गुरुवार 31 मार्च 2016 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 31-03-16 ōm śhānti avyaktabāpadādā madhuban 1 her|har bachchē K|kē dil kā pyār , unkī sthiti unkē rūp sē ( face sē ) dikhāī dētā hai , har ēk bhinn-bhinn sambandh K|kē pyār sē milan manā rahē haĩ , manātē rahē̃gē
0> > 31-03-16 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Ōm śhānti . 3Is chaitanya dīpakō̃ K|kē saṅgaṭhan kō dēkh bāpdādā bahut khuśh hō rahē haĩ . 4Kahā̃-kahā̃ sē ēk-ēk dīpak dīprāj sē milnē āyē haĩ .
1The love in the heart and the stage of each child are visible in his form (face). 2Each one is celebrating a meeting of love of every different relationship and will continue to do so.
5Dīprāj kitnē baṛē dīpakō̃ K|kē saṅgaṭhan kō dēkh khuśh hō rahē haĩ , vāh dīp vāh !
3Om Shanti. 4BapDada is very happy to see this gathering of the living deepaks (lamps).
6Ēk dō kō dēkh dēkh muskarā rahē haĩ kyōṅki yah milan , ēk dō sāthī āpas mē̃ milē̃ aur kitnē samay kē bād miltē haĩ .
5Each deepak has come from far away to meet Deepraj (King of Deepaks). 6Seeing such a huge gathering of deepaks, Deepraj is very happy: Wah deep (short form of deepak)!
7Tō yah milan jō hai , is milan key|kī bahut śhrēṣhṭh value hai .
7Wah! 8Seeing one another you all smile because this meeting is a meeting of you companions after a very long time.
8Vaisē bhī āpas mē̃ miltē haĩ , bāt kartē haĩ , murlī suntē haĩ , khānā khātē haĩ , rūhrihān bhī kartē haĩ , lēkin yah milnā kitnā pyārā lagtā hai kyōṅki saṅgaṭhan hī chaltē phirtē dīprāj aur dīprāj K|kē bachchē , dōnō̃ kā āpas mē̃ milnā .
9So, this meeting has a very great value. 10You meet among yourselves anyway and talk to each other, listen to the murli, eat and have heart-to-heart conversations. 11However, this meeting is so lovely because this gathering is of the meeting of living Deepraj and Deepraj’s children.
9Bachchē kahtē bābā , ō bābā ! 10Aur bābā kahtē hā̃ bachchē , mīṭhē bachchē .
12Children say, “Baba, o Baba!” and Baba says: “Yes children, sweet children!”
11Āj tō bāp āpkē liē hī āyē haĩ isliē iskā nām hī dīpāvalī rakhā hai . 12Dīpakō̃ kā milan .
13Today, the Father has come for only you and this is why this is called Deepawali, the meeting of deepaks.
13Ēk - ēk dīpak key|kī , agar āp dhyān sē baiṭhkē time lēkē dēkhō tō har ēk K|kē face sē kitnī mīṭhī mīṭhī bātē̃ man mē̃ ātī haĩ .
14If you take the time to look at the face of each deepak with attention, you would see so many sweet things in the mind of each one.
14Ēk-ēk kā face bahut kuchh bātē̃ man key|kī abhī is samay dil mē̃ jō bhī hai vah kaīyō̃ key|kī tō bāhar likhat mē̃ dikhāī dē rahī hai kyōṅki bāp K|kē sāmnē dikhāī dē vah samay bahut cum|kam miltā hai .
15Many things are visible on each one’s face that are in their minds. 16Whatever is in the heart of each one, it is visible externally as though it is written on the faces of some, because the time for it to be visible in front of the Father is very short.
15Chāhē foreign hō , chāhē India hō lēkin bāp K|kē dil mē̃ bachchē , bachchō̃ K|kē dil mē̃ bābā .
17Whether in the foreign lands or India, the children are in the Father’s heart and Baba is in the children’s hearts.
16Yah milan bahut snēh kā svarūp dēkhnā hō tō madhuban mē̃ dēkhō .
18If you want to see this meeting of the embodiments of a lot of love, then see it in Madhuban.
17Abhī har ēk key|kī dil mē̃ kaun ?
19Who is in each one’s heart now?
18Bābā K|kē dil mē̃ bachchē , bachchō̃ key|kī dil mē̃ bābā .
20The children are in Baba’s heart and Baba is in the hearts of the children.
19Kitnā sundar milan hai .
21It is such a beautiful meeting.
20Vaisē tō har ēk bachchē kā mukh andar hī andar mukh mē̃ jō bātē̃ kar rahē haĩ unkā record tō bhar rahā hai lēkin abhī unkē face K|kē record mē̃ spaṣhṭ rūp sē ā bhī rahā hai aur milan bhī hō rahā hai .
22Whatever is within each child, whatever they are saying internally, is being recorded, and it is now also clearly appearing as a recording on their faces. 23A meeting is also taking place.
21Abhī ikaṭhṭhā ēk time par itnō̃ sē tō mil hī rahē haĩ lēkin yah dil kā milan bāp aur bachchē K|kē rūp mē̃ , sāthī K|kē rūp mē̃ , sakhā aur sakhī K|kē rūp mē̃ kitnā pyārā hai .
24Baba is now meeting so many altogether at the same time. 25However, this meeting of the hearts of the Father and the children in the forms of companions and friends is so lovely.
22Gīt hai nā āpkā , tumhī̃ hō mātā , tumhī̃ hō pitā … sab kuchh hō .
26You have the song: You are the Mother and you are the Father… 27You are everything.
