सोमवार 13 जनवरी 1964 की साकार मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
> >
13-01-1964 madhuban ābūprātaḥ murlī sākār bābā ōm śhānti madhuban
Hēlō , svadarśhan chakradhārī brāhmaṇ kulabhūṣaṇō̃ kō ham madhuban nivāsiyō̃ key|kī namastē , āj somvār January key|kī tērah tārīkh hai prātaḥ class mē̃ śhiv bābā key|kī murlī suntē haĩ .
Ōm śhānti .
Abhī rūhānī bachchē yah tō jarūr jāntē haĩ ki naī duniyā mē̃ sukh hai , purānī duniyā mē̃ duḥkh hai . Duḥkh mē̃ sab kuchh ā jātā hai duḥkh . Sukh mē̃ sab kuchh ā jātā hai sukh yānī duḥkh kā nām-niśhān nahī̃ . Aur jahā̃ duḥkh hai tahā̃ sukh kā nām-niśhān nahī̃ . Yah tō bachchō̃ kō achchhī tarah sē samjhāyā hai , jahā̃ pāp hai tahā̃ puṇya kā nām-niśhān nahī̃ , jahā̃ puṇya hai tahā̃ pāp kā nām-niśhān nahī̃ . Vō kaun-sī jagah hai ? Ēk satyug aur dūsrā kalahayug . Yē sabhī bachchō̃ kō buddhi mē̃ tō hōgā hī jarūr . Uṭhatē-calatē-phiratē abhī duḥkh kā samay pūrā huā hai arthāt satyug kē liē taiyārī hō rahī hai , paṛhāī hō rahī hai , yē tō sabkī buddhi mē̃ hōgā hī nambaravār puruṣhārth anusār . Sō bhī kōī kō tō bahut samay yah yād rahtā hōgā ki ham is kalahayugī chhī-chhī duniyā sē abhī vāh - vāh duniyā mē̃ jā rahē haĩ . Yahā̃ jō bhī ātē haĩ , kiskē liē ātē haĩ ? Is rāvaṇ key|kī kalahayugī duniyā sē us pār satyug mē̃ , rāmrājya kahō , ( jānē kē liē ) akṣhar tō hai yah , parantu sabhī manuṣhya mātra kō buddhi mē̃ samajh mē̃ ātā hai , janāvarō̃ kō nahī̃ ki sukh satyug mē̃ hōtā hai , duḥkh kalahayug mē̃ hōtā hai . Uskō naī duniyā kahā jātā hai , unkō purānī duniyā kahā jātā hai . Jō sukh dētē haĩ , vō hī duḥkh nahī̃ dētē haĩ . Sukh tō bāp dētē haĩ aur vō ( duḥkh ) rāvaṇ duśhman dētē haĩ . Duśhman kā ēk hī chitra hai , jō her|har sāl unkā effigy banāyā jātā hai ; kyōṅki effigy banāyā hī unkā jātā hai jō duḥkh dētē haĩ . Tō bachchē jāntē haĩ ki barōbar jab unkā rājya pūrā hōtā hai tō uskō hamēśhā kē liē khalās hī karnē kā hai ; kyōṅki her|har baras unkī effigy jalātē hō , yah bhī jāntē hō aur yē bhī jāntē hō ki ākhrīn abhī hamārē dvārā tum bachchō̃ hī dvārā unkā vināśh hō jāēgā arthāt duḥkh kā vināśh hō jāēgā . Yah tō abhī jāntē hō ki duḥkh K|kē dēnē vālē māyā rūpī pañch vikār vālā rāvaṇ hai . Yah tō bachchō̃ kō buddhi mē̃ hai aur jab bhī yahā̃ baiṭhtē haĩ tō yahī yād rahtā hai ki ham apnē bābā kē pās jāē̃ . Rāvaṇ kō bāp tō kōī nahī̃ kahtē haĩ . Kabhī tumnē sunā hai rāvaṇ kō kōī parampitā kahtē hōṅgē ? Kabhī bhī nahī̃ . Hā̃ , yah jarūr hai ki itnī chhōṭī buddhi hai , tō yē samajhtē haĩ ki laṅkā mē̃ rāvaṇ thā yā aur kōī jagah mē̃ . Kahtē tō laṅkā hī haĩ aur yē tō bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai ki yē sārī duniyā laṅkā hai ; kyōṅki steamer K|kē rāstē yā boat K|kē rāstē kōī nē sārā chakkar jarūr lagāyā hai ; kyōṅki jis samay mē̃ vō chakkar lagāyā hai , kōlambas K|kē samay mē̃ tō yah steamer nahī̃ thī . Steamer kahā jātā hai jō steam par chaltē hō̃ . Jaisē train steam par chaltī hai . Kōī train phir bijlī par bhī chaltī hai . Tō bijlī alag chīz hai , steam alag chīz hai . Abhī bachchō̃ kō yah tō achchhī tarah sē buddhi mē̃ hai ki naī duniyā kō sukhdhām kahā jātā hai , purānī duniyā kō duḥkhdhām kahā jātā hai . Bhaktimārg mē̃ jō bhī manuṣhya hōtē hōṅgē , yah jāntē haĩ jarūr kuchh-na-kuchh , parantu abhī tum achchhī tarah sē samajh gaē haĩ ki naī duniyā kā aur purānī duniyā kā badalnā kaisā hōtā hai . Naī duniyā badal purānī kaisē hōtī hai , purānī duniyā badal naī kaisē hōtī hai sō bhī tumhārē mē̃ number-vār puruṣhārth anusār jāntē haĩ . Number-vār puruṣhārth anusār kahtē haĩ ; kyōṅki kōī bahut thōṛā jāntē haĩ aur yād bhī nahī̃ hōgā . Itnā thōṛā jāntē haĩ jō kabhī yād bhī nahī̃ kartē hōṅgē . Yād karē̃ tō sab kuchh ā jāvē . Kuchh yād nahī̃ paṛtā hai ēkdam … hai tō ēk second key|kī bāt - kaliyug purānī duniyā hai , satyug naī duniyā hai . Yah buddhi mē̃ jarūr baiṭhtā hai ki yah purānī duniyā abhī khatm hōnē kī hai , naī duniyā abhī sthāpan hō rahī hai . Balki naī duniyā pahlē sthāpan hō rahī hai , pīchhē purānī duniyā khatm hōgī . Akṣhar nīchē-ūpar bhī nahī̃ kahnā chāhiē . Pahlē sthāpanā aur pīchhē vināśh aur pīchhē pālnā - yah pakkā yād karō , nahī̃ tō kōī bahut achchhā sensible hōgā tō bōlēgā-yah tō kōī bhūṭṭū bōltē haĩ ; kyōṅki sthāpanā kē badlē pahlē kah dēgē vināśh , tō vō rôṅg hō jātā hai . Pahlē yah sthāpanā , pīchhē vināśh , uskē bād phir pālnā - yah pakkā kar dō ; kyōṅki bahut bachchiyā̃-bachchiyā̃ haĩ añjān bichārī . Tumhārē pās|pass bahut aisī bachchiyā̃ haĩ jaisē tōtē K|kē muāphik . Jō sunā vō yād kar diyā , right yā rôṅg . Right and rôṅg , us point kō … . banānā , yah hī samajh hai . Jaisē kabhī bābā bhī bōl dētē haĩ ki vināśh hōnē kā hai , sthāpanā hō rahī hai aur pīchhē pālnā hōgī . Tō rôṅg arth|earth hō jātā hai . Pahlē sthāpanā jarūr , pīchhē vināśh jarūr , pīchhē pālnā jarūr ; kyōṅki bachchē pahlē paidā hōtē haĩ , phir unkī pālnā hōtī hai , pīchhē martē haĩ . Tō marnē kā akṣhar second number mē̃ ātā hai nā - sthāpanā , vināśh . Pīchhē pālnā kartē hī rahtē hō . Kahā̃ tak pālnā kartē rahtē hō ? Ādhā kalp tak tum pālnā kartē rahtē hō . Pīchhē hōtī hai rāvaṇ key|kī pālnā . Rāvaṇ key|kī pālnā tō jhūṭhī hī pālnā kahī jātī hai , vikārī hī pālnā kahī jātī hai . Yah tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ achchhī tarah sē dhārṇā hai . Abhī tum jān gaē ki bāp kabhī kiskō duḥkh nahī̃ dētē haĩ aur phir bhī yahā̃ tō bāp key|kī bāt hī nahī̃ kahtē haĩ , yahā̃ tō bāp kō sarvavyāpī kah dētē haĩ . Vō tō jaisē sabsē third class point hō jātī hai . Bachchō̃ kō yah tō buddhi mē̃ hai , calatē-phiratē-uṭhatē yād karnā bahut sahaj hai . Yū̃ vāstav mē̃ dēkhō alpha bhī jō kahā jātā hai na vō hai alpha key|kī bāt , vō bābā nē samjhāyā thā nā - musalmān bhī subah kō pahrā dētē haĩ … allāh hū̃ yād karō , āy hiyal well . … ' yānī abhī uṭhō , khud bhī uṭhtē haĩ aur khudā kō yād karō yā allāh kō yād karō bāt tō ēk hī hai nā . Tum kahē̃gē bābā kō yād karō . Tō bābā akṣhar bahut mīṭhā hai . … bābā na kahnē sē inahērīṭēnsa yād nahī̃ āēgā . Bābā kahnē sē inahērīṭēnsa jarūr yād āēgā . Bas , ēk bābā , pīchhē father kahō , bābā kahō , pitā kahō , jō bhī chāhiē sō kahō ; parantu bābā kahnē sē varsā jarūr yād ātā hai . Musalmānō̃ mē̃ tō bāp kō allāh miyô kah dētē haĩ . Barōbar tum miyā̃ jēnṭa kō kahtē hō , bībī female kō kahā jātā hai . Tō allāh miyā̃ aur phir uskē pichhāṛī mē̃ bībī bhī ā jātī hai . Bākī bhārat