सोमवार 1 मार्च 1999 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
>
01-03-99 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
Hōlī|holy manānā arthāt sampūrṇ pavitra bankar saṅskār milan manānā
Āj bāpdādā chārō̃ ōr K|kē apnē holiest aur highest bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . Viśhva mē̃ sabsē highest ū̃cē-tē-ū̃cē śhrēṣhṭh ātmāyē̃ āp bachchō̃ K|kē sivāē aur kōī hai ? Kyōṅki āp sabhī ū̃cē-tē-ū̃cē bāp K|kē bachchē haĩ . Sārē kalp mē̃ chakra lagākar dēkhō tō sabsē ū̃chē martabē vālē aur kōī nazar ātē haĩ ? Rājya-adhikārī svarūp mē̃ bhī āpsē ū̃chē rājya adhikārī banē haĩ ? Phir pūjan aur gāyan mē̃ dēkhō jitnī pūjā vidhipūrvak āp ātmāō̃ key|kī hōtī hai ussē jyādā aur kisī kī hai ? Wonderful rāz drama kā kitnā śhrēṣhṭh hai jō āp svayã chaitanya svarūp mē̃ , is samay apnē pūjya svarūp kō knowledge K|kē dvārā jāntē bhī hō aur dēkhtē bhī hō . Ēk taraph āp chaitanya ātmāyē̃ haĩ aur dūsrē tarap āpkē jaṛ chitra pūjya rūp mē̃ haĩ . Apnē pūjya svarūp kō dēkh rahē hō nā ? Jaṛ rūp mē̃ bhī hō aur chaitanya rūp mē̃ bhī hō . Tō wonderful khēl hai nā ! Aur rājya K|kē hisāb sē bhī sārē kalp mē̃ nirvighna , akhaṇḍ-aṭal rājya ēk āp ātmāō̃ kā hī chaltā hai . Rājē tō bahut bantē haĩ lēkin āp viśhvarāzan vā viśhvarājan key|kī royal family sabsē śhrēṣhṭh hai . Tō rājya mē̃ bhī highest , pūjya rūp mē̃ bhī highest aur ab saṅgam par paramātm-varsē K|kē adhikārī , paramātma milan K|kē adhikārī , paramātma-pyār K|kē adhikārī , paramātm-parivār key|kī ātmāyē̃ aur kōī bantī haĩ ? Āp hī banē hō nā ? Ban gayē hō yā ban rahē hō ? Ban bhī gayē aur ab tō varsā lēkar sampann ban bāp K|kē sāth-sāth apnē ghar mē̃ bhī chalnē vālē haĩ . Saṅgam kā sukh , saṅgamyug key|kī prāptiyā̃ , saṅgamyug kā samay suhānā lagtā hai nā ! Bahut pyārā lagtā hai . Rājya K|kē samay sē bhī saṅgam kā samay pyārā lagtā hai nā ? Pyārā hai yā jaldī jānē chāhtē hō ? Phir pūchhtē kyō̃ hō ki bābā vināśh kab hōgā ? Sōchtē hō nā - patā nahī̃ vināśh kab hōgā ? Kyā hōgā ? Ham kahā̃ hōṅgē ? Bāpdādā kahtē haĩ jahā̃ bhī hōṅgē - yād mē̃ hōṅgē , bāp kē sāth hōṅgē . Sākār mē̃ yā ākār mē̃ sāth hōṅgē tō kuchh nahī̃ hōgā . Sākār mē̃ kahānī sunāī hai nā . Billī K|kē pūṅgrē bhaṭṭhī mē̃ hōtē huē bhī safe rahē nā ! Yā jal gayē ? Sab safe rahē . Tō āp paramātma bachchē jō sāth hōṅgē vah safe rahē̃gē . Agar aur kahā̃ buddhi hōgī tō kuchh-na-kuchh sēk|sake lagēgā , kuchh-na-kuchh prabhāv hōgā . Sāth mē̃ combined hōṅgē , ēk second bhī akēlē nahī̃ hōṅgē tō safe rahē̃gē . Kabhī-kabhī kāmakāz yā sēvā mē̃ akēlē anubhav kartē hō ? Kyā karē̃ akēlē haĩ , bahut kām hai ! Phir thak bhī jātē haĩ . Tō bāp kō kyō̃ nahī̃ sāthī banātē ! Dō bhujā vālō̃ kō sāthī banā dētē , hazār bhujā vālē kō kyō̃ nahī̃ sāthī banātē . Kaun jyādā sahyōg dēgā ? Hazār bhujā vālā yā dō bhujā vālā ?
Saṅgamyug par brahmākumār vā brahmākumārī akēlē nahī̃ hō saktē . Sirph jab sēvā mē̃ , karmyōg mē̃ bahut busy hō jātē hō nā tō sāth bhī bhūl jātē hō aur phir thak jātē hō . Phir kahtē hō thak gayē , abhī kyā karē̃ ! Thakō nahī̃ , jab bāpdādā āpkō sadā sāth dēnē kē liē āyē haĩ , paramdhām chhōṛkar kyō̃ āyē haĩ ? Sōtē , jāgtē , karma kartē , sēvā kartē , sāth dēnē kē liē hī tō āyē haĩ . Brahmā bāp bhī āp sabkō sahyōg dēnē kē liē avyakt banē̃ . Vyakt rūp sē avyakt rūp mē̃ sahyōg dēnē key|kī raphtār bahut tīvr hai , isliē brahmā bāp nē bhī apnā vatan change kar diyā . Tō śhiv bāp aur brahmā bāp dōnō̃ her|har samay āp sabkō sahyōg dēnē kē liē sadā hāzar haĩ . Āpnē sōchā bābā aur sahyōg anubhav karē̃gē . Agar sēvā , sēvā , sēvā sirph vahī yād hai , bāp kō kinārē baiṭh dēkhnē kē liē alag kar dētē hō , tō bāp bhī sākṣhī hōkar dēkhtē haĩ , dēkhē̃ kahā̃ tak akēlē kartē haĩ . Phir bhī ānē tō yahā̃ hī haĩ . Tō sāth nahī̃ chhōṛō . Apnē adhikār aur prēm key|kī sūkṣhma rassī sē bā̃dhakar rakhō . Ḍhīlā chhōṛ dētē hō . Snēh kō ḍhīlā kar dētē hō , adhikār kō thōṛā sā smr̥iti sē kinārā kar dētē hō . Tō aisē nahī̃ karnā . Jab sarvśhaktivān sāth kā offer kar rahā hai tō aisī offer sārē kalp mē̃ milēgī ? Nahī̃ milēgī nā ? Tō bāpdādā bhī sākṣhī hōkar dēkhtē haĩ , achchhā dēkhē̃ kahā̃ tak akēlē kartē haĩ !
