बुधवार 14 दिसंबर 1983 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 114-12-83 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > 14-12-83 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Prabhu parivār - sarvaśhrēṣhṭha parivār

1Today, BapDada is looking at his elevated Brahmin Family.

3Prabhu ratnō̃ kē prati bhōlānāth śhivbābā bōlē  :

2The Brahmin family is such an elevated family. 3Do all of you know this very well?

4Āj bāpdādā apnē śhrēṣhṭh brāhmaṇ parivār kō dēkh rahē haĩ .

4The first thing that BapDada did was to bring all of you in the lovely relationship of this family.

5Brāhmaṇ parivār kitnā ū̃chē tē ū̃chā parivār hai . 6Uskō sabhī achchhī tarah sē jāntē hō  !

5He did not just give the knowledge that you are elevated souls, but he said: you elevated souls are my children.

7Bāpdādā nē sabsē pahlē parivār K|kē pyārē sambandh mē̃ lāyā .

6That is, he brought you into this lovely relationship of Father and children.

8Sirph śhrēṣhṭh ātmā hō , yah gyān nahī̃ diyā lēkin śhrēṣhṭh ātmā , bachchē hō . 9Tō bāp aur bachchē K|kē sambandh mē̃ lāyā .

7And, after coming into this highest relationship, your pure relationship of brother and sister was created.

10Jis sambandh mē̃ ānē sē āpas mē̃ bhī pavitra sambandh bhāī-bahan kā juṭā .

8Once this relationship of Father and brother and sister was created, what was the result?

11Jahā̃ bāpdādā , bhāī-bahan kā sambandh juṭā tō kyā hō gayā - ‘ prabhu parivār ’ . 12Kabhī svapn mē̃ bhī aisē bhāgya kō sōchā thā ki sākār rūp sē direct prabhu parivār mē̃ vāris ban varsē K|kē adhikārī banē̃gē  ! 13Vāris bannā sabsē śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh bhāgya hai . 14Kabhī sōchā thā ki svayã bāp ham bachchō̃ kē liē hamārē samān sākār rūpdhārī ban bāp aur bachchē kā vā sarv sambandhō̃ kā anubhav karāyēṅgē  !

9It turned into the family of God.

15Sākār rūp mē̃ prabhu pālnā lē̃gē  ! 16Yah kabhī saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ thā . 17Lēkin abhī anubhav kar rahē hō nā  !

10Did you ever even dream that in the corporeal form you would become the direct children of God, and claim his inheritance as an heir?

18Yah sab anubhav karnē kā bhāgya tab prāpt huā jab prabhu parivār K|kē banē . 19Tō kitnē ū̃chē parivār K|kē adhikārī bachchē banē . 20Kitnī pavitra pālnā mē̃ pal rahē hō  !

11Your highest fortune is to become the heir of God directly. 12Did you ever imagine before that the Father himself would come in the corporeal, form and give you the experience of Father and son, or all relationships?

21Kaisē alaukik prāptiyō̃ K|kē jhūlē mē̃ jhūl rahē hō  ! 22Yah sab anubhav kartē hō nā . 23Parivār badal gayā .

13Did you ever imagine you would take direct sustenance from God himself in the corporeal form?

24Yug badal gayā . 25Dharm , karma sab badal gayā .

14You did not imagine this at all did you?

26Yug parivartan hōnē sē duḥkh K|kē saṅsār sē sukhō̃ K|kē saṅsār mē̃ ā gayē . 27Sādhāraṇ ātmā sē purūṣhōttam ban gayē . 2863 janm kīchaṛ mē̃ rahē aur abhī kīchaṛ mē̃ kamal ban gayē . 29Prabhu parivār mē̃ ānā arthāt janma-janmāntar kē liē takdīr key|kī lakīr śhrēṣhṭh ban jānā .

15But you are experiencing it now aren’t you?

30Prabhu parivār , parivār arthāt war|vār sē parē hō gayē . 31Kabhī bhī prabhu bachchō̃ par war|vār nahī̃ hō saktā .

16You claimed the fortune of getting all that experience only when you became a member of this Godly family.

