गुरुवार 14 अप्रैल 1994 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
>
14-04-94 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
Snēh kā return hai - svayã kō turn ( parivartan ) karnā
Śhubh saṅkalpō̃ kā mahatva batānē vālē , snēh vā śhakti mūrt bāpdādā apnē snēhī bachchō̃ key|kī sabhā kō dēkhtē huē bōlē -
Āj snēh aur śhakti mūrt bāpdādā apnē chārō̃ ōr K|kē snēhī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . Jitnī sabhā sākār mē̃ hai , ussē bhī jyādā ākārī rūp key|kī sabhā hai . Sarv sākār rūpdhārī vā ākār rūpdhārī bachchō̃ kō bāpdādā snēh key|kī bhujāō̃ mē̃ samāyē huē haĩ . Snēh key|kī bhujāyē̃ kitnī baṛī haĩ ! Chārō̃ ōr K|kē sabhī bachchē snēh key|kī bhujāō̃ mē̃ aisē samā jātē haĩ , jaisē nadī sāgar mē̃ samā jātī hai . Snēh key|kī bhujāyē̃ , snēh kā sāgar bēhad hai . Sabhī bachchē , chāhē number-vār bhī haĩ lēkin snēh mē̃ sab bandhē huē haĩ . Sarv bachchō̃ mē̃ bāpdādā kā snēh samāyā huā hai . Snēh key|kī śhakti sē hī sabhī āgē uṛtē jā rahē haĩ . Snēh key|kī uṛān sarv bachchō̃ kō tan sē vā man sē , dil sē bāp K|kē samīp lātī hai . Snēh kā vimān second key|kī gati sē bāp K|kē samīp lātā hai . Gyān , yōg , dhārṇā usmē̃ yathāśhakti number-vār haĩ lēkin snēh mē̃ har ēk apnē kō number one anubhav kartē haĩ . Snēh sarv bachchō̃ kō brāhmaṇ jīvan pradān karnē kā mūl ādhār hai . Agar sabhī bachchō̃ sē pūchhē̃ ki nirantar yōgī hō ? Nirantar gyān svarūp hō ? Gyānī nahī̃ lēkin gyān svarūp hō ? Tō sōchē̃gē , kahē̃gē haĩ tō … nirantar dhārṇā svarūp hō , tō kyā kahē̃gē ? Lakṣhya tō hai hī . Lēkin jab pūchhē̃gē ki nirantar snēhī hō tō kahē̃gē hā̃ jī . Snēh mē̃ sabhī pās|pass haĩ . Kōī pass with honour haĩ , kōī pās|pass haĩ . Pās|pass haĩ nā ? Double vidēśhī , bhārat vālē sab pās|pass haĩ ? Pās|pass nahī̃ hōtē tō pās|pass nahī̃ ātē . Pās|pass ānā siddh kartā hai ki pās|pass haĩ . Snēh kā arth|earth hī hai pās|pass rahnā aur pās|pass hōnā aur her|har paristhiti kō bahut sahaj pās|pass karnā . Tō sabhī tīnō̃ mē̃ pās|pass hō nā ? Pās|pass karnā bhī sahaj hai nā ki pās|pass karnē mē̃ kabhī muśhkil , kabhī sahaj hai ? Pās|pass rahnē mē̃ tō ānand hī ānand hai aur pās|pass karnā ismē̃ number-vār haĩ yā sab number one haĩ ? Dēkhō , number one nahī̃ kahtē haĩ , sabhī chup hō gayē mānā something hai . Lēkin samay prati samay snēh key|kī śhakti sē pās|pass karnā bhī itnā hī sahaj hō rahā hai aur hōnā hī hai jaisē pās|pass rahnā sahaj hai aur jab pās|pass karnā sadā sahaj hō jāyēgā tō pās|pass hōnā kyā , pās|pass huē hī paṛē haĩ . Yah tō pakkā niśhchay hai ki pās|pass huē hī paṛē haĩ . Sirph repeat karnā hai . Itnā aṭal niśhchay hai nā ? Dūr baiṭhē bhī sab najdīk hō nā ! Diltakhta par haĩ . Kōī nayanō̃ K|kē nūr haĩ , kōī dil takhtnaśhīn haĩ . Sabsē najdīk nayan haĩ aur dil hai . Āp sabhī ōm śhānti bhavan mē̃ nahī̃ baiṭhē hō lēkin bāpdādā K|kē dil takht par yā nayanō̃ mē̃ nūrē ratna ban samāyē huē hō . Samāyā huā kabhī dūr nahī̃ hōtā .
