शनिवार 4 मार्च 1972 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 104-03-72 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 04/03/72 Avyakt BapDada Revised: 28/06/93
2Adhikārī bannē kē liē adhīnatā chhōḍō
1Do you know for whom Baba has especially come today?
3Āj viśhēṣh kiskē liē āyē haĩ , jāntī hō ? 4Bhaviṣhya mē̃ viśhēṣhtā dikhlānē vālī viśhēṣh ātmāō̃ kē prati .
2He has come for the special souls who will reveal something special in the future.
5Apnē kō viśhēṣh ātmāyē̃ arthāt viśhēṣhtā dikhlānē vālī samajhtī hō ?
3Do you consider yourselves to be special souls, that is, souls who will reveal some speciality?
6Aisā viśhēṣh kaunsā kārya karkē dikhāyēṅgī jō ab tak kōī group nē na karkē dikhāyā hō ? 7Iskā kōī plan sōchā hai ?
4What special task will you definitely perform which no other group has performed until now?
8 pass with honour bannē kā lakṣhya aur bāp kā show dikhlānē kā lakṣhya tō sabhī kā hī hai lēkin āp lōg viśhēṣh kyā navīntā dikhāyēṅgī ? 9Navīntā vā viśhēṣhtā yahī dikhānā vā dikhānē kā niśhchay karnā - ki kōī bhī vighna mē̃ vā kōī bhī kārya mē̃ mēhnat na lēkar aur hī anya ātmāō̃ kō bhī nirvighna aur her|har kārya mē̃ madadgār banātē sahaj hī saphaltā - mūrt banē̃gē aur banāyēṅgē . 10Arthāt sadā sahajyōg , sadā bāp K|kē snēhī , bāp K|kē kārya mē̃ sahyōgī , sadā sarv śhaktiyō̃ kō dhāraṇ kartē huē śrr̥ṅgār-mūrta , śhastradhārī śhakti ban apnē chitra sē , chalan sē bāp K|kē charitra aur karttavya kō pratyakṣha karnā hai . 11Aisī pratigyā apnē sē kī hai ?
5Have you thought of a plan for this?
12Chhōṭī-chhōṭī bātō̃ mē̃ mēhnat tō nahī̃ lē̃gē ? 13Kisī bhī māyā kēākarṣitarūp mē̃ dhōkhā tō nahī̃ khāyēṅgē ?
6Of course, everyone has the aim to pass with honour and to reveal the Father, but what special newness will you reveal?
14Jō svayã dhōkhā khā lētē haĩ vah aurō̃ kō dhōkhē sē chhuṛā nahī̃ pātē . 15Sadaiv yahī smr̥iti rakhō ki ham duḥkh-hartā sukh-kartā K|kē bachchē haĩ . 16Kiskē bhī duḥkh kō halkā karnē vālē svayã kab bhī , ēk second vē|way liē bhī , saṅkalp vā svapn mē̃ bhī duḥkh key|kī lahar mē̃ nahī̃ ā saktē haĩ .
7Show and have the faith to show this newness and speciality: you will not take extra effort for any obstacle or task; instead, you will make other souls free from obstacles and helpers in every task; you will easily become and make others the embodiment of success.
17Agar saṅkalp mē̃ bhī duḥkh key|kī lahar ātī hai tō sukh K|kē sāgar bāp key|kī santān kaisē kahlā saktē haĩ ? 18Kyā bāp key|kī mahimā mē̃ yah kab varṇan kartē hō ki sukh kā sāgar hō lēkin kab-kab duḥkh key|kī lahar bhī ā jātī hai ?
8That is, through having easy, constant yoga, having love for the Father, being cooperative in Baba's task and imbibing all the powers, you will become the decorated image of Shakti armed with all weapons and through your own image and behaviour, reveal the activities and task of the Father.
19Tō bāp samān bannā hai nā .
9Have you made such a promise to yourself?
20Duḥkh key|kī lahar ātī hai arthāt kahā̃ na kahā̃ māyā nē dhōkhā diyā . 21Tō aisī pratigyā karnī hai .
10You will not take extra effort over trivial matters, will you? 11You will not be deceived by any attractive form of Maya, will you?
22Śhakti rūp nahī̃ hō kyā ? 23Śhakti kaisē milēgī ?
12Those who are themselves deceived cannot free others from being deceived.
24Agar sadā buddhi kā sambandh ēk hī bāp sē lagā huā hai tō sambandh sē sarv śhaktiyō̃ kā varsā adhikār K|kē rūp mē̃ avaśhya prāpt hōtā hai , lēkin adhikārī samajhkar her|har karma kartē rahē̃ tō kahnē vā saṅkalp mē̃ māṅgnē key|kī ichchhā nahī̃ rahēgī . 25Adhikār prāpt na hōnē kāraṇ , kahā̃ na kahā̃ kisī prakār key|kī adhīnatā hai . 26Adhīnatā hōnē K|kē kāraṇ adhikār prāpt nahī̃ hōtā hai . 27Chāhē apnē dēh K|kē bhān key|kī adhīnatā hō , chāhē purānē saṅskārō̃ K|kē adhīn hō , chāhē kōī bhī guṇō̃ key|kī dhārṇā key|kī kamī K|kē kāraṇ nirbaltā vā kamjōrī K|kē adhīn hō , isliē adhikār kā anubhav nahī̃ kar pātē .
