शनिवार 19 जनवरी 1963 की साकार मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

> >

19-01-1963 kānpur prātaḥ murlī sākār bābā ōm śhānti madhuban

Ham kānpur sē bōl rahī̃ haĩ , āj sanḍē hai , son|san 1963 , January key|kī 19 tārikh hai , prātaḥ class mē̃ bāpdādā key|kī murlī suntē haĩ

Record  :

Tumhī̃ hō . mātā , pitā tumhī̃ hō … .

Yē bhāratvāsiyō̃ kā bhaktimārg kā ēk gīt hai . Dēvtāō̃ kē āgē bhī mandir mē̃ jākar kahtē haĩ - ' tvamēv mātāśhcha pitā tvamēv , tvamēv bandhuśca sakhā tvamēv , tvamēv vidyā draviṇ tvamēv ' . Vidyā mānā gyān , draviṇã mānā dhan , gyān ratna . Tvamēv mam śharaṇ . Abhī kiskē śharaṇ ātē haĩ  ? Bāt huī nā . Māt-pitā . Phir gātē haĩ ki māt-pitā , ham bālak tērē . Yah mahimā kiskī  ? Samajhnē kā hai nā . Kōī laukik bāp key|kī tō nahī̃ hai  ? Sanyāsiyō̃ kō kah bhī na sakē̃ bilkul hī . Hā̃ , itnā hai ki mandirō̃ mē̃ jā karkē yē dēvtāō̃ kō kahtē haĩ . Phir jō sāmnē āyā , unkō aisē kah dētē haĩ  ; parantu yahā̃ samajh key|kī bāt hai - ' tum māt-pitā , ham bālak tērē , tumharī kr̥ipā tē sukh ghanērē ' , yah kaun hō saktē haĩ sivāy parampitā paramātmā K|kē . Ab unkī gōd chāhiē  ; kyōṅki mahimā unkī hōtī hai . Ab gōd milēgī , prajāpitā K|kē dvārā , yah dalāl bantē haĩ , sagāī karnē kē liē . Abhī sagāī jab kartē haĩ parampitā paramātmā sē khud paramātmā . Ātmāē̃ , paramātmā alag rahē bahukāl . Sundar mēlā kar diyā jab sat ‌ guru milā dalāl , kalahayugī guru nahī̃ . Vō guruō̃ kē liē tō gāyā jātā hai - guru sab andhalē chēlē sabkī satyānāśh . Gāī jātī hai nā . Kahā bhī jātā hai ki guru bigar ghōr andhiyārā . Abhī sōjharā hōtā hai , satyug kō sōjharā kahā jātā hai . Tō jab vō satguru athavā gyān kā sāgar āvē , tab sōjharā hō arthāt satyug hō arthāt brahmā kā din hō . Tō jarūr brahmā kī rāt huī . Śhivbābā kahē - mujhē isī samay mē̃ hī ānā hai . Dēkhō , bahut samajhnē key|kī bāt hai . Tō bāp , śhivbābā āyā huā hai . Yē brahmā dvārā , yē bachchē khaṛē haĩ sab , baiṭhē haĩ sab , jāntē haĩ key|kī tum māt pitā prajāpitā brahmā , yē sabhī brāhmaṇ kul . Abhī yah jāntē haĩ key|kī hamkō māt pitā key|kī gōd mē̃ ānē sē , abhī kiskī gōd hai  ? Śhivbābā key|kī , brahmā dvārā brahmā K|kē tan mē̃ . Abhī mātā aur pitā , jagadambā kō bhī kahtē haĩ aur jagatpitā kō bhī kahē̃gē . Abhī tum āē hō yē gōd mē̃ lēnē kē liē . Abhī bāp aur dādā bāhē̃ pasārē khaṛē haĩ , vō hī māt-pitā aur jō is gōd mē̃ ātē haĩ , jō brāhmaṇ brahmā mukhvaṅśhāvalī brāhmaṇ bantē haĩ , bas banā aur kauṛī sē hīrē jaisā banā . Bāp key|kī gōd mē̃ āyā  ; kyōṅki ' tum māt-pitā , ham bālak tērē , tumharī kr̥ipā tē sukh ghanērē arthāt svarg kā mālik banē̃gē aur hai bhī rājyōg . Rājāō̃ kā rājā bannē tum sabhī yahā̃ ātē hō . Yah tō ṭhīk hai nā  ? Prāpti kē liē . Bahut prāpti hai , athāh prāpti hai . Tum sanyāsī kō yā kiskō bhī ' tum māt-pitā kabhī nahī̃ kah sakē̃gē . Abhī tum yah jāntē hō ki śhivbābā key|kī jayantī hō chukī hai aur barōbar vō āē haĩ . Bāp āē haĩ phir is patit duniyā kō pāvan banānē athavā is kalahayugī duniyā kō vā hell kō kahō yā nark kō kahō , svarg banānē . Abhī itnē sab yē bachchē baiṭhē haĩ . Itnē bachchē kiskē hō saktē haĩ  ? Jarūr prajāpitā brahmā K|kē hōṅgē nā . Prajāpitā yānī yah prajā . Abhī yē sab jāntē haĩ vā brahmā kō kahtē haĩ mama bābā . Brahmā aur sarasvatī kō mammā-bābā kahtē haĩ nā . Abhī yē jāntē haĩ ki māt-pitā , śhivbābā mama yē bābā , inkī gōd mē̃ ānē sē ham barōbar svarg K|kē mālik ban rahē haĩ . Iskō hī kahā jātā hai rājyōg aur gyān . Kiskē sāth yōg sikhlātē haĩ  ? Apnē sāth . Bītī sō bītī dēkhō nā . Yah jō bhī duniyā chakkar lagākar is tak āī hai , yah hō gayā kalahayug kā ant , satyug key|kī ādi . Iskō kahā hī jātā hai - ' saṅgamyug ' , kônaphluansa yug ' . Kalp kā kônaphluansa . Yug kā kônaphluansa nahī̃ , kyōṅki yug K|kē kônaphluansa mē̃ aisē hō nahī̃ saktā hai ki patit sē pāvan duniyā ban jāē . Hōnī hai kalahayug sē satyug key|kī duniyā . Tō bāp kahtē haĩ - maĩ ātā bhī ab hū̃ . Tum bachchē āē huē hō . Kahtē hō - ham kalp pahlē muāphik phir sē milē haĩ . Kalp-kalpāntar miltē hī āē haĩ . Kalp-kalpāntar miltē hī rahē̃gē . Bābā kahtē haĩ nā - ham , tum aur yē sabhī āj haĩ , kalp pahlē thē , kalp-kalp hōṅgē , phir sē milē̃gē . Yah mahābhārī-mahābhārat laṛāī , yah hai hī gītā K|kē ēpisōḍ key|kī , yānī gītā kā is samay mē̃ ēpisōḍ yā part kahō , repeat hō rahā hai . Repeat yānī phir sē . Bāp ākar is bhārat kō svarg banātē haĩ . Gītā sē bhārat svarg banā hai . Aisē nahī̃ hai ki dvāparyug mē̃ kr̥iṣhṇa nē kōī gītā ākar sunāī . Nahī̃ , yē sab dēkhō jhūṭh hō gayā nā . Gāyā bhī jātā hai - ' jhūṭhī māyā , jhūṭhī kāyā . Kāyā bhī jhūṭhī hai , kyōṅki pañch tatva , vō bhī tō jhūṭhē haĩ . Māyā nē jhūṭhā banāy diyā hai sabkō . Ātmā kō bhī jhūṭhā banāy diyā hai . Jō kuchh ātmā bōltī hai , jhūṭh bōltī hai . Sādhu key|kī ātmā jhūṭh bōltī hai , kahtī hai ki īśhvar sarvavyāpī hai . Sō kahtē ātē haĩ janm-janmāntar . Ussē kyā phāydā huā  ? Kaun-sā vākya mīṭhā huā  ? Bachchē sē pūchhō - tumkō mālūm hai śhiv kahā̃ hai  ? Bachchā bōltā hai - mērē mē̃ hai , tērē mē̃ hai , phalānē mē̃ hai . Tō bāp baiṭhkar kahtē haĩ yah tō tum kartē āē hō barōbar , śhāstra paṛhtē āē hō  ; parantu bābā kahtē haĩ - bachchē , gyān aur bhakti . Gyān mānā hī satyug aur trētā , din brahmā kā . Bhakti mānā hī dvāpar aur kalahayug . Yah chakra phirtā hai . Gyān - - bhakti , jñān-bhakti , chakkar phirtā jāy . Bhakti sē durgati hōtī hai . Abhī durgati kā arth|earth tō samajh gaē nā - dhakkā khānā . Bhakti K|kē dhakkē khātē khātē phir dēkhō , bhagvān ākar miltē haĩ . Abhī khaṛā hai nā barōbar , jiskō tum māt-pitā kahtē hō . Āyā huā hai barōbar . Tum jāntē hō - abhī ham mātā-pitā sē varsā lē rahē haĩ . Jitnā jō puruṣhārth karēgā , itnā unkō phal pānā hai . Aim object hai rājyōg ' arthāt rājāō̃ kā rājā bannē kā . Tō hō gaī nā pāṭhśhālā . Kaun baiṭhkar paṛhātē haĩ  ? Bhagvānuvāch . Yah kaun-sā bhagvān hai  ? Vō bhagvān khud kahtē haĩ - maĩ manuṣy-sr̥ṣṭi kā chaitanya bījrūp hū̃ . Chaitanya hōnē K|kē kāraṇ , bīj hōnē K|kē kāraṇ , maĩ mērī is sārī rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jāntā hū̃ aur kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ arthāt maĩ hī ākar bachchō̃ kō rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā gyān dētā hū̃ . Maĩ ēk hī bār ātā hū̃ patitō̃ kō pāvan karnē vā is nark kō svarg banānē athavā in kalahayug kō phir satyug banānē . Mērā ānā hōtā hai is saṅgamyug par . Abhī kitnī sahaj bātē̃ bāp samjhātē haĩ aur kahtē haĩ ki bachchē , ādhā kalp bhakti kā , tum pahlē avyabhichārī bhagat thē . Pahlē-pahlē kaun bhagat banē  ? Jō pūjya thē - śhrī lakṣhmī nārāyaṇ jō phir dēvtā sē kṣhatriya banē , phir pahlē unkō vaiśhya bannā hai nā . Vāmmārg mē̃ ānā hai jarūr . Tō pahlē-pahlē vah pūjya sē pujārī banē . Yathā rājā-rānī tathā prajā , sab pūjya sē pujārī banē . Avyabhichārī yōg pahlē kiskē sāth śhurū kiyā  ? Śhivbābā kē sāth . Iskō hī kahā jātā hai satōpradhān bhakti . Pīchhē satōguṇ sē phir āī nīchē . Āhistē-āhistē phir rajō mē̃ I|āī|eye , phir