Is varṣh kyā karē̃gē ? Kahnē mē̃ tō kahtē hō ki is varṣh K|kē milan key|kī antim bārī hai . Lēkin ant , ādi key|kī yād jyādā dilātā hai . Ādi , madhya key|kī yād dilātā hai lēkin ant ādi key|kī yād dilātā . Tō ant nahī̃ , lēkin ādi hai . Tīvr gati K|kē uṛān key|kī ādi hai . Jō anādi raphtār hai , anādi svarūp hai ātma svarūp , tō anādi svarūp key|kī raphtār kyā hai ? Kitnī tēj raphtār hai ! Ājkal K|kē bhinn-bhinn science K|kē sādhanō̃ K|kē tīvr gati sē bhī tīvr gati . Science K|kē sādhanō̃ key|kī raphtār phir bhī science , science dvārā raphtār kō kaṭ bhī kar saktī , pakaṛ saktī hai lēkin ātmā key|kī gati kō kōī abhī tak na pakaṛ sakā hai , na pakaṛ saktā hai . Ismē̃ hī science apnē kō fail samajhtī hai . Aur jahā̃ science fail hai vahā̃ silence key|kī śhakti sē jō chāhō vō kar saktē hō . Tō ātma śhakti key|kī uṛān key|kī tīvr gati key|kī ādi karō . Chāhē sva parivartan mē̃ , chāhē kisī key|kī bhī vr̥itti parivartan mē̃ , chāhē vāyumaṇḍal parivartan mē̃ , chāhē sambandh-sampark K|kē parivartan mē̃ abhī tīvr gati lāō . Tīvratā key|kī niśhānī hai sōchā aur huā . Aisē nahī̃ , sōchā tō hai … hō jāyēgā … . Nahī̃ , sōchā aur huā , saṅkalp , bōl aur karma tīnō̃ śhrēṣhṭh sāth-sāth hō̃ . Vyarth kō vā ulṭē saṅkalp kō check karō tō uskī gati bahut fast hōtī hai . Abhī-abhī saṅkalp āyā , abhī-abhī bōl liyā , abhī-abhī kar bhī liyā . Saṅkalp , bōl , karma ikaṭhṭhā-ikaṭhṭhābahut fast hōtā hai . Uskī gati kā jōśh itnā tīvr hōtā hai jō śhrēṣhṭh saṅkalp , karma , maryādā , brāhmaṇ jīvan key|kī mahāntā kā hōśh samāpt hō jātā hai . Vyarth kā jōś-satyatā kā hōśh , yathārthatā kā hōśh samāpt kar dētā hai aur kuchh samay kē bād jab hōśh ātā tab sōchtē haĩ karnā nahī̃ chāhiyē thā , yathārth nahī̃ hai lēkin us samay jab jōśh hōtā hai tō yathārth key|kī pahchān badal kar ayathārtha kō yathārth anubhav kartē haĩ . Tō vyarth kā jōśh , hōśh kō æ khatm kar dētā hai . Tō is varṣh sabhī bachchē viśhēṣh vyarth sē innocent banō . Jaisē jab āp ātmāyē̃ apnē satyugī rājya mē̃ thī̃ tō vyarth vā māyā sē innocent thī̃ isliyē dēvtāō̃ kō mahān ātmāyē̃ , saint kahtē haĩ , aisē apnē vō saṅskār emerge karō , vyarth key|kī avidyā svarūp banō . Samay , śhvās , bōl , karma , sarv mē̃ vyarth kīavidyā arthāt innocent . Jab vyarth key|kī avidyā hō gaī tō divyatā svataḥ hī sahaj hī anubhav hōgī aur anubhav karāyēgī . Abhī tak yah nahī̃ sōchō ki purūṣhārth tō kar hī rahē haĩ … . Purūṣh is rath par kar rahā hai tō purūṣh ban rath dvārā varānā-isakō kahā jātā hai purūṣhārth . Purūṣhārth chal rahā hai , nahī̃ , lēkinapuruṣārthī sadā uṛ rahā hai . Yathārthapuruṣārthī iskō kahā jātā hai . Purūṣhārth kā arth|earth yah nahī̃ hai ki ēk bārī key|kī galatī|galtī bār-bār kartē rahō aur purūṣhārth kō apnā sahārā banāō . Yathārthapuruṣārthīhō , svabhāv bhī svābhāvik hō , ati sahaj . Abhī mēhnat kō kinārē karō . Alpkāl K|kē ādhārō̃ kā sahārā , jiskō kinārā banākar rakhā hai , yē alpkāl K|kē sahārē K|kē kinārē abhī chhōṛ dō . Jab tak yē kinārē haĩ tō sadā bāp kā sahārā anubhav nahī̃ hō saktā aur bāp kā sahārā nahī̃ hai isliyē had K|kē kinārō̃ kō sahārā banātē haĩ . Chāhē apnē svabhāv-sanskārō̃ kō , chāhē paristhitiyō̃ kō , jō kinārē banāyē haĩ yē sab alpkāl K|kē dikhāvā-mātr dhōkhē vālē haĩ . Dhōkhē mē̃ nahī̃ rah jāō . Bāp kā sahārā chhatrachhāyā hai . Alpkāl key|kī bātē̃ dhōkhēbāj haĩ . Māyā key|kī bahut mīṭhī-mīṭhī bātē̃ suntē rahtē haĩ , bahut sun chukē haĩ . Jaisē dvāpar K|kē śhāstra banānē vālē bātē̃ banānē mē̃ bahut hōśhiyār haĩ , kitnī mīṭhī-mīṭhī bātē̃ banā dī haĩ . Tō bātē̃ nahī̃ banāō , bātē̃ banānē mē̃ sab ēk-dō sē hōśhiyār haĩ . Na bātē̃ banāō , na bātē̃ dēkhō , na bātē̃ karō . Lēkin kyā karō ? Bāp kō dēkhō , bāp samān karō , bāp samān banō . Jab kōī bāt sāmnē ātī tō bāt banānā second mē̃ ā jātā hai . Kyōṅki māyā key|kī gati bhī tīvr hai nā . Aisē sundar rūp key|kī bāt banā dētī hai jō suntē bāp kō tō hansī ātī hai lēkin dūsrē prabhāvit hō jātē haĩ-bōlatē tō ṭhīk haĩ , bahut achchhā hai , bāt tō ṭhīk hai aur svayã kō bhī ṭhīk lagtē hō . Lēkin samay key|kī tīvr gati kō dēkh ab in kinārō̃ sē tīvr uṛān karō . Yē anēk prakār key|kī bātē̃ vyarth register K|kē roll banātī rahtī haĩ . Roll kē ūpar roll bantā jātā hai . Isliyē issē innocent banō . Is innocent stage sē banī-banāī sēvā key|kī stage āpkē sāmnē āyēgī . Is varṣh K|kē yathārth purūṣhārth K|kē pratyakṣhaphal key|kī niśhānī banī-banāī sēvā āpkē sāmnē āyēgī . Vyarth kā sāmnā karnā samāpt karō tō sēvā key|kī offer sāmnē āyēgī . Āp sabhī sēvā kē nimitt tō anēk varṣh banē , ab aurō̃ kō nimitt banānē key|kī sēvā kē nimitt banō . Mike vō hō aur might āp hō . Bahut samay āp mike banē , ab mike aurō̃ kō banāō , āp might banō . Āpkē might sē mike nimitt banē̃ . Iskō kahā jātā hai tīvr gati K|kē uṛān key|kī niśhānī . Samjhā kyā karnā hai ? Tīvr uṛān hai nā . Ki kabhī tīvr , kabhī slow ? Sadā tīvr gati K|kē uṛān sē uṛtē rahē̃gē . Bādalō̃ kō dēkh ghabrāō nahī̃ . Yē bātē̃ hī bādal haĩ . Second mē̃ cross karō . Vidhi kō jānō aur second mē̃ vidhi dvārā siddhi kō prāpt karō . Ēk taraph hai riddhi-siddhi kā force aur āpkā hai vidhi sampann siddhi kā force . Riddhi-siddhi hai alpkāl aur vidhi-siddhi sadākāl K|kē liyē .