32Prabhu parivār kā banē , sadā kē liē sarv prāptiyō̃ K|kē bhaṇḍār bharpūr hō gayē . 33Aisē master sarvśhaktivān ban gayē jō prakr̥iti bhī āp prabhu bachchō̃ key|kī dāsī ban sēvā karēgī . 34Prakr̥iti āp prabhu parivār kō śhrēṣhṭh samajh āpkē ūpar janma-janmāntar kē liē chãvar ( paṅkhā ) jhulātī rahēgī . 35Śhrēṣhṭh ātmāō̃ K|kē svāgat mē̃ , regard mē̃ chãvar jhulātē haĩ nā .

17Why?

36Prakr̥iti sadākāl kē liē regard dētī rahēgī . 37Prabhu parivār kā abhī bhī sarv ātmāō̃ kō snēh hai .

18Because you became the heirs of such an elevated family: you are being sustained by purity.

38Usī snēh K|kē ādhār par abhī tak gāyan aur pūjan kartē rahtē haĩ .

19You are swinging in the swing of alokik achievements.

39Prabhu parivār K|kē charitrō̃ kā abhī bhī kitnā baṛā yādgār śhāstra - ‘ bhāgavat ’ , pyār sē suntē aur sunātē rahtē haĩ . 40Prabhu parivār kā śhikṣhak aur godly student life kā , paṛhāī kā yādgār śhāstra - ’ gītā ’ , kitnē pavitratā sē vidhipūrvak suntē aur sunātē haĩ . 41Prabhu parivār kā yādgār ākāśh mē̃ bhī sūrya , chandramā aur lucky sitārō̃ K|kē rūp mē̃ manātē aur pūjtē rahtē haĩ . 42Prabhu parivār bāp K|kē diltakhtanaśhīn bantē , aisā takht sivāē prabhu parivār K|kē aur kiskō bhī prāpt hō nahī̃ saktā .

20Don’t you experience all that?

43Prabhu parivār key|kī yahī viśhēṣhtā hai . 44Jitnē bhī bachchē haĩ sab bachchē takhtnaśhīn bantē haĩ .

21Your family changed, the age changed, your religion as well as acts all changed.

45Aur kōī bhī rājya parivār mē̃ sab bachchē takhtnaśhīn nahī̃ hōtē haĩ . 46Lēkin prabhu K|kē bachchē sab adhikārī haĩ .

22Change of the age made you come from the world of sorrow into the world of happiness.

47Itnā śhrēṣhṭh aur baṛā takht sārē kalp mē̃ dēkhā  ?

23From an ordinary soul you turned into an elevated being.

48Jismē̃ sabhī samā jāē̃ . 49Prabhu parivār aisā parivār hai jō sabhī svarājya adhikārī hōtē .

24You remained in the quagmire for 63 births, and now you have turned into a lotus growing in the mud.

50Sabhī kō rājā banā dētā . 51Janm lētē hī svarājya kā tilak bāpdādā sabhī bachchō̃ kō dētē haĩ .

25To come into God’s family means to draw a line of highest fortune for the future births.

52Prajā tilak nahī̃ dētē . 53Rājya tilak dētē haĩ .

26To come into God’s family means to be away from attacks of Maya.

54Mahimā bhī rājya tilak kī hai nā .

27God’s children can never be attacked.

55Rāj-tilak divas viśhēṣh manāyā jātā hai . 56Āp sabnē apnā rājya tilak divas manāyā hai . 57Yā abhī manānā hai .

28The moment you came in God’s family your coffers of all achievements became full automatically forever.

58Manā liyā hai nā . 59Khuśhī key|kī niśhānī , bhāgya key|kī niśhānī , saṅkaṭ dūr hōnē key|kī niśhānī - ’ tilak ’ hōtā hai .

29You become Master Almighty to such an extent that even nature becomes your servant, and serves you, the children of God.

60Jab kōī kisī kārya par jātē haĩ , kārya saphal rahē uskē liē parivār vālē tilak lagākar bhējtē haĩ . 61Āp sabkō tō tilak lagā huā hai nā . 62Tilakdhārī , takhtadhārī , viśvakal yāṇ K|kē tājdhārī ban gayē hō nā .

30Nature will accept you as the most elevated souls, and for many births will pay respect in the form of fanning you: great souls are welcomed by giving regard to them in the form of fanning them.

63Bhaviṣhya kā tāj aur tilak isī janm K|kē prāpti key|kī prālabdh hai .

31Even until today all souls have great love for God’s family.

64Viśhēṣh prāpti kā samay vā prāptiyō̃ key|kī khān prāpt hōnē kā samay abhī hai . 65Abhī nahī̃ tō bhaviṣhya prālabdh bhī nahī̃ .

