मम्मा की मुरली - gyan-sitar-39
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0२८ . ९ . ६२
028/09/1962
1Gyān key|kī rōśhnī milī hai tō din-rāt avasthā kā meter chaṛhtā rahē
1We have received the enlightenment of knowledge and so, day and night, the meter of your stage should be rising.
2Om shanti.
2Kahā jātā hai - hath kār|car ḍē|day , dil yār ḍē|day .
3It is said: Let the heart remember the Beloved whilst the hands do their work.
3Paramātmā kō yār bhī kahtē haĩ , yār athavā khudā-dōsta .
4God is said to be a Companion as well as a Friend (Khuda-Dost).
4Is par ēk kahānī hai ki khudā-dōsta pul par baiṭhā thā . 5Jō unkē pās|pass pahlē āēgā unkō bādśhāhī dēgā .
5There is a story of how God the Friend is sitting on a bridge and that whoever comes to Him first will receive the kingdom.
6Pul hōtī hai ēk taraf sē dūsrē taraf cross karnē key|kī .
6A bridge is for going across from one side to the other.
7Tō ham bhī saṅgam par khaṛē haĩ .
7We are also at the confluence age.
8Purānī duniyā sē pār hō nayī duniyā mē̃ jāēṅgē .
8We shall go across from the old world to the new world.
9Ab chakra lagāē pūrā kiyā hai .
9We have now gone around the complete cycle.
10Ab ham sabkā , balki sārī duniyā kā yah antim janm hai .
10This is our last birth, that is, the last birth of the entire world.
11Hamē̃ yahā̃ sē connection karnā hai naī duniyā mē̃ .
11We now have to make a connection with the new world.
12Ab naī duniyā kā kalam lagtā hai .
12The sapling for the new world is now being planted.
13Jahā̃ kalam lagtā hai vahā̃ phir pralay key|kī bāt nahī̃ .
13Where a sapling is planted there is no question of annihilation.
14Yah manuṣhya sr̥iṣhṭi-vr̥ikṣha kā kalam lagnē vālā hai jiskā foundation paramātmā ākar lagātē haĩ .
14The sapling of the human world tree is to be planted. 15The Supreme Soul comes and lays the foundation of that.
15Baṛē-baṛē manuṣhyō̃ sē kōī jagah ādi kā foundation ḍalvātē haĩ .
16Important people lay the foundation of particular places.
16Lēkin paramātmā tō ākar naī duniyā kā foundation lagātē haĩ aur ham practical mē̃ us part mē̃ chal rahē haĩ .
17But God comes and lays the foundation of the new world and we are also together with Him in that role in a practical way.
17Ham jāntē haĩ ki arjun K|kē rath mē̃ bhagvān savārī kar āyā hai is yuddha K|kē maidān par aur yuddha karnē kā tarīkā sikhlā rahē haĩ .
18We know that God came riding in Arjuna's chariot on this battlefield and taught him how to do battle.
18Dharm sthāpan karnē key|kī bāt mē̃ pavitra bannē aur vikārō̃ kō kāṭnē key|kī bāt hai .
19In establishing a religion there is the question of becoming pure and renouncing the'vices.
19Kitnē manuṣhya tō svarg K|kē sukh kō bhī cum|kam samajhtē haĩ .
20So many people do not think much of the happiness of heaven.
20Samajhtē haĩ - " vah sukh bhōg kar bhī tō nīchē utarnā hai . 21Isliē aisā puruṣhārth karē̃ hī kyō̃ ?
21They ·think: We have to come down even after experiencmg that happiness, so why should we make such effort?
22" lēkin hamārī tō chaṛhtī kalā hai .
22But this is our stage of ascent.
23Ab tō sukh K|kē din dēkhnē haĩ .
23We now have to see the days of happiness.
24Jab nayā makān banāyā jātā hai tō purānā hōnē kē liē thōṛēhī sōchā jātā hai .
24When you construct a new building you do not think about it getting old.
