सोमवार 3 जनवरी 1983 की अव्यक्त मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

> 03-01-83 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

Double vidēśhī bachchō̃ sē bāpdādā key|kī rūh-rūhān

Sarv key|kī viśhēṣhatāō̃ kō bēhad K|kē kārya mē̃ lagānē vālē , bēhad key|kī sthiti mē̃ sthit karnē vālē viśv-pitā bōlē -

Āj bāpdādā viśhēṣh double vidēśhī bachchō̃ sē milnē kē liē āyē haĩ . Sabhī bachchē dūr-dūr sē apnē sweet home mē̃ pahũch gayē . Jahā̃ sarv prāpti kā anubhav karnē kā svataḥ hī vardān prāpt hōtā hai . Aisē vardān bhūmi par vardātā bāp sē milnē āyē haĩ . Bāpdādā bhī kalp-kalp K|kē adhikārī bachchō̃ kō dēkh harṣhit hōtē haĩ . Bāpdādā dēkh rahē haĩ bhārat mē̃ nazdīk rahnē vālī kaī ātmāyē̃ abhī tak pyāsī ban ḍhūṇḍh rahī haĩ . Lēkin sākār rūp sē dūr-dūr rahnē vālē double vidēśhī bachchō̃ nē dūr sē hī apnē bāp kō pahchān , adhikār kō pā liyā . Dūr vālē samīp hō gayē aur samīp vālē dūr hō gayē . Aisē bachchō̃ K|kē bhāgya key|kī kamāl dēkh bāpdādā bhī harṣhit hōtē haĩ . Āj vatan mē̃ bhī bāpdādā double vidēśhī bachchō̃ key|kī viśhēṣhatāō̃ par rūh-rūhān kar rahē thē . Bhāratvāsī bachchō̃ key|kī aur double vidēśhī bachchō̃ key|kī , dōnō̃ key|kī apnī apnī viśhēṣhtā thī . Āj bachchō̃ key|kī kamāl K|kē guṇ gā rahē thē . Tyāg kyā kiyā aur bhāgya kyā liyā  ! Lēkin bachchō̃ key|kī chaturāī dēkh rahē thē ki tyāg bhī binā bhāgya K|kē nahī̃ kiyā hai . Saudā karnē mē̃ bhī pakkē vyāpārī haĩ . Pahlē prāpti kā anubhav huā , achchhī prāpti kō dēkh vyarth bātō̃ kā tyāg kiyā . Tō chhōṛā kyā aur pāyā kyā  ? Uskī list nikālō tō kyā result nikalēgī  ? Ēk chhōṛā aur padam pāyā . Tō yah chhōṛnā huā yā pānā huā  ? Ham ātmāyē̃ viśhva key|kī aisī śhrēṣhṭh viśhēṣh ātmāyē̃ banē̃gī , direct bāp sē sambandh mē̃ ānē vālī banē̃gī - aisā kab sōchā thā  ! Kriściyan sē kr̥iṣhṇapurī mē̃ ā jāyēṅgē yah kabhī sōchā thā  ! Dharmpitā K|kē follower thē . Tanā kē bajāē ṭālī mē̃ aṭak gayē . Aur ab is variety kalpa vr̥ikṣha kā tanā ādi sanātan brāhmaṇ sō dēvtā dharm K|kē ban gayē . Foundation ban gayē . Aisī prāpti kō dēkh chhōṛā kyā  ? Alpkāl key|kī nindrā kō jītā . Nīnd mē̃ sōnē kō chhōṛā aur svayã sōnā ( gold ) ban gayē . Bāpdādā double vidēśiyō kā savērē-savērē uṭh taiyār hōnā dēkh muskarātē haĩ . Ārām sē uṭhnē vālē aur abhī kaisē uṭhtē haĩ  ! Nīnd kā tyāg kiyā - tyāg K|kē pahlē bhāgya kō dēkh , amr̥itvēlē kā alaukik anubhav karnē kē bād yah nīnd bhī kyā lagtī hai  ! Khān-pān chhōṛā yā bīmārī kō chhōṛā  ? Khānā pīnā chhōṛnā arthāt kaī bīmāriyō̃ sē chhūṭnā . Mukt hō gayē nā . Aur hī hailtha vailtha dōnō̃ mil gaī . Isliē sunāyā ki pakkē vyāpārī hō .

