रविवार 9 अक्टूबर 2022 की दैनिक मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

09-10-22 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 12-11-92 madhuban

Bhaviṣhya viśhva-rājya kā ādhār - saṅgamyug kā svarājya

Āj viśhva-rachtā bāpdādā apnē sarv svarājya adhikārī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . Is vartamān saṅgamyug K|kē svarājya adhikārī aur bhaviṣhya mē̃ viśhva-rājya adhikārī bantē hō kyōṅki svarājya sē hī viśhva K|kē rājya kā adhikār prāpt kartē hō . Is samay K|kē svarājya key|kī prāpti kā anubhav bhaviṣhya viśhva K|kē rājya sē bhī ati śhrēṣhṭh anubhav hai  ! Sārē drama K|kē andar rājya-adhikārī rājya kartē ātē haĩ . Sabsē śhrēṣhṭh pahlā hai svarājya , jiskē ādhār sē āp svarājya adhikārī ātmāē̃ anēk janm satyug-trētā tak viśhva-rājya adhikārī bantē hō . Tō pahlā hai svarājya , phir ādhā kalp hai viśhva-rājya adhikār aur dvāpar sē lēkar K|kē , rājya tō hōtā hī hai lēkin viśhva-rājya nahī̃ , state K|kē rājāyē̃ bantē haĩ . Sārē viśhva par ēk rājya , vah sirph satyug mē̃ hī hōtā hai . Tō tīn prakār K|kē rājya sunāyē . Rājya arthāt sarv adhikār key|kī prāpti . Satyug-trētā key|kī rājnīti , dvāpar key|kī rājnīti aur saṅgamyug key|kī svarājya nīti - tīnō̃ kō achchhī rīti sē jāntē hō .

Saṅgamyug key|kī rājnīti arthāt har ēk brāhmaṇ ātmā sva kā rājya adhikārī bantā hai . Har ēk rājyōgī hai . Sabhī rājyōgī hō . Yā prajā-yōgī hō  ? Rājyōgī hō nā . Tō rājyōgī arthāt rājā bannē vālē yōgī . Svarājya adhikārī ātmāō̃ key|kī viśhēṣh nīti hai - jaisē rājā apnē sēvā K|kē sāthiyō̃ kō , prajā kō jaisā , jō order kartē haĩ , us order sē , usī nīti pramāṇ sāthī vā prajā kārya kartē haĩ . Aisē āp svarājya adhikārī ātmāē̃ apnī yōg key|kī śhakti dvārā her|har karmēndriy kō jaisā order kartī hō , vaisē her|har karmēndriy āpkē order K|kē andar chaltī hai . Na sirph yah sthūl śharīr key|kī sarv karmēndriyā̃ lēkin man , buddhi , saṅskār bhī āp rājya-adhikārī ātmā K|kē direction pramāṇ chaltē haĩ . Jab chāhō , jaisē chāhō vaisē man arthāt saṅkalp śhakti kō vahā̃ sthit kar saktē hō . Arthāt man , buddhi , saṅskār K|kē bhī rājya-adhikārī . Saṅskārō̃ K|kē vaśh nahī̃ lēkin saṅskār kō apnē vaśh mē̃ kar śhrēṣhṭh nīti sē kārya mē̃ lagātē hō , śhrēṣhṭh saṅskār pramāṇ sambandh-sampark mē̃ ātē hō . Tō svarājya key|kī nīti hai - man , buddhi , saṅskār aur sarv karmēndriyō̃ kē ūpar sva arthāt ātmā kā adhikār . Agar kōī karmēndriyā̃ kabhī āṅkh dhōkhā dētī , kabhī bōl dhōkhā dētā , vāṇī arthāt mukh dhōkhā dētā , saṅskār apnē control mē̃ nahī̃ rahtē tō uskō svarājya adhikārī nahī̃ kahē̃gē , uskō kahē̃gē svarājya adhikār K|kē puruṣhārthī . Adhikārī nahī̃ lēkin puruṣhārthī . Vāstav mē̃ rājya-adhikārī ātmā kō svapn mē̃ bhī kōī karmēndriy vā man , buddhi , saṅskār dhōkhā nahī̃ dē sakatēkyōṅki adhikārī haĩ , adhikārī kabhī adhīn nahī̃ hō saktā . Adhīn haĩ tō adhikārī bannē K|kē puruṣhārthī haĩ . Tō apnē sē pūchhō puruṣhārthī hō yā adhikārī hō  ? Adhikārī ban gayē yā ban rahē haĩ  ? Tō svarājya kā rūhānī naśhā kyā anubhav karātā hai  ? Kyā ban jātē hō  ? Bēphikr bādśhāh , bēgampur K|kē bādśhāh  !

