मम्मा की मुरली - gyan-sitar-24
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0५६ ६ . ९ . ५९
006/09/1959
1Hamārā sāthī svayã bhagvān hai , isliē tūphānō̃ sē ḍarnā nahī̃
1God Himself is our Companion, and so we do not have to fear any storms.
2Ōm śhānti .
2Om shanti.
3Vāstav mē̃ sarvśhāstra śhirōmaṇī gītā hī gāī huī hai .
3In fact the Gita, the jewel of all scriptures, has been remembered.
4Parantu bhāratvāsiyō̃ kō mālūm na hōnē K|kē kāraṇ kisnē gāī hai , uskā kadar cum|kam kar diyā hai .
4But because the people of Bharat do not know who spoke the Gita, their regard for it has diminished.
5Bhal bhagvānuvāch hai lēkin bhagvān nē direct gāī hai .
5They are the versions of God and they are directly spoken by God.
6Aisē samajhtē tō sārī duniyā māntī .
6If they understood this, the whole world would accept it.
7Sārī duniyā kr̥iṣhṇa kō tō nahī̃ mānēgī .
7The whole world would not accept Krishna.
8Lēkin bhāratvāsiyō̃ kō hī patā nahī̃ tō aur kaisē jānē̃ ?
8But the people of Bharat themselves do not know so how can others know?
9Bhārat mē̃ hī court mē̃ gītā uṭhāē kasam lētē haĩ .
9It is only in Bharat that they take an oath by the Gita.
10Jaisē musalmānō̃ kā kurān hai , kriściyan kā Bible hai , vaisē bhārat key|kī gītā hai .
10Just as Muslims have the Koran and Christians have the Bible, so, too, the people of Bharat have the Gita.
11Paramātmā kahtē haĩ - " jō gītā kalp pahlē gāī thī vahī ab phir sē uchchāraṇ kar rahā hū̃ .
11God says: I am speaking the same Gita that I spoke a kalpa ago.
12 » Christ nē aisē nahī̃ kahā ki mērā kalp pahlē vālā Bible hai . 13Kyōṅki vah jab āē tō unhō̃ kā dharm tathā śhāstra tō thā nahī̃ .
12Christ did not say that the Bible is the same as a kalpa ago, because when he came neither his religion nor his scripture existed.
14Lēkin paramātmā ātē haĩ tō dikhātē haĩ ki dēkhō , maĩ tumkō sō dēvtā banātā hū̃ , jinhō̃ K|kē chitra sāmnē haĩ .
13However, when God comes He says: Look, I make you into deities and their images are in front of you.
15Bhal dēvtāō̃ key|kī biography , chitrō̃ kō bahut nīchē-ūpar kiyā hai lēkin yādgār tō kāyam hai .
14Though they have made the images and the biographies of the deities very different, their memorials exist eternally.
16Ab practical nahī̃ hai lēkin yādgār haĩ .
15They are no longer actually here and only their memorials exist.
17Tō apnē dharm kā hī sārē chakra mē̃ part hai .
16Their religion has a part in the entire kalpa.
18Gītā tō hājir hai lēkin vah hōtē bhī kahtē haĩ - " mērā gyān prāyaḥ lōp hai .
17The Gita exists here, and whilst it is in existence they say: 'The knowledge of Me has disappeared.
19In śhāstrō̃ sē maĩ nahī̃ miltā . 20 » kyōṅki paramātmā ātē hī haĩ ant mē̃ .
18I cannot be found through these scriptures, because God comes only at the end.
21Kahtē haĩ - " mērā gyān us gītā mē̃ bhī nahī̃ hai .
19He says: Knowledge of Me is not in that Gita either.
22Tō jab gyān rahā hī nahī̃ tō mērī prāpti kaisē hōgī ? 23Jab tak maĩ na āū̃ mērē yādgārō̃ sē tō nahī̃ banē̃gē .
20So since there is no knowledge of Me how can they find Me until I come? 21This is not possible through My memorials.
24" yahā̃ tō practical chāhiē .
22Here everything has to be real.
25Kahtē haĩ – jab jaṛjaṛībhūt vr̥ikṣha hō jātā hai tab maĩ ātā hū̃ .
23He says: I come when the tree reaches a state of total decay.
26Kōī sādhū-sanyāsī tō kah nahī̃ saktē - - mainnē kalp pahlē dēvtā banāyā thā .
