मम्मा की मुरली - gyan-sitar-23

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0५ . ९ . ५९

005/09/1959

1Pāñch vikārō̃ nē lāj khōī , ab pavitra brāhmaṇ ban ēk paramātmā sē nātā rakhō

1The five vices have taken your purity, now become pure Brahmins and have a relationship with God.

Song

2Gīt  : hē mahādēv mērī lāj rahē …

2Song: Hey Mahadev, protect my honour....

Murli

3Ōm śhānti .

3Om Shanti.

4Manuṣhya mahādēv key|kī mahimā gātē haĩ .

4People sing the praise of Mahadev (i.e. great deity, a reference to Shankar).

5Parantu mahādēv ham śhiv kō kahē̃ vā śhaṅkar kō  ?

5But whom should we call Mahadev - Shiva or Shankar?

6Śhiv kō .

6Shiva.

7Mahimā sārī śhiv key|kī karē̃gē .

7The entire praise belongs to Shiva.

8Dēvō̃ kā dēv mahādēv .

8He is the Great Deity of all deities.

9Unhōnnē sāmp , triśhūl diyā hai ākārī dēvtā kō .

9People have shown an angelic deity with a snake and a trident.

10Ham tō nahī̃ dēgē .

10We would not show that.

11Mahādēv tō vah śhiv ṭhaharā|ṭhahrā jō tīnō̃ dvārā kārya karātē haĩ .

11Mahadev is Shiva who enables a task to be carried out by all three.

12Yah gīt bhī purānī yād dilātē haĩ ki phir sē vah rājya sthāpan karō .

12This song reminds you of the past: "Establish that kingdom once again."

13Is samay in ५ vikārō̃ nē lāj khō diyā hai .

13At present the five vices have taken your purity.

14Sārī duniyā key|kī lāj khōī huī hai .

14The entire world has lost its purity.

15Na pitā kā patā hai , na unkī property kā patā hai .

15No one knows the Father or His property.

16Tō kahtē haĩ - mērī lāj , tērā rājya kāyam rahē jahā̃ ēk rājā-rānī thē , jismē̃ mērī lāj thī .

16This is why they sing: "Let my purity and your kingdom, where there used to be one king and one queen and where I had purity, remain eternally."

17Ab vah tērā rājya kāyam hō tō mērī lāj kāyam rahē .

17Now if that kingdom exists eternally then my ·purity can also remain eternally.

18Gīt key|kī ēk line sē kitnī bātē̃ siddha hōtī haĩ .

18So many things are proved through one line of the song.

19Ham hī drōpadiyā̃ haĩ , jinhō̃ kō bāp nē nagn hōnē sē bachāyā hai .

19We are the Draupadis whom the Father has saved from being stripped.

20Ānā bhī us time hai jab lāj khōī huī hō .

20He has to come at a time when we have lost our purity.

21Kaliyug K|kē ant mē̃ hī tō unkō ānā paṛē . 22Parantu manuṣhya kahtē haĩ - kaliyug abhī bachchā hai .

21He has to come at the end of the iron age, but people say that the iron age is still a small child.

23Is khyāl sē tō abhī adharm aur baṛhēgā . 24Yahī siddh kartē haĩ ki jab bilkul būṛhā hōgā tab āēgā .

22So according to this, irreligiousness would increase even more, which would prove that He should come when we become very old.

25Aisē tō nahī̃ kahtē ki kaliyug jab chhōṭā hō tab ākar vināśh karē .

23It isn't said that He would come and carry out destruction when the iron age is still very young.

26Tō unhō̃ K|kē hisāb anusār bhī kaliyug K|kē ant mē̃ ati dharm glāni hōtī hai tab ātē haĩ .

24So also, according to their calculations, He comes when there is extreme irreligiousness at the end of the iron age.

27Dvāpar mē̃ tō rajōpradhān thā .

25In the copper age, they are still rajopradhan.

