सोमवार 7 जनवरी 1985 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
>
07-01-85 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
Nayē varṣh kā viśhēṣh saṅkalp
Sadā dātā , bhāgya vidhātā avyakt bāpdādā bōlē
Āj vidhātā bāp apnē master vidhātā bachchō̃ sē milnē āyē haĩ . Vidhātā bāp her|har bachchē K|kē chart kō dēkh rahē haĩ . Vidhātā dvārā milē huē khajānō̃ mē̃ sē kahā̃ tak vidhātā samān master vidhātā banē haĩ ? Gyān K|kē vidhātā haĩ ? Yād K|kē śhaktiyō̃ K|kē vidhātā haĩ ? Samay pramāṇ āvaśhyaktā pramāṇ her|har śhakti K|kē vidhātā hai ? Guṇō̃ K|kē vidhātā banē haĩ ? Rūhānī dr̥iṣhṭi K|kē , rūhānī snēh K|kē vidhātā banē haĩ ? Samay pramāṇ har ēk ātmā kō sahyōg dēnē K|kē vidhātā banē haĩ ? Nirbal kō apnē śhrēṣhṭh saṅg K|kē vidhātā , samparka K|kē vidhātā banē haĩ ? Aprāpta ātmāō̃ kō tr̥ipt ātmā banānē K|kē umaṅg-utsāh K|kē vidhātā banē haĩ ? Yah chart her|har master vidhātā kā dēkh rahē thē .
Vidhātā arthāt her|har samay , her|har saṅkalp dvārā dēnē vālē . Vidhātā arthāt pharākhadil . Sāgar samān dēnē mē̃ baṛī dil vālē . Vidhātā arthāt sivāē bāp K|kē aur kisī ātmā sē lēnē key|kī bhāvnā rakhnē vālē nahī̃ . Sadā dēnē vālē . Agar kōī rūhānī snēh , sahyōg dētē bhī haĩ tō ēk kē badlē mē̃ padmaguṇā dēnē vālē . Jaisē bāp lētē nahī̃ , dētē haĩ . Agar kōī bachchā apnā purānā kakhpan dētā bhī hai , uskē badalē|badlē mē̃ itnā dētā hai jō lēnā , dēnā mē̃ badal jātā hai . Aisē master vidhātā arthāt her|har saṅkalp , her|har kadam mē̃ dēnē vālā . Mahān dātā arthāt vidhātā . Sadā dēnē vālā hōnē kāraṇ sadā niḥsvārthī hōṅgē . Sva K|kē svārtha sē sadā nyārē aur bāp samān sarv K|kē pyārē hōṅgē . Vidhātā ātmā kē prati svataḥ hī sarv kā regard kā record hōgā . Vidhātā svataḥ hī sarv key|kī najar mē̃ dātā arthāt mahān hōṅgē . Aisē vidhātā kahā̃ tak banē haĩ ? Vidhātā arthāt rājavãśī . Vidhātā arthāt pālanhār . Bāp samān sadā snēh aur sahyōg key|kī pālnā dēnē vālē . Vidhātā arthāt sadā sampann . Tō apnē āpkō check karō ki lēnē vālē hō vā dēnē vālē master vidhātā hō ?