13Always have the consciousness that you are the children of the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.
28Tō sadaiv yah samjhō ki ham adhīn nahī̃ , adhikārī haĩ . 29Purānē saṅskārō̃ par , māyā kē ūpar vijay pānē K|kē adhikārī haĩ .
14Those who are the removers of sorrow of others cannot themselves experience any wave of sorrow, for even one second, in their thoughts or in their dreams.
30Apnē dēh K|kē bhān vā dēh K|kē sambandh vā samparka jō bhī haĩ unkē ūpar vijay pānē K|kē adhikārī haĩ .
15If you experience any waves of sorrow in your thoughts, how can you be called the children of the Father who is Ocean of Happiness?
31Agar yah adhikārīpan sadaiv smr̥iti mē̃ rahē tō svataḥ hī sarv śhaktiyō̃ kā , prāpti kā anubhav hōtā rahēgā .
16Do you ever sing in the praise of the Father that He is the Ocean of Knowledge, yet, sometimes there are waves of sorrow?
32Adhikārīpan bhūl jātā hai ?
17So you have to become the same as the Father.
33Jō adhīn hōtā hai vah sadaiv māṅgtā rahtā hai , adhikārī jō hōtā hai vah sadaiv sarv prāpti-svarūp rahtā hai .
18To experience any wave of sorrow means that you have been deceived by Maya somewhere or another. 19So you have to make such a promise.
34Bāp kē pās sarv śhaktiyō̃ kā khazānā kiskē liē hai ?
20Are you not the embodiment of power? 21How will you receive power?
35Tō jō jinhō̃ key|kī chīz hai vah prāpt na karē̃ ? 36Yahī naśhā sadaiv rahē ki sarv śhaktiyā̃ tō hamārā janm-siddh-adhikār hai .
22If the intellect is constantly related to the one Father, then, through that relationship, you will definitely receive the inheritance of all powers as a right.
37Tō adhikārī bankar K|kē chalō . 38Aisā sadaiv buddhi mē̃ śhrēṣhṭh saṅkalp rahnā chāhiē . 39Agar saṅkalp śhrēṣhṭh hai tō vachan aur karma mē̃ bhī nahī̃ ā saktē .
23But only if you perform every action whilst considering yourself to be a soul who has a right; there will be no desire to say anything or to ask for anything even in your thoughts.
40Isliē saṅkalp kō śhrēṣhṭh banāō aur sadaiv sarvśhaktivān bāp kē sāth buddhi kā saṅg hō .
24Because of not having a right, there is one or another type of dependence somewhere.
41Aisē sadaiv saṅg K|kē raṅg mē̃ raṅgē huē hō ?
25Because of being dependent, you cannot claim a right.
42Anubhav kartē hō vā abhī jānē kē bād anubhav karē̃gē ? 43Sadaiv yahī samjhō ki sōchnā hai vā bōlnā hai vā karnā hai tō kamāl kā , common nahī̃ . 44Agar common arthāt sādhāraṇ saṅkalp kiyē tō prāpti bhī sādhāraṇ hōgī . 45Jaisē saṅkalp vaisī sr̥iṣhṭi banēgī nā .
26Whether it is dependence on the awareness of your own body, dependence on your old sanskars, or whether you are dependent because of being weak or having any weakness, due to not imbibing a particular virtue, you are not able to experience a right.
46Agar saṅkalp hī śhrēṣhṭh na hōṅgē tō apnī naī sr̥iṣhṭi jō rachnē vālē haĩ usmē̃ pad bhī sādhāraṇ hī milēgā .
27So constantly think that you are not dependent, but one who has a right. 28You are those who have a right over your old sanskars and to conquering Maya.
47Isliē sadaiv yah check karō - hamārā saṅkalp jō uṭhā vah sādhāraṇ hai vā śhrēṣhṭh ? 48Sādhāraṇ saṅkalp vā chalan tō sarv ātmāyē̃ kartī rahtī haĩ .
29You are those who have the right to conquer the awareness of your own body, and of your bodily relations and connections.
49Agar sarvśhaktivān key|kī santān hōnē kē bād bhī sādhāraṇ saṅkalp vā karma huē tō śhrēṣhṭhatā vā viśhēṣhtā kyā huī ?
30If you constantly have the awareness of being one who has a right, then you will automatically experience having all powers and all attainment.
50Maĩ viśhēṣh ātmā hū̃ , is kāraṇ hamārā sabhī kuchh viśhēṣh hōnā chāhiē .
31Do you forget yourself as one who has a right? 32Those who are dependent constantly ask for something.
51Apnē parivartan sē ātmāō̃ kō apnī taraph vā apnē bāp K|kē taraph ākarṣitakar sakō ; apnē dēh K|kē taraph nahī̃ , apnī arthāt ātmā key|kī rūhāniyat taraph .