32It is on the basis of that love that, even today, they keep on praising and worshipping them (Deities) .

66Isī jīvan kā gāyan hai - dātā K|kē bachchō̃ kō , vardātā K|kē bachchō̃ kō aprāpta nahī̃ kōī vastu . 67Bhaviṣhya mē̃ phir bhī ēk aprāpti tō hōgī nā . 68Bāp kā milan tō nahī̃ hōgā nā .

33There is such a huge scripture giving the praise of the Divine Acts done by the family of God, in the Bhagwat, which people relate and hear with great love.

69Tō sarv prāptiyō̃ kā jīvan hī - ’ īśhvarīy parivār ’ hai . 70Aisē parivār mē̃ pahũch gayē hō nā . 71Samajhtē hō nā aisē ū̃chē parivār K|kē haĩ .

34The Teacher, and the Godly student life, are remembered in the name of the Gita, which people hear and relate with great purity and respect.

72Jiskī mahimā karē̃ tō apnē rāt-din bīt jāē̃ . 73Dēkhō bhaktō̃ kō kīrtan gātē-gātē kitnē din aur rāt bīt jātē haĩ . 74Abhī tak bhī gā rahē haĩ .

35God’s family is also remembered in the form of the Sun and the Moon, and lucky stars in the sky, which people respect and even worship.

75Tō aisā naśhā aur khuśhī sadā rahtī hai  ? 76‘ ‘ maĩ kaun ’ ’  !

36Those who come in God’s family claim his heart-throne.

77Yah pahēlī sadā yād rahtī hai . 78Vismr̥ti-smr̥ti K|kē chakra mē̃ tō nahī̃ ātē hō nā .

37Such a throne cannot be claimed by anyone else except those who belong to God’s family.

79Chakra sē tō chhūṭ gayē nā . 80‘ svadarśhan chakradhārī ’ bannā arthāt anēk had K|kē chakkarō̃ sē chhūṭ jānā .

38The speciality of God’s family is that all those who become his children claim that throne.

81Aisē ban gayē hō nā . 82Sabhī svadarśhan chakradhārī hō nā  !

39In no other Royal family do all the children claim the throne of the Father, the King.

83Master hōnā  ! 84Tō master sab jāntē haĩ  !

40But here, all God’s children are heirs to this throne.

85Rōj amr̥itvēlē ‘ ‘ maĩ kaun ’ ’ - yah smr̥iti mē̃ rakhō tō sadā samarth rahē̃gē . 86Achchhā -

41Have you ever seen such an elevated and huge huge throne before, in the whole kalpa?

87Bāpdādā bēhad K|kē parivār kō dēkh rahē haĩ .

42How many times have you gone through the cycle?

88Bēhad kā bāp bēhad K|kē parivār kō bēhad key|kī yād-pyār dētē haĩ . 89Sadā śhrēṣhṭh parivār K|kē naśhē mē̃ rahnē vālē , prabhu parivār K|kē mahattva kō jān , mahān bannē vālē , sarv prāptiyō̃ K|kē bhaṇḍār , śhrēṣhṭh rājya bhāgya prāpt karnē vālē prabhu ratnō̃ kō yād-pyār aur namastē . 90’ ’ 91 ( gyānā K|kē uncle aur aunty jō ājkal dēhlī mē̃ transfer hōkar āyē haĩ , vē|way bāpdādā sē milnē kē liē āyē thē .

43Did you ever witness such a throne on which all could sit?

92) 93Serviceable bachchō̃ kā bāpdādā milan kē sāth svāgat kar rahē haĩ .

44God’s family alone is such a family in which all claim self-rule: all become kings.

94Jitnā pal-pal yād kartē āyē hō uskē return mē̃ bāpdādā nayanō̃ key|kī palakō̃ mē̃ samāē huē bachchō̃ kā svāgat kar rahē haĩ . 95Ēk bāp K|kē guṇ gānē vālē bachchō̃ kō dēkh bāpdādā bhī bachchō̃ key|kī viśhēṣhtā K|kē guṇ gātē haĩ . 96Niśadin , niśapal , gīt gātē rahtē hō nā . 97Jab bachchē gīt gātē tō bāp kyā kartē  ?

45BapDada gives the tilak of self-rule to all the children, at the time of their birth itself.

