मम्मा की मुरली - gyan-sitar-38
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0२५ . ९ . ६२
025/09/1962
1Bāp key|kī āgyā hai - apavitratā K|kē khātē kō samāpt kar pavitra banō aur banāō
1Baba's orders are: Finish the accounts of impurity and become pure and also make others pure.
2Ōm śhānti .
2Om shanti.
3Bhakta bhagvān key|kī śhukriyā gātē haĩ . 4Parantu śhukriyā kahnē key|kī tō bāt hī nahī̃ hai .
3Bhagats say thanks to God, but there is no question of saying thanks to Him.
5Hamkō tō ab bhagvān bāp practical mē̃ milā hai , unkī ham santān banē haĩ .
4We have now truly found God, our Father, and we have become His children.
6Tō varsā pānē kā yatn ( puruṣhārth ) karnā hai .
5So we have to try to claim our inheritance.
7Hamkō jō unkā pharmān aur āgyā hai , us par kadam-kadam chalnā hai . 8Jaisē sapūt bachchē bāp key|kī āgyā kā pālan kartē haĩ .
6We have to follow at every step the directions that we have received from Him in the same way as obedient children follow their parents' directions.
9Āgyā bhī kaunsī hai ?
7Which directions?
10Pavitra rahkar pavitra banāō .
8To remain pure and make others pure.
11Pavitratā kō bhī ham jāntē haĩ ki pavitratā kitnē tak hai ?
9We know about purity and to what extent we have to become pure.
12Jaisē apavitratā hamkō gahrāī mē̃ lē gaī hai jissē karma kā khātā bhī aisē hī ban gayā hai .
10Impurity has taken us to the very depths and due to this even our karmic accounts are full of impurity.
13Ab phir us apavitratā K|kē khātē kō kāṭnā hai .
11We now have to cut away the account of impurity.
14Pāñch vikār jō karmō̃ mē̃ chalē gayē haĩ unkō nikālnā hai .
12We have to remove the five vices which have penetrated our actions.
15Vikārō̃ kō sirph chhōṛnā nahī̃ hai , parantu unsē jō khātā ban chukā hai unkō bhī sāph karnā hai .
13We do not just have to renounce the vices, but also clear the accounts that have been created through them.
16Vikārō̃ nē sārā apnā banā liyā hai .
14The vices have made you belong to them totally.
17Vikārō̃ kā rājya hai . 18Uskō palṭānā hai .
15It has become the kingdom of the vices, and now that has to be changed.
19Sirph brahmcharya kā pālan karnā - yah kōī baṛī bāt nahī̃ . 20Parantu un vikārō̃ sē jō khātā banā hai unkō khatm karnā hai .
16Simply, to observe celibacy is not a big thing, but you also have to finish the accounts that have been created through the vices.
21Sanyāsī bhal chhōṛkar gayē lēkin pichhlā vikarmō̃ kā khātā unkō chhōṛtā nahī̃ .
17The sannyasis may have renounced everything and run away, but the account of vices does not leave them.
22Bhal jō kartē haĩ unkā ujūrā miltā hai - jō janm lēkar phir bhī sanyāsiyō̃ K|kē saṅg mē̃ chalē jātē haĩ .
18Though they receive the return of whatever they do in their next birth, they go and take birth and again go away to stay in the company of sannyasis.
23Parantu nātē kō kāṭtē nahī̃ haĩ .
19They do not break their relationships.
24Vah tō phir bhī vikāriyō̃ kē pās janma lētē rahtē haĩ .
20They still take birth to those who indulge in vice.
25Parantu ab tō ham bāp dvārā karmō key|kī gati kō jāntē haĩ .
21However, we now know the deep philosophy of karma.
26Hamkō double kām karnā hai .
22We have to perform a double task.
27Bhaviṣhya kā bhī aisā khātā banānā hai jō pichhlē karma kā kuchh rahē nahī̃ .
23We have to create an account for the future so that nothing of the past remains.
28Ēk taraph banānā bhī hai aur phir pichhlē banē huē kō bhī sāph bhī karnā hai .
24On the one hand we have to create an account and we also have to clear the past account.
29Hamārī prālabdh isīliē ūñchī hai .
25This is why our reward is elevated.
30Isliē is puruṣhārth mē̃ samay lagtā hai .