Vidēśhī bachchō̃ key|kī aur ēk viśhēṣhtā yah dēkhtē ki jis taraph bhī lagtē haĩ tō bahut tīvragati sē us taraph chaltē haĩ . Tīvragati sē chalnē K|kē kāraṇ prāpti bhī sarv prakār key|kī full karnē chāhtē haĩ . Bahut fast chalnē K|kē kāraṇ kabhī kabhī chaltē chaltē thōṛī see|sī|C bhī māyā key|kī rūkāvaṭ ātī hai tō ghabrātē bhī fast haĩ . Yah kyā huā . Aisē bhī hōtā hai kyā  ! Aisē āśhcharya key|kī sthiti mē̃ paṛ jātē haĩ . Phir bhī lagan majbūt hōnē K|kē kāraṇ vighna pār hō jātā hai aur āgē kē liē majbūt bantē jātē haĩ . Mañzil par chalnē mē̃ mahāvīr hō , nājuk tō nahī̃ hō nā  ! Ghabrānē vālē tō nahī̃ hō  ? Drama tō bahut achchhā kartē hō . Drama mē̃ māyā kō bhagānē K|kē sādhan bhī bahut achchhē banātē hō . Tō is bēhad K|kē drama andar practical mē̃ bhī aisē hī mahāvīr pārṭdhārī hō nā  ? Muhabbat aur mēhnat , dōnō̃ mē̃ sē muhabbat mē̃ rahtē hō vā mēhnat mē̃  ? Sadā bāp kī yād mē̃ samāyē huē rahtē hō vā bār bār yād karnē vālē hō vā yād svarūp hō  ? Sadā sāth rahtē hō vā sadā sāth rahē̃ , isī mēhnat mē̃ lagē rahtē hō  ? Bāp samān bannē vālē sadā svarūp rahtē haĩ . Yād svarūp , sarvguṇ svarūp , sarv śhaktiyō̃ svarūp . Svarūp kā arth|earth hī hai apnā rūp hī vah ban jāyē . Guṇ vā śhakti alag nahī̃ hō . Lēkin rūp mē̃ samāyē huē hō̃ . Jaisē kamzōr saṅskār vā kōī avguṇ bahut kāl sē svarūp ban gayē haĩ , uskō dhāraṇ karnē key|kī kōī mēhnat nahī̃ kartē hō lēkin nature aur natural hō gayē haĩ . Unkō chhōṛnē chāhtē hō , mahsūs kartē hō ki yah nahī̃ hōnā chāhiē lēkin samay par phir sē na chāhtē bhī vah nature vā natural saṅskār apnā kārya kar lētē haĩ . Kyōṅki svarūp ban gayē haĩ . Aisē her|har guṇ vā her|har śhakti nijī svarūp ban jāē . Mērī nature aur natural guṇ bāp samān ban jāē̃ . Aisā guṇ svarūp , śhakti svarūp , yād svarūp hō jātā hai . Iskō hī kahā jātā hai - ‘ bāp samān ’ . Tō sab apnē kō aisē svarūp anubhav kartē hō  ? Lakṣhya tō yahī hai nā . Pānā hai tō full pānā yā thōṛē mē̃ bhī rājī hō  ? Chandravanśhī banē̃gē  ? ( nahī̃ ) chandravãśhī rājya bhī cum|kam thōṛē hī hai . Sūryavanśhī kitnē banē̃gē  ? Jō bhī sab baiṭhē haĩ sūryavanśhī banē̃gē  ? Rām key|kī mahimā cum|kam tō nahī̃ hai . Umaṅg utsāh sadā śhrēṣhṭh rahē yah achchhā hai .

Ab viśhva key|kī ātmāyē̃ āp sabsē kyā chāhtī haĩ vah jāntē hō  ? Abhī her|har ātmā apnē pūjya ātmāō̃ kō pratyakṣha rūp mē̃ pānē kē liē pukār rahī haĩ . Sirph bāp kō nahī pukār rahē haĩ . Lēkin bāp kē sāth āp pūjya ātmāō̃ kō bhī pukār rahē haĩ . Harēk samajhtē haĩ - hamārā paigambar kahō , messenger kahō , dēv ātmā kahō , vah āvē aur hamē̃ sāth lē chalē . Yah viśhva key|kī pukār pūrṇ karnē vālē kaun haĩ  ?