24None of the sages or saints can say this. 25I created the deities a kalpa ago.
27Manmanābhav-māmēkam , mujh ēk mē̃ hī buddhi lagāō .
26Manmanabhav: constantly remember Me alone, connect your intellect only to Me.
28Akṣhar hī paramātmā K|kē direct haĩ .
27These are the direct words of God.
29Kōī mahātmā gītā sunāyēgā tō bhī kahēgā - paramātmā sē yōg lagāō .
28Even if a great soul relates the Gita, he would say: Have yoga with God.
30Aisē nahī̃ kahēgā mērē mē̃ lagāō .
29He would not say: Have yoga with me.
31Tō jarur paramātmā nē khud direct kahā hai .
30So God must have said this directly.
32Tab kahā hai - mujh ēk mē̃ buddhi lagāō .
31This is why He said: Connect your intellect with Me alone.
33Yah bhī khud paramātmā nē samjhāyā hai .
32God Himself has explained this.
34Tab samajhtē haĩ ki vah direct ākar kah rahē haĩ . 35Śhāstrō̃ mē̃ tō kitnī kahāniyā̃ likhī haĩ – laśhkar thē , bāṇō̃ sē laṛāī huī .
33This is why you understand that He comes and tells you directly ..They have written so many stories in the scriptures, for example that there was an army, and that they fought with bows and arrows.
36Lēkin ham tō pakkē ahiṃsak haĩ .
34However, we are completely non-violent.
37Na astra-śhastra key|kī laṛāī hai , na kām kaṭārī chalātē haĩ .
35Neither is there any battle in which weapons are used nor do we use the sword of lust.
38Asul tō pavitra pravr̥itti mārg thā jiskō gr̥ihasth āśhram mānā pavitra sthān kahtē haĩ .
36Originally there was the pure family path which was called a household ashram, that is, a pure place.
39Vah tō maĩ sthāpan kartā hū̃ .
37I establish that.
40Mukti bhī maĩ ākar dētā hū̃ .
38I come and grant mukti.
41Ab vināśh tō sāmnē hai aur sthāpanā bhī hō rahī hai .
39Now destruction is in front of you and establishment is taking place.
42Purānī duniyā K|kē marnē key|kī chījē̃ nikalī haĩ , tō naī duniyā K|kē janamnē key|kī bhī chījē̃ nikalī haĩ .
40They have created things to kill the old world and also things to give birth to the new world.
43Kahtē haĩ – maĩ apnē bachchō̃ kē āgē pratyakṣha hōtā hū̃ . 44Tō vahī pahchāntē haĩ . 45Bākī ant mē̃ duniyā kō patā paṛēgā .
41He says: I am visible to My children and so they recognise Me but the rest of the world will only know Me at the end.
46Lēkin jō kārya karānā thā , kamāī karānī thī vah kām tō pūrā hō chukēgā .
42The task that I had to carry out to make you earn an income will have been completed.
47Phir tō ' ahō prabhu ! 48' hī kahē̃gē .
43Only then will people say: God.
49Ham practical gītā sun rahē haĩ aur vah śhāstra sunā rahē haĩ .
44We are actually listening to the Gita itself. 45And those people are relating the scriptures.
50Itnā contrast hai .
46There is so much difference.
51Is bāt kō achchhī rīti dhāraṇ kar duniyā key|kī stage par rakhnā hai .
47You have to imbibe these things very well and reveal them on the world stage.
52Ismē̃ sab sāmnā karē̃gē .
48Everyone will oppose it.
53Lēkin ham jāntē haĩ hamkō paṛhānē vālā kaun hai !
49But we know who is teaching us.
54Aisē niśhchayvān stage par āyēṅgē .
50Only those who have such faith will come onto the stage.
55Kaī phir sanśhay mē̃ ākar ṭūṭtē bhī rahē̃gē .
51Many then have doubts and break away.
56Yah tō kalp pahlē māphik hōtā rahēgā , issē ḍarnā nahī̃ hai .
52This will continue to happen exactly as it did a kalpa ago. 53You must not be afraid of this.
57Jiskā sāthī paramātmā hai , uskō ḍar kyā ?
54How can those whose companion is God be afraid of anything?
58Jaisē dikhātē haĩ pāṇḍavō̃ nē bhagvān kā sāth liyā .
55It is said that the Pandavs took God's company.