23Tō āp yahā̃ ā karkē dēkhō jis samay har ēk bachchē K|kē dil mē̃ yah yād kā svarūp ātā hai , āp sōchō tō jab har ēk K|kē chēhrē par vah milan kā rūp ātā hai tō kitnā pyārā lagtā hōgā !
28So, come here and see how the form of remembrance enters each child’s heart. 29Just think, when the form of the meeting appears on each one’s face, it must be so lovely.
24Vaisē tō har ēk K|kē dil mē̃ chaltē phirtē , kārya kartē bhī dilārām dil mē̃ dikhāī dē rahā hai .
30In fact, while walking, moving around and doing everything, Dilaram, the Comforter of Hearts is visible in each one’s heart.
25Lēkin yah milnā thōṛē samay kā milan hai yah , lēkin kitnā pyārā hai .
31However, although this meeting is just for a short time, it is so lovely.
26Har ēk K|kē dil mē̃ viśhēṣh yahī hai mērā bābā .
32In each one’s heart, there is especially: “My Baba!
27Vāh bābā vāh !
33Wah Baba! 34Wah!
28Āpnē her|har bachchē kō apnē dil kā kōnā dē hī diyā hai .
35You have given every child a corner in Your heart.”
29Har ēk K|kē dil mē̃ dēkhō agar aisā dil kā nakśhā khīñchnē vālā hō tō bahut āpkō wonder dikhāī dēgā - kōī kis rūp mē̃ , kōī kis rūp mē̃ , ēk kō hī yād kar rahē haĩ .
36Look in each one’s heart: if you had something with which to take a picture of the heart, you would be able to see a wonder. 37Some are remembering in one form and others in another form; all are remembering the One.
30Yah sabhā tō chhōṛō lēkin is samay chāhē yahā̃ chāhē centres par sabhī bachchō̃ K|kē dil mē̃ kaun dikhāī dētā hai , majority .
38Let alone this gathering, but, at this time, whether here or at the centers, who is visible in the majority of the children’s hearts?
31Aur har ēk key|kī abhī key|kī śhakla agar phōṭō nikālō tō kitnī khuśh dil hai .
39If you were to take a photograph of each one’s face at this time, each one is so happy in his or her heart.
32Bāp aur bachchō̃ kā yah milan dil kō rāhat dēnē vālā hai .
40This meeting of the Father and the children is one that reassures the heart.
33Agar pūchhē̃ kissē bhī , āpkē dil mē̃ kaun ? 34Tō kyā kahēgā ?
41If you ask anyone, “Who is in your Heart?”, what would they reply?
35Mērā bābā .
42“My Baba.
36Mīṭhā bābā .
43Sweet Baba.
37Mērē dil kā dilavar .
44The Beloved of my heart.”
38Aur har ēk key|kī śhakla phōṭō nikālō tō śhakla mē̃ phark hai .
45If you were to take a photograph, there is a difference in each one’s face.
39Har ēk K|kē dil K|kē āvāj sē , har ēk key|kī dil bōl rahī hai , vah kyā bōl rahī hai ?
46From the sound of each one’s heart, each one’s heart is saying… what is each one’s heart saying?
40Hai sabhī kā bhāv ēk hī lēkin bhinn-bhinn bōl mē̃ bōl rahē haĩ .
47The feeling in each one is the same, but they are saying it in different words.
41Sabhī key|kī dil kā ēk hī āvāj hai , dil kā rājā ā gayā .
48The sound from the hearts of all is the same: The King of the heart has come.
42Har ēk key|kī dil dēkhō , kōī aisā phōṭōgrāphar abhī nikalā nahī̃ hai , lēkin bāp key|kī dil mē̃ har ēk bachchā kaisē samāyā huā hai , vah scene agar āp bhī dēkhō tō dēkhtē hī rah jāō kyōṅki yahā̃ abhī is samay dil kā andar kā nakśhā sabkā pratyakṣha rūp mē̃ hai .
49Look at each one’s heart – no such photographer has emerged as yet. 50If you were to see the scene of how each child is merged in the Father’s heart, you would want to continue just looking at that because, even here at this time, the picture of what is in each one’s heart is visible in a practical form.
43Agar ēk-ēk us rūp sē jō dil mē̃ hai , dikhāī dēvē tō bahut āpkō āśhcharya lagēgā , kōī kis rūp mē̃ , kōī kis rūp mē̃ , kis samay , bhinn-bhinn pō ॰ ja mē̃ milan manā rahē haĩ , vah dēkhnē yōgya hai .
51If each one could be seen in the form of what is in his heart, you would be really amazed. 52Some are celebrating a meeting in one form and others in another form, at another time and in different poses.
44Vahā̃ hī ēk bachchē K|kē rūp mē̃ hai tō dūsrā mā̃-bāp K|kē rūp mē̃ hai , sakhā rūp mē̃ hai , bhinn-bhinn rūp mē̃ hai aur har ēk apnē rūp K|kē naśhē mē̃ bahut lagē huē haĩ .
53This is worth seeing. 54In the same place, one is in the form of a child, another is meeting in the form of the mother and father, another in the form of a friend in different forms, and all are very intoxicated in their forms.
45Kōī mērā bābā kah rahā , tō kōī mērā dil kā hār , bhinn-bhinn rūp sē , jō bhinn-bhinn sambandh pyār K|kē hōtē haĩ nā vah har ēk K|kē dil K|kē face mē̃ pratyakṣha dikhāī dētā hai .
55Some are saying, “My Baba!” 56Some are saying, “The Garland of my Heart!” 57In different forms the different relationships of love are practically visible in the faces of their hearts.
46Tō āp sōchō har ēk K|kē dil kā phōṭō pratyakṣha dēkh bāpdādā kō kitnā achchhā lagtā hōgā !