Tō saṅgamyug K|kē sukh aur suhējō̃ kō emerge rakhō . Buddhi busy rahtī hai nā tō busy hōnē K|kē kāraṇ smr̥iti merge hō jātī hai . Āp sōchō sārē din mē̃ kisī sē bhī pūchhē̃ ki bāp yād rahtā hai yā bāp kī yād bhūltī hai ? Tō kyā kahē̃gē ? Nahī̃ . Yah tō right hai ki yād rahtā hai lēkin emerge rūp mē̃ rahtā hai yā merge rahtā hai ? Sthiti kyā hōtī hai ? Emerge rūp key|kī sthiti yā merge rūp key|kī sthiti , ismē̃ kyā antar hai ? Emerge rūp mē̃ yād kyō̃ nahī̃ rakhtē ? Emerge rūp kā naśhā śhakti , sahyōg , saphaltā bahut baṛī hai . Yād tō bhūl nahī̃ saktē kyōṅki ēk janm kā nātā nahī̃ hai , chāhē śhiv bāp satyug mē̃ sāth nahī̃ hōgā lēkin nātā tō yahī rahēgā nā ! Bhūl nahī̃ saktā hai , yah right hai . Hā̃ kōī vighna K|kē vaśh hō jātē hō tō bhūl bhī jātā hai lēkin vaisē jab natural rūp mē̃ rahtē hō tō bhūltā nahī̃ hai lēkin merge rahtā hai . Isliē bāpdādā kahtē haĩ - bār-bār check karō ki sāth kā anubhav merge rūp mē̃ hai yā emerge rūp mē̃ ? Pyār tō hai hī . Pyār ṭūṭ saktā hai ? Nahī̃ ṭūṭ saktā hai nā ? Tō pyār jab ṭūṭ nahī̃ saktā tō pyār kā phāydā tō uṭhāō . Phāydā uṭhānē kā tarīkā sīkhō .
Bāpdādā dēkhtē haĩ pyār nē hī bāp kā banāyā hai . Pyār hī madhuban nivāsī banātā hai . Chāhē apnē sthān par kaisē bhī rahē̃ , kitnā bhī mēhnat karē̃ lēkin phir bhī madhuban mē̃ pahũch jātē haĩ . Bāpdādā jāntē haĩ , dēkhtē haĩ , kaī bachchō̃ kō kaliyugī circumstance hōnē K|kē kāraṇ ticket lēnā bhī muśhkil hai parantu pyār pahuñchā hī dētā hai . Aisē hai nā ? Pyār mē̃ pahũch jātē haĩ lēkin circumstance tō din pratidin baṛhtē hī jātē haĩ . Sachchī dil par sāhēb rāzī tō hōtā hī hai . Lēkin sthūl sahyōg bhī kahā̃-n-kahā̃ kaisē bhī mil jātā hai . Chāhē double foreigners hō̃ , chāhē bhāratvāsī , sabkō yah bāp kā pyār circumstance key|kī dīvār pār karā lētā hai . Aisē hai nā ? Apnē-apnē centres par dēkhō tō aisē bachchē bhī haĩ jō yahā̃ sē jātē haĩ , sōchtē haĩ patā nahī̃ dūsrē varṣh ā sakē̃gē yā nahī̃ ā sakē̃gē lēkin phir bhī pahuñch jātē haĩ . Yah hai pyār kā sabūt . Achchhā .
Āj hōlī|holy manāī ? Manā lī hōlī|holy ? Bāpdādā tō hōlī|holy manānē vālē hōlī|holy hansō̃ kō dēkh rahē haĩ . Sabhī bachchō̃ kā ēk hī title hai holiest . Dvāpar sē lēkar kisī bhī dharmātmā yā mahātmā nē sarv kō holiest nahī̃ banāyā hai . Svayã bantē haĩ lēkin apnē followers kō , sāthiyō̃ kō holiest , pavitra nahī̃ banātē aur yahā̃ pavitratā brāhmaṇ jīvan kā mukhya ādhār hai . Paṛhāī bhī kyā hai ? Āpkā slōgan bhī hai pavitra banō-yōgī banō . Slōgan hai nā ? Pavitratā hī mahāntā hai . Pavitratā hī yōgī jīvan kā ādhār hai . Kabhī-kabhī bachchē anubhav kartē haĩ ki agar chaltē-chaltē mansā mē̃ bhī apavitratā arthāt west|waste vā negative , parchintan K|kē saṅkalp chaltē haĩ tō kitnā bhī yōg powerful chāhtē haĩ , lēkin hōtā nahī̃ hai kyōṅki zarā bhī aṅśhmātra saṅkalp mē̃ bhī kisī prakār key|kī apavitratā hai tō jahā̃ apavitratā kā aṅśh hai vahā̃ pavitra bāp kī yād jō hai , jaisā hai vaisē nahī̃ ā saktī . Jaisē din aur rāt ikaṭhṭhā nahī̃ hōtā . Isīliē bāpdādā vartamān samay pavitratā kē ūpar bār-bār attention dilātē haĩ . Kuchh samay pahlē bāpdādā sirph karma mē̃ apavitratā kē liē iśhārā dētē thē lēkin abhī samay sampūrṇtā K|kē samīp ā rahā hai isliē mansā mē̃ bhī apavitratā kā aṅśh dhōkhā dē dēgā . Tō mansā , vāchā , karmaṇā , sambandh-sampark sabmē̃ pavitratā ati āvaśhyak hai . Mansā kō halkā nahī̃ karnā kyōṅki mansā bāhar sē dikhāī nahī̃ dētī hai lēkin mansā dhōkhā bahut dētī hai . Brāhmaṇ jīvan kā jō āntarik varsā sadā sukh svarūp , śhānt svarūp , man key|kī santuṣhṭatā hai , uskā anubhav karnē kē liē mansā key|kī pavitratā chāhiē . Bāhar K|kē sādhanō̃ dvārā yā sēvā dvārā apnē āpkō khuśh karnā - yah bhī apnē kō dhōkhā dēnā hai .