98Jab kōī achchhā gīt gātā hai tō sunnē vālē kyā kartē haĩ  ? 99Na chāhtē huē bhī nāchnē lag jātē haĩ .

46He does not give the tilak to become a subject, but the tilak to become a ruler.

100Chāhē nāchnā āvē yā na āvē lēkin , baiṭhē-baiṭhē bhī nāchnē lag jātē haĩ .

47This is a special ceremony of giving the tilak to become a ruler.

101Tō bachchē jab snēh K|kē gīt gātē haĩ tō bāpdādā bhī khuśhī mē̃ nāchtē haĩ nā .

48This is a special ceremony of giving the tilak, called the Coronation Ceremony.

102Isīliē śhaṅkar dance bahut maśhhūr haĩ . 103Sēvā bhī tō nāchnā hai nā .

49Have all of you celebrated your coronation ceremony?

104Jis samay service kartē hō us samay man kyā kartā hai  ?

50Or do you have to celebrate it yet?

105Nāchtā hai nā .

51What will you say?

106Tō sēvā karnā bhī nāchnā hī hai . 107Achchhā -

52Have you already celebrated it?

108Bāpdādā sadā bachchō̃ key|kī viśhēṣh viśhēṣhtā kō dēkhtē haĩ . 109Janmatē hī viśhēṣh 3 tilak bāpdādā dvārā milē haĩ . 110Kaun sē  ?

53The sign of happiness, or the sign of fortune, or the sign of all obstacles removed, is in the form of a tilak.

111Tāj , takht tō haĩ hī lēkin 3 tilak viśhēṣh haĩ . 112Ēk svarājya kā tilak tō milā hī hai .

54When someone goes for any difficult task, then what is done to make that task successful?

113Dūsrā janmatē hī serviceable kā tilak milā . 114Tīsrā janmatē hī sarv parivār K|kē , bāpdādā K|kē snēhī aur sahyōgīpan kā tilak .

55The family members apply a tilak on that one’s forehead, and send him. 56All of you already have that tilak on you, haven’t you?

115Tīnō̃ tilak janmatē hī milē nā . 116Tō trimūrti tilakdhārī hō .

57Don’t you already possess the tilak, as well as the crown and the throne?

117Aisē viśhēṣh sēvādhārī sadā apnē kō samajhtē hō .

58The crown of doing World Benefit?

118Anēk ātmāō̃ kō umaṅg utsāh dilānē kē nimitt bannē key|kī sēvā drama mē̃ milī huī hai . 119Achchhā .

59The future crown and throne will be based on this crown and throne, as well as on the tilak that you claim now.

120Jitnā bachchē bāp kō yād kartē haĩ , utnā bāp bhī tō yād kartē haĩ .

60This is the time to claim all treasures: the mines of achievement.

121Sabsē jyādā akhaṇḍ avināśhī bāp kī yād hai .

61If not now, then not in the future either!

122Bachchē aur kārya mē̃ bhī busy hō jātē haĩ lēkin bāp kā tō kām hī yah hai . 123Amr̥itvēlē sē lēkar sabkō jagānē kā kām śhurū kartē haĩ . 124Dēkhō kitnē bachchō̃ kō jagānā paṛtā hai aur phir dēśh-vidēśh mē̃ , ēk sthān par bhī nahī̃ haĩ . 125Phir bhī bachchē pūchhtē , sārā din kyā kartē  !

62It is for thislife.

126Bachchō̃ kē bād phir bhaktō̃ kā kartē , phir science vālō̃ kō prērṇā dētē . 127Sabhī bachchō̃ key|kī dēkh-rēkh tō karnī paṛē .

63The praise is that the children of the Bestower - or the Fortune maker - have nothing lacking in their coffers.

128Chāhē gyānī haĩ , chāhē agyānī haĩ lēkin kaī prakār sē sahyōgī tō haĩ nā . 129Kitnē prakār K|kē bachchō̃ key|kī sēvā hai . 130Sabsē jyādā busy kaun hai  ? 131Sirph antar yah hai , śharīr kā bandhan nahī̃ hai .

64In the future, although you will get all achievements, there will be one thing lacking: you will not be able to have a meeting with the Father.

132Abhī kuchh time tō āp sab bhī bāp samān banē̃gē hī . 133Mūlvatan mē̃ rahē̃gē .

65Therefore it is the Godly Family that receives all achievements.

134Yah bhī āśhā sabhī key|kī pūrī hōgī . 135Achchhā –

66You have come into such a family haven’t you?