33Those who have a right constantly remain the embodiment of all attainment. 34For whom does the Father have the treasure of all powers?
52Tumhārā parivartan sr̥iṣhṭi kō parivartan mē̃ lāyēgā .
35What would you call it if something is not claimed by those to whom it belongs?
53Sr̥iṣhṭi kā parivartan bhī śhrēṣhṭh ātmāō̃ K|kē parivartan kē liē rūkā huā hai .
36Always have the intoxication that all the powers are your birthright.
54Parivartan tō lānā hai . 55Nā ki yah sādhāraṇ jīvan hī achchhī lagtī hai ?
37So, continue to move along whilst considering yourself to be one who has a right.
56Yah smr̥iti , vr̥iti aur dr̥iṣhṭi alaukik hō jātī hai tō is lōk kā kōī bhī vyakti vā kōī bhī vastuākarṣitanahī̃ kar saktī .
38You should constantly have such elevated thoughts in the intellect. 39If your thoughts are elevated, can that not be inculcated into your words and actions?
57Agar ākarṣitakaratī hai tō samajhnā chāhiē ki smr̥iti mē̃ vā vr̥itti mē̃ vā dr̥iṣhṭi mē̃ alaukiktā key|kī kamī hai .
40Therefore, make your thoughts elevated and constantly keep the intellect in the company of the Almighty Authority Father.
58Is kamī kō second mē̃ parivartan mē̃ lānā hai .
41Are you constantly coloured by the colour of such company?
59Yah group yahī viśhēṣhtā dikhāvē ki second mē̃ apnē saṅskār vā saṅkalp kō parivartan mē̃ lākar dikhāvē . 60Aisī himmat hai ?
42Do you experience this or will you experience it when you return home? 43Always consider that you have to think, speak and do something wonderful, not something common.
61Sōchnē mē̃ bhī jitnā samay lagtā hai , karnē mē̃ itnā samay na lagē .
44If you have common, that is, ordinary thoughts, then your attainment will also be ordinary.
62Aisī himmat hai ? 63Yah group hai sāhasī group .
45As are your thoughts, so will be the world that is created.
64Tō jō sāhas rakhnē vālē haĩ unhō̃ kē sāth bāp sadā sahyōgī hai , isliē kabhī bhī sāhas kō chhōṛnā nahī̃ .
46If you do not have elevated thoughts, then you will receive an ordinary status in the new world that you create.
65Himmat aur ullās sadā rahē . 66Himmat sē sadāharṣitarahēṅgē .
47Therefore, always check whether the thought you had was ordinary or elevated.
67Ullās sē kyā hōgā ? 68Ullās kiskō khatm kartā hai ?
48All souls have ordinary thoughts and behaviour.
69Ālasya kō . 70Ālasya bhī viśhēṣh vikār hai . 71Jō puruṣārthīpurūṣārtha K|kē mārg par chal paṛ haĩ unhō̃ K|kē sāmnē vartamān samay māyā kā war|vār is ālasya K|kē rūp mē̃ bhinn-bhinn tarīkē sē ātā hai .
49If, after becoming the children of the Almighty Authority Father, you have ordinary thoughts and actions, then what greatness or uniqueness is there in that? 50I am a special soul and therefore, everything of mine should be special.
72Tō is ālasya kō khatm karnē kē liē sadā ullās mē̃ rahō . 73Kamāī karnē kā jab kiskō ullās hōtā hai tō phir ālasya khatm hō jātā hai .
51Through your own transformation, you will be able to attract souls to yourself and to your Father, and not towards your body.
74Ab bhī kōī kārya prati bhī apnā ullās nahī̃ hōtā tō phir ālasya zarūr hōgā .
52To your own self means towards the spirituality within the soul. 53Your transformation will bring about world transformation.
75Isliē kabhī bhī ullās kō cum|kam nahī̃ karnā hai jō ālasya K|kē vaśh hōkar aur śhrēṣhṭh karma karnē sē vañchit hō jāō .
54Transformation of the world is waiting for the transformation of the elevated souls. 55You have to bring about transformation, do you not?
76Ālasya bhī kaī prakār kā hōtā hai .
56Or, do you just like this ordinary life?
77Apnē purūṣhārth mē̃ āgē baṛhnē mē̃ ālasya bahut vighna rūp ban jātā hai .
57When your awareness, attitude and vision become spiritual, no person or thing of this world can attract you.
78Yah jō kahnē mē̃ ātā hai - achchhā , sōchē̃gē , yah kārya karē̃gē - kar hī lē̃gē , yah ālasya key|kī niśhānī hai .
58If it does attract you, then you should understand that there is a lack of spirituality in your awareness, vision and attitude.