Bāpdādā abhī aisā group chāhtā hai jō sadā mansā mē̃ , vāṇī mē̃ , bōl mē̃ , samparka mē̃ jō ōṭē sō arjun . Maĩ arjun hū̃ . Maĩ jō karū̃gā , ( maĩ body conscious kā nahī̃ , maĩ śhrēṣhṭh ātmā hū̃ ) mujhē dēkh aur karē̃gē . Tō jō ōṭē sō arjun . Jō gāyā huā hai , avval number arthāt arjun , alaukik jan . Aisā group bāpdādā dēkhnā chāhtē haĩ . Bātō̃ kō nahī̃ dēkhē̃ , dūsrō̃ kō nahī̃ dēkhē̃ , dūsrē kā vyarth nahī̃ sunē̃ . Bas , alaukik jan . Saṅkalp , bōl aur karma sabmē̃ alaukik , divyatā key|kī jhalak hō . Iskō kahā jātā hai arjun , alaukik jan . Aisā group is varṣh mē̃ taiyār hōgā ki dūsrē varṣh mē̃ taiyār hōgā ? Jō is group mē̃ ānā chāhtē haĩ vah hāth uṭhāō . Mujhē bannā hai , maĩ arjun hū̃ . Phir kōī aisā samāchār nahī̃ āvē-kyā karē̃ … hō jātā hai … circumstance aisē haĩ … madad nahī̃ miltī hai … duāyē̃ nahī̃ miltī haĩ … sahārā nahī̃ miltā … jinhō̃ kō kuchh samay chāhiyē vō hāth uṭhāō . Ēk-dō mās chāhiyē vā ēk varṣh chāhiyē . Jō bhī group āvē unsē pūchhnā phir result sunānā . Teachers tō pahlē . Kyōṅki jō nimitt bantē haĩ unkā sūkṣhma vāyumaṇḍal , vibrations jarūr jātā hai . Padamguṇā puṇya bhī miltā hai aur padam guṇā nimitt bhī bantē haĩ . Aur śhabda tō nahī̃ bōlē̃gē nā . Teacher bannā bahut achchhā hai , gaddī tō mil jātī hai nā ! Dīdī-dīdī kā title mil jātā hai nā . Lēkin ijammēdārī bhī phir itnī hai . Is varṣh mē̃ kuchh navīntā dikhāō . Yah nahī̃ sōcō-hāth tō anēk bār uṭhā chukē haĩ , pratigyā bhī bahut varṣh kar chukē haĩ , aisē saṅkalp na sūkṣhma mē̃ āyē , na aurō̃ kē prati āyē . Yē saṅkalp bhī ḍhīlā kartā hai . Yē tō chaltā hī ātā hai , yē tō hōtā hī rahtā hai … yē vibration bhī kamzōr banātā hai . Dr̥iṛh saṅkalp karō tō dr̥iṛhtā saphaltā kō avaśhya lātī hai . Kamzōr saṅkalp nahī̃ utpanna karō . Unkō pālnē mē̃ bahut time vyarth jātā hai . Utpatti bahut jaldī hōtī hai . Ēk second mē̃ sau paidā hō jātē haĩ . Aur pālnā karnē mē̃ kitnā samay lagtā hai ! Miṭānē mē̃ mēhnat bhī lagtī , samay bhī lagtā aur bāpdādā K|kē vardān va duāō̃ sē bhī vañchit rah jātē . Sarv key|kī śhubh bhāvnāō̃ key|kī duāō̃ sē bhī vañchit hō jātē haĩ . Śhuddha saṅkalp kā bandhan , ghērāv , aisā bāndhō sabkē liyē , chāhē kōī thōṛā kamzōr bhī hō , unkē liyē bhī yē śhuddha saṅkalpō̃ kā ghērāv ēk chhatrachhāyā ban jāyē , safety kā sādhan ban jāyē , kilā ban jāyē . Śhuddha saṅkalp key|kī śhakti kō abhī cum|kam pahchānā hai . Ēk śhuddha vā śhrēṣhṭh śhaktiśhālī saṅkalp kyā kamāl kar saktā hai-isakī anubhūti is varṣh mē̃ karkē dēkhō . Pahlē abhyās mē̃ yuddha hōgī , vyarth saṅkalp śhuddha saṅkalp kō kaṭ karēgā . Jaisē kaurav-pāṇḍav K|kē tīr dikhātē