बुधवार 19 मार्च 1986 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 119-03-86 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 19-03-86 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Amr̥itvēlā - śhrēṣhṭh prāptiyō̃ kī|key vēlā
1Amrit vela is the time for elevated attainments.
3You|U . kē|K . group kē prati bāpdādā bōlē 4Āj rūhānī bāgvān apnē rūhānī rōj flowers kā bagīchā dēkh rahē haĩ .
2Today, the Master of the Spiritual Garden is looking at his spiritual rose garden.
5Aisā rūhānī gulāb kā bagīchā ab is saṅgamyug par hī bāpdādā dvārā hī bantā hai .
3It is only at this confluence age that such a spiritual rose garden is created.
6Bāpdādā har ēk rūhānī gulāb fool|phūl kī|key rūhāniyat kī|key khuśhbū aur rūhāniyat kē|K khilē huē puṣhpō̃ kī|key raunak dēkh rahē haĩ .
4BapDada is seeing the fragrance of spirituality of the spiritual roses and also seeing the beauty of the spiritual roses in bloom.
7Khuśhbūdār sabhī haĩ lēkin kiskī khuśhbū sadākāl rahnē vālī hai aur kiskī khuśhbū thōṛē samay kē liē rahtī hai .
5All are fragrant but the fragrance of some lasts all the time whereas the fragrance of others lasts for only a short time.
8Kōī gulāb sadā khilā huā hai aur kōī kab khilā huā , kab thōṛā-sā dhūp vā mausam kē|K hisāb sē murjhā bhī jātē haĩ .
6Some roses are always in bloom whereas others are sometimes in bloom but wilt at other times because of the heat or the weather.
9Lēkin haĩ phir bhī rūhānī bāgvān kē|K bagīchē kē|K rūhānī gulāb !
7Nevertheless, each one is a spiritual rose in the garden of the Master of the Spiritual Garden.
10Kōī-kōī rūhānī gulāb mē̃ gyān kī|key khuśhbū viśhēṣh hai .
8Some spiritual roses especially have the fragrance of knowledge.
11Kōī mē̃ yād kī khuśhbū viśhēṣh hai . 12Tō kōī mē̃ dhārṇā kī|key khuśhbū , kōī mē̃ sēvā kī|key khuśhbū viśhēṣh hai .
9Some roses especially have the fragrance of remembrance, some have the fragrance of dharna and others especially have the fragrance of service.
13Kōī-kōī aisē bhī haĩ jō sarv khuśhbū sē sampann haĩ .
10Some are such roses that they are full of all types of fragrance.
14Tō bagīchē mē̃ sabsē pahlē najar kiskē ūpar jāyēgī ?
11So, on whom would your vision fall first of all?
15Jiskī dūr sē hī khuśhbū ākarṣhit karēgī .
12On those flowers whose fragrance attracts you from a distance.
16Us taraph hī sabkī najar pahlē jātī hai .
13Everyone's vision would first of all be drawn to those.
17Tō rūhānī bāgvān sadaiv sabhī rūhānī gulāb kē|K puṣhpō̃ kō dēkhtē haĩ . 18Lēkin number-vār .
14The Master of the Spiritual Garden always sees His spiritual roses, but numberwise.
19Pyār bhī sabhī sē hai kyōṅki har ēk gulāb puṣhp kē|K andar bāgvān prati ati pyār hai .
15He also has love for each of you roses because you have deep love for the Master of the Garden.
20Mālik sē puṣhpō̃ kā pyār hai aur mālik kā puṣhpō̃ sē pyār hai .
16The flowers have love for their Master, and the Master has love for His flowers.
21Phir bhī showcase mē̃ sadā rakhnē vālē rūhānī gulāb vahī hōtē jō sadā sarv khuśhbū sē sampann haĩ . 22Aur sadā khilē huē haĩ .
17However, the spiritual roses that can always be kept in a showcase are those that are always full of all types of fragrance and always in bloom.
23Murajhāyē̃ huē kabhī nahī̃ .
18Wilted ones are never kept in a showcase.
24Rōj amr̥itvēlē bāpdādā snēh aur śhakti kī|key viśhēṣh pālnā sē sabhī rūhānī gulāb kē|K puṣhpō̃ sē milan manātē haĩ .
