharīr K|kē hisāb sē , chāhē knowledge K|kē hisāb sē , chāhē lakṣhaṇ K|kē hisāb sē vā maryādāō̃ K|kē hisāb sē tō kabhī bhī sāthī unkō sāth nahī̃ rakhē̃gē . Kinārē rakh dēgē . Duniyā kē āgē uskō nahī̃ lāyēṅgē . Tō bāp bhī sadā sāthī kiskō banāyēṅgē - jō samān hōṅgē . Duniyā kē āgē sample kiskō rakhē̃gē ? Cartoon kō ? Tō mahārathī arthāt samān sāthī . Aisē sāthiyō̃ kō hī her|har kārya mē̃ bāp sāth rakhtē vā aur hī āgē rakhtē haĩ . Agar companion key|kī line lagākar bāp dēkhē tō kyā dikhāī dētā hōgā ? Kaisī scene lagtī hōgī ? Lēkin phir bhī bāp sāgar hōnē kāraṇ jaisē bhī hai samā lētē . Sāgar mē̃ tō sab samā jātē haĩ nā . Lēkin number war|vār tō kahē̃gē nā . Har ēk kō apnē āpkō dēkhnā hai ki maĩ kaisā sāthī hū̃ , kitnē bār talāk dētē , kitnē bār nāz nakhrē kartē , kitnē bār rōb dikhātē ? Sārē din key|kī dincharyā mē̃ dēkhē̃ tō kyā-kyā kartē haĩ .
Party sē :
Nirantar smr̥iti mē̃ rahnē kā sādhan hai - mērāpan bhūl jānā . sab kuchh bāp kā hai . Yah tan bhī āpkā nahī̃ - bāp kā hai . Bāp nē sēvā arth|earth diyā hai - tō mērāpan nikal gayā na ? Mērāpan khatm tō dēhī abhimānī svataḥ ban gaē . Agar bāp key|kī smr̥iti thōṛī bhī kinārē hō jātī tō māyā ātī . Sadā combined rahō tō māyā key|kī himmat nahī̃ dēhbhān mē̃ lānē key|kī . Sadā bāp K|kē sivāē aur kuchh sūjhē hī nahī̃ .
Jab bāp kē sāth sē kinārā kartē tab kamzōr hōtē hō . Jis samay sōchtē hō kyā karē̃ ? Kaisē karē̃ ? Māyā par jīt pānā muśhkil hai , yah sōchnā arthāt kinārā karnā . Sarvśhaktivān bāp sāth hō tō kyā yah saṅkalp ā saktā hai ? Māyā , bāp sē alag karānē liē bhinn-bhinn rūp sē ātī haĩ . Maĩ nahī̃ kar saktā ? Maĩ kamjōr hū̃ - kaisē karū̃ ? Yah kamjōrī K|kē saṅkalp māyā rāvaṇ key|kī sēnā K|kē akāsur-bakāsur haĩ . Unsē ḍarnā nahī̃ haĩ sadaiv sōchō maĩ hã hī vijayī-pahalē bhī rahā hū̃ aur ab bhī hū̃ .
Is drama K|kē andar viśhēṣh part bajānē vālī viśhēṣh ātmāē̃ āp bachchē hō ; kyōṅki sabsē viśhēṣh tē viśhēṣh hai bāp . Bāp kē sāth part bajānē vālī ātmāē̃ āṭōmēṭīkalī viśhēṣh hōṅgī . Duniyā mē̃ bhī agar kōī viśhēṣh ātmāō̃ kē sāth thōṛā sā bhī samay rahtā hai tō ussē naśhā rahtā hai . Agar prāīm-minisṭar ( P r i m e M i n i s t e r ; pradhān mantrī ) kē sāth thōṛā bhī samay rahē tō kitnā naśhā rahtā hai . Vah tō āj hai kal nahī̃ . Lēkin yah kitnā ū̃chā hai , vah bhī avināśhī hai . Tō itnā naśhā rahtā hai ? Sadā ēk ras naśhā - maĩ bāp kā , bāp mērā . bāp sadā sāgar aur dātā , tō bachchē bhī sāgar aur dātā hō . Bābā madad karō yah bhī nahī̃ . Bāp nē apnē pās|pass kuchh rakhā hai kyā ? Agar dē hī diyā phir māṅgē̃gē kyā ? Janmatē hī bāp tāj , takht , tilak sab dē dētā hai . Phir māṅgē kyō̃ ? Sadaiv yah sōchō ki hamārē jaisē khuś-nasīb kōī nahī̃ , na huā hai na hōgā . Tō sadā jhūmtē rahē̃gē .
Karmyōg kā phal hai , sahajyōg aur khuśhī jō kuchh kartā uskā pratyakṣhaphal yahā̃ hī padmaguṇā miltā hai . Duniyā mē̃ jō kuchh kartē haĩ khuśhī kē liē . Yah bēhad key|kī avināśhī khuśhī hai . Man K|kē khuśh rahnē sē śharīr key|kī vyādhī bhī sūlī sē kāṇṭā hō jātī hai . Jyādā sōchnā nahī̃ ; sōchnē sē nirṇay śhakti kam hō jātī hai . Paper ānā mānā paripakva hōnā . Ghabrānā nahī̃ . Papers foundation ( F o u n d a t i o n ; nīṃv ) kō pakkā kartē . Foundation kō kūṭtē haĩ - vah kūṭnā nahī̃ lēkin majbūt karnā hai .
Kitnī bhī bāhar key|kī halchal hō lēkin ēk second mē̃ stop , kitnā vistār hō ēk second mē̃ samēṭ lē̃ . Svabhāv , saṅskār , saṅkalp , sambandh sab ēk second mē̃ samēṭ lē̃ - yah practice bahut chāhiē . Bhūkh-pyās , sardī-garmī sab kuchh hōtē huē saṅskār prakaṭ na hō̃ . Svabhāv bhī samay par dhōkhā dētē haĩ . Isliē svabhāv , saṅkalp , saṅskār sab samēṭ lō , isē kahā jātā hai - samēṭnē kī śhakti . jaisē practice sadā kāyam rakhō . Bahut samay K|kē abhyāsī hōṅgē tab pās|pass hō sakē̃gē . Achchhā .