Ab samay pramāṇ master vidhātā kā part bajānā hai . Kyōṅki samay key|kī samīpatā hai arthāt bāp samān bannā hai . Ab tak bhī apnē prati lēnē key|kī bhāvnā vālē hōṅgē tō vidhātā kab banē̃gē ? Abhī dēnā hī lēnā hai , jitnā dēgē utnā svataḥ hī baṛhtā jāyēgā . Kisī bhī prakār K|kē had key|kī bātō̃ K|kē lēvtā nahī̃ banō . Abhī tak apnē had key|kī āśhāyē̃ pūrṇ karnē key|kī ichchhā hōgī tō viśhva key|kī sarv ātmāō̃ key|kī āśhāyē̃ kaisē pūrṇ karē̃gē ? Thōṛā-sā nām chāhiē , mān chāhiē , regard chāhiē , snēh chāhiē , śhakti chāhiē . Ab tak svārthī arthāt sva K|kē arth|earth yah ichchhāyē̃ rakhnē vālē hōṅgē tō ichchhā mātram avidyā key|kī sthiti kā anubhav kab karē̃gē ? Yah had key|kī ichchhāyē̃ kabhī bhī achchhā bannē nahī̃ dē̃gī . Yah ichchhā bhī royal bhikhārīpan kā aṅśh hai . Adhikārī kē pīchhē yah sab bātē̃ svataḥ hī āgē ātī haĩ . Chāhiē-chāhiē kā gīt nahī̃ gātē mil gayā , ban gayā , yahī gīt gātē haĩ . Bēhad K|kē vidhātā kē liē yah had key|kī āśhāyē̃ vā ichchhāyē̃ svayã hī parchhāī K|kē samān pīchhē-pīchhē chaltī haĩ . Jab gīt gātē hō - pānā thā vah pā liyā phir yah had K|kē nām , mān , śhān , pānē kā kaisē rah jātā hai ? Nahī̃ tō gīt kō badalī karō . Jab 5 tatva bhī āp vidhātā kē āgē dāsī ban jātē haĩ , prakr̥iti jīt māyājīt ban jātē hō , uskē āgē yah had key|kī ichchhāyē̃ aisī haĩ jaisē sūrya kē āgē dīpak . Jab sūrya ban gayē tō in dīpakō̃ key|kī kyā āvaśhyaktā hai ? Chāhiē key|kī tr̥ipti kā ādhār hai , jō chāhiē vah jyādā sē jyādā dētē jāō . Mān dō , lō|low nahī̃ . Regard dō , regard lō|low nahī̃ . Nām chāhiē tō bāp K|kē nām kā dān dō . Tō āpkā nām svataḥ hī hō jāyēgā . Dēnā hī lēnē kā ādhār hai . Jaisē bhakti mārg mē̃ bhī yah rasam chalī āī hai , kōī bhī chīz key|kī kamī hōgī tō prāpti kē liē usī chīz kā dān karātē haĩ . Tō vah dēnā lēnā hō jāyēgā . Aisē āp bhī dātā K|kē bachchē dēnē vālē dēvtā bannē vālē hō . Āp sabkī mahimā dēnē vālē dēvā , śhānti dēvā , sampatti dēvā , kahā kartē haĩ . Lēvā kahkar mahimā nahī̃ kartē haĩ . Tō āj yah chart dēkh rahē thē . Dēvtā bannē vālē kitnē haĩ aur lēvtā ( lēnē vālē ) kitnē haĩ . Laukik āśhāyē̃ , ichchhāyē̃ tō samāpt hō gaī . Ab alaukik jīvan key|kī bēhad key|kī ichchhāyē̃ samajhtē haĩ ki yah tō gyān kī haĩ nā . Yah tō hōnī chāhiē nā . Lēkin kōī bhī had key|kī chāhnā vālā māyā kā sāmnā nahī̃ kar saktā hai . Māṅgnē sē milnē vālī yah chīz hī nahī̃ hai . Kōī kō kahō mujhē regard dō yā regard dilāō . Māṅgnē sē milē yah rāstā hī wrong hai tō mañzil kahā̃ sē milēgī . Isliē master vidhātā banō . Tō svataḥ hī sab āpkō dēnē āyēṅgē . Śhān māṅgnē vālē parēśhān hōtē haĩ . Isliē master vidhātā key|kī śhān mē̃ rahō . Mērā mērā nahī̃ karō . Sab tērā-tērā . Āp tērā karē̃gē tō sab kahē̃gē tērā-tērā . Mērā-mērā kahnē sē jō ātā hai vah bhī ganvā dēgē . Kyōṅki jahā̃ santuṣhṭatā nahī̃ vahā̃ prāpti bhī aprāpti K|kē samān hai . Jahā̃ santuṣhṭatā hai vahā̃ thōṛā bhī sarv samān hai tō tērātērā kahnē sē prāpti svarūp ban jāyēṅgē . Jaisē yahā̃ gumbad K|kē andar āvāz kartē hō tō vahī āvāz vāpas ātā hai . Aisē is bēhad K|kē gumbad K|kē andar agar āp man sē mērā kahtē hō tō sabkī taraph sē vahī mērā kā hī āvāz suntē hō !