79Karē̃gē , kar hī lē̃gē , hō hī jāyēgā , lēkin nahī̃ , karnē lag paṛnā hai . 80Jō knowledge vā dhārṇāyē̃ milī haĩ vah buddhi mē̃ dhāraṇ tō kī haĩ nā . 81Lēkin practical mē̃ ānē mē̃ jō vighna rūp bantā vah hai svayã kā ālasya . 82Achchhā , kal sē lēkar karē̃gē , phalānā karē tō ham bhī karē̃gē , āj sōchtē haĩ kal sē karē̃gē , yah kārya pūrā karkē phir yah karē̃gē - aisē-aisē saṅkalp hī ālasya kā rūp haĩ .
59You have to transform this weakness in one second.
83Jō karnā hai vah abhī karnā hai . 84Jitnā karnā hai vah abhī karnā hai .
60This group should reveal the speciality of transforming their sanskars and thoughts in one second.
85Bākī karē̃gē , sōchē̃gē - in akṣharō̃ mē̃ pichhāṛī mē̃ ga-ga ātā hai nā , tō yah śhabda hai bachpan key|kī niśhānī .
61Do you have such courage? 62It should not take as long a time to do something as it does to think about it.
86Chhōṭā bachchā ga-ga kartā rahtā hai nā , yah albēlēpan key|kī niśhānī hai .
63Do you have such courage? 64This is the group that has courage.
87Isliē kab bhī ālasya kā rūp apnē pās|pass ānē na dēnā aur sadā apnē kō ullās mē̃ rakhnā .
65The Father is constantly cooperative with those who maintain courage.
88Kyōṅki nimitt bantē hō nā .
66Therefore, never let go of your courage.
89Nimitt banē huē sadaiv purūṣhārth K|kē ullās mē̃ rahtē haĩ tō unhē̃ dēkh aur bhī ullās mē̃ rahtē haĩ . 90Chaltē-chaltē purūṣhārth mē̃ thakāvaṭ ānā vā chaltē-chaltē purūṣhārth sādhāraṇ raphtār mē̃ hō jāvē , yah kiskī niśhānī hai ? 91Vighna na hō lēkin lagan bhī śhrēṣhṭh na hō tō uskō bhī ālasya kahē̃gē . 92Kaī aisē anubhav kartē haĩ - vighna bhī nahī̃ haĩ , ṭhīk bhī chal rahē haĩ lēkin lagan bhī nahī̃ hai arthāt ullās vā viśhēṣh kōī umaṅg nahī̃ hai .
67Always maintain courage and remain enthusiastic.
93Tō yah bhī niśhānī ālasya kī hai . 94Ālasya bhī anēk prakār kā hai .
68With courage, you will constantly remain cheerful.
95Is ālasya kō kabhī bhī ānē na dēnā .
69What will happen by having enthusiasm?
96Ālasya dhīrē-dhīrē pahlē sādhāraṇ puruṣārthībanāyēgā vā samīpatā sē dūr karēgā ; phir dūr kartē-kartē dhōkhā bhī dē dēgā , kamjōr banā dēgā , nirbal banā dēgā . 97Nirbal vā kamjōr bannē sē kamiyō̃ key|kī pravēśhtā śhurū hō jātī hai . 98Isliē sadaiv yah check karnā - mērī buddhi key|kī lagan bāp vā bāp K|kē karttavya sē thōṛī bhī dūr tō nahī̃ hai , bilkul samīp vā sāth-sāth hai ? 99Ājkal K|kē jamānē mē̃ kōī kiskā khūn kartā hai vā kōī bhraṣhṭāchār kā kārya kartā hai tō pahlē unkō dūr bhagākar lē jāyēgā .
70What does enthusiasm finish?
100Unkō akēlā , kamjōr banākar phir us par war|vār karēgā .
71It finishes laziness. 72Laziness is also a main vice.
101Tō māyā bhī chatur hai . 102Pahlē sarvśhaktivān bāp sē buddhi kō dūr kartī hai , phir jab kamjōr ban jātē haĩ tab war|vār kartī hai .
73At the present time, those effortmakers who are moving along the path of effort are attacked by Maya in the form of laziness in different ways.
103Kōī bhī sāth nahī̃ rahtā hai . 104Kyā bhī hō jāyē - apnī buddhi kō kabhī bāp kē sāth sē dūr na karnā . 105Jab kiskā war|vār hōtā hai tō unsē kaisē apnē kō bachānē liē chillātē haĩ , ghamsān kartē haĩ jissē kōī dūr na lē jā sakē . 106Yahā̃ phir jab dēkhō ki māyā hamārī buddhi key|kī lagan kō bāp sē dūr karnē key|kī kōśhiśh kartī hai , tō apnē andar bāp K|kē guṇ gānē haĩ , mahimā karnī hai .
74So, in order to finish laziness, constantly remain enthusiastic.
107Mahān ! 108Karttavya karnē lag jāō , chillāō nahī̃ .
75When someone has enthusiasm to earn an income, his laziness finishes.
109Bhakti mē̃ bhī guṇgān kartē haĩ nā . 110Yah yādgār bhī kab sē banā ?
76If someone does not have enthusiasm for any particular task, he will definitely have laziness.
111Yah mansā kā guṇgān karnā vāchā mē̃ lā diyā hai . 112Yathārth rīti sē guṇgān tō āp hī kar saktē hō nā .