58So, just think: BapDada must be finding it so lovely to see the photo of each one’s heart in a practical way.
47Is sādhāraṇ rūp mē̃ nahī̃ lēkin sādhāraṇ rūp K|kē bhī dil mē̃ kis rūp sē yād kar rahē haĩ usī rūp sē dikhāī dē rahā hai .
59Not in this ordinary form, but even in the ordinary form, the form with which they are remembering Baba in their heart is visible in that form.
48Tō bōlō , kitnā achchhā lagtā hōgā !
60So, say how lovely that must be!
49Dil key|kī phōṭō , yah face tō dikhāī dētā hī nahī̃ hai .
61The photo of the heart; the face is not visible at all.
50Tō bāpdādā kabhī-kabhī sākār rūp mē̃ emerge huē , class K|kē rūp mē̃ dikhāī dētā hai , baiṭhē tō abhī har ēk jō saṅgamyug kā rūp hai usmē̃ hī haĩ lēkin agar uskē andar kā rūp dēkhnē chāhō tō vah bhī spaṣhṭ dikhāī dētā hai .
62Sometimes, BapDada is emerged in the corporeal form, in the same form as in the class (form of the Teacher). 63At the moment, all of you are sitting in your confluence-aged forms, but if you wish to see the inner form, that can also be seen clearly.
51Har ēk key|kī dil khuśhī K|kē jhūlē mē̃ jhūl rahī hai .
64Each one’s heart is swinging in the swing of happiness.
52Bāpdādā bhī har ēk kā sādhāraṇ rūp nahī̃ dēkh rahā hai lēkin sambandh K|kē svarūp mē̃ bāp aur bachchē K|kē svarūp mē̃ , aisē nahī̃ emerge karē tō sādhāraṇ hī āyē lēkin dil K|kē pyār kā svarūp pratyakṣha hai .
65BapDada too is not seeing each one’s ordinary form, but seeing the form of the relationship - the relationship of Father and child. 66It isn’t that He if emerges that form, then just the ordinary form comes, but the form of the love in their hearts is visible.
53Tō āp dēkhiyē sabkē dil kā pūrā-pūrā hall|hāl , abhī is sabhā mē̃ dikhāī dē rahā hai .
67So, you can see the full condition of each one’s heart. 68It is visible now in this gathering.
54Tō bāpdādā kō kitnā pyār , har ēk K|kē dil kā gahrā rūp dēkh kitnā ēk-ēk kē prati snēh pratyakṣha dikhāī dētā hai .
69BapDada has so much love. 70Seeing the deep form of each one’s heart, so much love for each one is visible.
55Kisī bhī kōnē mē̃ baiṭhē haĩ , abhī kōnā kahā̃ aur ham kahā̃ lēkin har ēk kā chēhrā bāpdādā K|kē samīp hī dikhāī dētā hai .
71No matter which corner you are sitting in, you can see the difference between the corner and where Baba is, but each one’s face is visible as being close to BapDada.
56Kōī bhī cī ॰ ja baṛā rūp karkē dēkhō sāmnē aur natural rūp mē̃ dēkhō tō kitnā phark paṛtā hai .
72When you see anything in front of you, there is so much difference between its magnified form and its natural form.
57Tō bāpdādā jab bhī ātē haĩ tō āpkā vahī original rūp dēkhtē haĩ aur dil sē kyā nikaltā hai ?
73Whenever BapDada comes, He sees your original form and then what emerges from His heart?
58Vāh bachchē vāh !
74Wah children! 75Wah!
59Thōṛā sā time sammukh kā miltā hai , bāt tō phir bhī dil mē̃ hī kar saktē haĩ lēkin dil key|kī bātē̃ dil mē̃ kar lētē haĩ , sammukh jaisē bāt kartē haĩ tō sammukh kā jō anubhav hai , khuśhī hai , dil kā samānā hai , yah anubhav kitnā dil kō pyārā lagtā hai .
76You meet face to face only for a short time, but even then, you only speak to Baba from your heart. 77However, you speak of the things in your heart with your heart, as though you are talking face to face. 78So, the experience and the happiness of being face to face, of being merged in the heart, is loved so much by the heart.
60Bhalē kōī last mē̃ baiṭhā hai lēkin dil mē̃ yād jitnī jiskī pakkī hai , vah aisē hī mahsūs kar rahā hai tō bābā kā sāthī bankē baiṭhā hū̃ .
79Even if someone is sitting in the last row, to the extent that his remembrance of the heart is firm, he will feel as though he is sitting there as Baba’s companion.
61Tō sāthīpan aur sākṣhīpan , dōnō̃ hī rūp dikhāī dē rahē haĩ .
80So, both forms – of a companion and a detached observer – are visible.
62Har ēk K|kē dil kā anubhav apnā apnā hai .
81Each one’s experience of the heart is his own.
63Kahtē tō sabhī yah hai ki bābā key|kī yād bahut achchhī anubhav kar rahē haĩ lēkin anubhav mē̃ bhī bhinn-bhinn rūp haĩ .
82You all say that you experience remembrance of Baba very well, but there are different forms in the experience.
64Majority dil mē̃ saṅgam kā rūp hī milan mē̃ pyārā lagtā hai kyōṅki original feeling ātī hai .
83For the majority, it is the form of the confluence age that they like in their hearts, because they have the original feeling.
65Bāp aur bachchē kā milan bahut pyārā lagtā hai .
84The meeting of the Father and the child is very lovely.
66Bhalē last mē̃ baiṭhē haĩ yahā̃ hisāb sē , lēkin haĩ sab dil mē̃ .
85In terms of sitting here, even though you may be sitting in the last row, all of you are in the heart.
