मम्मा की मुरली - gyan-sitar-26
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0१० . ९ . ५९
010/09/1959
1Paramātmā kā karttavya aur uskī rachnā kā bhēd
1The secret of God's task and His creation.
2Ham paramātmā key|kī mukh-vanśhāvalī achchhī tarah sē jān chukē haĩ ki hamārī mañjil kahā̃ hai aur kis ṭhikānē sē ākar part bajānā hai .
2We mouth-born progeny of God understand very clearly what our destination is and from where we have come to play our part.
3Ab is purānī duniyā sē lauṭnē kā time hai kyōṅki yah purānī duniyā vināśh hōnī hī hai .
3It is now the time to return home from this old world because this old world has to be destroyed.
4Khud-ba-khud kinārē hō jānē vālē haĩ . 5Tō kyō̃ na pahlē sē ham kinārā kar lē̃ jissē hamārī prālabdh banē ?
4Each and every one has to step back, so why should we not step back in advance so that we can create our reward?
6Paramātmā ab is sūkhī duniyā sē lauṭā rahē haĩ aur nayā ghar banā rahē haĩ .
5God is taking us back to the world of happiness and creating a new home for us.
7Purānē ghar mē̃ rahkar nayā banānā hōgā nā .
6We have to stay in the old home and build a new home.
8Bēghar hōkar tō nahī̃ banāyēṅgē .
7We will not build it whilst being homeless.
9Hā̃ , vah prālabdh sampūrṇ banā dēgē tō yah purānā ghar vināśh hō jāyēgā .
8Yes, when we have created our reward completely this old world will be destroyed.
10Yah purānī duniyā aisē hī nazar mē̃ hai - yah bas , chhōṛnā hī hai . 11Bākī ismē̃ thōṛē samay kē liē haĩ jab tak apnā ghar banā lē̃ .
9We are looking at this old world knowing that we have to leave it, but we are here in it only for a short period whilst our new home is being built.
12Tō ham jān saktē haĩ ki hamārī mañjil , ṭhikānā kahā̃ haĩ ? 13Uskē liē taiyārī kar rahē haĩ .
10So we know what our destination is and we are making preparations for that.
14Har ēk kō apnī individual taiyārī karnī hai .
11Everyone has to make their own individual effort.
15Bākī sārī duniyā kē liē paramātmā kārya karā rahē haĩ .
12God is inspiring us to carry out this task for the whole world.
16Yah tō samajhtē haĩ - - jō chīj sthāpan hōtī hai uskī pālnā bhī hōtī hai .
13We understand that whatever is established is also sustained.
17Bāp ghar banātē haĩ tō pālnā kē liē bhī responsible rahtē haĩ .
14A father builds a home and so he is also responsible for its maintenance.
18Bēhad kā bāp bhī responsible hai .
15The unlimited Father is also responsible.
19Lēkin yah purānī duniyā tō paramātmā nē sthāpan nahī̃ kī hai , na iskī pālnā kē liē responsible hai .
16But God has not established this old world nor is He responsible for its sustenance.
20Yah ५ bhūtō̃ nē sthāpan kī hai , vahī pālnā kar rahē haĩ .
17The five evil spirits have established it and they are sustaining it.
21Agar paramātmā pālnā kartē tō duḥkh-aśhānti nahī̃ hōtī .
18If God were to sustain it there would not be peacelessness and sorrow.
22Paramātmā jō sthāpanā hamārē dvārā karātē haĩ uskī pālnā bhī karātē haĩ .
19Whatever God establishes through us He also enables us to sustain.
23Aisī power dē dētē haĩ ki sukhmay pālnā kartē rahō , jō २१ janmō̃ tak yah pālnā chaltī hai jismē̃ phir paramātmā key|kī āvaśhyaktā hī nahī̃ rahtī .
20He gives us such power that we are easily able to give sustenance with happiness so that this sustenance continues for twenty-one births, where there is no need for God.
21God, who is remembered as the Creator and the Sustainer, is so for the new world.
24Bākī purānī duniyā key|kī pālnā nahī̃ kartē .
22But He does not sustain the old world.
25Hā̃ , purānī duniyā K|kē vināśh kē liē paramātmā nimitt bantē haĩ .
23God becomes instrumental for the destruction of the old world.
26Paramātmā key|kī rachnā kā bhēd jō hai vah samjhātē haĩ .
24God explains the secret of His creation.
27Duniyā tō samajhtī ki sab kuchh paramātmā karā rahē haĩ . 28Lēkin unkō bhūl ham jō vikarma kartē āyē haĩ unkī bhōgnā hamkō bhōgnī paṛtī hai .
25The world thinks that God inspires everything but we have to suffer for the sins that we have been committing due to forgetting Him.
29Ab hamārī buddhi kō ṭhikānā mil gayā hai .
26Our intellect has now found a destination.
30Duniyā tō bhaṭaktī rahtī hai .
27The world continues to stumble.
31Ham mūñjhē huē nahī̃ haĩ .
28We are not confused any more.
32Kahā̃ mañjil hai , kyā karnā hai - hamkō patā hai .
29We know what our destination is and what we have to do.
33Tō śhauk hōtā hai aurō̃ kō bhī batāvē̃ .
30So we are keen to tell others.
34Hamārī
31Achcha.