mē̃ achchhā akṣhar tō hai ' parampitā . Parampitā kahnē sē yah liṅg yād ā jāēgā , kyōṅki samjhō ki european lōg kahtē haĩ ' god father ' , tō bhī unkō kuchh father kahnē sē vō bōlēgā yah ṭhikkar-bhittar mē̃ hai . Bichārā uskō bhī yahī yād āēgā ' patthar ' . Bākī śhāyad patthar bhī unkō yād nahī̃ ātā hō tō nēm nahī̃ hai . Yahā̃ tō patthar yād ātē haĩ nā ; kyōṅki patthar pūjē jātē haĩ nā . Tō bas samajhtē haĩ-hā̃ , in patthar mē̃ hī bhagvān hai . Tabhī kahtē haĩ - patthar-patthar mē̃ bhagvān ; kyōṅki patthar hī bhagvān samajh karkē pūjā jātā hai . Abhī vō patthar kahā̃ sē ātā hai ? Asal mē̃ jiskō ' liṅg ' kahā jātā hai , yah tō bah karkē , ghistē ghistē gōl hō jātē haĩ . Pīchhē sabhī tō ēk jaisē nahī̃ hōtē haĩ nā . Ūpar sē jō patthar ghis-ghis kar ātē haĩ , tō vō ghis-ghis kar buḍēllrāsē bhī hō jātē haĩ aur unmē̃ sōnē key|kī bhī jaṛī-jaṛī , kōī ag-vag nahī̃ hai . Nahī̃ , unmē̃ naturally sōnē kā niśhān hōtē rahtē haĩ . Bahut ūpar mē̃ jākar ḍhūṇḍhtē haĩ . Pahāṛ kē ūpar mē̃ bahut hī nāgā vagairah sab ghūmtē-phirtē rahtē haĩ . Tō abhī tum bachchē samajh gaē hō yē patthar nahī̃ haĩ , jaisē dēvī-dēvtā vagairah past hō gaē haĩ tō phir patthar key|kī chīz banāī jātī hai , tō patthar key|kī chīz banākar unkō hī kahā jātā hai - śhrī lakṣhmī , śhrī nārāyaṇ . Abhī tō tum patthar K|kē dēkhtē hō śhrī lakṣhmī , śhrī nārāyaṇ , kyōṅki is samay mē̃ bhaktimārg hai . Pīchhē abhī tum chaitanya bannē kē liē puruṣhārth kar rahē hō . Harēk puruṣhārth kar rahē hō ki ham aisē kōī patthar K|kē nahī̃ bannē vālē haĩ , aisē chaitanya bannē vālē haĩ , kyōṅki yah bhī chaitanya thā , pūjā kē liē unkō patthar kā banāyā huā hai . Phir jab chaitanya hōṅgē tō inkī pūjā nahī̃ hōgī , kyōṅki phir us samay mē̃ jab patthar kā ban jātē haĩ , tō uskī pūjā kī jātī hai aur jab yah chaitanya mē̃ haĩ , tab yah tō samajhtē hō kōī pūjā nahī̃ karē̃gē , kyōṅki us samay mē̃ chaitanya pūjya hai aur jab jaṛ hōtē haĩ tō phir jaisē pujārī hō jātē haĩ yānī pūjā K|kē lāyak . Vō hai pūjya . Vahā̃ pujārī tō hōtē hī nahī̃ haĩ , kiskī pūjā kartē hī nahī̃ haĩ . Isliē vahā̃ pattharō̃ key|kī ( mūrtiyā̃ ) banānē key|kī darkār nahī̃ rahtī hai . Yah tō achchhī tarah sē samajhtē hō ki yē bantē hī haĩ jab bhaktimārg śhurū hōtā hai , tab vē|way jō pañch tatva sē banē rahtē thē , chaitanya thē , unkī niśhānī phir ā karkē yē rakhtē haĩ banāy karkē . Mũh chaitanya kē bād yē vināśh hō jātē haĩ . Vināśh hōnē mē̃ tō yē sabhī khatam hō jātē haĩ . Tō jab vināśh hōtā hai tō inkā jō chaitanya hai vō khatm hō jātā hai aur phir tum jab avināśhī bantē hō tō phir dūsrē janm mē̃ bas aisē hī bantē hō . Yah tō tum samajh gaē nā ki jab yē pūjya pujārī bantē haĩ yānī pūjā K|kē lāyak bantē haĩ tō patthar K|kē ban jātē haĩ . Jab pūjya haĩ tab pañch tatva K|kē śharīr kā hai . Tō phark tō paṛ jātā hai nā . Uskō phir kahā jātā hai chaitanya . Vō hī chaitanya phir jaṛ ban jātē haĩ . Abhī yē bhī kahā̃ K|kē haĩ ? Yē bhārat K|kē hī haĩ . Abhī tumkō inkī jīvan kahāniyō̃ kā patā paṛ gayā . Āgē yē jō divyacakṣu - gyān kē chakṣhu , unkō dūsrī chīz nahī̃ kahā jātā hai , jaisē yē ākhē̃ haĩ taisē kōī ātmā kō ākhē̃ nahī̃ hōtī haĩ , iskō kahā jātā hai jñānacakṣu . Abhī tum bachchō̃ kō