Bāpdādā dēkhtē haĩ kabhī-kabhī bachchē apnē kō isī ādhār par achchhā samajh , khuśh samajh dhōkhā dē dētē haĩ , dē bhī rahē haĩ . Dē dētē haĩ aur dē bhī rahē haĩ , yah bhī ēk gu ¿ rāz hai . Kyā hōtā hai , bāp dātā hai , dātā K|kē bachchē haĩ , tō sēvā yuktiyukt nahī̃ bhī hai , mix hai , kuchh yād aur kuchh bāhar K|kē sādhanō̃ vā khuśhī K|kē ādhār par hai , dil K|kē ādhār par nahī̃ lēkin dimāg K|kē ādhār par sēvā kartē haĩ tō sēvā kā pratyakṣha phal unhō̃ kō bhī miltā hai ; kyōṅki bāp dātā hai aur vah usī mē̃ hī khuśh rahtē haĩ ki vāh hamkō tō phal mil gayā , hamārī achchhī sēvā hai . Lēkin vah man key|kī santuṣhṭatā sadākāl nahī̃ rahtī aur ātmā yōgyukt powerful yād kā anubhav nahī̃ kar saktī , ussē vañchit rah jātē . Bākī kuchh bhī nahī̃ miltā hō , aisā nahī̃ hai . Kuchh-na-kuchh miltā hai lēkin jamā nahī̃ hōtā . Kamāyā , khāyā aur khatm . Isliē yah bhī attention rakhnā . Sēvā bahut achchhī kar rahē haĩ , phal bhī achchhā mil gayā , tō khāyā aur khatm . Jamā kyā huā ? Achchhī sēvā key|kī , achchhī result nikalī , lēkin vah sēvā kā phal milā , jamā nahī̃ hōtā . Isliē jamā karnē key|kī vidhi hai - mansā , vāchā , karmaṇā - pavitratā . Foundation pavitratā hai . Sēvā mē̃ bhī foundation pavitratā hai . Svachchha hō , sāph hō . Aur kōī bhī bhāv mix nahī̃ hō . Bhāv mē̃ bhī pavitratā , bhāvnā mē̃ bhī pavitratā . Hōlī|holy kā arth|earth hī hai - pavitratā . Apavitratā kō jalānā . Isīliē pahlē jalātē haĩ phir manātē haĩ aur phir pavitra ban saṅskār milan manātē haĩ . Tō hōlī|holy kā arth|earth hī hai - jalānā , manānā . Bāhar vālē tō galē miltē haĩ lēkin yahā̃ saṅskār milan , yahī maṅgal milan hai . Tō aisī hōlī|holy manāī yā sirph dance kar lī ? Gulābjal ḍāl diyā ? Vah bhī achchhā hai khūb manāō . Bāpdādā khuśh hōtē haĩ gulābjal bhalē ḍālō , dance bhalē karō lēkin sadā dance karō . Sirph 5-10 minute key|kī dance nahī̃ . Ēk-dō mē̃ guṇō̃ kā vibration phailānā - yah gulābjal ḍālnā hai . Aur jalānē kō tō āp jāntē hī hō , kyā jalānā hai ! Abhī tak bhī jalātē rahtē hō . Her|har varṣh hāth uṭhākar jātē haĩ , bas dr̥iṛh saṅkalp hō gayā . Bāpdādā khuśh hōtē haĩ , himmat tō rakhtē haĩ . Tō himmat par bāpdādā mubārak bhī dētē haĩ . Himmat rakhnā bhī pahlā kadam hai . Lēkin bāpdādā key|kī śhubh āśhā kyā hai ? Samay key|kī date nahī̃ dēkhō . 2 hazār mē̃ hōgā , 2001 mē̃ hōgā , 2005 mē̃ hōgā , yah nahī̃ sōchō . Chalō ever ready nahī̃ bhī banō iskō bhī bāpdādā chhōṛ dētē haĩ , lēkin sōchō bahutkāl K|kē saṅskār tō chāhiē nā ! Āp lōg hī sunātē hō ki bahutkāl kā purūṣhārth , bahutkāl K|kē rājya-adhikārī banātā hai . Agar samay ānē par dr̥iṛh saṅkalp kiyā , tō vah bahutkāl huā yā alpkāl huā ? Kismē̃ gintī hōgā ? Alpkāl mē̃ hōgā nā ! Tō avināśhī bāp sē varsā kyā liyā ? Alpkāl kā . Yah achchhā lagtā hai ? Nahī̃ lagtā hai nā ! Tō bahutkāl kā abhyās chāhiē , kitnā kāl hai vah nahī̃ sōchō , jitnā bahutkāl kā abhyās hōgā , utnā ant mē̃ bhī dhōkhā nahī̃ khāyēṅgē . Bahutkāl kā abhyās nahī̃ tō abhī K|kē bahutkāl K|kē sukh , bahutkāl key|kī śhrēṣhṭh sthiti K|kē anubhav sē bhī vañchit hō jātē haĩ . Isliē kyā karnā hai ? Bahutkāl karnā hai ? Agar kisī K|kē bhī buddhi mē̃ date kā intjār hō tō intzār nahī̃ karnā , intzām karō . Bahutkāl kā intzām karō . Date kō bhī āpkō lānā hai . Samay tō abhī bhī ever ready hai , kal bhī hō saktā hai lēkin samay āpkē liē rūkā huā hai . Āp sampann banō tō samay kā pardā avaśhya haṭnā hī hai . Āpkē rōknē sē rūkā huā hai . Rājya-adhikārī tō taiyār hō nā ? Taḵẖta tō khālī nahī̃ rahnā chāhiē nā ! Kyā akēlā viśhvarājan taḵẖta par baiṭhēgā ! Issē śhōbhā hōgī kyā ? Royal family chāhiē , prajā chāhiē , sab chāhiē . Sirph viśhvarājan taḵẖta par baiṭh jāē , dēkhtā rahē kahā̃ gaī mērī royal family . Isliē bāpdādā key|kī ēk hī śhubh āśhā hai ki sab bachchē chāhē nayē haĩ , chāhē purānē haĩ , jō bhī apnē kō brahmākumārī yā brahmākumār kahlātē haĩ , chāhē madhuban nivāsī , chāhē vidēśh nivāsī , chāhē bhārat nivāsī - har ēk bachchā bahutkāl kā abhyās kar bahutkāl K|kē adhikārī banē̃ . Kabhī-kabhī K|kē nahī̃ . Pasand hai ? Ēk hāth key|kī tālī bajāō . Pīchhē vālē hōśhiyār haĩ , attention sē sun rahē haĩ . Bāpdādā pīchhē vālō̃ kō apnē āgē dēkh rahā hai . Āgē vālē tō haĩ hī āgē . ( meditation hall mē̃ baiṭhkar murlī sun rahē haĩ ) nīchē vālē bāpdādā K|kē sir K|kē tāj hōkar baiṭhē haĩ . Vah bhī tālī bajā rahē haĩ . Nīchē vālō̃ kō tyāg kā bhāgya tō milnā hī hai . Āpkō sammukh baiṭhnē kā bhāgya hai aur unhō̃ K|kē tyāg kā bhāgya jamā hō rahā hai . Achchhā bāpdādā key|kī ēk āśh sunī ! Pasand hai nā ! Abhī aglē varṣh kyā dēkhē̃gē ? Aisē hī phir bhī hāth uṭhāyēṅgē ! Hāth bhalē uṭhāō , dō-dō uṭhāō parantu man kā hāth bhī uṭhāō . Dr̥iṛh saṅkalp kā hāth sadā kē liē uṭhāō .