28Agar pahlē sē hī ākar brake dēvē tō adharm baṛhē nahī̃ .

26If He were to come and apply a brake in advance, irreligiousness would not increase.

29Tō phir yah chakra pūrā kaisē hō  ?

27How then would the cycle finish?

30Chakra kō ant tak chalnā hai .

28The cycle has to continue till the end.

31Tō uskō ākar rōk kaisē saktā  ?

29So how can He come and stop that?

32Tō kab āyā hai  ?

30So when did He come?

33Kuchh buddhi mē̃ ṭhahartā nahī̃ .

31Nothing sits in their intellect.

34Śhāstrō̃ mē̃ tō manuṣhyō̃ key|kī mat hai .

32The scriptures are the dictates of human beings.

35Ab hamē̃ miltī hai paramātmā key|kī mat .

33We are now receiving directions from God.

36Bhal sunnē vālē ham manuṣhya haĩ lēkin buddhi tō paramātmā key|kī milī hai .

34Though it is we human beings who are listening to God, we have received an intellect from Him.

37Tō paramātmā kō barōbar ānā hī ant mē̃ chāhiē jō ākar antim saṅskār karē , naī duniyā key|kī ādi karē .

35So God has to come at the end so that He can carry out the final ceremony for bidding farewell (the cremation ceremony) to the old world and bring .about the new world.

38Tō mahādēv unkō kahtē .

36So He is called Mahadev.

39Vah khud rājā-mahārājā nahī̃ bantē , lēkin sthāpan kartē haĩ . 40Nām unkā hōtā hai .

37He Himself does . not become a king or an emperor but He establishes the kingdom and His name is glorified.

41Yah bātē̃ ab hamārē pās|pass haĩ .

38We· now know about all these things.

42Iskī bhēṇṭ mē̃ kahtē ki duniyā vālē bichārē jāntē nahī̃ ki kaunsē rājya mē̃ hamārī lāj rahēgī  ?

39In comparison to' this, it is said that the people of the world do not know in which kingdom they will still have their purity.

43Śhaṅkar kē liē bhī likhā hai – śhaṅkar pārvatī kā svayamvar huā . 44Tō samajhtē unkā rājya chalā hai . 45Lēkin vah tō haĩ ākārī dēvtāyē̃ . 46Rājya tō sākār dēvtāō̃ kā chalā hai . 47Vah sākār mē̃ tō ātē nahī̃ .

40For Shankar it is written that he married Parvati and so they think that they had a kingdom, but he does not come into the corporeal form.

48Duniyā tō samajhtī – jab sē nar-nārī banē haĩ , tō yah vikār bhī chaltē āyē haĩ , is bigar duniyā nahī̃ chal saktī .

41People of the world think that vice has been in existence for as long as man and woman have existed and that the world cannot continue without it.

49Lēkin dēvtāō̃ kō kahtē haĩ sampūrṇ nirvikārī .

42But the deities are said to be completely viceless.

50Nirvikārī pravr̥itti bhī chalī hai nā .

43There was a viceless family.

51Unhōnnē tō bahut kahāniyā̃ banā dī haĩ .

44They have made many stories.

52Satya nārāyaṇ kī kathā , amarnāth key|kī kathā . . banāī haĩ .

45They have created the story of the true Narayan and the story of immortality.

53Anēk kathāyē̃ athavā kahāniyā̃  !

46They have created many religious stories.

54Vāstav mē̃ tō kahānī unkī ēk hī hai .

47In fact, there is only one story.

55Satya nārāyaṇ bhī vahī paramātmā hai , amarnāth bhī paramātmā kō kahtē haĩ .

48The Supreme Soul is the true Narayan and the Lord of Immortality is also the Supreme Soul.

56Vah ever amar hai .

49He is ever-immortal.

57Nāth uskō kahē̃gē .

50He is called the Lord.

58Satya nārāyaṇ bhī vah hai jō satya batātē haĩ .