77Therefore, never let go of your enthusiasm so that you become influenced by laziness and are deprived of performing elevated karma.
113Ab yathārth rūp mē̃ mansā saṅkalp sē , smr̥iti-svarūp mē̃ guṇgān kartē hō aur bhakti mē̃ sthūlatā mē̃ ātē haĩ tō mukh sē gānē lag paṛtē haĩ . 114Sabhī rīti - rasm śhurū tō yahā̃ sē hōtī haĩ nā .
78There are many types of laziness. 79Laziness becomes a great obstacle in your effort to move forward. 80When you say, "Okay, I will think about it", "I will do it", "I will definitely do it", it is a sign of laziness.
115Tō guṇgān karnē lag jāō .
81"I will do it", "It will happen".
116Apnē kō adhikārī samajh sarv śhaktiyō̃ kō kām mē̃ lāō .
82No, you have to start doing it instantly.
117Phir kab bhī māyā āpkī buddhi key|kī lagan kō dūr nahī̃ kar sakēgī .
83You have already imbibed in your intellect the knowledge and dharna you have received.
118Na dūr hōṅgē , na kamjōr hōṅgē , na hār khāyēṅgē . 119Phir sadā vijayī hōṅgē .
84However, what becomes an obstacle to it becoming practical is your own laziness.
120Tō yah slōganayād rakhnā ki ham anēk bār K|kē vijayī haĩ , ab bhī vijayī bankar hī dikhāyēṅgē . 121Jō anēk bār K|kē vijayī haĩ vah abhī phir hār khā saktē haĩ kyā ?
85"Achcha, I will do this from tomorrow", "If the other person does it, I will also do it", "I'll think about it today and do it from tomorrow".
122Kabhī nahī̃ . 123Hār khānā asambhav anubhav hōnā chāhiē .
86"I will finish this task and then do this afterwards."
124Jaisē agyānī ātmāō̃ kō vijay pānā asambhav anubhav hōtā hai nā .
87Such thoughts are a form of laziness. 88Whatever you want to do, do it now.
125Samajhtē haĩ - vijayī bannā hō bhī saktā hai kyā ?
89Do as much as you want to at this time.
126Tō jaisē agyānī kē liē vijayī bannā asambhav hai , is prakār gyānī ātmā kō hār khānā asambhav anubhav hōnā chāhiē .
90When you say these words, "I will think about it, I will do it later", there is "gaga" language at the end of it.
127Aisē vil-pāvar apnē mē̃ bharī hai ?
91These words are a sign of childhood.
128Apnē kō sarv samarpaṇ kiyā ?
92A little child speaks the language of "gaga".
129Sarv samarpaṇ uskō kahā jātā hai jiskē saṅkalp mē̃ bhī bāḍī-kānasēs na hō , dēh-abhiman na hō .
93This is a sign of carelessness. 94Therefore, never allow the form of laziness to come to you.
130Uskō kahā jātā hai sarv samarpaṇ . 131Apnē dēh kā bhān bhī arpaṇ karnā hai .
95Constantly maintain your enthusiasm because you become the instruments.
132Maĩ phalānī hū̃ - yah saṅkalp bhī arpaṇ hō . 133Uskō kahtē haĩ sarv samarpaṇ , sarv guṇō̃ sē sampann .
96When the instruments constantly maintain enthusiasm in their effort, then seeing them, others will also be enthusiastic.
134Sarv guṇō̃ sē sampann kō hī sampūrṇ kahā jātā hai . 135Kōī bhī guṇ key|kī kamī nahī̃ .
97What is it a sign of, if whilst moving along, you become tired in your effort, or your effort becomes ordinary?
136Abhī tō varṇan kartē hō nā ki yah kamī hai . 137Issē siddha hai ki sampūrṇ stage nahī̃ hai .
98If there are no obstacles, but there is no intense love either, that too is called laziness.
138Tō sarv guṇ sampann haĩ ? 139Tō lakṣhya yahī rakhnā hai ki sarv samarpaṇ bankar sarv guṇ sampann ban sampūrṇ stage kō prāpt karē̃gē hī .
99Many have the experience whereby they do not have any obstacles, they are moving along well, but they do not have that intense love, that is, they do not have any special enthusiasm.
140Aisē purūṣhārthiyō̃ kō bāp bhī vardān dētē haĩ ki sadā vijayī bhav .
100So this is also a sign of laziness. 101There are many types of laziness.
141Her|har saṅkalp mē̃ kamāl dikhāō yahī viśhēṣhtā dikhāō - jīvan kā phaislā kar āī hō nā ? 142Apnē āp sē phaislā karkē āī hō . 143Kōī bhī saṅskār K|kē vaśh nahī̃ hōnā .
102Never allow this laziness to come. 103First of all, laziness makes you into an ordinary effortmaker or it will make you distant from being close.
144Jō haĩ hī jagatjīt , viśvakē vijayī vah kiskē bhī vaśh hō nahī̃ saktē .
104And then, having made you distant, it will also deceive you.