bahut gyān milā huā hai . Uṭhānē vālē bhalē number-vār haĩ . Bākī bahut gyān milā hai kiskā ? Rachtā aur jō rachnā hai itnī , … unkē ādi-madhya aur ant kā gyān milā hai . Yah tō sivāy tum bachchō̃ K|kē kiskī buddhi mē̃ baiṭhā hī nahī̃ hōgā sō bhī number-vār puruṣhārth anusār , kyōṅki school mē̃ number-vār … gintē jātē haĩ , puruṣhārth jarūr kartē haĩ , isliē number-vār puruṣhārth anusār . Number-vār puruṣhārth anusār tumhārī rudramālā bhī bantī hai , ruṇḍ mālā bhī bantī hai ; kyōṅki yah bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai ki yē sārī mālāē̃ - ēk hai ruṇḍ mālā , dūsrī rudramālā phir hai ruṇḍ mālā , vō sabhī brothers haĩ . Pīchhē hōtē haĩ brothers and sisters . Phir dēkhtē tō hō , tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ tō ātā hai nā , barōbar ham ātmāē̃ tō bahut chhōṭī - chhōṭī haĩ , kōī itnē gōl gōl yā baṛē nahī̃ thē . Bahut chhōṭī-chhōṭī hai , dēkh bhī nahī̃ saktē haĩ . Yah abhī tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ baiṭhā pahlē bhī gyān thā ki chamaktā hai ajab tārā bhr̥ikuṭi K|kē bīch mē̃ . Yah bhaktimārg kā gāyan sunā huā hai . Bākī buddhi mē baiṭhē ki ham aisē haĩ chaitanya , vō muśhkil hai ; kyōṅki uskē sāth yah bhī baiṭhnā chāhiē ki ham jō bahut chhōṭē sitārē haĩ vō yah lē karkē pahlē chhōṭā piṇḍ , vō piṇḍ baṛā hō karkē dēkhō kitnā baṛā piṇḍ hō jātā hai , un dvārā chhōṭē pan sē lēkar baṛē pan tak part bajātē rahtē haĩ . Abhī tō tum aisē kahē̃gē nā ki hamārī ātmā jō bilkul hī chhōṭī hai , vō part bajātī hai . Part bajātī hai baṛē sē , tō baṛā hī dhyān mē̃ ātā hai . Bābā nē kahā hai ki aisē mat samjhō ki satyug mē̃ kōī baiṭh karkē kahēgā ki tum ātmabhimānī bhav yā apan kō ātmā samjhō . Nahī̃ . Yah sirph is samay mē̃ ēk bār tum bachchō̃ kō yah gyān miltā hai ; kyōṅki ātmā patit hō paṛī hai , itnī chhōṭī see|sī|C aur jō bhī kām kartī hai vō sabhī ulṭā . … bāp sulaṭā karātē haĩ , rāvaṇ sab ulaṭā karātē haĩ . Usmē̃ bhī bābā nē kahā hai , bahut achchhē sē samjhō ki ulṭā aur sulṭā kaun-sā kām karātē haĩ ? Vō kahtē haĩ ki paramātmā sarvavyāpī hai , yah hai number one ulṭā kām . Isliē jō yah ulṭā kām karātē haĩ , yah tō samajh gaē nā , unkō barōbar ham her|har baras jalātē rahtē haĩ aur ākhir mē̃ jal hī jāēṅgē ; kyōṅki vō kōī avināśhī tō nahī̃ hai nā . Vō tō vināśhī hī hai . Bākī ātmā jō part bajātī hai , unkō kabhī jalāyā nahī̃ jātā hai . Dēkhō , unkī abhī bhī pūjā kī jātī hai . Jalāyā kabhī bhī nahī̃ jātā . Manuṣhyō̃ kō jalāyā jātā hai . Bākī ātmāō̃ kō jalānē kī hai kuchh nahī̃ . Yah śharīr kō lē jāō , ātmā tō pahlē sē hī jā karkē vō jab talak śharīr jalē-hī-jalē unkē pahlē hī ātmā nē jā karkē śharīr lē bhī liyā . Tō aisē … . vō gaī , jākar kahā̃ dhāraṇ kiyā , dūsrā śharīr lē liyā . Pahlē sē hī vō śharīr lē lētē haĩ . Vō śharīr kō tō manuṣhya din , dō din , chār din bhī rakh dētē haĩ . Ātmā nahī̃ rahtī hai . Kriściyanō̃ kā ēk saint jēviyarsa hai , vō abhī talak rakhā huā hai . Manuṣhya yātrā karnē jātē haĩ , unkā śharīr rakhā huā hai . Unkō jākar chhūtē haĩ , kartē haĩ . Pīchhē yah bhī ēk mandir banāy rakhā hai . Vō nām bhī usī kā hai jiskā mandir banāyā gayā hai . Abhī vō kahtē haĩ ki vahā̃ vahī śharīr rakhā huā hai . … … . ḍhakā