26This is why this effort takes time.
31Parantu sarv samarth bāp milā hai tō sab sahaj kar dētā hai .
27We have found the All-Powerful Father who makes everything easy.
32Bāp kahtē haĩ ki mērī yād mē̃ rahō .
28Baba says: Stay in My remembrance.
33Yād sē bhī bal miltā hai , pavitratā sē bhī bal miltā hai .
29You receive power through remembrance and also through purity.
34Phir jō kuchh miltā hai vah dān bhī karnā hai .
30Then, you also have to donate whatever you receive.
35Tō dān sē bhī bal miltā hai .
31So you also receive power through giving donation.
36Is prakār bal kō jamā karnā hai .
32You,have to accumulate power in this way.
37Aur phir jitnā ham practical mē̃ in sab bātō̃ kō lāyēṅgē tō yah huī unkī śhukriyā .
33We thank Him by bringing all these things into practice.
38Bākī mahimā key|kī tō kōī bāt nahī̃ hai .
34But there is no question of singing His praise.
39Mahimā bhī karttavya kē ūpar hai .
35His praise is based on His activity.
40Usnē aisā ūñchā part bajāyā hai .
36He has played such an elevated part.
41Vah apnā karttavya kartē huē bāp , bāp hai .
37Even whilst carrying out His activities, the Father is the Father.
42Aisē nahī̃ ki ham bhī vah karttavya kartē haĩ tō ham bhī bāp hō gayē .
38But it does not mean that if we carry out the same task, we are also the Father.
43Nahī̃ .
39No.
44Bhal apnē karma sē ham ūñchē bantē haĩ .
40We become elevated through our actions.
45Bākī manuṣhya tō in bātō̃ mē̃ mūñjhē haĩ .
41All other human beings are confused about this.
46Unkē guṇ aur karttavya kō hī milā diyā hai .
42They have mixed up His virtues and His activity.
47Aisē nahī̃ ki vah kab bigaṛtā hai aur phir bantā hai .
43It isn't that He becomes degraded and then puts Himself right.
48Lēkin ham hī bigaṛtē aur bantē haĩ .
44We become degraded and then we reform ourselves.
49Vah tō sadā banā huā hai .
45He is always righteous.
50Unkē bigaṛnē key|kī kyā bāt hai ?
46What would be spoilt about Him?
51Ab in bātō̃ mē̃ mūñjhnā nahī̃ hai .
47You must not become confused about these things.
52Māyā K|kē kabhī vighna ātē haĩ - yah bhī pichhlā khātā hai .
48W1en obstacles of Maya come, these are your past accounts.
53Usē yā tō chuktū karnā hai yā tō sahaj jñān-bal sē kāṭnā hai .
49You must either settle them or cut them away with the power of easy knowledge.
54Iskē liē tō ham puruṣhārth kar rahē haĩ .
50This is what we are making effort for.
55Jab tak yah śharīr hai , is śharīr kā hōnā mānā hisāb-kitāb hai .
51Whilst we have this body, it means we have karmic accounts.
56Phir yah śharīr nahī̃ rahēgā .
52Then this body will not remain.
57Ham karma key|kī gati kō bahut vistār sē jāntē haĩ ki kis karma sē akarma aur vikarma bantā hai .
53We know the philosophy of karma in great depth: which karma becomes neutral and which karma becomes sinful.
58Yah hamārā daivī brāhmaṇpan kā sambandh hai .
54In this respect, we are Brahmins who are becoming deities.
59Vah hamārā pichhlē khātē kā sambandh hai . 60Brāhmaṇō̃ kā mahatva bhī karma kē ūpar hai ki aisē karma karnē haĩ aur aisī dhārṇā rakhnē sē puruṣhārth achchhā hōtā hai .
55The other aspect is that of our past accounts, Brahmins have importance because of their karma, and so by performing such karma and by imbibing this knowledge, your effort will be very good.
61Yah bhī khyāl rakhnā hai ki vahī dharmarāj hai jiskē pās|pass sārē hisāb-kitāb kā khātā hai .
56You also have to remember that tie is Dharamraj and has our karmic accounts.
62Achchhē karma karākar ūñchī prālabdh banānā unkā kām hai .
57To inspire us to perform good karma and create our reward is His task.