67Dilārām aur bachchō̃ key|kī dil , yah milan kitnā pyārā hai .
86The Comforter of Hearts and the children’s hearts: this is such a lovely meeting.
68Tō har ēk abhī kahā̃ baiṭhē hō ?
87So, where is each of you sitting now?
69Kursī par ?
88On a chair?
70Har ēk apnē pyār K|kē number anusār usī jagah par baiṭhē haĩ .
89Each one of you is sitting where you are, according to the number of your love.
71Tō batāō kaisī sabhā lagtī hōgī ?
90So, tell Me, what does this gathering feel like?
72Har ēk K|kē dil kā chitra is samay kyā hai ?
91What is the picture of each one’s heart at this moment?
73Vah chitra dil kā har ēk kā abhī bāhar K|kē rūp mē̃ dikhāī dē rahā hai .
92That picture of the heart of each one is now visible in the external form.
74Kitnī achchhī sabhā lag rahī hōgī .
93The gathering must look so lovely.
75Har ēk K|kē dil kā chitra hai .
94There is the picture of each one’s heart.
76Sabhī kā chēhrā baṛā sundar , kālē kālē kā nahī̃ , snēh mē̃ samāyē huē kā make up hō jātā hai tō āp batāō kyā sabhā lagtī hōgī ?
95Everyone’s face is very beautiful and the make-up is of being merged in love. 96So just tell me: how would the gathering look?
77Tō aisī sabhā bāp dēkh saktā hai , second mē̃ bāp kē āgē jō uskī sthiti hai usī anusār rūp dikhāī dēgā .
97So, the Father can see such a gathering in which the Father can see each one’s form according to their stage.
78Aur sabhā bahut sundar lag rahī hai .
98The gathering looks very lovely.
79Kōī gōrā hai , kōī kālā hai kyā hai , lēkin bābā kō lagan vālā vah chitra hī na ॰ jar ā rahā hai . 80Lagan kā chitra bas face mē̃ hī āp dēkh lō .
99Some are beautiful and others not so much so, but no matter what each one is like, Baba only sees the picture of those lost in love, the picture of love, that is all.
81Har ēk kā face vartamān samay K|kē man key|kī lagan K|kē svarūp kā pratyakṣha dikhāī dē rahā hai .
100Just look at the faces! 101Each one’s face at the present moment appears as the form of love in the mind.
82Bāpdādā tō yah dēkhtē haĩ ki samay anusār mātāō̃ key|kī saṅkhyā cum|kam nahī̃ ātī .
102BapDada is seeing that, according to the time, it isn’t a small number of mothers who have come.
83Vah aur hī jyādā ātī hai .
103There is even a greater number of them.
84Chāhē ṭāṅg mē̃ thōṛā kuchh bhī hai lēkin unhō̃ kō kōī ṭāṅgē special mil jātī haĩ .
104Even if they have something wrong with their legs, they receive special legs.
85Tō bāpdādā kō aisē bachchō̃ K|kē bīch kitnā achchhā lagtā hai .
105So, BapDada enjoys Himself so much in the midst of such children.
86Vāh !
106Wah!
87Bhakti mē̃ inkō bhinn-bhinn rūp mē̃ dikhātē haĩ .
107On the path of devotion, this is portrayed in many different ways.
88Bāpdādā bhī jab yah din ātā hai tō bachchō̃ kō bahut ēk-ēk kō dēkhtā hai . 89Aur bachchē bhī usī snēh K|kē rūp mē̃ dikhāī dētē haĩ .
108When this day comes, BapDada looks at each child individually; and the children are seen in that form of love too.
90Har ēk K|kē dil sē vāh bābā vāh !
109The song, “Wah Baba! 110Wah! 111Wah Baba!
91Vāh bābā vāh ! 92Kā gīt sunāī dētā hai .
112Wah!” is heard from the heart of each one.
93Aur bāp kō bachchō̃ K|kē bhinn-bhinn rūp mē̃ gīt bahut achchhē sur mē̃ sunāī dētā hai . 94Kōī kaisā dikhāī dē , kōī kaisā nahī̃ .
113The Father can hear the songs with very good melodies in different forms. 114It is not that some are visible in one form and others in another form.
95Ēk hī sā ॰ ja mē̃ , ēk hī lagan K|kē rūp mē̃ dikhāī dē rahā hai .
115No. 116All are visible with the one tune and in the form of love for the One.
96Āp sabkē chēhrē kuchh tō badaltē haĩ , haĩ tō vahī chēhrē lēkin jō andar kā pyār kā svarūp hai vah dikhāī dē rahā hai .
117The faces of all of you change a little. 118They are the same faces, but the inner form of love is visible.
97Tō bāpdādā kō bhī ānē mē̃ , bachchō̃ kō jyādā taklīph hōtī hōgī lēkin man key|kī mauj vah aur hī jō dūr-dūr sē apnē dil key|kī lagan sē ātē haĩ unkē chēhrē dēkh bāpdādā dil mē̃ hī bāt kar lētē haĩ .
119When BapDada comes, children face more difficulties. 120However, there is such pleasure of the mind – and, seeing the faces of those who come from far away with love in their hearts, BapDada speaks to them in their hearts.
98Abhī itnē speaker tō nahī̃ lag saktē , dil kā speaker lag saktā hai .
121We cannot arrange so many loud speakers; the loud speakers of the heart can be put up.
99Sabhī mil tō lētē haĩ nā !
122All of you are able to meet, are you not?
100Sabhī kahtē haĩ bhalē kuchh bhī hō lēkin miltē tō haĩ nā !
123All of you say, “No matter what, at least we are able to meet”.