145Jō svayã sarv ātmāō̃ kō najar sē nihāl karnē vālī haĩ , unkī najar aur kahā̃ bhī nahī̃ jā saktī .
105It will make you weak and powerless. 106By becoming weak and powerless, you become influenced by weaknesses.
146Aisē dr̥iṛh niśhchaybuddhi hō ? 147Apnī sabhī kamjōriyō̃ kō bhaṭṭhī mē̃ svāhā kiyā vā karnā hai ?
107Therefore, constantly continue to check whether your intellect has become distant from the Father or the Father's task.
148Phir aisē tō nahī̃ kahē̃gī ki bākī yah thōṛī rah gaī hai ?
108Is it completely close and with the Father?
149Apnī mansā key|kī jēb kō achchhī tarah sē jāñch karnā - kahā̃ kōī kōnē mē̃ kuchh rahā tō nahī̃ ?
109In today's world, when a person kills someone, or commits an act of violence, he first takes the victim somewhere far away.
150Vā jānabūjh kar jēb kharcha rakhā hai ? 151Yah achchhī tarah sē dēkhnā .
110He will isolate the victim to weaken him, and then attack him.
152Ummīdvār group hō vā issē bhī ūpar ?
111Maya is also clever.
153Issē ūpar kyā hōtā hai ? 154Ummīdvār bhī haĩ aur vijayī bhī haĩ .
112First, she makes your intellect distant from the Almighty Authority Father.
155Tō yah anēk bār kā vijayī group hai . 156Vijayī haĩ hī .
113Then, when the victim becomes weak, she attacks you.
157Ummīd key|kī bāt nahī̃ . 158Aisē vijayī hī vijay-mālā K|kē maṇakē bantē haĩ .
114No matter what happens, do not ever distance your intellect from the company of the Father.
159Ummīd nahī̃ lēkin 100 % niśhchay hai ki ham vijayī haĩ hī . 160Dēkhnā , māyā cum|kam nahī̃ hai . 161Māyā key|kī chham-chham , rimjhim cum|kam nahī̃ .
115When someone is being attacked, in order to save himself, he cries out and causes an upheaval, so that he cannot be taken far away.
162Māyā bhī baṛī raunakadār hai . 163Sabhī taraph sē , sabhī rūp sē māyā key|kī knowledge kō bhī samajh gayē hō ki māyā kyā chīz hōtī hai aur kis rūp sē , kis rīti sē ātī hai ? 164Iskī bhī pūrīnôlējalī hai ?
116When you see that Maya is trying to break the love of your intellect for the Father, begin to sing praise of Baba's virtues within yourself. 117Do not cry out in distress, but begin to perform an elavated task.
165Aisē tō nahī̃ kahē̃gē ki is bāt key|kī tō hamē̃ knowledge nahī̃ thī ?
118On the path of bhakti also, people sing praise of the virtues of God.
166Aisē anjān bankar apnē kō chhuṛānā nahī̃ .
119When did this memorial begin?
167Kaī kahtē haĩ hamkō tō patā nahī̃ thā ki aisē bhī kōī hōtā hai , kyā-kyā kartē rahtē haĩ !
120They have changed the singing of praise in the mind into the form of singing praise in words.
168Anjān hōnē kāraṇ bhī dhōkhē mē̃ ā jātē .
121Only you can sing the praise in an accurate way.
169Lēkin jab master knowledgeful hō tō anajānapanā nahī̃ rah saktā . 170Yah jō śhabda nikaltā hai ki mujhē is bāt kā gyān nahī̃ thā ; yah bhī kamjōrī hai . 171Gyānī arthāt gyānī .
122You sing praise in the accurate way through the thoughts of the mind and through being the embodiment of remembrance, whereas, on the path of bhakti, they take it in a gross way and so they start to use their lips.
172Kōī bhī bāt kā agyān rahā tō gyānī kahē̃gē kyā ?
123The systems and customs begin from here. 124Therefore, begin to sing praise.
173Gyān-svarūp kō kōī bhī bāt kā agyān na rahēgā .
125Consider yourself to have a right and use all the powers.
174Jō yōgyukt hōṅgē unkō na anubhav hōtē bhī aisā hī anubhav hōgā jaisē ki pahlē sē sabhī-kuch jāntē haĩ .
126Then Maya will never be able to break the love of your intellect. 127You will not be distanced; neither will you be weak nor will you be defeated.
175Trikāldarśhā phir anjān kaisē hō saktē haĩ !
128Then, you will be constantly victorious.
176Tō master knowledgeful bhī banē aur vijayī bhī banē ; tō hār asambhav hī anubhav hōgī nā .
129So remember the slogan of how you have been victorious many times. 130Now also, you will definitely be victorious.
177Ab dēkhē̃gē - yah group kaisī jhalak dikhātā hai ?
131Can those who have been victorious many times be defeated now?
178Āpkī jhalak sē sabhī kō bāp key|kī jhalak dikhāī dē .
132Not at all. 133You should feel it impossible to be defeated.