tō rahtā hī hai . Śharīr kōī kō dikhlātē tō nahī̃ haĩ . Hā̃ , sirph pāṅw dikhlātē haĩ . Abhī vahā̃ pahrā tō rahtā hai nā , sabkō kōī śharīr khōl karkē , pair khōl karkē dikhlātē tō kōī bhī nahī̃ haĩ . Bas , vō kahtē haĩ , jō jātē haĩ unkō chhūtē haĩ aur unkō jō dil mē̃ ās hōtī hai , bīmārī-sīmārī vagairah hai , vō halkī hō jātī hai . Tō bāp nē kahā hai nā mīṭhē bachchō̃ bhāvnā mē̃ bhāṛā hai . Bhāvnā kā bhāṛā yānī jō ēkdam niśhchay buddhi bankar jātē haĩ , unkō kuchh-na-kuchh … kōī kō birlē kōī hō jātē haĩ . Bākīaisē tō sabhī jā karkē agar vahā̃ ḍhēr hō jāvē̃ ḍhēr tō kahī hō hī nahī̃ saktē hai . Bhalē bāp āē tō bhī kahī̃ bhī ḍhēr nahī̃ hō saktē haĩ . Ḍhēr hōnē key|kī ēkdam jagah nahī̃ hōtī hai . Ḍhēr hōnē kā agar samay bhī ā jāy tō vināśh hō jātā hai . Ḍhēr hōnē kē badlē mē̃ aur hī vināśh hō jātā hai , vō kahā̃ ā saktē haĩ saktē haĩ kyōṅki yah drama banā huā hai nā . … . Abhī aisē bhī nahī̃ kahtē haĩ - īśhvarīy drama banā huā hai . Yah paramparā sē chalā ātā hai . Iskī na ādi hai , na ant hai . Yah hōtā hai jarūr ki jab jhāṛ baṛā hō jātā hai , jaṛjaṛībhūt avasthā kō pātā hai , tum tamōpradhān hō jātē hō , tab yahī jhāṛ phir change hōtā hai . Dēkhō , change hō rahā hai nā ! Yah itnā baṛā jhāṛ hai , kitnē ḍhēr dharm haĩ ismē̃ , abhī change jō hōnē vālē haĩ , dēvtā bannē vālē haĩ , jinkō pahlē ānā hai number-vār puruṣhārth anusār , sabhī tō sūryavanśh ikaṭ ṭhā nahī̃ ātā hai nā , na hī candravãś ikaṭ ṭhā ātā hai . Tum bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai ki yah mālā bantī hai jarūr , par sab tō nahī̃ āē̃gē nā . Mālā tō abhī bhī hai . Sabhī nahī̃ āē huē haĩ , kuchh-na-kuchh rahē huē haĩ . Tō sab ikaṭ ṭhē nahī̃ ātē haĩ . Hā̃ , pārṭdhārī āhistē-āhistē ātē haĩ . Vō dēkhō kitnā chhōṭā stage hai , yē kitnā baṛā stage hai - bāp nē samjhāyā hai . Tō yah bhī buddhi kahtī hai barōbar kāydē sir bahut ātē hōṅgē number-vār puruṣhārth anusār yā apnē part anusār . Tō yah buddhi mē̃ dhāraṇ karnī hai tō jō yah samajhē ki barōbar is duniyā par ham bhī khilāṛī haĩ , number-vār part bajānē ātē haĩ . Yah baṛā accurate banāyā huā hai . Inmē̃ kōī bhī change nahī̃ hō saktī hai . Ham inaēkyurēṭ iskō kah nahī̃ saktē haĩ aur jō bhī haĩ barōbar kōī in x accurate kōī accurate , kōī achchhā bantā hai , kōī kaisā bantā hai . Bannē K|kē samay mē̃ kōī tōṛtā hai , kōī change kartā hai , phalānā kartē haĩ - aisē hōtā hai nā . Tō mīṭhē-mīṭhē bachchē abhī jab yahā̃ satsaṅg mē̃ baiṭhē haĩ aur bātē̃ samajhtē hōṅgē - … … phalānā gayā , yē yahā̃ gayā , vahā̃ gayā , anēkānēk bātē̃ haĩ śhāstrō̃ mē̃ , bāibilō̃ mē̃ aur unmē̃ . Paṛhāī mē̃ tum aur bātē̃ samajhtē hō , jissē kamāī tumhārī hōtī hai . Unsē kamāī nahī̃ hōtī hai , bākī itnā hai , kuchh-na-kuchh svabhāv achchhē hōtē haĩ , guṇ achchhē hōtē haĩ . Bākī aisē nahī̃ hai ki kōī jaisē granth kē ūpar guru lōg jākar baiṭhtē haĩ , tum jāē̃gē tō dō - chār mukhya baiṭh karkē vō paṛhtē rahtē haĩ aisē karkē , bākī aisē nahī̃ hai ki kōī bhī nirvikārī hai . Bhalē kitnī bhī usmē̃ unkī mahimā aur vikāriyō̃ key|kī ulṭī-sulṭī bātē̃ likhī huī haĩ , tō jaisē yē sabhī bhraṣhṭāchār sē paidā hōtē haĩ , bhraṣhṭāchār kartē haĩ , usmē̃ bhī kōī achchhā aur kōī burā . Kōī bahut achchhā