101Āpkō kyā lagtā hai ?
124What do you think?
102Itnē mē̃ sukh ātā hai ?
125Do you feel happy with this much?
103Ātā hai ?
126Do you?
104Chāhnā tō yahī hōgī bahut time hō .
127Of course you must have the desire to have a longer time.
105Lēkin bāpdādā dēkhtē haĩ aur ḍrāmānusār yahī hō saktā hai ki bāpdādā har ēk kō apnē chāhnā anusār , kyōṅki chāhnā bhī itnē sab āp baiṭhē hō har ēk key|kī chāhnā apnī apnī hōgī .
128However, BapDada sees that, according to the drama, only this much is possible and BapDada meets each one of you according to your desire, because the desire of every one of you sitting here is individual to each one.
106Lēkin pyār kā milan chāhē 10 minute hai , vah 10 minute nahī̃ lagtā , ēk hisāb sē thōṛā bhī lagtā , ēk hisāb sē bahut lagtā .
129However, in a meeting of love, even if it is 10 minutes, it doesn’t feel like 10 minutes. 130In one way, it feels very short, and in another way, it feels long.
107Tō bāpdādā bhī ēk-ēk bachchē kō dēkh khuśh bhī hōtē haĩ dēkhō kahā̃ kahā̃-kōnē mē̃ baiṭhē haĩ .
131Seeing each child, BapDada is also happy to see how you are even sitting in the corners.
108Lēkin yah bhī hai ki itnē time mē̃ bhī khuśh hō jātē haĩ , bāhar sē nahī̃ dil sē kyōṅki aur kuchh hō hī nahī̃ saktā nā !
132Nevertheless, He also sees that you become happy within this short time, not externally, but in your hearts, because nothing else can be done, can it?
109Bahut kōśhiśh key|kī ki har ēk chāhtā hai kuchh samay hamkō milē , chāhnā tō yah baṛhtī jāyēgī yah tō bāpdādā bhī samajhtē haĩ lēkin nā sē yah bhī pasand kartē haĩ .
133You have tried a lot and BapDada understands that each one wants to meet Baba for some time, and this desire will continue to increase, but, at least you like this type of meeting better than not meeting at all!
110Nā sē hā̃ tō huī .
134Compared with not at all, at least you have said “yes”.
111Āp lōgō̃ kō muśhkil tō nahī̃ lagtī !
135You are not finding this difficult, are you?
112Garmī K|kē din haĩ aur garmī mē̃ ānā jānā , mānā pahlē ēk pānī ātā hai garmī kā , pīchhē milan hōtā hai .
136These are the days of heat and so to come and go in the heat, there is first the problem of water and then also of the meeting itself.
113Sādhan bhī apnātē haĩ lēkin kaliyug hai nā , kaliyug mē̃ sab sādhan milē̃ yah asambhav haĩ .
137You adopt the facilities, but this is the iron age, is it not? 138It is impossible to have all facilities in the iron age.
114Hā̃ ham sampann hō jāyēṅgē aur samāpti bhī hō jāyēgī .
139Yes, we will become complete and completion will take place.
115Lēkin vah ēk minute kā milnā bhī bahut pyārā lagtā hai .
140But the meeting of even one minute is very lovely.
116Aur bāp bhī ēk din mē̃ itnē bachchō̃ sē mil lētā hai , tō bāp kō bhī achchhā lagtā hai .
141The Father too meets so many children in just one day, and the Father also likes it.
117Nā sē tō yah achchhā hai kyōṅki agar jyādā karē̃ tō phir jaisē aisē milē jaisē dūr sē kyōṅki bābā kō bhī tō bachchē pyārē haĩ nā !
142This is better than not meeting at all, because if anything more were to be done, it would then be like meeting from afar, because Baba also loves all the children!
118Tō ēk kē liē itnō̃ sē milnā , hai tō bahut milnē kā pyārā samay lēkin phir bhī milan tō hai nā .
143For One to meet so many, it is such a lovely time to meet, but it is still a meeting nevertheless.
119Nām kyā rakhē̃gē ?
144What shall we call it?
120Bābā sē milkē āyē , chāhē kaisē bhī milkē āyē .
145We came and met Baba; no matter how, we met Baba.
121Bāpdādā bhī samajhtē haĩ ki ājkal K|kē jamānē mē̃ garmī sardī yah apnā ānā milnā yah jaisē chaltā ātā hai vaisē baṛhtā jātā hai aur chaltā rahtā hai .
146BapDada also understands that nowadays, there is coming and going in the heat and the cold, and the part of coming to meet will continue and will increase and it will continue in the same way.
122Pahlē yah sabhāyē̃ itnī baṛī-baṛī hōtī thī !
147In the early days were the gatherings so huge?
123Abhī tō common lagtā hai .
148Now, it feels like it is common.
124Ēk hī sabhā mē̃ kitnē śhahar vālē apnē-apnē sthān sē miltē haĩ .
149In this one gathering, so many people from cities meet one another from their respective places.
125Apnē sthān sē ēk jagah ikaṭhṭhē tō huē hō nā .
150All of you from all the places have gathered in one place from all the different places.
126Phir bhī kōśhiśh tō kartē haĩ jitnā time yahā̃ bābā K|kē sāmnē baiṭhtē hō ikaṭhṭhē tō har ēk kō apnā sādhan bhī hō saktā hai .
151For the time that you are sitting in front of Baba, you have tried to sit together and in such a way that all of you can have your own facilities.
127Bābā kō pasand tō ātā hai ki khulē maidān mē̃ hō lēkin khulē maidān mē̃ sunnā , samajhnā yah thōṛā muśhkil hō jātā hai .