Bāpdādā ēk-ēk bachchē K|kē mastak mē̃ sampūrṇ pavitratā key|kī chamaktī huī maṇī dēkhnē chāhtē haĩ . Nayanō̃ mē̃ pavitratā key|kī jhalak , pavitratā K|kē dō nayanō̃ K|kē tārē , rūhāniyat sē chamaktē huē dēkhnē chāhtē haĩ . Bōl mē̃ madhurtā , viśhēṣhtā , amūlya bōl sunnē chāhtē haĩ . Karma mē̃ santuṣhṭatā , nirmāntā sadā dēkhnē chāhtē haĩ . Bhāvnā mē̃ - sadā śhubh bhāvnā aur bhāv mē̃ sadā ātmik bhāv , bhāī-bhāī kā bhāv . Sadā āpkē mastak sē light kā , phariśhtē pan kā tāj dikhāī dē . Dikhāī dēnē kā matlab hai anubhav hō . Aisē sajē sajāyē mūrtta dēkhnē chāhtē haĩ . Aur aisī mūrtta hī śhrēṣhṭh pūjya banēgī . Vah tō āpkē jaṛ chitra banāyēṅgē lēkin bāp chaitanya chitra dēkhnē chāhtē haĩ . Achchhā
Chārō̃ ōr K|kē sadā bāpdādā kē sāth rahnē vālē , samīp K|kē sadā K|kē sāthī , sadā bahutkāl K|kē purūṣhārth dvārā bahutkāl kā saṅgamyugī adhikār aur bhaviṣhya rājy-adhikār prāpt karnē vālē ati sensible ātmāyē̃ , sadā apnē kō śhaktiyō̃ , guṇō̃ sē sajē-sajāyē rakhnē vālē , bāp key|kī āśhāō̃ K|kē dīpak ātmāyē̃ , sadā svayã kō holiest aur highest sthiti mē̃ sthit rakhnē vālē bāp samān ati snēhī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
Sarv vidēśh vā dēśh mē̃ dūr baiṭhē huē bhī sammukh anubhav karnē vālō̃ kō bāpdādā kā bahut-bahut-bahut yādpyār .
Dādī jī
Sē bāpdādā āpkō sadā mubārakē̃ bahut dētē haĩ . Tan key|kī duāyē̃ bhī dētē haĩ , man kā sāth bhī dētē haĩ aur sēvā K|kē sāthī bhī bantē haĩ . Aisē anubhav hōtā hai ? Tan key|kī duāyē̃ bhī bahut miltī haĩ . Yah davāī bahut achchhī mil rahī hai . Bākī hisāb-kitāb tō brahmā bāp nē bhī chuktū kiyā tō sabkō karnā hai . Sab sūlī sē kāṇṭā hō jātā hai , bākī duāyē̃ bahut miltī haĩ . Parivār dvārā bhī tō bāpdādā dvārā bhī . Amr̥itvēlē sē lēkar rāt tak bāpdādā duāō̃ sē māliśh kartē rahtē haĩ . Aisē anubhav hōtā hai nā ? Āp nahī̃ chal rahī haĩ , chalānē vālā chalā rahā hai , isīliē athak haĩ . Achchhā .
Special duāyē̃ haĩ . ( dādī jānkī sē ) special duāyē̃ haĩ nā ? Sab nimitt bannē vālō̃ kō special duāyē̃ miltī haĩ . Āp foreigners sē kyā chāhtī hō ? ( sabhī bāpdādā K|kē galē mē̃ pirō jāyē̃ ) yah tō bahut kuchh chāhtī haĩ , āp bhī bahut kuchh kartē hō nā ! Yah pyār key|kī pālnā dē rahī haĩ , itnā attention rakhnā - yahī dil kā pyār hai . Jissē pyār hōtā hai nā uskī kamī dēkh nahī̃ saktē . ( bāpdādā nē dādī , dādī jānkī kō sāth mē̃ biṭhāyā )
Yah dādiyā̃ jō haĩ nā - yah bāp K|kē baṛē bhāī haĩ . Tō bhāī tō sāth baiṭhtē haĩ nā ? Achchhī mēhnat nahī̃ lēkin muhabbat achchhī kartē haĩ . Bāpdādā bhī nimitt bannē vālō̃ kō aur jō karnē vālē haĩ unhō̃ kō dēkhkar khuśh hōtē haĩ . Āp bhī cum|kam nahī̃ hō . Aur yah bhī cum|kam nahī̃ haĩ . Achchhā .
( śhāntivan sē yahā̃ achchhā lagtā hai ) lēkin anēk vañchit rah jāyēṅgē . Sabhī bhāī-bahanō̃ kā khyāl tō rakhnā hai nā . Yah tō hōlī|holy kā chance āpkō mil gayā hai .
Vidēśhī bhāī-bahanō̃ sē
Pahlā chance double foreigners kō milā hai . Dēkhō sabkā double foreigners sē kitnā pyār hai . Pahlā chance āpkō hī milā hai . Achchhā hai , bāpdādā sēvā mē̃ vr̥iddhi kā umaṅg-utsāh dēkh khuśh hōtā hai . Bāpdādā vatan mē̃ bhī āpkī meetings , plan , programme , rūh-rūhān sab kuchh dēkhtē haĩ . Achchhā chance bhī miltā hai . Her|har sāl foreign mē̃ itnā saṅgaṭhan tō nahī̃ hō saktā hai . Yahā̃ ēk tō kitnā bēhad kā baṛā parivār hai , yah dēkhnē kō miltā hai , sabkā parichay hō jātā hai . Aur dūsrā powerful pālnā bhī miltī hai , pyār bhī miltā hai . Aur bīch bīch mē̃ thōṛī see|sī|C sṭrikṭa key|kī ā̃kh dikhānā bhī zarūrī hai . Attention hai lēkin attention kō underline hō jātā hai . Aisē anubhav kartē hō jō madhuban mē̃ pālnā miltī hai tō underline tō hōtī hai nā ! Aur samīp bhī ātē haĩ .