Āp pūjya dēv ātmāō̃ kā intjār kar rahē haĩ ki hamārē dēv āyēṅgē , hamē̃ jagāyēṅgē aur lē jāyēṅgē . Uskē liē kyā taiyārī kar rahē hō  ? Is conference kē bād dēv pratyakṣha hōṅgē abhī conference K|kē pahlē svayã kō śhrēṣhṭh ātmā pratyakṣha karnē kā svayã aur saṅgaṭhit rūp sē programme banāō . Is conference dvārā nirāśhā sē āśhā anubhav hōnī chāhiē . Vah dīpak tō udghāṭan mē̃ jagāyēṅgē , nāriyal bhī tōṛē̃gē . Sāth-sāth sarv ātmāō̃ prati śhubh āśhāō̃ kā dīpak bhī jagāyēṅgē . Ṭhikānā dikhānē kā ṭhakā hō jāē . Jaisē nāriyal kā ṭhakā kartē hō nā . Tō vidēśhī chāhē bhāratvāsī dōnō̃ kō milkar aisī taiyārī pahlē sē karnī hai . Tab hai mahātīrth key|kī pratyakṣhatā . Pratyakṣhatā key|kī kiraṇ abbā K|kē ghar sē chārō̃ ōr phailē . Jaisē kahtē bhī hō ki ābū viśhva kē liē light house hai . Yahī light andhkār K|kē bīch naī jāgr̥iti kā anubhav karāvē . Iskē liē hī sab āyē hō nā  ! Vā sirph svayã refresh hō chalē jāyēṅgē  ?

Sarv brāhmaṇō̃ kā ēk saṅkalp , vahī kārya key|kī saphaltā kā ādhār hai . Sabkō sahyōg chāhiē . Kilē key|kī ēk īṇṭ bhī kamzōr hōtī tō kilē kō hilā saktī hai . Isliē chhōṭē baṛē sab is brāhmaṇ parivār K|kē kilē key|kī īṇṭ hō tō sabhī kō ēk hī saṅkalp dvārā kārya kō saphal karnā hai . Sabkē man sē yah āvāz nikalē ki yah mērī jimmēvārī hai . Achchhā - jitnā bachchē yād kartē haĩ utnā bāp bhī yād pyār dētē haĩ . Achchhā –

Aisē sadā dr̥iṛh saṅkalp karnē vālē , saphaltā K|kē janma-siddh adhikār kō sākar mē̃ lānē vālē , sadā apnē śhrēṣhṭh bhāgya kō smr̥iti mē̃ rakhtē huē samarth rahnē vālē , svayã key|kī viśhēṣhtā kō sadā kārya mē̃ lagānē vālē , sadā her|har kārya mē̃ bāp kā kārya sō mērā kārya aisē anubhav karnē vālē , sarv kārya mē̃ aisē bēhad key|kī sthiti mē̃ sthit rahnē vālē viśhāl buddhi bachchō̃ kō yādpyār aur namastē . ’ ’

Brājīl party sē

Dēśh mē̃ sabsē dūr lēkin dil K|kē samīp rahnē vālī ātmāyē̃ hō nā  ! Sadā apnē kō dūr baiṭhē bhī bāp kē sāth anubhav kartē hō nā . Ātmā uṛtā pañchhī ban second mē̃ bāp K|kē vatan mē̃ , madhuban mē̃ pahũch jātī hai nā  ! Sadā sair kartē hō  ? Bāpdādā bachchō̃ key|kī muhabbat kō dēkh rahē haĩ ki kitnī dil sē sākār rūp mē̃ madhuban mē̃ pahuñchnē kā prayatna kar pahũch gayē haĩ . Iskē liē mubārak dētē haĩ . Bāpdādā āgē kē liē sadā vijayī rahō aur sadā aurō̃ kō bhī vijayī banāō yahī vardān dētē haĩ . Achchhā –

Ab viśhva key|kī ātmāyē̃ āp sabsē kyā chāhtī haĩ vah jāntē hō  ? Abhī her|har ātmā apnē pūjya ātmāō̃ kō pratyakṣha rūp mē̃ pānē kē liē pukār rahī hai . Sirph bāp kō nahī pukār rahē haĩ . Harēk samajhtē haĩ hamārā paigambar kahō , messenger kahō , dēv ātmā kahō vah āvē aur hamē̃ sāth lē chalē . Āp pūjya dēvātmāō̃ kā intjār kar rahē haĩ .

Śhānti śhānti śhānti śhānti