Āp bhī kahē̃gē mērā , vah bhī kahēgā mērā . Isliē jitnā man K|kē snēh sē ( matlab sē nahī̃ ) tērā kahē̃gē utnā hī man K|kē snēh sē āgē vālē āpkō tērā kahē̃gē . Is vidhi sē mērē-mērē key|kī had bēhad mē̃ parivartan hō jāyēgī . Aur lēvtā kē bajāē master vidhātā ban jāyēṅgē . Tō is varṣh yah viśhēṣh saṅkalp karō ki sadā master vidhātā banē̃gē . Samjhā
Mahārāṣhṭra zone āyā hai , tō mahān bannā hai nā . Mahārāṣhṭra arthāt sadā mahān ban sarv kō dēnē vālē bannā . Mahārāṣhṭra arthāt sadā sampann rāṣṭra . Dēśh sampann hō na hō lēkin āp mahān ātmāyē̃ tō sampann hō . Isliē mahārāṣhṭra arthāt mahādānī ātmāyē̃ .
Dūsrē U|you . pī|P . K|kē haĩ . U|you . pī|P . mē̃ bhī patit pāvanī gaṅgā kā mahatva hai . Tō sadā prāpti svarūp haĩ , tab patit pāvanī ban saktē haĩ . Tō U|you . pī|P . vālē bhī pāvanatā K|kē bhaṇḍār haĩ . Sadā sarv kē prati pāvanatā key|kī añchalī dēnē vālē master vidhātā haĩ . Tō dōnō̃ hī mahān huē nā . Bāpdādā bhī sarv mahān ātmāō̃ kō dēkh harṣhit hōtē haĩ .
Double vidēśhī tō haĩ hī double naśhē mē̃ rahnē vālē . Ēk yād kā naśhā , dūsrā sēvā kā naśhā . Majority is double naśhē mē̃ sadā rahnē vālē haĩ . Aur yah double naśhā hī anēk naśō̃ sē bachānē vālā hai . Sō double vidēśhī bachchē bhī dōnō̃ hī bātō̃ key|kī race mē̃ number achchhā lē rahē haĩ . Bābā aur sēvā K|kē gīt svapn mē̃ bhī gātē rahtē haĩ . Tō tīnō̃ nadiyō̃ kā saṅgam hai . Gaṅgā , jamunā , sarasvatī tīnō̃ hō gayē nā . Sachchā allāh kā ābād kiyā huā sthān tō yahī madhuban hai nā . Isī allāh K|kē ābād kiyē huē sthān par tīnō̃ nadiyō̃ kā saṅgam hai . Achchhā
Sabhī sadā master vidhātā , sadā sarv kō dēnē key|kī bhāvnā mē̃ rahnē vālē , dēvtā bannē vālē , sadā tērā-tērā kā gīt gānē vālē sadā aprāpta ātmāō̃ kō tr̥ipt karnē vālē , sampann ātmāō̃ kō vidhātā vardātā bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
Teachers kē sāth mulākāt - sēvādhārī sēvā karnē sē svayã bhī śhaktiśhālī bantē haĩ aur dūsrō̃ mē̃ bhī śhakti bharnē kē nimitt bantē haĩ . Sachchī rūhānī sēvā sadā sva unnati aur aurō̃ key|kī unnati kē nimitt banātī hai . Dūsrē key|kī sēvā karnē sē pahlē apnī sēvā karnī hōtī . Dūsrē kō sunānā arthāt pahlē khud suntē , pahlē apnē kānō̃ mē̃ jāyēgā nā . Sunānā nahī̃ hōtā , sunnā