3 - hamkō milī aisī khuśhī jō kahī̃ miltī nahī̃

Meditation Songs-07

to listen to it offline.

Hindi is also shown in Latin characters, using an adapted form of ISO 15919 transliteration.

How to read the transliteration

This site uses transliteration based on ISO 15919, with a few adaptations to make reading easier: h is added after c, ś and ṣ, and i after the vowel r̥. These adaptations bring it closer to the Hunterian system used in India while retaining the distinctive marks of ISO 15919.

Adaptations used on this site
ISO 15919On this site
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

A few reading pointers:

  • ā, ī, ū: the line above the letter indicates a long vowel.
  • ṭ, ḍ, ṇ: the dot below distinguishes retroflex consonants from t, d, n.
  • A tilde above a vowel indicates nasalisation.

Transliterated Hindi

hamkō milī aisī khuśhī jō kahī̃ miltī nahī̃
hamkō milī aisī khuśhī jō kahī̃ miltī nahī̃
phūl hai yā yē kali har bāg mē̃ khiltī nahī̃
hamkō milī aisī khuśhī jō kahī̃ miltī nahī̃
hamkō milī

rūp bhī anūp hai vā ajab yē raṅg hai
jagmagāē jyōtibindu vō tō apnē saṅg hai
rāt din ab yē nazar unsē zarā haṭatī nahī̃
rāt din ab yē nazar unsē zarā haṭatī nahī̃
hamkō milī aisī khuśhī jō kahī̃ miltī nahī̃
hamkō milī

dhup hai kī chhāō̃ hai yē nahī̃ murjhāēgī
gam kī āē ā̃dhiyā̃ tō bhī yē muskāēgī
hai amar apnī khuśhī jiskī umar ḍhaltī nahī̃
hai amar apnī khuśhī jiskī umar ḍhaltī nahī̃
hamkō milī aisī khuśhī jō kahī̃ miltī nahī̃
hamkō milī

tan rahē yā nā rahē hamkō kōī gam nahī̃
hai anōkhī yē khuśhī jō milī yē kam nahī̃
aur ab kyā chāhiē gātē jubā̃ thaktī nahī̃
aur ab kyā chāhiē gātē jubā̃ thaktī nahī̃
hamkō milī aisī khuśhī jō kahī̃ miltī nahī̃
hamkō milī aisī khuśhī jō kahī̃ miltī nahī̃
phūl hai yā yē kali har bāg mē̃ khiltī nahī̃
hamkō milī aisī khuśhī jō kahī̃ miltī nahī̃
hamkō milī aisī khuśhī jō kahī̃ miltī nahī̃
hamkō milī

← Back to songs