136Madhuban nivāsiyō̃ kē sāth - madhuban nivāsiyō̃ key|kī mahimā tō jāntē hī hō .

67Don’t you realise that you belong to the highest family?

137Jō mudhaban key|kī mahimā hai vahī madhuban nivāsiyō̃ key|kī mahimā hai .

68What will happen if the praise of this family begins to be sung?

138Her|har pal samīp sākār mē̃ rahnā issē baṛā bhāgya aur kyā hō saktā hai  !

69Many many days and nights will be spent in doing it.

139Dar par baiṭhē hō , ghar mē̃ baiṭhē hō , dil par baiṭhē hō . 140Madhuban nivāsiyō̃ kō mēhnat karnē key|kī āvaśyaktā nahī̃ , yōg lagānē key|kī āvaśyaktā hai kyā  !

70Just see the bhagats: when they start singing the praise of God, they spend so many days and nights in that.

141Yōg lagā huā hī rahtā hai .

71Even up to now they keep on singing.

142Lagē huē kō lagānē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ . 143Svataḥ yōgī , nirantar yōgī .

72Does this joy and intoxication remain in you always?

144Jaisē train mē̃ engine lagī huī hai , sabhī ḍibbē paṭṭē par haĩ tō svataḥ chaltē rahtē haĩ , chalānā nahī̃ paṛtā hai . 145Aisē āp bhī madhuban K|kē paṭṭē par hō , engine lagī huī hai tō svataḥ chaltē rahē̃gē . 146Madhuban nivāsī arthāt māyājīt . 147Māyā ānē key|kī kōśhiśh karēgī lēkin jō bāp key|kī kaśhiśh mē̃ rahtē haĩ vah sadā māyājīt rahē̃gē .

73“Who am I?”

148Māyā key|kī kaśhiśh dūr sē hī samāpt hō jāyēgī .

74So, you always remember this riddle to be solved?

149Sēvā tō sabhī bahut achchhī kartē haĩ . 150Sēvā kē liē ēk example hō .

75BapDada hopes that you don’t come into the state of remembrance and forgetfulness.

151Kōī kahā̃ bhī chārō̃ ōr sēvā mē̃ thōṛā bhī nīchē ūpar kartē haĩ tō sabhī madhuban vālō̃ kā hī dr̥iṣhṭānt dētē haĩ . 152Madhuban mē̃ kitnī athak sēvā pyār sē ghar samajhkar kartē haĩ . 153Yah sabhī māntē haĩ . 154Jaisē sēvā mē̃ sabhī number one hō , 100 marks lī haĩ aisē sab subject mē̃ bhī 100 marks chāhiē .

76You are freed from that state of mind aren’t you?

155Āp lōg board par likhtē hō nā - health , wealth , happiness tīnō̃ hī miltī hai . 156Tō yah bhī sab subject mē̃ marks chāhiē .

77To become swadarshanchakradhari - that is, to have complete knowledge of the cycle - means to be freed from all other limited cycles.

157Sabsē jyādā suntē madhuban vālē haĩ .

78Haven’t you become free from them?

158Pahlā-pahlā tājā māl tō madhuban vālē khātē haĩ .

79Aren’t you all swadarshanchakradhari?

159Dūsrē tō ēk turn mē̃ ēk bārī viśhēṣh brahmā bhōjan khātē . 160Āp tō rōj khātē . 161Sūkṣhma bhōjan , sthūl bhōjan sab garm , tājā miltā hai .

80Or do you think that, because you are still new, you do not know how to spin the cycle, or handle the cycle?

162Achchhā - naī taiyārī kyā kar rahē hō  ?

81Aren’t you the Masters?

163Ghar kō tō achchhā pyār sē sajā rahē hō .

82The Masters should know everything.

164Madhuban key|kī yah viśhēṣhtā hai her|har bār kōī na kōī naī addition hō jātī hai . 165Jaisē sthūl mē̃ navīntā dēkhtē aisē chaitanya mē̃ bhī her|har bār navīntā dēkh varṇan karē̃ ki is bār viśhēṣh madhuban mē̃ is prāpti key|kī lahar dēkhī . 166Bhinn-bhinn laharē̃ haĩ nā . 167Kabhī viśhēṣh ānand key|kī lahar hō , kabhī pyār key|kī , kabhī gyān K|kē viśhēṣhatāō̃ key|kī … harēk kō yahī lahar dikhāī dē .