51He is the true Narayan because He tells us the truth.

59Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kā bhī bhēd batānē vālā paramātmā hai .

52It is God who tells us the Significance of Brahma, Vishnu and Shankar.

60Vah mūl ēk creator hai , bākī sab creation haĩ .

53He alone is the Creator and the rest are the creation.

61Brahmā-viṣhṇu kā bhī creator vah hai .

54He is also the Creator of Brahma and Vishnu.

62Yah tō harēk apnā-apnā kārya kartē haĩ .

55Each one carries out his own task.

63Sthāpanā vālā vināśh nahī̃ kar saktā , vināśh vālā sthāpanā nahī̃ kar saktā .

56Those who are to carry out the establishment cannot bring about destruction and those who are to bring about destruction cannot carry out the establishment.

64Tīnō̃ kārya karānē vālā ēk paramātmā hai .

57Only the Supreme Soul enables all three acts to be carried out.

65Vah bhī kārya is sr̥iṣhṭi par kartā hai , sūkṣhmavatan mē̃ tō kuchh chaltā nahī̃ .

58He also carries out .His tasks in this world. 59Nothing happens in the subtle region.

66Tō yah kahānī paramātmā baiṭh sunātē haĩ .

60So God sits and relates this story.

67Ēk hī kahānī mē̃ sab ā jātā hai .

61Everything is included in the one story.

68Chārō̃ yug , varṇa , sab dharm usmē̃ ā jātē haĩ .

62All the four ages, the clans and all the religions are included in that.

69Aisē nahī̃ satyug key|kī alag kahānī , trētā key|kī alag kahānī hai .

63It isn't that there is one story for the golden age and a different story for the silver age.

70Yah bhī abhī yahā̃ key|kī hī bātē̃ haĩ .

64These are the things of the present time.

71Chār yug bhī yahā̃ bhārat mē̃ kahtē haĩ .

65People speak of the four ages here in Bharat.

72Aur dharm tō ātē hī dvāpar sē haĩ .

66All the other religions come from the copper age.

73Tō unhō̃ kō is varṇa , yug kā patā nahī̃ .

67So they do not know about this clan or this age.

74Mukhya kahānī yahā̃ kī hai aur sab haĩ byplots .

68The main story is of the present time and the rest are by-plots.

75By-plot mē̃ tō sārī kahānī nahī̃ hōgī .

69The entire story would not be included in a by-plot.

76Yahā̃ brāhmaṇ , kṣhatriya haĩ . . . .

70Here, there are the brahmins and warriors and so on.

77Bhal vikārī haĩ parantu brāhmaṇ kahlātē haĩ tō unhō̃ kā kitnā mān kartē haĩ  ?

71Though they are impure, they are called brahmins, and see how much regard they have.

78Itnā mān kyō̃ hōtā hai  ?

72Why do they receive so much regard?

79Is samay sachchē brāhmaṇ pavitra banē haĩ .

73Because the true Brahmins become pure at this time.

80Apavitr sē nātā hī nahī̃ hai .

74They do not have any connection with those who are impure.

81Nātā ēk paramātmā sē hai , dūsrā avyakt dēvtāō̃ sē hai .

75You have a relationship only with the Supreme Soul and, secondly, with the subtle deities.

82Sākār mē̃ bhī mā̃-bāp , bhāī-bahin . 83Dūsrā nātā hai hī nahī̃ .

76In the corporeal form there are the mother and father and brother and sister and no one else.

84Isliē itnā mān hai .

77This is why they receive so much regard.

85Jō sirph nām lagātē unhō̃ kā bhī mān hōtā hai .

78Even those who just take on this name receive so much regard.

86Aisā kul dēvtāō̃ kā bhī nahī̃ hai .

79Even the deities do not have such a clan.

87Unhō̃ key|kī bhī kalāē̃ nīchē hōtī jātī haĩ . 88Yah tō ēkdam ūpar chaṛhtē haĩ .