tamō mē̃ I|āī|eye . Tō abhī tamōpradhān bhakti . Sab tamōpradhān . Kōī bhī aisī chīj nahī̃ hai , jiskō satō kah dēvē̃ kyōṅki satōpradhān tō satyug kō kahā jātā hai . Dēkhō yah kaun hai  ? Kiskē gōd mē̃ ā karkē baiṭhē hō  ? Bachchō̃ K|kē bābā , yah gōd kā gudām ban gayā . Itnē bachchē  ! Bābā aur mama kaun kahē̃gē kiskō  ? Yahā̃ kōī sādhu-sant-mahātmā tō nahī̃ haĩ nā  ! Santō̃ kō tum māt-pitā kah nahī̃ saktē hō , kyōṅki vō hai hī nivr̥ttimārga . Yah hai pravr̥ittimārg . Bāp samjhātē haĩ tum kal key|kī bāt bhūl gaē hō . Kal tumhārī yah dillī vā yah bhārat paristān thā . Śhrī lakṣhmī nārāyaṇ kā rājya thā . Yah bhī bhūl gaē hō ki rādhē aur kr̥iṣhṇa sō hī lakṣhmī nārāyaṇ bantē haĩ . Rādhē-kr̥iṣhṇa kōī dvāpar mē̃ nahī̃ ātē haĩ . Rādhē aur kr̥iṣhṇa satyug K|kē sōlah kalā sampūrṇ yug mē̃ ātē haĩ . Jab kr̥ṣṇ-janmāṣṭamī hōtī hai tab mātāē̃ unkō jhulātī haĩ . Phir race karkē , jō rām K|kē bhakta haĩ vō yah rāmacandra kō āgē nahī̃ jhulātē thē . Abhī vō asar bhī tō hōtā hai nā , tō rāmacandra kō bhī abhī kōśhiśh kartē haĩ jhulānē kē liē , kyōṅki yē cum|kam kyō̃ jāvē , parantu hai tō kr̥iṣhṇa na . ' chalō vr̥ndāvan , … bhajō rādhē-gōvind kuchh aisē kahtē haĩ . Abhī rādhē-gōvind tō satyug mē̃ thē nā . Bachchē thē , phir svayamvar kiyā , lakṣhmī nārāyaṇ banē . Tō bābā nē us din kathā batāī - ēk nārad bhakta jhôjh bajātē āyā . Svayamvar hōtā thā lakṣhmī nārāyaṇ kā . Tō nārad kō kahā … hai yē ēk dantakathā banāī huī hai dr̥iṣhṭānt K|kē muāphik bābā samjhātē haĩ . Āyā aur bōlā ki śhrī nārāyaṇ mērī dil hai ki maĩ lakṣhmī kō varū̃ . Tumnē nārad key|kī kathā paṛhī hōgī . Vahī nārad jiskō chōṭī dē dētē haĩ . Hā̃ sunō , tō unkō kahā , svayamvar hōtā hōgā - ham lakṣhmī varē̃ . Hā̃ tum lakṣhmī varē̃gī  ? Kyō̃ nahī̃ varēgī  ! Achchhā , tum jānā , tumkō lakṣhmī varē̃gī . Achchhā , vahā̃ jab lakṣhmī hār lēkar K|kē svayamvar kā phirtī rahī̃ , tō jab nārad unkē sāmnē āyā , tō unkō āinā dikhlāyā . Dēkhā , maĩ tō bandar hū̃ . Maĩ lakṣhmī kō kaisē varūṅgā  ? Bhārat is samay mē̃ bandar hai nā . Pañch vikār bharē huē haĩ . Jō bandar hōṅgē tō vō lakṣmīpati kaisē banē̃gē  ? Jō gyān uṭhāē̃gē , pavitra banē̃gē , pañch vikārō̃ par jīt pahanē̃gē , vō hī lakṣhmī kō varē̃gē nā . Tō tum kisliē yahā̃ ātē hō  ? Harēk kahtē haĩ ki maĩ lakṣmīpati banū̃ yā nārāyaṇ key|kī lakṣhmī banū̃ . Nārāyaṇ bannā hai vā lakṣhmī bannā hai . Yā tō nārāyaṇ kō varnā hai , yā nārāyaṇ kō lakṣhmī kō varnā hai . Yah imtihān tō dēkhō kaisā wonderful hai  ! Tum yahā̃ āē hō nā bandar sē lāyak bannē , lakṣhmī kō varnē , nārāyaṇ kō varnē . Nar sē nārāyaṇ bannā yā nārī sē lakṣhmī bannā , tō jarūr āpas mē̃ varē̃gē nā . Dēkhō , yah kahā̃ kā dr̥iṣhṭānt , kahā̃ lagāy diyā baiṭhkar . Kabhī kōī ākar pūchhtē haĩ ki bābā , bāp sē yōg kaisē lagāvē̃  ? Arē muṭṭhē , bāp sē yōg kaisē lagāvē̃ , yah praśhna bhī kōī sensible uṭhāy saktē haĩ  ? Tum apnē laukik bāp sē yah buddhiyōg kaisē lagātē hō  ? Tumkō laukik bāp yād nahī̃ ātā  ? Laukik bāp kē liē tō nahī̃ pūchhtē hō nā . Kahtē bhī haĩ bābā kō śhivbābā . Bāp nē kah diyā hai ki bachchē , manmanābhav arthāt mujhē yād karō tō tumhārā sab vikarma vināśh hōgā . Bachchē apan kō dēhīabhimānī samajh karkē agar praśhna pūchhē̃ tō praśhna uṭh nahī̃ saktē haĩ ki ham ātmāē̃ hai , hamkō bābā nē pharmān kiyā hai ki mujhē yād karō , tō tumhārā vikarma vināśh hōgā . Abhī kaun kahtā hai  ? Vō kahtē hai - mujhē yād karō . Laukik bāp key|kī tō bāt hī na rahī . Laukik bāp kō tō sab yād kartē haĩ . Agar yahā̃ K|kē kōī brāhmaṇ ā karkē pūchhē̃ ki bābā , ham śhivbābā kō sadaiv kaisē yād karē̃  ? Bābā kō ham sadaiv yād na karē̃gē , tō kyā karē̃gē - yah praśhna uṭh rahā hai kōī  ? Tō bahut hī aisē praśhna pūchhtē haĩ - bābā , hamārā sadā yōg kaisē lagē  ? Arē , tumhārā bāp sē sadā yōg nahī̃ lagā thā  ? Vō tumhārā laukik bāp , yah tumhārā pārlaukik bāp . Vō tumkō duḥkh dēnē vālā , ussē tumhārā sadā yōg lagā thā , kāmakaṭārī chalānē vālā , tumkō vikh pilānē vālā . Jō tumkō amr̥it pilāy kar svarg kā mālik banātē haĩ , tum kahtē hō - bābā , is bābā śhivbābā kē sāth yōg kaisē lagāvē̃  ? Bābā kahtē hō , śhivbābā kahtē hō , paramdhām K|kē mālik kahtē hō , phir kahtē hō - yōg kaisē lagāvē̃  ? Yah bhī kōī bāt hai  ! Itnā bhī akla nahī̃ hai buddhuō̃ mē̃ . Yōg lagānā tō bilkul hī sahaj huā nā . Most ījī kahtē haĩ . Us laukik bāp kō itnā nahī̃ yād karnā hōtā hai , jitnā unkō yād karnā hai  ; kyōṅki sarv śhaktivān bāp , jō svarg kā mālik banātē hai , jahā̃ prāpti athāh hai , vō bōltē haĩ - abhī tumhārā antim janm hai . Tum sabkā abhī ēk satguru . Tumhārā kōī bhī guru kām mē̃ nahī̃ āēgā aur phir aisē bhī mat samjhō - buḍḍhā hōṅgē tab guru karē̃gē . Būṛhā yānī vānaprasth avasthā . Āj jaisē guru kiyā jātā hai , sō tō bilkul kāydē mujīb hai . Bhaktimārg mē̃ sō tō jarūr guru bhī aisē hī karnā hai , jabki ham phursat hō jāvē . Guru karnā hai nirvāṇdhām kē liē puruṣhārth karnē kē liē , kyōṅki vānaprasth avasthā lētē haĩ arthāt vāṇī sē parē , vānaprasth mē̃ jānē kē liē kōī guru karkē puruṣhārth karnā hōtā hai . Samjhā nā . Vah huā 50 varṣh kē bād karnā chāhiē , parantu ājkal K|kē kalahayugī guruō̃ nē sabhī kō , chhōṭē-baṛē , phalānē kō guru banā diyā hai nā . Chēlē ban gaē haĩ . Jin athāh guruō̃ sē bahut guru hōtē āē haĩ , parantu ākhrīn kyā huā  ? Anēkānēk guruō̃ , anēkānēk followers tō kyā huā hai  ? Guru jinkē andhalē kyōṅki yē hai andhō key|kī aulād andhē . Māyā nē tō sabkō andhā kar diyā hai nā . Andhō kē liē tō vō lāṭhī , kalahayugī guru kō tō lāṭhī nahī̃ chāhiē nā . Kōī manuṣhya lāṭhī nahī̃ hai . Sabkē andhō key|kī lāṭhī , hē prabhu āp  ! Barōbar sabhī hai andhō key|kī aulād andhē , unmē̃ sab ā gaē . Sabhī haĩ āsurī sampradāy . Abhī kalp pahlē muāphik maĩ phir kahtā hū̃ maĩ kahtā hū̃ , tumhārā bāp kahtē haĩ nā , yā tumkō bāp kō bhī kōī rāy dēnī hai  ? Tumkō abhī śhrīmat miltī hai . Śhivbābā aur brahmā key|kī mat mil rahī hai . Kyā unkō bhī tum bachchō̃ kō mat dēnī hai ki bābā , aisē nā karō , aisē karō  ? Kaun hai gītā kā bhagvān  ? Śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh . Śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh tō hai hī parampitā paramātmā , jō kr̥iṣhṇa kō bhī , jō tamōpradhān mē̃ ā jātē haĩ , unkō śhrēṣhṭh banātē haĩ , lakṣhmī nārāyaṇ jaisē . Kuchh samajhtē hō yā samajhtē nahī̃ hō  ? Yā māyā nē tumkō godrēj kā tālā lagāy diyā  ? Buddhi kō patthar buddhi kar diyā hai  ? Sahaj bāt bāp phir sē ākar kahtē haĩ-baccē , sabkō vāpas jānā hai , in bachchō̃ kō bhī vāpas jānā hai . Jab yah bōmbsa girē̃gē tō kyā kōī guru karnē baiṭh jāē̃gē  ? Yē sab mar jāē̃gē . Chhōṭē-baṛē key|kī abhī vānaprasth avasthā hai . Chhōṭē-baṛē kō abhī vāpas jānā hai . Vānaprasth kahā jātā hai-vāpas jānē kē liē puruṣhārth karnā yā jānā . Nirvāṇdhām bhī uskō kahā jātā hai . Incorporeal world bhī unkō kahā jātā hai . Nirākār duniyā bhī uskō kahā jātā hai . Nirākārī duniyā mānā hī duniyā yānī ātmāō̃ key|kī duniyā . Bāp nē bachchō̃ kō samjhāyā hai - jaisē yah manuṣhyō̃ kā ulṭā jhāṛ hai vaisē hī vahā̃ phir ātmāō̃ kā jhāṛ hai . Harēk dharm key|kī section hai . Vahā̃ sē vō sab ātē rahtē haĩ . Bāp baiṭhkar itnā samjhātē hai ki itnī sahaj bāt samjhātā hū̃ kōī bhī taklīph nahī̃ . Śhivbābā kahtē haĩ ki kāydē anusār yahā̃ sē yah lakṣhya pakaṛ karkē America jāō , vilāyat jāō , kahā̃ bhī jāō , sirph kyā kām karō - mujh apnē śhivbābā kō yād kartē rahō . Jitnā yād karē̃gē itnā vikarma vināśh hōṅgē . Abhī jitnā yād kar sakō , vō rakhō apnē pās|pass likhat mē̃ . Us likhat kō kyā kahtē haĩ  ? Chart . Ham sārē din mē̃ kitnā yād kartē haĩ , jō practice paṛ jāvē , jō ant samay mē̃ phir tumhārī buddhi kā yōg śhivbābā kē sāth hō . Samjhā nā . Yah puruṣhārth karnē sē hōtā hī rahtā hai . Bābā kitnā samjhātē haĩ - bachchē , kahā̃ bhī jāō , office mē̃ jāō , khātē jāō , pītē jāō , sirph śhivbābā kō jitnā phursat milē yād karō . Bas . Kahā̃ bhī , kōī manā thōṛē hī kartē hai . Baiṭhō nahī̃ . Aisē nahī̃ ki ham baiṭh gaē haĩ - mujhē yōg sikhlāō mujhē dr̥iṣhṭi dō . Kuchh bhī nahī̃ . Kahā̃ bhī hō bhalē . Yād karō aur phir kiskō yād karō  ? Phir sukhdhām kō yād karō . Vō hō gayā śhāntidhām vō hai sukhdhām , yah hai duḥkhdhām . Yah kōī śhāntidhām nahī̃ hai . Yah hai duḥkhdhām vō hai sukhdhām . Śhāntidhām hai hī apnā nirvāṇdhām , jahā̃ sē ham paṇḍē yā piṇḍē yā ātmāē̃ ātī hai is karmakṣhētra par drama mē̃ part bajānē . Tō sabhī manuṣhya mātra is drama K|kē actors hai , part bajātē haĩ . Ham ātmāē̃ ātī haĩ paramdhām sē . Yahā̃ hamkō chōlā miltā hai , phir ham part bajātē haĩ . Ēk chōlā chōḍ ‌ kar , phir dūsrē chōlē mē̃ part bajātī hai . Iskō drama kahā jātā hai . Ab is drama K|kē ādi-madhy-ant , kriyēṭar-ḍāyaraikṭar yānī rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant key|kī knowledge kyā janāvar sīkhē̃gē  ? Paśu-pakṣī sīkhē̃gē  ? Manuṣhya sīkhē̃gē nā . Jānnā hōnā chāhiē nā ki yah sārē drama K|kē ham actors haĩ  ; parantu inkā creator kaun hai  ? Kah dēgē ki creator god father hai . Abhī god father , father hai nā . Uskō śhiv kahē̃gē nā . Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar unkē bhī tō śharīr alag hai nā . Aisē tō nahī̃ kahē̃gē - prasiḍēṇṭ bhī vahī hai , prāiminisṭar bhī vahī hai , aim|M|am ० pī|P ० bhī vahī hai , aim|M|am ० L ० A ० bhī vahī hai , bhittar bhī vahī hai , ṭhikkar bhī vahī hai , kuttā bhī vahī hai , billī bhī vahī hai . Yē kōī bāt hai  ? Tō bāp baiṭhkar samjhātē haĩ - abhī hai ' andhērī nagarī , caupaṭ rājā , ṭakē sēr bhājī , ṭakē sēr khājā . Sunā hai kabhī yah pahākā  ? Sabhī ēk . Kuttā-billā , śhūdra , brāhmaṇ , bhaṅgī , yē sabhī ēk . Yah kyā  ? Yānī dharm hī nahī̃ hai . Kōī dharm kō māntē hī nahī̃ hai . Religion is might . Aisē gāyā bhī jātā hai . Achchhā , religion sthāpan karānē vālā tō bāp hai nā . Bāp kaun-sā religion sthāpan kartē haĩ  ? Bhārat mē dēvī-dēvtā dharm key|kī religion sthāpan kartē haĩ . Tum abhī kitnā rilījiyas ban rahē hō . Abhī āstik ban rahē hō , āgē nāstik thē . Bas , āstik bannē kē liē tumkō unkī gōd lēnī paṛtī hai aur dēkhō , svarg kā mālik ban jātē hō . Nāstik hōnē sē kaṅgāl . Worth not A painī aur phir worth pound bantē hō . Aisē kahā jātā hai nā , painī two|to|too pound . Bhārat pound thā , ab painī hai . Yē nark hai . Yē sabhī jō manuṣhya mātra haĩ , yah raurav nark mē̃ hai . Abhī raurav nark vō nahī̃ garuṇ purāṇ vālā , abhī tum dēkhtē hō jō bhī bachchē-bachchiyā̃ paidā hōtē haĩ , yē ēk dō kō khātē haĩ , mārtē haĩ , chillātē haĩ , ēk-dō kē ūpar kām-kaṭārī chalātē haĩ , duḥkh bhōgtē haĩ . Aur kyā hai  ? Bāp-bachchē key|kī laṛāī , baccē-baccō̃ key|kī laṛāī strī-puruṣh key|kī laṛāī , yah nation-nation key|kī laṛāī . Dēkhō , kyā hall|hāl hai  ! Kyā iskō hell nahī̃ kahē̃gē  ? Bachchē sab māntē hai ki bābā , yah hell hai . Kyō̃ kahtē haĩ  ? Jab marā-lēphṭa four heavenly abode . Kahā̃ sē  ? Hell sē . Hell tō mānē̃gē nā . Svarg kē liē tō nahī̃ kahē̃gē left four heavenly abode , jabki hai hī heaven mē̃ . Kahē̃gē  ? Yā left for vaikuṇṭha yā svargvāsī huā . Svarg mē̃ kahē̃gē  ? Nahī̃ nā  ! Nark mē̃ kahē̃gē nā . Nahī̃ māntē haĩ ki barōbar ham nark mē̃ gōtā khātē rahtē haĩ . Patā hī nahī̃ paṛtā hai inkō . Kōī samjhānē vālā nahī̃ hai . Śhāstrō̃ K|kē kāraṇ aur ghōr andhiyārā hō gayā hai . Bābā kōī aisē nahī̃ kahtē hai ki bhakti chhōṛ dō . Kabhī kiskō nahī̃ kahē̃gē . Jab gyān key|kī chaṭak mē̃ ā jāē̃gē aur dēkhē̃gē sab gyān mē̃ tō barōbar ham bāp sē inahērīṭēnsa lē rahē haĩ abhī . Ham sō lakṣhmī nārāyaṇ ban rahē haĩ . Abhī ham lakṣhmī nārāyaṇ kō pūjā karkē kyā karē̃gē  ? Ham sō ban rahē hai , pīchhē bhakti kiskī karē̃  ? Jab gyān key|kī parākāṣhṭhā hōgī . bhakti āpē hī chhūṭ jāēgī . Gyān jindābād tō bhakti āpē hī murdābād hō jāēgī . Phir jab gyān murdābād hōtā hai , tō bhakti jindābād . Hai hī jñān-bhakti , bhakti-jñān . Abhī itnā samjhātē rahtē haĩ bachchō̃ kō achchhī tarah sē ki bachchē , samjhō , abhī maut hai sabkā , chhōṭē-baṛō̃ kā bhī . Bachchō̃ kō bhī yahī sikhlāō ki tum dēkhō śhiv bābā kō . Unkō samjhā dō - abhī śhivbābā kō yād karō . Śhivbābā paramdhām mē̃ rahtē haĩ . Ham bhī paramdhām sē ātē haĩ . Śhivbābā kō yād karō tō vō bābā hamkō svarg kā mālik banāy dēgē , kyōṅki bābā kā varsā huā nā . Ab jis bāp sē inahērīṭēnsa miltā hai 21 janm kā , aur ā karkē pūchhē - us bābā kō ham sthāyī kaisē yād karē̃  ? Yah bhī kōī bāt hai  ! Achchhā , bhalā yah paṛhāī kaisē paḍhē̃  ? Kuchh bhī tumkō kāgaj-vāgaj nahī̃ chāhiē . Śhivbābā kō yād karō aur apnē svarg kō yād karō . Rājāī kō yād karō . Viṣhṇupurī kō yād karō . Bas . Kahā̃ bhī jāō , jākar yād karō aur dēkhō , tum bahut achchhī tarah sē varsē pāē̃gē  ; kyōki bādśhāhī sthāpan hō rahī hai nā . Ismē̃ takalīp hai  ? Hā̃ yah jarūr hai key|kī nutshell mē̃ jaisē janak kō kahtē haĩ ēk second mē̃ jīvanmukti . Tō kahā̃ bhī rahtē jīvanmukti pāī . Jīvanmukti kā arth|earth pahlē pahlē kyā hai  ? Sabhī jīv ātmāō̃ kō bābā āē hai . . māyā sē mukt karnē . Tō sabkō jīvanmukti miltī hai . Kyā satyug mē̃ ā karkē sabhī ikaṭ ‌ ṭhē jīvanmukt hōṅgē  ? Bābā kahtē haĩ - nahī̃ , bachchē . Jō ākar sagē bachchē bantē hai , gōd mē̃ ātē haĩ unhē̃ hī jīvanmukti miltī hai , gōd huī nā , gōd kā gudām huā nā . Aisā kōī gudām hōtā hai kabhī  ? Sunā hai prajāpitā . Prajā mānā kyā  ? Strī aur puruṣh . Prajāpitā-pitā aur mātā . Pitā-mātā sē varsā milnā chāhiē nā . Tum māt-pitā , ham bālak tērē . Tumharī kr̥ipā tē svarg K|kē 21 janm K|kē sukh ghanērē . Janm K|kē sukh ghanērē milnē kē liē ham puruṣhārth kar rahē haĩ . Phir inkē bād svarg āēgā hī . Vināśh sāmnē khaṛā hai . Abhī dēkhtē tō haĩ barōbar sabhī . Sab jāntē hai - itnē ḍhēr thē  ? Nahī̃ . Abhī jhāṛ āhiratē-āhistē vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē . Jinhōnnē kalp pahlē jitnā jō puruṣhārth karkē pad pāyā vō āē̃gē jarūr . Aisē hī puruṣhārth karē̃gē . Sākṣhī hō karkē dēkhnā bhī hai . Apnī avasthā key|kī bhī jāñch karnī hai ki ham kahā̃ tak puruṣhārth kar rahē haĩ , kaisē mā̃-bāp kō follow kar rahē hai kyōṅki jāntē haĩ ki mā̃ aur bāp brahmā aur sarasvatī K|kē phir jākar lakṣhmī nārāyaṇ bantē haĩ . Tat tvam . Tum bhī jō brāhmaṇ hō , jitnā jō puruṣhārth karēṅgē̃ sō jākar varsā lē̃gē apnē puruṣhārth anusār . Jarūr samajhtē hō ki śhrī lakṣhmī nārāyaṇ sūryavanśhī banē̃gē . Jarūr unkī prajā bhī hōgī . Unkē anēk prakār K|kē dās-dāsiyā̃ bhī hōṅgē . Phir vō tō jō pās|pass hō jāē̃gē sō rājā-rāniyā̃ banē̃gē . Sōlah kalā yānī sampūrṇ pās|pass hōṅgē . Jō paṛhtē huē thōṛā nā-pass hō jāēṅgē , 33 marks sē nīchē āēṅgē vō kṣhatriya vanśh mē̃ chalē jāē̃gē . Śhrī sītā aur rām , unkō airō diyā hai . Vō kōī vō bāṇ nahī̃ hai , yē gyān K|kē bāṇ haĩ . Vō māyā par pūrī jīt pahan na sakē , tō kṣhatriya tō kahlāē̃gē nā . Tum kṣhatriya hō nā . Kaun sē kṣhatriya hō  ? Vāilē̃s vālē kṣhatriya nahī̃ hō , nôn vāilē̃s K|kē kṣhatriya hō aur gupta . Tum māyā par jīt pahan rahē hō . Yahā̃ vō gōliyō̃ key|kī kōī bāt nahī̃ hai . Nôn vāilē̃s iskō kahā jātā hai . Nôn vāilē̃s sē ahiṃsā paramō dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā hō rahī hai , jō dharm abhī prāyaḥlōp hai . Vahā̃ ēk-dō kē ūpar kām-kaṭārī nahī̃ chaltī hai . Isliē bāp ākar kahtē haĩ - bachchē , abhī yōgī banō . Yōgī pavitra hōtē haĩ nā . Tum bachchē sab hō rājr̥iṣhi . Vō jō gēru kaphnī vālē , māthā muñjhānē vālē rajōpradhān sanyāsī haĩ vō tō jaṅgal mē̃ jātē haĩ . Vō hai haṭhyōg sanyās , yah hai rājyōg sanyās . Arē , rājyōg kā nām bhī kiskī buddhi mē̃ nahī̃ āēgā , chāhē kōī bhī vidvān , āchārya , paṇḍit hō , bhalē gītā bhī paṛhtē hō̃ . Bābā kahtē haĩ , tum jāntē hō ki ham rājyōgī haĩ . Rājāī kē liē ham bāp sē varsā lē rahē haĩ . Har ēk rājyōgī hai . Rājāī kē liē puruṣhārth kar rahē haĩ . Yah school , pāṭhśhālā mē̃ ham āē haĩ . Tum bachchē āē hō . Ham paṛhā rahē haĩ . Kyā  ? Rājāō̃ kā rājā bannē yā lakṣhmī nārāyaṇ bannē . Abhī sanyāsī yah gyān nahī̃ sikhlā saktē haĩ . Yē gapōṛē mārtē haĩ ki ham janak misal gyān dē saktē haĩ . Yē gapōṛē mārtē haĩ , jō bhramarī kā misāl dētē haĩ . Bābā nē samjhāyā hai - bachchē , tum hī sachchē brāhmaṇ hō . Brāhmaṇ aur bhramarī key|kī ēk rāśhi hōtī hai . Vō bhramarī kīṛē kō lē ākar , bhramarī banātī hai . Dēkhō , kamāl hai nā . Wonder hai yē . Tō misāl bābā dētē haĩ ki tum jō bhārat K|kē kīṛē hō , viṣhṭhā K|kē kīṛē , gōtē khātē hō , maĩ tumkō uṛāy karkē , tumkō ēkdam śhrī lakṣhmī nārāyaṇ paristān kā mālik banāy dētā hū̃ . Samjhā . Yah kōī sanyāsī nahī̃ banāy sakē̃ . Arē , vō tō vilāyat mē jākar ṭhagī kartē haĩ , ham bhārat kā prāchīn sahaj yōg aur sahaj gyān sikhlānē āē haĩ , rājyōg sikhlānē āē haĩ . Abhī sanyāsī kyā jānē rājyōg sē , jō kahtē haĩ ki yah sukh kāg-viṣṭā samān hai . Sō barōbar is samay kā sukh hai hī kāg-viṣṭā samān  ; parantu svarg K|kē sukh tō athāh haĩ nā . Vō sukh kaun dē saktē haĩ  ? Vō sukh yah bāp hī dē saktē haĩ . Jiskō abhī prajāpitā kahtē haĩ tō mā̃ bāp huā na , tō gōdām huā nā gōdī kā . Jō ākar gōd lēkar brāhmaṇ banē̃gē , bas unkō hī tīsrā nētra miltā hai . Vō hī trikāldarśhī ban saktē haĩ . Dūsrā kabhī bhī kōī ban nahī̃ saktē haĩ , na śhūdra , na dēvtā . Sirph brāhmaṇ hī trikāldarśhī ban saktē haĩ , kyōṅki brāhmaṇ haĩ yōgbal sē aur pavitratā K|kē bal sē bhārat kō svarg banānē vālē . Sanyāsī pavitra bantē haĩ tō sab unkō matthā ṭēktē haĩ nā . Kyō̃  ? Kyōṅki apavitr haĩ . Phir vō follow thōṛē hī kartē haĩ . Vō kahtē haĩ - ham sanyāsī śhivānand K|kē follower haĩ  ; parantu vō tō sanyāsī haĩ nā . Vō tō vikārī nahī̃ hai , vō tō nirvikārī haĩ . Tum kyō̃ kahtē hō ki ham uskē follower haĩ  ? Tum tō gahasthī-ṭaṭaṭū hō . Vō unkō kahtē thōṛē hī haĩ ki bachchē , tum hamkō follower kyō̃ kahtē hō . Tum tō sanyās