hōtā hai . Tō sēvā sē double phāydā hōtā hai . Apnē kō bhī aur dūsrō̃ kō bhī . Sēvā mē̃ busy rahnā arthāt sahaj māyājīt bannā . Busy nahī̃ rahtē tab māyā ātī hai . Sēvādhārī arthāt sadā busy rahnē vālī . Sēvādhāriyō̃ kō kabhī phursat hī nahī̃ hōtī . Jab phursat hī nahī̃ tō māyā kaisē āyēgī . Sēvādhārī bannā arthāt sahaj vijayī bannā . Sēvādhārī mālā mē̃ sahaj ā saktē haĩ . Kyōṅki sahaj vijayī haĩ . Tō vijayī vijay mālā mē̃ āyēṅgē . Sēvādhārī kā arth|earth hai tājā mēvā khānē vālē . Tājā phal khānē vālē bahut healthy hōṅgē . Doctor bhī kahtē haĩ tājā phal tājī sabjiyā̃ khāō . Tō sēvā karnā mānā viṭaminsa milnā . Aisē sēvādhārī hō nā ! Kitnā mahatva hai sēvā kā . Abhī isī bātō̃ kō check karnā . Aisī sēvā key|kī anubhūti hō rahī hai . Kitnā bhī kōī uljhan mē̃ hō - sēvā khuśhī mē̃ nachānē vālī hai . Kitnā bhī kōī bīmār hō sēvā tandarūst karnē vālī hai . Aisē nahī̃ sēvā karatēkaratē bīmār hō gayē . Nahī̃ . Bīmār kō tandarūst banānē vālī sēvā hai . Aisē anubhav hō . Aisē viśhēṣh sēvādhārī viśhēṣh ātmāyē̃ hō . Bāpdādā sēvādhāriyō̃ kō sadā śhrēṣhṭh sambandh sē dēkhtē haĩ kyōṅki sēvā kē liē tyāgī tapasvī tō banē haĩ nā . Tyāg aur tapasyā kō dēkh bāpdādā sadā khuśh hai .
( 2 ) sabhī sēvadhārī arthāt sadā sēvā kē nimitt banī huī ātmāyē̃ . Sadā apnē kō nimitt samajh sēvā mē̃ āgē baṛhtē rahō . Maĩ sēvādhārī hū̃ , yah maĩ-pan tō nahī̃ ātā hai nā . Bāp karāvanhār hai , maĩ nimitt hū̃ . Karānē vālā karā rahā hai . Chalānē vālā chalā rahā hai - is śhrēṣhṭh bhāvnā sē sadā nyārē aur pyārē rahē̃gē . Agar maĩ karnē vālī hū̃ tō nyārē aur pyārē nahī̃ . Tō sadā nyārē aur sadā pyārē bannē kā sahaj sādhan hai karāvanhār karā rahā hai , is smr̥iti mē̃ rahnā . Issē saphaltā bhī jyādā aur sēvā bhī sahaj . Mēhnat nahī̃ lagtī . Kabhī maĩ-pan K|kē chakra mē̃ ānē vālī nahī̃ . Her|har bāt mē̃ bābā-bābā kahā tō saphaltā hai . Aisē sēvādhārī sadā āgē baṛhtē bhī haĩ aur aurō̃ kō bhī āgē baṛhātē haĩ . Nahī̃ tō svayã bhī kabhī uṛtī kalā kabhī chaṛhtī kalā , kabhī chaltī kalā . Badaltē rahē̃gē aur dūsrē kō bhī śhaktiśhālī nahī̃ banā sakē̃gē . Sadā bābā-bābā kahnē vālē bhī nahī̃ lēkin karkē dikhānē vālē . Aisē sēvādhārī sadā bāpdādā K|kē samīp haĩ . Sadā vighna vināśhak haĩ .