179Bēchārī ātmāyē̃ taṛaptī haĩ , bāp key|kī jarā jhalak dikhāī dē tō sarv prāpti hō . 180Tō ab bāp key|kī jhalak apnī jhalak sē dikhāō .
134Just as the souls who do not have knowledge find it impossible to be victorious, in the same way, knowledgeable souls should find it impossible to be defeated.
181Samjhā ? 182Tō yah vijayī group hai .
135Have you filled yourself with such willpower?
183Ullās sē ālasya kō bhagānē vālē hō .
136Have you surrendered yourself completely?
184Abhī practical dēkhē̃gē . 185Practice kō practical mē̃ kahā̃ tak lātī hō , yah bhī mālūm paṛ jāyēgā .
137To be truly surrendered means not to have any body consciousness or arrogance even in your thoughts.
186Yah kamāl dikhāō . 187Jō jis-jis bhī sthān par jāō , jis sāthī kē sāth service mē̃ madadgār banō unkē taraph sē kamāl K|kē sivāy aur kōī bāt hī na āyē .
138So you also have to surrender the consciousness of your body. 139Even surrender the thought, "I am soandso". 140This is called being totally surrendered and complete with all virtues.
188Ēk-ēk line mē̃ kamāl likhē̃ , tab kahē̃gē vijayī group hai .
141Only those who are complete with all virtues are said to be perfect.
189Bāp samān bankar dikhāō .
142No virtue should be missing.
190Aisē kamāl kar dikhāō jō baṛē bhī bāp K|kē guṇgān karē̃ ki sachmuch yah group nirvighna , sadā bāp key|kī lagan mē̃ magan rahnē vālā hai .
143At present, you say that you are lacking this, and this proves that you have not yet reached the perfect stage.
191Ēk K|kē sivāy aur kuchh sūjhtā hī nahī̃ .
144Are you complete with all virtues?
192Chāhē ēk bāp key|kī lagan , chāhē bāp K|kē karttavya key|kī lagan - iskē sivāy aur kuchh sūjhēgā hī nahī̃ .
145So keep the aim of being totally surrendered, complete with all virtues, and attaining the stage of perfection.
193Saṅsār mē̃ aur kōī vastu yā vyakti hai bhī - - yah anubhav hī na hō .
146Baba gives a blessing to such effortmakers: May you constantly be victorious.
194Aisī ēk lagan , ēk bharōsē mē̃ , ēkras avasthā mē̃ , chaṛhtī kalā mē̃ rahnē vālē bankar dikhāō , tab kahē̃gē kamāl .
147You have come here having taken a decision for your life, have you not? 148Have you come here having made a decision for yourself?
195 kyō̃ kō tō ēkdam bhasma karkē jānā , itnē tak jō kōī kāraṇ sāmnē banē tō us kāraṇ kō bhī parivartan kar nivāraṇ rūp banā dō .
149Do not ever be influenced by any sanskar. 150Those who are the conquerors of the world and victorious over the world cannot be under the influence of anyone.
196Phir yah nahī̃ kahnā ki yah kāraṇ thā . 197Kitnē bhī kāraṇ hō̃ - maĩ nivāraṇ karnē vālī hū̃ ; na ki kāraṇ kō dēkh kamjōr bannā hai .
151The vision of those who take others beyond with one glance, cannot go anywhere else. 152Do you have such determined faith in the intellect?
198Kāraṇ kō nivāraṇ mē̃ parivartan karnē vālē group hō . 199Iskō vijayī kahā jātā .
153Have you surrendered all your weaknesses in the bhatthi, or do you still have to do that?
200Aisē śhrēṣhṭh lakṣaṇadhārī bhaviṣhya mē̃ lakṣhmī rūp bantē haĩ .
154Then, you will not say that this little bit still remains, will you?
201Lakṣhmī arthāt lakṣhaṇ vālī . 202Tō abhī bhī chēhrē mē̃ , chalan mē̃ vah chamak dikhāī dēnī chāhiē .
155Check the pocket of your mind to see that nothing still remains in a corner.
203Aisē nahī̃ ki abhī tō yahā̃ sīkh rahē haĩ , vahā̃ jākar dikhāyēṅgī .
156Or, have you purposefully kept some pocketmoney? 157Check this very well.
204Jab yahā̃ apnā sabūt dēkar jāyēṅgī tab vahā̃ bhī sabūt dē sakē̃gī .
158Are you the group in whom there is hope? 159Or, are you even above that?
205Samjhā ? 206Abhī tum sabhī hō hī sēvādhārī .
160What is the stage above this?
207Sēvādhārī kab bhī suhējō̃ K|kē saṅkalp mē̃ nahī̃ ātē .
161There is hope in you and you are also victorious.
208Sarv sambandhō̃ sē sarv anubhav karnā , vah dūsrī bāt hai lēkin sadā smr̥iti mē̃ apnā sēvādhārī svarūp rakhnā hai .
162So this is the group that has been victorious many times. 163You are victorious; there is no question of keeping hope.
209Suhējō̃ mē̃ lagē̃gē tō sēvā bhūl jāyēgī .
164Only such victorious souls become the beads of the rosary of victory.