haĩ nā , tīr , tīr kō rāstē mē̃ hī khatm kar dētā hai tō saṅkalp , saṅkalp kō khatm karnē key|kī kōśhiśh kartā hai , karēgā lēkin dr̥iṛh saṅkalp vālē kā sāthī bāp hai . Vijay kā tilak sadā hai hī hai . Ab iskō emerge karō tō vyarth svataḥ hī merge hō jāyēgā . Vyarth kō samay dētē hō . Kaṭ nahī̃ kartē hō lēkin uskē raṅg mē̃ raṅg jātē hō . Second sē bhī cum|kam samay mē̃ kaṭ karō . Śhuddha saṅkalp sē samāpt karō . Tō sarv K|kē śhubh saṅkalpō̃ kā vāyumaṇḍal kā ghērāv kamāl karkē dikhāyēgā . Pahlē sē hī yah nahī̃ sōchō ki hōtā tō hai nahī̃ , kartē tō bahut haĩ , suntē tō bahut haĩ , achchhā bhī bahut lagtā hai , lēkin hōtā nahī̃ hai . Yah bhī vyarth vāyumaṇḍal kamzōr banātā haĩ . Hōnā hī hai-dr̥ṛhatā rakhō , uṛān karō . Kyā nahī̃ kar saktē hō ! Lēkin pahlē sva kē ūpar attention . Sva kā attention hī tension khatm karēgā . Samjhā kyā karnā hai ? Kōī kahē yah tō hōtā hī rahtā hai , pahlē bhī pratigyā key|kī thī-yah nahī̃ sunō . Ismē̃ kamazōrō̃ kō sāth nahī̃ dēnā , sāthī banānā . Agar kōī aisā-vaisā bōltā hai tō ēk-dō mē̃ kahtē haĩ nā śhubh bōlō , śhubh sōchō , śhubh karō . Achchhā . Sabhī khuśh rājī haĩ nā , sabhī sē bāt key|kī nā ? Yah bhī bāp kā snēh hai . Snēh key|kī niśhānī hai vō snēhī key|kī kamī nahī̃ dēkh saktā . Snēhī key|kī galatī|galtī apnī galatī|galtī samajhēgā . Bāp bhī jab bachchō̃ key|kī kōī bāt suntē haĩ tō samajhtē haĩ mērī bāt hai . Tō snēhī , sampann , sampūrṇ , samān dēkhnā chāhtē haĩ . Sabhī snēh mē̃ ēk śhabda bāpdādā kē āgē chāhē dil sē , chāhē gīt sē , chāhē bōl sē , chāhē saṅkalp sē jarūr kahtē haĩ , bāpdādā tō sabkā suntā hai nā . Sabhī ēk bāt bahut bār kahtē haĩ ki bābā K|kē snēh kā return kyā dē̃ ? Kyōṅki kyā sē kyā tō ban gayē hō nā . Kōṭō̃ mē̃ kōī tō ban gayē hō nā , kōī mē̃ kōī nahī̃ banē hō . Tō kōṭō̃ mē̃ kōī tō banē hō nā . Ismē̃ sab pās|pass hō . Bāp return kyā chāhtē haĩ ? Return karnā hai apnē kō turn karnā . Samjhā ? Bas , yahī return hai . Yah tō kar saktē hō nā ? Snēh kē pīchhē yah nahī̃ kar saktē hō ! Matlab kā snēh tō nahī̃ hai nā ! Snēh mē̃ tyāg karnē K|kē liyē taiyār hō ? Bāp jō bhī āgyā karē taiyār hō ? Snēh mē̃ sab sēnṭ-parasēnṭa hō yā percentage hai ? Apnē kō turn karnē K|kē liyē taiyār hō ? Snēh kē pīchhē yah tyāg hai yā bhāgya hai ? Bhakta tō sir utār kar rakhnē K|kē liyē taiyār haĩ , āp rāvaṇ kā sir utār kar rakhnē K|kē liyē taiyār hō ? Śharīr kā sir nahī̃ utārō lēkin rāvaṇ kā sir tō utārō ! Pāñchō̃ hī sir utārē̃gē yā ēk-dō rakhē̃gē ? Thōṛā kamzōrī kā sir rakhē̃gē ? Chalō pāñch nahī̃ , chhaṭhā dikhātē haĩ nā bēsamajhī kā , vō rakhē̃gē ? Achchhā . Abhī ēk-ēk zone hāth uṭhāō .