19Every day at amrit vela, whilst giving the special sustenance of love and power, BapDada celebrates a meeting with the spiritual roses.
25Amr̥itvēlā viśhēṣh prabhū pālnā kā vēlā hai .
20Amrit vela is the special time for receiving sustenance from God.
26Amr̥itvēlā viśhēṣh paramātma milan kā vēlā hai .
21Amrit vela is the special time for celebrating a meeting with God.
27Rūhānī rūh-rūhān karnē kā vēlā hai .
22It is the time for having a spiritual conversation.
28Amr̥itvēlē bhōlē bhaṇḍārī kē|K vardānō̃ kē|K khazānē sē sahaj vardān prāpt hōnē kā vēlā hai .
23Amrit vela is the time for easily attaining blessings from the treasurestore of blessings of the Innocent Lord.
29Jō gāyan hai man ichchhit phal prāpt karnā , yah is samay amr̥itvēlē kē|K samay kā gāyan hai .
24The memorial of attaining whatever fruit you desire from the Innocent Lord comes from this time of amrit vela.
30Binā mēhnat kē|K khulē khazānē prāpt karnē kā vēlā hai .
25It is the time for attaining treasures from the open treasure store without making effort.
31Aisē suhāvanē samay kō anubhav sē jāntē hō nā !
26You know about this beautiful time from your experience, do you not?
32Anubhavī hī jānē̃ is śhrēṣhṭh sukh kō , śhrēṣhṭh prāptiyō̃ kō .
27Only those who are experienced would know of this elevated happiness and elevated attainments.
33Tō bāpdādā sabhī rūhānī gulāb kō dēkh-dēkh harṣhit hō rahē haĩ .
28So, BapDada is pleased to see all the spiritual roses.
34Bāpdādā bhī kahtē haĩ - vāh mērē rūhānī gulāb .
29BapDada also says: Wah, My spiritual roses.
35Āp vāh-vāh kē|K gīt gātē tō bāpdādā bhī yahī gīt gātē .
30You sing the song of "Wah wah!" and so BapDada also sings this same song.
36Samjhā !
31Do you understand?
37Muraliyā̃ tō bahut sunī haĩ .
32You have heard many murlis.
38Sun-sunkar sampann ban gayē hō .
33Having heard them, you have now become full.
39Abhī mahādānī ban bāṇṭnē kē|K plan banā rahē hō .
34You are now making plans to become great donors and distribute everything.
40Yah umaṅg bahut achchhā hai .
35This enthusiasm is very good.
41Āj you|U . kē|K . arthāt ō . kē|K . rahnē vālō̃ kā turn hai .
36Today, it is the turn of those from the U.K., that is, of those who remain O.K.
42Double vidēśhiyō̃ kā ēk śhabda sun karkē bāpdādā sadā muskarātē rahtē haĩ .
37BapDada always smiles on hearing an expression of the double foreigners.
43Kaun-sā ?
38What is that?
44- thank you|U .
39"Thank you."
45Thank you|U kartē huē bhī bāp kō bhī yād kartē rahtē haĩ . 46Kyōṅki sabsē pahlē śhukriyā dil sē bāp kā hī māntē haĩ .
40Whilst saying "Thank you", you also continue to remember the Father, because first of all, you say "Thank You" to the Father from your heart.
47Tō jab kisī kō bhī thank you|U kartē tō pahlē bāp yād āyēgā nā !
41So, whenever you say "Thank you" to anyone, you would first of all remember the Father, would you not?
48Brāhmaṇ jīvan mē̃ pahlā śhukriyā svataḥ hī bāp kē prati nikaltā hai .
42In Brahmin life, thanks are first of all automatically for the Father.
49Uṭhtē-baiṭhtē anēk bār thank you|U kahtē hō .
43Whilst sitting and walking around, you say "Thank you" many times.
50Yah bhī ēk vidhi hai - bāp kō yād karnē kī|key .
44This is also a method to remember the Father.
51You|U . kē|K . vālē sarv bhinn-bhinn had kī|key śhaktiyō̃ vālō̃ kō milānē kē nimitt banē huē hō nā .
45Those of you from the U.K. have become instruments to enable those with different limited powers to come together.