210Sēvādhārī hū̃ , viśhva-parivartan karnē vālī patit-pāvnī hū̃ , - yah apnā svarūp smr̥iti mē̃ rakhō .
165It isn't just a hope, but there is one hundred per cent faith that you are victorious.
211Patit-pāvnī kē ūpar kōī patit ātmā key|kī nazar key|kī parchhāī bhī nahī̃ paṛ saktī .
166Just be careful, Maya is no less. 167The sparkle and glamour of Maya is no less.
212Patit-pāvnī K|kē sāmnē ānē sē hī patit badalkar pāvan ban jāvē , itnī power chāhiē . 213Patit ātmāō̃ K|kē patit saṅkalp bhī na chal sakē̃ , aisī apnī brake powerful hōnī chāhiē . 214Jab uskā hī patit saṅkalp nahī̃ chal saktā tō patit-pan kā prabhāv kaisē paṛ saktā ? 215Yah bhī nahī̃ sōchnā - maĩ tō pāvan hū̃ lēkin is patit ātmā kā prabhāv paṛ gayā .
168Maya is very glamourous.
216Yah bhī kamjōrī hai . 217Prabhāv paṛnē kā arth|earth hī hai prabhāvśhālī nahī̃ hō , tab unkā prabhāv āpkō prabhāvit kartā hai .
169You have understood the knowledge of Maya in all her forms and in all her ways: of what Maya is and in what form and in what way she comes.
218Patit - pāvanī patit saṅkalpō̃ K|kē bhī prabhāv mē̃ nahī̃ ā saktī .
170Have you taken the full knowledge of this?
219Patit-pāvnī K|kē svapn mē̃ bhī patitapan K|kē saṅkalp vā scene nahī̃ ā saktī .
171You will not later on say that you did not have any knowledge of this aspect, will you?
220Agar svapn mē̃ bhī patitapan K|kē dr̥iśhya ātē haĩ tō samajhnā chāhiē ki patit saṅskārō̃ K|kē prabhāv kā asar hai .
172Do not free yourself by being so unknowing. 173Some say that they didn't even know that this could happen.
221Uskō bhī halkā nahī̃ chhōṛnā chāhiē .
174Look at what they continue to do!
222Svapn mē̃ bhī kyō̃ āyē ?
175Because of not knowing, you can be deceived.
223Itnī kaṛī dr̥iṣhṭi , kaṛī vr̥itti , kaṛī smr̥iti svarūp bannā chāhiē .
176However, those who are master knowledgefull cannot be ignorant.
224Patit ātmā mujh śhastradhārī śhakti kē āgē ēk second mē̃ bhasma hō jāē . 225Kōī vyakti bhasma nahī̃ hōgā lēkin unkē patit saṅskār nāśh hō jāyēṅgē .
177When you say the words that you did not have knowledge about this particular aspect, that is also a weakness. 178Knowledgefull means knowledgefull.
226Āsurī saṅskārō̃ kō nāśh karnē key|kī āvaśhyaktā hai . 227Maĩ patit-pāvnī , āsurī-patit saṅskār sãhārī hū̃ .
179If there is ignorance about any aspect, would that one be called a knowledgefull soul?
228Jō svayã sãhārī haĩ vah kab kiskā śhikār nahī̃ ban saktē .
180Those who are the embodiment of knowledge will not be ignorant about anything.
229Itnā practical prabhāv hōnā chāhiē jō kōī bhī āpkē sāmnē saṅkalp karē aur unkā saṅkalp mūrchhit hō jāē . 230Aisā kālī rūp bannā hai .
181Those who are yogyukt will experience themselves to be knowledgefull about everything in advance even though they may not have experienced it.
231Ēk second mē̃ patit saṅkalp key|kī bali lē lēvē̃ .
182How can those who are trikaldarshi be ignorant?
232Aisī bhalēvān banī hō jō kōī key|kī parchhāī bhī na paṛ sakē ?
183So you have become master knowledgefull and victorious.
233Kōmal nahī̃ bannā hai . 234Kōmal jō hōtē haĩ vah nirbal hōtē haĩ .
184Therefore, defeat will be impossible, will it not?
235Śhaktiyā̃ kōmal nahī̃ hōtī̃ .
185Now, we will see what sparkle this group shows.
236Māyā par taras kabhī nahī̃ karnā . 237Tum māyā kā tiraskār karnē vālī hō .
186Everyone should be able to have a glimpse of the Father through your sparkle.
238Jitnā māyā kā tiraskār karē̃gī utnā bhaktō̃ dvārā yā daivī parivār dvārā satkār prāpt karē̃gī . 239Māyā par rōb dikhānā hai , na ki rahm .
187The desperate souls are thirsty to see a glimpse of the Father, so that they can attain all attainments.
240Kōī K|kē purūṣhārth mē̃ madadgār bannē mē̃ taras karnā hai , māyā sē nahī̃ . 241Achchhā !
188So, now show a glimpse of the Father through your own sparkle. 189Do you understand? 190* * * O M S H A N T I * * *