Dillī - dillī vālē kyā kamāl karē̃gē , return kā turn karē̃gē ? Tyāg kā bhāgya lēnē mē̃ kitnā number āyēgā ? First ! Sabhī first number lē̃gē , fast jāyēṅgē parivartan karnē mē̃ ? Dillī kā kilā majbūt hai nā .
Mahārāṣhṭra zone - mahārāṣhṭra kaun-sā number lē̃gē ? First ! Aur first sē āgē kyā hai ? A one kaun hōgā ? Mahārāṣhṭra A one hōgā yā one hōgā ? A one kō āgē jānā paṛēgā . Vaisē dillī vālē bhī A one kah saktē haĩ lēkin A one haĩ yā one haĩ ? One mānā win , A one mānā double win . Mahārāṣhṭra vālē one sē bhī āgē A one bannā .
Karnāṭak - ab karnāṭak kyā karēgā ? Sadā A one kā nāṭak dikhāyēgā aur nāṭak nahī̃ dikhānā . Vaisē karnāṭak mē̃ nāṭak bahut hōtē haĩ . Abhī A one kā nāṭak dikhānā .
Eastern - eastern zone kyā kamāl karēgā ? Chārō̃ ōr A one kā sūrya uday karēgā .
Tāmilnāḍu , kēralā - tāmilnāḍu mē̃ viśhēṣh dance kā mahatva hai . Tō chārō̃ ōr A one kā khuśhī kā nāch dikhāyēṅgē . Sab A one .
Indore zone - Indore vālē kyā karē̃gē ? In-ḍōr kā arth|earth hai antarmukhtā . Tō Indore vālē chārō̃ ōr antarmukhtā key|kī śhakti K|kē vibration sē chārō̃ ōr A one K|kē vibrations phailāyēṅgē . Mañjūr hai ?
U|you . pī|P . - U|you . pī|P . vālē kyā kamāl karē̃gē ? U|you . pī|P . key|kī viśhēṣhtā hai nadiyō̃ key|kī mahāntā . Sabhī viśhēṣh nadiyā̃ kahā̃ haĩ ? U|you . pī|P . mē̃ haĩ nā . Tō A one bannē aur banānē key|kī nadiyā̃ bahāyēṅgē . Mañjūr hai ? Nadī kahā̃ sē nikalēgī ? Kānpur sē yā ilāhābād sē yā sabkā male|mail|mēl hōgā ? Vō tīn nadiyā̃ miltī haĩ nā . U|you . pī|P . K|kē sarv centre key|kī nadiyā̃ sāth-sāth saṅgam hōkar nikalē̃ . Ṭhīk hai nā !
Gujarāt zone - gujarāt vālē mān na mān , maĩ tērā mēhmān haĩ . Hōśhiyār haĩ nā , tō gujarāt vālē kyā kamāl karē̃gē ? Mēhmān bannē mē̃ hōśhiyār hō nā tō kamzōrī yā vyarth key|kī mēhamānī kō jō mēhmān bankar ātī hai , yah kamzōrī original tō hai nahī̃ . Tō A one bannā banānā arthāt vyarth K|kē mēhmān kō samāpt karnā . Tō gujarāt vālē apnī śhakti sē , apnē śhubh A one śhrēṣhṭh saṅkalp sē yah vyarth key|kī rāt gujar - gaī yah śhubh samāchār sunāyēṅgē . Gujarāt mānā rāt gujar gaī . Śhrēṣhṭhatā kā din lānē vālē . Mañjūr hai ? Mēhmān bannē mē̃ hōśhiyār , mēhmān kō nikālnē mē̃ bhī hōśhiyār .