152Baba likes the idea of the meeting taking place in the open ground, but it would become a little difficult to hear and understand in the open.
128Abhī jabki samay abhī najdīk ā rahā hai samāpti kā lēkin phir bhī milan tō hō jātā hai nā .
153Now, even though the time for completion is coming close, at least meetings are able to take place.
129Itnā dūr dūr , kitnā dūr sē mil rahē haĩ .
154You come from so far, far away to meet.
130Aur bāp kō bhī achchhā lagtā hai sirph dhairya sē jaisē programme miltā hai vaisē hī chalē̃ .
155The Father would also like everything to continue with patience as per the programme He receives.
131Bāp jab dēkhtā hai nā bachchē thōṛē halchal mē̃ ā gayē haĩ tō dil mē̃ lagtā tō hai !
156When the Father sees that the children have come into a little upheaval, He feels it in His heart.
132Lēkin bāp aur bachchō̃ kā milan yah chhūṭtā bhī nahī̃ hai .
157However, the meeting of the Father and the children cannot be stopped.
133Tō sabhī jō bhī abhī āyē haĩ , kitnā kaṣhṭa milā yā nahī̃ milā , achchhā milā yā thōṛī taklīph huī , bāpdādā sabhī sē mil rahē haĩ .
158So, all of you who have come, however many hardships you had or didn’t have, whether you received good facilities or had a little difficulty, BapDada is meeting everyone.
134Jō thōṛī bahut taklīph bhī huī hōgī tō uskā bhī prabandh hōgā tō karē̃gē jarūr .
159For whatever few or many difficulties you may have had to face, if arrangements can be made for that too, then it will be done.
135Har ēk samajhtā hai ham bhī milkē āyē̃ , vah bhī prabandh dēkhō thōṛā sārvis kō āgē baṛhāō .
160Each of you feels that you have met Baba and returned. 161See if something can be arranged for that.
136Jō nimitt banī huī ātmāyē̃ haĩ unkī sēvā karkē inkō baṛhā saktē haĩ lēkin himmat vālā chāhiē vah .
162Increase service a little. 163You can increase this by serving the souls who are instruments, but those who serve have to have courage.
137Nahī̃ tō thōṛā chār chhaḥ pulis vālā āyēgā tō dūsrē din sabhī ḍarē̃gē , isīliē aisā haṅgāmā bhī nahī̃ karnā hai .
164Otherwise, if four or six policemen come, then the next day everyone would be afraid. 165So, don’t create such upheaval.
138Sarkār nārā ॰ ja nahī̃ hōvē .
166The Government must not get upset.
139Hōtī tō phir bhī hōgī !
167Still, they must be getting upset!
140Parantu aisā nahī̃ , sukh K|kē sādhan bhī haĩ .
168But let it not be like that. 169There are also facilities for comfort.
141Aur kaun haĩ āpmē̃ jō samajhē is rīti sē milnā jō hai vah bhī achchhā hai , jō samajhtē haĩ yah bhī achchhā hai jō chal rahā hai , vah hāth uṭhānā .
170Who else is there amongst you who feels that meeting in this way is still good? 171Those who feel that this is also good, that however these are taking place is good, raise your hands!
142Sabhī nē uṭhāyā hai .
172You have all raised your hands.
143Āp sōchē̃gē aur bhī achchhā hō saktā hai lēkin sab kuchh dēkhnā paṛtā hai .
173You may think that it could be better, but everything has to be considered.
144Hamārī dēkhō , dādī hai kitnī age|as hai .
174Look at our Dadi; how old is she?
145Bhalē insē bhī baṛē hōṅgē . 146Kyōṅki āj key|kī sabhā mē̃ aisē bujurg-bujurg dikhāī dē rahē haĩ .
175There may be others older than her, because in today’s gathering, there are elderly people visible.
147Pasand hai nā āp lōgō̃ kō .
176All of you like this, do you not?
148Na chāhtē bhī pasand hai .
177Even though you don’t want it like this, you like it.
149Chāhtē nahī̃ hō aisē , lēkin karnā hī paṛtā hai .
178You don’t want it like this, but it has to be done like this.
150Aur bāpdādā samajhtē haĩ ki apnā rājya jab hōgā tab itnē sādhan hōṅgē jō ham U|you ॰ ja nahī̃ kar sakē̃gē , itnē hōṅgē aur jab hōnē chāhiē tab har ēk sōchtā hai ki agar yah prabandh hōtā tō bahut achchhā !
179BapDada feels that when it is your kingdom there will then be so many facilities that we will not be able to use them all. 180There will be so many facilities then, whereas now, when there should be those facilities, each one of you thinks that it would be so good if we had those facilities.
151Aur bāpdādā sē jab bachchē miltē haĩ tō ēk - ēk sē milnā tō bahut muśhkil hai lēkin sabhī sē dr̥iṣhṭi lētē haĩ aur dētē haĩ .
181When children meet BapDada, it is very difficult to meet each one individually, but Baba takes drishti from everyone and also gives it.
152Yah bhī achchhā jō itnē hall|hāl bhī āpkō milē haĩ !
182It is good that you have such a big hall.
153Bāp tō milā nā !
183At least you have met the Father!
154Chāhē thōṛī garmī sahan karnī paṛī . 155Yā sunnē mē̃ thōṛā cum|kam āyā . 156Yah hōtā hai lēkin yah bhī dhīrē-dhīrē ṭhīk tō kar rahē haĩ aur kartē bhī rahē̃gē .
184You may have had to tolerate a little heat or you were not able to hear so well - this happens and it is gradually being put right and they will continue to put it right.
157Lēkin bāp aur bachchō̃ kā milnā tō hai hī ki samajhtē hō issē nahī̃ milē tō achchhā !