kartē hī nahī̃ hō . Kabhī kiskō sanyāsiyō̃ kō kahtē haĩ  ? Bābā nē tō bahut hī guru kiyā , kōī sanyāsī nē kahā hī nahī̃ . Ham sanyāsī , tum hamārē kō kaisē kahtē hō-phālōar hū̃ . Follow tō kartē hī nahī̃ haĩ . Tum ṭaṭṭū gr̥ihasthī aur ham pavitra sanyāsī . Tum kyō̃ kahtē hō follower  ? Tō vō bhī unkō nahī̃ samjhātē haĩ . Yahā̃ tō follow karnā hai nā . Yē tō mā̃-bāp kō pavitratā mē̃ follow karnā hai . Isliē kahā jātā hai - guru jiskē andhalē chēlē satyānāśh . Unkō kahtē haĩ nā ki bhāī , tum sanyāsī bannā chāhtē hō tō pavitra banō . Tum tō jhuktē rahtē hō . Tum tō aisē banō jō tumkō kōī jhukē . Bāp baiṭhkar tum bachchō̃ kō yah gyān kā kalaś dētē haĩ . Abhī tum mātāō̃ kō jhuknā nahī̃ hai . Yah bhīṣhmapitāmah , drōṇācārya , yē sab sanyāsī haĩ nā . Abhī unkō tumhārē āgē jhuknā hai . Isliē bāp bhī ā karkē anusuiyāō̃ kō , kuntiyāō̃ kō kahtē haĩ - yād rakhnā . Bhīlniyō̃ kō dabāyā hai . Kyō̃ dabāyā thā  ? Samjhānē kā kōī akla thōṛē hī rakhā hai . Bōltā hai - mērī lāḍlī bachchiyā̃ , ādhākalp bhaktimārg mē̃ tum bahut thak gaī hō . Ab maĩ tumkō svarg kā mālik banātā hū̃ . Tumhārā sab thakān dūr kar dētē haĩ . Dēkhō , bhaktimārg mē̃ dhakkā khātē haĩ . Kyā svarg mē̃ bhī kōī dhakkā khātē haĩ  ? Tō vō bhaktimārg , yah gyānmārg hai . Gyānmārg din hai , bhaktimārg rāt hai . Bachchō̃ kō bhī śhiv-śhiv karkē kahō tō vō bhī bichārē ant matē sō gatē hō jāvē̃ . Tō jarūr kōṭō mē̃ kōū kōū mē̃ kōū sō bhī kahā hai  ; kyōki pahchāntē tō haĩ nahī̃ . Bhūl gaē haĩ ki gītā kā bhagvān kaun thā . Ab gītā K|kē bhagvān nē rājāō̃ kā rājā banāyā arthāt bhārat kō svarg banāyā thā . Bābā kahtē haĩ , aisē apnē bāp nē , jō tumkō svarg K|kē lāyak banāyā , unkē liē tum kahtē rahtē hō ki patthar mē̃ bhī hō , ṭhikkar mē̃ bhī hō , kachchha mē̃ hō , machchha mē̃ hō . Mērē kō 84 tō kyā , 84 lākh tō kyā , patā nahī̃ krōṛ - krōṛ janm dē diyā hai . Aisē tumnē avagyā kiyā . Tō bhī , yah tō mērā drama hai , mērā pharja hai , jō mērā apkār kiyā hai tum lōgō̃ nē . Maĩ tum bachchō̃ kē ūpar phir upkār kartā hū̃ aur aisā upkār kartā hū̃ jō tumkō bādśhāhī dē karkē ham nirvāṇdhām mē̃ chalē jāēṅgē . Tum bhalē rājāī karō , parantu satyug mē̃ tumkō yah gyān nahī̃ rahēgā ki phir hamkō māyā sē hār khānī hai . Vō gyān nahī̃ rahēgā . Agar vō bhī tumkō gyān hōvē , tō phir bādśhāhī tumhārī rah na jāvē . Isliē mujhē bhūl jāō . Abhī kitnā saphāī sē samjhātē haĩ , tō bhī nahī̃ samajhtē haĩ . Phir kyā karē̃  ? Na rōj paṛhāī kē liē ātē haĩ , jō point kō achchhī tarah sē dhāraṇ karē̃ . Ēk din āē̃gē , dūsrē din nahī̃ āē̃gē . Tīsrē din āēṅgē , chauthē din nahī̃ āē̃gē . Yah kōī pāṭh hai  ? Iskā matlab hai ki niśhchay nahī̃ hai ki ham yahā̃ bāp sē varsā lēnē āē hai . Tō niścayātmak buddhi vijayantī sãśayātmak buddhi vinaśyantī , yah akṣhar bhī likhē huē haĩ . Vinaśyantī mānā itnā ū̃ch pad nahī̃ pāyēṅgē . Samjhā achchhī tarah sē  ? Phir bākī kal samjhāē̃gē . Rāt kō samjhāē̃gē . Kōī samajhnē kē liē āvē , kiskō kōī sanśhay hai pūchhnē kā , tō ā karkē pūchhē . Sab ākar bābā sē pūchhē̃gē  ? Vō jō gāyā huā hai - son|san and daughter shows father and mother . Haĩ nā brahmākumāriyā̃ . Mātā-pitā K|kē bachchē haĩ nā . Tō jāō , vō mātā-pitā sē bhī baṛē tīkhē haĩ . Vō dhyān mē̃ jātē haĩ , sūkṣhmavatan mē̃ jātē haĩ . Mātā-pitā jā nahī̃ saktē haĩ , dēkhō tō  ! Tum lucky stars hō nā . Lucky sitārē , isliē . Vō hī sab kuchh batāēṅgē - ham sūkṣhmavatan mē̃ kyā kartē hai , ham mūlvatan mē̃ kaisē jātē haĩ . Jāō , unsē pūchhō . Kōī manā thōṛē hī kartē haĩ . Achchhā .