25Khuśhī tō hōtī hai nā ki ham nayā makān banāyēṅgē , usmē̃ bachchē hōṅgē , phir pōtrē hōṅgē , ādi-ādi !
25You have the happiness that you will build a new home, that you will have children there, and then grandchildren and so on.
26Lēkin aisā thōṛē hī sōchtē haĩ ki yah makān tō phir khatm hōnā hai .
26But you do not think that that building will come to an end.
27Phir yah sab khyāl kyō̃ karē̃ ?
27Why should you have all those thoughts?
28Is alpkāl K|kē sukh kō samajhtē bhī haĩ ki jō chīz āj hai vah kal nahī̃ rahēgī .
28You also understand about temporary happiness, that whatever you have today may not exist tomorrow.
29Lēkin phir bhī unkē liē sōch nahī̃ kartē haĩ .
29But even then you do not think about all that.
30Yah bāt aur hī lambī hai .
30This is something even more than that.
31Yah tō janma-janmāntar key|kī prāpti hai .
31This is the attainment of birth after birth.
32Ismē̃ tō guarantee hai aur svayã dēnē vālā bhī aisā hai jō kabhī dhōkhā bhī nahī̃ dēgā .
32You have a guarantee, and God Himself gives to you. in such a way that you will never be deceived.
33Is sukh key|kī taste hī nirālī hai .
33The taste of this happiness is totally unique.
34Kaī phir kahtē haĩ – « ātmā kō us paramātmā mē̃ līn hōnā hai . 35Bas , ānand usmē̃ hai .
34Many people say: The soul has to merge with the Supreme Soul and there is happiness just in that.
36 » lēkin ham tō jāntē haĩ ki ātmā kab paramātmā mē̃ līn hō nahī̃ saktī .
35But we know that the soul can never merge with the Supreme Soul.
37Līn hō jānē kā bhī agar kisnē anubhav pāyā hō tō vah chihna milnā chāhiē .
36If anyone has had the experience of merging, they should be able to have that again.
38Vah vahā̃ sē ākar batāvē ki aisā hamnē sukh pāyā hai .
37They should come and relate the experience of the happiness they have attained.
39Lēkin līn hī hō gayā tō phir batāvē kaun ?
38But if someone has merged, how could he come and tell you about it?
40Dēvtāō̃ K|kē tō chihna miltē haĩ .
39You can see signs of the deities.
41Unhō̃ K|kē yādgār haĩ , history hai .
40There are memorials of them and their history.
42Sabkō duḥkh K|kē bandhan sē chhuṛānā , purified dhām mē̃ lē jānā - yah paramātmā kā kām hai .
41It is the task of God alone to liberate everyone from the bondage of sorrow and to purify them.
43Buddha , Christ ādi sabkī ātmāyē̃ is samay bandhan mē̃ haĩ .
42The souls of Buddha, Christ and others are in bondage at present.
44Sabkā mukti-jīvanmukti dātā vah hai .
43He is the Bestower of Liberation and Liberation-in-life for all.
45Ab ham sabkī mat ēk hai .
44We are all now of the same opinion.
46Husain ēk hai .
45Hussein is only one being.
47Usmē̃ hī buddhi jātī hai .
46The intellect is drawn towards Him.
48Vahā̃ tō satsaṅg mē̃ jāō tō kiskī buddhi kismē̃ , tō kiskī buddhi kismē̃ hōgī .
47When you go to the other spiritual gatherings, some people's intellect is engaged in one thing and other people's intellect is engaged in something else.
49Khud guru bhī chhuṭṭī dēgē ki kiskō bhī yād karō .
48The guru himself would give them permission to remember anyone that they want.
50Lēkin ham tō ' jō hai , jaisā hai , ' - usī taraf buddhi kō sthit rakhtē haĩ .
49However, we stabilise our intellect on the One as He is and on what He is.
51Hamārē is saṅgaṭhan mē̃ bahut tākat hai .
50There is a great deal of strength in this gathering of ours.