Sabsē baṛē tē baṛā bādśhāh hai bēphikr bādśhāh aur sabsē baṛē tē baṛā rājya hai bēgampur kā rājya . Bēgampur K|kē rājya adhikārī kē āgē yah viśhva kā rājya bhī kuchh nahī̃ hai . Yah bēgampur K|kē rājya kā adhikār ati śhrēṣhṭh aur sukhmay hai . Hai hī bēgam . Tō bēgampur kā anubhav hai nā . Yā kabhī-kabhī nīchē ā jātē hō  ? Sadā rūhānī naśhē mē̃ bēġampur K|kē bādśhāh haĩ - is adhikār mē̃ rahō . Nīchē nahī̃ āō . Dēkhō , ājkal K|kē rājya mē̃ bhī agar kōī kursī par hai tō uskā adhikār hai aur kal kursī sē utar ātā tō uskā adhikār rahtā hai  ? Sādhāraṇ ban jātā hai . Tō āp bhī svarājya K|kē naśhē mē̃ rahtē hō , akāltakht-naśhīn rahtē hō . Sabhī kē pās takht hai nā . Tō takht kō chhōṛtē kyō̃ hō  ? Sadā takht-naśhīn rahō , rūhānī naśhē mē̃ rahō . Akāltakht - vah amr̥itsar vālā akāltakht nahī̃ , yah akāltakht . Yah akāltakht sabhī kē pās hai . Tō akāltakht-naśhīn svarājya adhikārī kisnē banāyā  ? Bāp nē her|har brāhmaṇ bachchē kō takht-naśhīn rājā banā diyā hai .

Sārē sr̥iṣhṭi chakra K|kē andar aisā kōī bāp hōgā jiskē anēk sab rājā bachchē hō̃  ! Lakṣhmī-nārāyaṇ bhī aisā nahī̃ ban saktē . Yah paramātma-bāp hī kahtē haĩ ki mērē sabhī bachchē , rājā bachchē haĩ . Vaisē duniyā mē̃ kah dētē haĩ - yah rājā bachchā hai . Lēkin banē kuchh bhī - servant banē yā kuchh bhī banē . Lēkin kahnē mē̃ ātā hai rājā bēṭā . Lēkin is samay āp practical mē̃ rājyōgī arthāt rājē bachchē bantē hō . Tō bāp kō bhī naśhā hai aur bachchō̃ kō bhī naśhā hai . Tō svarājya key|kī nīti kyā rahī  ? Sva par rājya , her|har karmēndriy kē ūpar adhikār hō . Aisē nahī̃ ki dēkhnē tō nahī̃ chāhtē thē lēkin dēkh liyā . Āṅkhē̃ khulī thī̃ nā , isliē dēkhnē mē̃ ā gayā . Kān kō darvājā nahī̃ hai , isliē kān mē̃ bāt paṛ gaī . Lēkin dō kān haĩ . Agar aisī bāt sun bhī lī tō nikālnē kā bhī rāstā hai , isliē is bhārat mē̃ hī viśhēṣh yah chitra bāpū key|kī yād mē̃ banā huā hai - burā na dēkhō , burā na sunō , burā na bōlō . Yah tīn dikhātē haĩ , āp chār dikhātē hō . Burā sōchō bhī nahī̃ kyōṅki pahlē sōchnā hōtā , phir bōlnā hōtā , phir dēkhnā hōtā hai isliē controlling power , ruling power rakhō . Rājā arthāt ruling power . Rājā hō aur ruling power hō hī nahī̃ , tō kaun rājā mānēgā  ! Tō svarājya arthāt ruling power , controlling power .

Bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā hai ki kaī bachchē parakhnē mē̃ bahut hōśhiyār hōtē haĩ . Kōī bhī galatī|galtī hōtī hai , jō nīti pramāṇ nahī̃ hai tō samajhtē haĩ ki yah nahī̃ karnā chāhiē , yah satya nahī̃ hai , yathārth nahī̃ hai , ayathārtha hai , vyarth hai . Lēkin samajhtē huē phir bhī kartē rahtē yā kar lētē . Tō iskō kyā kahē̃gē  ? Kaunsī power key|kī kamī hai  ? Controlling power nahī̃ . Jaisē ājkal kār|car chalātē haĩ , dēkh bhī rahē haĩ ki accident hōnē key|kī sambhāvanā hai , brake lagānē key|kī kōśhiśh kartē haĩ , lēkin brake lagē hī nahī̃ tō jarūr accident hōgā nā . Brake hai lēkin powerful nahī̃ hai aur yahā̃ kē bajāē vahā̃ lag gaī tō bhī kyā hōgā  ? Itnā samay tō parvaśh hōgā nā . Chāhtē huē bhī kar nahī̃ pātē . Brake lagā nahī̃ saktē yā brake powerful na hōnē K|kē kāraṇ ṭhīk lag nahī̃ saktī . Tō yah check karō . Jab ūñchī pahāṛī par chaṛhtē haĩ tō kyā likhā huā hōtā hai  ? Brake check karō kyōṅki brake safety kā sādhan hai . Tō controlling power kā vā brake lagānē kā arth|earth yah nahī̃ ki lagāō yahā̃ aur brake lagē vahā̃ . Kōī vyarth kō control karnē chāhtē haĩ , samajhtē haĩ yah wrong hai . Tō usī samay wrong kō right mē̃ parivartan hōnā chāhiē . Iskō kahā jātā hai controlling power . Aisē nahī̃ ki sōch bhī rahē haĩ lēkin ādhā ghaṇṭā vyarth chalā jāyē , pīchhē control mē̃ āyē . Bahut puruṣhārth karkē ādhē ghaṇṭē kē bād parivartan huā tō uskō controlling power nahī̃ , ruling power nahī̃ kahā jātā . Yah huā thōṛā-thōṛā adhīn aur thōṛā-thōṛā adhikārī , mix . Tō uskō rājya-adhikārī kahē̃gē yā puruṣhārthī kahē̃gē  ? Tō ab puruṣhārthī nahī̃ , rājya-adhikārī banō . Yah svarājya adhikār kā śhrēṣhṭh mazā hai .