59Tō hamnē īśhvar kā sāth liyā hai .
56So we have taken the company of God.
60Ant mē̃ vijay tō hai hī .
57There will be victory at the end.
61Bīch mē̃ bahut tūphān āyēṅgē lēkin result kā patā hai tō ḍarē̃gē nahī̃ .
58In between there will be many storms, but we know the final result and so we will not be afraid.
62Paramātmā kahtē – jab maĩ ātā hū̃ tō bahut bhagvān ban baiṭhtē haĩ .
59God says: When I come many call themselves God.
63Ab siddha kaisē hō ?
60Now how can this be proved?
64Tō ant mē̃ nirṇay hō jātā hai .
61The final decision takes place at the end.
65Bhagvān kā kārya kyā hai vah tō vahī jāntē .
62Only God knows what His acts are.
66Paramātmā key|kī samarthī - purānī duniyā kā vināśh , naī duniyā kī sthāpanā .
63God's power is that He carries out the destruction of the old world and establishes the new world.
67Vah bhī time par hisāb sē karātā hai .
64He enables that to happen at the right time, according to the proper calculation.
68Duniyā vālō̃ nē tō śhāstrō̃ mē̃ yahī paṛhā hai ki bhagvān marē huē kō jindā kartā , dhartī sē pānī nikāl dētā … .
65The people of the world have read in the scriptures that God brings back to life those who are dead, that He can make water emerge from the earth.
69Ab yah tō kām unkā hai nahī̃ .
66But this is not His task.
70Hā̃ , ham sāgar K|kē bachchē jō marē paṛē thē unhō̃ kō jindā kartē haĩ gyān amr̥it sē .
67Yes, we children of the Ocean who were dead are brought back to life with the nectar of knowledge.
71Manuṣhya phir ulṭā arth|earth nikāl samajh baiṭhē haĩ .
68People have then interpreted this wrongly.
72Bhagvān key|kī aisī samarthī hai .
69Such is God's power.
73Ham tō jab ākārī dēvtāō̃ brahmā , viṣhṇu kō hī bhagvān nahī̃ kahtē tō manuṣhya tō hō nahī̃ saktā .
70Since we do not even call the angelic deities, Brahma and Vishnu God, how can a human being be God?
74Vah tō paramātmā ēk hai jō baiṭh apnī knowledge dētē haĩ .
71Only God sits and gives knowledge about Himself.
75Apnē mē̃ jō anēk janmō̃ K|kē saṅskār paṛē haĩ unhō̃ kō nikāl iskō dhāraṇ karnē mē̃ mēhnat lagtī hai .
72It takes effort to remove the sanskars of many births and to imbibe new sanskars.
76Buddhi sē judge karnā hai – yah right hai .
73You have to judge with your own intellect.
77Tō aurō̃ kō dēnā hai .
74If this is right, you have to give it to others.
78Bābā yahī madad māṅgtē haĩ .
75This is the only help Baba asks for.
79Bākī ḍarnē key|kī bāt nahī̃ hai jab khēvanhār sāth hai .
76But there is no question of being afraid since the One who takes you across is with you.
80Rām , kr̥iṣhṇa kōī khēvanhār nahī̃ .
77Rama and Krishna cannot be the ones who take you across.
81Unhō̃ kō bhī paramātmā nē pār kiyā hai , asār saṅsār sē pār kar sār vālī duniyā mē̃ lē gayē haĩ . 82Duniyā iskō nahī̃ jāntī .
78God took them across too. 79He took them away from the world without value into a valuable world The world does not know this.
83Tab maĩ ākar batātā hū̃ aur lē chaltā hū̃ .
80This is why I come and tell you and take you with Me.
84Aisī haĩ bhagvān key|kī bātē̃ .
81Such are the stories that God tells.
85Kahtē haĩ - sirph yah antim janm puruṣhārth kar pavitratā kō dhāraṇ karō .
82He says: Simply make effort in this .last birth and imbibe purity.
86Phir tō janma-janmāntar bigar puruṣhārth pavitra rahtē āyēṅgē .
83Then you will remain pure for many births without having to make any effort.
87Jahā̃ mūl aim object hī pavitratā kī haĩ , vahā̃ apavitratā key|kī bāt kaisē hō saktī .
84The main aim and object is purity. 85How can there be any mention of impurity there?
86Achcha.