80Even their degrees continue to decrease, whereas here you ascend to the very top.

89Tō kahā̃ key|kī bātē̃ kahā̃ lē gayē haĩ  !

81So just see what they have done with the stories of this time.

90Yah gīt dūsrē jab sunē̃gē tō sāmp , triśhūl vālē śhaṅkar kō yād karē̃gē .

82When other people hear about the memorial of Shankar, they remember him with a snake and holding a trident.

91Tum uskā bhī arth|earth karē̃gē ki māyā rupī sāmp kō jītā hai gyān triśhūl sē .

83You show that to mean that Maya the snake is being conquered with the trident of knowledge.

92Bākī aisē tīn ôkhō̃ vālē , १० śhīśh vālē , ४ bhujā vālē manuṣhya hōtē nahī̃ .

84However, there are no human beings with three eyes, ten heads or four arms etc.

93Āgē tō samajhtē thē – ūpar aisī kōī duniyā hai . 94Lēkin bābā samjhātē haĩ - ūpar-nīchē kōī duniyā nahī̃ hai .

85Previously, you used to think that there is such a world up above, but Baba explains that there is no world up above or down below.

95Yahī manuṣhya sr̥iṣhṭi hai .

86There 'is only this human world.

96Lōg tō mūnjh gayē haĩ .

87People have become confused.

97Ūpar aeroplane bhējtē haĩ dēkhnē kē liē ki kōī duniyā hai kyā  ?

88They send rockets up to find out if there is another world there.

98Lēkin hai tō yahī duniyā .

89However, there is just this world.

99Sūkṣhmavatan mē̃ bhī jākar sākṣhātkār kar vāpas ātē haĩ , vahā̃ baiṭh nahī̃ jātē haĩ .

90Some go to the subtle region, have a vision and come back. 91They do not remain sitting there.

100Brahmā-viṣhṇu bhī abhī part bajātē haĩ .

92Brahma and Vishnu also play their part at this time.

101Bākī bhakti mārg mē̃ paramātmā hī sākṣhātkār karātē haĩ .

93On the path of bhakti it is only God who grants visions.

102Aisē nahī̃ ki us samay sūkṣhmavatan hai .

94It isn't that the subtle region exists at that time.

103Yah tō abhī part hai .

95That part exists at this time.

104Bākī sākār aur nirākār duniyā kā connection chaltā ātā hai .

96But there is a connection between the corporeal and the incorporeal world.

105Ātmāyē̃ ātī rahtī haĩ , saṅkhyā baṛhtī rahtī hai .

97Souls continue to come down and the population continues to mcrease.

106Satyug sē kaliyug tak saṅkhyā baṛhtī rahtī hai .

98The population continues to increase throughout the golden: and silver ages.

107Ab tak tum jō knowledge suntē āyē hō us knowledge K|kē chintan K|kē ādhār sē tō chintāyē̃ aur hī baṛhtī gaī . 108Lēkin is knowledge K|kē chintan sē satyug sthāpan hōtā hai , tō sab chintāō̃ sē chhūṭ jātē haĩ .

99Because you have been churning the knowledge you have been listening to until now,the pyres have mcreased more and more: However, the golden age is established through the churning of this knowledge and so you are liberated from all pyres.

109Ab svayã paramātmā bāp , teacher aur guru ban gōd mē̃ lētē haĩ athavā śharaṇ mē̃ lētē haĩ .

100God Himself now becomes the Father, Teacher and Guru and takes you into His lap, that is, He gives you refuge.

110Kahtē haĩ - ab is chintan mē̃ rahō .

101He says: Now continue to stay in this remembrance.

111Lēkin jitnī bhakti key|kī pūṅjī hōgī utnī knowledge uṭhāyēgā aur sūryavanśhī mē̃ āyēgā .

102You will take knowledge and go into the sun dynasty kingdom to the extent that you have done bhakti.

103Achcha.