Svarājya adhikārī arthāt sadā mauj hī mauj mē̃ rahnā . Mauj mē̃ rahnē vālā kabhī kisī bāt mē̃ mūnjhtā nahī̃ hai . Agar mūñjhtē haĩ tō mauj nahī̃ hai . Tō saṅgamyug par mauj hī mauj hai nā . Yā kabhī-kabhī mauj hai  ? Śhaktiyō̃ kō , pāṇḍavō̃ kō mauj hai nā . Tō samjhā , svarājya key|kī nīti kyā hai aur viśhva-rājya key|kī nīti kyā hai  ? Chāhē prajā hai , chāhē royal family hai lēkin prajā , prajā nahī̃ , prajā bhī ēk parivār hai . Parivār key|kī nīti yah hai satyug-trētā key|kī rājnīti . Rājā kahlātē haĩ lēkin rājā hōtē bhī parampriya pitā kā svarūp hai . Parivār key|kī vidhi sē rājnīti chaltī hai . Chāhē rājya kārōbār bhinn-bhinn hāthō̃ mē̃ hōgī lēkin parivār K|kē snēh key|kī vidhi sē kārōbār hōgī . Aisē nahī̃ ki rājā kē pās bahut dhan-daulat hō aur prajā mē̃ kōī kō khānē-pīnē K|kē liyē bhī nahī̃ hō . Dvāpar-kaliyug key|kī rājnīti mē̃ law and order chaltā hai . Lēkin viśhva-rājya , dēv-rājya K|kē samay yahī nīti chaltī hai , law nahī̃ lēkin snēh aur sambandh key|kī nīti chaltī hai . Kōī bhī ātmā ' duḥkh ' śhabda kō bhī nahī̃ jāntī . Chāhē rājā hō , chāhē prajā hō lēkin duḥkh-aśhānti kā nām-niśhān nahī̃ . Duḥkh kyā chīz hōtī hai - uskā agyān hai , gyān hī nahī̃ hai . Jaisē is samay svarājya K|kē samay bhī āpkō bāpdādā kis nīti sē chalātē haĩ  ? Snēh aur śhrīmat . Śhrīmat par chaltē rahtē tō kōī bhī sakht order karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hai . Agar nīti kō bhūltē haĩ tō svayã , svayã kō kaliyugī nīti mē̃ chalātē haĩ . Tō viśhva K|kē rājya kī nīti bhī bahut pyārī hai kyōṅki anēktā nahī̃ hai , ēk rājya hai aur akhuṭ khajānā hai  ! Prajā bhī itnī sampann hōgī - ājkal K|kē jō baṛē-baṛē padmapati haĩ , unhō̃ sē bhī jyādā  ! Aprāpti kā nām-niśhān nahī̃ . Lēkin iskā ādhār kyā  ? Svarājya .

Is samay sampann bantē hō , isliē paramātma-sampatti key|kī sampannatā satyug-trētā K|kē anēk janm prāpt hōtī hai . Isliē kahā number one rājya hai svarājya , phir hai viśhva-rājya aur tīsrā hai dvāpar-kaliyug kā alag-alag state kā rājya . Is rājya kō tō achchhī tarah jāntē hī hō , varṇan karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ . Tō sadā kis naśhē mē̃ rahnā hai  ? Svarājya hamārā janmasiddh adhikār hai  ! Kis janm kā  ? Brāhmaṇ janm kā . Brahmā bāp nē janmatē hī svarājya kā tilak her|har brāhmaṇ ātmā kō lagāyā . Tilakdhārī hō nā . Tilak hai smr̥iti kā . Tilak bhī hai , takht bhī hai aur tāj bhī hai . Tājdhārī hō nā . Kaunsā tāj hai  ? Viśhva-kalyāṇ kā tāj . Viśhva-kalyāṇakārī hō nā . Purity kā tāj aur viśhva-kalyāṇ kā tāj - double tāj hai . Purity kā tāj hai light kā tāj aur viśhva-kalyāṇ kā tāj hai - sēvā kā tāj .

Viśhva sēvādhārī hō nā . Aisē nahī̃ ki state K|kē sēvādhārī samjhō - ham gujarāt K|kē haĩ , ham rājasthān K|kē haĩ , ham dillī K|kē sēvādhārī haĩ . Nahī̃ . Viśhva-sēvādhārī . Kahā̃ bhī rahtē haĩ lēkin vr̥itti aur dr̥iṣhṭi bēhad key|kī . Agar viśhva-sēvādhārī nahī̃ banē̃gē tō na svarājya , na viśhva-rājya , phir dvāpar-kaliyug mē̃ state kā rājā bannā paṛēgā . Lēkin viśhva-rājya adhikārī kē liē sadā apnā tāj , tilak aur takht - sadā is par sthit rahō . Śharīr sē takht par nahī̃ baiṭhnā hai lēkin buddhi dvārā smr̥iti key|kī sthiti mē̃ sthit rahnā hai . Sthiti mē̃ sthit hōnā yahī takht par baiṭhnā hai , jō sadaiv baiṭh saktē haĩ . Śharīr sē tō kitnē ghaṇṭē baiṭhē̃gē  ? Thak jāyēṅgē nā . Lēkin buddhi dvārā sthiti mē̃ sthit rahnā yah hai takht-naśhīn hōnā . Yah tō sahaj hai nā . Tō svarājya K|kē naśhē mē̃ nirantar sthit rahō . Samjhā , kyā karnā hai  ? Puruṣhārthī nahī̃ lēkin adhikārī bannā . Sabhī nē milan manāyā nā . Sabhī bhāg-bhāg kar ātē haĩ paramātma-milan kā mēlā manānē kē liē . Tō milan K|kē mēlē mē̃ āyē hō nā . Yah mēlā lagtā hai yā bhīṛ lagtī hai  ? Ārām hai nā . Ārām sē rahnā , khānā , chalnā sab ārām sē hai nā . Phir bhī bahut lucky hō . Un mēlō̃ K|kē māphik miṭṭī mē̃ tō nahī̃ rahē huē hō . Phir bhī bistarā aur khaṭiyā tō milī huī hai nā . Vahā̃ mēlē mē̃ tō nahāō tō bhī miṭṭī , rahō tō bhī miṭṭī aur khāō tō bhī miṭṭī sāth mē̃ āyēgī . Yahā̃ bachchē ātē haĩ apnē ghar mē̃ . Naśhē sē ātē hō . Bāp bhī khuśh aur bachchē bhī khuśh . Hall mē̃ pīchhē baiṭhnē vālē sabsē āgē hō kyōṅki bāpdādā key|kī pahlī nazar last tak jātī hai . Achchhā  !