185At least the meeting between the Father and the children takes place, or do you feel that it would be better if we did not meet?
158Nahī̃ .
186No!
159Bāp kō bhī tō yād ātē haĩ nā bachchē .
187Even the Father remembers the children.
160Aisē nahī̃ ki bāp kō yād nahī̃ ātē .
188It isn’t that the Father doesn’t remember.
161Bāp kō bhī yād ātē haĩ , bahut din huē haĩ bachchē milē nahī̃ hai , lēkin dēkhnā paṛtā hai .
189The Father too remembers you: it has been so many days that I haven’t met the children, but everything has to be considered.
162Lēkin jab bhī bābā miltē haĩ bachchō̃ sē tō bahut pyārē lagtē haĩ .
190However, whenever Baba meets you children, He loves you a lot.
163Thōṛī garmī , pasīnā thōṛā dēnā paṛtā hai lēkin bābā kē āgē vah kyā cī ॰ ja !
191You have to tolerate the heat and you have to perspire, but what is that compared with being in front of Baba!
164Bhakti mē̃ kyā kuchh kartē haĩ , yah tō gyān hai .
192They do so much on the path of devotion, whereas this is knowledge.
165Ārām tō miltā hai nā .
193At least you are able to rest.
166Baiṭhē tō ṭhīk hō nā sabhī .
194You are all sitting comfortably, are you not?
167Bhalē ārām sē lēṭē huē nahī̃ hō lēkin baiṭhē tō ṭhīk hō nā .
195You may not be lying down comfortably, but at least you are sitting comfortably.
168Aur aisā hī hōnā chāhiē agar lēṭnē kā karē̃gē tō ādhā tō paramdhām mē̃ chalē jāyēṅgē .
196It has to be like this, because if you were given the facility to lie down, half of you would go to Paramdham.
169Tō bāpdādā kō bhī jab ānā hōtā hai nā , tō bahut na ॰ jārē sāmnē ātē haĩ .
197So, whenever BapDada comes, He sees many scenes in front of Him.
170Yah tō hōṅgē hī phir bhī prakr̥iti bhī ham lōgō̃ kō achchhā sahārā dētī hai .
198This will happen, but even so, matter is co-operating with us very well.
171Jahā̃ bas sṭaiṇḍa nahī̃ hai nā , vahā̃ bas sṭaiṇḍa banā rahē haĩ .
199Bus stands are being constructed where there are no bus stands.
172Jahā̃ kahā̃ muśhkil hai tō kōśhiśh kar rahē haĩ ki sab ṭhīk hō jāē .
200Wherever there are difficulties, they are trying to make everything fine.
173Lēkin chāhiē dil key|kī lagan aur thōṛā sā bas sṭaiṇḍa mē̃ ṭhaharnā , āyēṅgē tō bhī dūr baiṭhē̃gē .
201However, what is required is a little love in the heart and to stand at the bus stand. 202Even if you come, you will sit far away.
174Jaisē abhī last mē̃ jō baiṭhē haĩ unhō̃ kō kyā dikhāī dēgā !
203For instance, what are those who are sitting in the last row able to see?
175Lēkin sab achchhē ḍrāmānusār milan manā rahē haĩ aur manātē rahē̃gē .
204However, according to the drama, all of you are celebrating the meetings very well and will continue to do so.
176Pasand hai nā !
205You like it, do you not?
177Itnē baiṭhē , aisē baiṭhē̃ .
206So many of you are sitting in this way.
178Tō pasand haĩ !
207Do you like it?
179Sōchē̃gē is par bhī .
208We will think about this too.
180Yah jhaṇḍē laharā rahē haĩ , kyōṅki bichārō̃ kō aisē thōṛā ānē-jānē mē̃ muśhkil hōtā hōgā nā .
209They are waving their flags. 210They must be having difficulties in coming and going. 211Even so, you have big hearts.
181Phir bhī dil baṛī hai . 182Jitnē garīb haĩ , utnī dil baṛī hai .
212To the extent that you are poor, you accordingly have a big heart.
183Achchhā .
213Achcha.
184Abhī yah bhī samāpti karnī paṛtī hai .
214Now, even this (tonight’s meeting) has to finish.
185Sēvā kā turn U|you . pī|P . banāras aur paśhchim nēpāl kā hai , 13 hajār U|you . pī|P . sē āyē haĩ aur total 27 hajār āyē haĩ : jyādā karkē U|you . pī|P . āī hai .
215It is the turn of UP, Banaras, West Nepal – 13,000 have come from UP and 27,000 in total have come: Most have come from UP. 216The scene from here is very good.
186Yahā̃ achchhā dikhāī dē rahā hai . 187Ham lōgō̃ nē bahut mēhnat key|kī āp lōg tō sukhī mē̃ āyē hō .
217All of us had to work very hard, whereas all of you have now come at a time of happiness.
188Ham lōgō̃ K|kē dinō̃ mē̃ tō skūṭar bhī nahī̃ thē .
218In our days, we didn’t even have scooters.
189Yah dhīrē dhīrē āyē haĩ .
219All of this has come gradually.
190Tō sabhī khuśh hai nā .
220All of you are happy, are you not?
191Khuśh haĩ , khuśh hōkē miltē rahē̃gē .
221You are happy and will continue to meet with happiness.
192Double vidēśhī 50 dēśhō̃ sē 900 āyē haĩ : taklīph tō hōtī hōgī .
222900 double foreigners have come from 50 countries: You must be having some difficulties.
193Ham lōgō̃ nē jab śhurū kiyā tō kaisī hālat thī lēkin abhī dhīrē-dhīrē samajh mē̃ ā gayā .