Bāpdādā kō double foreigners key|kī , majority key|kī ēk viśhēṣhtā vartamān samay key|kī bahut achchhī lagtī hai , ēk tō jō bār-bār something-something kahtē thē nā , vah abhī majority kā cum|kam hai . Pahlē tō chhōṭī-chhōṭī bāt mē̃ kahtē thē something , sometime . Lēkin abhī achchhē himmat vālē ban āgē baṛh rahē haĩ . Bachpan pūrā huā hai , kahā̃-kahā̃ purūṣhārth mē̃ youth haĩ aur kahā̃-kahā̃ vānaprasth K|kē nazdīk haĩ . Tō youth vālō̃ kō abhī bhī thōṛī lahar ātī hai . Āyu mē̃ youth nahī̃ , purūṣhārth mē̃ . Phir bhī pahlē aur abhī mē̃ antar hai . Abhī nôlēzaphul hō gayē haĩ . Samajh gayē haĩ - kyā karnā hai , kaisē chalnā hai , iskē nôlēzaphul ban gayē haĩ . Bākī kyā rahā hai ? Abhī powerful bannā hai , usmē̃ underline karō . Centre bhī baṛhtē jātē haĩ . Himmat rakhkar centre khōltē achchhē haĩ . Jō sabhī centres sambhāltē haĩ , centre par rahtē haĩ vah hāth uṭhāō . Achchhā - tō centre par rahnē vālē vā nimitt bannē vālē kabhī thakāvaṭ hōtī hai ? Thōṛī-thōṛī hōtī hai ? Thōṛā time hōtī hai phir ṭhīk hō jātē haĩ . Achchhā hai , dēkhō āp lōgō̃ kō ēk viśhēṣh lift hai sēvā key|kī . Bhārat mē̃ tō pahlē training kartē haĩ phir trial par rahtī phir teacher bantī aur āp lōg sīdhā hī centre incharge ban jātē . Tō yah chance tō achchhā hai nā . Double kām kartē haĩ . Himmat K|kē kāraṇ āgē baṛh rahē hō aur baṛhtē rahē̃gē . Job bhī kartē , centre bhī sambhāltē , thak kar ātē phir thōṛē time mē̃ apnē kō refresh kar phir centre sambhāltē , yah dēkh karkē bāpdādā kō kabhī-kabhī dil mē̃ viśhēṣh pyār ātā hai . Double busy hō gayē nā . Lēkin double kārya karnē kā double phāydā bhī hōtā hai . Sēvā karnā arthāt apnē puṇya kā khātā jamā karnā aur jitnā niḥsvārth , yuktiyukt sēvā bhāv sē sēvā kartē haĩ , utnī puṇya key|kī pūñjī jamā kartē hō . Aur vahī puṇya key|kī pūñjī , khazānā sāth mē̃ lē jāyēṅgē . Us puṇya key|kī kamāī ādhākalp key|kī kamāī hō jāyēgī . Tō puṇya ātmāyē̃ achchhī hō . Maĩ nimitt sēvādhārī puṇya ātmā hū̃ , yah smr̥iti chhōṭē-chhōṭē pāpō̃ sē mukt kar dētī hai . Tō sadā check karō ki āj K|kē din mansā dvārā yā sēvā dvārā kitnē puṇya jamā kiyē ? Aur puṇya K|kē ādhār sē chhōṭī-chhōṭī bātē̃ kitnī samāpt hō gaī ? Kharcha kitnā huā aur bachat kitnī huī ? Agar bār-bār vighna ātē haĩ aur uskō miṭānē kē liē guṇ aur śhaktiyō̃ kā kharcha kartē haĩ tō vah kitnā huā ? Aur yōgyukt avasthā sē bāp kō sāthī banākar sēvā karnē mē̃ puṇya kā khātā kitnā jamā huā ? Sabsē baṛē sē baṛē malṭīmiliyanēr āp hō . Ēk din mē̃ dēkhō kitnī kamāī kartē hō ? Itnī kamāī na foreign mē̃ kōī kar saktā hai , na bhārat mē̃ kar saktā hai . Tō multi multi lagātē jāō jaisē hisāb mē̃ bindī lagāō tō baṛh jātā hai nā . Ēk kē āgē ēk bindī lagāō tō 10 hō jātā hai aur dō bindī lagāō tō 100 hō jātā hai aur lagāō tō hajār hō jātā hai , bindī key|kī kamāl hai . Tō āp aisē bindī lagātē jāō , multi multi multi-millionaire hō jāō .
Achchhā - sab ṭhīk hō ? Pāṇḍav ṭhīk haĩ ? Bahut achchhā . Bāpdādā kō bhī nāz hai ki viśhva mē̃ jahā̃ bhī jāō bāp K|kē bachchē haĩ . Āp lōgō̃ kō bhī naśhā hōtā hai nā jis dēśh mē̃ bhī jāō tō kyā kahē̃gē ? Hamārā ghar hai . Aisē lagtā hai nā kitnē ghar hō gayē haĩ āpkē ? Itnē ghar kiskē hōṅgē ? Sabhī kahtē hō bābā kā ghar hai , bābā K|kē ghar mē̃ jā rahē haĩ . Kitnē lāḍlē hō gayē hō . Isīliē sadā khuśh . Svapn mē̃ bhī duḥkh key|kī lahar nahī̃ āvē . Svapn bhī āvē̃ tō khuśhī K|kē . Udāsī K|kē nahī̃ , thakāvaṭ K|kē nahī̃ , mūñjhnē vālē nahī̃ . Khuśhī K|kē . Tō aisē hai ? Aisē khuśh rahō jō āpkā khuśhī kā chēhrā dēkh rōnē vālē bhī khuśh hō jāē̃ . Aisī khuśhī hai nā ? Rōnē vālē kō haṅsā saktē hō nā ! Chēhrā badlī|badalī nahī̃ hō . Kabhī aisā , kabhī aisā nahī̃ . Sadā muskarātā rahē . Achchhā - kitnē percent refresh huē ? 100 percent yā 90 percent ? 101 percent achchhā .
Achchhā - dūsrē varṣh jab āyēṅgē tō 101 hōgā yā nīchē jāyēgā yā ūpar jāyēgā ? Sabhī kā ūpar jāyēgā ! Jō samajhtē haĩ dēkhē̃gē , jānē kē bād patā paṛēgā . Chāhtē tō aisē haĩ lēkin dēkhē̃gē , vah hāth uṭhāō . Aisē kōī hai . First time vālē hāth uṭhāō . Achchhā … .