52Bhal duniyā mē̃ bahutō̃ key|kī mahimā hōtī hai lēkin unkī mahimā vikārī manuṣhya hī kartē haĩ . 53Aur ham jab baikuṇṭh mē̃ haĩ tō svayã mahimā sampann haĩ hī .
51Although many people praise a lot, it is vicious human beings who sing that praise, whereas when we are in heaven we ourselves are worthy of praise.
54Sādhū-sanyāsiyō̃ key|kī vikārī manuṣhya mahimā kartē haĩ .
52Vicious human beings sing the praise of sages, sannyasis and so on.
55Phir vah jinhō̃ sē mahimā pātē haĩ unkē pās|pass hī janma lētē haĩ .
53Sages and sannyasis then take birth to those who sing their praise.
56Āp tō kōī vikāriyō̃ sē mahimā nahī̃ pātē , na vikāriyō̃ sē sambandh hī rakhtē .
54You do not accept any praise from vicious human beings nor do you have a connection with them.
57Hamārī bāt hī alag hai .
55What we do is something totally different.
58Ham tō vikārī kō nirvikārī banāē lē chal rahē haĩ .
56We are making those who are vicious viceless and taking them back home.
59Tō hamkō kitnā phakhur hōnā chāhiē !
57So we should have so much spiritual intoxication.
60Ismē̃ aśhuddh naśhā yā ahaṅkār key|kī bāt nahī̃ .
58There is no question of impure intoxication or arrogance in this.
61Aśhuddh naśhā bhī kyō̃ hō ?
59Why do people have impure intoxication?
62Aśhuddh vālō̃ sē jab mahimā miltī hai tō aśhuddha ahaṅkār baiṭh jātā hai .
60When they are praised by impure beings they have impure arrogance.
63Lēkin hamārī tō kisī sē bhēṇṭ hī nahī̃ hai . 64Vahā̃ tō hai hī śhuddha prajā aur sambandh hī bāp-bēṭē kā rahtā hai .
61But we cannot be compared with anyone else, There the subjects are pure and the only relationship is that of Father and child.
65Tō bāp-bēṭē mē̃ thōṛēhī ahaṅkār rahēgā .
62So there would not be any arrogance in the relationship between the father and child.
66Ghar mē̃ bhī bāp-bachchē hōtē haĩ , sab bāp tō nahī̃ hōtē .
63In a home as well, there is a father and children. 64Not all are fathers.
67Vahā̃ bhī rājā-prajā hōtē haĩ .
65There are kings and subjects there too.
68Parantu prajā kō bhī sab prāpti rahtī hai .
66But even the subjects have attained everything.
69Tō hamkō prālabdh vahā̃ lēnā hai .
67So we have to claim our reward there.
70Is gyān kō bhī jaisā hai vaisā hī samajhnā hai .
68You have to understand this knowledge as it is.
71Bāp nē har ēk chīj key|kī rōśhnī dī hai .
69Baba has enlightened us about everything.
72Tō ismē̃ rāt-din avasthā kā meter chaṛhā rahnā chāhiē .
70So the meter of your stage should be rising day and night.
73Ham kaun haĩ , kiskī santān haĩ !
71Who am I? 72Whose child am I?
74Vō naśhā rahnā chāhiē .
73You should have this intoxication.
75Kahtē haĩ nā – khuśhī jaisī khurāk nahī̃ .
74It is said: There is no nourishment like that of happiness.
76Hamē̃ ab maut kā bhī ḍar nahī̃ .
75We are not even afraid of death any more.
77Sadaiv harṣhit rahnā hai .
76We have to remain constantly cheerful.
78Harṣhit-chit hōṅgē tō harṣhit-mukh bhī rahē̃gē .
77If we have happiness in our heart we shall be able to remain cheerful.
79Abhī ham haĩ bēphikr bādśhāh .
78At present we are carefree emperors.
80Sachchī khuśhī tō ab hai .
79We have true happiness at this time.
81Vahā̃ tō prālabdh mē̃ hōṅgē .
80There we will just be experiencing our reward.
82Achchhā .
81Achcha.