223What was our condition when we all started this? 224However, gradually, we have now understood.
194Pasand hai nā yah .
225You like this, do you not?
195Yah aisē chalē tō bhī pasand hai nā ! 196Achchhā .
226If it continues like this, you will still like it, will you not?
197Tō sabhī samajhdār tō haĩ hī .
227Achcha. 228All of you are sensible.
198Samajh saktē haĩ , kahnē key|kī jarūrat bhī nahī̃ hai .
229You can understand. 230Nothing needs to be said.
199Jaisā samay mahaṅgāī mē̃ baṛhtā jātā hai usī anusār prabandh kiyā jātā hai .
231As everything continues to become expensive, arrangements are being made accordingly.
200Attention hai ki sahaj jitnā hō sakē utnā hōvē .
232There is the attention to do as much as possible, as easily as possible.
201Lēkin kōī na kōī kāraṇ ātē haĩ jiskē kāraṇ thōṛā paisā baṛhānā paṛtā hai phir bhī bābā hamārē sāth hai jō ham lōgō̃ kō salvation government bhī dētī hai .
233However, there is always one reason or another why the prices have to be increased, but, even so, we have Baba with us, and the Government gives us some salvation.
202Achchhā hai nā , āpkō pasand hai !
234It is good, is it not? 235You like it.
203Sab ārām sē miltē bhī aur mil karkē jāyēṅgē .
236All of you meet Baba comfortably and return having met Baba.
204Ghar mē̃ jāyēṅgē tō khānā pīnā dōnō̃ time milēgā .
237When you return home, you will receive food and drink both times.
205Bākī jō bhī kōī sahūliyat hō saktī hai tō apnā vichār dē dō .
238If there can be any other conveniences, you can give your thoughts.
206Kyō̃ nahī̃ huā , kyō̃ nahī̃ huā !
239Do not pressurise saying, “Why didn’t this happen?
207Yah jōr nahī̃ dō .
240Why didn’t this happen?”
208Jitnā hō sakēgā utnā āpkī bāt mānī jāyēgī .
241As much as possible, your views will be accepted.
209Dādiyō̃ sē : sabhī bābā kō kahtē haĩ ki aisā sahaj karō jō kisī kō muśhkil nahī̃ lagē !
242Speaking to the Dadis: Everyone is telling Baba to make everything easy so that no one finds anything difficult.
210Sabhī bābā kahtē haĩ aur hō jāyēgā .
243Everyone says, “Baba” and it will happen.
211 ( dādī jānkī kō apnē pās|pass biṭhāyā ) āp ēk kā ārām sē baiṭhnā mānā sabkā baiṭhnā .
244(Baba made Dadi Janki sit next to Him.) 245When you sit comfortably, it means everyone can sit in this way.
212Programme tō āp lōg hī banāyēṅgē nā .
246You will make the programmes, will you not?
213Āp hī mālik hō nā .
247You are the masters, are you not?
214 ( mōhinī bahan kā 75 vā̃ janm din manāyā jā rahā hai , mōhinī bahan nē bāpdādā kō sundar mālā pahnāī , bāpdādā nē mōhinī bahan kō mālā pahnāī ) :
248(Mohiniben’s 75th birthday is being celebrated.
215Jō bhī banā rahē haĩ , vah general mē̃ bhī U|you ॰ ja kar rahē haĩ .
249Mohiniben put a beautiful garland of roses on Baba and BapDada put a garland on Mohiniben.)
216Kōī ulhanā āyā tō nahī̃ hai .
250Whatever is being made is also being used generally.
217Dhīrē-dhīrē jō bhī kaṭhināī hai nā , vah khatm karē̃gē .
251There have been no complaints. 252Gradually, all the hardships will finish.
218Attention dēgē .
253We will pay attention.
219Tīnō̃ bhāīyō̃ nē bāpdādā kō guldastā diyā : sab ṭhīk hō .
254Three senior brothers presented bouquets to BapDada: All of you are all right.
220Jaisē jaisē meeting kartē jātē hō vaisē-vaisē thōṛā spaṣhṭ hōtā jātā hai .
255As you continue to have meetings, things will become clearer. 256(BapDada was shown a plan of Jagadamba Bhavan to be constructed in Pune.)
221 ( pūnā jagadambā bhavan kā plan bāpdādā kō dikhāyā ) ( br̥ijmōhan bhāī nē sīḍī key|kī opening karāī )
257(Brijmohanbhai had BapDada inaugurate a CD: Ghazab hi Ghazab).
222Īśhū bahan sē : tabiyat ṭhīk hai nā !
258Speaking to Ishu Dadi: Your health is fine, is it not?
223 ( S . D . aim|M|am . sāhēb aur S . pī|P . sāhēb bāpdādā sē mil rahē haĩ ) : abhī mil liyē nā .
259BapDada meeting SDM (Sub-Divisional Magistrate) and SP (Superintendent of Police) of Abu Road: You have now met Baba, have you not?
224 ( bahut achchhā sahyōg dētē haĩ ) dēśh kā kām hai nā .
260(They give very good co-operation.) 261It is the work of the country, is it not?
225Sabkō karnā chāhiē .
262All of you should do it.
226Dēśh kā kām hai kōī brahmākumārī pasarnal nahī̃ kartī haĩ .
263It is the work of the country, not any Brahma Kumaris’ personal work.
227Achchhā .
264It is good.
228Abhī sabhī milē .
265Now, everyone has met.
229Abhī āgē chalkē bhī milan hōtā rahēgā .
266Now, the meetings will continue.
230Jaisē programme banātē haĩ vaisē banānā .
267Make a programme as you have been making. 268* O M S H A N T I*