83Do you understand (samja) ?

168Jaisē sāgar key|kī laharō̃ mē̃ kōī jātā tō laharānā hī paṛtā , nahī̃ tō ḍūb jāyēgā . 169Tō yah laharē̃ spaṣhṭ dikhāī dē̃ . 170Is kānaphrīnsa mē̃ viśhēṣh kyā karē̃gē  ? 171V|we . I|āī|eye . Ps . āyēṅgē , paper vālē āyēṅgē , varkaśāp hōṅgī , yah tō hōgā lēkin āp sab viśhēṣh kyā karē̃gē  ?

84Who are you?

172Jaisē sthūl dilavāṛā hai , uskī viśhēṣhtā kyā hai  ? 173Harēk kamrē key|kī ḍijāin alag-alag variety hai . 174Her|har kamrē key|kī apnī-apnī viśhēṣhtā hai .

85Everyday, at amrit vela, be conscious of “who am I”, and then you will always be powerful.

175Isliē yah mandir sab mandirō̃ sē nyārā hai . 176Mūrtiyā̃ tō aurō̃ mē̃ bhī hōtī hai lēkin is mandir mē̃ jahā̃ jāō vahā̃ viśhēṣh kārīgarī hai . 177Aisē chaitanya dilavāṛā mandir mē̃ bhī ham mūrtiyō̃ key|kī viśhēṣhtā apnī-apnī dikhāī dē . 178Jiskō dēkhē̃ , uskī ēk dō sē āgē viśhēṣh viśhēṣhtā dikhāī dē .

86Achcha.

179Jaisē vahā̃ kahtē kamāl hai banānē vālē key|kī .

87BapDada is looking at an unlimited Family.

180Aisē yahā̃ ēk-ēk key|kī viśhēṣhtā key|kī kamāl varṇan karē̃ . 181Āp lōg is bāt key|kī meeting karō .

88The Father is giving love and remembrance (yaad pyar) to his unlimited family.

182Kōī baṛī bāt nahī̃ hai kar saktē hō . 183Jaisē satyug mē̃ dēvatāē̃ sirph nimitt mātra teacher dvārā thōṛā-sā sunē̃gē lēkin smr̥iti bahut tēj hōgī , yād karnē key|kī mēhnat nahī̃ karnī paṛēgī . 184Jaisē sunā huā hī hai , vah sirph fresh hō rahā hai .

89To all those who are always intoxicated with this highest family... to those who know the importance of God’s family, and are becoming great themselves... to those who are the Treasure Houses of all achievements, who are going to claim the highest kingdom... to such Jewels of God love, remembrance, and namaste.

185Madhuban vālō̃ kē liē huā paṛā hai .

90(To Uncle and Auntie - Steve and Betty Narayan)

186Sirph thōṛā-sā dr̥iṛh saṅkalp kā iśhārā hai bas .

91BapDada welcomes the serviceable children.

187Saṅkalp bhī bahut achchhē-achchhē kartē hō lēkin usmē̃ dr̥iṛhtā kō bār-bār underline karō . 188Achchhā  ! 189Sēvādhāriyō̃ sē - jō sēvā kartā vah mēvā khātā .

92The amount of seconds that you have been remembering Baba: that many times BapDada welcomes you, by making you sit on his eyelashes.

190Mēvā khānē vālē sadā tandarūst rahtē haĩ . 191Sūkhā mēvā khānē vālē nahī̃ , tājā mēvā khānē vālē . 192Sēvādhārī sō bhāgya adhikārī .

93When BapDada sees those children who sing the praise of only One Father, he also starts singing their praise.

193Kitnā baṛā bhāgya hai .

94How many songs do you sing?

194Yādgār chitrō̃ kē pās jākar bhakta lōg sēvā kartē haĩ .

95Everyday, every moment, you sing songs, don’t you?

195Us sēvā kō mahāpuṇya samajhtē haĩ . 196Aur āp kahā̃ sēvā kartē hō  !

96When children sing the songs, what does BapDada do at that time?

197Chaitanya mahātīrth par .

97What does he do?

198Vē|way sirph tīrthō̃ par jākar chakkar lagākar ātē tō bhī mahān ātmā gāyē jātē .

98What happens to the listeners when they see someone singing a very beautiful song?

199Āp tō mahān tīrtha par sēvā kar mahān bhāgyaśhālī ban gayē .