63Achchhē kā achchhā phal dēnē vālā – chāhē alpkāl kē liē , chāhē sadākāl kē liē – dēnē vālā vah hō gayā .
58He is the One who gives a good reward for good karma; whether it is for a temporary period or for all time, He is the One who gives.
64Vah chaitanya rup mē̃ ab upasthit hai .
59He is now present in living form.
65Abhī pichhlā khātā minus aur bhaviṣhya kā khātā plus hō saktā hai .
60Now we can reduce the past accounts and increase our future accounts.
66Ab kuchh riyāyat hō saktī hai .
61Something can be done at this time.
67Lēkin bāp key|kī haisiyat mē̃ bhī tō sapūt bankar apnā pharja pālan karnā hai .
62But in relationship with the Father, you have to be worthy and fulfil your duty.
68Ab ham jō bhī man-vachan-karma sē kadam uṭhā rahē haĩ , tō ham jāntē haĩ is karma sē kyā hōgā aur ussē kyā hōgā ?
63We now perform karma through our thoughts, words and actions and we know what will happen through these actions.
69Vistār sahit bāp nē hisāb-kitāb batāyā hai .
64Baba has explained about karmic accounts in great detail.
70५ vikār bhī kyā hai ?
65What are the five vices?
71Pahlā-pahlā vikār hai dēh-abhimān .
66The first vice is that of body-consciousness.
72Vahī sarv śhatruō̃ kā head hai . 73Isliē kahtē haĩ dēhī-abhimānī hōnē sē aur śhatru nahī̃ āyēṅgē .
67That is the chief of all the enemies.'This is why Baba says: By being soul-conscious, the other enemies will not come.
74Dēhī-abhimānī mē̃ vikār haĩ nahī̃ .
68Those who are soul-conscious do not have any vices.
75Phir smr̥iti rahēgī ki ham unkī santān haĩ , tō vikār nahī̃ āyēṅgē .
69You then have the consciousness that you are His children and so the vices do not come to you.
76Śhuddha ahaṅkār rahēgā .
70You then have pure pride.
77Manuṣhya tō sirph kahtē haĩ - jaisā karma vaisā phal .
71Human beings Simply say: As their actions, so the reward.
78Lēkin kartē nahī̃ haĩ .
72But they do not do anything.
79Ab śharīr kō kuchh hōtā hai tō ham jāntē haĩ ki yah dēh-abhimān-vaś hai .
73When something happens to the body, we know that that is due to body-consciousness.
80Tō ham phir body-conscious mē̃ ākar aisē na karē̃ .
74So we should not perform any such karma out of body-consciousness.
81Hamārī buddhi mē̃ hai ki yah drama hai .
75It is in our intellect that this is the drama.
82Bhalē gālī dētē haĩ lēkin unkā bhī yah gālī dēnē kā part hai .
76Though people insult God, it is their part in the drama to insult Him.
83Hamkō phir unhē̃ sahī rāstē par lānē kā puruṣhārth karnā hai .
77We then have to make effort to bring them onto the right path.
84Kōī upadrav ātā hai tō bhī ham jāntē haĩ ki yah upadrav ānā hī hai .
78When calamities occur, we know that they have to happen.
85Ismē̃ ' hāy-hāy ! 86' mē̃ āvē̃ , duḥkh mē̃ āvē̃ - tō vikarma hō jāyēgā .
79If you start crying out in distress and sorrow at that time, you will create sinful actions.
87Isliē ham sadā khuśh aur sadā harṣhit rahtē haĩ .
80This is why we constantly remain happy and cheerful.
88Tō aisī dhārṇā kō buddhi mē̃ rakhnā hai .
81You have to imbibe such things in your intellect.
89Yah hai karma key|kī gati kā gyān .
82This is the knowledge of the philosophy of karma.
90Ēk bāt kō uṭhānē sē sab bātē̃ ā jātī haĩ .
83By taking up one aspect, all other aspects are also included in that.
91Kisī vyakti mē̃ mōh hai tō vah bhī pichhlē karmbandhan kā khātā hō gayā .
84If there is attachment to any individual, that is also a karmic account of the past.
92Bāp dvārā karmō̃ kī gati kō jān kar abhī sambhaltē rahnā hai .
85We now have to understand the philosophy of karma taught by the Father and remain cautious.
93Achchhā .
86Achcha.