Rājasthān - rājasthān kyā karēgā ? Samarthatā par rājya karēgā . Samjhā ? Vyarth kō khatm kar samarthatā par rājya karnē vālē rājasthān . Tō A one tō hō hī gayē nā . A one madhuban hai nā rājasthān mē̃ . Tō A one mē̃ add karō all one .
Pañjāb , hariyāṇā - pañjāb nē is purānī duniyā mē̃ bhī abhī kyā kamāl kī hai ? Ātaṅkavād kō kamzōr kar diyā . Tō pañjāb kyā kamāl karēgā ? Dō , tīn , chār , das number kō kamzōr karēgā . Is ātaṅkavād kō khatm karkē sadā number one . Achchhā !
Double vidēśhī - vidēśh kyā karēgā ? Vidēśh vālēkamazōrī kō apnē vidēśh mē̃ bhēj dō . Bilkul dūr dēśh mē̃ bhēj dō , jō vāpas nahī̃ āvē . Kamzōrī , vyarth kō vidēśh mē̃ bhēj , dēśh kō samarth banāō . Bhārat mē̃ yā dēśh mē̃ apnē samarthīkā jhaṇḍā laharāō . Ismē̃ sadā hī ever ready , A one . Samjhā ! Kabhī-kabhī vālē ready nahī̃ . Ever ready , A one . Samjhā !
Abhī dillī vālē kyā kamāl karē̃gē ? Kyōṅki dillī sēvā kā foundation hai . Dillī sē pahlē garīb nivāj key|kī prathā ārambh huī . Dillī nē samay key|kī āvaśhyaktā mē̃ sahyōg diyā . Dillī sē pahlā number one pāṇḍav ( Jagdīśh ) nikalā . Invention bhī dillī kāphī number one hōkar nikāltī hai . Abhī tō sab hōśhiyār hō gayē haĩ lēkin nimitt tō dillī banī . Tō ab ōṭē sō arjun mē̃ A number . Ṭhīk hai nā . Pāṇḍav kilā majbūt karnē mē̃ A one . Mañjūr hai nā ? Achchhā , sabhī zone sē milē . Madhuban vālē jō nīchē baiṭhē haĩ , tyāg kiyā hai , unhō̃ kō bāpdādā diltakhta key|kī gift sahit viśhēṣh yād-pyār aur padamguṇā mubārak dē rahē haĩ . Sārī season madhuban vālō̃ nē sēvā kī hai tō nirvighna , athak sēvādhāriyō̃ kō , chāhē madhuban nivāsī , chāhē chārō̃ ōr K|kē mēhamānanivājī karnē vālē sēvādhā-riyō̃ kō bāpadādā-sadā unnati kō prāpt hōtē hī rahē̃gē , hōnā hī hai-yah pragati kā tilak dē rahē haĩ . Hospital vālē sabhī doctors vā sēvādhārī jō bhī hospital mē̃ haĩ , vō sab healthy aur happy haĩ ? Sthūl health nahī̃ , ātmik health . Tō sadā healthy aur sadā happy key|kī mubārak aur ābū road vālē yā talahṭī vālē sabhī kō bahut pyār sē receive kartē haĩ aur ṭhaṇḍē pānī kā ārām dētē haĩ , garm chāy sē umaṅg dilātē haĩ aur bhaṭakē huē kō rāh bhī dikhātē haĩ isliyē receive karnē vālē , svāgat karnē vālē aur mēhamānanivājī karnē vālē , sabhī kō bāpdādā sēvā key|kī mubārak kē sāth sadā pragati bhav kā vardān dē rahē haĩ . Ābū nivāsī pravr̥itti vālē bhī bahut haĩ . Sadā pravr̥itti mē̃ rah śhrēṣhṭh vibrations phailānē key|kī mubārak . Ābū nivāsī bhī abhī mēhamānanivājī achchhī kartē haĩ . Sthān dētē haĩ nā . Khuśh hōtē haĩ nā sabhī . Tō sadā uṛtē rahō aur uṛātē rahō .