52Anēk prakār kē|K knowledge kī|key śhaktiyā̃ haĩ .
46There are powers of many types of knowledge.
53Bhinn-bhinn śhakti vālē , bhinn-bhinn varg vālē , bhinn-bhinn dharm vālē , bhāṣhā vālē , sabhī kō milākar ēk hī brāhmaṇ varg mē̃ lānā , brāhmaṇ dharm mē̃ , brāhmaṇ bhāṣhā mē̃ ānā .
47You have enabled those with different powers, those from different wings, from different religions and different languages to come together into the one Brahmin clan, into the Brahmin religion and the Brahmin language.
54Brāhmaṇō̃ kī|key bhāṣhā bhī apnī hai .
48Brahmins have their own language which new people cannot understand.
55Jō nayē samajh bhī nahī̃ saktē ki yah kyā bōltē haĩ .
49They wonder what you are talking about.
56Tō brāhmaṇō̃ kī|key bhāṣhā , brāhmaṇō̃ kī|key dictionary hī apnī hai .
50So, Brahmins have their own language and their own dictionary.
57Tō you|U . kē|K . vālē sabhī kō ēk banānē mē̃ busy rahtē hō nā ?
51So, those from the U.K. remain busy in uniting everyone, do you not?
58Saṅkhyā bhī achchhī hai aur snēh bhī achchhā hai , har ēk sthān kī|key apnī-apnī viśhēṣhtā tō hai hī hai lēkin āj you|U . kē|K . kā sunā rahē haĩ .
52There is a good number of you, and there is also deep love. 53Each place has its own speciality, but today, Baba is speaking of those from the U.K.
59Yagya snēhī , yagya sahyōgī yah viśhēṣhtā achchhī dikhāī dētī hai .
54The speciality of having love for the yagya and being cooperative with the yagya is visible very clearly.
60Her|har kadam par pahlē yagya arthāt madhuban kā hissā nikālnē mē̃ achchhē number mē̃ jā rahē haĩ .
55You are claiming a good number in first of all putting aside a share for the yagya, that is, for Madhuban, at every step.
61Direct madhuban kī|key yād ēk special lift ban jātī hai .
56The direct remembrance of Madhuban becomes a special lift.
62Her|har kārya mē̃ , her|har kadam mē̃ madhuban arthāt bāp kī yād hai yā bāp kī|key paṛhāī hai yā bāp kā brahmā bhōjan hai yā bāp sē milan hai .
57In every task and at every step, there is remembrance of Madhuban, that is, of the Father, the Father's study, the Father's Brahma bhojan and meeting the Father.
63Madhuban svataḥ hī bāp kī yād dilānē vālā hai .
58Madhuban automatically reminds you of the Father.
64Kahā̃ bhī rahtē madhuban kī|key yād ānā arthāt viśhēṣh snēh , lift ban jātā hai .
59Wherever you live, to remember Madhuban means to have special love which becomes a lift.
65Chaṛhnē kī|key mēhnat sē chhūṭ jātē .
60You are then liberated from making effort to climb up.
66Second mē̃ switch on kiyā aur pahũchē .
61You just put the switch on and arrive there in a second.
67Bāpdādā kō aur kōī hīrē mōtī tō chāhiē nahī̃ .
62BapDada doesn't want other diamonds or pearls.
68Bāp kō snēh kī|key chhōṭī vastu hī hīrē ratna haĩ .
63For the Father, even something tiny that is given with love is like a jewel.
69Isliē sudāmā kē|K kachchē chāval gāyē huē haĩ .
64This is why the uncooked rice of Sudama is remembered.
70Iskā bhāvārtha yahī hai ki snēh kī|key chhōṭī-sī suī mē̃ bhī madhuban yād ātā hai .
65The meaning of that is: Even with a tiny needle, you remember Madhuban with love.
71Tō vah bhī bahut baṛā amūlya ratna hai . 72Kyōṅki snēh kā dām hai .
66So, that too becomes an invaluable jewel because the cost is in the love.
73Value snēh kī hai .
67The value is of love.
74Chīz kī|key nahī̃ . 75Agar kōī vaisē hī bhal kitnā bhī dē dēvē lēkin snēh nahī̃ tō uskā jamā nahī̃ hōtā . 76Aur snēh sē thōṛā bhī jamā karē tō unkā padam jamā hō jātā hai .