( 3 ) teachers arthāt sadā sampann . Tō sampannatā key|kī anubhūti karnē vālī hō nā ! Svayã sarv khajānō̃ sē sampann hōṅgē tab dūsrō̃ key|kī sēvā kar sakē̃gē . Apnē mē̃ sampannatā nahī̃ tō dūsrē kō kyā dēgē . Sēvādhārī kā arth|earth hī hai sarv khajānō̃ sē sampann . Sadā bharpūrtā kā naśhā aur khuśhī . Kōī ēk bhī khajānē key|kī kamī nahī̃ . Śhakti hai , guṇ nahī̃ . Guṇ haĩ śhakti nahī̃ - aisā nahī̃ , sarv khajānē sē sampann . Jis śhakti kā jis samay āhvān karē̃ , śhakti svarūp ban jāē̃ - iskō kahā jātā hai - sampannatā . Aisē hō ? Jō yād aur sēvā K|kē balance mē̃ rahtā hai , kabhī yād jyādā hō kabhī sēvā jyādā hō - nahī̃ , dōnō̃ samān hō̃ , balance mē̃ rahnē vālē hō , vahī sampannatā key|kī blessing K|kē adhikārī hōtē haĩ . Aisē sēvādhārī hō , kyā lakṣhya rakhtī hō ? Sarv khajānō̃ mē̃ sampann , ēk bhī guṇ kam huā tō sampann nahī̃ . Ēk śhakti bhī kam huī tō bhī sampann nahī̃ kahē̃gē . Sadā sampann aur sarv mē̃ sampannatā dōnō̃ hī hō . Aisē kō kahā jātā hai - yōgya sēvādhārī . Samjhā . Her|har kadam mē̃ sampannatā . Aisē anubhavī ātmā anubhav key|kī authority hai . Sadā bāp kē sāth kā anubhav hō !
Kumāriyō̃ sē - sadā lucky kumāriyā̃ hō nā . Sadā apnā bhāgya kā chamaktā huā sitārā apnē mastak par anubhav kartē hō ! Mastak mē̃ bhāgya kā sitārā chamak rahā hai nā ki chamaknē vālā hai . Bāp kā bannā arthāt sitārā chamaknā . Tō ban gayē yā abhī saudā karnē kā sōch rahī hō ? Sōchnē vālī hō yā karnē vālī hō ? Kōī saudā tuṛānē chāhē tō ṭūṭ saktā hai ? Bāp sē saudā kar phir dūsrā saudā kiyā tō kyā hōgā ? Phir apnē bhāgya kō dēkhnā paṛēgā . Kōī lakhpati kā bankar garīb kā nahī̃ bantā . Garīb sāhūkār kā bantā hai . Sāhūkār vālā garīb kā nahī̃ banēgā . Bāp kā bannē kē bād kahā̃ saṅkalp bhī jā nahī̃ saktā - aisē pakkē hō ? Jitnā saṅg hōgā utnā raṅg pakkā hōgā . Saṅg kachchā tō raṅg bhī kachchā . Isliē paṛhāī aur sēvā dōnō̃ kā saṅg chāhiē . Tō sadā kē liē pakkē achal rahē̃gē . Halchal mē̃ nahī̃ āyēṅgē . Pakkā raṅg lag gayā tō itnē hands sē itnē hī centre khul saktē haĩ . Kyōṅki kumāriyā̃ haĩ hī nirbandhan . Aurō̃ kā bhī bandhan khatm karē̃gī nā . Sadā bāp kē sāth pakkā saudā karnē vālī . Himmat hai tō bāp key|kī madad bhī milēgī . Himmat cum|kam tō madad bhī cum|kam . Achchhā
Sēvā mē̃ busy rahnā arthāt sahaj māyājīt bannā . Busy nahī̃ rahtē tab māyā ātī hai . Sēvādhārī arthāt sadā busy rahnē vālī . Sēvādhāriyō̃ kō kabhī phursat hī nahī̃ hōtī . Jab phursat hī nahī̃ tō māyā kaisē āyēgī . Sēvādhārī bannā arthāt sahaj vijayī bannā . Sēvādhārī mālā mē̃ sahaj ā saktē haĩ . Kyōṅki sahaj vijayī haĩ .