hōtē haĩ vahā̃ bhī bahut sachchē , kōī bhī vikār key|kī bāt unmē̃ hōtī nahī̃ . Kōī tō dēkhō vikārī bhī hōtē haĩ . Tō sanyāsiyō̃ mē̃ bhī aisē hī haĩ . Kōī tō vikārī haĩ . Tum lōg nām tō bahut suntē hō . Śēravārā sanyāsī bômbē mē hōkar gayā hai . Haĩ tō kapṛē sab sanyāsī K|kē . Sanyāsī hō karkē aur phir gr̥ihasthī ban jāvē , yah gr̥ihasthī pahlē nahī̃ thā . Bābā kō mālūm hai unkā . Pahlē sanyāsī thā , pīchhē vikār mē̃ gayā . Kumāriyā̃ āī̃ , māiyā̃ I|āī|eye , phalānē bhī , bhalā kitnē sē vikār karēgā , tō śhādī kar lī . Unmē̃ sē bachchē bhī paidā hō gaē ; kyōṅki dūsrē kōī sē bachchā paidā hōvē tō nām badnām hō jāvē . Phir bhalē ājkal bahut hī yuktiyō̃ haĩ jō nām na badnām hō , parantu sanyāsiyō̃ kā tō nām badnām hō jāvē nā . Tō dēkhā nām badnām hōtā hai , tō śhādī kar liyā . Abhī unkō bachchē bhī haĩ . Yē bômbē mē̃ rahnē vālā hai . Tō is samay mē̃ vichār kiyā jātā hai ki bhraṣhṭāchār sē tō sabhī paidā hōtē haĩ . Tum bachchō̃ sē bhī pūchhtē haĩ nā-vahā̃ janm kaisē hōgā tabhī ? Tō sirph tumhārā yahī kahnā hai ki vahā̃ rāvaṇ kā rājya nahī̃ hai , yē pañch vikār nahī̃ haĩ , vahā̃ sabhī yōgbal key|kī bāt hai . Tō yōgbal sē jabki sārē viśhva kō pavitra banā saktē haĩ , yōgbal sē jab sārē viśhva kā mālik ban saktē haĩ tō bākī bachchē bhī tō yōgbal sē hō saktē haĩ . Aisē nahī̃ hai ki nahī̃ hō saktē haĩ . Bāp nē kahā thā ki pahlē hī sākṣhātkār hōtē haĩ ki bachchā ānē vālā hai . … . vahā̃ ēkdam naṅgan hōnē key|kī bāt nahī̃ hai . Naṅgan hōnē vālō̃ kō tō draupadī aur duḥśhāsan kahtē rahtē haĩ . Bābā nē samjhāyā nā-tum sab draupadiyā̃ hō aur puruṣh sab kuśāsan haĩ , naṅgan hōnē vālē haĩ . Is samay mē̃ dōnō̃ pukārtē haĩ - ' bābā . Vō kahtī haĩ - bābā , duḥśhāsan naṅgan kartē haĩ , vō phir kahtē haĩ ki bābā , draupadī naṅgan kartī hai . Aisē bhī case haĩ . … . ḍhēr haĩ ēkdam . Vō striyā̃ bhī report likhtī haĩ , tō puruṣh bhī report likhtē haĩ . Saṅgamyug mē̃ sabhī kōī pavitra nahī̃ bantē haĩ . Pavitr-apavitr , pavitr-apavitr hōtē rahtē haĩ . Māyā key|kī jīt hōtī hai nā . Tō bābā nē bilkul achchhī tarah sē sab samjhā diyā hai . Aisē mat samajhnā ki bābā ḍarātē haĩ . Nahī̃-nahī̃ , accurate bāt hai ki ādhā acchē-mē̃-acchā , unkō bhī girāy dētē haĩ . Tō bāp bhī usī samay mē̃ ākar yē sab samjhātē haĩ nā . Tō ātmā kō bāp kahtē haĩ-hē bachchā ! Jō kuchh bhī pāp karma kiyā huā hō tō maĩ avināśhī vaidya hū̃ mujhē sunānē sē phir tum halkē hō jāē̃gē . Bākī tō janm-janmāntar key|kī kathā kōī jāntē hī nahī̃ haĩ . Janm-janmāntar key|kī phir tō jō ant tak yād kartē rahō tō pāp sabhī kaṭ jāēṅgē . Kaṭ tō jātē haĩ nā . Phir jō sach kahtē haĩ , puruṣhārth kartē haĩ , vō phir lottery win kar dētē haĩ . Aisē nahī̃ ki bāl-brahamacārī kōī kar saktē haĩ . Nahī̃ . Yah puruṣhārth kī hai . Puruṣhārth kē liē bhī dikhlātē haĩ dēkhō , yah buḍaḍhā bhī puruṣhārth kar saktē haĩ . Maĩ bōltā bhī hū̃ yē bahut - dēkhō , bilkul hī bālabrahamacārī nahī̃ hai . Yē patit yē sārī āyu pūrī kī hai , jō patit hōnē kī hai 60 varṣh key|kī . Samjhā ! Pūrā patit hai , jaisē patit hōtē haĩ . Yahā̃ bhī jab yē dēkhō sīkhā hai … . tō bhī bahut hī cōṭē̃ khātē haĩ . Dēkhō , tum mīṭhē bachchē kitnī cōṇṭē̃ khātē haĩ ! Tō kahī̃ bhī centre par jākar refresh na hōgā , character bigaṛ jāēgā . Sārī bāt hai character kē ūpar . Bhārat kā character kahē̃gē ; kyōki vikār hī pahlē number kā kharāb character hai . Sabsē pahlē number kā kharāb character yah hai ' vikār . Isliē bāp ab bachchō̃ kō kahtē haĩ nā - bachchō̃ , jō kām rūpī śhatru tō āgē sunā thā . Kabhī sunā thā . 