68If someone gives quite of lot of something, but without love, that is not accumulated whereas if you accumulate even a little with love, then multimillionfold is accumulated.
77Tō bāp kō snēh pasand hai .
69So, the Father likes it when there is love.
78Tō you|U . kē|K . vālō̃ kī|key viśhēṣhtā - yagya snēhī , yagya sahyōgī ādi sē rahē haĩ .
70So, the speciality of those from the U.K. is that they have had love for the yagya and have been cooperating with the yagya from the beginning.
79Yahī sahaj yōg bhī hai .
71This is also easy yoga.
80Sahyōg , sahaj yōg hai .
72Cooperation is easy yoga.
81Sahyōg kā saṅkalp ānē sē bhī yād tō bāp kī rahēgī nā .
73When you have a thought of cooperating, it is the Father that you remember, do you not?
82Tō sahyōgī , sahaj yōgī svataḥ hī ban jātē haĩ .
74So those who are cooperative automatically become easy yogis.
83Yōg bāp sē hōtā , madhuban arthāt bāpdādā sē .
75You have yoga with the Father and with Madhuban, that is, with BapDada.
84Tō sahyōgī bannē vālē bhī sahajyōg kī|key subject mē̃ achchhē number lē lētē haĩ .
76So, even those who become cooperative claim a good number in the subject of easy yoga.
85Dil kā sahyōg bāp kō priya hai .
77The Father loves co operation from the heart.
86Isliē yahā̃ yādgār bhī dilvālā mandir banāyā hai .
78This is why the memorial of the Dilwala Temple is built here.
87Tō dilvālā bāp kō dil kā snēh , dil kā sahyōg hī priya hai .
79So, the Father, the Conqueror of Hearts, loves love from the heart and cooperation from the heart.
88Chhōṭī dil vālē chhōṭā saudā kar khuśh hō jātē aur baṛī dil vālē bēhad kā saudā kartē haĩ .
80Those with a small heart become happy with a small deal whereas those with a big heart make an unlimited deal.
89Foundation baṛī dil hai tō vistār bhī baṛā hō rahā hai .
81The foundation is a big heart and so the growth is also very big.
90Jaisē kaī jagah par vr̥ikṣha dēkhē hōṅgē tō vr̥ikṣha kī|key śhākhāyē̃ bhī tanā ban jātī haĩ .
82You must have seen some trees where even the branches become like the trunk. 83So the trunk and the branches have emerged from the foundation of the U.K.
91Tō you|U . kē|K . kē|K foundation sē tanā nikalā , śhākhāyē̃ nikalī̃ .
84Now, even those branches have become trunks, and branches are emerging from those trunks.
92Ab vah śhākhāyē̃ bhī tanā ban gaī .
85For instance, Australia, America, Europe and Africa emerged.
93Un tanā sē bhī śhākhāyē̃ nikal rahī haĩ . 94Jaisē Australia nikalā , America , Europe , aphrīkā nikalē .
86All have become trunks. 87And the branches from each of the trunks are also growing very well because the foundation is strong with the water of love and co operation.
95Sab tanā ban gayē .
88This is why the growth is good and the fruit is also good.
96Aur har ēk tanā kī|key śhākhāyē̃ bhī achchhī tarah sē vr̥iddhi kō pā rahī haĩ .
89Achcha. 90Blessing: May you remain safe in every condition and claim a right to an airconditioned ticket.
97Kyōṅki foundation snēh aur sahyōg kē|K pānī sē majbūt hai .
91Only those who remain safe in every condition here receive an airconditioned ticket.
98Isliē vistār bhī achchhā hai aur phal bhī achchhē haĩ .
92No matter what situations come, no matter what type of problems come, you need a certificate to be able to overcome any problem in a second. 93Just as you pay for that ticket, so too, here, you need to have the money of being constantly victorious with which you can get this ticket. 94There is no need to make effort to receive this money; simply always stay with the Father and countless earnings will continue to accumulate. 95Slogan: No matter what the situations are like, let the situations pass by, but don't let your happiness disappear.
99Achchhā
96* * * O M S H A N T I* * *