Dūsrā group - ābū nivāsī , sēvādhārī , hospital nivāsī tathā party sē
Sabhī apnē śhrēṣhṭh bhāgya kō dēkh harṣhit hōtē haĩ ? Sadā harṣhit . Kabhī-kabhī tō nahī̃ ? Sabhī kahtē haĩ bāp milā sab kuchh milā . Jab sab milā , tō jahā̃ sarv prāpti haĩ , vahā̃ sadā khuśhī hai hī . Aisē hai nā ? Khuśhī cum|kam tab hōtī hai jab kōī aprāpti hai . Tō kōī aprāpti hai kyā ? Tō sadā khuśh . Khuśhī apnī khurāk hai . Tō khurāk kō kōī chhōṛtā hai kyā ? Tō sadā khuśh rahnē vālē , aurō̃ kō bhī khuśhī bāṇṭtē haĩ . Jab bhī āpkō kōī dēkhē tō khuśhī key|kī jhalak dikhāī dē . Aisē anubhav kartē hō ? Bāpdādā sadā her|har bachchē kō khuśhnasīb key|kī nazar sē dēkhtē haĩ . Khuśhnasīb haĩ aur khuśhamijāj haĩ . Kabhī chēhrā badlī|badalī tō nahī̃ hōtā ? Thōṛā sā sōch mē̃ , thōṛā sā kanaphyuz chēhrā tō nahī̃ hōtā hai nā ! Yā thōṛā-thōṛā hō jātē hō ? Kanaphyuz hōtē hō ? Hā̃ hā̃ kah rahē hō ? Kabhī-kabhī hōtē haĩ . Kabhī-kabhī bhī nahī̃ . Bāp K|kē bachchē sadā ēkras rahtē haĩ . Kabhī kis ras mē̃ , kabhī kis ras mē̃ , nahī̃ . Ēkras , sadā khuśh . Ṭhīk hai nā ? Abhī nahī̃ badalnā . Āj K|kē din iskō jalā dō . Khatm . Kuchh bhī hō , bāp sāth hai , mūñjhnē key|kī kyā bāt hai . Kanaphyuz hōnē key|kī kyā bāt hai . Bāp kē sāth kā sahyōg lō|low , akēlē samajhtē hō tō mauj kē bajāē mūñjh jātē hō . Tō mūñjhnā nahī̃ . Ṭhīk hai nā ? Abhī bhī mūñjhēṅgē . ( nahī̃ ) abhī nahī̃ mūñjh rahē hō , mauj mē̃ hō isliē kahtē hō ki nahī̃ mūñjhēṅgē ! Kuchh bhī hō jāē lēkin mauj nahī̃ jāē . Ṭhīk hai nā yā mauj chalī jāyēgī ? Mauj nahī̃ jānī chāhiē . Sēvā kā bal hai tō us bal kō kārya mē̃ lagāō . Sirph sēvā nahī̃ karō lēkin sēvā kā bal jō bāp sē miltā hai , uskō kām mē̃ lagāō . Sirph sēvā kar rahē haĩ , sēvā kar rahē haĩ tō thak jātē hō , mūñjh bhī jātē hō lēkin bāp kē sāth kā anubhav , jahā̃ bāp hai vahā̃ mauj hī mauj hai . Tō sāth kō emerge karō , sunāyā nā - yād kartē hō lēkin sāth kō use nahī̃ kartē , isīliē mūñjh jātē hō . Saṅgamyug maujō̃ kā yug hai yā mūñjhnē kā yug hai ? Mauj kā hai tō phir mūñjhtē kyō̃ hō ? Abhī apnē jīvan key|kī dictionary sē mūñjhnā śhabda nikāl dō . Nikāl liyā ? Pakkā . Yā thōṛā-thōṛā dikhāī dēgā ? Ēkdam miṭā dō . Paramātmā K|kē bachchē aur mauj mē̃ nahī̃ rahē tō aur kaun rahēgā aur kōī hai kyā ? Tō sadā mauj hī mauj hai . Sabhī apnī duty par khuśh hō ? Yā thōṛā-thōṛā duty mē̃ khiṭkhiṭ hai ? Kuchh bhī hō jāē , yah paper pās|pass karnā hai . Bāt nahī̃ hai , paper hai . Tō paper pās|pass karnē mē̃ khuśhī hōtī hai nā . Class āgē baṛhtē haĩ nā ! Tō bāt hō gaī , samasyā ā gaī yah nahī̃ sōchō . Paper āyā pās|pass huā , mauj manāō . Jab bachchē paper pās|pass karkē ātē haĩ tō kitnē mauj mē̃ hōtē haĩ , mūñjhtē haĩ kyā ! Yah paper tō āyēṅgē . Paper hī anubhav mē̃ āgē baṛhātē haĩ , isliē sadā mauj mē̃ rahnē vālē . Sēvādhārī nahī̃ lēkin mauj mē̃ rahnē vālē . Sadā yah apnā title yād karō . Hospital K|kē sēvādhārī haĩ , nahī̃ , mauj mē̃ rahnē vālē sēvādhārī haĩ . Achchhā .
Doctors tō mauj mē̃ rahtē hō nā ? Patient kō mauj dilānē vālē . Bahut achchhā . ( bāpdādā sabhī sē hāth uṭhvākar mil rahē haĩ . )
Sabhī bahut-bahut puṇya kā khātā jamā kar rahē hō . Variety guldastā sabsē pyārā lagtā hai . Variety key|kī sadā śhōbhā hōtī hai , sundartā hōtī hai , isliē pyārā lagtā hai . Tō sthān anēk haĩ lēkin haĩ sab ēk . Ēk hī lakṣhya hai , ēk hī mat hai aur ēk hī bāp hai , ēk hī parivār hai aur avasthā bhī ēkras . Ēkras hai nā ? Aur ras mē̃ nahī̃ jānā , māyā khā jāyēgī . Isliē ēkras rahnā . Māyā kō bhī āpsē pyār hai nā . 63 janmō̃ kā pyār hai . Lēkin āp jāntē hō ki māyā sē pyār rakhnā hai yā bāp sē ? Tō jahā̃ bāp hōgā vahā̃ māyā nahī̃ āyēgī . Māyā bhāg jāyēgī , himmat hī nahī̃ hōgī bāp K|kē najdīk ānē key|kī . Kōī bhī paristhiti āvē tō dil sē bābā kahā , paristhiti bhāgī . Anubhav hai nā ! Bhagānā ātā hai yā biṭhānā ātā hai ? Uskō biṭhānā nahī̃ . Bhagāō , dūr sē bhagāō . Ā jāvē phir nikālnē key|kī mēhnat karō , vah bhī nahī̃ karnā . Dūr sē hī bhagāō . Bāp kā hāth pakaṛ lō tō dēkhēgī yah tō bāp kā hāth pakaṛā huā hai tō bhāg jāyēgī . Tō sadā māyājīt . Ṭhīk hai nā ! Dēkhō āj najdīk mē̃ tō baiṭhē hō nā . Chance tō milā nā . Abhī tō nahī̃ kahē̃gē hamkō tō kabhī chance nahī̃ milā . Mil gayā nā ? Baṛā parivār hai tō bāṇṭkar miltā hai . Achchhā tō sab khuśarājī . Bāpdādā kā śhabda yād hai nā - sadā . Kabhī kabhī vālē nahī̃ , sadā . Hospital vālē bhī achchhī mēhnat kar rahē haĩ . Hospital kā kārya bhī baṛh rahā hai . Achchhā .
Tīsrā group madhuban nivāsī bhāī-bahanō̃ sē
Madhuban nivāsī arthāt karma mē̃ madhurtā aur vr̥itti mē̃ bēhad kā vairāgya . One mē̃ kyā hōtā hai ? Bēhad kā vairāgya hōtā hai nā ! Tō madhuban nivāsī arthāt extra gift K|kē adhikārī . Gift hai nā ! Kitnē niśhchint hō . Apnī duty bajāī aur mauj mē̃ rahē . Madōgarī karnī hai , jigyāsuō̃ kō sambhālnā hai , issē tō free haĩ nā ! Jyādā mē̃ jyādā 8 ghaṇṭā duty . Cum|kam hī hai . Itaphāk kabhī extra dēnī paṛtī hōgī . Lēkin aur jimmēvārī tō nahī̃ hai nā . Chalō bijlī vālē kō bijlī key|kī jimmēvārī yā jō bhī duty hai , ēk hī duty hai nā . Anēk tō nahī̃ hai . Tō 8 ghaṇṭā tō duty kē liē bāpdādā nē diyā hai , kabhī 12 ghaṇṭā bhī hō jātā hōgā , tō bhī 8 ghaṇṭā ārām , achchhā 12 ghaṇṭā duty tō bhī 4 ghaṇṭā tō bachtā hai . 12 ghaṇṭā sē jyādā tō duty hōgī nahī̃ . 12 ghaṇṭē mē̃ tō sārā din ā gayā . Phir kabhī rāt kō karnī paṛtī hōgī tō din mē̃ halkā hōgā . Tō kam sē kam 4 ghaṇṭā powerful yōg rahtā hai ? Nirantar yād tō hai hī lēkin powerful yād vah kam sē kam 4 ghaṇṭē hai ? Tō madhuban nivāsiyō̃ kō special attention rakhnā hai ki hamē̃ chārō̃ ōr powerful yād K|kē vibration phailānē haĩ kyōṅki āp ū̃cē-tē-ū̃cē sthān par baiṭhē hō . Sthān tō ū̃chā hai nā ! Issē ū̃chā tō kōī hai nahī̃ . Tō ūñchī tower jō hōtī hai , vah kyā kartī hai ? Sakāśh dētī hai nā ! Light might phailātē haĩ nā . Tō kam sē kam 4 ghaṇṭē aisē samjhō ham ūñchē tē ūñchē sthān par baiṭh viśhva kō light aur might dē rahā hū̃ . Yah tō āpkō achchhī tarah sē anubhav hai ki madhuban kā vibration chāhē kamjōrī kā , chāhē power kā - dōnō̃ hī bahut jaldī phailtā hai . Anubhav hai nā ! Madhuban mē̃ suī bhī girtī hai tō vah āvāj bhī pahuñchtā hai kyōṅki madhuban nivāsiyō̃ key|kī taraph sabkā attention hōtā hai . Madhuban vālē samjhō vijay prāpt karnē aur karānē kē nimitt haĩ . Madhuban key|kī mahimā kitnī suntē hō ! Madhuban K|kē gīt bhī gātē hō nā . Tō madhuban K|kē dīvārō̃ key|kī mahimā hai yā madhuban nivāsiyō̃ key|kī mahimā hai ! Kiskī mahimā hai ? Āp sabkī . Tō aisē apnī jimmēvārī samjhō . Sirph apnā kām kiyā , duty pūrī key|kī yah jimmēvārī nahī̃ . Madhuban kā vāyumaṇḍal chārō̃ ōr vāyumaṇḍal banātā hai . Bāpdādā kō khuśhī hai ki āpas mē̃ saṅgaṭhan banākar unnati K|kē plan vā rūhrihān kartē haĩ . Yah bahut achchhā hai , iskō chhōṛnā nahī̃ . Saṅgaṭhan mē̃ lābh hōtā hai aur sārā din samjhō karmaṇā kiyā , thōṛā samay bhī āpas mē̃ unnati key|kī rūhrihān karnē sē change hō jātē haĩ . Umaṅg-utsāh bhī baṛhtā hai . Tō bāpdādā kō yah achchhā lagtā hai , jō group banākar baiṭhtē hō uskō halkā nahī̃ karō aur powerful banāō . Miss bhī nahī̃ karnā chāhiē . Āp samjhō hamārē mē̃ tō tākat hai , hamnē tō sab kuchh kar liyā hai , nahī̃ . Sahyōg dēnā bhī sēvā hai . Baiṭhnē key|kī jarūrat nahī̃ hō , lēkin baiṭhnā - yah bahut sēvā hai . Bāpdādā nē samāchār sunā hai , achchhā hai . Iskō aur baṛhāō . Murlī tō suntē hō lēkin murlī sunnē kē bād karmaṇā mē̃ chalē jātē hō tō bīch-bīch mē̃ karma conscious bhī hō jātē hō . Kuchh yōg lagātē hō , kuchh karma conscious hō jātē hō . Lēkin āpas mē̃ aisī rūhrihān karnā - yah ēk dō kō refresh karnā hai . Vāyumaṇḍal kō powerful banānā hai . Tō is khuśhkhabarī par bābā bahut khuśh hai .