5000 varṣh pahlē sunā thā , abhī tumkō mālūm huā . Yah gītā kā gyān jō bāp nē diyā thā , jarūr saṅgamyug par diyā thā , purānī aur naī duniyā K|kē samay mē̃ aur jab yē ēṭamik bōmbsa key|kī laṛāī bhī lagī thī . Laṛāī kabhī bhī nahī̃ lagī hai . Sunā hai ki lagī thī . Kab lagī thī ? Kōī bhī hisāb nahī̃ kōī jāntē haĩ . Bāp baiṭhkar yah sārā hisāb batātē haĩ ki her|har 5000 varṣh bād , phir yah jō aiṭamik laṛāī hai , yah bahut kaṛī laṛāī hai aur jhāṛ bhī purānā hō jātā hai . 5000 varṣh sē adhik āyu is jhāṛ key|kī hōtī hī nahī̃ hai . Tō tumhārī buddhi mē̃ yah sabhī gyān rahtā hai jō number-vār puruṣhārth anusār sunātē hō . Sab tō sunātē hī nahī̃ hai . Sunātē tō sabkō ēk hai nā . Kōī alag tō nahī̃ samjhātē haĩ . Private tō nahī̃ samjhātē haĩ . Phir har ēk key|kī buddhi hai . School mē̃ bhī teacher sabkō kathā sunātē haĩ . … vahā̃ bhī ēk dastūr hai jō kōī bachchā ṭhaṇḍā hōtā hai , tō ēk teacher rakhkar dētē haĩ . Yahā̃ tō kabhī bhī kōī likh dētē haĩ ' bābā kōī kr̥ipā karō , ' āśhīrvād karō . Yah nahī̃ kahtē haĩ ki hamkō ā karkē paṛhāō . Ā karkē paṛhāēgā kaisē ? Tō bābā kahtē haĩ ham aisē uskō likh dētā hū̃ ki āśhīrvād tum apnē ūpar achchhī tarah sē yōg aur paṛhāī sē karō . Apnē kō tilak bhī lagānā hai . Tumkō yah āśhīrvād nahī̃ miltī hai - dhanvān bhav tō ban jāē̃gē . Nahī̃ . Apnē ūpar yahī yād kī yātrā , daivīguṇ aur āp samān bahut banāō tō barōbar tum āpē hī rājā ban jāēṅgē , mahārājā ban jāē̃gē . Mahārājā bannā , rājā bannā , yē kab sē śhurū huā ? Tō jarūr abhī tum samajh gaē nā , ab bābā nē āy karkē yah kaisē paṛhāī sē varsā diyā . Abhī paṛhāī sē varsā miltā hai tum bachchō̃ kō . Pīchhē tō kōī patit paṛhāī sē rājā nahī̃ bantē haĩ . Pīchhē tō vō tō vō chalī ātī hai aur chalī ātī hai jab dvāpar śhurū hōtā hai tō phir hōtā hai achchhā karma karnē sē bahut bahut dān puṇya karnē sē tō phir vō rājāī miltī hai vā dhan miltā hai . … vō abhī talak bhī aisā chaltā hai . Abhī … … bahut dhanvān kōī hōvē aur government kō 50-10-20 lākh key|kī madad karē tō unkō title mil saktē hai . Yah rām key|kī duniyā , rāvaṇ key|kī duniyā ; rāvaṇ key|kī duniyā , rām key|kī duniyā - chakkar kaisē lagātī hai ? Pūrē harēk time par apnā part bajātē rahtē haĩ . Samajhēgā ki ham kōī bachchō̃ kō paṛhā rahē haĩ yānī santān kō paṛhā rahē haĩ . Yahī ēk rūhānī bāp hai . Tō jab paṛhātē haĩ tō yah tō samajhtā hōgā nā ki ham apnē rūhānī bachchō̃ kō paṛhātē haĩ . … phir lē ānā hai phir bhī , parantu thōṛā samay ṭhaharnā paṛtā hai jarūr . Rest jiskō kahā jātā hai nā ; kyōṅki tab tak tumhārē rūhānī bachchē bhī haĩ yahā̃ aur jismānī bachchē bhī haĩ , rāvaṇ K|kē bachchē bhī haĩ , vō bhī bachchē haĩ , thōṛā thōṛā refresh lētē haĩ jab talak ki aur bhī bākī bachchē , dēkhō jātē haĩ nā in advance . Achchhē-achchhē mahārathī bhī jātē haĩ , ghōṛēsavār bhī jātē haĩ , pyādē bhī jātē haĩ . Abhī āgē chal karkē time paṛā huā hai nā . Us chhōṭī-sī ātmā mē̃ bākī thōṛā-sā pū̃chaṛī vikār key|kī . 