Sarv svarājya-adhikārī bēphikr bādśhāh bachchō̃ kō , sarv viśhva-rājya adhikārī anēk janm sampūrṇ sampann rahnē vālī ātmāō̃ kō , sadā tilak , tāj aur takht-naśhīn adhikārī bachchō̃ kō , sadā bēhad key|kī sēvā K|kē umaṅg-utsāh mē̃ rahnē vālē viśhēṣh bachchō̃ kō , dēśh-vidēśh K|kē sarv sammukh anubhav karnē vālē bachchō̃ kō bāpdādā kā padmaguṇā yād , pyār . Sāth-sāth sarv K|kē snēh K|kē patrō̃ kā bhī respond dē rahē haĩ . Vidēśh aur dēśh dōnō̃ apnē-apnē vidhi pramāṇ sva K|kē puruṣhārth mē̃ siddhi kō prāpt kar rahē haĩ aur sēvā mē̃ bhī sadā āgē baṛhnē K|kē utsāh mē̃ lagē huē haĩ . Isliē har ēk kisī bhī kōnē mē̃ rahnē vālē hō̃ lēkin unhō̃ key|kī yād , sēvā-samāchār , pyār K|kē patra , sthiti K|kē umaṅg-utsāh kā samāchār sab prāpt huā aur bāpdādā sabhī bachchō̃ kō bahut-bahut-bahut nām sahit , har ēk key|kī viśhēṣhtā sahit yād-pyār dē rahē haĩ aur sadā isī yād , pyār key|kī pālnā sē pal rahē hō , uṛ rahē hō aur uṛtē-uṛtē mañjil par pahuñchnā hī hai vā yah kahē̃ ki pahũchē huē hī hō . Tō yād , pyār aur namastē .

Vardān  : master sarvśhaktimān key|kī smr̥iti dvārā sarv halacalō̃ kō merge karnē vālē achal-aḍōl bhav

Jaisē śharīr kā occupation emerge rahtā hai , aisē brāhmaṇ jīvan kā occupation emerge rahē aur uskā her|har karma mē̃ naśhā hō tō sarv halacalē̃ merge hō jāyēṅgī aur āp sadā achal-aḍōl rahē̃gē . Master sarv śhaktimān key|kī smr̥iti sadā emerge hai tō kōī bhī kamjōrī halchal mē̃ lā|law nahī̃ saktī kyōṅki vē|way her|har śhakti kō samay par kārya mē̃ lagā saktē haĩ , unkē pās|pass controlling power rahtī hai isliē saṅkalp aur karma dōnō̃ samān hōtē haĩ .

Slōgan  : nāzuk paristhitiyō̃ mē̃ ghabrānē kē bajāē unsē pāṭh paṛhkar svayã kō paripakva banā lō .