02 - hīrē jaisā milā hai jīvan mōtī jaisā man

Devotional Songs-09

to listen to it offline.

Hindi is also shown in Latin characters, using an adapted form of ISO 15919 transliteration.

How to read the transliteration

This site uses transliteration based on ISO 15919, with a few adaptations to make reading easier: h is added after c, ś and ṣ, and i after the vowel r̥. These adaptations bring it closer to the Hunterian system used in India while retaining the distinctive marks of ISO 15919.

Adaptations used on this site
ISO 15919On this site
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

A few reading pointers:

  • ā, ī, ū: the line above the letter indicates a long vowel.
  • ṭ, ḍ, ṇ: the dot below distinguishes retroflex consonants from t, d, n.
  • A tilde above a vowel indicates nasalisation.

Transliterated Hindi

hīrē jaisā milā hai jīvan mōtī jaisā man
hīrē jaisā milā hai jīvan mōtī jaisā man
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan
hīrē jaisā milā hai jīvan mōtī jaisā man
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan

murlī mē̃ hai bābā tērī jādu khudāī
murlī mē̃ hai bābā tērī jādu khudāī
sunkar kē dil mē̃ chāyī hai mastī maulāī
inhī̃ ruhānī nazrō̃ sē ham hō gayē pāvan
inhī̃ ruhānī nazrō̃ sē ham hō gayē pāvan
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan

ū̃chē haĩ saṅkalp jaisē ū̃chā himālay
ū̃chē haĩ saṅkalp jaisē ū̃chā himālay
esē basē dil mē̃ jaisē ban gayā śhivālay
rimjhim rimjhim atīndriy sukh barṣhē sāvan
rimjhim rimjhim atīndriy sukh barṣhē sāvan
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan

hamkō hai nāz bābā kyā sē kyā banāyē
hamkō hai nāz bābā kyā sē kyā banāyē
gātē gīt jiskē ab vō hamārē gāyē
dhartī gagan sabhī mil gātē hōkē yahī magan
dhartī gagan sabhī mil gātē hōkē yahī magan
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan
hīrē jaisā milā hai jīvan mōtī jaisā man
hīrē jaisā milā hai jīvan mōtī jaisā man
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan
diyā hai bābā hamkō nayā jīvan

← Back to songs