5000 varṣh kā record hai . Vō huī nā kōī key|kī buddhi mē̃ , tumhārē buddhi mē̃ bhī tirak jātā hai , buddhi sē hī tirak jātā hai . Jāntē hō agar , tō phir tō chakkar phirnā chāhiē . Kiskā nahī̃ phirtā hai , issē siddha hōtā hai ki yah dērī sē ānē vālā hai . Ussē bhī cum|kam , ussē bhī cum|kam , tō ussē bhī dērī sē ānē vālā hai , dērī sē yād karē . Jō-jō bhī dhārṇā pūrī nahī̃ kartē haĩ , vō dērī sē āēṅgē . Jō dhārṇā karē̃gē vō tō bābā nē yah rāj samjhā . … bābā kahtē haĩ kōī vakt mē̃ aisī guhya bātē̃ nikaltī haĩ jō kōī bhī sanśhay hō tō vō sanśhay uṛ jātā hai , isliē paṛhāī kō ēk din bhī miss nahī̃ karnā hai . Aisē nahī̃ samajhnā ki bābā rōj ēk jaisī bātē̃ samjhātē haĩ . Mukhya bāt yahī hai ki yād karnā aur daivīguṇ dhāraṇ karnā . Daivīguṇ kā arth|earth hī hai kōī bhī … vikār nahī̃ karnā . Yah tō jāntē hō . Daivīguṇ dhāraṇ karnā . Kōī bhī kuchh chhī-chhī bōlē tō sunā-ansunā , tabhī tō gāyā jātā hai nā - hear no evil yānī kōī bhī cariyē-khariyē key|kī bāt kōī karē , tō jaisē ki sunā-ansunā . Tō bāp sunā hai nā - mān-apmān . Duḥkh-sukh mān-apmān - yē sabhī sahan karnē kā hai . Sahan key|kī yukti batā dētē haĩ . Kōī bhī kuchh bhī kahē tō jaisē sunā-ansunā kar dēnā . Abhī yah bhī avasthā chāhiē nā . Jis samay mē̃ suntē haĩ us samay mē̃ tō jhaṭ ā jātē haĩ . … jō kōī bhī kuchh bhī sunē-anasunē . Tumkō tō kahā gayā hai nā ki yē sārī duniyā kō bhūl jāō , tō apan kō ātmā sunō . Arē ! Ātmā kānō̃ bigar kaisē sunēgī ? Tō aśharīrī hō jāō . Dēkhō , rāt kō ātmā āpē hī aśharīrī hō jātī hai . Sō jātē hō , mar jātē hō , kōī us samay mē̃ talvār lē ā karkē galā kāṭkar jāō , aisē-aisē nikalē huē haĩ nā , kāṭkar jātē haĩ , her|har bār mārkar jātē haĩ , phalānē mar jātē haĩ , tumkō patā thōṛē hī lagtā hai . Tō yē ātmā hai nā bachchē . Apan kō ātmā hī samajhnā chāhiē . Ātmā is śharīr K|kē dvārā karma kartī hai , sō thak jātī hai . Tō automatically vāstav mē̃ aśharīrī hōtē huē aśharīrī hō jātē hai , jiskō nīnd kahā jātā hai . Bākī yah hai tō nīnd , ātmā aśharīrī hō jātī hai , uskō nīnd kahā jātā hai ; kyōṅki thaktī bhī bahut hai . Kabhī kōī ātmā kō kōī khyāl hai kōī yahô-vahā̃ bāhar kā tō uskī nīd bhī fit hī jātī hai . Aśharīrī hō nahī̃ saktī hai ; kyōṅki śharīr K|kē hōtē unkō bahut hī khayālāt hōtē haĩ - yē khayāl , yē khayāl . Rāt kō tō nīnd fit jātī hai . Apan kō jab talak ātmā , aśharīrī nahī̃ banē hō achchhī tarah sē gyān sē tab talak kuchh-na-kuchh yē chōṭ māyā key|kī lagtī rahēgī . Kuchh-na-kuchh sunā hī dēgē . Thōṛā bhī duḥkh hōgā . Jab ēkdam pakkē hō jāēṅgē nā tō phir bābā nē kah diyā yah yukti hai - sunā-ansunā kar dō . Yah hear no evil , see no evil , talk no evil sivāy bandar K|kē aur kōī kō nahī̃ diyā huā hai . Bandar kō kyō̃ diyā huā hai ? Dikhlātē haĩ nā , śhāstrō̃ mē̃ bhī bandarō̃ key|kī sēnā dikhlātē haĩ . Abhī bandarō̃ key|kī kōī sēnā hōtī hī nahī̃ hai . Isliē manuṣhya is samay mē̃ hūbahū bandar buddhi haĩ . Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp va dādā kā dil va jān , sik va prēm sē number-vār puruṣhārth anusār yādpyār aur good morning . Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp key|kī namastē .