99Even if they don’t want to, they start dancing.

200Sēvā mē̃ tatpar rahnē vālē kē pās māyā ā nahī̃ saktī .

100When children sing songs of love, BapDada starts dancing in joy, doesn’t he?

201Sēvādhārī mānā man sē bhī sēvādhārī , tan sē bhī sēvā mē̃ busy rahnē vālē .

101What else does he have to do? 102To do service is also like dancing here and there.

202Tan kē sāth man bhī busy rahē tō māyā nahī̃ āyēgī .

103Then, at the time of doing service, what does your mind do?

203Tan sē sthūl sēvā karō aur man sē vātāvaraṇ , vāyumaṇḍal kō śhaktiśhālī banānē key|kī sēvā karō .

104It dances, doesn’t it? 105Therefore to do service also means to dance: this is why Shankar’s dance is very famous.

204Double sēvā karō , single nahī̃ .

106They have not understood what type of dance it is.

205Jō double sēvādhārī hōgā uskō prāpti bhī itnī hōgī .

107BapDada hopes that all of your tiredness is gone.

206Man kā bhī lābh , tan kā bhī lābh , dhan tō akīchār ( athāh ) milnā hī hai .

108You had a very long trip (by car from Delhi) . 109You have reached the Delhi capital haven’t you?

207Is samay bhī sachchē sēvādhārī kabhī bhūkhē nahī̃ rah saktē .

110You have reached here to establish your own kingdom.

208Dō rōṭī jarūr milēgī . 209Tō sabhī nē sēvā key|kī lottery mē̃ apnā number lē liyā .

111In your kingdom you will not be travelling in this way.

210Jahā̃ bhī jāō , jab bhī jāō yah khuśhī sadā sāth rahē kyōṅki bāp tō sadā sāth hai .

112You will have more vimans to travel in, compared to the vehicles the President has today.

211Khuśhī mē̃ nāchtē-nāchtē sēvā kā part bajātē chalō . 212Achchhā -

113So you are bringing forth your own kingdom aren’t you?

213Praśhna  : saṅgamyug key|kī kaun-sī viśhēṣhtā hai jō sārē kalp mē̃ nahī̃ hō saktī  ?

114Haven’t you been planning, since coming to Delhi? 115You are an engineer by profession, aren’t you?

214Uttar  : saṅgamyug par hī harēk kō ‘ ‘ mērā bābā ’ ’ kahnē kā adhikār hai .

116BapDada hopes that new plans for your kingdom are coming into your intellect.

215Ēk kō hī sab ‘ mērā bābā ’ kahtē haĩ .

117BapDada looks at the speciality of the children.

216Mērā kahnā arthāt adhikārī bannā .

118Don’t you know which one it is?

217Saṅgam par hī harēk kō ēk bāp sē mērē-pan kā anubhav hōtā hai .

119Right from your birth, you have received three tilaks from Baba. 120Which one?

218Jahā̃ mērā bābā kahā vahā̃ varsē K|kē adhikārī ban gayē . 219Sab kuchh mērā huā .

121You already have the crown and throne, but you have three special tilaks.

220Had kā mērā nahī̃ , bēhad kā mērā .

122One is the tilak of your kingdom/rule.

221Tō bēhad K|kē mērē-pan key|kī khuśhī mē̃ rahō . 222Praśhna  : samīp ātmā key|kī mukhya niśhānī kyā hōgī  ?

123The second is that - right from birth - you have received the tilak of being a serviceable child.

223Uttar  : samīp ātmāē̃ arthāt sadā bāp K|kē samān her|har saṅkalp , her|har bōl aur her|har karma karnē vālī . 224Jō samīp hōṅgē vah samān bhī avaśhya hōṅgē .

124And the third is the tilak of love and co-operation towards the whole Divine family. 125You received all of these three tilaks, right from your birth, didn’t you?

225Dūr vālī ātmāē̃ thōṛī añchalī lēnē vālī hōṅgī .

126Therefore you are the possessor of the trimurti tilak.

226Samīp vālī ātmāē̃ pūrā adhikār lēnē vālī hōṅgī .

127Do you consider yourself to be always such a server? 128Achcha.

227Tō jō bāp K|kē saṅkalp , bōl , vah āpkē .

129The garland of success is always around your neck.

228Iskō kahā jātā hai - ‘ samīp ’ . 229Achchhā –

130* * * O M S H A N T I* * *