Gyān sarōvar tō hai hī sarōvar . Sarōvar mē̃ jātē hī parivartan hō jātā hai . Tō gyān sarōvar kō bāpdādā ātmāō̃ key|kī vr̥itti aur jīvan parivartan karnē kā sarōvar kahtē haĩ . Isliyē gyān sarōvar mē̃ sēvā karnē vālē sadā hī athak bhav aur sadā vr̥iddhi kō prāpt bhav ātmāyē̃ haĩ . Pragati key|kī saphaltā kā vardān gyān sarōvar K|kē sthān aur sēvādhāriyō̃ kō sadā hai hī . Achchhā !
Chārō̃ ōr K|kē man key|kī uṛān mē̃ uṛnē vālē madhuban nivāsī avyakt rūpdhārī ātmāō̃ kō aur sāth-sāth saṅkalp K|kē vimān dvārā madhuban mē̃ pahuñchnē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō aur chārō̃ ōr K|kē sarvaśhrēṣhṭha snēhī , snēh mē̃ tyāg K|kē bhāgya kā śhrēṣhṭh saṅkalp karnē vālī ātmāō̃ kō , sadā A one K|kē saṅkalp kō pratyakṣha jīvan mē̃ lānē vālē bāp K|kē samīp ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur har ēk bhinn-bhinn bhārat K|kē dēśh vā vidēśh K|kē har ēk bachchē kō nām sahit viśhēṣhtā sampann yād-pyār aur namastē .
Dādiyō̃ sē mulākāt
Her|har samay key|kī scene nyārī aur pyārī hai . Āp lōgō̃ kā bachpan kā gīt kaun-sā hai ? nayā din lāgē , nayī rāt lāgē … is gīt par naśhē sē dance kartē thē nā ! Tō navīntā mē̃ majā hai nā . Vahī-vahī scene badalnī tō hai hī aur jō badaltā hai vō nayā hī hōtā hai . Purānā tō khatm hōtā hai , nayā hōtā hai . Tō her|har samay key|kī scene , her|har samay key|kī bātē̃ nayē tē nayī . Tō nayā achchhā lagtā hai yā purānā ? Nayā achchhā hai nā ! ( yād purānā kartē haĩ ) yād kartē haĩ lēkin pasand tō nayā kartē haĩ nā . Tō nayā hī hōnā hai . Achchhā ! Sabhī khuśh haĩ nā ? Tan sē , man sē khuśh hī khuśh haĩ .
1 - ab ātm-śakti K|kē uṛān K|kē tīvragati key|kī ādi karō tō jō sōchē̃gē vahī hōgā .
2 - saint ( mahān ) bannē kē liē vyarth sē innocent banō .
3 - vyarth key|kī avidyāhōnā hī divyatā key|kī anubhūti kā ādhār hai .
4 - saccāpuruṣārthīvah hai jō purūṣh ban rath dvārā kārya karāyē .
5 - had K|kē kinārō̃ kā sahārā chhōṛ ēk bāp kō apnā sahārā banāō .
6 - alpkāl key|kī bātē̃ dhōkhēbāj haĩ , bāp kā sahārā hī chhatrachhāyā hai .
7 - vyarth kā sāmnā karnā samāpt karō tō sēvā key|kī offer sāmnē āyēgī .
8 - aurō̃ kō mike banāō , āp might banō .
9 - tīvragati key|kī uṛān mē̃ anēk prakār key|kī bātē̃ hī bādal haĩ , unhē̃ second mē̃ cross karō .
10 - śhuddha saṅkalpō̃ kā aisā ghērāv ḍālō jōkamazōr ātmāō̃ kē liē safety kā sādhan ban jāē .
11 - śhuddha vā śhrēṣhṭh saṅkalp emerge karō tō vyarth svataḥ merge hō jāyēgā .