Abhī sabkō kam sē kam 4 ghaṇṭē kā chart dādī kō dēnā chāhiē . Pasand hai ? 4 sē 6 hō jāē tō cum|kam nahī̃ karnā . 6 hō jāē , 8 hō jāē bahut achchhā . Lēkin kam sē kam 4 ghaṇṭā , ikaṭhṭhā nahī̃ milē kōī harjā nahī̃ . 5 minute 10 minute powerful stage banāō - total mē̃ 4 ghaṇṭā hōnā chāhiē . Chāhē ādhā ghaṇṭā miltā hai , chāhē 5 minute miltā hai lēkin jamā 4 ghaṇṭā hōnā chāhiē . Hō saktā hai ? Jō samajhtē haĩ hō saktā hai vah hāth uṭhāō . Achchhā yah tō sabhī ever ready haĩ . Bāpdādā khuśh hai , himmat bahut achchhī hai . Bāpdādā extra madad dēgā , himmat nahī̃ hārnā . Himmat rakhē̃gē tō parivār key|kī bhī madad , baṛō̃ kā bhī man sē sahyōg milēgā . Aur bāpdādā tō ēk kā padamguṇā dētā hī hai . Tō sabkō pasand hai ? Achchhā - 4 ghaṇṭē sē cum|kam nahī̃ karnā . Ēk din agar 4 ghaṇṭē nahī̃ hō tō dūsrē din 6 ghaṇṭē karkē 4 ghaṇṭē pūrē karnā . Kar saktē hō ? Dēkhō , sōch samajhkar hā̃ karō . Abhī prabhāv mē̃ ākar hā̃ nahī̃ karō . Kar saktē haĩ ? ( dādī sē ) dēkh rahī hō nā . Sabhī nē hāth uṭhāyā hai . Inhō̃ kō tō mubārak kā inām hai . Advance mē̃ mubārak hai . Inām kō chhōṛnā nahī̃ . Bahut achchhā .
Bāpdādā tō madhuban nivāsiyō̃ kō sadā nayanō̃ K|kē sāmnē dēkhtē haĩ . Nūrē ratna dēkhtē haĩ . Madhuban nivāsī bannā kōī chhōṭī see|sī|C bāt nahī̃ hai . Madhuban nivāsī bannā arthāt anēk gift K|kē adhikārī bannā . Dēkhō , sthūl gift bhī madhuban mē̃ bahut miltī hai nā ! Aur kitnā svamān miltā hai . Agar madhuban vālā kahā̃ bhī jātā hai tō kis najar sē sabhī dēkhtē haĩ ? Madhuban vālā āyā hai . Tō itnā apnā svamān sadā emerge rakhō . Merge nahī̃ , emerge . Ṭhīk hai nā ?
Abhī bāpdādā chart pūchhtē rahē̃gē ? 15-15 din kē bād chart key|kī result dēkhē̃gē . Ṭhīk hai nā ! Chart mē̃ dēnā - hā̃ yā nā . Ūpar tārīkh likhnā aur nīchē hā̃ nā , hā̃ nā . Bas dō yā 3 yā 4 ghaṇṭā powerful yād rahī . Bas , jyādā nahī̃ likhnā . Paṛhnē kā time nahī̃ miltā hai nā . Madhuban nivāsiyō̃ sē sabhī kā pyār hai aur āp lōgō̃ kō kitnī duāyē̃ miltī haĩ . Jō I|āī|eye . pī|P . bhī ātē haĩ , yōg śhivir mē̃ ātē haĩ , conference mē̃ ātē haĩ tō madhuban key|kī sēvā dēkh karkē duāyē̃ tō dētē haĩ nā . Har ēk K|kē dil sē nikaltā hai - vāh sēvādhārī vāh ! Tō duāyē̃ bhī tō jamā hō rahī haĩ . Tō kamāl karkē dikhānā . Madhuban vālō̃ kā record 4 ghaṇṭē kā jarūr hō , jyādā bhī hō tō aur achchhā . Yahī pravr̥itti vālō̃ kō , centre vālō̃ kō , sabhī kō powerful banāyēgā . Nimitt āp banō . Achchhā . Khuśarājī haĩ , yah pūchhnē key|kī āvaśhyaktā hai ? Yā khuśh rahtē hī hō , pūchhnē key|kī āvaśhyaktā hai ? Khuśh tō sabhī haĩ hī . Sabhī K|kē chēhrē dēkhō , sabhī K|kē dānt nikalē huē haĩ . Bahut achchhē hō . Apnī viśhēṣhtā dēkhō aur uskō kārya mē̃ lagāō .
Viśhēṣh madhuban key|kī bahinō̃ sē bāt kar rahē haĩ . Bāpdādā sab dēkhtē haĩ . Bāpdādā sē kuchh chhiptā nahī̃ hai . Andar kā bhī dēkhtā hai , tō bāhar kā bhī dēkhtā hai . Madhuban key|kī bahinē̃ viśhēṣh apnī-apnī viśhēṣhtā kō kārya mē̃ lagāō . Har ēk mē̃ viśhēṣhatāyē̃ haĩ , aisē nahī̃ kōī viśhēṣhtā nahī̃ hai . Sabhī mē̃ haĩ . Sirph uskō kārya mē̃ lagānē sē vr̥iddhi kō prāpt hōtī jāyēṅgī . Aurō̃ key|kī bhī viśhēṣhtā dēkhō aur apnī viśhēṣhtā kārya mē̃ lagāō . Cum|kam nahī̃ haĩ . Sabhī kyā bulātē haĩ ! Madhuban key|kī bahinē̃ . Madhuban nām ānē sē hī kitnī khuśhī hō jātī hai . Tō madhuban key|kī bahinē̃ cum|kam nahī̃ haĩ . Sabhī K|kē duāō̃ key|kī pātr hō . Puṇya kā khātā jitnā banānē chāhō utnā banā saktē hō . Chance hai . Samay kō jitnā saphal karnē chāhō utnā kar saktē hō . Chance tō hai nā ! Yā chance nahī̃ miltā hai ? Chance āpēhī lō|low , chance aisē nahī̃ milēgā . Kōī kahē hā̃ yah karō , nahī̃ . Chance lō|low . Chance lēnē sē kyā ban jāyēṅgē ? Chancellor . Madhuban vālē bhāgyavān tō haĩ hī lēkin apnē bhāgya kō kārya mē̃ lagāō . Samjhā . Bahinē̃ haĩ sikīladhī aur bhāī haĩ bahut . Sikīladhī haĩ nā ! Bahut achchhā hai . Abhī 4 ghaṇṭē mē̃ pahlā number bahinē̃ ānī chāhiē . Aisē nahī̃ kahnā - yah hō gayā nā . Yah hōnā nahī̃ chāhiē nā ! Yah nahī̃ . Karnā hī hai . Pakkā ! Inhō̃ key|kī phōṭō nikālō .
Achchhā . Ōm śhānti .